MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chanda re chanda re kabhi to zameen par aa baithenge baaten karenge chanda re chanda re kabhi to zameen par aa baithenge baaten karenge chanda re chanda re kabhi to zameen par aa baithenge baaten karenge tujh ko aate idhar laaj aaye agar odh ke aajaa tu baadal ghane chanda re chanda re kabhi to zameen par aa baithenge baaten karenge tujh ko aate idhar laaj aaye agar odh ke aajaa tu baadal ghane gulshan gulshan waadi waadi behti hai resham jaisi hawaa gulshan gulshan waadi waadi behti hai resham jaisi hawaa jungle jungle parvat parvat hain neend mein sab ik mere siwaa chanda chanda aajaa sapnon ki neeli nadiyon mein nahaayen aajaa ye taaren chun ke hum haar banaayen inn dhundhali dhundhali raahon mein aa dono hi kho jaayen chanda re chanda re kabhi to zameen par aa baithenge baaten karenge tujh ko aate idhar laaj aaye agar odh ke aajaa tu baadal ghane chanda se poonchenge hum saare sawaal niraale jharne kyun gaate hain panchhi kyun matwaale hoooo kyun hai saawan click here
chanda reeeee jaaaa reeeee jaaaa reeeee chanda re ja re ja re chanda re ja re ja re piya se sandesa mora kaiyo jaaaa chanda re ja re ja re piya se sandesa mora kaiyo jaaaa mora tum bin jiya naa laage re piya mora tum bin jiya naa laage re piya mohe ik pal chain naa aaye chanda re ja re ja re kiske mann mein jaaye base ho kiske mann mein jaaye base ho humre mann mein agan lagaaye humre mann mein agan lagaaye humne tori aas mein baalam deep jalaaye deep bhujhaaye deep jalaaye deep bhujhaaye phir bhi tera mann naa pighala humne kitne neer bahaaye chanda ja re ja re chanda re ja re ja re ghadiyaan gin gin din bitat hai ghadiyaan gin gin din bitat hai ankhiyon mein kat jaaye raina ankhiyon mein kat jaaye raina tori aas liye baithe hain hanste naina rote naina hanste naina rote naina humne tori raah mein preetam pag pag pe hai nain bichhaye chanda ja re ja re chanda re ja re ja re piya se sandesa mora kaiyo jaaaa chanda re ja re ja re click here
ho ho ho ho ho ho chanda re mere bhaiya se kehna ho mere bhaiya se kehna behna yaad kare ho chanda re mere bhaiya se kehna ho mere bhaiya se kehna behna yaad kare ho chanda re kya batlaun kaisa hai woh bilkul tere jaisa hai woh tu usko pehchaan hi lega dekhega to jaan hi lega tu saare sansar mein chamke har basti har gaanv mein damke kehna ab ghar wapas aa ja kehna ab ghar wapas aa ja tu hai ghar ka gehna behna yaad kare ho chanda re rakhi ke dhaage sab laayein kehna ab na raah dikhaye maa ke naam ki kasmein dena bhent meri ke rasmein dena poochhna us roothe bhai se bhool huyi kya maa daai se behan paraya dhan hai kehna behan paraya dhan hai kehna usne sada nahin rehna behna yaad kare ho chanda re mere bhaiya se kehna ho mere bhaiya se kehna behna yaad kare ho chanda re chanda re chanda re click here
naina to dukhne lage panth nihar nihar har dhadkan papiha bani piya pukar pukar chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja sajni ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda re palkon ki hai kalam banayi kajal beh kar bani siyaahi kaise likhun kahani ghum ki tu hi mujhe bata de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re chanda re hum khush hain ghum diya hai tune ye ehsaan kiya hai tune jahaan raho khush raho meri iss dua ka asar dikha de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja sajni ko pahuncha de re chanda re o aakash ke sundar darpan tu hi sajni tu hi saajan bichhde dilon ko phir se mila de rota chaman hansa de re chanda re mori patiyan le ja patiyan le ja saajan ko pahuncha de re wo likh sake jawaab unhe tu mera pata bata de re chanda reee click here
chanda se hoga wo pyaara phoolon se hoga wo nyaara naachega aangan mein chham chham nanha sa munna humara chanda se hoga wo pyaara phoolon se hoga wo nyaara naachega aangan mein chham chham nanha sa munna humara aaaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaaa khilti ho jaise kali si hogi zabaan totli si khilti ho jaise kali si hogi zabaan totli si papa o mama o baba paklenge hum chaand taala chanda se hoga wo pyaara phoolon se hoga wo nyaara naachega aangan mein chham chham nanha sa munna humara aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa ab tak chhupa hai wo aise seepi mein moti ho jaise ab tak chhupa hai wo aise seepi mein moti ho jaise pariyon ki nagri se chal kar aata hi hoga dulaara chanda se hoga wo pyaara phoolon se hoga wo nyaara naachega aangan mein chham chham nanha sa munna humara hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
chanda se pyaare ankhiyon ke taare so jaa re maiyya ke raajdulaare so jaa dulaare so jaa re so jaa so jaaaaaaaa soya hai chanda soya gagan soyi dishayen soya pawan soya hai chanda soya gagan soyi dishayen soya pawan hoooo oooo tu bhi to so jaa neendiyaa pukaare chanda se pyaare ankhiyon ke taare so jaa re maiyya ke raajdulaare so jaa dulaare so jaa re so jaa so jaaaaaaaa so jaa reeeeeeeee so jaa reeeeeee laal tu gopal pyaare nand ghar anand kar dhal chuki hai raat aadhi ab to palken band kar so gaye jhilmil sitaare tu bhi so jaa re sapan na dil mein kho jaa re hooo oooo chup chup kare tujhse pariyaan ishaare so jaa reeeeeeeeeee so jaa reeeeeee so jaa re so jaa so jaaaaaaaa toot gayi meri kismat ki dori dukhiyare mann se sunaun kya lori toot gayi meri kismat ki dori dukhiyare mann se sunaun kya lori hooo oooo asunwan ke jhule mein ab naa jhula re so jaa dulaare so jaa re so jaa so jaaaaaaaa so jaa reeeeee so jaa reeeeeeeee aaj tere tan mein mana ik zara si jaan hai click here
hoooo chandan kaa palanaa resham ki dori jhulaa jhulaun nindiyaa ko tori chandan kaa palanaa so jaa tu aise mori sajaniyaa sajiyaa pe soye jaise dulhaniyaa chandaa kaa tikaa maathe lagaaun taaron ki maalaa tujhko pinaahun taaron ki maalaa tujhko pinaahun tohe sulaaun gaa gaa ke lori jhulaa jhulaun nindiyaa ko tori chandan kaa palanaa oonche gagan se koi bulaaye aayin hain pariyaan dolaa sajaaye saajan se milane door chali jaa udke tu nindiyaa phurr chali jaa udke tu nindiyaa phurr chali jaa chandaa pukaare aajaa chakori jhulaa jhulaun nindiyaa ko tori chandan kaa palanaa click here
chandan sa badan chanchal chitvan dheere se tera ye muskaana chandan sa badan chanchal chitvan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalo mujhe dosh naa dena jag waalo ho jaaye agar dil deewaana chandan sa badan chanchal chitvan ye vishaal nayan jaise neel gagan panchhi ki tarah kho jaaun main sarhaana jo ho teri baahon ka angaaron pe so jaaun main mera bairaagi mann dol gaya mera bairaagi mann dol gaya dekhi jo adaa teri mastaana chandan sa badan chanchal chitvan tann bhi sunder mann bhi sundar tu sundartaa ki murat hai kisi aur ko shaayad kam hogi mujhe teri bahot zururat hai pehle bhi bahot dil tarsaa hai pehle bhi bahot dil tarsaa hai tu aur naa dil ko tarsaana chandan sa badan chanchal chitvan dheere se tera ye muskaana click here
chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalao mujhe dosh naa dena jag waalao ho jaaun agar main deewana chandan sa badan chanchal chitwan ye kaam kamaan bhanve teri palkon ke kinaare kajraare ye kaam kamaan bhanve teri palkon ke kinaare kajraare maathe par sindoori sooraj honthon pe dehkate angaare saaya bhi jo tera pad jaaye saaya bhi jo tera pad jaaye aabaad ho dil kaa viraana chandan sa badan chanchal chitwan tan bhi sundar mann bhi sundar tu sundarta ki murat hai tan bhi sundar mann bhi sundar tu sundarta ki murat hai kisi aur ko shaayad kam hogi mujhe teri bahot zarurat hai pehle bhi bahot main tarsaa hoon pehle bhi bahot main tarsaa hoon tu aur naa mujhko tarsaana chandan sa badan chanchal chitwan dheere se tera ye muskaana mujhe dosh naa dena jag waalao mujhe dosh naa dena jag waalao ho jaaun agar main deewana chandan sa badan chanchal chitwan click here
chandani chand se hoti hai sitaron se nahin chandani chand se hoti hai sitaron se nahin pyaar bhi ek se hota hai hazaron se nahin pyaar bhi ek se hota hai hazaron se nahin phir to bulbul se milo aaj baharon se nahin ye nazar tumse hai aabaaj nazaron se nahin chandani chand se hoti hai sitaron se nahin pyaar bhi ek se hota hai hazaron se nahin maine tumko nahin samjha tha khatakaar hoon main maine tumko nahin samjha tha khatakaar hoon main jo saza chaaho mujhe de do gunahgaar hoon main ab to zanjiron se bandho mujhe haaron se nahin badla lete hain magar apne hi pyaron se nahin chandani chand se hoti hai sitaron se nahin pyaar bhi ek se hota hai hazaron se nahin paas bhi tum ho aur aankhon mein nasha chamke bhi paas bhi tum ho aur aankhon mein nasha chamke bhi ho to sakti hai galat baat koi humse bhi shokhiyaan keeje magar pyaar ke maaron se nahin lab na khul paayen to keh dungi isharon se nahin chandani chand se hoti hai sitaron se nahin pyaar bhi ek se hota hai click here
chandani raat mein chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai khud pe itraate huye khud se sharmaate huye chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai neele ambar pe kahin jhoole mein saat rangon ke hunsi jhoole mein nazon andaaz se nazon andaaz se lahraate huye khud pe itraate huye khud se sharmaate huye chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo aa aaaaaa jaagti jheel ke sahil pe kahin leke haathon mein koi saaz e hunsin ek rangeen ghazal ek rangeen ghazal gaate huye phool barsaate huye pyaar chhalkaate huye chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai khul ke bikhare jo mahakate gesu ghul gayi jaise hawaa mein khushboo meri har saans ko meri har saans ko mahkaate huye khud pe itraate huye khud se sharmaate huye chandani raat mein ik baar tujhe dekha hai oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo oo aa aaaaaa tune chehre pe jhukaaya chehra maine haathon se chhupaaya chehra laaj se sharm se laaj se click here
chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein ye khaamoshi ye tanhaai kisi bhi kaam naa aayi ye khaamoshi ye tanhaai kisi bhi kaam naa aayi suni kuchh baat naa meri naa apni baat samjhaayi naa apni baat samjhaayi chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein zara si raat badhne de zara sa chaand ghatne de zara si raat badhne de zara sa chaand ghatne de abhi jo haath hai dil par use dam bhar to hatne de use dam bhar to hatne de chandani raat mein yun dil ko jalaa ke to naa jaa mere soye huye armaan jagaa ke to naa jaa chandani raat mein tera aa kar chale jaana humen kar dega deewana tera aa kar chale jaana humen kar dega deewana khudara yun to naa todo labon tak laa ke paimaana labon tak laa ke click here
o dekho ji dekho ji dekho ji dekho dekho taare ko taara kehta hai gupchup ye karke ishaara ho karke ishaara kya chandani raat mein jaane kya baat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein ho chandani raat mein jaane kya baat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein dekh rahi aaj main sapna naya re kaanon mein koi kuchh keh ke gaya re dekh rahi aaj main sapna naya re kaanon mein koi kuchh keh ke gaya re dheere se le ke haathon mein haath re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein ho chandani raat mein jaane kya baat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein chanda ko dekh ke ji rahi chakori saanware ko dekh ke jhoom rahi gori chanda ko dekh ke ji rahi chakori saanware ko dekh ke jhoom rahi gori haathon se naach re man bhi muskaat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein ho chandani raat mein jaane kya baat re aaj kisi ki huyi pehli mulaqaat re chandani raat mein o dekho ji dekho ji dekho ji click here
la la laaa hmm hmmm hmmm akhiyon mein chhote chhote sapne sajaike bahiyon mein nindiya ke pankh lagaike chanda mein jhule meri bitiya rani chandani re jhoom hoo chandani re jhoom akhiyon mein chhote chhote sapne sajaike bahiyon mein nindiya ke pankh lagaike chanda mein jhule meri bitiya rani chandani re jhoom ho chandani re jhoom yahi to kali hai pyaari meri saari bagiya mein yahi to kali hai pyaari meri saari bagiya mein maine yahi moti paya jeewan nadiya mein mamta lutaun aisi mach jaye dhoom chandani re jhoom hoo chandani re jhoom nindiya ke sang sang raja koi aayega nindiya ke sang sang raja koi aayega bindiya lagayega re mala pehnayega leja phir pyare pyare mukhde ko choom chandani re jhoom hoo chandani re jhoom akhiyon mein chhote chhote sapne sajaike bahiyon mein nindiya ke pankh lagaike chanda mein jhule meri bitiya rani chandani re jhoom hoo chandani re jhoom chandani re jhoom ho chandani re jhoom click here
hmm hmm hmmm hmm hmm hmmm ankhiyon mein chhote chhote sapne sajaaye ke pahiyon mein nindiyaa ke pankh lagaaye ke chanda mein jhoole meri bitiyaa raani chandani re jhoom hooo chandani re jhoom yahi to kali hai pyaari meri saari baghiyaa mein hoo yahi to kali hai pyaari meri saari baghiyaa mein maine yahi moti paaya jeevan nadiyaa mein mamta lootaun aisi mach jaaye dhoom chandani re jhoom hooo chandani re jhoom kya kya na tere liye besh banaaya hai hooo kya kya na tere liye besh banaaya hai kya nahin beeti phir bhi tujhe behlaaya hai tere liye main raha gali gali ghoom chandani re jhoom hooo chandani re jhoom ankhiyon mein chhote chhote sapne sajaaye ke pahiyon mein nindiyaa ke pankh lagaaye ke chanda mein jhoole meri bitiyaa raani chandani re jhoom hooo chandani re jhoom chandani re jhoom hooo chandani re jhoom click here
lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori chandaniya chhup jaana re chhan bhar ko luk jaana re neendiya aankhon mein aaye bitiya meri so jaaye hmmmmm neendiya aankhon mein aaye bitiya meri so jaaye leke god mein sulaaun gaaun raat bhar sunaaun main lori lori ho main lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori kardhaniya chhum chhum baje palkan mein sapna saje dheeme dheeme haule haule pawan basanti doley hmmmm dheeme dheeme haule haule pawan basanti doley leke god mein sulaaun gaaun raat bhar sunaaun main lori lori oh ho main lori lori meri muniya rani bane mehlon ka raja miley dekhe khushiyon ke mele dard kabhi na jhele ooo dekhe khushiyon ke mele dard kabhi na jhele leke god mein sulaaun gaaun raat bhar sunaaun main lori lori hmmmm main lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori lori click here
chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho poochh rahi hai lehar lehar se kaun hai ye matwaali poochh rahi hai lehar lehar se kaun hai ye matwaali tann ki gori chanchal chhori gende ki ek daali hoooooo oooooo roop ki chadhti dhoop sunehra rang aaj barsaaye o rama ho rama ho chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho parvat parvat ghoom ke aayi ye albeli dhaara parvat parvat ghoom ke aayi ye albeli dhaara kya jaane kis aasmaan se toota hai ye taara hoooooo oooooo shola ban ke phool kamal ka jal mein behta jaaye o rama ho rama ho chandaniya nadiyaa beech nahaaye o sheetal jal mein aag lagaaye ke chanda dekh dekh muskaaye ho rama ho rama ho click here
chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya kal tak jisne kasmen khaayin dukh mein saath nibhane ki aaj wo apne sukh ki khatir ho gayi ek begaane ki shehnaaiyon ki goonj mein dab ke reh gayi aah deewaane ki dhanwaanon ne deewaane ka ghum se rishta jod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya wo kya samjhe pyaar ko jinka sab kuchh chaandi sona hai dhan waalon ki is duniya mein dil to ek khilona hai sadiyon se dil tootta aaya dil ka bas ye rona hai jab tak chaaha dil se khela aur jab chaaha tod diya ek dhanwaan ki beti ne nirdhan ka daaman chhod diya chaandi ki deewar na todi pyaar bhara dil tod diya kal tak jisne kasmen khaayin dukh mein saath nibhane ki aaj wo apne sukh ki khatir ho gayi ek click here
chandani aayi banke pyaar o sajana o sajana chandani aayi banke pyaar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana jeevan mein preet naa ho yeh bhi hai reet koi yeh bhi hai reet koi dekho jee mere bina gana naa geet koi dekho jee mere bina gana naa geet koi gana naa geet koi toot naa jaye dil ke taar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana bedardi sainyan mujhe dukhiya ki laaj rahe dukhiya ki laaj rahe kahne ki baat nahin ab tumse kaun kahe kahne ki baat nahin ab tumse kaun kahe ab tumse kaun kahe sun lo mere dil ki pukaar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana ankhiyaan mila ke zara ulfat kaa rang bharo ulfat kaa rang bharo mere ban jaaoge tum iska ikraar karo mere ban jaaoge tum iska ikraar karo iska ikraar karo aata nahin dil baar baar o sajana o sajana laagi mere dil par kataar o sajana o sajana chandani aayi banke pyaar o sajana o sajana click here
chandni o meri chandni tu meri chandni rang bhare baadal se tere naino ke kaajal se maine iss dil pe likh diya tera naam chandni o meri chandni rang bhare baadal se tere naino ke kaajal se maine iss dil pe likh diya tera naam chandni o meri chandni lal lal lal lal lal la lal lal lal lal lal la lala lala lala lala lal la lala lala lala lala lal la chandni o meri chandni bin poochhe ye kaam kiya tumne mujhe badnaam kiya pyaar mujhe tum karte ho phir kis baat se darte ho phir kis baat se darte ho dil pe likhi baaton ko ponchh na de tu aanchal se maine iss dil pe likh diya tera naam chandni o meri chandni koi phool koi tauhfa tum kuchh bhi saath nahin laate apni mehbooba se milne khaali haath nahin aate khaali haath nahin aate aaj main phir bhool gaya yaad rakhunga yeh kal se maine iss dil pe likh diya tera naam chandni o meri chandni chandni o meri chandni naam mera dil par likh kar tumne baat bana li hai maine to dil ke ander teri tasveer laga li hai teri tasveer click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chanda Re Chanda Re Sapnay (1997) 05:56 20276
 
Poster of Sapnay (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Kajol, Arvind Swamy
Duration : 05:56   Song Number : 20276   

Chanda Re Ja Re Ziddi (1948) 03:14 14448
 
Poster of Ziddi (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Raag- 
Chaya-Nat
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:14   Song Number : 14448   

Chanda Re Mere Chambal Ki Kasam (1980) 04:29 32828
 
Poster of Chambal Ki Kasam (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Fareeda Jalal
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 04:29   Song Number : 32828   

Chanda Re Mori Patiyan Le Ja Banjarin (1960) 04:28 16206
 
Poster of Banjarin (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Pt Madhur
Music Director- 
Pardesi
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Lalita Kumari
Raag- 
Durga
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 16206   

Chanda Se Hoga Woh Pyaara Main Bhi Ladki Hoon (1964) 03:33 16269
 
Poster of Main Bhi Ladki Hoon (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Dharmendra
Duration : 03:33   Song Number : 16269   

Chanda Se Pyaare Suvarna Sundari (1958) 05:49 15169
 
Poster of Suvarna Sundari (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Aadi Narayan Rao
On Screen Actors- 
Niranjan Sharma, Shayama
Duration : 05:49   Song Number : 15169   

Chandan Kaa Palanaa Shabab (1954) 03:29 14199
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Pilu
Duration : 03:29   Song Number : 14199   

Chandan Sa Badan (Female) Saraswatichandra (1968) 03:23 11972
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan, Manish
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:23   Song Number : 11972   

Chandan Sa Badan (Male) Saraswatichandra (1968) 03:59 20277
 
Poster of Saraswatichandra (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Nutan, Manish
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:59   Song Number : 20277   

Chandani Chand Se Hoti Hai Aaj Ka Mahatma (1976) 04:34 38094
 
Poster of Aaj Ka Mahatma (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rekha, Randhir Kapoor
Duration : 04:34   Song Number : 38094   

Chandani Raat Mein Dil E Nadaan (1982) 05:36 20279
 
Poster of Dil E Nadaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Jaya Prada
Duration : 05:36   Song Number : 20279   

Chandani Raat Mein Ek Shriman Ek Shrimati (1969) 04:21 13236
 
Poster of Ek Shriman Ek Shrimati (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:21   Song Number : 13236   

Chandani Raat Mein Nirala (1950) 02:53 39065
 
Poster of Nirala (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Pyarelal Santoshi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:53   Song Number : 39065   

Chandani Re Jhoom (Female) Nauker (1979) 04:38 36929
 
Poster of Nauker (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 04:38   Song Number : 36929   

Chandani Re Jhoom (Male) Nauker (1979) 04:11 13841
 
Poster of Nauker (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:11   Song Number : 13841   

Chandaniya (Lori Lori) Rowdy Rathore (2012) 03:54 32852
 
Poster of Rowdy Rathore (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Shreya Ghoshal
Duration : 03:54   Song Number : 32852   

Chandaniya Nadiya Beech Nahaye Anjaan (1956) 03:10 38920
 
Poster of Anjaan (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Pradeep Kumar
Duration : 03:10   Song Number : 38920   

Chandi Ki Deewar Vishwas (1969) 05:19 20278
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jitendra
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:19   Song Number : 20278   

Chandni Aayi Ban Ke Pyaar Dulari (1949) 03:41 32422
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:41   Song Number : 32422   

Chandni O Meri Chandni Chandni (1989) 04:47 20248
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Shri Devi
Duration : 04:47   Song Number : 20248