MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chalo sajna jahan tak ghata chale chalo sajna jahan tak ghata chale laga kar mujhe galeeee chalo sajna jahan tak ghata chale chalo sajna jahan tak ghata chale sundar sapnon ki hai manzil kadam ke neeche sundar sapnon ki hai manzil kadam ke neeche fursat kis ko itni dekhe jo mud ke peechhe tum chalo hum chalen hum chalen tum chalo saawan ki hawa chaleee chalo sajna jahan tak ghata chale dhadkan tumhre dil ki uljhi humari latt mein dhadkan tumhre dil ki uljhi humari latt mein tumhre tan ki chhaya kaajal bani palak mein ek hain do badan do badan ek hai aanchal ke tale taleee chalo sajna jahan tak ghata chale pathreeli rahon mein tum sang main jhoom loongi pathreeli rahon mein tum sang main jhoom loongi khaaoge jab thokar honthon se choom loongi pyaar ka aaj se aaj se pyaar ka hum se silsila chaleee chalo sajna jahan tak ghata chale laga kar mujhe galeeeee chalo sajna jahan tak jahan tak ghata chale chalo sajna jahan tak ghata chale click here
chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein gaati sarsaraati in hawaaun sang aao paas mere aana sapnon ka safar hai mere dil ka ye bhanwar hai ismein doob jaana zara sa lamhaa chhupa tha ab mil gaya jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein madham roshani hai aur chanchal chandani hai chale aao na shabnam si chubhan hai aur mehka sa milan hai door jaao na suhaana sapna tumhaara sach ho gaya jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein chalo tumko lekar chale hum un fizaaon mein jahaan meetha nasha hai taaron ki chhanw mein click here
hoooooooo haaa haaa haaa haaaa hoooooooo haaa haaa haaa haaaa chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat jaana humko jaana hai wahaan apne dil ki manzil hai jahaan chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat gaadi chhuti pehla safar hai shuru poori hogi dil mein hai jo aarzoo gaadi chhuti pehla safar hai shuru poori hogi dil mein hai jo aarzoo ye safar hai naya hai naye raasteeee chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat hum to udd ke chhune chale aasmaan dekha kab tha ye khoobsurat jahaan hum to udd ke chhune chale aasmaan dekha kab tha ye khoobsurat jahaan hum jawaan dil jawaan hain jawaan haunsalen chalte chaleeeeee lehron ke saath yaad nahinnnnn din hai ke raat aayen toofan chaahe uthe aandhiyaan hum ko ik din paana hai saahil yahaan aayen toofan chaahe uthe aandhiyaan hum ko ik din paana hai saahil yahaan sach kabhi honge to mere click here
la la la la la la la la la la la la chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi rukti nahin hai zindagi kisi bhi mod par kya paayega koi kisi ke dil ko tod kar rukti nahin hai zindagi kisi bhi mod par kya paayega koi kisi ke dil ko tod kar todo na saaz e dil ke saaz e dil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi khatron se khelne ka kareena bhi aayega marna agar aa jaaye to jeena bhi aayega khatron se khelne ka kareena bhi aayega marna agar aa jaaye to jeena bhi aayega halchal ki har ek mauj mein shaamil hai zindagi manzil se aur aage manzil se aur aage ki manzil hai zindagi chalte chalo chalta hua saahil hai zindagi click here
chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna rote hanste bas yunhi tum gun gunaate rehana kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna pyaar karte karte hum tum kahin kho jaaenge inhi baharon ke aanchal mein thak ke so jaaenge pyaar karte karte hum tum kahin kho jaaenge inhi baharon ke aanchal mein thak ke so jaaenge sapanon ko phir bhi tum yunhi sajaate rehna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna beech raah mein dilbar bichhad jaaein kahin hum agar aur suni si lage tumhein jivan ki ye dagar beech raah mein dilbar bichhad jaaein kahin hum agar aur suni si lage tumhein jivan ki ye dagar hum laut aaenge tum yunhi bulaate rehna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida na kehna kabhi alvida na kehna rote click here
chalte chalte mere ye geet yaad rakhna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna rote hanste bas yun hi tum gungunaate rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna alvida to ant hai aur ant kisne dekha ye judaai hiii milan hai jo humne dekha yaadon mein aa kar tum yun hi gaate rehna kabhi alvida naa kehna kabhi alvida naa kehna click here
chalte chalte in raahon par aisa bhi kuchh ho jaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai chalte chalte in raahon par aisa bhi kuchh ho jaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai koi khushi alag se jab ho saki na haasil kisi aur ki khushi me hum ho gaye hai shaamil koi khushi alag se jab ho saki na haasil kisi aur ki khushi me hum ho gaye hai shaamil aa haa oo hoo aise bhi hans lete hain hum aise me bhi dil gaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai ye zindagi bhi kaisi bhoolon ka silsila hai majbooriyon se haara har ek honsla hai ye zindagi bhi kaisi bhoolon ka silsila hai majbooriyon se haara har ek honsla hai aa haa oo hoo koi dukh me jee leta hai koi sukh me mar jaata hai koi anchaaha mil jaata hai aur man chaaha kho jaata hai kismat me jo likha tha paaya hai zindagi me kyun dhundne ko jaayen hum dosh aadmi mein kismat me jo likha tha paaya hai zindagi me kyun dhundne ko jaayen hum dosh aadmi click here
chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada hey chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada maine kya keh diya tune kya sun liya maine kya keh diya tune kya sun liya ho gayi tu khafa haaye rabba ruk chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada sunle meri kahani pehli nazar mein jaani ha sunle meri kahani pehli nazar mein jaani ki tune meri raani ye beimani khoob hai ye ada apna dil na diya mera dil le liya haaye rabba ruk chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada teri to matki tooti apna to dil hi toota haye teri to matki tooti apna to dil hi toota gussa ye chhod jhuta ohh meri roopa kuchh to insaaf kar pyaar se tu na darr chal mere saath ghar haaye rabba ruk chalte chalte peechhe mudke dekh zara tere raste mein hai tera yaar khada oh maine kya keh diya tune kya sun liya maine kya keh diya tune kya sun liya ho gayi tu khafa haaye rabba ruk click here
chalte chalte chalte chalte yunhin koi mil gaya tha yunhin koi mil gaya tha sare raah chalte chalte sare raah chalte chalte wahin tham ke reh gayi hai wahin tham ke reh gayi hai meri raat dhalte dhalte meri raat dhalte dhalte jo kahi gayi na mujhse jo kahi gayi na mujhse wo zamaana keh raha hai wo zamaana keh raha hai ke fasana ke fasana ban gayi hai ke fasana ban gayi hai meri baat talte talte meri baat talte talte yunhin koi mil gaya tha yunhin koi mil gaya tha sare raah chalte chalte sare raah chalte chalte yunhin koi mil gaya tha sare raah chalte chalte chalte chalte sare raah chalte chalte chalte chalte chalte chalte chalte chalte yunhin koi mil gaya tha yunhin koi mil gaya tha shab e intezaar aakhir shab e intezaar aakhir kabhi hogi muqtasar bhi kabhi hogi muqtasar bhi ye chirag ye chirag bujh rahen hain ye chirag bujh rahen hain mere saath jalte jalte mere saath jalte jalte ye chirag bujh rahen hain ye chirag bujh rahen hain ye chirag bujh rahen hain ye click here
chalti chali jaa zindagi ki dagar kabhi khatam naa ho ye safar manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi chalti chali jaa zindagi ki dagar kabhi khatam naa ho ye safar manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi mud ke naa dekhe kuchh bhi naa bole bhed apne dil kaa raahi naa khole aayaa kahaan se kiss desh kaa hai koi naa jaane kya dhundhataa hai manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi door kaa raahi jhalke naa kuchh bhi aashaa niraasha kya koi samjhe nainon ki bhaasha chehraa ke jaise kora safaa hai kismat ne jis par kuchh naa likha hai manzil ki usse kuchh bhi naa khabar phir bhi chala jaaye door kaa raahi door kaa raahi door kaa raahi click here
hey ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai haan duniya ki dhoop aur chanw mein chalti ka naam zindagi hai duniya ki dhoop aur chanw mein chalti ka naam zindagi hai hey chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi sachchayi ko aur jhooth ko parkhe agar teri nazar sachchayi ko aur jhooth ko parkhe agar teri nazar to dekh ja nazdeek se phoolon ka bhi hai kya jigar kaanton ki tej nok par palti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai hey chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi hai chalti ka naam zindagi haan ohh tere hann han han heyyy haa haa hey hey manzil mile ya na mile chalta hi chal tu rukna nahin manzil mile ya na mile chalta hi chal tu rukna nahin haan aandhi chale ya tufan mile saamne uske jhukna nahin sanche mein rang birang ke dhalti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi click here
apna nahin par apna lage jaane kaisa ye raaz hai hanste hain lab rota hai dil jeene ka ye bhi andaaz hai girti sambhalti jhumti masti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai kya hai galat kya hai sahi kaisa nasha ye kaisa garoor josh e junoon rishte khoon koi bataaye kaise hon door jaani anjaani bhool ki galti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai ladte hain kyun aapas mein hum nadaani hai ye diwanapan shohrat rahe na daulat rahegi jaayenge sab hi odhe kafan patjhad mein aur bahaar mein khilti ka naam zindagi hai ghum aur khushi ke beech mein chalti ka naam zindagi hai click here
chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai ye tere mere pyaar ki pehli bahaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai ye tere mere pyaar ki pehli bahaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai tadap utha hoon main tadap utha hoon main machal gaya hai dil ye jaan le kareeb aa na mere sabr ka tu imtihaan na le kareeb aa na mere sabr ka tu imtihaan na le mujhe pata na tha tu itna beqaraar haieeeeeeee chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai mujhe pasand kar liya hai toone kyun pata nahin mujhe pasand kar liya hai toone kyun pata nahin kisi haseen ki to mujh mein koi bhi ada nahin teri isi ada pe to ye dil nisaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai chaman chaman o jaaneman khila ye pyaar hai milan mein der hai abhi milan mein der hai abhi to hum mile hain kis liye abhi talak wahi puraane faasle hain kis liye click here
chaman ke phool bhi tujh ko gulaab kehte hain humin nahin hai sabhi humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain nazar mila ke mere dil ki baat pehchano suna hai chehre ko suna hai chehre ko dil ki kitaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko saaz e dil chhed diya hai to ye nagmaa sun lo bikhri bikhri hai mere pyaar ki kirne sun lo isi kiran ko sanam aaftaab kehte hain humin nahin humin nahin humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko aaj tak dekhi nahin aisi dehakti aankhen daal do hans ke inn aankhon mein chhalati aankhen sambhal ke peena ise sab sharaab kehte hain humin nahin hoye humin nahin humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko gulaab kehte hain humin nahin hai sabhi laajawaab kehte hain nazar mila ke mere dil ke baat pehchano suna hai chehre ko dil ki kitaab kehte hain chaman ke phool bhi tujh ko click here
chaman ke saath nasheman bhi jal ke khaak hua hum intzaar hi karte rahe bahaaron ka yun besabab jahaan mein jiye ja rahe hain hum hmm hmm hmm hmm jaise koi gunaah kiya ja rahe hain hum hmm hmm hmm hmm yun besabab jahaan mein dil hai kisi ujde huye gulshan ki kahaani dil hai kisi ujde huye gulshan ki kahaani aansu isi banjar mein barasta hua paani saansen hain zehar aur saansen hain zehar aur piye ja rahe hain hum hmm hmm hmm hmm yun besabab jahaan mein jalte huye armaanon ko seene mein dabaaye jalte huye armaanon ko seene mein dabaaye toote huye sapnon ke janaaze ko uthaaye jeene ki saza khud ko jeene ki saza khud ko diye ja rahe hain hum hmm hmm hmm hmm yun besabab jahaan mein maayoos nigaahon mein hain viraan nazaare maayoos nigaahon mein hain viraan nazaare toofaan humein chhod gaya aise kinaare ehsaan ye kismat ka ehsaan ye kismat ka liye ja rahe hain hum hmm hmm hmm hmm yun besabab jahaan mein jiye ja rahe hain hum hmm hmm hmm hmm yun besabab jahaan mein click here
chaman mein reh ke veerana mera dil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana mera dil hota jaata hai khushi mein aaj kal kuchh ghum bhi shamil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana mera dil hota jaata hai khushi mein aaj kal kuchh ghum bhi shamil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana naa jaane kyun badalti jaa rahi hai zindagi meri naa jaane zindagi meri naa jaane kyun badalti jaa rahi hai zindagi meri naa jaane zindagi meriiii main dil se bekhabar dil mujhse gaafil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana ye uljhan aur ye bechaini ye dhadkan aur ye betaabi ye dhadkan aur ye betaabiiiii ye uljhan aur ye bechaini ye dhadkan aur ye betaabi ye dhadkan aur ye betaabiiiii mera dil jaane kinn teeron pe ghayal hota jaata hai chaman mein reh ke veerana mera dil hota jaata hai khushi mein aaj kal kuchh ghum bhi shamil hota jaata hai chaman mein reh ke veerana click here
chamka paseena ban ke nageena chamka paseena ban ke nageena kaali raat beeti re kaali raat beeti kaali raat beeti re kaali raat beeti mehnat jeeti re mehnat jeetii chamka paseena ban ke nageena kaali raat beeti re kaali raat beeti kaali raat beeti re kaali raat beeti mehnat jeeti re mehnat jeetii hey ha ha ha ha gaao re gaao khushiyaan manaao gaao re gaao khushiyaan manaao ab hum ko dar kaisa apne haathon apna naseeba likh lo chaahe jaisa kaam ka dooja naam naseeba kaam se kar lo preeti chamka paseena hey chamka paseena ban ke nageena kaali raat beeti re kaali raat beeti mehnat jeeti re mehnat jeetii ae hey haa haa mehki hain galiyaan honthon pe kaliyaan mehki hain galiyaan honthon pe kaliyaan aankhon mein laakhon baaten ghadhiyan suhaani bheege jawaani pyaar ki ye barsaaten saath diya hai sabne hamara baazi tabhi to jeeti chamka paseena chamka paseena ban ke nageena kaali raat beeti re kaali raat beeti mehnat jeeti re mehnat jeetii hey haa haa haa ab laakhon ki click here
chamke chaand poonam ka chhalke pyaar shabnam ka hum tum sang jab milte badle rang mausam ka chamke chaand poonam ka chhalke pyaar shabnam ka aaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaaa do man magan jab naachen pariyon ke ghunghar baajen priyatam mere rang raache sapne hue sab sachche ghunghat aaaaa aaaa ghunghat ude resham ka chhalke pyaar shabnam ka hum tum sang jab milte badle rang mausam ka chamke chaand poonam ka chhalke pyaar shabnam ka aaa aa aaaa hmmm mmmm jab tak hain chaand sitaare honge nahin hum nyaare ganga ki hum lehren hain jamuna ke hum hain kinaare sangam aaaaa aaaaaa sangam hai apne milan ka chhalke pyaar shabnam ka hum tum sang jab milte badle rang mausam ka chamke chaand poonam ka chhalke pyaar shabnam ka aaa aa aaaaa hmmmmmmm sapnon mein tum ho chhaaye dhadkan mein tumhi samaaye duniya ne jaal bichhaaye hum tum bichhad na paaye gunje aaaa aa aaaaaa gunje geet sargam ka chhalke pyaar shabnam ka hum tum sang jab milte badle rang mausam ka chamke chaand poonam ka click here
champakali dekho jhuki gayi re jaadoo kiya mere pyaar ne hoooo juhi ke phool tune dil le liya re paagal kiya tere pyaar ne hoooo champakali dekho jhuki gayi re jaadoo kiya mere pyaar ne ye tera shabaab pyaar ka kamal ankhdiyaan hai yaa koi gazal hai pyaar ki ye tera shabaab pyaar ka kamal ankhdiyaan hai yaa koi gazal hai pyaar ki ban gaye hum yun haseen ban gaye hum yun haseen aap ki wo inaayat huyi champakali dekho jhuki gayi re jaadoo kiya mere pyaar ne mere dil ki aag raag ban gayi mujhko zindagi mein gungunana aa gaya aaaa mere dil ki aag raag ban gayi mujhko zindagi mein gungunana aa gaya jaaneman tum jaan lo jaaneman tum jaan lo pyaar pathar ko deta hai jhuka juhi ke phool tune dil le liya re paagal kiya tere pyaar ne hooo raat naujawaan tum bhi ho yahaan aaj apne pyaar par bahaar aa gayi raat naujawaan tum bhi ho yahaan aaj apne pyaar par bahaar aa gayi mil gaye dil khil gaye mil gaye dil khil gaye ye kali teri dulhan banegi champakali dekho jhuki gayi re click here
o meri praan sajni champawati aaja haai le kar chain yun mera door tu mujhse na jaa o meri praan sajni champawati aaja haai le kar chain yun mera door tu mujhse na jaa kaisi masti chhaai hai mehfil rang par aayi hai lekin mere is dil mein sach poochho tanhaai hai champawati tu aaja champawati tu aajaa champawati tu aaja champawati tu aajaa tu na ho to kahin dil ye lage na mera o ho meri praan sajni champawati aajaa haai le kar chain yun mera door tu mujhse na jaa haai main saari majbooriyaan kaise bataun piya aaj tujhe dekhe jo jag saara ghoor ke teri kasam aaye laaj mujhe haai main saari majbooriyaan kaise bataun piya aaj tujhe dekhe jo jag saara ghoor ke teri kasam aaye laaj mujhe haai kaise chal ke main aaun sambhal ke main dhalke chunar mori payal baje champawati tu aaja champawati tu aajaa champawati tu aaja champawati tu aajaa tu na ho to kahin dil ye lage na mera o ho meri praan sajni champawati aajaa haai le kar chain yun mera door tu mujhse na jaa chhayi click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chalo Sajna Jahan Tak Mere Hamdam Mere Dost (1968) 05:03 11968
 
Poster of Mere Hamdam Mere Dost (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:03   Song Number : 11968   

Chalo Tumko Lekar Chale Jism (2003) 04:50 20268
 
Poster of Jism (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Shreya Ghoshal
On Screen Actors- 
Bipasha Basu, John Abraham
Duration : 04:50   Song Number : 20268   

Chalte Chale Lehron Ke Saath Saaheb (1985) 07:25 18321
 
Poster of Saaheb (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Amrita Singh
Duration : 07:25   Song Number : 18321   

Chalte Chalo Chalta Hua Insaan Aur Shaitan (1970) 03:21 41000
 
Poster of Insaan Aur Shaitan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 03:21   Song Number : 41000   

Chalte Chalte Chalte Chalte (1976) 05:08 18437
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Simi Garewal
Duration : 05:08   Song Number : 18437   

Chalte Chalte (Sad Version) Chalte Chalte (1976) 02:29 18440
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Simi Garewal
Duration : 02:29   Song Number : 18440   

Chalte Chalte In Atma Ram (1979) 05:37 12749
 
Poster of Atma Ram (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Thakur
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Satrughan Sinha, Bindiya Goswami
Duration : 05:37   Song Number : 12749   

Chalte Chalte Peechhe Mudke Dekh Jaise Ko Taisa (1973) 03:40 36414
 
Poster of Jaise Ko Taisa (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Reena Roy
Duration : 03:40   Song Number : 36414   

Chalte Chalte Yunhin Koi Pakeezah (1972) 05:57 20269
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:57   Song Number : 20269   

Chalti Chali Jaa Zindagi Door Ka Rahi (1971) 05:02 13169
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ashok Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Kishore Kumar, Tanuja
Duration : 05:02   Song Number : 13169   

Chalti Ka Naam Zindagi Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 05:11 38211
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Kishore Kumar
Duration : 05:11   Song Number : 38211   

Chalti Ka Naam Zindagi - II Chalti Ka Naam Zindagi (1982) 03:33 17095
 
Poster of Chalti Ka Naam Zindagi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:33   Song Number : 17095   

Chaman Chaman O Jaaneman Yaadon Ki Kasam (1985) 06:03 39246
 
Poster of Yaadon Ki Kasam (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Zeenat Aman
Duration : 06:03   Song Number : 39246   

Chaman Ke Phool Shikari (1963) 03:37 14244
 
Poster of Shikari (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
G S Kohali
On Screen Actors- 
Ajeet, Ragini
Duration : 03:37   Song Number : 14244   

Chaman Ke Saath Mehndi Rang Layegi (1982) 06:17 18253
 
Poster of Mehndi Rang Layegi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hariram Acharya
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 06:17   Song Number : 18253   

Chaman Mein Reh Ke Deedar (1951) 03:14 13030
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:14   Song Number : 13030   

Chamka Paseena Ban Ke Resham Ki Dori (1974) 04:24 14074
 
Poster of Resham Ki Dori (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:24   Song Number : 14074   

Chamke Chaand Poonam Ka Mahasati Behula (1964) 03:26 40018
 
Poster of Mahasati Behula (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Shivram Krishan
On Screen Actors- 
Lalita Pawar, Mahipal
Duration : 03:26   Song Number : 40018   

Champakali Dekho Ziddi (1964) 03:52 14451
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Asha Parekh
Duration : 03:52   Song Number : 14451   

Champawati Aaja Annadata (1972) 06:06 33009
 
Poster of Annadata (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Madhumati, Gopi Krishna
Duration : 06:06   Song Number : 33009