MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baajuuuuuu babu samjho ishaare horn pukaare pam pam pam yahaan chalti ko gaadi kehte hain pyaare pam pam pam babu samjho ishaare horn pukaare pam pam pam yahaan chalti ko gaadi kehte hain pyaare pam pam pam aayeeee ri baba ri baba baba ba ri baba ri baba baba ba ri baba ri baba baba ba ri baba ri baba ba sau baaton ki ek baat yahi hai ayee kya bhala to kya bura kaamyaabi mein zindagi hai bolo sau baaton ki ek baat yahi hai kya bhala to kya bura kaamyaabi mein zindagi hai haai tooti phooti sahi chal jaaye thik hai sachchi jhooti sahi chal jaaye thik hai tooti phooti sahi chal jaaye thik hai sachchi jhooti sahi chal jaaye thik hai aadi tirchhi chala aaaa chala aaaa aa ke jhoom aadi tirchhi chala aaaa chala aaaa aa ke jhoom hayiiii aadi chala chala ke jhoom tirchhi chala chala ke jhoom baajuuuuuuu babu samjho ishaare horn pukaare pam pam pam yahaan chalti ko gaadi kehte hain pyaare pam pam pam diri diri de hiiii hiiii hiii hiii dudu dudu dudu do uuuu uuuu uuuuuu diri click here
babuji dheere chalna pyaar mein zara sambhalna haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere chalna pyaar mein zara sambhalna haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere chalna kyun ho khoye huye sar jhukaye jaise jaate ho sab kuch lutaye ye to babuji pahla kadam hai nazar aate hain apne paraye haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere chalna pyaar mein zara sambhalna haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere chalna ye muhabbat hai o bhole bhale karna dil ko ghumon ke havale kaam ulfat ka nazuk bahut hai aa ke hothon pe tootenge pyaale haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere chalna pyaar mein zara sambhalna haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere chalna ho gayi hai kisi se jo annban tham le dusara koi daman zindagani ki rahen ajab hain ho akela to lakhon hain dushman haan bade dhoke hain bade dhoke hain iss raah mein babuji dheere click here
babuji zara dheere chalo bijli khadi yahaan bijli khadi nainon mein chingaariyaan gora badan sholon ki ladi oye babuji zara dheere chalo bijli khadi yahaan bijli khadi nainon mein chingaariyaan gora badan sholon ki ladi giri giri giri giri bijli giri hey uss pe giri uss pe giri lo gir padi are ra ra ra ra giri giri giri bijli giri iss pe giri uss pe giri lo gir padi hey babuji zara dheere chalo bijli khadi yahaan bijli khadi nainon mein chingaariyaan gora badan sholon ki ladi nazron mein pyaas dil mein talaash honthon mein band narmi chunari mein daag seene mein aag saanson mein qaid garmi hoooo ooooo nazron mein pyaas dil mein talaash honthon mein band narmi chunari mein daag seene mein aag saanson mein qaid garmi garmi garmi garmi chhune se jal jaaoge samjhon na phoolwa phuljhadi chhune se jal jaaoge samjhon na phoolwa phuljhadi are ra ra ra ra giri giri giri giri bijli giri iss pe giri uss pe giri lo gir padi hoye giri giri giri giri bijli giri uss pe giri uss click here
babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna le ke chali tan saja sajaaya chhod chali mann apna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna haath huye kya peele mere ho gayi main to paraai haath huye kya peele mere ho gayi main to paraai shehnai ki goonj mein kho gayi babul meri duhaai dil bhi mera tab tab dhadke jab jab khanke kangna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna le ke chali tan saja sajaaya chhod chali mann apna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna jis angna mein bhaiya ke sang bachpan mera khela jis angna mein bhaiya ke sang bachpan mera khela us angna mein aaj khada hai bhaiya mera akela jaagti aankhon dekh raha hai mere sukh ka sapna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna le ke chali tan saja sajaaya chhod chali mann apna babul chhoot chala tera angna babul chhoot chala tera angna click here
babul jo tumne sikhaya jo tum se paya sajan ghar le chali sajan ghar le chali sajan ghar main chali yaadon ke lekar saye chali ghar paraye tumhari laadli kaise bhool paungi main baba suni jo tumse kahaniyaan chhod chali aangan mein maiya bachpan ki nishaniyaan sun meri pyari behna sajaye rehna yeh babul ki gali ban gaya pardes ghar janam kaa mili hai duniya mujhe nayi naam jo piya se maine joda naye rishton se bandh gayi mere sasur ji pita hain pati devta hai devar chhavi krishn ki sajan ghar main chali sajan ghar main chali click here
babul kaun ghadi yeh aayi babul kaun ghadi yeh aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi babul kaun ghadi yeh aayi babul kaun ghadi yeh aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi babul kaun ghadi yeh aayi saajan ka jab aaye bulaawa koi na baadha maane raadha saajan ka jab aaye bulaawa koi na baadha maane raadha tod ke pinjda ud jaaye chidiya roye bhale shehnaayi babul kaun ghadi yeh aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi babul kaun ghadi yeh aayi solah baras toone god khilaaya baanhon mein lekar jhoola jhulaaya solah baras toone god khilaaya baanhon mein lekar jhoola jhulaaya gale lagaaya aaj na kyun jab gale lagaaya aaj na kyun jab meri huyi bidaayi babul kaun ghadi yeh aayi kal thi main teri laadli beti ho gayi aaj paraayi babul kaun ghadi yeh aayi peehar se jab doli jaaye duniya heere moti lutaaye peehar se jab doli jaaye duniya heere moti lutaaye lekin main aisi bad kismat aansoo dahez mein laayi babul kaun ghadi yeh click here
babul tere baagan di main bulbul babul tere baagan di main bulbul babul tere baagan di main bulbul tujhe kaun sa geet sunaaun main roun ya muskaaun main roun ya muskaaun ho main roun ya muskaaun babul tere baagan di main bulbul tujhe kaun sa geet sunaaun main roun ya muskaaun main roun ya muskaaun ho main roun ya muskaaun tere bina koi meri kadar na jaane log deewane log deewane tere bina koi meri kadar na jaane log deewane log deewane begaane sab anjane kise man ki baat bataun main roun ya muskaaun ho main roun ya muskaaun yaad nahin bhool gayi mujhe pyari pyari surat teri o murat teri yaad nahin bhool gayi mujhe pyari pyari surat teri o murat teri yug beete tujhe dekhe main kaise tasveer banaaun main roun ya muskaaun ho main roun ya muskaaun doli nahin to na sahi mujhe arthi mein tu bithlana o phir tu jaana doli nahin to na sahi mujhe arthi mein tu bithlana o phir tu jaana so jana mat kho jana so jana mat kho jana ro ro ke lori gaaun main roun ya muskaaun ho main click here
hooo ooooo oooo oooo haa haa haa haa haa aaaaa aaaa aaaa ha ha haa haa haa haa haa ae bach gaye haan bach gaye hum donon fanste fanste hum bhi chalen aur tum bhi chalo ab apne apne raste tera mera chacha zindabaad tera mera chacha zindabaad bach gaye haan bach gaye hum donon fanste fanste hum bhi chalen aur tum bhi chalo ab apne apne raste tera mera chacha zindabaad tera mera chacha zindabaad bach gaye main gawaalan prem nagar ki preet hai meri pooja main gawaalan prem nagar ki preet hai meri pooja main nahin hoon tera kanhaiya dhoondh le koyi dooja dhoondh le koyi dooja arre tarbooja kharbooja jiski karti rehna pooja teri jaisi to humko nahin chaalse teri jaisi to saannu naiyon chaldi eee bach gaye haan bach gaye hum donon fanste fanste hum bhi chalen aur tum bhi chalo ab apne apne raste tera mera chacha zindabaad hey tera mera chacha zindabaad he bach gaye mera raag yaman kalyaan aur meri videshi taan taan taan mera raag yaman kalyaan o dar taani tade re taana click here
bach ke balam chal ke rasta hai mushkil mohabbat ke bazaar ka kabhi bhuloge tum kabhi bhulenge hum hai ajab raaz is pyaar ka bachna hai mushkil jo milte hain do dil mohabbat ke baazaar mein kabhi ghum ki ghata kabhi thandi hawa hai mohabbat ke gulzaar mein ye jawaan bambai ke nazare ho ho ke chura lenge dil ko tumhare aa haa ye jawaan bambai ke nazare ke chura lenge dil ko tumhare bahaaron ke mele mein jhagda na karna ye mausam hai iqraar ka haaye bachna hai mushkil jo milte hain do dil mohabbat ke baazaar mein kabhi ghum ki ghata kabhi thandi hawa hai mohabbat ke gulzaar mein ye delhi ki madhosh galiyaan hain ulfat ki rangeen kaliyaan ye delhi ki madhosh galiyaan hain ulfat ki rangeen kaliyaan yahan to milenge hazaron hi jalwe mohabbat ke darbaar mein bach ke balam chal ke rasta hai mushkil mohabbat ke bazaar ka kabhi bhuloge tum kabhi bhulenge hum hai ajab raaz is pyaar ka ye haseen taj jamuna kinaara hai mohabbat ka zinda nazara aaaaa ye haseen taj jamuna click here
bach ke jaane naa doongi dildaar teri meri laagi sarat bach ke jaane naa doongi dildaar teri meri laagi sarat khaali jaayenge khaali jaayenge nainon ke waar teri meri laagi sarat khaali jaayenge khaali jaayenge nainon ke waar teri meri laagi sarat bach ke jaane naa doongi dildaar teri meri laagi sarat chaand se mukh pe bindiyaa chamakne lagi haaye haaye chaand se mukh pe bindiyaa chamakne lagi laal honthon ki agni bhadakne lagi roop aisa kisi ne naa dekha kahin roop aisa kisi ne naa dekha kahin har kadam pe jawaani chhalakne lagi haaye haaye har kadam pe jawaani chhalakne lagi maar dalega maar dalege sola singaar teri meri laagi sarat bach ke jaane naa doongi dildaar teri meri laagi sarat tere pichhe hai jag mere pichhe hai tu haaye haaye tere pichhe hai jag mere pichhe hai tu har kadam pe mera haath khinche hai tu log jal jal ke dekhen hain meri taraf log jal jal ke dekhen hain meri taraf meri baahon mein jab aankh miche hai tu haaye haaye meri baahon mein jab click here
bach bach ke bach ke bach bach ke bach ke bach ke bach ke bach ke bach ke bach ke bach ke kahaan jaaoge bach ke kahaan jaaoge in nigaahon se in adaaon se bach ke kahaan jaaoge bach ke kahaan jaaoge bach ke kahaan jaaoge bach ke kahaan jaaoge in nigaahon se in adaaon se bach ke kahaan jaaoge bach ke kahaan jaaoge mere khayaalon ka gheraa gheregaa tumko machal kar rastaa na paaoge baabu reh jaoge haath mal kar mere khayaalon ka gheraa gheregaa tumko machal kar rastaa na paaoge baabu reh jaoge haath mal kar bach bach ke bach ke bach bach ke bach ke bach ke bach ke bach ke bach ke bach ke bach ke kahaan jaaoge bach ke kahaan jaaoge in nigaahon se in adaaon se bach ke kahaan jaaoge bach ke kahaan jaaoge bechain haalat tumhaari kehti hai dil ka fasaanaa mehfil mein ghabraa rahe ho sambhlo tumhein humne jaana bechain haalat tumhaari kehti hai dil ka fasaanaa mehfil mein ghabraa rahe ho sambhlo tumhein humne jaana bach bach ke bach ke bach bach ke bach ke bach ke bach ke click here
haa bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai tere liye aaye tere hi deewane jhoomen naache gaayen aaye rang jamaane kaise kaise tauhfe laaye tu kya jaane tu kya jaane bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai tere liye aaye tere hi deewane jhoomen naache gaayen aaye rang jamaane kaise kaise tauhfe laaye tu kya jaane tu kya jaane bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke rehna re baba tujh pe nazar hai hoho ho ho ho hoho ho ho ho ho log tujhe samjh rahe deewana mastaana laakh bhes badal chaahe maine to pehchaana haa haa log tujhe samjh rahe deewana mastaana laakh bhes badal chaahe maine to pehchaana hooo tham le haath mera chhod na saath mera tera mera ek safar hai hai hai hai dil mein tere jo bhi hai mujhko khabar hai dil mein tere jo bhi hai mujhko khabar hai bach ke rehna re baba bach ke rehna re bach ke click here
bina sifaarish mile naukari bin rishwat ho kaam are isiko anhoni kehte hain isi ka kaljug naam watan ka kya hoga anjaam bacha le ae maula ae raam watan ka kya hoga anjaam bacha le ae maula ae raam bacha le ae maula ae raam bacha le ae maula ae raam rishwat par palte the afsar chhote hon ya mote band hui ye rasam to dhandhe ho jayenge khote re dhandhe ho jayenge khote ghar ghar mein maatam hoga daftar daftar kohraam bacha le ae maula ae raam watan ka kya hoga anjaam bacha le ae maula ae raam yahi chala gar dhang to yaaro honge bure nateeje bukhe marenge netaon ke bete aur bhateeje marenge bete aur bhateeje jitni izzat bani thi ab tak sab hogi nilaam bacha le ae maula ae raam watan ka kya hoga anjaam bacha le ae maula ae raam rishwat se munh band the sabke ab phutenge bhaande pata chalega kiske kisse mile hue the dande kaun sa theka lekar kisne kitna maal banaaya kitni ujrat di logon ko kitna bill dikhlaaya kaun si file kis daftar se kaise ho gayi chori kisne kitni click here
aaaaaaaaaa aaaaaaaaa bachcho tum taqdeer ho kal ke hindustaan ki baapu ke vardaan ki nehru ke armaan ki bachcho tum taqdeer ho kal ke hindustaan ki baapu ke vardaan ki nehru ke armaan ki bachcho tum taqdeer ho aaj ke toote khandharon par tum kal kaa desh basaaoge jo ham logon se na huaa vo tum kar ke dikhlaaoge tum nanhi buniyaaden ho tum nanhi buniyaaden ho duniyaa ke naye vidhaan ki bachcho tum taqdeer ho deen dharam ke naam pe koi beej phoot kaa boye naa jo sadiyon ke baad mili hai vo aazadi khoye naa har mazhab se unchi hai har mazhab se unchi hai keemat insaani jaan ki bachcho tum taqdeer ho phir koi jaichand na ubhre phir koi jaafar na uthe gairon kaa dil khush karne ko apnon par khanjar na uthe dhan daulat ke laalach mein dhan daulat ke laalach mein tauheen na ho imaan ki bachcho tum taqdeer ho naari ko is desh ne devi keh kar daasi jaana hai jisko kuchh adhikaar na ho vo ghar ki raani maana hai tum aisa aadar mat lena tum aisa aadar mat lena aad ho jo click here
bach ke balam kahaan jaaoge hoooooo bach ke balam kahaan jaaoge humein tum pichhe pichhe paaoge bach ke balam kahaan jaaoge hoooooo bach ke balam kahaan jaaoge aaj to saiyaan mora zamaana jaaye na khaali mera nishana aaj to saiyaan mora zamaana jaaye na khaali mera nishana maarungi tirchhi nazariyaa chhodun na tohe main saanwariyaa bach ke balam kahaan jaaoge hoooooo bach ke balam kahaan jaaoge humein tum pichhe pichhe paaoge bach ke balam kahaan jaaoge hoooooo bach ke balam kahaan jaaoge preet ka kajraa nain mein dole mann mein jawaani khaaye hichkole preet ka kajraa nain mein dole mann mein jawaani khaaye hichkole thehre na sar pe chunariyaa chhodun na tohe main saanwariyaa bach ke balam kahaan jaaoge hoooooo bach ke balam kahaan jaaoge humein tum pichhe pichhe paaoge bach ke balam kahaan jaaoge hoooooo bach ke balam kahaan jaaoge jaaoge kaise mod ke baiyaan tum se ladungi aaj main saiyaan jaaoge kaise mod ke baiyaan tum se ladungi aaj main saiyaan dekhegi sagri click here
bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa husn kaa aashique husn kaa dushman apni adaa hai yaaron se judaa bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa husn kaa aashique husn kaa dushman apni adaa hai yaaron se judaa bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa hey duniyaan mein nahin hai aaj mera saa deewana pyaar waalon ki zubaan pe hai mera hi taraana sabki rang bhari aankhon mein aaj chamak rahaa hai mera hi nashaa bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa laaaaa laaaaaaaaa lala lalaaa lala lalaaaa lala lala lala lalaaaa lalaa laaaaaa lalaaaa laaaaa lalaaaaa laaaaaa jaam milten hain adab se shaam deti hai salaami geet jhukten hain labon pe saaz karten hain ghulami wo koi parda ho yaa baadshah aaj to sabhi hai mujhpe fidaa bachnaa aye haseenon lo main aa gayaa ek hungaama uthaa doon main to jaaun jidhar se jeet leta hoon dilon ko ek halki si nazar se mehboobon ki mehfil mein aaj chhayi hai chhayi hai meri hi click here
maine kaha bachna aji bachna raja jee bachna raja ji dekh ke shehzada ji bachna raja ji dekh ke shehzada ji raste pe aaj apna hai raaj hain na ji bachna raja ji dekh ke shehzada ji raste pe aaj apna hai raaz hain na ji bachna raja ji dekh ke shehzada ji ghoda mera chhabila chhail motar kaisi kahan ki rail chalti aise rukega kaise ke mera tufaan mail ghoda mera chhabila chhail motar kaisi kahan ki rail chalti aise rukega kaise ke mera tufaan mail baitho lala ji jaldi kahe ki hai abhi bachnaaa raja ji dekh ke shehzada ji duje tange chale do pal gir gir jate hain munh ke bal apni gaadi chalat mein bhari kiraya iska doubel haan duje tange chale do pal gir gir jate hain munh ke bal apni gaadi chalat mein bhari kiraya iska doubel lunga nahin kam khata hoon kasam rab di bachna raja ji dekh ke shehzada ji tan pe thoda pasina tha le liya aanchal hasina ka par mere ghode police bhi daude are ye socha na tha tan pe thoda pasina tha le liya aanchal hasina ka par mere ghode click here
bachpan har ghum se begana hota hai bachpan har ghum se begana hota hai janam ka shubh din har din se suhana hota hai ke bachpan har ghum se begana hota hai hooo ooo ooo koi fikar na chinta masti ka aalam jeewan khel sa lagta hai sukh milte hain sare rahon mein phir ke ghar to jail sa lagta hai ho isi umar mein khushiyon ka khazana hota hai ke bachpan har ghum se hota hai bachpan har ghum se begana hota hai hum dhundhte hain jeewan bhar wo khushiyan bachpan mein jo paate hain wo hanste huye din gaati wo raatein laut ke phir nahin aate hain ho yaadon ke saaye mein waqt bitana hota hai bachpan har ghum se hota hai bachpan har ghum se begana hota hai janam ka shubh din har din se suhana hota hai bachpan har ghum se begana hota hai hota hai bachpan har ghum se begana hota hai hum dhundhte hain jeewan bhar wo khushiyan bachpan mein jo paate hain wo hanste huye din gaati wo raatein laut ke phir nahin aate hain laut ke phir nahin aate hain yaadon ke saaye mein waqt bitana click here
bachpan ke din bachpan ke din bachpan ke din bhi kya din the haai haai bachpan ke din bhi kya din the udate phirte titli ban ke bachpan ke din bhi kya din the udate phirte titli ban ke bachpan hm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa ha ha ha ha aa aa aa aa haa wahaan phirte the hum phoolon mein pade jahaan dhundate hain humein chhote bade wahaan phirte the hum phoolon mein pade jahaan dhundate hain humein chhote bade phans jaate the hum kaliyaan chunte bachpan ke din bhi kya din the udate phirte titli ban ke bachpan aa aa aa umm hmm umm aa aa aa aa aa aa haa aa aa aa aa aa kabhi roye to aap hi hans diye hum chhoti chhoti khushi chhote chhote wo ghum haai re haai haai haai haai re haai kabhi roye to aap hi hans diye hum chhoti chhoti khushi chhote chhote wo ghum haai kya din the wohi kya din the bachpan ke din bhi kya din the udate phirte titli ban ke bachpan hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa bachpan ke din bhi kya click here
ho o o bachpan ke din bhula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena aaj hanse kal rula na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena lambe hain jeevan ke raste khwabon tale hum gaate haste lambe hain jeevan ke raste khwabon tale hum gaate haste gaate haste aa aa aa aa aa aa door desh ek mehal banaaye pyaar ka jis mein deep jalaayein door desh ek mehal banaaye pyaar ka jis mein deep jalaayein deep jalaayein deep jala kar bujha na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena rut badle ya jeevan beete dil ke taraane hon na puraane rut badle ya jeevan beete dil ke taraane hon na puraane ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha ha nainon mein bankar sapne suhaane aayenge ik din yahi zamaane ha ha aa aa aa aa aa nainon mein bankar sapne suhaane aayenge ik din yahi zamaane yahi zamaane yaad humaari mitaa na dena aaj hanse kal rula na dena ho o o bachpan ke din bhula na dena click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Babu Samjho Ishaare Chalti Ka Naam Gaadi (1958) 04:41 20169
 
Poster of Chalti Ka Naam Gaadi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Ashok Kumar, Anoop Kumar
Duration : 04:41   Song Number : 20169   

Babuji Dheere Chalna Aar Paar (1954) 02:57 20181
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shakeela, Guru Dutt
Duration : 02:57   Song Number : 20181   

Babuji Zara Dheere Chalo Dum (2003) 05:01 16833
 
Poster of Dum (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sandeep Chowta
On Screen Actors- 
Vivek Oberoi, Dia Mirza
Duration : 05:01   Song Number : 16833   

Babul Chhoot Chala Tera Rakhi (1962) 03:52 32339
 
Poster of Rakhi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:52   Song Number : 32339   

Babul Jo Tumne Sikhaya Hum Aapke Hain Koun (1994) 03:45 32990
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Sharda Sinha
On Screen Actors- 
Renuka Shahane
Duration : 03:45   Song Number : 32990   

Babul Kaun Ghadi Yeh Umang (1970) 05:53 14376
 
Poster of Umang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Subhash Ghai
Duration : 05:53   Song Number : 14376   

Babul Tere Baagan Di Main Bulbul Jheel Ke Us Paar (1973) 05:01 32705
 
Poster of Jheel Ke Us Paar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 05:01   Song Number : 32705   

Bach Gaye Hum Dono Chacha Zindabad (1959) 06:07 40919
 
Poster of Chacha Zindabad (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Anita Guha
Duration : 06:07   Song Number : 40919   

Bach Ke Balam Chal Johnny Walker (1957) 05:00 36605
 
Poster of Johnny Walker (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Shayama, Raj Mehra
Duration : 05:00   Song Number : 36605   

Bach ke Jaane Naa Doongi Prince (1969) 05:35 13991
 
Poster of Prince (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Vyjayanthimala
Duration : 05:35   Song Number : 13991   

Bach Ke Kahan Jaaoge Yakeen (1969) 05:36 40546
 
Poster of Yakeen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Dharmendra, Helen
Duration : 05:36   Song Number : 40546   

Bach Ke Rehna Re Baba Pukar (1983) 06:29 18060
 
Poster of Pukar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:29   Song Number : 18060   

Bachale Ae Maula Ae Ram Aadmi Aur Insaan (1969) 03:42 19769
 
Poster of Aadmi Aur Insaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:42   Song Number : 19769   

Bachcho Tum Taqdeer Ho Didi (1959) 03:25 39861
 
Poster of Didi (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Datta Naik
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Shobha Khote
Duration : 03:25   Song Number : 39861   

Bachke Balam Kahan Naya Andaz (1956) 04:37 18435
 
Poster of Naya Andaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jan Nisar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Kishore Kumar
Duration : 04:37   Song Number : 18435   

Bachna Aye Haseenon Hum Kisise Kum Naheen (1977) 06:32 13350
 
Poster of Hum Kisise Kum Naheen (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar, Sathi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Tariq, Kajal Kiran
Duration : 06:32   Song Number : 13350   

Bachna Raja Ji Jail Yatra (1981) 05:12 37370
 
Poster of Jail Yatra (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 05:12   Song Number : 37370   

Bachpan Har Ghum Se Geet Gaata Chal (1975) 04:53 36418
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sachin Pilgaokar, Sarika, Madan Puri
Duration : 04:53   Song Number : 36418   

Bachpan Ke Din Sujata (1959) 03:21 14294
 
Poster of Sujata (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nutan, Shashi Kala
Duration : 03:21   Song Number : 14294   

Bachpan Ke Din Bhula Na Deedar (1951) 03:36 13029
 
Poster of Deedar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Dilip Kumar, Nimmi, Ashok Kumar
Duration : 03:36   Song Number : 13029