MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye yaar teri yaari humein jaan se hai pyaari aye yaar teri yaari humein jaan se hai pyaari teri yaari pe teri yaari pe jaan luta denge luta denge luta denge tere saath hai marna jeena jahaan tera girega paseena tere saath hai marna jeena jahaan tera girega paseena hum paseene pe hum paseene pe khoon baha denge baha denge baha denge aye yaar teri yaari humein jaan se hai pyaari aye yaar teri yaari yoon raah mein chalte chalte koi yaar nahin ban jaata yoon raah mein chalte chalte koi yaar nahin ban jaata lagta hai ke tera mera lagta hai ke tera mera koi pichhle janam ka hai naata wo yaar hai jo dukh baante teri raahon se chunke kaante wo yaar hai jo dukh baante teri raahon se chunke kaante tere kadmon pe tere kadmon pe phool bichha denge bichha denge bichha denge aye yaar teri yaari humein jaan se hai pyaari aye yaar teri yaari hum saath hon jis mehfil mein hum par dil haare duniya hum saath hon jis mehfil mein hum par dil haare duniya teri meri yaari ko teri meri click here
aye zamaneeeeeee aye zamane aye zamane tu kar le sitam pe sitam jinko milna hai wo mil ke rahenge jinko milna hai wo mil ke rahenge hum deewane kare kyun bahaaron ka ghum pyaar ke phool khil ke rahenge jinko milna hai wo mil ke rahenge aye zamaneeeeeee aye zamane pyaar karte hain jo nahin darte hain wo naa khuda se hi aur naa kisi se naa khuda se hi aur naa kisi se jaan le ye jahaan jo hai na meharbaan jaan de denge hum to khushi se jaan de denge hum to khushi se pyaar mein har sitam hai ganwara humen har sitam hum to hans ke sahenge jinko milna hai wo mil ke rahenge aye zamaneeeeeee aye zamane honge jitne sitam aur nikhrenge hum yahi ghum hai wafaa ki nishaani yahi ghum hai wafaa ki nishaani sab chale jaayenge ye jahaan chhod ke pyaar ki bas rahegi nishaani pyaar ki bas rahegi nishaani yaad unko karega ye zamana sadaa log jinka fasaana kahenge jinko milna hai wo mil ke rahenge aye zamane tu kar le sitam pe sitam jinko milna hai wo mil ke rahenge jinko milna hai wo click here
Aye Zindagi Gale Laga Le Aye Zindagi Gale Laga Le, Humne Bhi Tere Har Ik Ghum Ko Gale Se Lagaya Hai Hai Na click here
baa hosh o hawaas main deewana ye aaj wasihat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana ye aaj wasihat kartaa hoon ye dil ye jaan mile tumko main tumse mohabbat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana mere jeete jee yaar tumhen meri saari jaagir mile mere jeete jee yaar tumhen meri saari jaagir mile wo khaab jo maine dekhe hain unn khaabon ki taabir mile har ek tamanna ke badle main aaj ye hasrat karta hoon ye dil ye jaan mile tumko main tumse mohabbat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana meri aankhon mein neend nahin mere honthon pe pyaas nahin meri aankhon mein neend nahin mere honthon pe pyaas nahin har cheez tumhaare naam huyi ab kuchh bhi mere paas nahin tumne to loot liya mujhko main tum se shikaayat kartaa hoon ye dil ye jaan mile tumko main tumse mohabbat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana ye aaj wasihat kartaa hoon ye dil ye jaan mile tumko main tumse mohabbat kartaa hoon baa hosh o hawaas main deewana click here
baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille baabul ki duaayein leti jaa jaa tujh ko sukhi sansaar mille naazon se tujhe paala maine kaliyon ki tarah phoolon ki tarah bachppan mein jhoolaayaa hai tujh ko baahon ne meri jhooloon ki tarah mere baag ki ae naazuk daali tujhe har pal nayi bahaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille jiss ghar se bandhein hain bhaag tere uss ghar mein sadaa teraa raaj rahe honthon pe hansee ki dhoop khile maathe pe khushi kaa taaj rahe kabhi jiski jyot naa ho pheeki tujhe aisa roop singaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural mein itna pyaar mille beetein tere jeewan ki ghadiyaan aaraam ki thandi chhaanvv mein kaanta bhi naa chubhne paaye kabhi meri laadli tere paanv mein uss dwaar se bhi dukh door rahe jiss dwaar se tera dwaar mille maike ki kabhi naa yaad aaye sasural click here
baabul moraaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaa baabul moraaaaaaaaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee chaar kahaar mil mori doliyaaaaaa sajaaaaaaayi re chaar kahaar mil mori doliyaaaaaa sajaaaaaaayi re moraa apna begaana chhutoooosaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee angnaaaaa to parbat bhayoooooooo diuodi bhayi bidesh angnaaaaa to parbat bhayoooooooo diuodi bhayi bidesh le baabul ghar aapnaa baabul baabul baabul baabul baabul le baabul ghar aapnaa main chali piyaa ke des main chali piyaa ke des main chali piyaa ke des baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee baabul moraaaaaa baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuuuuto hi jaayeee click here
baabul moraaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa moraaaaaaaaaaaaaaa naihar chhuuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re chaar kahaar mil mori doliyaaa sajaaven re moraa apna begaana chhutoooo jaayee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee angnaaaaa to parbat bhayaaaaaa aur dehri bhayi bidesh angnaaaaa to parbat bhayaaaaaa aur dehri bhayi bidesh le baabul ghar aapno main chali piya ke des baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto jaayeee baabul moraaaaaaaaaaa naihar chhuto hi jaayeee click here
bachche mann ke sachche bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche khud roothe khud maan jaaye phir humjoli ban jaaye jhagdaa jis ke saath karein agle hi pal phir baat karein jhagdaa jis ke saath karein agle hi pal phir baat karein inko kisi se bair nahin inke liye koi gair nahin inkaa bholaapan miltaa hai sabko baanh pasaare bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche insaan jab tak bachchaa hai tab tak samjho sachchaa hai jyun jyun uski umar badhe mann par jhooth ka mael chadhe krodh badhe nafrat ghere laalach ki aadat ghere bachpan in paapon se hatkar apni umar guzaare bachche mann ke sachche saare jag ke aankh ke taare ye wo nanhe phool hain jo bhagwaan ko lagte pyaare bachche mann ke sachche tan komal mann sundar hai bachche badon se behtar hain in mein chhoot aur chhaat nahin jhoothi zaat aur click here
baad muddat ke ye ghadi aayi aap aaye to zindagi aayi baad muddat ke ye ghadi aayi aap aaye to zindagi aayi ishq mar mar ke kaamyaab hua aaj ek zarra aaftaab hua aaj ek zarra aaftaab hua shukriyaa hai huzoor aane kaa shukriyaa hai huzoor aane kaa waqt jaaga gareebkhaane ka ik zamaane ke baad deed huyi id se pehle meri id huyi id se pehle meri id huyi id ka chaand aaj dekha hai id ka kyun naa aitbaar aaye haath utha kar duwaa ye karta hoon id phir aisi baar baar aaye id phir aisi baar baar aaye din zamaane ka raat apni hai iss ghadi kaaynaat apni hai ishq par husn ki inaayat hai mere pehlun mein meri jannat hai mere pehlun mein meri jannat hai faaslen waqt ne mita hi diye dil tadapte huye mila hi diye kaash iss waqt maut aa jaaye jindgaani pe aa ke chhaa jaaye jindgaani pe aa ke chhaa jaaye baad muddat ke ye ghadi aayi aap aaye to zindagi aayi click here
baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa aa saanson se meri nikal ke aa baahon mein meri machal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa saanson se meri nikal ke aa baahon mein meri machal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa aaaa aa aa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaaaaaa shaamon pe lehraayein mausam hare hare chaandi si barsayen baadal bhare bhare hooo shaakhon pe lehrayein mausam hare hare chaandi si barsayen baadal bhare bhare bheegi huyi in fizaaon mein aankhon se dil mein sambhal ke aa baadal pe chal ke aa aa aa saawan mein dhal ke aa aa main hoon teri zameen tu mera aasman tu meri aarzoo main teri jaan e jaan tootti hai bhanak ban ke angdaaiyan aao bahon mein bhar lein ye tanhaaiyaan main hoon teri zameen tu mera aasman tu meri aarzoo main teri jaan e jaan aanchal ki chanchal hawaaon mein honton pe geeton sa dhal ke aa baadal click here
baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye tum zindagi mein kyon meri aa kar goom ho gaye ho aise mujhko bhula kar main pyar tera dil mein saja kar baithi hoon kab se aas laga kar dukh mere dil ke honthon pe aaye o aane wale par tum to na aaye aawaz meri aa jaao sun ke todo na sapne haye mere nayan ke is baar tumse kisi bhi jatan se main raaz apne saare kah dungi man ke khamosh rah ke ye dard paaye o aane waale par tum to na aaye baadal to aaye lehra ke chhaaye o aane wale par tum to na aaye tum to na aaye click here
baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi baadal yun garajta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi baahar bhi tufaan andar bhi tufaan beech mein do tufaanon ke ye sheeshe ka makaan baahar bhi tufaan andar bhi tufaan beech mein do tufaanon ke ye sheeshe ka makaan aise dil dhadakta hai aise dil dhadakta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi ye deewaani shaam ye tufaani shaam aag barsti hain saawan mein paani ka hai naam ye deewaani shaam ye tufaani shaam aag barsti hain saawan mein paani ka hai naam bas kuchh bhi ho sakta hai bas kuchh bhi ho sakta hai darr kuchh aisa lagta hai chamak chamak ke lapak ke ye bijli hum pe gir jaayegi tauba husn e yaar badle rang hazaar sharm kabhi aati hai aur kabhi aata hai pyaar tauba husn e yaar badle rang hazaar sharm kabhi aati hai click here
baag lagaa doon sajni baag lagaa doon sajni tore nainan maani gehri tore nainan maani gehri sundar sughad saloni baag lagaa doon sajni baag lagaa doon sajni tum basant ho tum bahaar ho tum basant ho tum bahaar ho tum hi geet ho tum pukaar ho tum hi geet ho tum pukaar ho tum koyal tum kook hamaari tum koyal tum kook hamaari geet sunaa madhubayani baag lagaa doon sajni baag lagaa doon sajni rang barange phool khilenge rang barange phool khilenge ban ke panchhi gale milenge ban ke panchhi gale milenge dulhan ban kar kaliyaan hansti dulhan ban kar kaliyaan hansti dekh dekh mrignayani baag lagaa doon sajni baag lagaa doon sajni click here
baag mein kali khili bagaiya mehki par haaye re abhi idhar bhanwara nahin aaya raah mein nazar bichhi behki behki aur bewajah ghadi ghadi ye dil ghabraaya haaye re kyun na aaya kyun na aaya kyun na aaya baithe hain hum tum armaan jagaaye seene mein lakhoon toofan chhupaye mat poochho mann ko kaise manaya baag mein kali khili bagaiya mehki par haaye re abhi idhar bhanwara nahin aaya raah mein nazar bichhi behki behki aur bewajah ghadi ghadi ye dil ghabraaya haaye re kyun na aaya kyun na aaya kyun na aaya sapne jo aaye tadpa ke jaaye dil ki lagi ko lehka ke jaaye mushkil se humne har din bitaya baag mein kali khili bagaiya mehki par haaye re abhi idhar bhanwara nahin aaya raah mein nazar bichhi behki behki aur bewajah ghadi ghadi ye dil ghabraaya haaye re kyun na aaya kyun na aaya kyun na aaya ik meethi agni mein jalta hai tan mann baat aur bigde barsa jo sawan bachpan gawa ke maine sab kuchh gawaya baag mein kali khili bagaiya mehki par haaye re abhi idhar bhanwara click here
baagh mein phool kisne khilaaye hain baagh mein phool kisne khilaaye hain maine to nahin maine to nahin maine to nahin maine to nahin chor kaun taare kisne churaaye hain aye chor kaun taare kisne churaaye hain maine to nahin maine to nahin maine to nahin maine to nahin tauba tauba ka sawaal kya tauba maine ki nahin tauba ka sawaal kya tauba maine ki nahin kaisa ye suroor hai maine pee hai ji nahin kaisa ye suroor hai maine pee hai ki nahin phir mere hosh kisne udaaye hain phir mere hosh kisne udaaye hain maine to nahin maine to nahin maine to nahin maine to nahin aakhir is jahaan mein hoti hai ye baat kyun aakhir is jahaan mein hoti hai ye baat kyun do aur do jama karen to bante nahin saat kyun do aur do jama karen to bante nahin saat kyun do aur do chaar kisne banaaye hain do aur do chaar kisne banaaye hain maine to nahin maine to nahin maine to nahin maine to nahin ye jo dil ke saaz the wo to beaawaaz the ye jo dil ke saaz the wo to beaawaaz the tere mere pyaar click here
hey baagon ki tu raani hai aa uun aa uun ambuaa pe chhaayi jawaani hai aa uun aa uun sebon par aa gayi laali mehekne lage anaar ho baagon kaa tu raajkumaar aa uun aa uun hey tere liye hai inki bahaar aa uun aa uun o kaliyaan aayin shabaabon par phoolon pe aaya nikhaar heyyyy baagon ki tu raani hai aa uun aa uun hooo baagon kaa tu raajkumaar aa uun aa uun angoori belen aapas mein khelen mausam phalon ke mele ka chamke papeeta sone ke jaisa rang dekho albele ka dekho are re re dekho na jaamun si aankhen cheeku si baaten honth santare ke jaise tere badan ke aage chaman ko dekhun toh dekhun kaise phal dekho dil ko sambhalo na na na na hey buri nigaahen na daalo na na na na na mila hai abhi tumko mujhpe koi ikhtiyaar ai baagon ki tu raani hai aa uun aa uun hey baagon kaa tu raajkumaar aa uun aa uun phal saare pakk gaye kaante mehak gaye lachke daali daali kar le na chori koyi o gori kahaan hai inka maali o bolo o bolo are bolo bolo maali banega wahi jo inki kar paaye click here
hooooooooooo hoooo ooooooo hoooo ooooooo baagon mein bahaar aayi honthon pe pukaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa meri raani rutt beqaraar aayi rutt beqaraar aayi doli mein sawaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa mere raaja baagon mein bahaar aayi honthon pe pukaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa meri raani phoolon ki gali mein aayin bhanvwaron ki toliyaaaaan bhanwaron ki toliyaan diye se patanga khele aankhmicholiyaan bole aisi boliyaan ke pyaar jaaga jag so gaya rutt beqaraar aayi doli mein sawaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa mere raaja baagon mein bahaar aayi sapna to sapnon ki baat hai pyaar meinnnn baat hai pyaar mein neend nahin aati saiyaan tere intezaar mein ho ke beqaraar tujhe dhundhun main tu kahaan kho gaya baagon mein bahaar aayi honthon pe pukaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa meri raani aa jaa mere raaja lambi lambi baaten chheden chhoti si raat meinnnnn chhoti si raat mein saari baaten kaisi hongi ik mulaaqat mein ek hi baat mein lo dekh lo click here
na na na na na na na na na na na na ho baagon mein bahar hai hai kaliyon pe nikhaar hai hai ho tum ko mujhse pyaar hai na na na na na na na na na na na hai baagon mein bahar hai chhodo hato jaao pakado na baiyan aaoon na main teri baaton mein saiyan chhodo hato jaao pakado na baiyan aaoon na main teri baaton mein saiyan tum ne kaha hai dekho dekho mujhe saiyan bolo tumko ikraar hai haan hai phir bhi inkaar hai haan hai ho tum ko mujhse pyaar hai na na na na na na na na na na na na baagon mein bahar hai tum ne kaha tha main sau dukh sahungi chupke piya tere mann mein rahungi tum ne kaha tha main sau dukh sahungi chupke piya tere mann mein rahungi main sab kahungi lekin wo na kahungi tum ko jiska intezaar hai ho ho ho phir bhi takraar hai hai oooo tum ko mujhse pyaar hai na na na na na na na na na na na na baagon mein bahar hai aachha chalo chedo aage kahani hoti hai kya bolo pyaar ki nishani aachha chalo chedo aage kahani hoti hai kya bolo pyaar ki nishani bechain click here
baagon mein baharon mein ithlata gata aaya koi nazuk nazuk kaliyon ke dil ko dhadkata aaya koi aaya koi aaya koi aaya koi bhini havaa unchi ghata kahe tere angan mein barsega pyaar phoolon ke haar leke bahaar karne ko aayi mere solah singar rangon ki umangon ki gagar chalkata aaya koi aaya koi aaya koi aaya koi haai sapnon ke jaal rangin khayaal de ke hichkole kahen aankhen na khol dil ki yeh baat dil ka yeh raaz jaane na jaane koi tu kuchh na bol aankhon se isharon se sab kuchh samjhata aaya koi aaya koi aaya koi aaya koi chhaya hai aaj rim jhim dharaa phir bhi hai mere dil ko utna hi gum sakhiyon se door apnon se door kise hai khabar kal kahan honge hum uljhan ki deewaron se dil ko takrata aaya koi aaya koi aaya koi aaya koi click here
aaaaaa aaaaaa baagon mein baagon mein kaise ye phool khilte hain hooo khilte hain khilte hain banwaron se jab phool milte hain hooo milte hain hooo hooo hooo baagon mein rangeeli rutt aa ke rang deti hain inko rangeeli rutt aa ke rang deti hain inko nahin tumsi koi gori choom leti hain inko phoolon ko phoolon ko honthon se rang roop milte hain hooo milte hain hooo hooo hooo baagon mein hooo ooooo ooooo ooooo oooooo aaaa haaaaa aaaaaa aaaaaa mausam bahaaron ke lagte hain kyun pyaare mausam bahaaron ke lagte hain kyun pyaare hanste hai rote hai kaliyon ke sang saare kaliyon ke kaliyon ke khilne se dil bhi khilte hain hooo khilte hain baagon mein achhchha ab tum bolo aisa kab hota hai achhchha ab tum bolo aisa kab hota hai bade wo ho mat chhedo aisa tab hota hai jab tere jab tere nainon se mere nain milte hain hoooo milte hain baagon mein kaise ye phool khilte hain hooo khilte hain khilte hain banwaron se jab phool milte hain hooo milte hain hooo hooo hooo baagon mein click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Yaar Teri Yaari Waqt Ki Deewar (1981) 06:53 38986
 
Poster of Waqt Ki Deewar (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Jeetendra
Duration : 06:53   Song Number : 38986   

Aye Zamane Tu Kar Le Rafoo Chakkar (1975) 04:54 14036
 
Poster of Rafoo Chakkar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kanchan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Pental, Aruna Irani
Duration : 04:54   Song Number : 14036   

Aye Zindagi Gale Sadma (1983) 05:06 10697
 
Poster of Sadma (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Ilaiyaraaja
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Kamal Haasan
Duration : 05:06   Song Number : 10697   

Baa Hosh O Hawaas Main Deewana Night In London (1967) 04:00 12139
 
Poster of Night In London (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 04:00   Song Number : 12139   

Baabul Ki Duaayein Leti Jaa Neel Kamal (1968) 04:21 20171
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 04:21   Song Number : 20171   

Baabul Mora Aavishkar (1973) 05:18 12612
 
Poster of Aavishkar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 05:18   Song Number : 12612   

Baabul Mora Street Singer (1938) 03:15 11224
 
Poster of Street Singer (1938)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1938
Lyricist
Arzoo Lakhnavi
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:15   Song Number : 11224   

Baache Mann Ke Sachhe Do Kaliyan (1968) 03:43 20182
 
Poster of Do Kaliyan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Neetu Singh
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:43   Song Number : 20182   

Baad Muddat Ke Ye Jahan Ara (1964) 05:07 13402
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Raag- 
Chaya-Nat
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:07   Song Number : 13402   

Baadal Pe Chal Ke Aa Vijay (1988) 06:02 19155
 
Poster of Vijay (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Nida
Music Director- 
Shiv, Hari
Duration : 06:02   Song Number : 19155   

Baadal To Aaye Dillagi (1978) 03:56 16426
 
Poster of Dillagi (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:56   Song Number : 16426   

Baadal Yun Garajta Hai Betaab (1983) 05:43 20172
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Suny Deol
Duration : 05:43   Song Number : 20172   

Baag Laga Dun Sajani Tansen (1943) 02:32 40708
 
Poster of Tansen (1943)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1943
Music Director- 
Khemchand Prakash
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 02:32   Song Number : 40708   

Baag Mein Kali Khili Chand Aur Suraj (1965) 03:54 11837
 
Poster of Chand Aur Suraj (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 03:54   Song Number : 11837   

Baag Mein Phool Kisne Night In London (1967) 05:05 20580
 
Poster of Night In London (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Biswajit Chatterjee
Duration : 05:05   Song Number : 20580   

Baagon Ki Tu Raani Jaani Dost (1983) 04:50 38679
 
Poster of Jaani Dost (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sridevi
Duration : 04:50   Song Number : 38679   

Baagon Mein Bahaar Aayi Mome Ki Gudiya (1972) 05:05 13768
 
Poster of Mome Ki Gudiya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Ratan Chopra, Tanuja
Duration : 05:05   Song Number : 13768   

Baagon Mein Bahar Aradhana (1969) 03:31 20188
 
Poster of Aradhana (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Fareeda Jalal
Duration : 03:31   Song Number : 20188   

Baagon Mein Baharon Mein Chhoti Bahen (1959) 04:47 37386
 
Poster of Chhoti Bahen (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 04:47   Song Number : 37386   

Baagon Mein Kaise Chupke Chupke (1975) 04:31 20174
 
Poster of Chupke Chupke (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan, Amitabh Bachchan
Duration : 04:31   Song Number : 20174