MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen aye ghum e dil jee rahen hain tujhko de kar hum duwaaen wo muhabbat jab se loota gardishon ne ishq tanhaa reh gaya hai unki yaadon ke alaawa ab yahaan kya reh gaya hai ab yahaan kya reh gaya hai humse rutha hai khuda bhi kiss ko apna ghum dikhaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen wo muhabbat naam unka dhundhtaa hai ab bhi dil ki dhadkanon mein kat rahi hai zindgani haaye kitni uljhanon mein haaye kitni uljhanon mein kaash khaabon mein wo aa kar haalat e dil dekh jaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen wo muhabbat chand aahon ka sahaara chand ashqon par guzaara ye bhi koi zindagi hai aye mere parvardigaara aye mere parvardigaara khud hi baksha pyaar tune khud hi humko di sajaayen wo muhabbat wo wafaayen kis tarah hum bhool jaayen aye ghum e dil jee rahen hain tujhko de kar hum duwaaen click here
aa aa aa aa wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein agar iss jahaan ka maalik kahin mil sake to poochhein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein mili kaun si khataa par humein iss qadar sazaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein teri berukhi ke sadqe aa aa aa aa aa teri berukhi ke sadqe meri zindagi ki khushiyaan tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein tu agar isi mein khush hai to khushi se kar jafaayein wo na aayenge palat kar unhein laakh hum bulaayein meri hasraton se keh do ki ye khaab bhool jaayein click here
wo nazar leke wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu lut gaye lut gaye hum sare mehfil tana na haiya hu uuuuu hay thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu hai yahi hai yahi to mere kaatil tana na haiya hu uuu hay wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu kis liye tez hawaaon mein jalaya hai charag kabhi paoge na tum khoye huye dil ka surag uska pana to hai mushkil uska pana to hai mushkil tana na haiya hu uuuu hay wo nazar leke rahi dil tana na haiya hu aaaa aaaa aaaaa aapke dil me nazar aate the yun hi kai daag aise daagi ka bhala payenge kya aap surag wo na tha wo na tha pyaar ke kaabil tana na haiya hu uuuu hay thaam ke baithe hain jo dil tana na haiya hu unko dekho koi aur unki adayen dekho ek zara sar ko jo sharma ke jhukayen dekho bijliyaan kyun na wo hans hans ke girayen dekho unpe kurbaan hai mehfil unpe kurbaan hai mehfil tana na haiya hu uuuu hay wo nazar leke rahi dil click here
wo paas bhi reh kar paas nahin hum door bhi reh kar door nahin hum door bhi reh kar door nahin do bichhde huye dil mil jaayen kismat ko bhi manzoor nahin kismat ko bhi manzoor nahin wo aayen to dil ka afsaana hum keh naa sake wo sun naa sake wo humse judaa kyun rehte hain wo humse judaa kyun rehte hain jo dil se humaare door nahin jo dil se humaare door nahin wo paas bhi reh kar paas nahin hum door bhi reh kar door nahin hum door bhi reh kar door nahin ae bigdi huyi taqdeer bataa kyaa humse huyi hai aisi khataa kashti ko kinaara mil jaaye kashti ko kinaara mil jaaye bedard tujhe manzoor nahin bedard tujhe manzoor nahin wo paas bhi reh kar paas nahin hum door bhi reh kar door nahin hum door bhi reh kar door nahin click here
wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain chhoti si baat mohabbat ki chhoti si baat mohabbat ki aur wo bhi kahi nahin jaati kuch wo sharmaaye rehte hain kuch hum sharmaaye rehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain milne ki ghadiyan choti hain milne ki ghadiyan choti hain aur raat judaai ki lambi jab saari duniya soti hai hum taare ginte rehte hain wo paas rahein ya door rahein nazron mein samaaye rehte hain itna to bata de koi humein kya pyaar isi ko kehte hain click here
wo pehli baar jab hum mile haathon mein haath jab hum chale ho gaya ye dil deewana hota hai pyaar kya isne jaana teri aankhon mein jannat basa ke chala teri zulfon ki chhaon mein chalta chala tere nainon mein chain tere lab pe khushi tujh ko hi main muhabbat bana ke chala wo pehli baar jab hum mile haathon mein haath jab hum chale ho gaya ye dil deewana hota hai pyaar kya isne jaana teri aankhon mein jannat basa ke chala teri zulfon ki chhaon mein chalta chala tere nainon mein chain tere lab pe khushi tujh ko hi main muhabbat bana ke chala wo pehli baar jab hum mile ho gaye shuroo ye silsile ho gaya ye dil deewana hota hai pyaar kya isne jaana khilti kaliyon mein dhoondhoo bas tere nishaa main na jaanoo hai aakhir ye kya carvan tujhe dekhun to aaye lab pe khushi khuda na kare ho kabhi dooriyaan wo pehli baar jab hum mile haathon mein haath jab hum chale ho gaya ye dil deewana hota hai pyaar kya humne jaana ho gaya hoon main paagal ab tere liye tere bin dil bechaara click here
wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi jhuki huyi nigaah mein kahin mera khayaal tha dabi dabi hansi mein ik haseen saa gulaal tha main sochta tha mera naam gunguna rahi hai wo main sochta tha mera naam gunguna rahi hai wo naa jaane kyun laga mujhe ke muskura rahi hai wo wo shaam kuchh ajeeb thi mera khayaal hai abhi jhuki huyi nigaah mein khili huyi hansi bhi hai dabi huyi si chaah mein main jaanta hoon mera naam gunguna rahi hai wo main jaanta hoon mera naam gunguna rahi hai wo yahi khayaal hai mujhe ke saath aa rahi hai wo wo shaam kuchh ajeeb thi ye shaam bhi ajeeb hai wo kal bhi paas paas thi wo aaj bhi kareeb hai wo shaam kuchh ajeeb thi click here
wo tassavur ka aalam wo dil e aashiqi wo deewana mausam wo teri dillagi humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo tassavur ka aalam wo dil e aashiqi wo tassavur ka aalam wo dil e aashiqi wo deewana mausam wo teri dillagi humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo muhabbat ke din wo ghadi wo palchhin wo chhalakta mausam baarishon ki rimjhim humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar saanson ki wo halchal wo mehkta aanchal baahon ke wo ghere zulf ka wo baadal humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo tera sharmana wo nazar ka jhukna jaate jaate tera wo achanak mudna humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo mere bin bole tera samjh lena wo ishaaron se hi baat sab keh dena humko bada hi kare beqaraar wo pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar pyaar wo ladaayi jhagde baad mein pachhtaana rooth ke wo jaana laut click here
Woh Teer Dil Pe Chala click here
wo tere pyaar ka ghum ek bahana tha sanam apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya wo tere pyaar ka ghum ek bahana tha sanam apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya ye na hota to koi dusra ghum hona tha main to wo hoon jise har haal mein bas rona tha muskrata bhi agar to chhalak jaati nazar apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya warna kya baat hai tu koi sitamgar to nahin tere seene mein bhi dil hai koi patthar to nahin tune dhaya hai sitam to yahi samjhenge hum apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya wo tere pyaar ka ghum ek bahana tha sanam apni kismat hi kuchh aisi thi ki dil toot gaya click here
wo to hai albela hazaaron mein akela wo to hai albela hazaaron mein akela sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela hazaaron mein akela sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela fursat mili naa tumhen apne jahaan se uss ke bhi dil ki kabhi samajhate kahaan se fursat mili naa tumhen apne jahaan se uss ke bhi dil ki kabhi samajhate kahaan se jaana hai jise pathar heera hai wo to heera sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela hazaaron mein akela wo to hai albela bansi ko lakdi sadaa samjhaa kiye tum par uske naghmon ki dhun kahaan sun sake tum bansi ko lakdi sadaa samjhaa kiye tum par uske naghmon ki dhun kahaan sun sake tum diye ki maati dekhi dekhi naa uski jyoti sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela hazaaron mein akela wo to hai albela hazaaron mein akela sadaa tumne eab dekha hunar ko naa dekhaaa wo to hai albela hazaaron mein akela wo to hai albela click here
wo to jaate jaate humse khafa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye wo to jaate jaate humse khafa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye yun hi raahon mein unki baahon ko jab hum lage thaamne lehraaye se balkhaye se wo ruke mere saamne yun hi raahon mein unki baahon ko jab hum lage thaamne lehraaye se balkhaye se wo ruke mere saamne phir bhi rukte rukte wo to hawa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye wo to jaate jaate humse khafa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye aankhon aankhon mein baaton baaton mein maine chhedi jo raagini ye na puchhiye kaise roothi hai gore mukhde ki chaandni aankhon aankhon mein baaton baaton mein maine chhedi jo raagini ye na puchhiye kaise roothi hai gore mukhde ki chaandni gesu bikhre bikhre kaali ghata ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye wo to jaate jaate humse khafa ho gaye hum bhi baithe baithe unpe fida ho gaye kaisa hasna ji kaisa milna ji nahin puchha mijaaz bhi dil bhi hai wohi click here
wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe hona tha jo hua jo hua kya bura hua hona tha jo hua jo hua kya bura hua kya bura hua achha hi hua toot gaya jhootha aitbaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe ik phool tootne se to ujda nahin chaman ik phool tootne se to ujda nahin chaman ujda nahin chaman gulshan mein aur bhi hain haseen phool beshumaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe nakamyab ishq se hi zindagi nahin nakamyab ishq se hi zindagi nahin zindagi nahin hai zindagi to aur milenge hazaar yaar ab kis ka intezaar aji kaisa intezaar wo wo na rahe jinke liye hum the beqaraar wo wo na rahe click here
wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein click here
main kaise usse pasand karoon main kaise aankhen band karoon wo aurat hai tu mehbooba tu sab kuchh hai wo kuchh bhi nahin wo aurat hai tu mehbooba tu sab kuchh hai wo kuchh bhi nahin tum aaise usse pasand karo mil baitho baatein chand karo wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin mere liye jo pyaar mohabbat uske liye paheli mere liye jo pyaar mohabbat uske liye paheli champa kaise bhaaye usse jiske mann basi chameli uska dukh hai mera dukh meri souten meri saheli mere bina akele tum ho tumhre bina wo akeli mat ye deewar bulund karo mil baitho baatein chand karo wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin kuchh bhi nahin wo aurat hai main mehbooba wo sab kuchh hai main kuchh bhi nahin o o o o o o o o o o o o uska naam na le mujhko nafrat hai uske naam se thak gaye ho bechain ho tum so jaao aaraam se ye rain milan ki raina hai milkar bhi door click here
woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai samjhane waale samjh gaye hai naa samjhe naa samjhe woh anadi hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai samjhane waale samjh gaye hai naa samjhe naa samjhe woh anadi hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai chaandi ki chamakati raahen woh dekho jhoom jhoom ke bulayen chaandi ki chamakati raahen woh dekho jhoom jhoom ke bulayen kirnon ne pasaari baahen ke armaan naach naach lehraayen baaje dil ke taar gaaye ye bahaar ubhare hai pyaar jeevan mein baaje dil ke taar gaaye ye bahaar ubhare hai pyaar jeevan mein woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai samjhane waale samjh gaye hai naa samjhe naa samjhe woh anadi hai woh chaand khila woh taare hanse ye raat ajab matwaari hai kirnon ne chunariya taani bahaaren kis pe aaj hai deewani kirnon ne chunariya taani bahaaren kis pe aaj hai deewani chanda click here
woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo baat kar len aaaa aaaa aaaa aaaa jo baat kar len to bhujhte chiraag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain kaho bhujhe ke jalen hum apni raah chalen yaa tumhaari raah chalen kaho bhujhe ke jalen bhujhen to aise ke jaise kisi gareeb ka dil kisi gareeb ka dil jalen to aise ke jaise chiraag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain ye khoyi khoyi nazar kabhi to hogi idhar yaa sadaa rahegi udhar ye khoyi khoyi nazar udhar to ek sulagta hua hai veerana hai ek veerana magar idhar to bahaaron mein baagh jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo ashq pee bhi liye jo honth see bhi liye to sitam ye kiss pe kiye jo ashq pee bhi liye kuchh aaj apni sunaao kuchh aaj meri suno kuchh aaj meri suno khaamoshiyon se to dil aur dimaag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo baat kar len to bhujhte chiraag jalte hain woh click here
woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya woh dekhen to unki inayat woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya jo dil gair ka ho uska hona kya aur na hona kya woh dekhen to unki inayat aaaa haaa haaa aaa aaa aaaa hmm hmm hmm hmm ho ho ho ho ho ho ho hmm hmm hmmmmm la lal laa la la laa laaaa aaaa haaa haaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa haaa haaaa ishq dilon ka mel hai pyaare ye nazron ka khel nahin ishq dilon ka mel hai pyaare ye nazron ka khel nahin ye nazron ka khel nahin jab tak do dil ek na ho le dil ki lagi ka rona kya jab tak do dil ek na ho le haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa haiyaa ho haiyaa ishq ki baazi seedhi baazi dil jeeto aur dil haaro ishq ki baazi seedhiiiiiiii baazi are baazi baazi baazi baazi baazi baazi baazi ishq ki baazi seedhi baazi dil jeeto aur dil haaro dil jeeto aur dil haaro iss saude mein o dil walon paana kya aur khona kya woh dekhen to unki inayat na dekhen to rona kya woh dekhen to unki inayat click here
woh door jo nadiya behti hai wahaan ek albeli rehti hai woh door jo nadiya behti hai wahaan ek albeli rehti hai sun bhaiya wahin meri bhabhi hai gora mukhda hai gaal gulaabi hai gora mukhda hai gaal gulaabi hai dekho uss peepal ke neeche koi mast khada hai aakhiyaan meeche ho dekho uss peepal ke neeche koi mast khada hai aakhiyaan meeche mat dekh utha ke le jaayega tujhe apna bana ke le jaayega tujhe apna bana ke le jaayega dekho woh baadal aawaara phirta hai ye kyun maara maara dekho woh baadal aawaara phirta hai ye kyun maara maara main jaan gayi ye bechara hai mere bhaiya jaisa kunwaara hai mere bhaiya jaisa kunwaara hai woh panchhi jo udta jaata hai meethi dhun mein kuchh gaata hai woh panchhi jo udta jaata hai meethi dhun mein kuchh gaata hai kehta hai tu pee ghar jaayegi phir bhaiya ko yaad na aayegi phir bhaiya ko yaad na aayegi chal aisi zubaan par baat na la hanste hanste pee ke ghar ja chal aisi zubaan par baat na la hanste hanste pee ke ghar ja teri click here
wo hain zaraa khafaa khafaa to nain yun churaaye hain ke ho ho ho ho ho wo hain zaraa khafaa khafaa to nain yun churaaye hain ke ho ho ho ho ho naa bol doon to kyaa karoon wo hans ke yun bulaaye hain ke ho ho ho ho ho em em em hum hum hum hans rahi hai chaandni machal ke ro naa doon kahin aise koi ruthataa nahin ye teraa khayaal hai karib aa mere hanseen mujhko tujhse kuchh gilaa nahin baat yun banaaye hain ke o ho ho ho ho wo hain zaraa khafaa khafaa to nain yun churaaye hain ke ho ho ho ho ho phool ko mehak mille ye raat rang mein dhale mujhse teri zulf garr khule tum hi mere sang ho gagan ke chhaanw ke talle ye rut yun hi bhor tak chale pyaar yun jataaye hain ke o ho ho ho ho naa bol doon to kyaa karoon wo hans ke yun bulaaye hain ke ho ho ho ho ho aise mat sataaiye zaraa taras to khaaiye dil ki dhadkan mat jagaaiye kuchh nahin kahungaa main naa akhiyaan jhukaaiye sar ko kandhe se uthaaiye aise neend aaye hai ke hm hmm hm hum hum wo hain zaraa khafaa khafaa to click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Wo Muhabbat Noor Jehan (1967) 03:31 13885
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:31   Song Number : 13885   

Wo Na Aayenge Devdas (1955) 04:17 13064
 
Poster of Devdas (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Vyjayanthimala, Bali
Raag- 
Khamaj
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:17   Song Number : 13064   

Wo Nazar Leke Suraag (1982) 05:52 32524
 
Poster of Suraag (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tina Munim
Duration : 05:52   Song Number : 32524   

Wo Paas Bhi Reh Kar Afsana (1951) 03:20 20201
 
Poster of Afsana (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Veena
Duration : 03:20   Song Number : 20201   

Wo Paas Rahein Ya Bari Behen (1949) 02:41 21413
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya, Rehman, Geeta Bali
Duration : 02:41   Song Number : 21413   

Wo Pehli Baar Pyaar Mein Kabhi Kabhi (1999) 04:25 16855
 
Poster of Pyaar Mein Kabhi Kabhi (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Vishal-Raj Kaushal
Music Director- 
Vishal-Shekhar-Salim
Singer- 
Shaan
On Screen Actors- 
Dino Morea, Rinke Khanna
Duration : 04:25   Song Number : 16855   

Wo Shaam Kuchh Ajeeb Thi Khamoshi (1969) 04:59 21414
 
Poster of Khamoshi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:59   Song Number : 21414   

Wo Tassavur Aitraaz (2004) 05:29 16877
 
Poster of Aitraaz (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 05:29   Song Number : 16877   

Wo Teer Dil Pe Chala Aarti (1962) 04:26 38013
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
On Screen Actors- 
Mehmood, Vijaya Chaudhari
Duration : 04:26   Song Number : 38013   

Wo Tere Pyaar Ka Ghum My Love (1970) 03:59 11988
 
Poster of My Love (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Dan Singh
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:59   Song Number : 11988   

Wo To Hai Albela Kabhi Haan Kabhi Naa (1994) 05:12 16836
 
Poster of Kabhi Haan Kabhi Naa (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
Duration : 05:12   Song Number : 16836   

Wo To Jaate Jaate Humse Aankh Micholi (1962) 04:07 20796
 
Poster of Aankh Micholi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:07   Song Number : 20796   

Wo Wo Na Rahe Badalte Rishtey (1978) 04:33 32721
 
Poster of Badalte Rishtey (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Reena Roy, Jeetendra
Duration : 04:33   Song Number : 32721   

Wo Zindagi Jo Thi Ab Tak Neel Kamal (1968) 05:14 13866
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 05:14   Song Number : 13866   

Woh Aurat Hai Tu Satyam Shivam Sundaram (1978) 04:51 14162
 
Poster of Satyam Shivam Sundaram (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Narendra Sharma
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Shashi Kapoor
Duration : 04:51   Song Number : 14162   

Woh Chaand Khila Woh Taare Hanse Anari (1959) 03:54 21408
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:54   Song Number : 21408   

Woh Chup Rahen To Jahan Ara (1964) 04:40 13401
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bahar
Duration : 04:40   Song Number : 13401   

Woh Dekhen To Unki Funtoosh (1956) 03:14 13247
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sheela Ramani
Duration : 03:14   Song Number : 13247   

Woh Door Jo Nadiya Behti Hai Barkha (1959) 03:44 10387
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Jagdeep, Nanda
Duration : 03:44   Song Number : 10387   

Woh Hai Zara Khafa Shagird (1967) 05:33 21409
 
Poster of Shagird (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sayra Banu, Joy Mukherjee
Duration : 05:33   Song Number : 21409