MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mera jaanam mera saajan mera saajan mera baalam mera baalam mera majnu mera majnu mera raanjha jaanuuuuuuu tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai meri prem kahaani ka tu hero hai par prem granth ke panno par apni taqdeer to zero hai hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai meri prem kahaani ka tu hero hai par prem granth ke panno par apni taqdeer to zero hai hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo dil waalon mein naa koi ameer hota hai naa gareeb hota hai kisi kisi ko ye pyaar naseeb hota hai kisi kisi ko ye pyaar naseeb hota hai dil ki duniyaa se ye duniyaa door hoti hai dil kareeb hota hai koi koi aisa khushnaseeb hota hai koi koi aisa khushnaseeb hota hai teri baaten tu hi jaane main to bas itna jaanun jaanuuuuu jaanu jaanuuuuuuu tu mera jaanu hai tu mera dilbar hai meri prem kahaani ka tu hero hai par prem granth ke panno par apni taqdeer to zero hai hoooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo click here
uff uff o tera ye baankpan tu hi to jahan mein nahin gulbadan jaata hai ja par mujhse itna na ban hey tu mera jo nahin phir mujhko kya ja kahin haan par tu aur kisi ka ho ye bhi to mumkin nahin ja deewane ja kahin pee kola pee kola hahahaha pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola armaan tha mujhko zara honthon pe teri baat ho are armaan tha mujhko zara honthon pe teri baat ho jud jaye dil dil se haathon mein tera haath ho haan magar abhi bole mujhe tu kya jane jod bhi doon tod bhi doon main to aisi hoon naazni tu mera jo nahin phir mujhko kya ja kahin par tu aur kisi ka ho ye bhi to mumkin nahin ja deewane ja kahin pee kola pee kola hahahaha pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola pi kola ab to hai husn mera apni hi ada mein magan are ab to hai husn mera apni hi ada mein magan fursat hai kisko yahan dhundhe jo teri anjuman ha magar o deewane mujhe tu kya jane main hoon shola main hoon bijli aa milungi main har kahin tu mera click here
tu mera kya laage o saathiya tu mera kya laage o saathiya laage na laage re tere bin kahin jiyaa tu mera kya laage o saathiya laage na laage re tere bin kahin jiyaa mar jaate raahon mein hum teri baahon mein aake jee gaye zulfon ke saaye mein hum dil ke saare ghum hans ke pee gaye mar jaate raahon mein hum teri baahon mein aake jee gaye zulfon ke saaye mein hum dil ke saare ghum hans ke pee gaye tune hi phir jeena sikhlaa diya laage na laage re tere bin kahin jiyaa din beete baaton mein baaton ki yaadon mein jhoome dil jawaan raaton ki neendon mein neednon ke khawaabon mein tu hi tu yahaan din beete baaton mein baaton ki yaadon mein jhoome dil jawaan raaton ki neendon mein neednon ke khawaabon mein tu hi tu yahaan bin poochhe bin maange dil le liya laage na laage re tere bin kahin jiyaa jis din se dekha hai bas tujhko dekha hai tujh mein kho gaye hum bhi ye na jaane hum tere deewane kaise ho gaye jis din se dekha hai bas tujhko dekha hai tujh mein kho gaye hum bhi click here
tu mera main teri duniyaa jale to jale tu mera main teri duniyaa jale to jale na na na na dil tera jaan teri duniyaa jale to jale dil tera jaan teri duniyaa jale to jale jhoom jhoom naache mera pyaar bhara dil gun gun gaaye iqraar bhara dil tujh se nighaahein mili mil gaya dil phool ki tarah se mera khil gaya dil jhoom jhoom naache mera pyaar bhara dil gun gun gaaye iqraar bhara dil tujh se nighaahein mili mil gaya dil phool ki tarah se mera khil gaya dil rutt jawaan pyaar bhari duniyaa jale to jale na na na na dil tera jaan teri duniyaa jale to jale aa haa aa haa tu mera main teri ho duniyaa jale to jale na na na na na na na na dil tera jaan teri duniyaa jale to jale waada nibhane dekho aaye hain sanam lab pe duaayein laaye tere liye hum dil jo diya hai tujhe phir kya hai ghum marta hoon tujhpe hi apni kasam haaye waada nibhane dekho aaye hain sanam lab pe duaayein laaye tere liye hum dil jo diya hai tujhe phir kya hai ghum marta hoon tujhpe hi apni kasam tu meri click here
ha ha ha ha ahhahahaaa haa main tere liye tu mere liye aa aao na main tere liye tu mere liye main tere liye tu mere liye to phir kai din kyun jaane diye bina pyaar ke ye bataaa main tere liye tu mere liye main tere liye tu mere liye to phir kai din kyun jaane diye bina pyaar ke ye bataaa mere dil ne ye kaha hai hone de jo ho raha hai mere dil ne ye kaha hai hone de jo ho raha hai kise hai khabar jahaan se na dar jee bhar ke mujhe sanam pyaar kar zamaana karega bhi kya main tere liye tu mere liye main main tere liye tu mere liye to phir kai din kyun jaane diye bina pyaar ke ye bata aise mujhe chhod ke na ja aaja meri baahon mein aaja aise mujhe chhod ke na ja aaja meri baahon mein aaja hai tu bhi jawaan hun main bhi jawaan ye mauka humein milega kahaan rahe ab ye kyun faasla main tere liye tu mere liye main main tere liye tu mere liye to phir kai din kyun jaane diye bina pyaar ke ye bata bata bata main main hannn main tere liye tu mere liye main main tere liye tu click here
tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti meri badnaami tere saath palegi saath palegi sun sun taane meri kokh jalegi haaye kokh jalegi meri badnaami tere saath palegi saath palegi sun sun taane meri kokh jalegi haaye kokh jalegi kaanton bhare hain sab raaste tere waaste jeevan ki dagar mein kaun banega tera aasraa bedard nagar mein tu mere pyaar ka phool hai ke meri bhool hai kuchh keh nahin sakti par kisi ka kiya tu bhare ye seh nahin sakti poochhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe phenka hua paap kahega haaye paap kahega poochhega koi to kise baap kahega baap kahega jag tujhe phenka hua paap kahega haaye paap kahega ban ke rahegi sharmindagi teri zindagi jab tak tu jiyega aaj pilaaun tujhe dhoodh main kal zehar piyega tu mere pyaar ka phool hai ke meri dhool hai kuchh click here
tu mere saamne main tere saamne tujhko dekhun ke pyaar karun ye kaise ho gaya tu meri ho gayi kaise main aitbaar karun tu mere saamne main tere saamne tujhko dekhun ke pyaar karun ye kaise ho gaya tu meri ho gayi kaise main aitbaar karun tu mere saamne main tere saamne aaa aaa aaa ooo ooo toot gayi toot ke main choor ho gayi teri zid se majboor ho gayi toot gayi toot ke main choor ho gayi teri zid se majboor ho gayi tera jadoo chal gaya o jadugar toot gayi toot ke main choor ho gayi teri zid se majboor ho gayi tu mere saamne main tere saamne tujhko dekhun ke pyaar karun ye kaise ho gaya tu meri ho gayi kaise main aitbaar karun teri zulfon se khelunga main tujhko baahon mein le lunga main teri zulfon se khelunga main tujhko baahon mein le lunga main dil to dete hain ashique sabhi jaan bhi tujhko de dunga main aaaa mere hothon ke gulaab maang le meri aankhon se sharaab maang le mere hothon ke gulaab maang le meri aankhon se sharaab maang le tera jadoo chal gaya o click here
tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai teri aankhein to chhalakte huye paimaane hain teri aankhein to chhalakte huye paimaane hain aur tere honth larajte huye maikhaane hain mere armaan issi baat pe deewaane hain main bhala hosh mein kaise rahoon kaise rahoon tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai tu jo hansti hai to bijali si chamak jaati hai tu jo hansti hai to bijali si chamak jaati hai teri saanson se gulaabon ki mehak aati hai tu jo chalti hai to kudrat bhi behak jaati hai main bhala hosh mein kaise rahoon kaise rahoon tu mere saamne hai teri zulfein hain khuli tera aanchal hai dhalaa main bhala hosh mein kaise rahoon tu mere saamne hai click here
ik na ik din ye hmm hmm hmm hmm hmm hmm tu mere sapnon ki raani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi main tera deewaana banonga raani tu meri deewani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi hooooooooooo ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi chain loota hai neend looti hai aise mausam mein hum se roothi hai chain loota hai neend looti hai aise mausam mein hum se roothi hai ye tere haathon ki angoothi prem ki pehli nishani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi ye gussa tu bhool jaayegi tere honthon pe hansi aayegi ye gussa tu bhool jaayegi tere honthon pe hansi aayegi ye aaj ho ya kal ho ye hoga ye berukhi meharbani banegi ik na ik din ye kahaani banegi tu mere sapnon ki raani banegi yunhin pehle to laaj aati hai baad mein gori maan jaati hai yunhin pehle to laaj aati hai baad mein gori maan jaati hai tera mera naya naya milan hai ye mulaaqat puraani click here
aisi kya chali hawa ki le gayi meri saanson ko mujhse door tere paas aur mujhe hua ehsaas tu tu tu tu meri ri ri main tera ra hone lagaa main main main main tera ra ra tu meri ri hone lagi kaise yeh hua magar na hai mujhe na tujhko koi khabar par ye dil ab se hai kehne laga tu tu tu tu meri ri ri main tera ra hone laga main main main main tera ra ra tu meri ri hone lagi jaanu main na jaane tu hua ye jaadu kaise jo mera tha woh kho gaya jo tera mill gaya ho jaise iss dil ne jab jaana ke bas tu tu tu tu tu meri ri ri main tera ra hone laga main main main main tera ra ra tu meri ri hone lagi yun kabhi yun kabhi laga hai jaise haan yehi bas yehi samaa hai jis mein zindagi zindagi hai jeeni aise ek pal ek pal ho baaqi jaise ajnabi jahaan aake lag jaaye gale jaise tu chale aur duniya tere sang chale jaise raat chupke se tere kaanon mein kahe ke ab toh jaane kyun jaane kyun jaane kyun tu tu tu tu meri ri ri main tera ra hone laga main main main main tera ra ra tu meri ri click here
tu meri ibtidaa hai tu meri inteha hai tu meri ibtidaa hai tu meri inteha hai bin tere humraahi zindagi meri kya hai tu meri ibtidaa hai tu meri inteha hai tu meri ibtidaa hai tu meri inteha hai bin tere humraahi zindagi meri kya hai tu meri ibtidaa hai tu meri inteha hai tohfa mohabbaton ka pehle koi na laaya tohfa mohabbaton ka pehle koi na laaya mausam ye chahaton ka pehle kabhi na aaya jaane chaman dil dhadkan tu hi meri wafa hai tu meri ibtidaa hai tu meri inteha hai tu meri ibtidaa hai tu meri inteha hai aayenge hosh mein na aisa khumaar hoga aayenge hosh mein na aisa khumaar hoga khaabon ke aashiyaan mein bas pyaar pyaar hoga mere sanam teri kasam tuhi mera khuda hai tu meri ibtidaa hai tu meri inteha hai tu meri ibtidaa hai tu meri inteha hai bin tere humraahi zindagi meri kya hai tu meri ibtidaa hai tu meri inteha hai tu meri ibtidaa hai tu meri inteha hai click here
ishq mein loot gaya wo khazaana hoon main ik beeta huaaa zamaana hoon mere dard pe roye khushiyaan main gumnaam ik fasaana hoon ik fasaana hoon jaan ko meri chheen liya hai dard ye kaisa dil ko diya hai jaan ko meri chheen liya hai dard ye kaisa dil ko diya hai yaa to mujhko paas bula le yaa duniyaa ko aag laga de main to naa maangun kisi darrrr se tu bulaa le bulaa le bulaa le bula le mere mehboob se tu milaa de tu bulaa le bulaa le bulaa le re rabba mere mehboob se tu milaa de jeena bas mein nahin marna bas mein nahin zindagi hai ye kaisi paheli main hoon tanhaa yahaan main tadaptaa yahaan wo tadapti wahaan par akeli jag ke bandhan tod ke aaun iss duniyaa ko chhod ke aaun main to naa maangun kisi darrrr se tu bulaa le bulaa le bulaa le bula le mere mehboob se tu milaa de tu bulaa le bulaa le bulaa le re rabba mere mehboob se tu milaa de aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa pehle dil ko banaaya pyaar uss mein basaaya phir muqaddar mein likh di judaayi click here
tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye na ho tu udaas tere paas paas main rahoonga zindagi bhar na ho tu udaas tere paas paas main rahoonga zindagi bhar saare sansaar ka pyaar maine tujhi mein paaya tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye haan tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye chanda tujheee oooooo dekhne ko nikla karta hai aaina bhi o o o o o o deedaar ko tarsa karta hai itni haseen koi nahin itni haseen koi nahin husn dono jahaan ka ik tujh mein simat ke aaya tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye pyaar kabhi ho o o o o o marta nahin hum tum marte hain hote hain wo ho o o o o log amar pyaar jo karte hain jitni adaa utni wafaa jitni adaa utni wafaa ik nazar pyaar se dekh lo phir se zinda kar do tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye haan tu mile dil khile aur jeene ko kya chaahiye na ho tu udaas tere paas paas main rahoongi zindagi bhar na ho tu udaas tere paas paas main rahoonga zindagi bhar click here
aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaa tu mile dil khile aur jeene ko kya chahiye tu mile dil khile aur jeene ko kya chahiye na ho tu udaas tere paas paas main rahunga zindagi bhar na ho tu udaas tere paas paas main rahunga zindagi bhar saare sansaar ka pyaar maine tujhi mein paaya tu mile dil khile aur jeene ko kya chahiye haaa tu mile dil khile aur jeene ko kya chahiye chanda tujhe eeeeeeeee dekhne ko nikla karta hai aaina bhi o o o ooo deedaar ko tarsa karta hai itni haseen koi nahin itni haseen koi nahin husn donon jahaan ka ek tujhmein simat ke aaya tu mile dil khile aur jeene ko kya chahiye haaa haaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa pyaar kabhi o o o o o o marta nahin hum tum marte hain hote hain wo o o o o o log amar pyaar jo karte hain jitni adaa utni wafa jitni adaa utni wafa ik nazar pyaar se dekh lo phir se zinda kar do tu mile dil khile aur jeene ko kya chahiye haan tu mile dil khile aur jeene ko kya chahiye na ho tu udaas tere paas paas main click here
har dil mein nafrat bhari hai koi dil saaf nahin hai maalik teri saari duniyaa mein kahin insaaf nahin hai tu mile to poochhun tujhse kya ye hai nyaay tera duniyaa ko diye ujaale aur mujhko diya andhera tu mile to poochhun tujhse hoooooo hoooooo neki karne waalon ko to milti yahaan buraayi hai neki karne waalon ko to milti yahaan buraayi hai khudgarzi ke toofanon mein doob gayi sachchaayi hai kisi ki nagri bas gayi dekho kisi ka loot gaya dera tu mile to poochhun tujhse hoooooo hoooooo itni umange laaye the hum dil mein samet kar le jaa rahen hain hansrate kafan mein lapet kar ab kiss par karen bharosa jab tune hi munh phera duniyaa ko diye ujaale aur mujhko diya andhera mujhko diya andhera mujhko diya andhera teri jhoothi duniyaa ki hum sab deewaren tod chale tujhe mubaaraq teri duniyaa hum to duniyaa chhod chale mar kar bhi naa bhool sakenge hum ehsaan ye tera tu mile to poochhun tujhse kya ye hai nyaay tera duniyaa ko diye ujaale aur mujhko diya andhera tu mile click here
tu mujhe jaan se bhi pyaara hai tere bina soona jag saara hai dil se dil mil gaya main teri ho gayi tu mera ho jaa main teri ho gayi pyaar karna to zaroori hai zindagi warna adhoori hai ab mera pyaar haan dil bhi hai tera jaan bhi teri dil bhi tera tujhe hai kasam chaahe jo bhi ho dil mera todega nahin dil se kabhi ik pal bhi saath mera chhodega nahin main to hamesha teri rahoongi main to hamesha teri rahoongi pyaar karna to zaroori hai zindagi warna adhoori hai ab mera pyaar haan dil bhi hai tera jaan bhi teri dil bhi tera aaa aaaa aaa aaaa aaa aaaa aaaa jeevan ka har ik pal tujh pe nisaar karoonga itna koi kar na sake itna main pyaar karoonga phir tu kahegi ab chhodo bhi phir tu kahegi ab chhodo bhi tu mujhe jaan se bhi pyaara hai tere bina soona jag saara hai dil se dil mil gaya main teri ho gayi tu mera ho jaa main teri ho gayi pyaar karna to zaroori hai zindagi warna adhoori hai ab mera pyaar haan dil bhi hai tera jaan bhi teri dil bhi tera click here
tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani rehati hai khaamosh sadaa bas ek paheli si woh har dam mere saath magar lagti hai akeli si woh ek hi baat mein kar jaati hai woh kitni hi baaten uski baaten khatam na ho dhal jaayen lambi raaten kabhi kabhi lagti hai apni kabhi kabhi begaani tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani mere dil mein bajten hai uski yaadon ke ghunghuroo usko dekha to mai jaana kya hota hai jaadu angdaayi wo leti hai dil mera dhadak jaata hai uske phool badan se ik shola sa lapak jaata hai wo chhoo le to aag lage jal jaaye yaar ye paani tu mujhe suna main tujhe sunaun apni prem kahaani kaun hai woh kaisi hai woh tere sapnon ki raani door se uss ko dekh ke dil ki pyaas bujha leta hoon sapnon mein usko main apne paas bula leta hoon tere dil click here
hmmmm hmmmm tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun teri aankhen gulaabi gulaabi ban gaya main piye bin sharaabi tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun tuuuuu aise aayi ki ghata jaise chhayi chain bhi churaaya neend bhi udaayi duhai duhai meri tauba huyi baat mulakaat tere saath saari raat dekh sar pe na ye ilzaam le tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun yuuuuuun muskura ke koi jaadu jaga ke tune mere dil pe teer sa chala ke nishana banaaya meri tauba mere yaar ye bahaar bekaraar mera pyaar door jaane ka na ab naam le tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun teri aankhen gulaabi gulaabi ban gaya main piye bin sharaabi tu mujhe thaam le ki main gir na jaauuun gir na jaaun click here
heyyy tu na mili to tu na mili to hum jogi ban jayenge tu na mili to o o o oo tu na mili to hum jogi ban jayenge tu na mili to saari umariya ko rogi ban jayenge tu na mili to tu na mili to hum jogi ban jayenge tu na mili to o mere sapnon ki rani tujhpe nichhawar meri jawani aa teri tasveer bata doon aa teri tasveer bata doon cheer ke apna seena dikha doon ram base hanuman ke dil mein tu mere dil ki mehfil mein tujhko agar ho koi shanka jala de apne dil ki lanka tere saamne hanste huye jal jayenge tu na mili to haan tu na mili to hum jogi ban jayenge tu na mili to aur sun tere milan mein sukh hain saare tere darshan sabse pyare tu mehke jaise raat ki rani tu mehke jaise raat ki rani ang ang se chhalke jawani toone bahut mere dil ko jalaya daal de ab zulfon ka saaya kamal kali si teri kaya roop menka jaisa paya tujhe dekh ke jogi bhi bhogi ban jayenge tu na mili to haan tu na mili to hum jogi ban jayenge tu na mili to saari umariya ko rogi ban jayenge tu na mili to click here
tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to door tak tanhaiyon ka door tak tanhaiyon ka silsila reh jayega tu nahin to dard ki saari tahen aur saare guzre haadse dard ki saari tahen aur saare guzre haadse sab dhuan ho jayenge ek vaquiya reh jayega tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to yun bhi hoga woh mujhe dil se bhula dega magar yun bhi hoga woh mujhe dil se bhula dega magar ye bhi hoga khud usi mein ek khala reh jaega tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to daayre inkaar ke iqraar ki sargoshiyan daayre inkaar ke iqraar ki sargoshiyan ye agar toote kabhi toh faasla reh jayega tu nahin to zindagi mein aur kya reh jayega tu nahin to click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tu Mera Hero Hai Hero (1983) 08:08 13333
 
Poster of Hero (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Meenakshi Seshadri
Duration : 08:08   Song Number : 13333   

Tu Mera Jo Nahin Bheegi Raat (1965) 04:41 37816
 
Poster of Bheegi Raat (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shashikala, Pradeep Kumar
Duration : 04:41   Song Number : 37816   

Tu Mera Kya Laage O Saathiya Oonche Log (1985) 05:51 31103
 
Poster of Oonche Log (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Salma Agha
Duration : 05:51   Song Number : 31103   

Tu Mera Main Teri Pyar Hi Pyar (1969) 06:37 21334
 
Poster of Pyar Hi Pyar (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Vyjayanthimala
Duration : 06:37   Song Number : 21334   

Tu Mere Liye Pukar (1983) 04:19 19843
 
Poster of Pukar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Zeenat Aman, Amitabh Bachchan
Duration : 04:19   Song Number : 19843   

Tu Mere Pyaar Ka Phool Dhool Ka Phool (1959) 03:59 13082
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:59   Song Number : 13082   

Tu Mere Saamne Darr (1993) 06:17 21335
 
Poster of Darr (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla, Suny Deol
Duration : 06:17   Song Number : 21335   

Tu Mere Saamne Hai Teri Zulfein Hain Khuli Suhagan (1964) 04:20 12141
 
Poster of Suhagan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Guru Dutt
Duration : 04:20   Song Number : 12141   

Tu Mere Sapnon Ki Raani Gora Aur Kala (1972) 05:47 21336
 
Poster of Gora Aur Kala (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 05:47   Song Number : 21336   

Tu Meri Bang Bang (2014) 04:18 36149
 
Poster of Bang Bang (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
Vishal Dadlani
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Katrina Kaif
Duration : 04:18   Song Number : 36149   

Tu Meri Ibtidaa Hai God And Gun (1995) 04:48 36797
 
Poster of God And Gun (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Jackie Shroff
Duration : 04:48   Song Number : 36797   

Tu Milaa De Saawan (The Love Season) (2006) 07:02 17572
 
Poster of Saawan (The Love Season) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Salman Khan, Saloni Aswani
Duration : 07:02   Song Number : 17572   

Tu Mile Dil Khile Criminal (1995) 06:00 21337
 
Poster of Criminal (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
M M Keeravani
On Screen Actors- 
Manisha Koirala
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:00   Song Number : 21337   

Tu Mile Dil Khile Criminal (1995) 06:18 10485
 
Poster of Criminal (1995)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1995
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Kumar Sanu, Chitra
Duration : 06:18   Song Number : 10485   

Tu Mile To Poochhun Suntan (1976) 05:17 14298
 
Poster of Suntan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nirupa Roy
Duration : 05:17   Song Number : 14298   

Tu Mujhe Jaan Se Bhi Pyaara Hai Wardat (1981) 05:36 18063
 
Poster of Wardat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Kalpana Aiyar
Duration : 05:36   Song Number : 18063   

Tu Mujhe Suna Chandni (1989) 04:43 21338
 
Poster of Chandni (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Vinod Khanna
Duration : 04:43   Song Number : 21338   

Tu Mujhe Thaam Le Suraj Aur Chanda (1973) 04:04 20673
 
Poster of Suraj Aur Chanda (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:04   Song Number : 20673   

Tu Na Mili To Hum Jogi Victoria No 203 (1972) 03:44 32641
 
Poster of Victoria No 203 (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal, Saira Banu
Duration : 03:44   Song Number : 32641   

Tu Nahin To Zindagi Arth (1982) 05:25 32821
 
Poster of Arth (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Siddique
Music Director- 
Kuldeep Singh
Singer- 
Chitra Singh
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Shabana Azmi
Duration : 05:25   Song Number : 32821