MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


teri yaad mein jal kar dekh liya ab aag mein jal kar dekhenge teri yaad mein jal kar dekh liya ab aag mein jal kar dekhenge iss raah mein apni maut sahi ye raah bhi chal kar dekhenge teri yaad mein jal kar dekh liya ab aag mein jal kar dekhenge deepak ki chamak mein aag bhi hai duniyaa ne kaha parwanon se deepak ki chamak mein aag bhi hai duniyaa ne kaha parwanon se parwane magar ye kehne lage deewane to jal kar dekhenge teri yaad mein jal kar dekh liya ab aag mein jal kar dekhenge click here
teri yaad na dil se ja saki teri yaad na dil se ja saki aati thi neend kabhi kabhi aaj to woh bhi na aa saki teri yaad na dil se ja saki teri yaad na dil se ja saki taaron ke saaye mein kitne sapne dekhe the milke humne tumne taaron ke saaye mein kitne sapne dekhe the milke humne tumne rooth gaye tum sapne bhi ruthe unko bhi main na mana saki teri yaad na dil se ja saki aati thi neend kabhi kabhi aaj to woh bhi na aa saki teri yaad na dil se ja saki teri yaad na dil se ja saki raaten woh raaten na din woh din hain manzil hai mushkil raahen kathin hain raaten woh raaten na din woh din hain manzil hai mushkil raahen kathin hain nis din roke bhi main apne man ki aag na haye bujha saki teri yaad na dil se ja saki aati thi neend kabhi kabhi aaj to woh bhi na aa saki teri yaad na dil se ja saki teri yaad na dil se ja saki click here
mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye khaamosh zamana soye ik mera hi dil roye ik mera hi dil roye aur dil par teer chalaaye aur dil par teer chalaaye ik jhilmil karta taara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke naa bane baat kuchh keh ke aur jale jiya chup reh ke aur jale jiya chup reh ke bas chupke chupke tadpe bas chupke chupke tadpe majboor koi bechaara haaye teri yaad ne maara mere dil ki ghadi kare tik tik tik o baje raat ke baarah haaye teri yaad ne maara ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ankhiyon se neendiya bhaagi palkon mein rimjhim laagi palkon mein rimjhim laagi ab aan milo o click here
teri zindagi ke raagini par teri zindagi ke raagini par mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de teri zindagi ke raagini par teri zindagi ke raagini par mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de dil hai mera tera deewana tu naa kahin ye bhool jaana dil hai mera tera deewana tu naa kahin ye bhool jaana aaj tere honthon ki aaj tere honthon ki baansuriyaa par mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de hooooo hoooo ooooo oooo ooooo ooooo aaaaa haaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa tu naa kabhi door mujhse jaana yunhi mere dil mein tu samaana tu naa kabhi door mujhse jaana yunhi mere dil mein tu samaana gori tere pairon ki gori tere pairon ki paayaliyaa par mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de mera naam likh de prem deep kathin hai jalaana jal gaya to kathin hai bhujhaana prem deep kathin hai jalaana jal gaya to kathin hai bhujhaana jo sadaa jale wo oooooo hooooo ooooo click here
hmmmmm hmmmm ohhooooo hooooooooooo hmmm hmmmm hmmmmmm hmmmmmmmmm teri zulf mein chunke champe ki kaliyaan teri zulf mein chunke champe ki kaliyaan teri maang mein motiyon se saaja doon mera bas chale click here
teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan kahin ye pyaar hi naa ho kahin ye pyaar hi naa ho naseeb e dushmanaa teri zulfen pareshaan labon par naa hai magar sambhal aye jaane jigar badi qaafir cheez hai jise kehte hain nazar jise kehte hain nazar ye logo se naa keh de haan ye logo se naa keh de haan naseeb e dushmanaa teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan teri zulfen pareshaan kadam rakhti ho kahin magar padte hain kahin sabab kuchh to hai sanam ye haalat yun hi nahin ye haalat yun hi nahin koi dil mein na ho mehmaan koi dil mein na ho mehmaan naseeb e dushmanaa teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan teri zulfen pareshaan nazar qaatil ho naa ye jigar bismil ho naa ye jhuki palkon mein hai kya humara dil ho naa ye humara dil ho naa ye huye naa ho humin qurbaan huye naa ho humin qurbaan naseeb e dushmanaa teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan kahin ye pyaar hi click here
teri zulfon se judaaee to nahin maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi teri zulfon se judaaee to nahin maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi maine kya jurm kiya aap khafa ho baithe maine kya jurm kiya aap khafa ho baithe pyaar maanga tha khudaai to nahin maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi mera haq tha teri aankhon ki chhalakti mai par mera haq tha teri aankhon ki chhalakti mai par cheez apni thi paraai to nahin maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi apne beemaar pe itna bhi sitam theek nahin apne beemaar pe itna bhi sitam theek nahin teri ulfat mein buraai to nahin maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi teri zulfon se judaaee to nahin maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi click here
surmayi raat dhalti jaati hai rooh ghum se pighalti jaati hai teri zulfon se pyaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare tumko apna banake dekh liya tumko apna banake dekh liya ek baar aazmaa ke dekh liya baar baar aitbaar kaun kare baar baar aitbaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare aye dil e zaar sogawaar naa ho aye dil e zaar sogawaar naa ho unki chaahat mein beqaraar naa ho haaye badnaseebon se pyaar kaun kare badnaseebon se pyaar kaun kare ab tera intezaar kaun kare click here
chaandani raat badi der ke baad aayi hai ye mulaaqaat badi der ke baad aayi hai aaj ki raat wo aaye hain badi der ke baad aaj ki raat badi der ke baad aayi hai thaade rahiyo o baanke yaar re thaade rahiyo o baanke yaar re thaade rahiyo thaade rahiyo thaade rahiyo thaade rahiyo o baanke yaar re thaade rahiyo thaharo lagaay aaoon nainon mein kajara thaharo lagaay aaoon kajara choti mein goond aaoon phoolon ka gajara main to kar aaoon solah shrringaar re main to kar aaoon main to kar aaoon solah shrringaar re main to kar aaoon solah shrringaar re kar aaoon solah shrringaar re thaade rahiyo dha kit ta kit dha dha kit kita kit dha ni kit dha na dha na dha dha ni kit dha na dha na dha dha ni kit dha na dha na dha jaage na koi haaaaaaaa jaage na koi aaaaaaaaa jaage na koi jaage na koi jaage na koi aaaaaaaaa jaage na koi raina hai thodi bole chhamaa chham paayal nigodi bole nigodi bole chhamaa chham paayal nigodi hooo aji dheere se kholoongi dwaar re saiyaan dheere se main click here
thahar zara o janewale thahar zara o janewale babu mistar gore kale kab se baithe aas lagaye hum matwale palishwale hum matwale palishwale thahar zara o janewale babu mistar gore kale kab se baithe aas lagaye hum matwale palishwale hum matwale palishwale thahar zara o janewale yeh brown palish ek aana yeh kali palish ek aana joote ki malish ek aana har maal milega ek aana na blaism na pakhaudi hai na pagadi hai na chori hai chhoti si dukan lagaye hum matwale palishwale hum matwale palishwale thahar zara o janewale babu mistar gore kale kab se baithe aas lagaye hum matwale palishwale hum matwale palishwale thahar zara o janewale mehnat kaa phal meetha meetha han bhai han re bhag kisika rutha jhutha na bhai na re mehnat ki ek rukhi roti han bhai han re aur mufat ki dudh malayi na bhai na re lalach jo phokat ki khaye lalach jo haraam ki khaye hum matwale palishwale hum matwale palishwale thahar zara o janewale babu mistar gore kale kab se baithe aas lagaye hum matwale click here
thahriye hosh mein aa lun to chale jaiyegaa umm hmm aap ko dil mein bithaa lun to chale jaiyegaa umm hmm aap ko dil mein bithaa lun kab talak rahiyegaa yun door ki chaahat ban ke kab talak rahiyegaa yun door ki chaahat ban ke dil mein aa jaaiye ikraar e mohabbat ban ke apni takdeer bana lun to chale jaiyegaa umm hmm aap ko dil mein bithaa lun to chale jaiyegaa aap ko dil mein bithaa lun mujh ko ikraar e mohabbat se hayaa aati hai mujh ko ikraar e mohabbat se hayaa aati hai baat kehte huye gardan meri jhuk jaati hai dekhiye sar ko jhuka lun to chale jaiyegaa umm hmm dekhiye sar ko jhuka lun to chale jaiyegaa haai aap ko dil mein bithaa lun aisi kyaa sharm zara paas to aane dijeye aisi kyaa sharm zara paas to aane dijeye rukh se bikhari huyi zulfein to hataane dijeye pyaas aankhon ki bujha lun to chale jaiyegaa umm hmm aap ko dil mein bithaa lun click here
thak dhin thak huyiii thak dhin thak hayiiiii thak dhin thak dhin thak dhin thak thak dhin thak dhin thak dhin thak thak dhin thak dhin thak dhin thak thak dhin thak dhin thak dhin thak main shubh hoon ye hain chintak hum sab ke hain shubh chintak shubh chintak chintak chintak tak tak dhin thak dhin thak dhin thak tak dhin thak dhin thak dhin thak lara lappa lara lappa laayi rakhda aadi dappa aadi dappa laayi rakhda lara lappa lara lappa laayi rakhdaa aadi dappa aadi dappa laayi rakhda aawaara hoon aawaara hoon wo chor hai jo karta hai dus bees rupe ki chori izzat unki jo khaate hain laakhon ki rishwat khoriii haa achchi surat wala to abhineta ban sakta hai jisse kuchh bhi nahin aata hai wo bus neta ban sakta hai to phir desh ka kya hogaa are bhai desh ka kya hoga thak dhin thak thak dhin thak thak dhin thak thak thak thak thak thak thak dhin thak dhin thak dhin thak thak dhin thak dhin thak dhin thak main shubh hoon ye hain chintak hum sab ke hain shubh chintak click here
hoooo oooo oooo thande thande paani se nahaana chaahiye hoooo oooo oooo thande thande paani se nahaana chaahiye gaana aaye yaa naa aaye gaana chaahiye haan are gaana aaye yaa naa aaye gaana chaahiye hoooo putraa thande thande paani se nahaana chaahiye gaana aaye yaa naa aaye gaana chaahiye are gaana aaye yaa naa aaye gaana chaahiye beta bajaao taali gaate hain hum qawwali bajne do ektaara chhodo zara favuaara ye baalti uthaao dholak ise banaao baithe ho kya ye lekar ye ghar hai yaa hai theater picture nahin hai jaana baahar nahin hai aana mummy ko bhi andar bulaana chaahiye teriiiiii mummy ko bhi andar bulaana chaahiye gaana aaye yaa naa aaye gaana chaahiye dhatt are gaana aaye yaa naa aaye gaana chaahiye tum meri hathkadi ho tum door kyun khadi ho tum bhi zara nahaa lo do chaar geet gaa lo daaman ho kyun bachaati dukh sukh ke hum hai saathi chhodo hato anaadi meri bheego di saadi tum kaise besharam ho bachchon se koi kam ho mummy ko to ladne ka bahaana chaahiye click here
thandi hawa kali ghata aa hi gayi jhoom ke pyaar liye dole hanseen naache jeeya ghoom ke thandi hawa kali ghata aa hi gayi jhoom ke pyaar liye dole hanseen naache jeeya ghoom ke baithi thi chup chaap yunhin dil ki kali chun ke main baithi thi chup chaap yunhin dil ki kali chun ke main dil ne ye kya baat kahin reh naa saki sun ke main main jo chali main jo chali dil ne kaha aur zara jhoom ke pyaar liye dole hanseen naache jeeya ghoom ke thandi hawa kali ghata aa hi gayi jhoom ke pyaar liye dole hanseen naache jeeya ghoom ke aaj to main apni chhabi dekh ke sharmaa gayi aaj to main apni chhabi dekh ke sharmaa gayi jaane ye kya soch rahi thi ki hansi aa gayi laut gayi laut gayi zulf meri honth mera choom ke pyaar liye dole hanseen naache jeeya ghoom ke thandi hawa kali ghata aa hi gayi jhoom ke pyaar liye dole hanseen naache jeeya ghoom ke dil ka har ik taar hila chhidne lagi raagni dil ka har ik taar hila chhidne lagi raagni kajra bhare nain liye ban ke chalun kaamini click here
hmm hmm hmm hmmm hmmm haaa aaaa aaaa aaaaa lala eeee lala leyi eeeeee eeeee eeeeee hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey heye aye ayeeeee thandi hawa yeh chandani suhaani aye mere dil suna koi kahaani lambi si ek dagar hai zindgaani aye mere dil suna koi kahaani aaaa haaaa haaa aaaaa aaaa haaaa haaa haaaa saare haseen nazaaren sapnon mein kho gaye sar rakh ke aasmaan pe parbat bhi so gaye saare haseen nazaaren sapnon mein kho gaye sar rakh ke aasmaan pe parbat bhi so gaye mere dil tu suna koi aisi daastaan jisko sun kar milen chain mujhe meri jaan manzil hai anjaani thandi hawa yeh chandani suhaani aye mere dil suna koi kahaani aise main chal rahaa hoon pedon ki chhanv mein jaise koi sitaara baadal ke gaano mein aise main chal rahaa hoon pedon ki chhanv mein jaise koi sitaara baadal ke gaano mein mere dil tu suna koi aisi daastaan jisko sun kar milen chain mujhe meri jaan manzil hai anjaani thandi hawa yeh chandani suhaani aye mere dil suna koi kahaani aaaa click here
aa haa haa haa aa haa haa haa haa haa lala la lala amm hmm hmm hmm kaise bulaayen thandi hawaayen lehraa ke aayen rut hai jawaan tumko yahaan kaise bulaayen thandi hawaayen lehraa ke aayen rut hai jawaan tumko yahaan kaise bulaayen thandi hawaayen aa haa haa haa aa haa haa haa haa haa lala la lala amm hmm hmm hmm kaise bulaayen chaand aur taare hanste nazaare milke kabhi dil mein kabhi jaadoo jagaaye thandi hawaayen lehraa ke aayen rut hai jawaan tumko yahaan kaise bulaayen thandi hawaayen kaise bulaayen kaha bhi na jaaye raha bhi na jaaye tumse agar mile bhi nazar hum jhenp jaaye thandi hawaayen lehraa ke aayen rut hai jawaan tumko yahaan kaise bulaayen thandi hawaayen aa haa haa haa aa haa haa haa haa haa lala la lala amm hmm hmm hmm kaise bulaayen dil ke fasaane dil bhi na jaane tumko sajan dil ki lagan kaise bataayen thandi hawaayen lehraa ke aayen rut hai jawaan tumko yahaan kaise bulaayen thandi hawaayen hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
thandi hawaon mein taaron ki chhaon mein aaj balam mera dole jiya tum jo ho baahon mein meri nigaahon mein aaj basa hai sansaar naya thandi hawaon mein taaron ki chhaon mein aaj balam mera dole jiya tum jo ho baahon mein meri nigaahon mein aaj basa hai sansaar naya raat ka aisa sama aayega ye phir kahan pyaar ke luto maze hai abhi ye dil jawan pyara zamana hai dil ye deewana hai chhed zara koi geet naya thandi hawaon mein taaron ki chhaon mein aaj balam mera dole jiya keh rahi hai ye zuban pyaar ki ik daastan sun rahi hai ye zamin sun raha hai aasman chand sitaron ne rangi baharon ne raaz e dil mera khol diya thandi hawaon mein taaron ki chhaon mein aaj balam mera dole jiya tum jo ho baahon mein meri nigaahon mein aaj basa hai sansaar naya hmmm mmmmmm click here
thandi thandi chale re hawa ho thandi thandi chale re hawa o sajna jiyara mora lehraaye re ud ud jaaye sar se chunariya mukh se nikal jaaye haaye re thandi thandi chale re hawa ho thandi thandi chale re hawa o sajna jiyara mora lehraaye re aa aaaa aaa aaaa koi rasiya koi chhaliya mere man ko bhane laga koi rasiya koi chhaliya mere man ko bhane laga is milan mein is lagan mein ik maza sa aane laga aage aage lagan mere man ki jaane kya rang laaye re thandi thandi chale re hawa ho thandi thandi chale re hawa o sajna jiyara mora lehraaye re ho lat jo uljhi phir na suljhi aa sajan suljha de zara lat jo uljhi phir na suljhi aa sajan suljha de zara main na jaanun bhed man ke tu hi ab samjha de zara yun to laage nazar tori pyaari phir bhi kyun tadpaaye re thandi thandi chale re hawa ho thandi thandi chale re hawa o sajna jiyara mora lehraaye re ud ud jaaye sar se chunariya mukh se nikal jaaye haaye re thandi thandi chale re hawa ho thandi thandi chale re hawa o sajna click here
la la la la la la ra ra ra ra hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa ha ha ha thandi thandi hawa puchhe unka pata laaj aaye sakhi kaise doon main bata thandi thandi hawa puchhe unka pata laaj aaye sakhi kaise doon main bata thandi thandi hawaa hum se darti ho kyun aahein bharti ho kyun munh se kuchh to kaho us pe marti ho kyun hum se darti ho kyun aahein bharti ho kyun munh se kuchh to kaho us pe marti ho kyun tum ho aisi ada jis pe duniya fida hai wo kitna haseen jis pe tum ho fida thandi thandi hawa puchhe unka pata laaj aaye sakhi kaise doon main bata thandi thandi hawaa dil se puchhun mere us mein kya baat hai wo umangon bhari chaandani raat hai dil se puchhun mere us mein kya baat hai wo umangon bhari chaandani raat hai chaand jab jab utha usko dekha kiya har sitaare ka dil phir to dhadka kiya thandi thandi hawa puchhe unka pata laaj aaye sakhi kaise doon main bata thandi thandi hawaa yun na tadpaao ji ab bata do hamein la ke click here
thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye o thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye pankh bina ye udti jaaye o thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye rang e jawaani rang e jawaani kitni suhaani haan kitni suhaani dil ki umenge kya batlaaun dil ki umenge kya batlaaun kitni tufaani haan kitni tufaani jisko dekhe dekhe hi jaaye o thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye baanki adaayen baanki adaayen behki nighaahen haaye behki nighaahen koi rangeela saathi mil jaaye koi rangeela saathi mil jaaye lab pe duwaayen haan lab pe duwaayen manzil manzil dhoom mahchaaye o thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye dil mein kasak dil mein kasak phool si mehak haan phool si mehak baat kare to ras barsaaye baat kare to ras barsaaye chaal mein lachak haan chaal mein lachak khud ko dekhe aur sharmaaye o thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye pankh bina ye udti jaaye ho thandi thandi hawaa mein dil lalchaaye click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Teri Yaad Mein Jalkar Nagin (1954) 02:26 13817
 
Poster of Nagin (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 02:26   Song Number : 13817   

Teri Yaad Na Dil Se Ja Saki Chand Aur Suraj (1965) 03:26 38380
 
Poster of Chand Aur Suraj (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 03:26   Song Number : 38380   

Teri Yaad Ne Maara Albela (1951) 03:51 12634
 
Poster of Albela (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Bhagwan, Geeta Bali
Duration : 03:51   Song Number : 12634   

Teri Zindagi Ke Raagini Jaag Utha Insan (1984) 05:36 13386
 
Poster of Jaag Utha Insan (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Sridevi
Duration : 05:36   Song Number : 13386   

Teri Zulf Mein Chun Ke Jaan Bachi Lakhon Paaye (1968) 03:35 20420
 
Poster of Jaan Bachi Lakhon Paaye (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Ajay Vishwanath
Duration : 03:35   Song Number : 20420   

Teri Zulfen Pareshan Preet Na Jane Reet (1966) 05:01 13978
 
Poster of Preet Na Jane Reet (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:01   Song Number : 13978   

Teri Zulfon Se Judai Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 03:26 11978
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:26   Song Number : 11978   

Teri Zulfon Se Pyaar Kaun Kare Joru Ka Bhai (1955) 03:23 15606
 
Poster of Joru Ka Bhai (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 03:23   Song Number : 15606   

Thaade Rahiyo O Baanke Pakeezah (1972) 05:55 13901
 
Poster of Pakeezah (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Mand
Duration : 05:55   Song Number : 13901   

Thahar Zara O Janewale Boot Polish (1953) 03:53 36747
 
Poster of Boot Polish (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
David, Baby Naz, Ratan Kumar
Duration : 03:53   Song Number : 36747   

Thahriye Hosh Mein Aa Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 03:12 13757
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 03:12   Song Number : 13757   

Thak Dhin Thak Khalifa (1976) 03:33 19228
 
Poster of Khalifa (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Others
Duration : 03:33   Song Number : 19228   

Thande Thande Paani Se Pati Patni Aur Woh (1978) 04:05 21312
 
Poster of Pati Patni Aur Woh (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar
Duration : 04:05   Song Number : 21312   

Thandi Hawa Kali Ghata Mr & Mrs 55 (1955) 03:36 21313
 
Poster of Mr & Mrs 55 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Duration : 03:36   Song Number : 21313   

Thandi Hawa Yeh Chandani Suhaani Jhumroo (1961) 06:11 13450
 
Poster of Jhumroo (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 06:11   Song Number : 13450   

Thandi Hawaayen Naujawan (1951) 04:06 11971
 
Poster of Naujawan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 04:06   Song Number : 11971   

Thandi Hawaon Mein Bahu (1955) 03:12 36607
 
Poster of Bahu (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
S H Bihari
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Geeta Dutt
Duration : 03:12   Song Number : 36607   

Thandi Thandi Chale Re Hawa Guest House (1959) 03:15 19943
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:15   Song Number : 19943   

Thandi Thandi Hawa Puchhe Johnny Walker (1957) 03:46 36560
 
Poster of Johnny Walker (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sulochana, Shyama
Duration : 03:46   Song Number : 36560   

Thandi Thandi Hawaa Prince (1969) 04:42 21314
 
Poster of Prince (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:42   Song Number : 21314