MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ankhiyaan mila ke jiyaa bharmaa ke chale nahin jaana o chale nahin jaana ooo ooooo chale nahin jaana ankhiyaan mila ke jiyaa bharmaa ke chale nahin jaana o chale nahin jaana ooo ooooo chale nahin jaana jaaoge jaane naa doongi main rastaa rok loongi jaaoge jaane naa doongi main rastaa rok loongi haan saiyaan ke paiyaan par jaaungi ro ke kahungi haan saiyaan ke paiyaan par jaaungi ro ke kahungi ankhiyaan mila ke jiyaa bharmaa ke chale nahin jaana o chale nahin jaana ooo ooooo chale nahin jaana aanhon ke badle aahen lena ji daga naa dena aanhon ke badle aahen lena ji daga naa dena haan nain mere naa roye roye dil ye kahe naa haan nain mere naa roye roye dil ye kahe naa ankhiyaan mila ke jiyaa bharmaa ke chale nahin jaana o chale nahin jaana ooo ooooo chale nahin jaana jaane kaa naam naa lo raaja ji dil baitha jaaye jaane kaa naam naa lo raaja ji dil baitha jaaye haan dekho ji dekho dukhi dil ki pare naa haaye haan dekho ji dekho dukhi dil ki pare naa haaye ankhiyaan click here
hoy akhiyaan bhool gayin hain sonaa dil pe huaa hai jaadoo tonaa shahnaayi waale teri shahnaayi re karejvaa ko cheer gayi cheer gayi cheer gayi ab din ye kaise gori aaye chhup chhup ke milnaa man bhaaye sakhiyon se kaahe ab chori bandh gayi re preet ki dori koyi julmi sanwariyaa ki tirchhi nazariyaa ho maar gayi maar gayi maar gayi sakhiyaan na maaro mohe taane jisko na laagi wo kyaa jaane sakhiyaan na maaro mohe taane jisko na laagi wo kyaa jaane hoo oooooo oooooooo bhool jaaogi bhool jaaogi bhool jaaogi karnaa ye thitholi koi mil gayaa jo hamjoli kaise bach ke rahogi aahen bhar ke kahogi main to haar gayi haar gayi haar gayi hoy ankhiyaan bhool gayin hain sonaa dil pe huaa hai jaadoo tonaa shahnaayi waale teri shahnaayi re kalejavaa ko cheer gayi cheer gayi cheer gayi aapas mein milte deewaane aur hamse ho rahe bahaane chitvan kamaan pe jo taane wo baan humne pahchaane nazaron ki ye ghaaten chori chori mulaaqaaten hum jaan gayin jaan gayin jaan gayin click here
hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm ta na na tanaaaaaaaa hoooooooo ooooooo hoooooo hoooooo ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj jhoome baar baar mere mann mein pyaar nit aisa to mausam aaye na ankhiyan sang akh aaaa aaaa aaaa aaaa ek pyaari chhabi mere mann mein base din rain mere nainan mein hanse ek pyaari chhabi ek pyaari chhabi mere mann mein base din rain mere nainan mein hanse naya sapna mila koyi apna mila phir aise kyun mera mann gaaye naa ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj jhoome baar baar mere mann mein pyaar nit aisa to mausam aaye na ankhiyan sang ankhiyaan laagi aaj ankhiyan sang sa sa dha sa sa ni sa sa dha sa sa ni sa sa sa ni ni dha dha ma ma ga ma madhmaati pawan ithalaa ke chali jaise naar koyi sharmaa ke chali madhmaati pawan madhmaati pawan ithalaa ke chali jaise naar koyi sharmaa ke chali kabhi rukti hui kabhi jhukti hui ab aake ye saawan jaaye na ankhiyan sang ankhiyaan laagi click here
akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi main to pee ke daras ki pyaasi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi pee ke lagan ki mehandi rachaayi laaj ke kajre se akhiyaan sajaayin hoo pee ke lagan ki mehandi rachaayi laaj ke kajre se akhiyaan sajaayin sar pe suhaag ki chunari leharti man mein saansein chham chham karti pee ke daras ki pyaasi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi preet ki paayal pyaar ka angna khan khan baaje mora kangna preet ki paayal pyaar ka angna khan khan baaje mora kangna poochh rahi hai maathe ki bindiya kaahe churaayi mori nindiya pee ke daras ki pyaasi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi main to pee ke daras ki pyaasi akhiyaan tarsan laagi akhiyaan tarsan laagi click here
hmm hmmm hmm hmmm ankhiyon hi ankhiyon mein ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali baat yahan tak pahunchi maine tere bina jeena nahin soch liya maine tere bina jeena nahin soch liya ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali baat yahan tak pahunchi maine tere bina jeena nahin soch liya maine tere bina jeena nahin soch liya ye to kab ka socha hai ab soch zara kuchh aage mera dil to lagaa machalne jis mein kai armaan jaage tu bhi to jaan le pagle kuchh hoti hai duniyadari kuchh pyaar ki bhi rasmein hain jo pyaar se bhi hai pyaari ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali ankhiyon hi ankhiyon mein teri meri baat chali baat yahan tak pahunchi maine tere bina jeena nahin soch liya maine tere bina jeena nahin soch liya aa jhoom ke aa pahloo mein aur chhod ye rasmein kasmein kehte hain jawani mein dil rehta nahin apne bas mein phir se wahi behki baatein phir click here
ankhiyon ka noor hai tu ankhiyon se door hai tu phir bhi pukaare chale jaayenge tu aaye naa aaye phir bhi pukaare chale jaayenge ankhiyon ka noor hai tu ankhiyon se door hai tu phir bhi pukaare chale jaayenge tu aaye naa aaye phir bhi pukaare chale jaayenge dil mein payaam tera labb pe hai naam tera ho ke deewane tere pyaar mein lo aaye ji aaye ho ke deewane tere pyaar mein o mere humraaz kahaan hai mujhko de aawaaz kahaan hai pyaar ki aankhon se tum dekho ishq wahin hai husn jahaan hai ishq wahin hai husn jahaan hai chhup chhup ke aane waale dil ko jalaane waale chupke se aa jaa mere saamne tu aa jaa re aa jaa chupke se aa jaa mere saamne dil mein payaam tera labb pe hai naam tera ho ke deewane tere pyaar mein lo aaye ji aaye ho ke deewane tere pyaar mein isliye aaya hoon main chhup ke dekh ke humko duniyaa jale naa pyaar ki mehfil kitni anokhi noor hai lekin deep jale naa noor hai lekin deep jale naa yaadon ke daag le ke dil ke chiraag le ke kab se khada hoon click here
ankhiyon ke jharokhon se maine dekha jo saanvare ankhiyon ke jharokhon se maine dekha jo saanvare tum door nazar aaye badi door nazar aaye band karke jharokhon ko zara baithi jo sochne band karke jharokhon ko zara baithi jo sochne mann mein tumhi muskaye mann mein tumhi muskaye ankhiyon ke jharokhon se ik mann tha mere paas wo ab khone laga hai paa kar tujhe haaye mujhe kuchh hone laga hai ik mann tha mere paas wo ab khone laga hai paa kar tujhe haaye mujhe kuchh hone laga hai ik tere bharose pe sab baithi hoon bhool ke ik tere bharose pe sab baithi hoon bhool ke yuhin umr guzar jaaye tere saath guzar jaaye ankhiyon ke jharokhon se jeeti hoon tumhe dekh ke marti hoon tumhin pe tum ho jahan sajan meri duniya hai wahin pe jeeti hoon tumhe dekh ke marti hoon tumhin pe tum ho jahan sajan meri duniya hai wahin pe din raat dua maange mera mann tere vaaste din raat dua maange mera mann tere vaaste kabhi apni umidon ka koi phool na murjhaye ankhiyon ke jharokhon se main click here
Ankhiyon Ke Jharokhon Se (Sad) click here
ankhiyon ko rehne de ankhiyon ke aas paas ankhiyon ko rehne de ankhiyon ke aas paas door se dil ki bujhti rahe pyaas ankhiyon ko rehne de ankhiyon ke aas paas door se dil ki bujhti rahe pyaas ankhiyon ko rehne de aaaa aaaa dard zamaane mein kam nahin milte dard zamaane mein kam nahin milte sab ko mohabbat ke gham nahin milte tootne waale dil tootne waale dil hote hain kuch khaas door se dil ki bujhti rahe pyaas ankhiyon ko rehne de reh gayin duniya mein naam ki khushiyaan reh gayin duniya mein naam ki khushiyaan tere mere kis kaam ki khushiyaan saari umar humko saari umar humko rehna hai yun udaas door se dil ki bujhti rahe pyaas ankhiyon ko rehne de aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaa click here
oooo anmol pyaar bin mol bike oooo anmol pyaar bin mol bike iss duniyaa ke baazar mein iss duniyaa ke baazar mein oooooo insaan aur imaan bike oooooo insaan aur imaan bike iss duniyaa ke baazar mein iss duniyaa ke baazar mein oooo anmol pyaar bin mol bike khilte hi iss phoolwari mein pyaar ki kaliyaan jal jaati hain pyaar ki kaliyaan jal jaati hain dil ki dil mein reh jaati hai chaandani raaten dhal jaati hain chaandani raaten dhal jaati hain kitne hi sansaar ujad jaate hain iss sansaar mein kitne hi sansaar ujad jaate hain iss sansaar mein iss duniyaa ke baazar mein oooo anmol pyaar bin mol bike din ke ujaale mein bhi koi humko loot ke chal deta hai humko loot ke chal deta hai pyaar bhara armaan bhara ye dil pairon se kuchal deta hai dil pairon se kuchal deta hai chaman humari ummeedon ke sookhe bhari bahaar mein chaman humari ummeedon ke sookhe bhari bahaar mein iss duniyaa ke baazar mein oooo anmol pyaar bin mol bike dhan daulat ke dhoodh pe humne paap ke saanp click here
hmm hmm hmm hmm hmm aansoo bhari hain ye jeevan ki rahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain ye jeevan ki rahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain waade bhula de kasam tod de wo waade bhula de kasam tod de wo halat pe apni humen chhod de wo aise jahan se kyun hum dil lagaye koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain barbadiyon ki ajab dastaan hoon barbadiyon ki ajab dastaan hoon shabnam bhi roye main wo aasman hoon unhe ghar mubarak humen apni aahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain ye jeevan ki rahen koi unse keh de humen bhool jaayen aansoo bhari hain click here
aplam chaplam chaplaayi re duniyaa ko chhod teri gali aayi re aayi re aayi re aplam chaplam chaplaayi re duniyaa ko chhod teri gali aayi re aayi re aayi re ho duniyaa ko chhod teri gali aayi re aayi re aayi re bada majboor kiya haaye tere pyaar ne maar diya maar diya haaye tere pyaar ne bada majboor kiya haaye tere pyaar ne maar diya maar diya haaye tere pyaar ne ab pachhtaaye dil haaye kit jaaye dil ab pachhtaaye dil haaye kit jaaye dil kaahe ko ye aag lagayi re lagaayi re lagaayi re aplam chaplam chaplaayi re duniyaa ko chhod teri gali aayi re aayi re aayi re ho duniyaa ko chhod teri gali aayi re aayi re aayi re tedha medha khel hai ye pyaar jo main jaanti bhool ke bhi baat kabhi dil ki naa maanti tedha medha khel hai ye pyaar jo main jaanti bhool ke bhi baat kabhi dil ki naa maanti dil beimaan hua dekho ji paraaya hua dil beimaan hua dekho ji paraaya hua roye roye jaan ganwaayi re ganwaayi re ganwaayi re aplam chaplam chaplaayi re duniyaa ko chhod teri gali aayi click here
ooo oooo oooo oooo apna hai phir bhi apna badhkar gale lagale achchha hai ya bura hai apna usse bana le apna hai phir bhi apna mat soch tere dil mein kaisi ye kashmkash hai jo kheenchati hai tujhko woh khoon ki kashish hai parda pada huwa hai jo darmiyaan uthale apna hai phir bhi apna badhkar gale lagale achchha hai ya bura hai apna usse bana le apna hai phir bhi apna ooooo oooo oooo chup hai jabaan phir bhi apna lahu pukare tum ek aasmaan ke toote huye ho taare nazrein toh mil gayi hain ab dil se dil mila le apna hai phir bhi apna badhkar gale lagale achchha hai ya bura hai apna usse bana le apna hai phir bhi apna apna hai phir bhi apna badhkar gale lagale achchha hai ya bura hai apna usse bana le apna hai phir bhi apna click here
apna hai tu begaana nahin maine tujhe pehchana nahin apna hai tu begaana nahin maine tujhe pehchana nahin ye sach hai afsaana nahin maine tujhe pehchana nahin aankhen naa jaaneeee dil jaanta hai rang lahoo ka lahoo pehchanta hai rang lahoo ka lahoo pehchanta hai ye parda uth jaaye shaayad yaad aa jaaye ruk jaa jara abhi jaana nahin maine tujhe pehchana nahin maine tujhe pehchana nahin jab dekhun tujhkooooo lagta hai aise tu mere dil ka koi tukda hai jaise tu mere dil ka koi tukda hai jaise baaten hain begaani nazren hain anjaani chehraa magar anjaana nahin maine tujhe pehchana nahin maine tujhe pehchana nahin bas khatam hoti hai ye kahaani main de chala hoon tujhe apni nishaani main de chala hoon tujhe apni nishaani dil ko naa tadpaanaa mujhko bhool naa jaana lekin mujhe yaad aanaa nahin tune mujhe pehchana nahin apna hoon main begaana nahin tune mujhe pehchana nahin ye sach hai afsaana nahin tune mujhe pehchana nahin tune mujhe pehchana nahin click here
apna jeewan rail ki patri saath rahen aur mil na payen aayen jayen kitne mausam phool ye dil ke khil na payen love marriage kar ke pyaar ko hum tarse apna jeewan rail ki patri saath rahen aur mil na payen aayen jayen kitne mausam phool ye dil ke khil na payen love marriage kar ke pyaar ko hum tarse premi to rang raliyaan manayen humse huyi kya aisi khatayen jiski mili hai humko sajayen re aa aa aa aa premi to rang raliyaan manayen humse huyi kya aisi khatayen jiski mili hai humko sajayen sabki raatein chandni raatein hum to andheron se ghabraye apna jeewan rail ki patri saath rahen aur mil na payen aayen jayen kitne mausam phool ye dil ke khil na payen love marriage kar ke pyaar ko hum tarse love marriage kar ke pyaar ko hum tarse bijali ka baadal se milan hai baadal ka sagar se milan hai leharon ka leharon se milan hai re aa aa aa aa bijali ka baadal se milan hai baadal ka sagar se milan hai leharon ka leharon se milan hai apne badan se rooh juda hai milne ki hain click here
aaaa aaaa aaaaa bahaar aayi magar is dil ki viraani nahin jaati chala aa khaak viraanon ki ab chhani nahin jaati kasam teri tere ghum mein ye haalat ho gayi meri ke surat maut se bhi ab to pehchaani nahin jaati apna pata bata de ya mere paas aaja dil hai udaas aaja dil hai udaas aaja dum ruk gaya labon par aawaaz aakhiri hai mehmaan koi dum ki majboor zindagi hai le de ke reh gayi hai marne ki aas aaja dil hai udaas aaja dil hai udaas aaja apna pata bata de ya mere paas aaja dil hai udaas aaja dil hai udaas aaja rukne lagi hai nabzen tharra rahi hain aankhen munh fer kar jahaan se ab ja rahi hain aankhen honthon pe ilteza hai bas ek baar aaja dil hai udaas aaja dil hai udaas aaja apna pata bata de ya mere paas aaja dil hai udaas aaja dil hai udaas aaja click here
apna samajh ke chali aayi hoon main albeli dekho ji sanam na sataao mujhe pa ke akeli o sanam apna samajh ke chali aayi hoon main albeli dekho ji sanam na sataao mujhe pa ke akeli aaj kyun mujhko tak rahe ho ajab si nigaahon se meri kalaayi se khelte ho kabhi meri baahon se ye shararat ki baat saajan mujhe lage na bhali sanam apna samajh ke chali aayi hoon main albeli dekho ji sanam na sataao mujhe pa ke akeli o sanam apna samajh ke chali aayi hoon main albeli la la ru lag rahi hoon main tumko pyaari to baitho sang mere par mujhe door hi se dekho lago na ang mere tum to badhte hi ja rahe ho to phir ye lo main chali chali apna samajh ke chali aayi hoon main albeli dekho ji sanam na sataao mujhe pa ke akeli o sanam apna samajh ke chali aayi hoon main albeli la la la la laa la la laa la la la la la laa la main chali click here
apna to zamaane meinnnn bas itna fasaana hai apna to zamaane mein bas itna fasaana hai itna hi fasaana hai bas itna fasaana hai kuchh hum bhi deewane hain kuchh dil bhi deewana hai kuchh hum bhi deewane hain kuchh dil bhi deewana hai humse to koi poochhe wo mast nazar kya hai humse to koi poochhe wo mast nazar kya hai wo mast nazar kya hai jeene ka sahaara hai marne ka bahana hai marne ka bahana hai marne ka bahana hai kuchh hum bhi deewane hain kuchh dil bhi deewana hai ye raaz hai ulfat kaaa duniyaa ise kya jaane ye raaz hai ulfat kaaa duniyaa ise kya jaane ye raaz hai ulfat kaaa duniyaa ise kya jaane duniyaa ise kya jaane nazron ka churaana hi nazron ka milana hai nazron ka milana hai nazron ka milana hai kuchh hum bhi deewane hain kuchh dil bhi deewana hai inn shokh haseenon par hum aur lootayen kya inn shokh haseenon par hum aur lootayen kya hum aur lootayen kya kuchh paas nahin apne ik dil ka khazaana hai ik dil ka khazaana hai ik dil ka khazaana hai kuchh click here
apne aap raaton mein chilmane sarakti hain chaunkte hain darwaze seedhiyan dhadakti hain apne aap apne aaaaaap ek ajnabee aahat aa rahi hai kam kam si jaise dil ke pardon par gir rahi ho shabnam si bin kisi ki yaad aaye dil ke taar hilte hain bin kisi ke khankaaye chudiyaan khanakti hain apne aap apne aaaaaap koi pehle din jaise ghar kisi ke jaata ho jaise khud musafir ko rasta bulata ho paanv jaane kiss jaanib beuthaye uthte hain aur chham chhama chham chham paayalen chhanakti hain apne aap apne aap raaton mein jaane kaun baalon mein ungliyaan pirota hai khelta hai paani se tann badan bhigota hai jaane kiss ke haathon se gaagren chhalakti hain jaane kiss ki baahon se bijliyaan lapakti hain apne aap apne aap raaton mein chilmane sarakti hain chaunkte hain darwaze seedhiyan dhadakti hain apne aap apne aaaaaap click here
apne apne se lage humen apne apne se lage humen jab dekha pehli baar tumhen inn baahon mein bhar ke chaaha jee bhar ke kar len pyaar tumhen apne apne se lage humen jab dekha pehli baar tumhen chupke chupke dil hi dil mein hum karte rahe hain pyaar tumhen apne apneeeeeeee dil beqaraar hai ji yahi intezaar hai ji hum jo kahen wo maan loooo oooo oooo oooo oooo dil beqaraar hai ji yahi intezaar hai ji hum jo kahen wo maan loooo hoooo aise bandhan mein baandh liya ab kaise karen inkaar tumhen chupke chupke dil hi dil mein hum karte rahe hain pyaar tumhen apne apneeeeeeee dulhan bana do sajna maang sajaa do sajna armaan yahi hai dil kaa hoooo oooo oooo oooo dulhan bana do sajna maang sajaa do sajna armaan yahi hai dil kaa hooo hum aur kisi ke naa honge karte hain ye iqraar tumhen inn baahon mein bhar ke chaaha jee bhar ke kar len pyaar tumhen apne apneeeeeeee laaaa la lalaaaa laaaa la lalaaaa aao kahin door chalen jhoom ke jahaan pe milen dharti gagan pyaar mein oooo click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ankhiyaan Mila Ke Rattan (1944) 03:05 20138
 
Poster of Rattan (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Zohara Bai
On Screen Actors- 
Swarn Lata
Duration : 03:05   Song Number : 20138   

Ankhiyan Bhool Gayin Hain Goonj Uthi Shehnai (1959) 04:19 20131
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Krishna Kumari
Duration : 04:19   Song Number : 20131   

Ankhiyan Sang Ankhiyan Laagi Bada Aadmi (1961) 04:07 31067
 
Poster of Bada Aadmi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijaya Chaudhari, Jayant
Raag- 
Malkauns
Duration : 04:07   Song Number : 31067   

Ankhiyan Tarsan Laagi Boond Jo Ban Gayee Moti (1967) 05:15 14440
 
Poster of Boond Jo Ban Gayee Moti (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Satish Bhatia
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Mumtaj
Duration : 05:15   Song Number : 14440   

Ankhiyon Hi Ankhiyon Nishaan (1983) 04:00 13882
 
Poster of Nishaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 04:00   Song Number : 13882   

Ankhiyon Ka Noor Hai Johar Mehmood In Goa (1965) 03:43 13458
 
Poster of Johar Mehmood In Goa (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Mahmood
Duration : 03:43   Song Number : 13458   

Ankhiyon Ke Jharokhon Se Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 07:52 20139
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta Kaur
Duration : 07:52   Song Number : 20139   

Ankhiyon Ke Jharokhon Se (Sad) Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 03:36 38161
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Sachin
Duration : 03:36   Song Number : 38161   

Ankhiyon Ko Rahne De Bobby (1973) 04:12 20140
 
Poster of Bobby (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Dimple Kapadia
Duration : 04:12   Song Number : 20140   

Anmol Pyaar Bin Mol Bike Badal (1951) 03:59 12787
 
Poster of Badal (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Poornima
Duration : 03:59   Song Number : 12787   

Ansoo Bhari Hain Parvarish (1958) 03:28 13926
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:28   Song Number : 13926   

Aplam Chaplam Azaad (1955) 04:17 20143
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
On Screen Actors- 
Sai, Subbu Laxmi
Duration : 04:17   Song Number : 20143   

Apna Hai Phir Bhi Apna Bhai Bhai (1956) 03:41 37394
 
Poster of Bhai Bhai (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Kishore Kumar
Duration : 03:41   Song Number : 37394   

Apna Hai Tu Mehboob Ki Mehndi (1971) 04:44 13701
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:44   Song Number : 13701   

Apna Jeevan Rail Ki Patri Love Marriage (1984) 07:59 36151
 
Poster of Love Marriage (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Meenakshi Seshadri
Duration : 07:59   Song Number : 36151   

Apna Pata Bata De Ya Mere Shagufa (1953) 03:28 40094
 
Poster of Shagufa (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:28   Song Number : 40094   

Apna Samajh Ke Chali Aayi Hoon Shaitaan (1974) 03:16 39175
 
Poster of Shaitaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:16   Song Number : 39175   

Apna To Zamaane Mein Naya Andaz (1956) 03:26 13853
 
Poster of Naya Andaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 13853   

Apne Aap Raaton Mein Shankar Husain (1977) 05:40 14228
 
Poster of Shankar Husain (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Kaif Bhopali
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Chanda
Raag- 
Marwa
Duration : 05:40   Song Number : 14228   

Apne Apne Se Lage Apne Apne (1987) 05:23 18431
 
Poster of Apne Apne (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:23   Song Number : 18431