MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


shadjane paaya ye vardaan shadjane paaya ye vardaan koi bhi swar sa thehraa kar koi bhi swar sa thehraa kar gaalo chatur sujaan shadjane paaya ye vardaan shadjane paaya ye vardaan sa se ni tak shudh swaron mein hota raag bilaawal ga ma re ga pa ni dha ni sa ga re sa ni sa dha ni sa ni dha pa ma ga ma re ga ma pa ga ma re saa se ni tak shudh swaron mein hota raag bilaawal re ko saa samjho to kaafi ga ni jismein komal ni dha pa ma ga re ga re sa re sa re ga re ga ma ga ma pa dha ni sa ga re sa ni dha pa ma ga re sa re ko sa samjho to kaafi gaa ni jismein komal ah ah ah gaa ko sa maano to bhairavi ki hoti pehchaan shadjane paaya ye vardaan shadjane paaya ye vardaan aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa madhyam ko saa maan chalo to yaman kalyaan kahaaye ma dha ni ni dha ni ma dha ni re ga ni ga ni re ma ma pa ga re sa ni ma dha sa ma dha ni ma pa sa madhyam ko saa maan chalo to yaman kalyaan kahaaye aaa aaa shudh swaron mein teevar madhyam kaisi shobha paaye shudh swaron mein click here
shrishtiniyaamak hai bhi tu sanchaalak bhi saare kashto ke ho tum sanghaarak bhi shrishtiniyaamak hai bhi tu sanchaalak bhi saare kashto ke ho tum sanghaarak bhi sab devo ke dev ho tum gandeva sab devo ke dev ho tum gandeva shael sutha ke aankhon ke tum taare ho aagyaa paalak ho tum shiv dulhaare ho modak priy ho tera moshak vaahan hai bhaal chandra hai tera gaj ka aanan hai ho jaao tum prasann mit jaaye dukh turant hey ganesha hey ganesha ho jaao tum prasann mit jaaye dukh turant hey ganesha hey ganesha shael sutha ke aankhon ke tum taare ho aagyaa paalak ho tum shiv dulhaare ho modak priy ho tera moshak vaahan hai bhaal chandra hai tera gaj ka aanan hai ho jaao tum prasann mit jaaye dukh turant hey ganesha hey ganesha ho jaao tum prasann mit jaaye dukh turant hey ganesha hey ganesha sumukhasch ekdantascha kapilo gajakarnakah lambodarashcha vikato vighnanaasho vinaayakah dhuumraketurganaadhyaksho haalachandro gajaananah dvaadashaitaani naamaani yahpatheth click here
ha thodi thodi dheeli dheeli thodi thodi geeli geeli thodi thodi mili juli feeling pal mein guzar jaaye pal mein thehar jaaye hai yeh badi silly silly feeling yippee aaj hum hippie nachenge kudenge chhu lenge ceiling lakh main rokoon ho maane na kamariya nikammi beat baje to i got shake it like shammi i got shake it like shammi i got shake it shake it shake it shake it like shammi i got shake it shake it shake it shake it like shammi phulljhadi aankhon mein diwaali baaton mein qawwali chhori ka lehza mast hai phulljhadi dekhe jo bhi kehta hai zabardast hai neende churaane aayi paagal banaane aayi apne andaaz mein yippie aaj hum hippie lenge bhare bhare gilaason ki chummi la la la lakh main rokoon ho maane na kamariya nikammi beat baje to i got shake it like shammi i got shake it like shammi i got shake it shake it shake it shake it like shammi i got shake it shake it shake it shake it like shammi bedhadak mauj manaa le raaton ke hawaale kar de saari uljhane click here
jisne dekha dance tera wo tere pichhe ho liya dance floor pe teri khatir dhol bajaye dholiya haaan jisne dekha dance tera wo tere pichhe ho liya hoye dance floor pe teri khatir dhol bajaye dholiya mashhoor tere thumke canada tak ni canada tak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni aaj khushi mein hoja crazy pee le desi ya angrezi naino waali bottle se tu peg bhar le do dilon ki ho gayi yaari rasmein poori ho gayin saari dil jaise chaahe waise tu nach le hoooo aaj khushi mein hoja crazy pee le desi ya angrezi naino waali bottle se tu peg bhar le haye do dilon ki ho gayi yaari rasmein poori ho gayin saari dil jaise chaahe waise tu nach le hey dharti hila de gori pair tak ni pair tak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni shakira se bhi zyada tera hile lak ni kaan mein tere click here
hoo pag pag thokar khaun chal na paun kaise aaun main ghar tere pag pag thokar khaun chal na paun kaise aaun main ghar tere haath pakad le haath badha de apne mandir tak pahuncha de haath pakad le haath badha de apne mandir tak pahuncha de sir pe dukh ki raina naahin chaina pyaase naina darshan ke jag mein jiska naam hai jeewan ek yudh hai sangraam hai jeewan jag mein jiska naam hai jeewan ek yudh hai sangraam hai jeewan tera naam pukaara dukh ka maara maa main haara is jeewan se tere dwaare jo bhi aaya usne jo maanga wo paaya tere dwaare jo bhi aaya usne jo maanga wo paaya main bhi tera sawaali shakti shaali sheron waali maa jagdambe pag pag thokar khaun chal na paun kaise aaun main ghar tere click here
shamaa se koi keh de ki tere rahte rahte andheraa ho rahaa ki tum ho wahaan to milne ko yahaan patangaa ro rahaa sitaaro unse kehnaa nazaaro unse kehnaa sazaa ye ho rahi ki tum ho wahaan to milne ko yahaan shamaa bhi ro rahiii sitaaro unse kehnaa tadaptaa pyaar ke ho deedaar magar deewaar humen roke tadaptaa pyaar ke ho deedaar magar deewaar humen roke shamaa aise jale jaise patange se judaa ho ke judaa ho ke duhaayi dete dete judaayi sahte sahte andheraa ho rahaa ki tum ho wahaan to milne ko yahaan patangaa ro rahaa shamaa se koi keh de rulaate hain jalaate hain mitaate hain yahaan apne rulaate hain jalaate hain mitaate hain yahaan apne mitaane se nahin mitate mohabbat ke amar sapne amar sapne judaayi hanske sehna ke mere hoke rehnaa sazaa ye ho rahi ke tum ho wahaan to milne ko yahaan shamaa bhi ro rahiii sitaaro unse kehnaa bandhi zanjeer magar bepeer teri tasveer nahin jaati bandhi zanjeer magar bepeer teri tasveer nahin jaati sitam ki baat sahen ham ghaat click here
hooooooo ooooo oooooo oooooo hooooooo ooooo oooooo oooooo oooooooo ooooo oooooo shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali hai yahi dard ke jal jaaye patanga naa kahin shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali usne chaaha ke mera chaahne waala to rahe usne chaaha ke mera chaahne waala to rahe main rahun yaa naa rahun ghar ka ujaala to rahe apne preetam ke liye chhod di preetam ki gali shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali bhool kar sab ko bas ek apni wafaa saath liye bhool kar sab ko bas ek apni wafaa saath liye apne hi ashkon mein bheegi huyi ek raat liye ghum ke toofan mein gheeri thokaren khaati nikli shamma bujhne ko chali shamma bujhne ko chali apne begaane chhute lakht e jigar chhut gaya apne begaane chhute lakht e jigar chhut gaya ghum ke sholon mein chhupi aisi ke ghar chhut gaya doobne aayi hai paani mein naseebon ki jali shamma bujhne ko chali click here
maj gun gan gin tuna o phir purr pharr chhinn chhunnaa shamma jali parwaana aaya shamma jali hooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali hoooo oooo oooo pyaar ki aag mein jal jaane ko aaj koi deewana aaya aaj koi deewana aaya shamma jali hoooo oooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali hoooo oooo oooo oooo oooo aankh se nikle khushi ke aansoon zabaan pe ik afsaana aaya zabaan pe ik afsaana aaya shamma jali hooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali duniyaa mein do dil waalon ka mil ke bichhadna khel nahin hai haaye khel nahin hai duniyaa mein do dil waalon ka mil ke bichhadna khel nahin hai haaye khel nahin hai jeevan bhar ka sang hai apna chaar dinon ka mel nahin hai jeevan bhar ka sang hai apna chaar dinon ka mel nahin hai hoooo oooo oooo laut ke phir mehfil mein teri dekh tera mastaana aaya dekh tera mastaana aaya shamma jali hooo oooo shamma jali parwaana aaya shamma jali hum bhi jale parwaana ban kar hum ko seekha do apni adaayen hoooo oooo click here
ha aaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaa aaaaaa aaaaaaaa shamma mein taaqat kahan jo ek parwane mein hai ek parwane mein hai lutf jalne mein nahin jal jal ke mar jaane mein hai jal jal ke mar jaane mein hai chandani raaton mein aksar sochta rehta hoon main chandani raaton mein aksar sochta rehta hoon main kiski ye tasveer hai jo dil ke viraane mein hai dil ke viraane mein hai may ki masti to utar jaati hai thodi der mein may ki masti to utar jaati hai thodi der mein zindagi bhar ka nasha aankhon ke paimane mein hai aankhon ke paimane mein hai tu kahe to aasman ki dhajjiyaan kar doon sanam ooo tu kahe to aasman ki dhajjiyaan kar doon sanam aaj ik aisi bhi vahashat tere deewaane mein hai tere deewaane mein hai shamma mein taaqat kahan jo ek parwane mein hai ek parwane mein hai click here
sharaab hai shabaab hai ek se badh ke ek laajawaab hai aye dil deewane bol bol aur tujhe kya chahiye hooo dil deewane bol bol aur tujhe kya chahiye kya chahiye sharaab hai shabaab hai harjaayi teri har zidd poori hum karte aaye toone jisko bhi chaaha hum us pe marte aaye jidhar kaha udhar gaye har manzil se guzar gaye hum to teri hi maane bol bol aur tujhe kya chahiye kya chahiye chhuyenge sheikh jab angoor to keh doonga mahashar mein ye mai ki goliyaan khate the main peeta tha saagar mein ye hi wo sharaab hai shabaab hai ek se badh ke ek lajawaab hai aye dil deewane bol bol aur tujhe kya chahiye hooo dil deewane bol bol aur tujhe kya chahiye kya chahiye saaqi ki nazron se jo chhalke us mai ko pee le duniya jo chaahe samjhe tu jaise chaahe jee le jhijhak nahin laja nahin haalat apni chhupa nahin humse kar na bahaane bol bol aur tujhe kya chahiye kya chahiye chham chhama chham raqs karti huyi ye ajanta ki moorten bholi bhaali adaaon mein chhupi kaisi kaisi qaatil click here
zindagi ke ghum bhulane ke liye sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya bekhudi mein doob jaane ke liye sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya beete din kuchh iss tarah yaad aa gayeeee beete din kuchh iss tarah yaad aa gayeeee meri aankhon mein andhere chhaa gayeee inn andheron ko hatane ke liyeee sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya kab talak yun dar b dar phirta rahun kab talak yun dar b dar phirta rahun main sukoon e dil ki khatir kya karun aag zakhmon ki bhujhane ke liyeeee sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya mujhko le doobe naa mere ghum kahin mujhko le doobe naa mere ghum kahin ghut ke reh jaaye naa mera dam kahinnnn apni hasti ko mitane ke liyeeee sharaab ka sahaara maine le liya hmm mm mm mm mm sharaab ka sahaara maine le liya zindagi ke ghum bhulane ke liye sharaab ka sahaara maine click here
na mujhko hichki aayi na panv mera fisla arey arey arey arey na mujhko hichki aayi na panv mera fisla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla na mujhko hichki aayi na panv mera fisla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla garibon ne pee dhan waalon ne pee hai ye buddhon ne pee jawaanon ne pee hai zamaanon se ye to zamaanon ne pee hai ho oo karte ho do ghoont peeke hangaama dikhaate ho tum ye naya kaarnaama ho mama ho mama ab chhod do ye drama hey aira gaira to isko peene se darta hai arey koi kaleje waala hi ye pyaala bharta hai main bhar ke jaam duniya se haan main bhar ke jaam duniya se pyaar karne nikla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla sharaabi kehta hai mujhko zamaana hai bada pagla tumhen dekh kar humko aati sharam hai zara socho kaisa tumhaara karam hai na imaan tum mein na koi dharam hai hoooo dharam kya hai bolo ye imaan kya click here
are haan haan re haan haan re haan haan re haan sharaabi sharaabi mera naam ho gaya ho sharaabi sharaabi mera naam ho gaya mera naam kaahe ko badnam ho gaya sharaabi sharaabi mera naam ho gaya aaa aaaa shayaron ne mujhko kaha jaane sharaab ho shayaron ne mujhko kaha jaane sharaab adibo ne mujhko likha safijana apne kis liye haan apne kis liye mujhe samjha kharab aisa kya mujhse koi kaam ho gaya mera naam kaahe ko ho badnam ho gaya sharaabi sharaabi mera naam ho gaya aap roz meri nazaron se peete rahe hoo aap roz meri nazaron se peete rahe iss nashe ke sahare pe jeete rahe lekin khuda ki kasam aap bade khudgaraz hain ho maine pee to mujhpe ye ilzaam ho gaya mera naam kaahe ko badnam ho gaya sharabi sharabi mera naam ho gaya ooo aapko dekh ke yaad aya mujhe apne sheeshe se kyun banaya mujhe apko dekh ke yaad aya mujhe apne sheeshe se kyun banaya mujhe patharon ki zameen pe giraya mujhe toot ke dekhiye sheesha jaam ho gaya haaye raam toot ke dekhiye sheesha jaam ho click here
sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam suhaani suhaani ye koyal ki kooke uthaati hai seene mein reh reh ke hooke chhalakti hai masti ghane baadlon se ulajhti hai nazren hasin aanchalon se ye poornoor manzar ye poornoor manzar ye rangeen aalam khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam gulaabi gulaabi ye phoolon ke chehre ye rimjhim ke moti ye boondon ke sehre kuchh aisi bahaar aa gayi hai chaman mein ke dil kho gaya hai kisi anjuman mein ye mehki nasheeli ye mehki nasheeli hawaaon kaa parcham khuda ki kasam khoobsurat naa hota agar iss mein rang e muhabbat naa hota sharaabi sharaabi ye saawan kaa mausam ye masum salona ajab gul khilaaye umange utha de umeeden jagaaye wo betaabiyaan dil se takraa rahin hain ke raaton ki neenden udi jaa rahi hain ye sehar e jawaani ye sehar e jawaani ye click here
du duru duru du du du duru du du du sharabi aankhen gulabi chehra sharabi aankhen gulabi chehra kaisa lage mera dilruba dil mera dilruba dil mera gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera dilruba dil mera dilruba gulabi chehra ye zulfein kya lage jaise chhanv dhale meri chale to iss chaanv mein bita doon sari zindagi haan ye nazar yaar ka ghar haay pagle yaar se alag duniya mere ghar ki hogi aur bhi du duru duru du du du du duru du gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera hey hey hey hey gulabi chehra ye badan kya sajan haan kya kehne tumse milun to kuchh yaad nahin aaye chaahat ke siwa haan ye baahein pyaar chaahen haa haay diwaane kaam in bahon ka aur bhi to hoga chaahat ke siva du duru duru du du du du du duru du gulabi chehra sabhi ne dekha dekha nahin magar dil mera hey hey hey hey gulabi chehra ye kamar haan magar naa meri jaan yun hi to log bekaar nahin bharte aahein subah shaam aa zalima dilruba o nadaan jaan dilruba ke alava click here
sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai magar aap se rooth ke hum jitna jiye khaak jiye aap se rooth ke hum jitna jiye khaak jiye kayi iljaam liye aur kai iljaam diye aaj ke baad magar kuchh bhi na kehna hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai mmm hmm hmm der ke baad ye samjhe hain mohabbat kyaa hai ab humein chaand ke jhoomar ki zuroorat kyaa hai pyaar se badh ke bhala kaun sa gahena hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga aapke pyaar ka bimaar humaara dil hai aapke pyaar ka bimaar humaara dil hai aapke ghum ka kharidaar humaara dil hai aap ko apna koi dard na sehna hoga ab humein aap ke kadmon hi mein rehna hoga sharm aati hai magar aaj ye kehna hoga click here
sharifon kaa zamaane mein aji bas haal wo dekha ke sharaafat chhod di maine sharaafat chhod di maine sharaafat chhod di maine muhabbat karne waalon kaa yahaan anjaam wo dekha ke muhabbat chhod di maine muhabbat chhod di maine sharaafat chhod di maine chhudaa ke haath apno se chali aayi main gairon meinnnnn chali aayi main gairon mein pehan li ghunghruon ki phir wohi zanjeer pairon meinnnn wohi zanjeer pairon mein main gaaungi main naachungi ishaaron pe sitamgaaro ke bagaawat chhod di maine bagaawat chhod di maine sharaafat chhod di maine naa heera hai naa moti hai naa chaandi hai naa sona haiiiii naa chaandi hai naa sona hai nahin kimat koi dil ki ye mitti ka khilona haiiiiii ye mitti ka khilona hai meri deewanagi dekho ke kehnaa maan ke iss dil ka ye daulat chhod di maine sharaafat chhod di maine sharaafat chhod di maine muhabbat karne waalon kaa yahaan anjaam wo dekha ke muhabbat chhod di maine muhabbat chhod di maine sharaafat chhod di maine click here
sharma ke naa jaa sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa haaye jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman kuchh soch main hardam kyun tera peechha karta hoon zara aankhon mein aankhen daal ke tujh par marta hoon par kehte huye ye darta hoon jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa haaye jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman tujhe husn pe apne naaz mujhe apne dil par sur milenge kaise main hoon mom aur tu pathar haaye kaisa pada hai ye chakkar jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma ke naa jaa tadpaa ke naa jaa naagin ki tarah bal khaa ke naa jaa haaye jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman mat bhool ke ik din aisa bhi to aayega jab ishq ke aage husn ka sar jhuk jaayega phir khul ke mera dil gaayega jaaneman jaananeman jaaneman jaananeman sharma click here
sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen aanchal ko sanwaara karte hain sharma ke ye kyun sab pardaa nasheen aanchal ko sanwaara karte hain kuchh aise nazar waale bhi hain jo chhup chhup ke nazaara karte hain chhup chhup ke nazaara karte hain chhup chhup ke nazaara karte hain betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin aana sambhal ke pardaa nasheenon ke saamne jhukti hai zindagi bhi haseenon ke saamne mehfil mein husn ki jo gayaa shaan se gayaa jis ne nazar milaayi wohi jaan se gayaa betaab nigaahon se keh do jalwon se ulajhnaa theek nahin ye nazo adaa ke matwaale bemaut bhi maara karte hain bemaut bhi maara karte hain bemaut bhi maara karte hain koi na haseenon ko poochhe duniya mein na ho gar dilwaale koi na haseenon ko poochhe duniya mein na ho gar dilwaale nazren jo na hoti to nazaara bhi na hota duniya mein haseenon ka guzaara bhi na hota koi na haseenon ko click here
sharma ke yun na dekh ada ke maqaam se sharma ke yun na dekh ada ke maqaam se ab baat badh chuki hai haya ke maqaam se tasveer kheench li hai tere shokh husn ki tasveer kheench li hai tere shokh husn ki meri nazar ne aaj khata ke maqaam se aaaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa duniya ko bhool kar meri baanhon mein jhool ja aawaaz de raha hun wafa ke maqaam se dil ke muaamale mein nateeje ki fiqr kya dil ke muaamale mein nateeje ki fiqr kya aage hai ishq zurm o saza ke maqaam se sharma ke yun na dekh ada ke maqaam se click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Shadjane Paaya Tansen (1979) 13:00 37197
 
Poster of Tansen (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas
Duration : 13:00   Song Number : 37197   

Shael Sutha Ke Aankhon My Friend Ganesha (2007) 06:10 18878
 
Poster of My Friend Ganesha (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Ravi Verma
Music Director- 
Nirmal Shekhar
On Screen Actors- 
Kiran Janjani, Sheetal Shah
Duration : 06:10   Song Number : 18878   

Shake It Like Shammi Hasee Toh Phasee (2014) 03:28 36430
 
Poster of Hasee Toh Phasee (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Vishal-Shekhar
Singer- 
Benny Dayal
On Screen Actors- 
Adah Sharma, Sidharth Malhotra
Duration : 03:28   Song Number : 36430   

Shakira No Problem (2010) 04:01 37266
 
Poster of No Problem (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Kumaar
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Duration : 04:01   Song Number : 37266   

Shakti De Maa Ashanti (1982) 04:21 32822
 
Poster of Ashanti (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 04:21   Song Number : 32822   

Shamaa Se Koi Keh De Jai Bhawani (1961) 04:04 36873
 
Poster of Jai Bhawani (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
S Mohinder
On Screen Actors- 
Manhar Desai, Jaishree
Duration : 04:04   Song Number : 36873   

Shamma Bujhne Ko Chali Ganga Ki Lahren (1964) 03:40 12350
 
Poster of Ganga Ki Lahren (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 03:40   Song Number : 12350   

Shamma Jali Parwaana Aaya Amber (1952) 03:08 12266
 
Poster of Amber (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Nargis, Raj Kapoor
Duration : 03:08   Song Number : 12266   

Shamma Mein Taaqat Kahan Jo Naya Kanoon (1965) 03:40 38512
 
Poster of Naya Kanoon (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan Bhatt
Duration : 03:40   Song Number : 38512   

Sharaab Hai Shabaab Hai Aatish (1979) 06:34 12807
 
Poster of Aatish (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra
Duration : 06:34   Song Number : 12807   

Sharaab Ka Sahaara Dil Ki Rahen (1973) 05:42 12330
 
Poster of Dil Ki Rahen (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Rehana Sultan, Rakesh Pandey
Duration : 05:42   Song Number : 12330   

Sharaabi Kehta Hai Mujhko Do Jhoot (1975) 05:32 39600
 
Poster of Do Jhoot (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Pran, Aruna Irani, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:32   Song Number : 39600   

Sharaabi Mera Naam Chandan Ka Palna (1967) 05:28 32491
 
Poster of Chandan Ka Palna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 05:28   Song Number : 32491   

Sharaabi Sharaabi Ye Noor Jehan (1967) 04:14 12416
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Gowda-Malhar
Taal- 
Jhaptal
Duration : 04:14   Song Number : 12416   

Sharabi Aankhen Gulabi Chehra Madhosh (1974) 05:15 36268
 
Poster of Madhosh (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Helen, Rajesh Roshan
Duration : 05:15   Song Number : 36268   

Sharam Aati Hai Padosan (1968) 05:04 12417
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Raag- 
Abhogi
Duration : 05:04   Song Number : 12417   

Sharifon Kaa Zamaane Mein Sharafat (1970) 03:59 12489
 
Poster of Sharafat (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:59   Song Number : 12489   

Sharma Ke Naa Jaa Tadpaa Shehnai (1964) 03:47 12491
 
Poster of Shehnai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Johny Walker
Duration : 03:47   Song Number : 12491   

Sharma Ke Ye Kyun Sab Parda Chaudhvin Ka Chand (1960) 06:13 12314
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Others
Duration : 06:13   Song Number : 12314   

Sharma Ke Yun Na Dekh Neel Kamal (1968) 07:20 32312
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Raj Kumar
Duration : 07:20   Song Number : 32312