MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


rang birangi raakhi leke aayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer ho rakhi bandhvaa le mere veer main na chaandi na sone ke haar maangun ho main na chaandi na sone ke haar maangun apne bhaiya ka thoda sa pyaar maangun thoda sa pyaar maangun sona hazaar maangun iss rakhi mein pyaar chhupa le laayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer neele ambar se taare utaar laun ho neele ambar se taare utaar laun ya main chanda ki kirnon ke haar laun kirnon ke haar laaun hansti bahaar laaun pyaar ke badle ban ban ke lehraayi behna ho rakhi bandhvaa le mere veer kabhi bhaiya ye behna na paas hogi ho kabhi bhaiya ye behna na paas hogi kahin pardes baithi udaas hogi behna udaas hogi milne ki aas hogi jaane kaun bichhad jaayen kab bhai behna ho rakhi bandhvaa le mere veer click here
haaye bada dard hoye bada dard hoye humri kalaayi mein bhaang ki pisaayi mein naa rang daalo o rang daalo rang daalo phenko gulaal o bolo sara rara kar do sabko laal laal o bolo sara rara hey sara rara rara sara rara raaaaa rang daalo phenko gulaal o bolo sara rara haan rang daalo phenko gulaal o bolo sara rara aayi aayi aayi dekho chhoriyon ki toli pyaar ki pichkaariyon se maar degi goli mohe se phaagun mein kaahen raar kare chhup chhup ke nazariyaan se waar kare hum aaye o hum aaye karne dhamaal to bolo sara rara rang daalo phenko gulaal o bolo sara rara are choliyon se chhalke gori goriyon kaa joban hosh udd jaayen bas mein rahe naa ye mann are jaa re bhangedi matwaale kaahe nainan se jaadoo daale humen kar do ho humen kar do kar do nihaal o bolo sara rara rang daalo phenko gulaal o bolo sara rara aaye sarraaraa rara saraa rara rang daalo o rang daalo phenko gulaal o bolo sara rara kar do sabko laal laal o bolo sara rara rara rara haan aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa click here
mujhe rang de rang de mujhe rang de rang de mujhe rang de mujhe rang de rang de mujhe rang de rang de mujhe rang de mujhe rang de rang de rang de rang de mujhe rang de rang de rang de rang de rang de mujhe rang de mujhe rang de mujhe rang de mujhe rang de rang de mujhe rang de aa rang de haa rang de aa apni prit vich rang de mujhe rang de mujhe rang de mujhe rang de rang de mujhe rang de haa rang de haa rang de aa apni prit vich rang de main ban ke savera jaag uhti main jaag uthi main ban ke savera jaag uhti main jaag uthi ji jaag uthi main banke morni naach uthi main naach uthi channa naach uthi tere naina tere naina mere nainon mein rang de haa rang de haa rang de aa apni prit vich rang de tere naina mere naina mere nainon mein rang de haa rang de haa rang de mujhe apni prit vich rang de tere sapnon ke aangan mein chham chham chaloon main chaloon main chaloon tere sang sang chaloon aaja aaja ve aaja tu ban ke hawaa tere sadke jawaan tere waare jawaan aaja aaja ve click here
chahe geeta baanchiye ya padhiye quraan meri teri preet hi har pustak ka gyaan hu aaaa aaaa aaaa aaaa piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani piyaa aaaaaaa piyaaaaa jaise chaand ke sang chandani jaise raag ke sang hai ragini jaise bhari basant mein morani piya ke rang rang deeni odhani piya ke rang rang deeni odhani tujhe pehnun odhun bichhaaun main tujhe bhar ke saanson mein gaaun main tujhe pehnun odhun bichhaaun main tujhe bhar ke saanson mein gaaun main teri raah ab nahin chhodni teri raah ab nahin chhodni ta dhaiya nare dhum tana dere na ta na na dere dhum tana dere naaa ta dhaiya nare dhum tana dere na ta dhaiya nare dhum tana dere naaaaaaaaa click here
rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi yaad meri unko bhi aati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi yaad meri unko bhi aati to hogi oooooooo oooo ooooo pyaar ki khushboo kahaan aati thi kaliyon se ho ke aayi hai hawaa bhi unki galiyon se pyaar ki khushboo kahaan aati thi kaliyon se ho ke aayi hai hawaa bhi unki galiyon se chhoo ke unke daaman ko aati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi oooooooo oooo ooooo ye bahaaren ye samaa sab uske dam se hai wo piya kuchh kuchh khafaa rehta jo humse hai jaan kuchh kuchh uski bhi jaati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi oooooooo oooo ooooo jaa ri aye titli nagariya pee ki tu jaana ho bhala tera khabar kuchh unki le aana jaa ri aye titli nagariya pee ki tu jaana ho bhala tera khabar kuchh unki le aana tu wahaan par waise bhi jaati to hogi rang dil ki dhadkan bhi laati to hogi click here
rang doonga sabko main pyaar bhari baaton se aaj koi bach na sakega mere hathon se aaj koi bach na sakega mere hathon se choli bhigo doon chunari bhigo doon mujh ko kis ka dar hai har ik naari aaj hai gopi kanha har ik nar hai holi mein jo bhi ho so kam hai rok le mujhko jis mein dum hai aaj koi bach na sakega mere hathon se rang doonga sabko main pyaar bhari baaton se aaj koi bach na sakega mere hathon se aaj koi bach na sakega mere hathon se click here
rang jamake jaayenge rang jamake jaayenge chakkar chala ke jaayenge jhoom ke bhai ghoom ke sab ko ghuma ke jaayenge aye aye aye rang jamake hoooo hooooo jaayenge hoooo hooooo chakkar chala ke jaayenge hooooo jhoom ke bhai ghoom ke sab ko ghuma ke jaayenge rang jamake hoooo hooooo jaayenge hoooo hooooo chakkar chala ke jaayenge hoo hooooo jhoom ke bhai ghoom ke sab ko ghuma ke jaayenge aye aye aye taal ye kaisi sam kaisa hoooo hooooo kaun khiladi hum jaisa hoooo hooooo taal ye kaisa sam kaisa kaun khiladi hum jaisa khel karenge hum aisa khel karenge hum aisa log tamasha dekhenge log tamasha dekhenge taali bajaa ke jaayenge rang jamake hoooo hooooo jaayenge hoooo hooooo chakkar chala ke jaayenge hoooo hooooo jhoom ke bhai ghoom ke sab ko ghuma ke jaayenge aye aye aye aankh mila ke dekhe to haath laga ke dekhe to saamne aake dekhe to aankh mila ke dekhe to aankh mila ke dekhe to haath laga ke dekhe to haath laga ke dekhe to saamne aake dekhe to hum dushman ko hero se click here
ha ha ha ha ha rang le aayenge roop le aayenge rang le aayenge roop le aayenge kaagaz ke phool dhool are dhool kaagaz ke phool khushboo kahaan se laayenge chhanv le aayenge dhoop le aayenge kaagaz ke phool kaagaz ke phool khushboo kahaan se laayenge haa main kya zamaana kehta hai saara patthar nahin ban sakta sitaara baithe hain kaise masoom banke jinki taraf hai apna ishaara bhed wo chhupaayenge bhed wo chhupaayenge bhed to khul jaayenge kaagaz ke phool dhool are dhool kaagaz ke phool khushboo kahaan se laayenge dil kitna khush hai mil ke sanam se aankhein jhuki jaati hain sharam se sunte hain koyi jalta hai humse kitna maza aayega qasam se jhumenge gaayenge jhumenge gaayenge logon ko jalaayenge kaagaz ke phool dhool are dhool kaagaz ke phool kushboo kahaan se laayenge dekhe nazar ne kuchh log aise nikle jo kaagaz ke phoolon jaise oh oh oh sapne kabhi toot jaate hain jaise unko bhula do tum dil se aise woh to bhool jaayenge woh to bhool jaayenge yaad nahin aayenge click here
rang rang mere rang rang mein rang jaayegi tu rang sang sang mere sang sang mein sang aayegi sang hey aye aye aye rang rang mere rang rang mein rang jaayega tu rang sang sang mere sang sang mein sang aayega sang rang sang mera mil jaayega ang ang tera khil jaayega rang sang mera mil jaayega ang ang tera khil jaayega rang sang mera mil jaayega ang ang tera khil jaayega rang sang mera mil jaayega ang ang tera khil jaayega rang rang mere rang rang mein rang jaayegi tu rang sang sang mere sang sang mein sang aayegi sang rangon mein hai ishq pyaar aankhon mein hai mast bahaar ho baahon mein hai pehla yaar are lamhon mein hai intezaar honthon pe hai ik pukaar dil mein hai dard e izhaar honthon pe hai ik pukaar dil mein hai dard e izhaar haaan rang rang mere rang rang mein rang jaayegi tu rang sang sang mere sang sang mein sang aayegi sang gora sa badan sharmaaye hmm kora sa ye ang khil jaaye masti bhara mann muskaaye hanste hanste hum kho jaayen yaadon ko hum sambhaalen click here
rang birangi pagdi uski ghunghar waale baal haath mein ba ke bairan murli morni jaisi chaal nainon ke do bhanwre munh par nainon ke do bhanwre munh par daal gaye so jaal eb main ka bolun sarkaar eb main ka bolun hoy neer bharan ko jab jab jaaun taake chandra chakor aate jaate rok le rasta naa maane chitchor dhaga ho toh tod bhi daarun dhaga ho toh tod bhi daarun preet pe kiska jor eb main ka bolun sarkaar eb main ka bolun hoy natkhat mohan baaj na aaya dini gaagar phod phool si naazuk naram kalaayi zaalim ne di mod phans gayi mori jaan gajab main phans gayi mori jaan gajab main bhagi chunari chhod eb main ka bolun sarkaar eb main ka bolun hoy click here
yaanka rang rangilaa mausam le ke chala ek dulhan shokh haseena muskura di shokh haseena muskura di aaj khuda ki kasam rang rangilaa mausam le ke chala ek dulhan shokh haseena muskura di shokh haseena muskura di aaj khuda ki kasam rang rangilaa mausam yaanka gori chali hai pee ke nagar dil pe liye chaahat ka asar gori chali hai pee ke nagar dil pe liye chaahat ka asar maang bharenge chaand sitaare honge sadke mast nazaare kaun hai iska balam rang rangilaa mausam le ke chala ek dulhan shokh haseena muskura di shokh haseena muskura di aaj khuda ki kasam rang rangilaa mausam yaanka moti lutaaye udi ghata nagmen sunaayen thandi hawaa moti lutaaye udi ghata nagmen sunaayen thandi hawaa mere sang meri manzil main hoon toofan wo saahil gaaye mere kadam rang rangilaa mausam le ke chala ek dulhan shokh haseena muskura di shokh haseena muskura di aaj khuda ki kasam rang rangilaa mausam yaanka click here
rang yeh duniya badalti hai badal ja pyaare tu bhi jeevan ke naye saanche mein dhal ja pyaare mausam aaye mausam jaaye phir khil jaayen kaliyaan mausam aaye mausam jaaye phir khil jaayen kaliyaan apne aap khulti jaayen armaanon ki galiyaan tu bhi bhool ke sabko are tu bhi bhool ke sabko aaj mana rang raliyaan dil ka saaz jab chhid jaaye dhadkan gaane gaaye are dil ka saaz jab chhid jaaye dhadkan gaane gaaye phir ek shaam ki pehchaan afsaana ban jaaye jeevan woh dhaara hai are jeevan woh dhaara hai jo bandh ke reh na paaye jab tak saans tab tak aas sach kehte ho yaaro are jab tak saans tab tak aas sach kehte ho yaaro hain din chaar mauj bahaar kal ko goli maaro jab tak jaisi guzre are jab tak jaisi guzre hanste huye guzaaro bolo re rang yeh duniya badalti hai badal ja pyaare tu bhi jeevan ke naye saanche mein dhal ja pyaare click here
rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin dekha tha jo bahaar kaa sapna tu hi to hai jiska tha intezaar wo apna tu hi to hai jiska tha intezaar wo apna tu hi to hai har dam ye sharaarat si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin yun to haseen laakh hain duniyaa ki raah mein aata nahin hai koi bhi meri nighaah mein aata nahin hai koi bhi meri nighaah mein tujh mein hai jo agan si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri soorat si kisi mein nahin nahin tere haseen khayaal nighaahon pe chhaa gaye duniyaa ko chhod kar tere pehlu mein aa gaye duniyaa ko chhod kar tere pehlu mein aa gaye humdam ye mohabbat si kisi mein nahin nahin khushboo tere badan si kisi mein nahin nahin rangat teri click here
rangeela re hey rangeela rangeela reeeee tere rang mein yun ranga hai mera mann chhaliyaa re na bujhe hai kisi jal se ye jalan hoooooooo rangeela reeeee tere rang mein yun ranga hai mera mann chhaliyaa re na bujhe hai kisi jal se ye jalan hoooooooo rangeela re palkon ke jhoole se sapnon ki dori pyaar ne baandhi jo toone wo todi khel ye kaisa re kaisa re saathi diyaa to jhoomen hai roye hai baati kahin bhi jaaye re roye ya gaaye re chain na paaye re hiyaaaaaa waah re pyaar waah re waah rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann chhaliyaa re na bujhe hai kisi jal se ye jalan hoooooooo rangeela re dukh mera dulha hai birha hai doli aansun ki saadi hai aahon ki choli aag main piyun re jaise ho paani nari deewani hoon peeda ki rani manwa ye jale hai jag saara chhale hai saans kyun chale hai piyaaaaa waah re pyaar waah re waah rangeela re tere rang mein yun ranga hai mera mann chhaliyaa re na bujhe hai kisi jal se ye jalan hoooooooo rangeela re rangeela rangeela click here
rangin bahaaron se hai gulzaar chaina town sahar waalon ki shaan e bahaar chaina town aake to dekho ek baar chaina town chaina town chaina town chaina town ho dekho dekho ye barkha dekho ye peele raatein hawaayein ye rangraliyaan hooo o behki behki ye mehki mehki zulfon ki mehki bal khati lehrati kaliyaan rangin bahaaron se hai gulzaar chaina town sahar waalon ki shaan e bahaar chaina town aake to dekho ek baar chaina town chaina town chaina town chaina town oh chun chun china oh chun chun china hote hain pyaare ishaare sambhal ke zara hoo babu aana par kho na jaana ye dil ka pyala matwaala machal ke zara rangin bahaaron se hai gulzaar chaina town sahar waalon ki shaan e bahaar chaina town aake to dekho ek baar chaina town chaina town chaina town chaina town ho o kar le baatein pyaari hain raatein tujhko duniya se begaana ho jaana hai to aa ho o kar le baatein pyaari hain raatein tujhko duniya se begaana ho jaana hai to aa rangin bahaaron se hai gulzaar chaina town click here
hooo oooooo oooo ooo oooooo rangeen fiza hai rangeen fiza hai aaja ke mera pyaar tujhe dhoondh raha hai rangeen fiza hai ye kiski sada hai ye kiski sada hai ye kaun mujhe apni taraf kheench raha hai ye kiski sada hai teri bhi hai yeh meri hi awaaz nahin hai teri bhi hai yeh meri hi awaaz nahin hai aye jaan e tamanna ye koi pyaar nahin hai tu mujhse juda hoke bhi kab mujhse juda hai dil dil se mila hai ye kaun mujhe apni taraf kheench raha hai ye kiski sada hai aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa tum mujhko bulaate ho to taala nahin jaata tum mujhko bulaate ho to taala nahin jaata apne ko kisi tarah sambhala nahin jaata zulfon ka mujhe hosh na aanchal ka pata hai ye kaisa nasha hai aaja ke mera pyaar tujhe dhoondh raha hai rangeen fiza hai duniya ko bhula kar meri baahon mein chali aa duniya ko bhula kar meri baahon mein chali aa jazbaat ki befikr panaahon mein chali aa kehte hain jise ishq woh jeene ki adaa hai achchha na bura hai ye kaun mujhe apni taraf kheench raha hai ye click here
main main hoon rangila ratan rangila hoon main dil ka ratan mera naam rangila hoon main dil ka ratan mera naam nishaane pe nishaana lagaana mera kaam nishaane pe nishaana lagaana mera kaam rangila hoon main dil ka ratan mera naam nishaane pe nishaana lagaana mera kaam nishaane pe nishaana lagaana mera kaam har fun maula main nahin hoon ustaad hoon apnepan ka har fun maula main nahin hoon ustaad hoon apnepan ka are mehfil mein charcha hai apne deewaanepan ka are wahi log reh jaate hain is duniya mein naakaam baithe baithe jo ye soche kya hoga anjaam kya hoga anjaam rangila hoon main dil ka rangila hoon main dil ka ratan mera naam nishaane pe nishaana lagaana mera kaam nishaane pe nishaana lagaana mera kaam ye baat hai apne bas ki har dil mein pyaar basa doon ye baat hai apne bas ki har dil mein pyaar basa doon ek nazar jise main dekhun tufaan us dil mein utha doon are isiliye aankhon aankhon mein karta hoon har kaam chupke chupke mil jaate hain chaahat ke paigaam click here
rangeelo maharo dholna dholna ve rangeelo maharo dholna dholna ve a ra ra ra a ra ra ra aayo re maharo dholna aayo re aayo re aayo re maharo dholna a ra ra ra a ra ra aayo re maharo dholna aayo re aayo re aayo re maharo dholna hooooooooo rangeelo maharo dholna dholna ve a ra ra ra a ra ra aayo re maharo dholna aayo re aayo re aayo re maharo dholna pyaar ke geet zara sunle pyaar ke geet zara sunle mein aaya re mahare aagna tu vaare aisa mohak rup saja re neele peele lal gulabi ho gaye nain kajrare are gaa re gaa re gaa re koi gaanv aaya bhare dholi jam ke dhol baja re hooooooooooooooo rangeelo maharo dholna dholna ve a ra ra ra a ra ra aayo re maharo dholna aayo re aayo re aayo re maharo dholna hey sajanaa ho pardesi hamaar pardesi hamaar aayo babu ji ban ke pardesi hamaar arre baar baar baar karoon sola singaar woh hai majhi mera mein hoon ganga ki dhaar hooooooooo rangeelo maharo rangeelo maharo dholna dholna ve a ra ra ra a ra ra aayo re maharo dholna aayo re click here
rangoli sajavo re rangoli sajavo rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo neel gagan par chamka tara maine samjha tera ishaara ban gayi dhadkan prem sandesa shaayad mujhko tune pukara tere dar par laayi preet tere dar par laayi preet rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo dard ke sur mein raag hai mera pyar ki lai par naach hai tera jeevan beena baaze surili jo sur bole naam le tera arpan tujh par har sangeet arpan tujh par har sangeet rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo re rangoli sajavo teri payal mere geet aaj banege dono meet rangoli sajavo click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Rang Birangi Rakhi Anpadh (1962) 04:13 41020
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:13   Song Number : 41020   

Rang Daalo Banaras (A Mystic Love Story) (2006) 05:31 16900
 
Poster of Banaras (A Mystic Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Ashmit Patel, Urmila Matondkar
Duration : 05:31   Song Number : 16900   

Rang De Mujhe Rang De Thakshak (1999) 07:10 21157
 
Poster of Thakshak (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Sukvindara Singh
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tabu
Duration : 07:10   Song Number : 21157   

Rang Deeni Dev (2004) 04:49 38312
 
Poster of Dev (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Adesh Srivastava
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Tusshar Kapoor
Duration : 04:49   Song Number : 38312   

Rang Dil Ki Dhadkan Patang (1960) 03:23 12422
 
Poster of Patang (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:23   Song Number : 12422   

Rang Doonga Sabko Andhera (1975) 02:35 37822
 
Poster of Andhera (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 02:35   Song Number : 37822   

Rang Jamake Jaayenge Naseeb (1981) 04:44 18285
 
Poster of Naseeb (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 04:44   Song Number : 18285   

Rang Le Aayenge Bhanwar (1976) 04:06 15516
 
Poster of Bhanwar (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:06   Song Number : 15516   

Rang Rang Bollywood Hollywood (2002) 04:03 17573
 
Poster of Bollywood Hollywood (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sonu Nigam
Music Director- 
Sandeep Chowta
On Screen Actors- 
Lisa Ray, Rahul Khanna
Duration : 04:03   Song Number : 17573   

Rang Rangeela Sanwara Barood (1960) 03:43 16783
 
Poster of Barood (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Khayyam
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:43   Song Number : 16783   

Rang Rangilaa Mausam Le ke Ji Chahta Hai (1964) 03:39 16257
 
Poster of Ji Chahta Hai (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:39   Song Number : 16257   

Rang Yeh Duniya Naughty Boy (1962) 04:00 40153
 
Poster of Naughty Boy (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 04:00   Song Number : 40153   

Rangat Teri Soorat Si Tumse Achha Kaun Hai (1969) 05:14 12521
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Babita
Duration : 05:14   Song Number : 12521   

Rangeela Re Prem Pujari (1970) 06:20 21158
 
Poster of Prem Pujari (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 06:20   Song Number : 21158   

Rangeen Bahaaron Se Hai (China Town) China Town (1962) 04:22 40861
 
Poster of China Town (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:22   Song Number : 40861   

Rangeen Fiza Hai Aaja Bahu Beti (1965) 05:31 36617
 
Poster of Bahu Beti (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Mala Sinha
Duration : 05:31   Song Number : 36617   

Rangila Hoon Main Dil Ka Rangila Ratan (1976) 04:20 18953
 
Poster of Rangila Ratan (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Parveen Babi
Duration : 04:20   Song Number : 18953   

Rangilo Maro Dholna Pyar Ke Geet (2004) 04:42 18849
 
Poster of Pyar Ke Geet (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
On Screen Actors- 
Arbaaz Khan, Malaika Arora
Duration : 04:42   Song Number : 18849   

Rangoli Sajao Re Rangoli (1962) 03:37 12457
 
Poster of Rangoli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:37   Song Number : 12457   

Ranjha Shershaah (2021) 03:47 13668
 
Poster of Shershaah (2021)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2021
Lyricist
Anvita Dutt
Music Director- 
Jasleen Royal
On Screen Actors- 
Sidharth Malhotra, Kiara Advani
Duration : 03:47   Song Number : 13668