MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


raat shabnami bheegi chandni teesra koi door tak nahin iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo raat shabnami bheegi chandni teesra koi door tak nahin iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo sanam tumko jis din se dekha humne deewana dil kaboo mein nahin bada pyara ye bhi itefaq dekho tumhi mil jaate ho har kahin tumhi mil jaate ho har kahin pyare tumhi mil jaate ho har kahin raat shabnami bheegi chandni teesra koi door tak nahin iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo agar tum bhi wo chaaho jo main chaahon to gul khil jaaye ikraar ka dilon ko milne de kuch na bole hum mazaa aaye phir to pyar ka mazaa aaye phir to pyar ka jaanam aage khud hi jaan lo aur kya kahein jaanam samjha karo raat shabnami bheegi chandni teesra koi door tak nahin iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo iske aage hum aur kya kahein jaanam samjha karo thehro badi hai click here
raat sone ko hai neend aati nahin raat sone ko hai neend aati nahin aap bhi jaagiye aaj mere liye aye mere humnashin raat sone ko hai neend aati nahin hahahahaaaa shole meri saanson mein hain jalta hai saara badan jo pyaar ki shabnam mile pyaas bujhe jaaneman shole meri saanson mein hain jalta hai saara badan jo pyaar ki shabnam mile pyaas bujhe jaaneman ban ke saawan mere tan pe chhaa jaiye aye mere humnashin raat sone ko hai neend aati nahin leke mujhe aagosh mein mujh pe karam kijiye ye dil to kya jaan bhi meri badle mein le lijiye leke mujhe aagosh mein mujh pe karam kijiye ye dil to kya jaan bhi meri badle mein le lijiye aarzu hai meri mujh mein kho jaaiye aye mere humnashin raat sone ko hai neend aati nahin aap bhi jaagiye aaj mere liye aye mere humnashin raat sone ko hai neend aati nahin la la la la la laaa lala lala laa laaa la la la la la laaa lala lala laa laaa click here
raat suhaani hanste taare inn taaron mein dhoond rahen hain tumko tumko nain humare raat suhaanii beeti jaaye ghadiyan mitti jaaye aashaa dekhe raah tumhari main aur meri nirasha raat suhaanii diya jale sang jale patange sang sang jale hai baati diya jale sang jale patange sang sang jale hai baati main jalta hoon man hi man mein main jalta hoon man hi man mein koi na mera saathi koi na mera saathi raat suhaanii click here
oooooooooo oooo oooo ooooo ooooo hooooooooo ooooooooo oooooo ooooo oooo oooo oooo raat suhaani jaag rahi hai dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo hoooo oooo dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo prem kahaani jaag rahi hai dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo hoooo oooo dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo chal rahen hain jaadoo tham gaya zamaana dil churaa raha hai ye samaa suhaana paalki chaman mein phoolon ki utaar ke ye bahaar gaa rahi hai geet pyaar ke oooo oooo oooo hoooooooo aur jawaani jaag rahi hai dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo hoooo oooo oooo dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo chaand kar raha hai yun humen ishaare ye humare naina ban gaye hain taare neend ne naa aane ki uthaayi hai kasam neend kaise aaye mann ke dwaar pe sanam aaaahooo aaaahooo aaaahoooo hooooo ooooooo preet deewani jaag rahi hai dheere dheere chupke chupke chori chori hoooo hoooo oooo oooo dheere dheere chupke chupke chori click here
raat suhaani jhoome jawaani dil hai deewana haaye tere liye aa dil mila le duniyaa basa le dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani o bewafaa mat der lagaa o bewafaa mat der lagaa soya hua mat dard jagaa soya hua mat dard jagaa mast bahaaren tujhko pukaaren mast bahaaren tujhko pukaaren dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani rutt hai nasheeli mausam jawaan rutt hai nasheeli mausam jawaan chubhne lagi hai thandi hawaa chubhne lagi hai thandi hawaa chupke se aa jaa dil mein samaa jaa chupke se aa jaa dil mein samaa jaa dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani jhoome jawaani dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani click here
Raat Ujiyari Din Andhera Hai click here
teri meri gallan ho gayi mashhoor kar na kabhi tu mujhe nazron se door kithe chali ae tu kithe chali ae tu kithe chali ae jaanda ae dil yeh toh jaandi ae tu tere bin main na rahun mere bina tu kithe chali ae tu kithe chali ae tu kithe chali aen kaatun kaise raataan oh saanwre jiya nahin jaata sunn baawre ke raataan lambiyan lambiyan re kate tere sangeyan sangeyan re ke raataan lambiyan lambiyan re kate tere sangeyan sangeyan re cham cham cham ambran de taare kehnde ne sajjna tu hi chan mere is dil da mann le ve sajjna tere bina mera howe na guzara chhad ke na jawin mainu tu hi hai sahara kaatun kaise raataan oh saanwre jiya nahin jaata sunn baawre ke raataan lambiyan lambiyan re kate tere sangeyan sangeyan re ke raataan lambiyan lambiyan re kate tere sangeyan sangeyan re teri meri gallan ho gayi mashhoor kar na kabhi tu mujhe nazron se door pichhe chali ae tere pichhe chali ae tere pichhe chali ae jaanda ae dil yeh toh jaandi ae tu tere bin main na rahun mere bina click here
mere liye aati hai shaam chanda bhi hai mera ghulam dharti se sitaaron tak hai mera intezaam raaton ka raaja hoon main mere liye aati hai shaam chanda bhi hai mera ghulam dharti se sitaaron tak hai mera intezaam raaton ka raaja hoon main mere liye aati hai shaam chanda bhi hai mera ghulam dharti se sitaaron tak hai mera intezaam raaton ka raaja hoon main mehfil saje doloon jidhar se saaki behke meri nazar se mehfil saje mehfil saje doloon jidhar se saaki behke meri nazar se chaahun to abhi khud aaye chal ke jaam mere liye aati hai shaam chanda bhi hai mera ghulam dharti se sitaaron tak hai mera intezaam raaton ka raaja hoon main khidki khule mujhe bulaaye mehlon mein hain mere hi saaye khidki khule khidki khule mujhe bulaaye mehlon mein hain mere hi saaye sote jaagte sab jaane mera naam mere liye aati hai shaam chanda bhi hai mera ghulam dharti se sitaaron tak hai mera intezaam raaton ka raaja hoon main maine jawaan honton ki laali aksar palkon se hi chura li maine click here
raaton ke saaye ghane jab bojh dil par bane naa to jale baati naa ho koi saathi naa to jale baati naa ho koi saathi phir bhi naa dar agar bhujhe deeyeeee sehar to hai tere liye raaton ke saaye ghane jab bojh dil par bane naa to jale baati naa ho koi saathi naa to jale baati naa ho koi saathi phir bhi naa dar agar bhujhe deeyee sehar to hai tere liye jab bhi mujhe kabhi koi jo ghum ghere lagta hai honge nahin sapne ye poore mere jab bhi mujhe kabhi koi jo ghum ghere lagta hai honge nahin sapne ye poore mere kehta hai dil mujhko maana hai ghum tujhko phir bhi naa dar agar bhujhe deeyeeee sehar to hai tere liye jab naa chaman khile mera bahaaron mein jab doobne main lagoon raaton ke majhdhaaron mein jab naa chaman khile mera bahaaron mein jab doobne main lagoon raaton ke majhdhaaron mein maayoos man dole par ye gagan bole phir bhi naa dar agar bhujhe deeyeeee sehar to hai tere liye hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm jab zindagi click here
raaton ki neend chheen li aankhon ke intezaar ne aankhon ke intezaar ne taaron kaaa taaron ka dil khila diya iss dil e beqaraar ne iss dil e beqaraar ne sehmi huyiiiii aaaa sehmi huyiiiii chali hansi kehne lagi ye khaar se kehne lagi ye khaar se jiss ke liye khili diyaaaa dhoka usi bahaar ne dhoka usi bahaar ne dil pe to naaz tha humen dil pe to naaz tha humen ghoont lahoo ke pee gaya ghoont lahoo ke pee gaya kiss e ghum suna diya deeda e ashq baar ne deeda e ashq baar ne raaton ki neend chheen li aankhon ke intezaar ne aankhon ke intezaar ne click here
raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaa kaisi anokhi pyaari hongi wo raaten jab ke piya se hongi manwaa ki baaten kaisi anokhi pyaari hongi wo raaten jab ke piya se hongi manwaa ki baaten do chaand chamkenge mori atariyaa do chaand chamkenge mori atariyaa ik to gagan mein hoga dooja more angnaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaaa birhaa agan bairi mann ko jaalaye birhaa agan bairi mann ko jaalaye barkha ki rimjhim aag lagaaye badraa se keh de koi tham ke barasiyo badraa se keh de koi tham ke barasiyo aa jaayen saiyaan ghar to jam ke barasnaa raaton ko chori chori bole mora kangna ab ke jo barkhaa aayi aayenge sajnaa raaton ko chori chori bole mora kangnaaaaa click here
raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin yun pareshaan na raho hum to koi gair nahin raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin mehki mehki si yeh tanhaai gila karti hai mehki mehki si yeh tanhaai gila karti hai gair tum bhi na raho hum to koi gair nahin raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin yun pareshaan na raho hum to koi gair nahin raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin kisi humdard ko kuchh dard bata lene do kisi humdard ko kuchh dard bata lene do dard tanha na saho hum to koi gair nahin raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin yun pareshaan na raho hum to koi gair nahin raaz e dil humse kaho hum to koi gair nahin click here
Raaz E Dil Unse Chhupaya Na Gaya click here
ye khushi ye mehfilen aur jo naya andaaz hai samjhane waalon samajh lo iss mein bhi ik raaz hai raaz ki baat keh doon to jaane mehfil mein jaane mehfil mein phir kya ho raaz ki baat keh doon to jaane mehfil mein phir kya ho raaz khulne ka tum pehle ho ho ho raaz khulne ka tum pehle zara anjaam soch lo ishaaron ko agar samjho raaz ko raaz rehne do ishaaron ko agar samjho raaz ko raaz rehne do raaz ki baat keh doon to jaane mehfil mein phir kya ho zabaan par baat jo aayi kabhi rukti nahin hai kabhi rukti nahin hai uth gayi aankh jo ik baar wo jhukti nahin hai are jhukti nahin hai umeedon ka kahin na saamne main khoon hone doon haqeeqat ko chhupaungi to wo chhupti nahin hai jo barson se chhupi dil mein usse honthon pe aane do jo barson se chhupi dil mein usse honthon pe aane do raaz ki baat keh doon to jaane mehfil mehfil mehfil jaane mehfil mein phir kya ho uthe aankhen jo mehfil mein wo aankhen phod ke rakh doon wo aankhen phod ke rakh doon badhe jo haath to uss click here
tu hai ab jo baahon mein qaraar hai rab ka shukrana saanson mein hai nasha khumaar hai rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana tu mila to sab mila ab kisi se kya gila tujh mein simtu aa main bikhru teri baahon mein tu mila to sab mila ab kisi se kya gila tujh mein simtu aa main bikhru teri baahon mein fanaa ho jaaun main tu hi ab duniya meri jahaan hai rab ka shukrana khabon ki khayalon ki udaan hai rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana mera kalma hai tu azaan hai rab ka shukrana sab se ho jaaun pare jo ishaara tu kare ab to rehna hai tujhi mein gumshuda hoon main sab se ho jaaun pare jo ishaara tu kare ab to rehna hai tujhi mein gumshuda hoon main ho teri baahon mein jazbon ka ab to naya bayaan hai rab ka shukrana naya rutba nayi shaan hai rab ka shukrana tu hi ab mera deen hai imaan hai rab ka shukrana click here
main bholi haseena bani jo nageena kahin ki rahi na haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya main bholi haseena bani jo nageena kahin ki rahi na haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya dhak dhak dhak dhadke jigar pal pal pal bhadke nazar dhak dhak dhak dhadke jigar pal pal pal bhadke nazar pag pag par lagta hai dar dar se kahin jaaun na mar neend nahin naina datak nahin rehna badak nahin chaina haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya chhota lage din lambi lage raat pehle to na thi aisi koi baat chhota lage din lambi lage raat pehle to na thi aisi koi baat bairi hua dil tauba dil ke saath aise mauke pe chhoda mera saath main bela chameli thi sabki saheli phirun ab akeli haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya main bholi haseena bani jo nageena kahin ki rahi na haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya la la la la la la laaa lala la la la laa la la la hmm hmm hm hm hm hm hmm hmm hm hm click here
kya karun kya karun kya karun kya karun jeene ko marne ko marne ko jeene ko hasne ko rone ko rone ko hasne ko kya kya karne ko dil chaahe kya karun kya karun kya karun tujhko maine chaaha tujhko maine socha tujhko maine pooja pooja mil gayi mujhe tu tu tu rabba rabba rabba rabba rabba mere i love you rabba rabba rabba rabba rabba mere i love you rabba rabba rabba rabba rabba mere thank you aarzoo aarzoo o meri aarzoo rabba rabba rabba rabba rabba mere i love you rabba rabba rabba rabba rabba mere thank you dil chahe tod ke taare main jhumke tere bana doon chun chun ke phool main saare zulfon mein teri laga doon dil chahe tod ke taare main jhumke tere bana doon chun chun ke phool main saare zulfon mein teri laga doon le aaon main chaand chura ke bindiyaa ki jagah laga doon ho khwaabon ki galiyon mein tujhko maine dhoondha tujhko maine socha tujhko maine pooja pooja mil gayi mujhe tu tu tu rabba rabba rabba rabba rabba mere i love you rabba rabba rabba rabba rabba click here
ho oooo ho oooo raat barati kandha kothe tapp tapp ke jaana tu sokha samjhe laggiyan tor nibhaana raat barati kandha kothe tapp tapp ke jaana ho raat barati kandha kothe tapp tapp ke jaana tu sokha samjhe laggiyan tor nibhaana tu sokha samjhe laggiyan tor nibhaana oo aashiq dil ki tashan puraani kehte gyaani ishq siyaappa aag jawaani chali gayi toh phir nahin aani kudi begaani rehne de jeena seedha saadha main bani teri radha maine sakhiyon se akhiyon mein rakhna hai tujhko piya thoda zyaada zyaada main bani teri radha tune sapnon tadapanon mein rakhna hai mujhko piya thoda zyaada zyaada main bani teri unche chaubare mein jaane kaise june mein bhi kohra pade o pade o dheeli chaarpaai pe yuddh panipat ka lade keh gaye gyaani ishq siyappa aag jawaani kariye na jhootha koi vaada main bani teri radha maine sakhiyon se akhiyon mein rakhna hai tujhko piya thoda zyaada zyaada main bani teri radha tune sapnon tadapanon mein rakhna hai mujhko piya thoda zyaada zyaada main click here
aaaa aaa aaaa aaaaa gopiyon sang ghoome kanhaiyaa raas rachaiya radha na jaaye ree ab saanwra na bhaaye re panghat pe aake saiyyan marode baiyaan chhedde hai humka daiyaa bairi kanhaiya hoga woh lakhon dil ka chor humka to laage bore hua hai aise baawla jo kehta jaaye o radha teri chunri o radha tera challa o radha teri natkhat najariya o radha tera jhumka o radha tera thumkaa o peechhe peechhe saari nagariya o radha teri chunri o radha tera challa o radha teri natkhat najariya o radha tera jhumka o radha tera thumkaa o peechhe peechhe saari nagariya maathe pe pankh more kehte hain makhan chor bajaye bansuri bada aaya chitt chor dhoondungi charon aur milega koi aur dungi main haathon mein mere dil ki ye dor o radha radha bholi deewani hai o radha radha do pal jawaani hai o radha ko sambhalo koi ise bata do ki milega na koi sanwariya o radha teri chunri o radha tera challa o radha teri natkhat najariya o radha tera jhumka o radha tera thumka o peechhe peechhe saari click here
madhuban mein jo kanhaiya kisi gopi se mile kabhi muskaaye kabhi chhede kabhi baat kare radha kaise na jale radha kaise na jale aag tan man mein lage radha kaise na jale radha kaise na jale madhuban mein bhale kanha kisi gopi se mile mann mein to radha ke hi prem ke hain phool khile kis liye radha jale kis liye radha jale bina soche samjhe kis liye radha jale kis liye radha jale hoo gopiyaan taare hain chaand hai radha phir kyun hai usko bisvaas aadha ho gopiyaan taare hain chaand hai radha phir kyun hai usko bisvaas aadha kanha ji ka jo sadaa idhar udhar dhyaan rahe radha bechaari ko phir apne pe kya maan rahe gopiyaan aani jaani hain radha to mann ki raani hai gopiyaan aani jaani hain radha to mann ki raani hai sanjh sakhare jamuna kinare radha radha hi kanha pukare hoi hey hoi hey baahoon ke haar jo daale koi kanha ke gale aag tan man mein lage radha kaise na jale radha kaise na jale mann mein hai radhe ko kanha jo basaye to kanha kaahe ko usse na bataye prem ki click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Raat Shabnami Asha Bhosle 06:04 18282
 
Poster of Asha Bhosle
 
Category
Hindi Film
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Milind Soman
Duration : 06:04   Song Number : 18282   

Raat Sone Ko Hai Pyaas (1982) 06:05 15165
 
Poster of Pyaas (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 06:05   Song Number : 15165   

Raat Suhaani Hanste Taare Aasmaan (1952) 03:14 16381
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan
Duration : 03:14   Song Number : 16381   

Raat Suhaani Jaag Rahi Jigri Dost (1969) 06:57 21145
 
Poster of Jigri Dost (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Mumtaj
Raag- 
Todi
Duration : 06:57   Song Number : 21145   

Raat Suhaani Jhoome Rani Rupmati (1957) 03:20 12458
 
Poster of Rani Rupmati (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amarnath, Nalini Chhonkar
Duration : 03:20   Song Number : 12458   

Raat Ujiyari Din Andhera Hai Chaalbaaz (1978) 04:31 39782
 
Poster of Chaalbaaz (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:31   Song Number : 39782   

Raataan Lambiyan Shershaah (2021) 03:50 12662
 
Poster of Shershaah (2021)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2021
Lyricist
Tanishk Bagchi
Music Director- 
Tanishk Bagchi
On Screen Actors- 
Siddharth Malhotra, Kiara Advani
Duration : 03:50   Song Number : 12662   

Raaton Ka Raja Hoon Raton Ka Raja (1970) 04:48 12447
 
Poster of Raton Ka Raja (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dheeraj Kumar
Duration : 04:48   Song Number : 12447   

Raaton Ke Saaye Annadata (1972) 05:51 12241
 
Poster of Annadata (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 05:51   Song Number : 12241   

Raaton Ki Neend Chheen Li Shokhiyan (1951) 03:32 15671
 
Poster of Shokhiyan (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Jamal Sen
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suriya
Duration : 03:32   Song Number : 15671   

Raaton Ko Chori Chori Mohabbat Zindagi Hai (1966) 05:02 12237
 
Poster of Mohabbat Zindagi Hai (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sujata
Raag- 
Kafi
Duration : 05:02   Song Number : 12237   

Raaz e Dil Humse Kaho Teri Talash Mein (1968) 03:29 39897
 
Poster of Teri Talash Mein (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Sapan Jagmohan
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 03:29   Song Number : 39897   

Raaz E Dil Unse Chhupaya Na Gaya Apna Bana Ke Dekho (1962) 03:13 38133
 
Poster of Apna Bana Ke Dekho (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:13   Song Number : 38133   

Raaz Ki Baat Keh Doon To Dharma (1973) 06:46 12251
 
Poster of Dharma (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Verma Mullick
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Pran, Bindu Panikkar
Duration : 06:46   Song Number : 12251   

Rab Ka Shukrana Jannat 2 (2012) 04:57 17064
 
Poster of Jannat 2 (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Mohit Chauhan
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Esha Gupta
Duration : 04:57   Song Number : 17064   

Rabba Mujhe Kya Woh Jo Hasina (1983) 03:57 19184
 
Poster of Woh Jo Hasina (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Ranjeeta
Duration : 03:57   Song Number : 19184   

Rabba Rabba I Love You Aarzoo (1999) 06:28 12298
 
Poster of Aarzoo (1999)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1999
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Sonu Nigam, Chorus
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Madhuri Dixit
Duration : 06:28   Song Number : 12298   

Radha Jab Harry Met Sejal (2017) 03:50 38609
 
Poster of Jab Harry Met Sejal (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Anushka Sharma
Duration : 03:50   Song Number : 38609   

Radha Student Of The Year (2012) 05:51 19101
 
Poster of Student Of The Year (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Anvita Dutt Guptan
Music Director- 
Vishal Shekhar
Duration : 05:51   Song Number : 19101   

Radha Kaise Na Jale Lagaan (2001) 04:58 16803
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Amir Khan, Gracy Singh
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 04:58   Song Number : 16803