MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaaa pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai tab kahin darr ke tumhen tab kahin darr ke tumhen ek nazar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai tab kahin darr ke tumhen ek nazar dekha hai pehle sau baar idhar hum pe hansti hai jo duniyaan use dekha hi nahin hum pe hansti hai jo duniyaan use dekha hi nahin humne uss shaakh koooooooo humne uss shaakh ko aye deedaa e tar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai pehle sau baar idhar aaj ik ek nazar par mujhe mar jaane do aaj ik ek nazar par mujhe mar jaane do uss ne logooooooon hooooo uss ne logon badi mushkil se idhar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai pehle sau baar idhar kya galat hai jo main deewana hua sach kehna kya galat hai jo main deewana hua sach kehna aaaaaaaaa mere mehboob kooooooo mere mehboob ko tumne bhi agar dekha hai pehle sau baar idhar aur udhar dekha hai tab kahin darr ke tumhen ek nazar click here
pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai shayad humare beech kahin koi baat hai i feel you love you no more i feel you waana strenger i feel you love you no more i feel you waana strenger pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai shayad humare beech kahin koi baat hai kya baat hai jo ab tu humein dekhta nahin ho kis haal mein hain kaise hain kuchh poochhta nahin lagta hain koi aur tere aas paas hai shayad humare beech kahin koi baat hai pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai i feel you love you no more i feel you waana strenger i feel you love you no more i feel you waana strenger jaane kahan se raah mein ye mode aa gayaa seene mein dabe paon koi aur aa gayaa jab ke har ik kadam pe tu hi mere saath hai shayad humare beech kahin koi baat hai pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai i feel you love you no more i feel you waana strenger i feel you love you no more i feel you waana strenger o pehle se ab wo din hai na pehli si raat hai shayad humare beech click here
lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala la lala lala la lala la lala la lala la lala la pehli nazar mein humne to apna dil de diya tha tumko par tumne der lagaayi ruk ruk ke baat badaayi waise to humne milte hi tumse apna liya tha tumko par jaane ki baat chhupaayi naa keh ke kadar badaayi dekha tumhen to humne sab se nazar uthaa li khone ki cheez kho di paane ki cheez paayi hooo seedhe naa sahi ghoom ke sahi mil to gaye hain pehli nazar mein humne to apna dil de diya tha tumko par tumne der lagaayi ruk ruk ke baat badaayi humne tumhaari khaatir kya kya kiye bahaane hoooo aasaan nahin muhabbat ab to ye baat maane hooo chhoda nahin dam jaise bhi hon hum mil to gaye hain pehli nazar mein humne to apna dil de diya tha tumko par tumne der lagaayi ruk ruk ke baat badaayi likha tha aasmaan par yunhi ye khel hona pehle nazar ulajhna phir dil ka mel hona hooo chhodo ye gile jaise bhi hon hum mil to gaye hain pehli nazar mein humne to apna dil de click here
pehli pehli baar mujhko ye kya ho gaya o pehli pehli baar mujhko ye kya ho gaya bolo na main ye kaise jaanun tujhko ye kya ho gaya o main ye kaise jaanun tujhko ye kya ho gaya aankh jhukne lagi saans rukne lagi aankh jhukne lagi saans rukne lagi zara tu bata de mujhe kya ho gaya o pehli pehli baar mujhko ye kya ho gaya bolo na main ye kaise jaanun tujhko ye kya ho gaya tere chhoone se mujhpe hua ye asar tere chhoone se mujhpe hua ye asar main kahaan hoon ye mujhko nahin hai khabar main kahaan hoon ye mujhko nahin hai khabar kaise tujhko bataun nayi hai dagar kaise tujhko bataun nayi hai dagar jo hai tujhpe asar wo hi mujhpe asar jo hai tujhpe asar wo hi mujhpe asar thaam le baahon mein pyaar ki raahon mein main ye jaanun mera dil tera ho gaya o pehli pehli baar mujhko ye kya ho gaya bolo na main ye kaise jaanun tujhko ye kya ho gaya zindagi ek naya rang badalne lagi zindagi ek naya rang badalne lagi jaise khil ke kali phool banne lagi jaise khil ke kali phool banne click here
pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai hain khush naseeb jisko ye zindagi mili hai ye zindagi mili hai pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai ho ek taraf khudai aur ek taraf mohabbat main maang loon khuda se ek dilruba ki chahat ek dilruba ki chahat jannat se khoobsoorat dildaar ki gali hai hain khush naseeb jisko ye zindagi mili hai ye zindagi mili hai pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai yun kiss tarah kisi kaa hum aitbaar kar lein hai zindagi ka sauda hum kaise pyaar kar lein hai zindagi ka sauda hum kaise pyaar kar lein hum kaise pyaar kar lein uljhan hai khoobsoorat mushkil si aa padi hai hain khush naseeb jisko ye zindagi mili hai ye zindagi mili hai pehlu mein yaar ho to kiss baat ki kami hai click here
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa phaili huyi hai sapnon ki baahen aaja chal de kahin door wohi meri manzil wohi teri raahen aaja chal de kahin door phaili huyi hai sapnon ki baahen aaja chal de kahin door wohi meri manzil wohi teri raahen aaja chal de kahin door khuli ghata ke saaye tale chhup jaaye dhundhali fiza mein kuchh khoye kuchh paayen khuli ghata ke khuli ghata ke saaye tale chhup jaaye dhundhali fiza mein kuchh khoye kuchh paayen saason ki lai par koi aisi dhun gaaye de de jo dil ko dil ki panaahen aaja chal de kahin door phaili huyi hai sapnon ki baahen aaja chal de kahin door aaaaaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaaaa jhula dhanak ka dheere dheere hum jhule ambar to kya hai taaron ke bhi lab chhoo le jhula dhanak ka jhula dhanak ka dheere dheere hum jhule ambar to kya hai taaron ke bhi lab chhoo le masti mein jhoome aur kabhi ghum bhoole dekhen na peechhe mud ke nighaahen aaja chal de kahin door phaili huyi hai sapnon ki baahen click here
Taqdeeren Daudti Raftaar Mein Patri Pe Waqt Ki Qataar Mein, Hairat Ke Manzar Ye Dikhlaati Hai (Phans Gaya Phans Gaya) click here
aaaa aaa aaa kismat phati huyi thi taanke laga rahe hain allah tere bande daulat kama rahe hain phati huyi kismat ki chadar siye ja siye ja siye ja ho bande siye ja siye ja siye ja phati huyi kismat ki chadar siye ja siye ja siye ja ho bande siye ja siye ja siye ja siye ja jiye ja siye ja jiye ja oo ho siye ja siye ja siye ja apne peechhe padi thi zalim ho apne peechhe padi thi zalim kismat panje jhaad ke allah ne jab daulat bheji bheji chhapar faad ke aur ye kaha aur ye kaha kismat par bakhiya kiye ja kiye ja kiye ja oo ho bande siye ja siye ja siye ja siye ja jiye ja siye ja jiye ja oo ho siye ja siye ja siye ja matlab ki kainchi se kaate matlab ki kainchi se kaate baap ho ya wo bhai ho usi ke taanke pakke jisne daulat khoob kamayi ho duniya ki duniya ki jeb se jo bhi nikle liye ja liye ja liye ja hoo bande siye ja siye ja siye ja siye ja jiye ja siye ja jiye ja oo ho siye ja siye ja siye ja akal ki sui lekar beta ho beta akal ki sui lekar beta samjh ke dore dale click here
phir aah dil se nikli tapkaa lahu jigar se haannnn shaayad wo jaa rahe hain chhup kar meri nazar se chhup kar meri nazar se chhup kar meri nazar se chhup kar meri nazar se chhup kar meri nazar se shaayad wo jaa rahe hain chhup kar meri nazar maaloom kya tha dil par haaannnn ik ye sitam bhi hoga haaannn aayenge aur aakar phir jaayenge wo dar se phir jaayenge wo dar se phir jaayenge wo dar se phir jaayenge wo dar se phir jaayenge wo dar se aayenge aur aa kar phir jaayenge wo dar wo jaante to honge haaaannnn wo jaante to honge majbooriyaan humaari hum jinko dekhte hain hasrat bhari nazar se hasrat bhari nazar se hasrat bhari nazar se hasrat bhari nazar se hasrat bhari nazar se hum jinko dekhte hain hasrat bhari nazar hum ho gaye paraaye haaannn ab unse vaasta kya haaannn keh de ye unse koi guzren naa wo idhar se guzren naa wo idhar se guzren naa wo idhar se guzren naa wo idhar se guzren naa wo idhar se keh de ye unse koi guzren naa wo idhar se click here
phir aaj mujhe tumko bas itna bataana hai phir aaj mujhe tumko bas itna bataana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai phir aaj mujhe tumko bas itna bataana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai madhuban ho yaa gulshan ho pathjhad ho yaa saawan ho madhuban ho yaa gulshan ho pathjhad ho yaa saawan ho har haal mein insaan ka ik phool saa jeevan ho kaanton mein ulajh ke bhi khushboo hi lootana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai har pal jo guzar jaaye daaman ko to bhar jaaye har pal jo guzar jaaye daaman ko to bhar jaaye ye soch ke jee len to taqdeer sanwar jaaye iss umar ki raahon se khushiyon ko churana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai sab dard mitaa den hum har ghum ko sazaa den hum sab dard mitaa den hum har ghum ko sazaa den hum kehte hai jise jeena duniyaa ko seekha den hum ye aaj to apna hai kal bhi apnaana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai phir aaj mujhe tumko bas itna bataana hai hasna hi jeevan hai hanste hi jaana hai click here
phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam inkaar ka aalam kabhi iqraar ka aalam phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam pyaar ka aalam wo pehli mulaqaat mein wo pehli mulaqaat mein wo pehli mulaqaat mein rangeen ishaare phir baaton hi baaton mein wo taqraar ka aalam phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam pyaar ka aalam wo jhoomta balkhaata wo jhoomta balkhaata wo jhoomta balkhaata hua sarv e kharamat main kaise bhula doon teri raftaar ka aalam phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam pyaar ka aalam kab aaye the wo kab gaye kab aaye the wo kab gaye kab aaye the wo kab gaye kuchh yaad nahi hai aankhon mein basa hai wohi deedar ka aalam phir aane laga yaad wohi pyaar ka aalam inkaar ka aalam kabhi iqraar ka aalam pyaar ka aalam pyaar ka aalam pyaar ka aalam haaye pyaar ka aalam click here
badle tere maahi laake jo koyi saari duniya bhi dede agar toh kise duniya chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye kisi ki na madad na dua chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye sunn haaniye jind jaaniye sau baar janam loon toh bhi tu hi humdum har dafa chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye kisi ki na madad na dua chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hi re tu hi re tu hi re heeriye tu hi re tu hi re tu hi re meeriye tu meri main hoon tera raanjha tu hi re tu hi re tu hi re heeriye tu hi re tu hi re tu hi re meeriye tu meri main hoon tera raanjha ho jab tak teri neend na toote ugta nahin hai sooraj mera ann ann ammm jab tak teri neend na toote ugta nahin hai sooraj mera khwaab rahe kis kaam ke mere khwaab se pyara tu sach mera sunn haaniye jind jaaniye zakhmon ko mere marham ki jagah bas tera chhua chahiye tu hai toh mujhe phir aur kya chahiye tu hai toh mujhe click here
hum logon ko samjh sako to hum logon ko samjh sako to samjho dilbar jaani jitna bhi tum samjhoge utni hogi hairaani hum logon ko samjh sako to samjho dilbar jaani jitna bhi tum samjhoge utni hogi hairaani apni chhatri tumko dete kabhi jo barse paani kabhi naye packet mein benche tumko cheez puraani phir bhi dil hai hindustaani phir bhi dil hai hindustaani phir bhi dil hai hindustaani phir bhi dil hai hindustaani thode anaadi hai thode khilaadi ruk ruk ke chalti hai apni gaadi thode anaadi hai thode khilaadi ruk ruk ke chalti hai apni gaadi humen pyaar chaahiye aur kuchh paise bhi hum aise bhi hain hum hain waise bhi hum logon ko samjh sako to samjho dilbar jaani ulti seedhi jaisi bhi hai apni yahi kahaani thodi hum mein hoshiyaari hai thodi hai naadaani thodi hum mein sachchaayi hai thodi beimaani aankhon mein kuchh aansun hain kuchh sapne hain aansun aur sapne donon hi apne hain aankhon mein kuchh aansun hain kuchh sapne hain aansun aur sapne donon hi apne hain click here
phir chhidi raat baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki phool ke haar phool ke gajre phool ke haar phool ke gajre shaam phoolon ki raat phoolon ki shaam phoolon ki raat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki aapkaa saath saath phoolon kaa aapkaa saath saath phoolon kaa aap ki baat baat phoolon ki aap ki baat baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki phool khilte rahenge duniyaa mein phool khilte rahenge duniyaa mein roz niklegi baat phoolon ki roz niklegi baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki nazren milti hain jaam milte hain nazren milti hain jaam milte hain mil rahi hai hayaat phoolon ki mil rahi hai hayaat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki ye mehkti huyi gazal makhdoon ye mehkti huyi gazal makhdoon jaise sehraa mein raat phoolon ki jaise sehraa mein raat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki click here
phir kahin phir kahin koi phool khila chaahat naa kaho usko phir kahin koi phool khila chaahat naa kaho usko phir kahin koi deep jala manzil naa kaho usko phir kahin mann ka samandar pyaasa hua kyun kisi se maange dua mann ka samandar pyaasa hua kyun kisi se maange dua laheron ka laga jo mela toofan na kaho usko phir kahin koi phool khila chaahat naa kaho usko phir kahin dekhen kyun sab wo sapne khud hi sajaaye jo humne dekhen kyun sab wo sapne khud hi sajaaye jo humne dil unse behal jaaye to raahat naa kaho usko phir kahin click here
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi raah ne paas bulaaya hoooo oooo oooo oooo phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya lab pe aata nahin tha naam unka lab pe aata nahin tha naam unka aaj aaya to baar baar aaya bewajah beqaraar rehte the bewajah aaj phir qaraar aaya hoooo oooo oooo oooo phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya hum to bhule huye the dil ko magar hum to bhule huye the dil ko magar dil ne kyun aaj humko yaad kiya kyun kuredaa puraana zakhm usne kyun kisi bhule ghum ko yaad kiya hoooo oooo oooo oooo phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi raah ne paas bulaaya click here
hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila zindagi phir wohi geet gungunane lagi iss gali jhoomti phir bahaar aane lagi phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila dil mere jhoom le yaad kar ke uss shaam ko behke hum jiss ghadi pee ke pyaar ke jaam ko phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila hona hai aaj phir apne sabra ka imtihaan lootna hai tumko phir aaj mere dil meri jaan phir koi muskuraya phir ek phool khila koi bulaaye aur koi aaye ab dil chaahe kyaaaa phir koi muskuraya phir ek phool khila click here
aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa phir le aaya dil majboor kya kije raas na aaya rehna door kya kije dil keh raha usse mukammal kar bhi aao wo jo adhuri si baat baaki hai wo jo adhuri si yaad baaki hai wo jo adhuri si yaad baaki haiiii haan haan aaaa karte hain hum aaj kabool kya kije hoo gaye the jo humse bhool kya kije dil keh raha usse mayassar kar bhi aao wo jo dabi si aas baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai kismat ko hai ye manzoor kya kijeee ga pa ni dha ni ni re ni dha ni ma dhapaaaa aye hey kismat ko hai ye manzoor kya kije kismat ko hai ye manzoor kya kije milteee rahe hum badastoor kya kije dil keh raha hai usse musalsal kar bhi aao wo jo ruki si raah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki siiii chaah baaki hai hmmmmm aaaaaa hnnn aaa aye aye hmm ummmm click here
phir le aaya dil majboor kya keeje phir le aaya dil majboor kya keeje raas na aaya rehna door kya keeje dil keh raha use muqammal kar bhi aao wo jo adhoori si baat baaki hai wo jo adhoori si yaad baaki hai wo jo adhoori si yaad baaki hai karte hain hum aaj qabool kya keeje ho gayi thi jo humse bhool kya keeje karte hain hum aaj qabool kya keeje ho gayi thi jo humse bhool kya keeje dil keh raha use mayassar kar bhi aao wo jo dabi si aas baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai wo jo dabi si aanch baaki hai kismat ko hai yeh manzoor kya keeje milte rahen hum badastoor kya keeje kismat ko hai yeh manzoor kya keeje milte rahen hum badastoor kya keeje dil keh raha use musalsal kar bhi aao wo jo ruki si raah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki si chaah baaki hai wo jo ruki si chaaaaah baaaakiii hai haiiinnn nnnnn click here
phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo dil ki har baat adhoori hai adhoori hai abhi apne ik aur mulaaqat zaroori hai abhi dil ki har baat adhoori hai adhoori hai abhi apne ik aur mulaaqat zaroori hai abhi chand lamhon ke liye saath ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo aap kyun dil ka hasin raaz mujhe dete hain kyun naya nagma naya saaz mujhe dete hain main to hoon doobi huyi pyaar ke toofanon mein aap saahil se hi aawaaz mujhe dete hain kal bhi honge yehi zazbaat ye waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo humse ik aur mulaaqat ka waada kar lo phir miloge kabhi iss baat ka waada kar lo click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Pehle Sau Baar Ek Nazar (1972) 04:27 18359
 
Poster of Ek Nazar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Others
Duration : 04:27   Song Number : 18359   

Pehle Se Ab Wo Din Hai Fareb (Twisted Love Unholy Obcession) (2005) 05:20 14962
 
Poster of Fareb (Twisted Love Unholy Obcession) (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shilpa Shetty, Manoj Bajpai
Duration : 05:20   Song Number : 14962   

Pehli Nazar Mein Humne The Burning Train (1980) 04:40 12516
 
Poster of The Burning Train (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:40   Song Number : 12516   

Pehli Pehli Baar Mujhko Ye Kya Yaaron Ka Yaar (1977) 04:46 39674
 
Poster of Yaaron Ka Yaar (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Verma Malik
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:46   Song Number : 39674   

Pehlu Mein Yaar Ho To Shrimanji (1968) 03:34 37525
 
Poster of Shrimanji (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Aziz Kashmiri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Shahida
Duration : 03:34   Song Number : 37525   

Phaili Huyi Hai Sapnon Ki Baahen House No 44 (1955) 03:36 12231
 
Poster of House No 44 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Duration : 03:36   Song Number : 12231   

Phans Gaya (Never Mind) Aamir (2008) 04:03 16973
 
Poster of Aamir (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Amitabh Bachchan
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Neuman Pinto
On Screen Actors- 
Rajeev Khandelwal
Duration : 04:03   Song Number : 16973   

Phati Huyi Kismat Ki Chadar Alibaba Aur 40 Chor (1954) 03:14 40513
 
Poster of Alibaba Aur 40 Chor (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Chitragupt, S N Tripathi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:14   Song Number : 40513   

Phir Aah Dil Se Nikli Mela (1948) 03:00 15349
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:00   Song Number : 15349   

Phir Aaj Mujhe Aaj (1987) 05:09 21099
 
Poster of Aaj (1987)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1987
Lyricist
Sudarshan Fakir
Music Director- 
Chitra, Jagjit Singh
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 05:09   Song Number : 21099   

Phir Aane Laga Yaad Wohi Yeh Dil Kisko Doon (1963) 04:34 16337
 
Poster of Yeh Dil Kisko Doon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Iqbal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Ragini
Duration : 04:34   Song Number : 16337   

Phir Aur Kya Chahiye Zara Hatke Zara Bachke (2023) 04:25 18985
 
Poster of Zara Hatke Zara Bachke (2023)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2023
Music Director- 
Sachin, Jigar
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Vicky Kaushik, Sara Ali Khan
Duration : 04:25   Song Number : 18985   

Phir Bhi Dil Hai Hindustani Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000) 03:56 16813
 
Poster of Phir Bhi Dil Hai Hindustani (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Juhi Chawla
Duration : 03:56   Song Number : 16813   

Phir Chhidi Raat (Duet) Bazaar (1982) 05:13 21100
 
Poster of Bazaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Supriya Pathak
Duration : 05:13   Song Number : 21100   

Phir Kahin Koi Phool Anubhav (1971) 03:14 12270
 
Poster of Anubhav (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kapil
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Tanuja
Raag- 
Des
Duration : 03:14   Song Number : 12270   

Phir Kisi Shakh Ne Libaas (1988) 04:45 12372
 
Poster of Libaas (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 04:45   Song Number : 12372   

Phir Koi Muskuraya Apne Huye Paraye (1964) 05:13 16563
 
Poster of Apne Huye Paraye (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 05:13   Song Number : 16563   

Phir Le Aaya Dil (Reprise) Barfi! (2012) 05:06 36599
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam Chakravarty
Singer- 
Arijit Singh
Duration : 05:06   Song Number : 36599   

Phir Le Aaya Dil (Reprise) Barfi! (2012) 04:44 19100
 
Poster of Barfi! (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Rekha Bharadwaj
On Screen Actors- 
Ileana D'Cruz
Duration : 04:44   Song Number : 19100   

Phir Miloge Kabhi Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966) 04:26 12220
 
Poster of Yeh Raat Phir Na Aayegi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Vishwajeet
Duration : 04:26   Song Number : 12220