MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


na mukhda mod ke jaao baharon ke din hain humein gale se lagao baharon ke din hain oh ho hooooo ho oh hoo na mukhda mod ke jaao baharon ke din hain humein gale se lagao baharon ke din hain oh ho hooooo ho oh hoo na mukhda mod ke jaao baharon ke din hain jawaani aag ka tufaan hai seh na paaogi jawaani aag ka tufaan hai seh na paaogi bina humare akeli bhi reh na paaogi bina humare akeli bhi reh na paaogi humein sahara banao baharon ke din hain humein gale se lagao baharon ke din hai oh ho hooooo ho oh hoo na mukhda mod ke jaao baharon ke din hai janam janam ka ye saathi tumhi pe marta hai janam janam ka ye saathi tumhi pe marta hai har ek saans mein tumko hi yaad karta hai har ek saans mein tumko hi yaad karta hai humein na dil se bhulaao baharon ke din hain humein gale se lagao baharon ke din hai ah haaaa ah ha haa na mukhda mod ke jao baharon ke din hai meri dua hai salamat tera shabab rahe meri dua hai salamat tera shabab rahe koi rahe na rahe tu to aaftaab rahe click here
aa aa aa aa aa aa na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo ghata mein chhup ke sitare fanna nahin hote ghata mein chhup ke sitare fanna nahin hote andheri raat ke andheri raat ke dil mein diye jala ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo na jaane kaun sa pal maut ki amanat ho na jaane kaun sa pal maut ki amanat ho har ek pal ki har ek pal ki khushi ko gale laga ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo gamon ka daur bhi aaye to muskura ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na sar jhuka ke jiyo ye zindagi kisi manzil pe ruk nahin sakti ye zindagi kisi manzil pe ruk nahin sakti har ik makam se har ik makam se aage kadam badha ke jiyo na munh chhupa ke jiyo aur na click here
na na karte na na karte pyaar tumhin se kar baithe na na karte pyaar tumhin se kar baithe karna tha inkaar magar iqraar tumhin se kar baithe na na karte pyaar tumhin se kar baithe na na karte pyaar tumhin se kar baithe humko hai pata jo tumhari daastaan thi honthon pe to naa thi honthon pe to naa thi magar dil mein haan thi koi dil naa dega anadi anjaan ko humne de diya hai to maanon ehsaan ko hum bhoole ik baar ke aankhen chaar tumhin se kar baithe na na karte na na karte pyaar tumhin se kar baithe karna tha inkaar magar iqraar tumhin se kar baithe na na karte pyaar tumhin se kar baithe chhodo rehne bhi do ye jhuthe afsaane aisa kya hai tum mein aisa kya hai tum mein ke hum hon deewane phir bhi tumne khaabon mein aana nahin chhoda teer nazron ke chalana nahin chhoda ye shikwa sarkaar hazaaron baar tumhin se kar baitheeeee na na karte haaan na na karte pyaar tumhin se kar baithe karna tha inkaar magar iqraar tumhin se kar baithe na na karte pyaar tumhin se kar click here
arre na na na na na na tauba tauba main na pyaar karungi main na pyaar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga tauba kaay ko karta tauba kaay ko karta pyaar se darta aisa re sanam kaisa hoga dard e jigar se main weak hoon bahut karo aaisa na zulam are ho jayenga fail abhi heart humara tere sar ki kasam dard e jigar se main weak hoon bahut karo aaisa na zulam ho jayenga fail abhi heart humara tere sar ki kasam chhi chhi chhi chhi chhi chhi karo na aisi baat dekho dekho dekho chhodo ji mera haath chhi chhi chhi chhi chhi chhi karo na aisi baat dekho dekho dekho chhodo ji mera haath haha arre wah wah wah wah aisa kaisa hoga tauba kaay ko karta tauba kaay ko karta pyaar se darta aisa re sanam kaisa hoga arre na na na na na na tauba tauba main na pyaar karungi main na pyaar karungi kabhi kisise tauba re balam tauba tauba tu jo kahe dharti mein kuwan khod dalu dun yeh duniya ujad are tu jo kahe chad jaaun lambe lambe ped unche click here
na phoolon ki duniya na taaron ki duniya ye hai bas khayal e baharon ki duniya yahan mast nazaren behakne ko tarsen umangon bhare dil dhadakne ko tarsen ye hai pyaar ke besaharon ki duniya yahan ghum hai laakhon masarrat nahin hai tadapne ki lekin ijaazat nahin hai ye hai ishq ke beqararon ki duniya na phoolon ki duniya na taaron ki duniya ye hai bas khayal e baharon ki duniya aaaa aaa aaaaa payaliya bawari baaje payaliya mori jhanana jhanana jhana jhananana baajeeeee payaliya bawari baaje aaa aaa aaa aaaa aaa aaj sakhi more pee ghar aaye aaaa aaaaa aaaa aaj sakhi more pee ghar aaye dekh dekh chhab jiyaraa jaye baar baar mora man laharaye payaliya bawari baaje jhanana jhanana jhana jhananana baajeeee payaliya mori saat suron ke deep jala ke aa aaa saat suron ke deep jala ke prem been ki dhun par gaa ke aaj nachun main piya ko paa ke payaliya bawari baaje jhanana jhanana jhana jhananana baajeeee aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaa click here
na rona munni na tu ro nanhe nanhe moti yun na kho na rona munni na tu ro nanhe nanhe moti yun na kho papa tujh pe jaan dete hain mummy ki tu pyari hai na ro na rona munni na tu ro nanhe nanhe moti yun na kho kali muskaye to dekho khil ke wo phool bane chanda jo hanse raton mein door ho andhere ghane aise hi hamesha tum bhi hanso hanso hanso na rona munni na tu ro nanhe nanhe moti yun na kho badon ki baaton ka munni meri kabhi bura mano nahin bholi bhali soorat pyaari lambi lambi taano nahin rutho na dekho na ab to hanso hans bhi do na rona munni na tu ro nanhe nanhe moti yun na kho papa tujhpe jaan dete hain mummy ki tu pyari hai na ro na rona munni na tu ro nanhe nanhe moti yun na kho click here
sainkdon kishor yahaan are sainkdon lata bin sune chalega tumhen kis tarah pata dil na badhao na sahi dil to na todo bekson pe julm ke yun teer na chhodo na roop dekhiye na naam dekhiye jo dekhiye to aadmi ka kaam dekhiye jo dekhiye to aadmi ka kaam dekhiye na roop dekhiye na naam dekhiye jo dekhiye to aadmi ka kaam dekhiye jo dekhiye to aadmi ka kaam dekhiye ye puraane log ye puraane raaste ye puraane log ye puraane raaste maut hai purana pan kala ke waaste mauka naye khoon ko diya hi na jayega mauka naye khoon ko gar diya hi na jayega kala mein phir nayapan kahaan se aa payega jo aaj hai mashhoor jo aaj hai mashhoor kal wo bhi the naye aage kisi ne unko badhaya to badh gaye aage kisi ne unko badhaya to badh gaye na roop dekhiye na naam dekhiye jo dekhiye to aadmi ka kaam dekhiye jo dekhiye to aadmi ka kaam dekhiye kitne hi taansen gum naam reh gaye kitne hi taansen gum naam reh gaye ek mauka na mila to nakaam reh gaye tulsidaas kayi hain kayi taigore bhi yahaan click here
na rootho humein paas aane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane bhi do nahin tum nahin dil deewana hua hai nahin tum nahin dil deewana hua hai tumhein pyaar karte zamaana hua hai zamaana hua hai lagi dil ki lagi dil ki kabhi tum bujhaane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane bhi do kahaan ye kahaa hum zyaadaa haseen hain kahaan ye kahaa hum zyaadaa haseen hain naa dekho ab aise bure bhi nahin hai bure bhi nahin hai nigaahon seee nigaahon se nigaahein milaane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane bhi doo jawaan roop ka hum khazaana luta dein jawaan roop ka hum khazaana luta dein tumhaare kadam par zamaana luta dein zamaana luta dein yeh dil kya hai yeh dil kya hai humein dil gawaane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane click here
na rootho rootho na rootho na rootho meri jaan isi bahaane aaj teri meri ho gayi pehchaan main roothungi tumse roothungi main roothungi tumse mera dil chheen kar bhi bante ho jaise koi anjaan na rootho rootho na rootho na rootho meri jaan isi bahaane aaj teri meri ho gayi pehchaan main roothungi tumse roothungi main roothungi tumse mera dil chheen kar bhi bante ho jaise koi anjaan tumhaare roothne se zindagaani rooth jaayegi naa phir aisa samaan hoga naa kismat jagmagaayegi zara si baat ka aakhir banaati ho kyun afsaana ye dil ka raaz hai dil mein rakho dilbar mere jaana mere dilbar mere jaana na rootho rootho na rootho na rootho meri jaan isi bahaane aaj teri meri ho gayi pehchaan main roothungi tumse roothungi main roothungi tumse mera dil chheen kar bhi bante ho jaise koi anjaan chhupaaya raaz e dil mujhse mujhe tumse shikaayat hai tumhen uski khabar kya hai ke jo kuchh dil ki haalat hai tumhari berukhi ne haaye mujhko maar daala hai badi mushkil se maine ye dil click here
naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai naa shikwaa hai koi naa koi gilaa hai salaamat rahe tu ye meri dua hai naa shikwaa hai koi bahut hi kathin hai muhabbat ki raahen bahut hi kathin hai muhabbat ki raahen zara bach ke chalna zamaana bura hai naa shikwaa hai koi hoooo oooo oooo oooo ajab teri mehfil mein dekha tamaashaa kahin roshani hai kahin hai andhera ajab teri mehfil mein dekha tamaashaa kahin roshani hai kahin hai andhera kahin hai andhera muqaddar se raahon ke badle huye hain muqaddar se raahon ke badle huye hain koi bujh raha hai koi jal raha hai naa shikwaa hai koi hooooo ooooo oooo oooo mubaaraq tujhe ho tere dil ki duniyaa meri zindagi ka koi ghum naa karna mubaaraq tujhe ho tere dil ki duniyaa meri zindagi ka koi ghum naa karna koi ghum naa karna ye sab gardishen hain naseebon ki pyaare ye sab gardishen hain naseebon ki pyaare naa meri khataa hai naa teri khataa hai naa shikwaa hai koi click here
na sun sun sun bura na dekh dekh dekh bura na bol bol bol bura na sun bura dekh bura bol bura baat buri sunne mein hai bada maza aata koi bhi rangeen ho kissa dil ko hai bhata buri baat sunne ka hota bura sada anjaam sunne mein amrit hai lekin hai wo zehar ka jaam are isi liye main kehta hoon ki sun lo mere yaar na sun sun sun bura na dekh dekh dekh bura na bol bol bol bura na sun bura dekh bura bol bura inki baaton mein na aana inka koi nahin thikaana hain kya matlab pyaar se sabko dekho ye samjhaate rehte hain aur pyaar se dekha to deewana kehte hain buri nazar se raawan ne jab seeta ko dekha ek ghadi mein khaak ho gayi sone ki lanka are isiliye main kehta hun ki sun lo mere yaar na sun sun sun bura na dekh dekh dekh bura na bol bol bol bura na sun bura dekh bura bol bura sachcha jisne bola yaaro uski shamat aayi gaandhi ji ne sach bola seene pe goli khai ye mat bhulo amar ho gaya gaandhi ji ka naam isiliye main kehta hun ki bolo mere yaar na sun sun sun sun bura click here
aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa na to caarwaan ki talaash hai na to caarwaan ki talaash hai na aaaaaa na to caarwaan ki caarwaan ki talaash hai na to na to aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa na to caarwaan ki talaash hai na to humsafar ki talaash hai ab na to humsafar ki talaash hai ab na humsafar ki hey hey hey hey hey na to humsafar ki aaaaa aaaaa aaaaa na to humsafar ki aaaa aaaa aaaa na to humsafar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko teri rehguzar ki talaash hai mere shuk e khaana kharaab ko aaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa mere naamuraad junoon ka hai ilaaz koi to maut hai ab hai ilaaz koi to maut hai ilaaz koi haaaaa aaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaa aaaaa hai ilaaz koi to maut hai jo dawaa ke naam pe zehar de jo dawaa ke naam pe zehar de ussi chaar agar ki talaash hai jo dawaa ke naam pe zehar de dawaa ke click here
ja ke hum ab to har ek dar pe sada karte hain jinki takdeer bigad jaati hai kya karte hain na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana pahunche jahaan bhi hum to laut aaye haar ke aye dil pukaar dekha ek ek dwaar pe pahunche jahaan bhi hum to laut aaye haar ke aye dil pukaar dekha ek ek dwaar pe sabse kaha piya dard magar na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana mandir masjid mein jaa ke ki hai fariyaad bhi milta jawaab to kya aayi na aawaaz bhi mandir masjid mein jaa ke ki hai fariyaad bhi milta jawaab to kya aayi na aawaaz bhi maangi dua maine laakh magar na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana aisa ye ghum bhi nahin koi pehchaan le aisa wo kaun hai jo dukh mera jaan le aisa ye ghum bhi nahin koi pehchaan le aisa wo kaun hai jo dukh mera jaan le chhaani gali chhana saara nagar na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana haaye na click here
na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho laakh kinaara karo chhupo na jaao daro aah bharo na bharo naina mile laakh kinaara karo chhupo na jaao daro aah bharo na bharo naina mile prem jawaani mile aag se paani mile roop ki raani mile chain mile puchha kisi ne na ji gore munh pe waar diya waar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho aankhen hain jhuki jhuki saansen thi ruki ruki tamanna thaki thaki so gayi aankhen hain jhuki jhuki saansen thi ruki ruki tamanna thaki thaki so gayi hum samjhe umar kachchi dil bola niyat achchhi lekin mohabbat sachchi ho gayi buddhu bana ke sabko apna beda paar kiya paar kiya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke chupke chupke jiya maar diya maar diya ho na to inkaar kiya na to ikraar kiya palken jhukaa ke click here
na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye tera wazood hai tera wazood hai ab sirf daastaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye palat ke soo e chaman dekhne se kya hoga oooooooooo palat ke soo e chaman dekhne se kya hoga wo saakh hi na rahi jo thi aashiyaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye garaz parast jahaan mein wafaa talaash na kar oooooooooo garaz parast jahaan mein wafaa talaash na kar ye shai bani thi kisi dusre jahaan ke liye tera wazood hai tera wazood hai ab sirf daastaan ke liye na tu zameen ke liye hai na aasmaan ke liye click here
na tujhse door jaa sakun na tere paas aa sakun ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon na tujhse door jaa sakun na tere paas aa sakun ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon chup rahun gila karun shukriya adaa karun chup rahun gila karun shukriya adaa karun sochta raha karun kya karun main kya karun na apna ghum chhupa sakun na apna ghum suna sakun ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon kya sitam hai meharbaan aa gaya hoon main kahaan kya sitam hai meharbaan aa gaya hoon main kahaan khoob hai ye daastaan hai tera wo aasta na jis pe sar jhuka sakun na jis se sar utha sakun ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon ke main badi mushkil mein hoon main badi mushkil mein hoon dil mein hai qaraar bhi dil hai beqaraar bhi dil mein hai qaraar bhi dil hai beqaraar bhi hanstee hai click here
na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain magar kya karein apni raahein judaa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain jahan thandi thandi hawaa chal rahee hai jahan thandi thandi hawaa chal rahee hai kisi ki mohabbat wahaan jal rahi hai zameen aasamaan hum se dono khafa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain abhi kal talak to mohabbat jawaan thi abhi kal talak to mohabbat jawaan thi milan hee milan thaa judaayee kahan thi magar aaj dono hee beaasra hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain zamaana kahe meri raahon mein aa jaa zamaana kahe meri raahon mein aa jaa mohabbat kahe meri baahon mein aa jaa wo samajhein naa majbooriyaan apni kya hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain magar kya karein apni raahein judaa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain na tum bewafaa ho na hum bewafaa hain click here
na tum humen jaano na hum tumhen jaanen magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya na tum humen jaano na hum tumhen jaanen magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan nazar ban gayi hai dil ki jabaan na tum humen jaano na hum tumhen jaanen magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya mohabbat ke mod pe hum mile sabko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan ho ho ho mohabbat ke mod pe hum mile sabko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan ki jaayenge donon jaane kahaan na tum humen jaano na hum tumhen jaanen magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gaya click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm magar lagta hai kuchh aisa hmm hmm hmm hmm hmm mil gaya na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan ye mausam ye raat chup hai wo honthon ki baat chup hai khamoshi sunaane lagi hai daastaan nazar ban gayee hai dil ki zabaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan muhabbat ke mod pe hum mile sab ko chhod ke hum dhadakte dilon ka le ke ye carvaan chale aaj dono jaane kahaan na tum hamen jaano na hum tumhen jaane magar lagta hai kuchh aisa mera humdum mil gayaa click here
he aande ho van of ve ho ve ho he aande ho van of ve ho kyun chalti hai pawan kyun jhoome hai gagan kyun machalta hai mann na tum jaano na hum na tum jaano na hum kyun aati hai bahaar kyun lutta hai karaar kyun hota hai pyaar na tum jaano na hum na tum jaano na hum he aande ho van of ve ho ve ho he aande ho van of ve ho ye madhoshiyaan ye tanhaiyaan tasavur mein hain kiski parchaaiyaan ye bheega samaan umangein jawan mujhe ishq le ja raha hai kahan kyun gum hai har disha kyun hota hai nasha kyun aata hai mazaa na tum jaano na hum na tum jaano na hum dhadakta bhi hai tadapta bhi hai ye dil kyun achanak behakta bhi hai mehakta bhi hai chahakta bhi hai ye dil kya wafa ko samajhta bhi hai kyun milti hai nazar kyun hota hai asar kyun hoti hai sehar na tum jaano na hum na tum jaano na hum kyun chalti hai pawan kyun jhoome hai gagan kyun machalta hai mann na tum jaano na hum kyun aati hai bahaar kyun lutta hai karaar kyun hota hai pyaar na tum jaano na hum na tum jaano na click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Na Mukhda Mod Ke Jaao Chhoti Si Mulaqat (1967) 03:29 36976
 
Poster of Chhoti Si Mulaqat (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vyjayantimala, Uttam Kumar
Duration : 03:29   Song Number : 36976   

Na Munh Chhupa Hamraaz (1967) 05:05 21009
 
Poster of Hamraaz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Vimi
Duration : 05:05   Song Number : 21009   

Na Na Karte Pyaar Jab Jab Phool Khile (1965) 03:22 21010
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 03:22   Song Number : 21010   

Na Na Na Tauba Tauba Aar Paar (1954) 04:14 32420
 
Poster of Aar Paar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johny Walker, Noor
Duration : 04:14   Song Number : 32420   

Na Phoolon Ki Duniya Saaz Aur Awaz (1966) 07:30 36321
 
Poster of Saaz Aur Awaz (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Saira Banu, Joy Mukherjee
Duration : 07:30   Song Number : 36321   

Na Rona Munni Aangan Ki Kali (1979) 04:08 37194
 
Poster of Aangan Ki Kali (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Shaili Shailendra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan
Duration : 04:08   Song Number : 37194   

Na Roop Dekhiye Na Naam Dekhiye Samjhauta (1973) 06:13 38153
 
Poster of Samjhauta (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Dhawan
Duration : 06:13   Song Number : 38153   

Na Rootho Saaz Aur Sanam (1971) 03:26 40357
 
Poster of Saaz Aur Sanam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha, Premendra
Duration : 03:26   Song Number : 40357   

Na Rootho Rootho Na Jawan Mohabbat (1971) 04:21 13430
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Shammi Kapoor
Duration : 04:21   Song Number : 13430   

Na Shikwa Hai Koi Amar (1954) 04:24 12648
 
Poster of Amar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Tilak-Kamod
Duration : 04:24   Song Number : 12648   

Na Sun Sun Sun Bura Dekh Bura Bol Bura Priya (1970) 04:02 19842
 
Poster of Priya (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:02   Song Number : 19842   

Na To Caarwaan Ki Talaash Barsaat Ki Raat (1960) 11:18 12850
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shyama, Chandra Shekhar
Raag- 
Kalavati
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 11:18   Song Number : 12850   

Na To Dard Gaya Kali Topi Lal Rumal (1959) 03:52 39820
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shakeela
Duration : 03:52   Song Number : 39820   

Na To Inkaar Kiya Na To Ikraar Kiya Sunehre Kadam (1966) 03:07 17641
 
Poster of Sunehre Kadam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Bulo C Rani
Duration : 03:07   Song Number : 17641   

Na Tu Zameen Ke Liye Dastaan (1972) 03:42 21012
 
Poster of Dastaan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Duration : 03:42   Song Number : 21012   

Na Tujhse Door Jaa Sakun Pocket Maar (1974) 05:25 20113
 
Poster of Pocket Maar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:25   Song Number : 20113   

Na Tum Bewafaa Ho Ek Kali Muskayee (1968) 04:20 11846
 
Poster of Ek Kali Muskayee (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meera
Duration : 04:20   Song Number : 11846   

Na Tum Humen (Female) Baat Ek Raat Ki (1962) 03:39 12770
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 03:39   Song Number : 12770   

Na Tum Humen Jaano Baat Ek Raat Ki (1962) 03:52 21013
 
Poster of Baat Ek Raat Ki (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:52   Song Number : 21013   

Na Tum Jaano Na Hum Kaho Naa Pyaar Hai (2000) 06:31 21014
 
Poster of Kaho Naa Pyaar Hai (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lucky Ali, Ramya
On Screen Actors- 
Hrithik Roshan, Amisha Patel
Duration : 06:31   Song Number : 21014