MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


muqaddar aazmana chaahta hoon muqaddar aazmana chaahta hoon tumhe apna banana chahtaa hoon tumhe apna banana chahtaa hoon mujhe bas pyaar kaa ek jaam de do main sab kuchh bhool jaana chaahtaa hoon main sab kuchh bhool jaana chaahtaa hoon muqaddar aazmana chaahta hoon tumhe apna banana chahtaa hoon ghadi bhar ko mere nazdik aao ghadi bhar ko mere nazdik aao zara aankhon se aankhen to milaao zara aankhon se aankhen to milaao main haal e dil sunana chaahtaa hoon main haal e dil sunana chaahtaa hoon muqaddar aazmana chaahta hoon tumhe apna banana chahtaa hoon tumhe apna banana chahtaa hoon banaana hai mujhe ek aashiyaana banaana hai mujhe ek aashiyaana jo tum chaaho to mil jaaye thikaana jo tum chaaho to mil jaaye thikaana tumhaare dil mein aana chaahta hoon tumhaare dil mein aana chaahta hoon muqaddar aazmana chaahta hoon tumhe apna banana chahtaa hoon tumhe apna banana chahtaa hoon click here
aaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaa badal jaayenge tere ashq johar mein yahaan daaman ka phailaana hi kaafi hai aaaa zubaan se kuchh bhi kehne ki zaroorat kyaaa tera iss darr pe aa jaana hi kaafi hai isliye muraaden le ke sab aaye hain main dil le ke aaya hoon muraaden le ke sab aaye hain main dil le ke aaya hoon aur is dil mein tere jalwon tere jalwon aur is dil mein tere jalwon ki mehfil le ke aaya hoon muraaden le ke sab aaye hain main dil le ke aaya hoon tujhko dhundha hi kiya dil e barbaad liye des pardes phira main teri yaad liye roothi taqdeer meri kaise tadbeer chale haan ghamon ke teer chale kaleja cheer chale haye judayi mujhse teri sahi jaati hi nahin haye ashqon aahon se bhi ye kahi jaati hi nahin ashqon aahon se bhi ye kahi jaati hi nahin haa aaaa aa aaaa aa aaaa aaaaaa aaa tera deedaar ho jaaye to phir se jaan pad jaayeee masihaa dar pe tere tera bismil le ke aaya hoon masihaa masihaa haan haan masihaa masihaa dar pe tere tera bismil le ke aaya hoon click here
murliiiiiiiii murli bairan bhayi ho kanhaiya tori murli bairan bhayi kanhaiya tori murli bairan bhayi murli bairan bhayi ho kanhaiya tori murli bairan bhayi kanhaiya tori murli bairan bhayi baanwariiii baanwari main ban gayi re kanhaiya tori murli bairan bhayi kanhaiya tori murli bairan bhayi vrindraban ki kunj gali mein raadha gayi dil haar vrindraban ki kunj gali mein raadha gayi dil haar ab ankhiyan ki mast gali mein ab ankhiyan ki mast gali mein chhaliya phire baar baar sautan mere mann ko har gayi re kanhaiya tori murli bairan bhayi kanhaiya tori murli bairan bhayi murli bairan bhayi ho kanhaiya tori murli bairan bhayi kanhaiya tori murli bairan bhayi pyaar jata ke tann mann loota pichhe pada beimaan pyaar jata ke tann mann loota pichhe pada beimaan jamuna tatt par le gaya natkhat jamuna tatt par le gaya natkhat madhur sunayi taan jigar ke paar utar gayi re kanhaiya tori murli bairan bhayi kanhaiya tori murli bairan bhayi murli bairan bhayi ho kanhaiya tori click here
murli waale murli bajaa sun sun murli ko naache jiya murli waale murli bajaa sun sun murli ko naache jiya ooooo ooooo oooo oooo reh reh ke aaj mera dole hai mann hooo reh reh ke aaj mera dole hai mann hooo dole hai mann jaane na preet mere bhole sajan hoo jaane na preet mere bhole sajan mere bhole sajan kaise chhupaun haaye dil ki lagan haaye dil ki lagan kaise chhupaun haaye dil ki lagan haaye dil ki lagan mausam pyaara thandi hawaa dil mil jaaye wo jaadu jagaa murli waale murli bajaa sun sun murli ko naache jiya ooooo oooo ooooo murli se teri jiya laaga balam ho murli se teri jiya laaga balam ho laaga balam aankhon mein tu nahin ab koi ghum aankhon mein tu nahin ab koi ghum nahin ab koi ghum o bansi waale tujhe meri kasam tujhse meri kasam o bansi waale tujhe meri kasam tujhse meri kasam aaj suna de wo dhun zara rum jhum saawan ki barse ghata murli waale murli bajaa sun sun murli ko naache jiya click here
aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa murliyaa baaje ri jamunaa ke teer murliyaa baaje ri jamunaa ke teer aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa murli sunat mero mann har lino murli sunat mero mann har lino dheeth dharat nahin dheer ho o o o dheeth dharat nahin dheer kaaro kanhaiyaa kaari kamariyaa kaaro kanhaiyaa kaari kamariyaa kaaro jamunaa ko neer hooo kaaro jamunaa ko neer murliyaa baaje ri jamunaa ke teer murliyaa baaje ri jamunaa ke teer meera ke prabhu girdhar naagar meera ke prabhu girdhar naagar charan kamal pe neer hoooo charan kamal pe neer kaaro kanhaiyaa kaari kamariyaa kaaro kanhaiyaa kaari kamariyaa kaaro jamunaa ko neer hooo kaaro jamunaa ko neer murliyaa baaje ri jamunaa ke teer murliyaa baaje ri jamunaa ke teer click here
musaafir hoon yaaron naa ghar hai na thikanaa hmm hmm ae musaafir hoon yaaron naa ghar hai na thikanaa mujhe chalte jana hai bas chalte jaana musaafir hoon yaaron naa ghar hai na thikanaa mujhe chalte jana hai bas chalte jaana ek raah ruk gayi to aur judd gayi main muda to saath saath raah mud gayi hawaa ke peron par meraa aashiyaanaa musaafir hoon yaaron naa ghar hai na thikanaa mujhe chalte jana hai bas chalte jaana din ne haath thaam kar idhar bithaa liyaa raat ne ishaare se udhar bulaa liyaa subah se shaam se meraa dostaana musaafir hoon yaaron naa ghar hai na thikanaa mujhe chalte jana hai bas chalte jaana musaafir hoon yaaron naa ghar hai na thikanaa mujhe chalte jana hai bas chalte jaana click here
hmm mm mm mm mm hmm mm mm mm hooooo oh oh oooo ho oo oh oh oh ho musaafir jaane wale musaafir jaane wale nahin phir aane wale chalo ek doosre ko karen rab de hawaale musaafir jaane wale nahin phir aane wale chalo ek doosre ko karen rab de hawaale aah aa aa aah aa aa aah aa aa aah aa aa aa aah hmm mm mm mm oh oh oh ho ho badi mushkil se dil mein apne badi mushkil se dil mein apne log basaate hain kuchh sapne yeh sapne sheeshe ke khilone toot ke bas lagte hain rone dilon pe chha jaate hain yeh baadal kaale kaale chalo ek doosre ko karen rab de hawaale musaafir jaane wale nahin phir aane wale chalo ek doosre ko karen rab de hawaale aa aa aa aah aa aa aa aah o dariya de paniya yeh maujaan phir nahin aaniyaan yaad aayengi o hoo yaad aayengi bas janewalon ki kahaniyaan o dariya de paniya yeh maujaan phir nahin aaniyaan oh aa aa aah aa ha ha aah aah naa jaane kya chhoot raha hai ohoo naa jaane kya chhoot raha hai dil mein bas kuchh toot raha hai honthon par nahin koi click here
haiiiiiii mushkil hai mushkil hai bahot mushkil chaahat ka bhula dena chaahat ka bhula dena aasaan nahin dil ki ye aag bhujha dena ye aag bhujha dena ye khel nahin ye ke ye khel hai ulfat kaa ye khel nahin ye ke ye khel hai ulfat kaa roton ko hansa dena hanston ko rula dena hanston ko rula dena mushkil hai bahot mushkil dil waalon ki duniyaa mein hain rasm ke jab koi dil waalon ki duniyaa mein hain rasm ke jab koi aaye to badam lena jaaye to duwaa dena jaaye to duwaa dena mushkil hai bahot mushkil uljhan hai bahot phir bhi hum tumko naa bhulenge tumko naa bhulenge uljhan hai bahot phir bhi hum tumko naa bhulenge tumko naa bhulenge mumkin to nahin lekin tum humko bhula dena tum humko bhula dena mushkil hai bahot mushkil chaahat ka bhula dena chaahat ka bhula dena mushkil hai bahot mushkil click here
mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena dard uthe to chup rehna apne hi aansoon peena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena dil bhi apna dard bhi apna baaki sabhi paraaye hain kaisi qismat lekar jaane hum duniyaa mein aaye hain dard uthe to chup rehna apne hi aansoon peena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena din phike se raatein sooni kab tak inse pyaar karoon apni kahaani apne hi se kahte kahte aap darun dard uthe to chup rehna apne hi aansoon peena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena bedardon ki duniyaa mein mushkil hai jeena pehre udaasiyon ke chhodein na saath mera koyi khushi to kabhi thaamegi haath mera pehre udaasiyon ke chhodein na saath mera koyi khushi to kabhi thaamegi haath mera door kahin se dekhoon dhundhala sa ik saayaa saayaa to hai chhaayaa kab haath kisi ke aayaa saayaa saayaa dard click here
hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm lala laa lala lala laa ha ha haa ho ho hoo la la la la laaa mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do laa lala laa hey hey hey ra ra raaaa mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka jeene ka na shauk rahe to kya rakha hai jeene mein jeene ka na shauk rahe to kya rakha hai jeene mein ik qaidi ki tarah pada hai kab se ye dil seene mein pinjre ka darwaaja todo panchhi ko parwaaz do lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil mein hai kaun kisi ka dosto ye zindgi ek imtihaan hai dosto ye zindgi ek imtihaan hai jeena to mushkil hai marna aasaan hai aasaan hai oo jeene waalo zindagi ko koi andaaz do lekar apna naam kabhi tum khud ko aawaaz do mushkil mein hai kaun kisi ka samjho is raaz ko mushkil click here
muskuraa ke humko loota aapne muskuraa ke humko loota aapne dil diya hai dil ke badle dil diya hai dil ke badle ye na socha aapne muskuraa ke humko loota aapne muskuraa ke humko loota aapne ho gaya jab dil ka sauda phir ye kaisi dooriyaan phir ye kaisi dooriyaan ab talak na ishq samjha husn ki majbooriyaan husn ki majbooriyaan dil jalaane ka bahaana phir banaaya aapne muskuraa ke humko loota aapne dil diya hai dil ke badle ye na socha aapne muskuraa ke humko loota aapne dard badhta ja raha hai kuchh dawa to deejiye kuchh dawa to deejiye dil pe apne haath rakh ke naam mera leejiye naam mera leejiye dard e dil ko khoob samjha khoob jaana aapne muskuraa ke humko loota aapne dil diya hai dil ke badle ye na socha aapne muskuraa ke humko loota aapne muskuraa ke humko loota aapne click here
muskura laadle muskura muskura laadle muskura koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura teri ye muskaan koi na chheene kabhi aur phool ki sej soye jawani terii malik se hai ye duwa hai ye duwaaaa koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura tujhko jo dekha wo din yaad aane lage aankhon ke bujhte diye jhilmilane lage main tere jaisa hi tha aisa hi thaa aaaaaaa koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura bach ke tu chal laadle hai bura ye jahan ban saanp dansta hai apna hi saaya yahaan ban saanp dansta hai apna hi saaya yahaan har koi hai bewafaa hai bewafaa koi bhi phool itna nahi khoobsurat hai jitna ye mukhda tera muskura laadle muskura muskura laadle muskura click here
muskuraata hua gul khilaata hua mera yaar muskuraata hua gul khilaata hua mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar aankhein malta hua tan churaata hua meraa yaar aankhein malta hua tan churaata hua meraa yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar gore gore mukh ko choomein heere moti aisi sharaarat hum se bhi hoti gore gore mukh ko choomein heere moti aisi sharaarat hum se bhi hoti dheere se choo loon main gaalon ko choomun main bheege se baalon ko na na karta hua jug se dartaa hua mera yaar na na karta hua jug se dartaa hua mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar mera yaar pyaari pyaari chhabi hai adaa bholi bhaali ab na lagaana honthon pe laali pyaari pyaari chhabi hai adaa bholi bhaali ab na lagaana honthon pe laali dil pe kyaa beete hai jaano na itna sa kehnaa hai maano na haan haan karta hua par sanwarta hua mera yaar haan haan karta hua par sanwarta hua mera yaar mera yaar mera yaar mera click here
muskurahat tere honthon ki mera singaar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai muskurahat tere honthon ki mera singaar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai maine kab mangi mohabbat kab kaha tum pyaar do kab kaha tum pyaar do pyaar tum ko kar sakun itna mujhe adhikar do itna mujhe adhikar do meri naiya ki tumhare haath mein patwar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai mere kajal mein bhara hai rang teri tasveer ka rang teri tasveer ka samne hai tu mere ehsan hai taqdeer ka ehsan hai taqdeer ka teri ankhon mein basaya maine ek sansar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai muskurahat tere honthon ki mera singaar hai tu hai jab tak zindagi mein zindagi se pyaar hai click here
muskurane ki wajah tum ho gungunane ki wajah tum ho jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re o re lamhe tu kahin mat jaa ho sake to umr bhar tham jaa jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re piya re dhoop aaye to chhaon tum lana khwaaishon ki baarishon mein bheeg sang jana dhoop aaye to chhaon tum lana khwaaishon ki baarishon mein bheeg sang jana jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re piya re jo mile usmein kaat lenge hum thodi khushiyaan thode aansu baant lenge hum jo mile usmein kaat lenge hum thodi khushiyaan thode aansu baant lenge hum jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re piya re muskurane ki wajah tum ho gungunane ki wajah tum ho jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re jiya jaye na jaye na jaye na o re piya re piya re piya re woh o hoooo click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re o re lamhe tu kahin mat jaa aaa ho sake toh umr bhar tham jaa aaa jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re piyaa re dhoop aaye to chanv tum lana khwahishon ki baarishon mein bheeg sang jana dhoop aaye to chanv tum lana khwahishon ki baarishon mein bheeg sang jana jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re haan piyaa re jo mile us mein kaat lenge hum thodi khushiyan thode aansu baant lenge hum jo mile us mein kaat lenge hum thodi khushiyan thode aansu baant lenge hum jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re jiya jaaye na jaaye na jaaye na o re piya re hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm click here
muskurao ke jee nahin lagta muskurao ke jee nahin lagta paas aao ke jee nahin lagta paas aao ke jee nahin lagta muskurao ke jee nahin lagta ye khamoshi ye bezubani kyun ye khamoshi ye bezubani kyun chhed na de koi kahani kyun gungunao ke jee nahin lagta muskurao ke jee nahin lagta paas ho tum hai phir bhi tanhayi paas ho tum hai phir bhi tanhayi kya nahin pyaar ki ye ruswayi kya nahin pyaar ki ye ruswayi kuchh sunaao ke jee nahin lagta muskurao ke jee nahin lagta raat ka husn bhi zara dekho raat ka husn bhi zara dekho chandani keh rahi hai kya dekho chandani keh rahi hai kya dekho maan jao ke jee nahin lagta muskurao ke jee nahin lagta click here
muskurati huyi chandani jagmagata hua aasmaan le chale ho mujhe tum kahan do mohabbat bhare dil jahan keh sake pyaar ki daastan hum tumhe le chale hain wahan keh rahe hain nazare pukaar ke beet jaaye na din ye bahaar ke sansanati hawaon ke beech mein taar chhede hain dil ke sitaar ke ye suhana sama hain umange jawan phir khule kyun na dil ki juban muskurati huyi chandani jagmagata hua aasmaan le chale ho mujhe tum kahan do mohabbat bhare dil jahan keh sake pyaar ki daastan hum tumhe le chale hain wahan aaj kaisi suhaani ye raat hai zindagi mein nayi ek baat hai in sitaaron ki rangeen chhaonv mein do dilon ka anokha ye saath hai hum tumhare huye tum humare huye pyaar ka muskuraya jahan muskurati huyi chandani jagmagata hua aasmaan le chale ho mujhe tum kahan hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm click here
teri zindagi mein yun to kayi dard aayenge agar muskurayega agar muskurayega to dard bhaag jayenge are muskuraye ja har ghadi hai ek imtihaan girke hi sambhalte sab yahaan bahaduron ka hi hai ye jahan har ek haal mein kisi bhi chaal mein himmat na haar muskuraye ja hoooho hoooho teri zindagi mein yun to kayi dard aayenge agar muskurayega agar muskurayega to dard bhaag jayenge are muskuraye ja mushkilon se haarna nahin yun zindagi guzarna nahin mann kabhi tu marna nahin kisi bhi mod pe koi saath chhod de himmat na haar muskuraye ja hoho hoho hoho hoho hoho hoho hoho hoho teri zindagi mein yun to kayi dard aayenge agar muskurayega agar muskurayega to dard bhaag jayenge are muskuraye ja o teri zindagi mein yun to kayi dard aayenge agar muskurayega agar muskurayega to dard bhaag jayenge are muskuraye jaa click here
mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa day by day badhta hai dil dil se mil jaata hai jaadu hai aisa friendship ka mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa aankhon ki raahon se dil pe chha jaate hain apne ban jaate hain jo dil hain anjaane schoolon mein yaari hai college mein yaari hai ye zindagi hai yaari sun le deewaane milnaa milaana hai masti lutaana hai yaari ke aage kya ye chaandi sona hai khushiyon ke saagar mein yaari ki kashti hai na hai kinaara yaara badhte jaana hai mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa day by day badhta hai dil dil se mil jaata hai jaadu hai aisa friendship ka mustafaa mustafaa don't worry mustafaa hum hain tumhaare mustafaa ye aasma hai kya ek panchhi ke aage saagar ye kya hai yaara machhali ke aage tu bas hanste hi ja har pal muskaate ja phir ghum ki hasti kya yaara tere aage jeevan to gaadi click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Muqaddar Aazmana Chahta Door Ki Awaz (1964) 03:18 13175
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:18   Song Number : 13175   

Muraaden Leke Sab Aaye Hain Johar In Kashmir (1966) 04:52 19946
 
Poster of Johar In Kashmir (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 04:52   Song Number : 19946   

Murli Bairan Bhayi New Delhi (1956) 05:05 13874
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:05   Song Number : 13874   

Murli Waale Murli Bajaa Dillagi (1949) 02:57 13121
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 02:57   Song Number : 13121   

Murliyaa Baaje Ri Toofan Aur Deeya (1956) 02:47 14352
 
Poster of Toofan Aur Deeya (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nanda
Duration : 02:47   Song Number : 14352   

Musaafir Hoon Yaaron Parichay (1972) 03:53 20994
 
Poster of Parichay (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 03:53   Song Number : 20994   

Musaafir Jaane Wale Gadar (Ek Prem Katha) (2001) 06:08 38030
 
Poster of Gadar (Ek Prem Katha) (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Uttam Singh
On Screen Actors- 
Amisha Patel, Sunny Deol
Duration : 06:08   Song Number : 38030   

Mushkil Hai Bahot Mushkil Mahal (1949) 03:55 13647
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Madhu Bala
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:55   Song Number : 13647   

Mushkil Hai Jeena Sahib Bahadur (1977) 06:02 12129
 
Poster of Sahib Bahadur (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Priya Rajvansh
Duration : 06:02   Song Number : 12129   

Mushkil Mein Hai Kaun Angaar (1992) 05:49 39041
 
Poster of Angaar (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff
Duration : 05:49   Song Number : 39041   

Muskura Ke Humko Loota Aapne Vishwas (1969) 04:17 39007
 
Poster of Vishwas (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh, Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jeetendra, Aparna Sen
Duration : 04:17   Song Number : 39007   

Muskura Laadle Muskura Zindagi (1964) 03:23 15689
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Vyjayantimala
Duration : 03:23   Song Number : 15689   

Muskuraata Hua Lahu Ke Do Rang (1979) 07:02 20995
 
Poster of Lahu Ke Do Rang (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Faruk Kaisar
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna
Duration : 07:02   Song Number : 20995   

Muskurahat Tere Honthon Shisham (1952) 03:20 14252
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:20   Song Number : 14252   

Muskurane (Romantic) Citylights (2014) 05:50 36034
 
Poster of Citylights (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Reshmi Singh
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Rajkumar Rao, Patraleka
Duration : 05:50   Song Number : 36034   

Muskurane Ki Wajah (Unplugged) Citylights (2014) 05:02 36192
 
Poster of Citylights (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Reshmi Singh
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Mohammed Irfan
On Screen Actors- 
Rajkumar Rao, Patraleka
Duration : 05:02   Song Number : 36192   

Muskurao Ke Jee Nahin Lagta Kangan (1959) 03:17 37495
 
Poster of Kangan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nirupa Roy
Duration : 03:17   Song Number : 37495   

Muskurati Huyi Chandani Albeli (1955) 03:17 32256
 
Poster of Albeli (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Ravi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Pradeep Kumar
Duration : 03:17   Song Number : 32256   

Muskuraye Ja Star (1982) 03:39 32665
 
Poster of Star (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Biddu
Singer- 
Zoheb Hasan, Chorus
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav Dagaonkar
Duration : 03:39   Song Number : 32665   

Mustafa Mustafa Duniya Dilwalon Ki (1997) 06:05 40515
 
Poster of Duniya Dilwalon Ki (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Abbas Ali, Vineeth
Duration : 06:05   Song Number : 40515