MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mujhe mat roko mujhe yaar ke ghar jaane do mujhe mat roko mujhe yaar ke ghar jaane do main hoon parwaana mujhe shamma pe mitt jaane do mujhe mat roko uss ko paana hi meri zindagi ka maksad hai uss ko paana hi meri zindagi ka maksad hai gar wo milta hai mujhe marr ke to marr jaane do gar wo milta hai mujhe marr ke to marr jaane do mujhe mat roko dil ki aankhon ne meri apna sanam dekh liya dil ki aankhon ne meri apna sanam dekh liya ab isi dar pe mere dam ko nikal jaane do ab isi dar pe mere dam ko nikal jaane do mujhe mat roko mujhe yaar ke ghar jaane do main hoon parwaana mujhe shamma pe mitt jaane do mujhe mat roko click here
aaaaaaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa mujhe mat roko mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko jo hota hai jo hota hai ho jaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko main hoon zinda ye kya kam hai jab tak inn haathon mein dam hai dafli waale ko dafli bajaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko naa sona naa chandi naa ghode naa haathi naa sona naa chandi naa ghode naa haathi mere geet mere saathi main hoon dulha ye baarati mujhe geeton ki doli mujhe geeton ki doli sajaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko aaaaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aa ooooo ooooo oooo oooooo main bhi hoon mushkil mein tu bhi hai mushkil mein main bhi hoon mushkil mein tu bhi hai mushkil mein tera ghum hai mere dil mein mera ghum hai tere dil mein iss dil ko zara iss dil ko zara behlaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko jo hota hai jo hota hai ho jaane do mujhe mat roko mujhe gaane do mujhe mat roko click here
tera sukriyaa oo oo oo tera sukriyaa ki tune gale phir laga liya hai tera sukriyaa ki tune gale phir laga liya hai maine dil ke tukade chun kar maine dil ke tukade chun kar naya dil bana liya hai naya dil bana liya hai mujhe mera pyaar de de mujhe mera pyaar de de tujhe aazmaa liya hai teri wafaa ke aage maine sar jhuka liya hai mujhe mera pyaar de de tujhe paa ke kho diya tha tujhe kho ke paa liya hai tujhe paa ke kho diya tha tujhe kho ke paa liya hai jahaan khaak ud rahi thi jahaan khaak ud rahi thi wahin ghar saja liya hai wahin ghar saja liya hai mujhe mera pyaar de de mujhe mera pyaar de de tujhe aazmaa liya hai teri wafaa ke aage maine sar jhuka liya hai mujhe mera pyaar de de teri yaad mera mandir tera pyaar meri pooja teri yaad mera mandir tera pyaar meri pooja tujhe maine itna pooja tujhe maine itna pooja ke khuda bana liya hai ke khuda bana liya hai mujhe mera pyaar de de mujhe mera pyaar de de tujhe aazmaa liya hai teri wafaa ke aage maine sar jhuka click here
mujhe meri biwi se bachao mujhe meri biwi se bachao akadti hai bigadti hai humesha mujhse ladti hai mujhe meri biwi se bachao mujhe meri biwi se bachao akadti hai bigadti hai humesha mujhse ladti hai mujhe meri biwi se bachao jo dil ho pyaar karne ka to sau nakhre dikhati hai gale liptana gar chaahun to susri taal jaati hai naa meri baat sunti hai naa mere pass aati hai mujhe meri biwi se bachao mujhe meri biwi se bachao akadti hai bigadti hai humesha mujhse ladti hai mujhe meri biwi se bachao mizaaz uska bada kadwa mere ghar mein qayamat hai main banda seedha saadha hoon mere sar par musibat hai gau maalik hoon main iss ghar ka magar meri ye haalat hai buuuuuuu mujhe meri biwi se bachao mujhe meri biwi se bachao akadti hai bigadti hai humesha mujhse ladti hai mujhe meri biwi se bachao tumhin to ghar ki raani ho mera ghar baar tumse hai kasam le lo kasam le lo mera sansaar tumse hai tum hi tum ho mere dil mein ke mera pyaar tumse hai mujhe meri biwi se bacha click here
mujhe mil gaya bahana teri deed ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka zulf machal ke khul khul jaaye ho zulf machal ke khul khul jaaye chaal mein masti ghul ghul jaaye ghul ghul jaaye aisi khushi aaj mili aaj mili aisi khushi aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka jaagti aankhen bunti hain sapne tujhko bitha ke pehlu mein apne pehlu mein apne dil ki lagi aisi badhi aisi badhi dil ki lagi aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka kaisi khushi le ke aaya chaand eid ka mujhe mil gaya bahana teri deed ka aate hi tere chatki hain kaliyaan aaaa haaa haaa haaa haaa aate hi tere chatki hain kaliyaan dil ban ban ke dhadki hain galiyaan dhadki hain galiyaan aisi sajji raat meri raat meri aisi sajji aankhon mein naam nahin neend ka mujhe mil click here
mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai nazar se nazar ka bada faasla tha magar aaj dil ke kareeb ho gaye ho tujhe maine dekha dil ki nazar se meri bhi nazar mein haseen ho gaye ho haseen ho gaye ho mujhe mil gayi hai mere haath mein yun tera haath aaya ke gulshan mein jaise bahaar aa gayi ho magar haath se yun khincha haath tera main samjha kali koi sharma gayi ho sharma gayi ho mujhe mil gayi hai mohabbat ki manzil koi poochh le ye mere hamsafar se mujhe mil gayi hai click here
aaaa aaa aaa aaaa aaaa aaa aaa mujhe na bulaa mujhe na bulaa chhup chhup chhaliya re mujhe na bula chhup chhup chhaliya re mujhe na bula mujhe na bulaa mujhe na bulaa chhup chhup chhaliya re mujhe na bula chhup chhup chhaliya re mujhe na bula mujhe na bulaa raat andheri kaise nikalu main ghar se raat andheri kaise nikalu main ghar se aa na saku main piya duniya ke dar se jaag rahi hai saas nanandiya jaag rahi hai saas nanandiya run jhun bole bhed khole re payaliyaa run jhun bole bhed khole re payaliyaa mujhe na bulaa mujhe na bulaa chhup chhup chhaliya re mujhe na bula chhup chhup chhaliya re mujhe na bula mujhe na bulaa paanv padun main tere jaadugar chhaliya paanv padun main tere jaadugar chhaliya ghaayal kare mohe tere ye muraliya raag teri piya aag lagaaye raag teri piya aag lagaaye kuhu kuhu bhuli preet jhoole re koyaliya kuhu kuhu bhuli preet jhoole re koyaliya mujhe na bulaa mujhe na bulaa chhup chhup chhaliya re mujhe na bula chhup chhup chhaliya re mujhe click here
mujhe nahin poochhni tumse beeti baatein mujhe nahin poochhni tumse beeti baatein mujhe nahin poochhni tumse beeti baatein kaise bhi guzaari hon tumne apni raatein jaisi bhi ho tum aaj se bas meri ho jaisi bhi ho tum aaj se bas meri ho meri hi banke rehnaa mujhe tumse hai itnaa kehna mujhe nahin poochhni tumse beeti baatein kaise bhi guzaari hon tumne apni raatein beete huye kal pe tumhaare adhikaar nahin hai meraa beete huye kal pe tumhaare adhikaar nahin hai meraa uss dwaar pe kyun main jaaoon jo dwaar nahin hai meraa beetaa huaa kal to beet chukaa kal kaa dukh aaj naa sehnaa mujhe nahin poochhni tumse beeti baatein kaise bhi guzaari hon tumne apni raatein main raam nahin hoon phir kyun ummeed karoon seeta ki main raam nahin hoon phir kyun ummeed karoon seeta ki koi insaanon mein dhoondhe kyun paawantaa ganga ki duniyaa mein farishtaa koi nahin insaan hi banke rehnaa mujhe nahin poochhni tumse beeti baatein kaise bhi guzaari hon tumne apni raatein jaisi bhi ho click here
ang ang tera rang racha ke aisa karoon singaar jab jab jhanjhar jhankaun main khanke mann ke taar mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane maate pe jhumar kaanon mein jhumka paanv mein paayaliyaa haathon mein hooo kangna mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane tujhe main tujhe main tujhe gale se laga loongi o saiyaan deewane mujhe angiyaa sila de re o saiyaan deewane tujhe main tujhe main tujhe seene se laga loongi o saiyaan deewane mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane salma sitaaron ki jhilmil chunariyaa aaun pehan ke to phisle nazariyaa mujhko sajaa de balmaa sajaa de mujhko sajaa de balmaa kori kunwaari ye kamsin umariyaa tere liye naache sajj ke sawariyaa laali mangaa de sajnaa suraj se laali mangaa de sajnaa tujhe main tujhe main tujhe honthon se laga loongi o saiyaan deewane tujhe honthon se laga loongi o saiyaan deewane mujhe naulakha manga de re o saiyaan deewane main to saari umariyaa lootaye click here
mujhe peene ka shauk nahin peeta hoon ghum bhulane ko mujhe peene ka shauk nahin peeta hoon ghum bhulane ko teri yaadein mitaane ko teri yaadein mitaane ko peeta hoon ghum bhulane ko mujhe peene ka shauk nahin peeti hoon ghum bhulane ko teri yaadein mitaane ko teri yaadein mitaane ko peeti hoon ghum bhulane ko mujhe peene ka shauk nahin peeta hoon ghum bhulane ko laakhon mein hazaaron mein ik tu na nazar aayi laakhon mein hazaaron mein ik tu na nazar aayi tera koi khat aaya na koi khabar aayi kya toone bhula daala kya toone bhula daala apne iss deewane ko mujhe peene ka shauk nahin peeti hoon ghum bhulane ko khoyi wo kitaabein dil jis dil ka hai ye kissa khoyi wo kitaabein dil jis dil ka hai ye kissa ik hissa hai paas mere tere paas hai ik hissa main poora karon kaise iss dil ke fasaane ko mujhe peene ka shauk nahin peeta hoon ghum bhulane ko mil jaate agar ab hum aag lag jaati paani mein mil jaate agar ab hum aag lag jaati paani mein bachapan se wahi dosti ho click here
kuchh pyaar kar mujhe pyaar kar aaaaaaaa mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe aaj to fursat nahin kabhi phir sahi aji na na na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe aaj to fursat nahin kabhi phir sahi aji na na na mujhe pyaar kar aa nana na nana iqraar kar nana na nana na mujhe jaane de na nan nan na na na mujhe jaane de na na nan na na na kal aane de na nan nan na nana na kal aane de na na nan na na na kal phir sahi par aaj bhi aankhen chaar kar aankhen chaar kar mujhe pyaar kar nana na nana na dil mein rahin baaten kayin dil mein rahin baaten kayin yun hi gayi raaten kayi yun hi gayi raaten kayi raaten na gin do chaar din intezaar kar intezaar kar mujhe pyaar kar nana na nana na marzi hai kya tu maan jaa marzi hai kya tu maan jaa kyaa maan loon naadan jaa kyaa maan loon naadan jaa zid chhod de zid chhod de zid chhod de zid chhod de sau baar kar sau click here
mujhe pyaar ki zindagi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale kabhi ghum na dena khushi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale muhabbat ke waade bhula to na doge kahin mujh se daaman chhura to na loge muhabbat ke waade bhula to na doge kahin mujh se daaman chhura to na loge mere dil ki duniya hai tere hawaale mujhe pyaar ki zindagi dene waale kabhi ghum na dena khushi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale zamaane mein tum se nahin koi pyaara zamaane mein tum se nahin koi pyaara ye jaan bhi tumhaari ye dil bhi tumhaara jo na ho yakeen to kabhi aazmaale mujhe pyaar ki zindagi dene waale bharosa hai hum ko muhabbat pe teri bharosa hai hum ko muhabbat pe teri to phir hans ke dekho nigaahon mein meri ye darr hai zamaana juda kar na daale mujhe pyaar ki zindagi dene waale kabhi ghum na dena khushi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale mujhe pyaar ki zindagi dene waale click here
mujhe pyaar mein tum na ilzaam dete agar jaante ghum meri bebasi ka meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa mere dil ne chaaha tha kuchh tum se kehna magar pyaar kehta hai khamosh rehna mere dil ne chaaha tha kuchh tum se kehna magar pyaar kehta hai khamosh rehna dikhaayen kise hum ye ashkon ka bahna sunaaye kise dard dil ki lagi kaa meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa meri berukhi tumne dekhi hai lekin nahin tumne dekha tadapna kisi kaa click here
mujhe raat din ye khayaal hai mujhe raat din ye khayaal hai wo nazar se mujhko gira na de meri zindagi ka diya kahin meri zindagi ka diya kahin ye ghumon ki aandhi bhujha naa de mujhe raat din ye khayaal hai mere dil ke daag naa jal uthe mere dil ke daaaaaaaaaag mere dil ke daag naa jal uthe kahin mere seene ki aag se kahin mere seene ki aag se ye ghuti ghuti meri aah bhi ye ghuti ghuti meri aah bhi kahin hosh mere ganwaa naa de mujhe raat din ye khayaal hai kise apna haal sunaaun main kise apna haaaaaaaaaal kise apna haal sunaaun main mera dil bhi gair kaa ho chuka mera dil bhi gair kaa ho chuka badi uljhanon mein ghira hoon main badi uljhanon mein ghira hoon main ye fasaana koi bana na de mujhe raat din ye khayaal hai main diya hoon aisa jahaan mein main diya hoon aisaaaaaa main diya hoon aisa jahaan mein ke jala to hoon nahin roshni ke jala to hoon nahin roshni jo jigar mein hai wo khalish kahiin jo jigar mein hai wo khalish kahiin meri hasraton ko mita naa de click here
je main hona si praayi das tun aini preet kyun paayi maaye mehndi lagaa ke aayi haaye bindiyaa sajaa ke aayi oye hoye hoye hoye mehndi lagaa ke aayi bindiyaa sajaa ke aayi chudi khankhaa ke aayi paayal chhankaa ke aayi hoooo ooooo ab geet milan ke gaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai haan mujhe saajan ke ghar jaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai gudiyaan patole aithe meriyaan nishaniyaan yaadaan reh jaaniyaan bachpan beeta jawaani aayi hoye bachpan beeta jawaani aayi saajan kaa sandesha laayi saiyaan ji ki sejj ko jaa ke phoolon se mehkana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai mujhe saajan ke ghar jaana hai jamdiyaan maa peyaan to paraiyaan ho jandiyaan peyaa marjaaniyaa pal mein naata tod chali mainnnn haayeeee pal mein naata tod chali main baabul ka ghar chhod chali main ab to piya ke des mein saara jeevan mujhe bitana hai mujhe saajan click here
mujhe sach sach bataa do kyaaa ke kab dil mein samaaye the mujhe sach sach bataa do kyaaa ke kab dil mein samaaye the wo pehli baar mujhko dekh kar jab muskuraaye the wo pehli baar mujhko dekh kar jab muskuraaye the tumhen kuchh yaad hoga kyaa bahot ghabraa rahe the tum tumhen kuchh yaad hoga kyaa bahot ghabraa rahe the tum tumhen bhi yaad hoga kis kadar sharmaa rahe the tum tumhen bhi yaad hoga kis kadar sharmaa rahe the tum tumhen kis ne bataaya kyaa muhabbat kis ko kehte hain tumhen kis ne bataaya kyaa muhabbat kis ko kehte hain jo aankhon mein base hain jo hamesha dil mein rehte hain jo aankhon mein base hain jo hamesha dil mein rehte hain tumhen kis ne sazaa di kyaa tumhen kis ne sazaa di kyaa ki raaton ko ginon taare ki raaton ko ginon taare wo zaalim wo zaalim jis ke mithe bol lagte hain bade pyaare wo zaalim jis ke mithe bol lagte hain bade pyaare tumhen kis ne kaha hai kyaa mere sapnon mein aane ko mere sapnon mein aane ko tere sapnon mein aate hain teri click here
dil shaad tha ke phool khilenge bahaar mein maara gaya gareeb issi aitbaar mein mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota na tha manzoor kismat ko na thi marzi bahaaron ki nahin to iss gulistaan mein nahin to iss gulistaan mein kamin thi kya nazaaron ki meri nazron ko bhi koi nazaara mil gaya hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota khushi se apni aankhon ko main ashkon se bheego leta mere badle tu hans leti mere badle tu hans leti tere badle main ro leta mujhe aye kaash tera dard saara mil gaya hota agar tufaan nahin aata kinaara mil gayaa hota mujhe teri muhabbat ka sahaara mil gayaa hota mili hai chandani jinko ye unki apni kismat hai mujhe apne muqaddar se mujhe apne muqaddar click here
mujhe tum mil gaye humdum sahaara ho to aisa ho jidhar dekhoon udhar tum ho nazaara ho to aisa ho mujhe tum mil gaye humdum sahaara ho to aisa ho jidhar dekhoon udhar tum ho nazaara ho to aisa ho mujhe tum mil gaye humdum kisi ka chaand sa chehra nazar se choom leti hoon kisi ka chaand sa chehra nazar se choom leti hoon khushi ki intehaa ye hai nashe mein jhoom leti hoon nashe mein jhoom leti hoon hui taqdeer bhi roshan sitaara ho to aisa ho jidhar dekhoon udhar tum ho nazaara ho to aisa ho mujhe tum mil gaye humdum meri aankhon mein aansoon hain magar aansoon khushi ke hain meri aankhon mein aansoon hain magar aansoon khushi ke hain kise chhodu kise paa loon yeh rishte zindagi ke hain yeh rishte zindagi ke hain humein to naaz hai tum par humaara ho to aisa ho jidhar dekhoon udhar tum ho nazaara ho to aisa ho mujhe tum mil gaye humdum udhar dil hai idhar jaan hai ajab mushkil ka saamaan hai udhar dil hai idhar jaan hai ajab mushkil ka saamaan hai labon par click here
mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum main ik din laut ke aaunga main ik din laut ke aaunga ye mat bhool jaana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum akeli hogi tum dekho kahin aisa naa ho jaaye akeli hogi tum dekho kahin aisa naa ho jaaye jo ab honton pe hai muskaan wo muskaan kho jaaye jo ab honton pe hai muskaan wo muskaan kho jaaye zara logo se milna tum zara hansna hansaana tum zara logo se milna tum zara hansna hansaana tum magar tum laut ke aaoge ye mat bhool jaana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum mujhe tum yaad karna aur mujhko yaad aana tum agar ladki tumhen koi mile jo khoobsurat ho agar ladki tumhen koi mile jo khoobsurat ho tumhaari dosti ki shaayad usko bhi zururat ho tumhaari dosti ki shaayad usko bhi zururat ho agar wo paas aaye muskuraaye muskuraana tum agar wo paas aaye muskuraaye muskuraana tum magar main laut ke aaunga ye mat bhool jaana tum mujhe tum yaad karna aur click here
mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye mujhe mere haal pe chhod do mujhe mere haal pe chhod do mera dil agar koi dil nahin use mere saamne tod do use mere saamne tod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye main ye bhool jaaunga zindagi kabhi muskuraayi thi pyaar mein main ye bhool jaaunga zindagi kabhi muskuraayi thi pyaar mein main ye bhool jaaunga mera dil kabhi khil utha tha bahaar mein jinhen iss jahaan ne bhoola diya mera naam unn mein hi jod do mera naam unn mein hi jod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye mujhe mere haal pe chhod do mujhe mere haal pe chhod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye tumhen apna kehne ki chaah mein kabhi ho sake na kisi ke hum tumhen apna kehne ki chaah mein kabhi ho sake na kisi ke hum yehi dard mere jigar mein hai mujhe maar daalega bas ye ghum main woh gul hoon jo na khila kabhi mujhe kyun na shaakh se tod do mujhe kyun na shaakh se tod do mujhe tum se kuchh bhi na chaahiye mujhe mere haal pe chhod do mujhe mere haal pe chhod do click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mujhe Mat Roko Gangster (A Love Story) (2006) 04:15 15001
 
Poster of Gangster (A Love Story) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Sayeed Quadri
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Kavita Seth
On Screen Actors- 
Kangana Ranaut
Duration : 04:15   Song Number : 15001   

Mujhe Mat Roko Mujhe Sargam (1979) 04:30 14154
 
Poster of Sargam (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor
Duration : 04:30   Song Number : 14154   

Mujhe Mera Pyaar De De Humsaya (1968) 04:53 13363
 
Poster of Humsaya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Shevan Rizvi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sharmila Tagore
Duration : 04:53   Song Number : 13363   

Mujhe Meri Biwi Se Aaj Ki Taaza Khabar (1973) 03:09 12556
 
Poster of Aaj Ki Taaza Khabar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Radha Saluja
Duration : 03:09   Song Number : 12556   

Mujhe Mil Gaya Bahana Barsaat Ki Raat (1960) 03:23 12849
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:23   Song Number : 12849   

Mujhe Mil Gayi Hai First Love (1961) 03:21 36208
 
Poster of First Love (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Datta Ram
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mehmood, Naaz
Raag- 
Tilak-Kamod
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:21   Song Number : 36208   

Mujhe Na Bulaa Suvarna Sundari (1958) 05:15 15170
 
Poster of Suvarna Sundari (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Aadi Narayan Rao
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Duration : 05:15   Song Number : 15170   

Mujhe Nahin Poochhni Tumse Anjaan Raahen (1974) 04:34 31512
 
Poster of Anjaan Raahen (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Firoz Khan, Asha Parekh
Duration : 04:34   Song Number : 31512   

Mujhe Naulakha Manga De Re Sharaabi (1984) 11:00 14231
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan, Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Prada
Duration : 11:00   Song Number : 14231   

Mujhe Peene Ka Shauk Nahin Coolie (1983) 06:26 18136
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 06:26   Song Number : 18136   

Mujhe Pyaar Kar Prem Shastra (1974) 04:54 31543
 
Poster of Prem Shastra (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:54   Song Number : 31543   

Mujhe Pyaar Ki Zindagi Pyaar Ka Saagar (1961) 04:22 14011
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Meena Kumari
Duration : 04:22   Song Number : 14011   

Mujhe Pyaar Mein Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963) 03:05 16294
 
Poster of Phir Wohi Dil Laya Hoon (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Asha Parekh
Duration : 03:05   Song Number : 16294   

Mujhe Raat Din Ye Khayaal Oomar Qaid (1961) 04:16 31072
 
Poster of Oomar Qaid (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sudhir
Duration : 04:16   Song Number : 31072   

Mujhe Saajan Ke Ghar Jaana Hain Lajja (2001) 06:19 18263
 
Poster of Lajja (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Mahima Choudhary, Sonali Bendre
Duration : 06:19   Song Number : 18263   

Mujhe Sach Sach Bata Bawre Nain (1950) 04:56 12865
 
Poster of Bawre Nain (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Raj Kumari, Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Geeta Bali
Duration : 04:56   Song Number : 12865   

Mujhe Teri Muhabbat Ka Aap Aye Bahaar Ayee (1971) 06:21 20984
 
Poster of Aap Aye Bahaar Ayee (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sadhana, Rajendra Kumar
Duration : 06:21   Song Number : 20984   

Mujhe Tum Mil Gaye Love In Tokyo (1966) 05:20 20985
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:20   Song Number : 20985   

Mujhe Tum Yaad Karna Mashaal (1984) 04:22 20986
 
Poster of Mashaal (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Rati Agnihotri
Duration : 04:22   Song Number : 20986   

Mujhe Tumse Kuchh Bhi Naa Chaahiye Kanhaiya (1959) 04:49 12135
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 04:49   Song Number : 12135