MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hey mannu bhai motor chali pum pum pum hey mannu bhai motor chali pum pum pum chopati jayenge ne bhel puri khayenge achhi achhi suraton se ankhein ladayenge halla machayenge gulla machayenge band baja baajega dham dham dham hey mannu bhai motor chali pum pum pum chopati jayenge ne bhel puri khayenge achhi achhi suraton se ankhein ladayenge halla machayenge gulla machayenge band baja baajega dham dham dham hey mannu bhai motor chali pum pum pum hey kal ki baat hai hey aankh meri fadki kal ki baat hai aankh meri fadki jaldi se god mein phir aayi ek ladki maine jab puchha bol tera naam kya to hans ke wo boli naam se hai kaam kya aayi thi wo dham se aayi thi wo dham se gayi hey mannu bhai motor chali pum pum pum hey mannu bhai motor chali pum pum pum saamne wo dekh re ek truck aa raha dekho aankh maare laal laal signal dekho bell bottam galon pe dimple halka sa galon pe hai ek pimple tat tat tha trak thun tun jhijhi kat tho thunang trak thun thun hey mannu bhai motor click here
manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole dil ka aadhaar tu hai aa iss ke saath ho le naina hai baan tere zulfen zanjeer teri o zulfen zanjeer teri naina hai baan tere zulfen zanjeer teri o zulfen zanjeer teri tadpe naa dekho dekho nanhi si jaan meri haaye nanhi si jaan meri tadpe naa dekho dekho nanhi si jaan meri haaye nanhi si jaan meri aakhen naa pher le tu dil baar baar bole aakhen naa pher le tu dil baar baar bole manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole jee bhar ke pyaar kar le phir kya ho kaun jaane haan phir kya ho kaun jaane jee bhar ke pyaar kar le phir kya ho kaun jaane haan phir kya ho kaun jaane dil ko samjha de mere mera kehna naa maane haan mera kehna naa maane dil ko samjha de mere mera kehna naa maane haan mera kehna naa maane aa jaa aa jaa koi hai ulfat ke dwaar khole aa jaa aa jaa koi hai ulfat ke dwaar khole dil ka aadhaar tu hai aa iss ke saath ho le manvaa mein pyaar dole saara sansaar dole click here
manzil kahaan meri gulshan kahaan mera main kaun hoon kya hoon kahaan khoya jahaan mera manzil kahaan meri gulshan kahaan mera kya thi meri duniya nahin yeh bhi pata mujhko kya thi meri duniya nahin yeh bhi pata mujhko sooni huyi mehfil naa jaane kya hua mujhko milta nahin aakhir kyun aashiyaan mera main kaun hoon kya hoon kahaan khoya jahaan mera manzil kahaan meri gulshan kahaan mera aye dil suna mujhko mere askon ka afsana aye dil suna mujhko mere askon ka afsana manzil hai yeh kaisi koi apna naa begana ab dhoond kar laa de tu kaarwan mera main kaun hoon kya hoon kahaan khoya jahaan mera manzil kahaan meri gulshan kahaan mera click here
manzil ki dhun mein jhoomte gaate chale chalo manzil ki dhun mein jhoomte gaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo do din ki zindagi mein koi kyun uthaaye ghum koi kyun uthaaye ghum do din ki zindagi mein koi kyun uthaaye ghum koi kyun uthaaye ghum naghmen khushi ke sab ko sunaate chale chalo naghmen khushi ke sab ko sunaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo insaaniyat to pyaar mohabbat ka naam hai mohabbat ka naam hai insaaniyat to pyaar mohabbat ka naam hai mohabbat ka naam hai insaaniyat ki shaan badhaate chale chalo insaaniyat ki shaan badhaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan milaate chale chalo aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe barbaad kyun rahe aazaad zindagi hai to barbaad kyun rahe barbaad kyun rahe barbaadiyon se dil ko bachaate chale chalo barbaadiyon se dil ko bachaate chale chalo bichhade huye dilon ko milaate chale chalo haan click here
unchi neechi unchi neechi dagar jeevan ki chalna sambhal ke pyaare sambhal ke chalna manzil to hai badi door unchi neechi unchi neechi dagar jeevan ki chalna sambhal ke pyaare sambhal ke chalna manzil to hai badi door manzil to hai badi door sambhal ke chalna manzil to hai badi door soone safar mein laakhon chor milenge tohe soone safar mein laakhon chor milenge tohe karni karenge zaroor dharam karam ki jholi kahaan pe ganwaayi toone dharam karam ki jholi kahaan pe ganwaayi toone poochhenge tere huzoor sambhal ke chalna manzil to hai badi door unchi neechi unchi neechi dagar jeevan ki chalna sambhal ke pyaare sambhal ke chalna manzil to hai badi door aaye ho akele jaaoge akele aaye ho akele jaaoge akele shaam dhale uth jaayenge mele shaam dhale uth jaayenge mele manzil to hai badi door manzil to hai badi door sambhal ke chalna manzil to hai badi door manzil to hai badi door manzil to hai badi door click here
manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye sapnon ki mehfil mein hum tum naye sapnon ki mehfil mein hum tum naye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye duniyaa ki nazaron se door duniyaa ki nazaron se door jaate hain hum tum jahaan uss desh ki chandani gaayegi ye daastan mausam tha wo bahaar ka dil the machal gaye sapnon ki mehfil mein hum tum naye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye chhup na sake mere raaz chhup na sake mere raaz nagmon mein dhalne lage roka tha phir bhi ye dil pehlu badlne lage ye din hi kuchh ajeeb the jo aaj kal gaye sapnon ki mehfil mein hum tum naye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye manzil wohi hai pyaar ki raahi badal gaye click here
hmm hmm hmm manzilon pe aa ke lootte hain dilon ke caarvaan kashtiyaan saahil pe aksar doobti hain pyaar ki manzilein apni jagah hain raaste apni jagah manzilein apni jagah hain raaste apni jagah jab kadam hi saath na de to musaafir kya kare yun to hai humdard bhi aur humsafar bhi hai mera yun to hai humdard bhi aur humsafar bhi hai mera badh ke koi haath na de dil bhala phir kya kare manzilein apni jagah hain raaste apni jagah doobne waale ko tinke ka sahaara hi bahut dil behal jaaye fakat itna ishaara hi bahut itne par bhi aasmaan waala gira de bijliyan koi batla de zara ye doobta phir kya kare manzilein apni jagah hain raaste apni jagah pyaar karna jurm hai to jurm humse ho gaya kaabil e maafi huaa karte nahin aise gunhaa tang dil hai ye jahaan aur sang dil mera sanam kya kare josh e junu aur honsala phir kya kare manzilein apni jagah hain raaste apni jagah jab kadam hi saath na de to musaafir kya kare yun to hai humdard bhi aur humsafar bhi hai mera badh ke koi click here
mareez e ishq hoon main kar de dawa mareez e ishq hoon main kar de dawa o o hoo o o hoo o o hoo o o hooo talab hai tu tu hai nasha ghulaam hai dil ye tera khul ke zara jee loon tujhe aaja meri saanson mein aa talab hai tu tu hai nasha ghulaam hai dil ye tera khul ke zara jee loon tujhe aaja meri saanson mein aa mareez e ishq hoon main kar de dawa haath rakh de tu dil pe zara o o haath rakh de tu dil pe zara tujhe mere rab ne milaya maine tujhe apna banaya ab na bichhadna khudaya humm tujhe mere rab ne milaya maine tujhe apna banaya ab na bichhadna khudaya mohabbat rooh ki hai laazim riza haath rakh de tu dil pe zara o o haath rakh de tu dil pe zara o o haath rakh de tu dil pe zara o o hoo o o hoo o o hoo o o hooo chaha tujhe maine wafaa se maanga tujhe maine duaa se paaya tujhe teri adaa se hmmm chaha tujhe maine wafaa se maanga tujhe maine duaa se paaya tujhe teri adaa se karam hadh se hai zyada mujhpe tera heyyyyy haath rakh de tu dil pe zara o o haath rakh de tu click here
mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena main mar jaaun to meri laash ko dulha bana dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena tamanna hai ki mar kar chhod jaaun yaadgaar apni tamanna hai ki mar kar chhod jaaun yaadgaar apni kisi photographar se mera photo khincha dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena ye hasrat hai ke mit kar bhi tumhaare kaam aaun main ye hasrat hai ke mit kar bhi tumhaare kaam aaun main jo tum chaaho to meri khaal ki chappal bana lena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena kahin aisa na ho duniya tumhen kaatil samajh baithe kahin aisa na ho duniya tumhen kaatil samajh baithe mara hoon apni marji se police ko ye bata dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena main mar jaaun to meri laash ko dulha bana dena click here
marna bhi mohabbat mein kisi kaam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya haan kehte hain jise ishq qayamat ki balaa hai sholaa hai kabhi aur kabhi baad e saba hai haaaaaan ashkon ka samandar hai to aahon kaa khazaana sunte chale aaye hain azal se ye fasaanaa is kisse kaa lekin kabhi anjaam naa aaya is kisse kaa lekin kabhi anjaam naa aaya marna bhi mohabbat mein kisi kaam naa aaya ae kisi kaam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya haan marne ka mohabbat mein mazaa aur hi kuchh hai is zahar ke peene kaa mazaa aur hi kuchh hai haaaaaan marte hain to marane ki shikaayat nahin karte dilwaale dikhaane ki mohabbat nahin karte ab tak to mohabbat mein ye ilzaam naa aaya ab tak to mohabbat mein ye ilzaam naa aaya marna bhi mohabbat mein kisi kaam naa aaya oo kisi kaam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya haan hota na agar click here
marna teri gali mein marna teri gali mein jeena teri gali mein marna teri gali mein jeena teri gali mein marna teri gali mein mit jaayegi humaari duniyaa teri gali mein duniyaa teri gali mein marna teri gali mein aaye hain tere dar pe hum zindagi lootane tu dekhe yaa naa dekhe tu jaane yaa naa jaane poora karenge hum to waada teri gali mein marna teri gali mein dil se teri mohabbat kam umr bhar na hogi hum tujhpe mar mitenge tujhko khabr na hogi marne ke baad hoga charcha teri gali mein marna teri gali mein mit jaayegi humaari duniyaa teri gali mein duniyaa teri gali mein marna teri gali mein click here
aaaa aaa marne ka ghum nahin hai marne ka ghum nahin hai jeeta hai pyaar marke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke marne ka ghum nahin hai marne ka ghum nahin hai kismat jo saath deti uske kadam pe marte kismat jo saath deti uske kadam pe marte uske kadam pe marke kya kya na naaz karte le jaate uske jalwe aankhon mein apni bhar ke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke ho marne ka ghum nahin hai meri taraf se badhkar laakhon balaayen lena meri taraf se badhkar laakhon balaayen lena munh dekhna tu uska sau sau duvaayen dena khwaabon ki wo dulhaniya jab aaye saj sanwar ke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke marne ka ghum nahin hai hum naram naram kaliyaan gulshan se chun ke laaye hum naram naram kaliyaan gulshan se chun ke laaye aur saari kaliyaan teri raahon mein hum bichhaaye aur khud chaman se laute aanchal mein kaante bharke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke marne ka ghum nahin hai poori kabhi click here
marne ki duwaen kyun mangun jeene ki tamanna kaun kare kaun kare ye duniyaa ho yaa wo duniyaa ab khaahish e duniyaa kaun kare kaun kare jo aag lagaayi thi tumne ayeee ayeee ayeee jo aag lagaayi thi tumne uss ko to bhujhaya ashqon ne uss ko to bhujhaya ashqon ne jo ashqon ne bhadkaayi hai uss aag ko thanda kaun kare kaun kare uss aag ko thanda kaun kare kaun kare marne ki duwaen kyun mangun jab kashti sabit o salim thiiii jab kashti sabit o salim thiiii saahil ki tamanna kis ko thi saahil ki tamanna kis ko thi ab aisi shikasta kashti par saahil ki tamanna kaun kare kaun kare saahil ki tamanna kaun kare kaun kare marne ki duwaen kyun mangun click here
marr gaye hum jeete ji maalik tere sansaar mein marr gaye hum jeete ji maalik tere sansaar mein hoooo chal diya ab o khewaiyaa chhod ke majhdhaar mein maalik tere sansaar mein marr gaye hum unka aana unka jaana khel tha taqdeer kaa unka aana unka jaana khel tha taqdeer kaa wo khaab the wo zindagi ke din jo guzre pyaar mein maalik tere sansaar mein marr gaye hum le gaye wo saath apne saaz bhi aawaaz bhi wo le gaye wo saath apne saaz bhi aawaaz bhi wo reh gaya nagmaa adhuraa dil ke toote taar mein maalik tere sansaar mein marr gaye hum jeete ji maalik tere sansaar mein marr gaye hum click here
allaaaaaaaaahhhhhh allaaaaaaaaahhhhhh gumsum chaandani ho naazneen ho ya koi hoor ho dilnasheen ho dilkashi ho yaa jannat ka noor ho masha allah masha allah masha allah gumsum chaandani ho naazneen ho ya koi hoor ho dilnasheen ho dilkashi ho yaa jannat ka noor ho masha allah masha allah masha allah tum saba ho yaa ghata ho kehkasha ho saibaa ho subah ki pehli kiran ke jaise bebaak alhad pawan ke jaisi khushbuyen tum lootati ho masti mein choor choor masha allah masha allah masha allah haaaaaan haaaaaaa haaaaaaaaa tum hayaa ho tum rida ho tum wafaa ho tum nasha ho khaamosh nazren sadaaon jaisi tumhaari baaten duwaanon jaisi har nafaz mein tum samaayin ho phir bhi ho itni door masha allah masha allah masha allah gumsum chaandani ho naazneen ho ya koi hoor ho dilnasheen ho dilkashi ho yaa jannat ka noor ho masha allah masha allah masha allah click here
heyyyy mashriq se jo aaye magrib mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye are poorab se jo nikle pashchim mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye hosh mein wo sun sakte to unsen itna kehna tha sharm wafaa har aurat ka ek parda tha ek gehna tha desh inhone chhod diya lekin ghar mein to rehna tha haaan are ghar se jo nikle wo galiyon mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye inn ko kuchh bhi yaad nahin ye har reet bhula baithe apni jaan ke ye dushman apne meet bhula baithe shyam ki bansi raadha ke saare geet bhula baithe are ye ganga ke maajhi madira mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye maana aur watan hai ye apna hindustaan nahin iss mein aise log bhi hain jinki kuchh pehchaan nahin jinki kuchh tehzeeb nahin jinki koi zubaan nahin are click here
Masoom Chehra click here
masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye kya humpe guzri tumhen kya bataayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam magar keh rahi hain ye dil ki sadaayen doobo de naa humko ye laa kar kinaare masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare masoom chehra diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat salaamat rehen aap ki ye jafaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri click here
zameen bhi chup aasmaan bhi chup hai kisi ki duniyaa ujad rahi haiiiii bata aye maalik ye kaisi kismat jo bante bante bigad rahi hai masoom dil ki haan pe naa keh diya kisi ne aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne baad e sabaa jo aayi aur phool muskuraaye phool muskuraaye baad e sabaa jo aayi aur phool muskuraaye phool muskuraaye sehlaa ke zakhm mere behlaa diya kisi ne aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne maloom kya tha humko hai ranj o ghum ki duniyaaaa ranj o ghum ki duniyaa maloom kya tha humko hai ranj o ghum ki duniyaaaa ranj o ghum ki duniyaa sau sau sitam uthaaye do din ki zindagi mein aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne masoom dil ki haan pe naa keh diya kisi ne click here
mast aankhon mein mast aankhon mein sharaarat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi yun hi sharmaane ki aadat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi hoooo ooooo ooooo koi bijli hai ke nas nas mein jo lehraati hai mujhe kya jaane kahaan le ke udi jaati hai mujhe kya jaane kahaan le ke udi jaati hai shokh angdaayi qayaamat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi dil dhadakta hai to chehre pe nikhaar aata hai wo to wo hai mujhe apne pe pyaar aata hai wo to wo hai mujhe apne pe pyaar aata hai jaisi ab hai meri haalat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi hoooo ooooo ooooo behki behki huyi nazron ka salaam aata hai dil e betaab thehar unka paiyaam aata hai dil e betaab thehar unka paiyaam aata hai hai jo ab mujh pe inaayat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi mast aankhon mein mast aankhon mein sharaarat kabhi aisi to na thi click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mannu Bhai Motor Chali Pum Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978) 04:37 32238
 
Poster of Phool Khile Hain Gulshan Gulshan (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Mukri, Pental
Duration : 04:37   Song Number : 32238   

Manvaa Mein Pyaar Dole Sartaj (1950) 02:47 16315
 
Poster of Sartaj (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Zohara, Mukesh
On Screen Actors- 
Ansari, Kukku Saigal
Duration : 02:47   Song Number : 16315   

Manzil Kahaan Meri Miss Mala (1954) 03:20 37295
 
Poster of Miss Mala (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Anjum Jaipuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 37295   

Manzil Ki Dhun Mein Anokhi Ada (1948) 03:16 12711
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Surendra
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:16   Song Number : 12711   

Manzil To Hai Badi Door Bhai Saheb (1954) 03:09 38818
 
Poster of Bhai Saheb (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Neenu Majumdaar
Duration : 03:09   Song Number : 38818   

Manzil Wohi Hai Pyaar Ki Kathputli (1957) 04:10 13531
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Subir Sen
On Screen Actors- 
Balraj Sahni, Vyjayanthimala
Duration : 04:10   Song Number : 13531   

Manzilein Apni Jagah Sharaabi (1984) 05:42 20889
 
Poster of Sharaabi (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 05:42   Song Number : 20889   

Mareez E Ishq Zid (2014) 04:53 37784
 
Poster of Zid (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Shakeel Azmi
Music Director- 
Sharib Sabri, Toshi Sabri
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Mannara Chopra, Karanvir Sharma
Duration : 04:53   Song Number : 37784   

Mareez E Ishq Hoon Ae Jaaneman Bin Badal Barsaat (1963) 03:42 39058
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:42   Song Number : 39058   

Marna Bhi Mohabbat Azaad (1955) 03:49 40537
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Raghunath Jadav
Duration : 03:49   Song Number : 40537   

Marna Teri Gali Mein Shabab (1954) 03:31 14198
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan, Bharat Bhushan
Duration : 03:31   Song Number : 14198   

Marne Ka Ghum Deedar-E-Yaar (1982) 06:51 41014
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 06:51   Song Number : 41014   

Marne Ki Duwaen Kyun Mangun Ziddi (1948) 03:37 15747
 
Poster of Ziddi (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Prof Jazbi
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:37   Song Number : 15747   

Marr Gaye Hum Jeete Ji Shabab (1954) 03:15 14201
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:15   Song Number : 14201   

Masha Allah Saawariya (2007) 05:39 16949
 
Poster of Saawariya (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Monty
Raag- 
Yaman
Duration : 05:39   Song Number : 16949   

Mashriq Se Jo Aaye Aashiq Hoon Baharon Ka (1977) 05:13 18341
 
Poster of Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:13   Song Number : 18341   

Masoom Chehra Ansh (The Deadly Part) (2002) 05:17 39086
 
Poster of Ansh (The Deadly Part) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Shama Sikander, Abbas Ali
Duration : 05:17   Song Number : 39086   

Masoom Chehra Ye Dil Tera Deewana (1962) 05:21 13116
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Jhaptal
Duration : 05:21   Song Number : 13116   

Masoom Dil Ki Haan Pe Mashuqa (1953) 03:26 31076
 
Poster of Mashuqa (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Suraiya, Kuldeep Kaur, Mukesh
Duration : 03:26   Song Number : 31076   

Mast Aankhon Mein Shama (1961) 03:27 14223
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:27   Song Number : 14223