MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


maine kaha zid chhod de dupatta mod de besharam maine kaha zid chhod de dupatta mod de besharam yayaya yayaya laralala yayaya yayaya maine kaha zid chhod de tu dil mod de o sanam maine kaha zid chhod de tu dil mod de o sanam aiyaya aiyaya aiyaya aiyaya badle mein dupatte ke chhalla de anguthi de badle mein dupatte ke chhalla de anguthi de koi to nishani honi chahiye mere dil deewane ko logon ko sunaane ko koi to kahani honi chahiye yayaya yayaya laralala yayaya yayaya aisi waisi baaton mein do hi mulakaton mein aisi waisi baaton mein do hi mulakaton mein main to badnam ho jaungi thodi si sharafat se thodi si mohabbat se teri main gulam ho jaungi aiyaya ya laralala laralala ya aiyaya ha ya laralala laralala achchhaa to ye wada kar kal aayegi mere ghar achchhaa to ye wada kar kal aayegi mere ghar na aayi to yaari toot jayegi achchha kal to aane de aaj to jaane de warna teri pyari rooth jayegi aiyaya aiyaya lararala aiyaya lalalalaa maine kaha zid chhod de tu dil mod click here
maine kahaa phoolon se maine kahaa phoolon se hanson to wo khil khila ke hans diye aur ye kahaa jeevan hai bhai mere bhai hansne ke liye hooo maine kahaa phoolon se hanson to wo khil khila ke hans diye aur ye kahaa jeevan hai bhai mere bhai hansne ke liye hansne ke liye sooraj hansaa to bikhar bikhar gayi kirne sooraj hansaa to bikhar bikhar gayi kirne sooraj hansa re kiran kiran chun kar dharti ye sajj ke sunhari ban gayi re maine kahaa hooo maine kahaa sapnon se sajjon to wo muskuraa ke sajj gaye aur ye kahaa jeevan hai bhai mere bhai sajjne ke liye sajjne ke liye ye shaam to yun hanse jaise hanse dulhan ye shaam to yun hanse jaise hanse dulhan ye shaam to neele neele saanwale ambar mein rang jo gulaabi lage bharne maine kahaa hooo maine kahaa rangon se chhalko to wo jag ye saara rang gaye aur ye kahaa jeevan hai bhai mere bhai rangne ke liye rangne ke liye mausam milaa wo kahin ek din mujhko mausam milaa wo kahin ek din mujhko mausam milaa re maine kaha ruko click here
maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein mere kuchh waade hain mere kuchh armaan hain mere kuchh sapne hain haan maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein khafa hone ka ye koi daur nahin tere siwa mera koi aur nahin khafa hone ka ye koi daur nahin tere siwa mera koi aur nahin duniyaa ki aankhon se bachenge hum kahaan aur kareeb aur kareeb aa jaane jahaan main tere peechhe hoon koi mere peechhe hai dushman itne hain haan maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai tere pyaar mein teri bholi adaa pe bechain hoon main abhi tujhe pata nahin kaun hoon main teri bholi adaa pe bechain hoon main abhi tujhe pata nahin kaun hoon main mann mera paapi hai bacha mujhe sanam hanso nahin jo main kahun sach hai teri kasam are kya jaane tu nahin pehchaane tu mujhe ghum kitne hain haan maine kuchh khoya hai maine kuchh paaya hai click here
maine maa ko dekha hai dekha hai maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine phool to dekhe hain dekhe hain phool to dekhe hain phoolo ka haar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai waise to ghar mein maa ki tasveer hai waise to ghar mein maa ki tasveer hai lekin meri aisi kab takdeer hai kabhi jo ghabraaun gale se lag jaaun agar na neend aaye to lori wo gaaye mera mann jis ka pyaasa hai pyaasa hai jis ka pyaasa hai wo laad dulaar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai waise meri maa ka dil to shakht nahin waise meri maa ka dil to shakht nahin par us ke paas jara bhi waqt nahin hai us ka naam bada hai us ko kaam bada wo devi mamta ki hai leader janta ki maa ki photo ke bina bina ji photo ke bina koi akhbaar nahin dekha maine maa ko dekha hai maa ka pyaar nahin dekha maine maa ko dekha hai pyaari pyaari hai wo bholi aisi haii click here
maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon main zaleel hoon main zaleel hoon tumko kya kahun are tumko kya kahun tumko kya kahun maine pee sharab tum piyo to thik hum piye to paap tu jiyo to punn hum jeeye to paap tum piyo to thik hum piye to paap tu jiyo to punn hum jeeye to paap tum shareef log tum ameer log hum tabaah haal hum fakeer log zindagi bhi rog maut bhi ajaab maine pee sharab maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab tum kaho to sach hum kahen to jhooth tum ko sab muaaf zulm ho ke loot tum kaho to sach hum kahen to jhooth tum ko sab muaaf zulm ho ke loot tumne kitne dil chaak kar diye kitne baste ghar khaak kar diye maine to kiya khud ko hi kharaab maine pee sharab maine pee sharab tumne kya peeya are tumne kya peeya aadmi ka khoon maine pee sharab reet aur riwaaz sab tumhare saath dharm aur samaaj sab tumhare saath click here
maine peena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya paap kaho ya punay kaho maine peena seekh liya maine peena seekh liyaa ek chhavi thi laakhon mein aan basi in ankhon mein ek kali muskayi thi mann bhanvre ko bhaai thi ek din pyaar ka phool khila mere sur ko geet mila par kismat laayi rang naye sur chhute aur geet gaye bheech bhanwar tune chhoda bhare prem mein munh moda pyaar pe aisa waar kiya ufff jeena uff jeena dushwaar kiya ab sharab ne saath diya to tujh bin jeena seekh liya maine peena seekh liya maine peena seekh liya log kahen kyun ha ha ha ha ha ha log kahen kyun peete ho mann kehta kyun jeete ho jeene ki koi chaah nahin marne ki koi raah nahin jeevan hi jab rog yahaan bolo iski dawa kahan pyaar ke jaam na peete hum kho kar hosh na paate ghum humne manzil dhundhi thi lekin kismat roothi thi raah mein saathi haayeee raah mein saathi chhoot gaya thes lagi dil toot gaya ab to isi nashe ke dhagon se dil seena seekh click here
Maine Hi Pahli Baar Dekha Gussa click here
maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se ke dekha hai kahin mere yaar sa hansi chaand ne kahaa chandani ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se maine ye hizaab tera dhoondha har jagah shabaab tera dhoodha kaliyon se misaal teri poochhi phoolon mein jawaab tera dhoondha maine poochha baagh se falak ho yaa zamin aisa phool hai kahin baagh ne kahaa har kali ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se hooo chaal hai ke mauj ki rawaani zulf hai ke raat ki kahaani honth hai ke aaine kanwal ke aankh hai ke mahkadon ki raani maine poochha jaam se falak ho yaa zamin aisi mai bhi hai kahin jaam ne kahaa maikashi ki kasam nahin nahin nahin maine poochha chaand se khoobsurti jo toone paayi loot gayi khuda ki bas khudaayi meer ki gazal kahoon tujhe main ya kahoon khayaam ki rubaai main jo poonchoo shaayaron se aisa dilnashin koi sher hai kahin shaayar kahe shaayari click here
hmmm hmmmmmm hmm hmmm hmmm hmmm ooooo oooooo oooooo ooooo aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo oooo ooooo oooooo ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo dil de ke dard e muhabbat liya hai soch samjh ke ye sauda kiya hai maine o maine ke maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo dil de ke dard e muhabbat liya hai soch samjh ke ye sauda kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo hooo hooo hooo hooo aaaa haaa aaaa haaa hooo hooo hooo hooo aaaaaaaaaaaa hmmmm hmmm hmmm hmmm pehle pehal jab use maine dekha wo ban gayi meri kismat ki rekha khabar kya thi ye baat itni badegi muhabbat mein mehnat bhi karni padegi dilwale mehnat se darte nahin hain darte hai wo pyaar karte nahin hain maine o maine ke maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai maine pyaar kiya pyaar kiya pyaar kiya hai hooooooo click here
maine pyaar kiya hoye maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya ek baar kiya to thik kiya sau baar kiya to thik kiya ab to teri hi lagan hai dil tujhe paa kar magan hai ab to teri hi lagan hai dil tujhe paa kar magan hai sun meri rani khil jayegi jawaani tune baat jo meri maani maine pyaar kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya ek baar kiya to thik kiya sau baar kiya to thik kiya pehle milan mein pehli nazar ka teer jo tune maara ho tujhko maine jeeta lekin tujhse hi main haara hua matwala dil jaye na sambhala tune jane kya kar daala maine pyaar kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar kiya to thik kiya ek baar kiya to thik kiya sau baar kiya to thik kiya main tujhe apna maan chuka hoon tu chaahe maane ya na maane ho mere siwa bhi honge na jane kitne tere deewane sabko bhulana mujhe apna banana kisi aur se dil na lagana maine pyaar kiya maine pyaar kiya to thik kiya izhaar click here
ya habibi ya habibi ya habibi ya habibi maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam tum bhi kuchh achchhaa saa rakh do apne deewaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa meri nazron ki jannat hai zulf o rukhsaar ki duniyaa kis qadar koobsoorat hai tere deedaar ki duniyaa tumhein pehchaanaa hai khudaa ko samjhaa hai khudaa ko jaanaa hai maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye jaaneman zindagi meri kuchh to rangeen ho jaaye dil pe tum haath jo rakh do meri taskeen ho jaaye nazar mil jaane do qayaamat aati hai qayaamat aane do maine rakkhaa hai muhabbat apne afsaane kaa naam maine rakkhaa hai muhabbat ishq par kya guzarti hai husn ye raaz kya jaane mere dil ke tadapne ka koi andaaz kya jaane ishq par click here
maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jiya mera chaahe main bhi khelun o sajanwaa holi aiseeee raadha ne kanhaiyaa se prem ki holi kheli jaiseeee prem ke main rang phenkun prem ke main rang phenkun bin tumhaare kuchh naa dekhun maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li jaldi se aa meri baanwari ankhiyaan teri pyaasiiiii charnon mein tere piya swarg basa le teri daasiiii tum bata do mere kya ho tum bata do mere kya ho main to jaanun devta ho maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein sajnaaa tore rang mein maine rang li aaj chunariya sajnaaa tore rang mein maine rang li click here
hmmm maine saawan se kaha dil ki aag bujhaa saawan ne kaha chupke se jal jaa maine baadal se kaha dil ki aag bujha baadal ne kaha paagal hai tu kya maine saawan se kaha dil ki aag bujhaa saawan ne kaha chupke se jal jaa maine baadal se kaha dil ki aag bujha baadal ne kaha pagal hai tu kya hmmm hnmmm hmmm la la la la la la la la la la hey hey hey aa ha ha haa saawan ke bas ki baat nahin baadal ke bas ka kaam nahin iss rog ki koi dawa nahin iss dard ka koi naam nahin maine jaam se kaha mujhe jalne se bacha to jaam ne kaha le ye aag pee jaa maine saawan se kaha dil ki aag bujhaa saawan ne kaha chupke se jal jaa mujhko peene ka shauk nahin ye dil ki lagi bujhaani hai aankhon mein kitne aansoo hain saagar mein kitna paani hai maine saagar se kaha meri pyaas bujha saagar ne kaha doob ke mar jaa maine saawan se kaha dil ki aag bujhaa saawan ne kaha chupke se jal jaa jiss roz ye mera dil toota uss roz badi barsaat huyi barson mein uss harjaayi se ek din jo meri mulakaat click here
ummm maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein ajnabi si ho magar gair nahin lagti ho beham se bhi jo ho naazuk wo yakin lagti ho haai ye phool sa chera ye ghaneri zulfein mere sheron se tum mujh ko haseen lagti ho maine shayad tumhein dekh kar tumko kisi raat ki yaad aati hai ek khamosh mulakaat ki yaad aati hai jehan mein husn ki thandak ka asar jaagta hai aanch deti huyi barsaat ki yaad aati hai maine shayad tumhein jis ki palkein meri aankhon pe jhuki rehti hai tum wohi meri khayaalon ki pari hote nahin kahin pehle ki tarha phir to na kho jaaogi jo hamesha ke liye ho wo khushi ho ke nahin maine shayad tumhein pehle bhi kahin dekha hai maine shayad tumhein click here
maine soch liya maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karunga tum se hi pyaar maine soch liya hooo maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karungi tum se hi pyaar maine soch liya haan maine soch liya haay maine soch liya bus kuchh din ki ye judaai hai bus kuchh din ki yeh doori hai phir har mausam milne ka hai phir har lamha sindoori hai kya haal bataaun is dil ka main tumse kuchh na keh paaun itna bechain kiya tumne ek pal bhi door na reh paun maine soch liya haan maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karungi tum se hi pyaar maine soch liya haan maine soch liya haan maine soch liya honton se maine kuchh na kaha bin bole sab kuchh bol diya tere chahat ka nazrana tune mujhko be mol kiya na to aisi rang raliyaan thi na to aisi rutt aayi thi tumse milne se pehle to mere jeewan mein tanhayi thi maine soch liya haan maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karunga tum se hi pyaar maine soch liya haan maine soch liya kuchh bhi ho yaar main to karungi tum se hi click here
maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne kuchh hanste kuchh ghum ke teri aankhon ke saaye churaye raseeli yaadon ne o maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne chhoti baaten chhoti chhoti baaton ki hain yaaden badi bhoole nahin beeti huyi ek chhoti ghadi chhoti baaten chhoti chhoti baaton ki hain yaaden badi bhoole nahin beeti huyi ek chhoti ghadi janam janam se aankhen bichhaayin tere liye in raahon ne o maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne bhole bhale bhole bhale dil ko behlaate rahe tanhaai mein tere khayalon ko sajaate rahe bhole bhale bhole bhale dil ko behlaate rahe tanhaai mein tere khayalon ko sajaate rahe kabhi kabhi to aawaaz de kar mujh ko jagaaya khwabon ne o maine tere liye hi saat rang ke sapne chune sapne sureele sapne click here
maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya dikha kar sapnon ki jhalki bhula baithe baaten kal ki humi se ab takraate ho bade bhole bante ho ji tumhaari jo kahaani hai humaari bhi kahaani hai ye kaisi bezubaani hai na bole kuchh bhi maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya sambhalo main gir jaaungi kali naazuk murjhaungi na aise hairat se dekho tumhen main sab samjhaungi meetha sa jo khumaar hai isi ka naam pyaar hai isi se bekaraar hai humaara dil bhi maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya maine to nahin pee main saaqi bani thi peene ko tune pee kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya kyun nasha mujhe aaya hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm click here
mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala haan mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala o jal bhi jalein aisi jalan kaise mitegi kis tarah se bolo yeh aag dabegi do hriday milenge tabhi aag bujhegi haan mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala bolo kya mausam dil apna behlaayega na na na mausam toh tanha kar jaayega baadal se bolo dil pyaasa bhar jaayega na na na na baadal toh pyaasa tarsaayega ho baaba haay haay haay madhur milan hoga tabhi pyaas bujhegi aaaa aaa aaaa aaa aaa mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala o jal bhi jalein aisi jalan kaise mitegi kis tarah se bolo yeh aag dabegi do hriday milenge tabhi aag bujhegi hoo mujhe kya hua yeh bata maine tujhe chhua to tan jala mere tan par haay kyun kar na paani ruk paaya haan chikni hai itni ho gori teri kaaya gaata lehraata ye saawan kyun chhaaya tere baalon ke chumban ko saawan yeh aaya o baaba haay haay haay honth tere chhu ke boond bhaap banegi aaaa aaa aaaa click here
ho ho ho ho ho ho ho oo oo ho oo oo oo maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai har cheez mein duniya ki har cheez mein duniya ki tu hai tera jalwa hai tu hai tera jalwa hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai nazron mein nazaaron mein phoolon mein bahaaron mein sholon mein sharaaron mein maujon mein kinaaron mein shabnam ki phuhaaron mein aur chaand sitaaron mein tu hai tera jalwa hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai bechain hawaaon mein khaamosh fizaaon mein saawan ki ghataaon mein bijli ki adaaon mein bulbul ki sadaaon mein aashiq ki duaon mein tu hai tera jalwa hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai maasoom nigaahon mein majboor ki aahon mein mehboob ki baahon mein ulfat ki panaahon mein takdeer ki raahon mein durvesh mein shaahon mein tu hai tera jalwa hai maine tujhe dekha hai maine tujhe dekha hai click here
maine tujhe dekha hai kahin pehle yaad aata nahin hai kab kahan o jaaneman o jaane jaan jaane jahaan maine tujhe dekha hai kahin pehle yaad aata nahin hai kab kahan o jaaneman o jaane jaan jaane jahaan aise mil ke koi ajnabee kaise pal mein bane zindagi aise mil ke koi ajnabee kaise pal mein bane zindagi jiss ki soorat khayaalon mein thi aisa lagta hai tum ho wahi mil gayi kya khushi chhaa gaya kya nasha maine bhi tujhe dekha hai kahin pehle yaad aata nahin hai kab kahan o jaaneman o jaane jaan jaane jahaan tum se milne se pehle kabhi mere dil ki ye haalat naa thi tum se milne se pehle kabhi mere dil ki ye haalat naa thi chalti hai saanson mein aandhiyaan dil ki dhadkan theharne lagi kya pata kya hua hona hai jaane kya maine tujhe dekha hai kahin pehle yaad aata nahin hai kab kahan o jaaneman o jaane jaan jaane jahaan aaaaa aaaa aaaaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa hooo oooo ooooo ooooo hooo oooo ooooo rang laayi hai dil ki duwaa tujhe chaha tu mera hua rang click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Maine Kaha Zid Chhod De Rickshawala (1973) 04:56 37635
 
Poster of Rickshawala (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Neetu Singh
Duration : 04:56   Song Number : 37635   

Maine Kahaa Phoolon Se Mili (1975) 04:56 20880
 
Poster of Mili (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 04:56   Song Number : 20880   

Maine Kuchh Khoya Hai Mere Sajana (1975) 06:38 16277
 
Poster of Mere Sajana (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Naveen Nishchal
Duration : 06:38   Song Number : 16277   

Maine Maa Ko Dekha Hai Mastana (1970) 04:31 13694
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mehmood, Others
Duration : 04:31   Song Number : 13694   

Maine Pee Sharab Naya Raasta (1970) 05:30 13859
 
Poster of Naya Raasta (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 05:30   Song Number : 13859   

Maine Peena Seekh Liya Goonj Uthi Shehnai (1959) 03:31 36860
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Ameeta
Duration : 03:31   Song Number : 36860   

Maine Pehli Hi Baar Dekha Gussa Dharkan (1972) 03:02 37237
 
Poster of Dharkan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Mumtaj
Duration : 03:02   Song Number : 37237   

Maine Poochha Chaand Se Abdullah (1980) 05:05 18053
 
Poster of Abdullah (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 05:05   Song Number : 18053   

Maine Pyaar Kiya Maine Pyar Kiya (1989) 06:51 15160
 
Poster of Maine Pyar Kiya (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Salman Khan, Bhagya Shri
Duration : 06:51   Song Number : 15160   

Maine Pyaar Kiya To Thik Kiya Surakksha (1979) 04:32 15676
 
Poster of Surakksha (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ranjeeta, Mithun Chakravarti
Duration : 04:32   Song Number : 15676   

Maine Rakkhaa Hai Shabnam (1964) 05:29 14204
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 05:29   Song Number : 14204   

Maine Rang Li Aaj Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:32 13195
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 13195   

Maine Saawan Se Kaha Ankhon Mein Tum Ho (1997) 05:47 36577
 
Poster of Ankhon Mein Tum Ho (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Sharad Kapoor, Rohit Roy
Duration : 05:47   Song Number : 36577   

Maine Shayad Tumhein Barsaat Ki Raat (1960) 03:57 12848
 
Poster of Barsaat Ki Raat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 12848   

Maine Soch Liya Tumsa Nahin Dekha (A Love Story) (2004) 04:18 36800
 
Poster of Tumsa Nahin Dekha (A Love Story) (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Dia Mirza
Duration : 04:18   Song Number : 36800   

Maine Tere Liye Anand (1970) 03:16 20883
 
Poster of Anand (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:16   Song Number : 20883   

Maine To Nahin Pee Main Nashe Mein Hoon (1959) 03:50 17769
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 03:50   Song Number : 17769   

Maine Tujhe Chhua Justice Chaudhury (1983) 05:05 39640
 
Poster of Justice Chaudhury (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jeetendra, Sridevi
Duration : 05:05   Song Number : 39640   

Maine Tujhe Dekha Hai Darbar (1955) 03:23 17053
 
Poster of Darbar (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:23   Song Number : 17053   

Maine Tujhe Dekha Hai Kahin Meetha Zehar (1985) 05:18 18551
 
Poster of Meetha Zehar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Babla
On Screen Actors- 
Deepak Parashar
Duration : 05:18   Song Number : 18551