MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


main ik raaja hoon tu ik raani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai prem nagar ki ye ik sundar prem kahaani hai main ik raaja hoon hooo oooo hoooo oooo kya hoti hai prem kahaani ye bhi tu naadan naa jaani kya hoti hai prem kahaani ye bhi tu naadan naa jaani kitni pyaari pyaari teri ye naadaani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai main ik raaja hoon mann mera ik mehal ho jaise tu iss mein rehti hai aise mann mera ik mehal ho jaise tu iss mein rehti hai aise jaise seep mein moti hai saagar mein paani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai main ik raaja hoon premi bhanvre rang raliyon ke kya kehte hai inn kaliyon se premi bhanvre rang raliyon ke kya kehte hai inn kaliyon se ye tujhko kaise samjhaaun tu deewani hai main ik raaja hoon tu ik raani hai prem nagar ki ye ik sundar prem kahaani hai main ik raaja hoon click here
dekhiye saahibo wo koi aur thi aur ye naazneen hai meri main inpe marta hoon dekhiye saahibo wo koi aur thi aur ye naazneen hai meri haa samjha tha main ye hai khadi lekin wahaan koi aur thi inke liye aye mohtaram chheda kisi aur ko tha khuda ki kasam haa dekhiye saahibo wo koi aur thi aur ye naazneen hai meri main inpe marta hoon logon kehne do isko ye hai koi deewana hoye hoye hoye main naa jaanun kisi ko itna mera fasaana aa aa aa ekdam galat fasaana hai ekdam galat fasaana hai insen to puraana hai apnaa silsilaa dekho to pyaar inko bhi hai mera khumaar inko bhi hai inke liye aye mohtaram chheda kisi aur ko tha khuda ki kasam haa dekhiye saahibo wo koi aur thi aur ye naazneen hai meri main inpe marta hoon maine kab isko chaaha keh do itna naa phenke haaye haaye haaye aashique banne se pehle apni soorat to dekhe oooo oooo oooo soorat bhali buri kya hai soorat bhali buri kya hai sauda to nazar ka hai sauda pyaar ka inko kahaan ghum doston ruswaa huye hum doston click here
main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga are paagal wahi hoga jo man zoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga gulabi honth naazuk se ye kala til hai ya kaatil ye mana zulfe nagin hain magar hai pyaar ke kabil agar bijli nigahon ki gire dil par to kya hoga are paagal wahi hoga jo manzoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga ho ooo aa aa aa aaaa baharon mein hararat hai nazaron mein hai teekhapan ye kya hone laga mujh ko ye kyun saanson mein hai uljhan shararat hai hawaaon mein uda aanchal to kya hoga are paagal wahi hoga jo manzoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga ye bikhre se khayalon kaa simatna hai bada mushkil gulon ka khud bhi kanton se lipatna hai bada mushkil bana lun aashiyaan apna jo kanton mein to kya hoga are paagal wahi hoga jo manzoor e khuda hoga main iss masoom chehre ko agar chhu loon to kya hoga click here
main ja rahi thi leke man mein trishna achhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna achhe samay pe tum aaye main ja rahi thi leke man mein trishna achhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna achhe samay pe tum aaye sab ki bidaai maine ki haay sab ki bidaai maine ki haay mujhko bida karne na wo aaye mujhko bida karne na wo aaye maa ke liye bachchon se hua na itna achhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna achhe samay pe tum aaye kya munh dikhaun sare gaon ko kya munh dikhaun sare gaon ko maine pukara sabke naam ko maine pukara sabke naam ko koi na aaya dekha rasta kitna achhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna achhe samay pe tum aaye main ja rahi thi leke man mein trishna achhe samay pe tum aaye tum aaye tum aaye krishna achhe samay pe tum aaye click here
main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga aapke shehar mein hai pehla tamasha mera dekh kar boliye hai mere bare mein aapki raaye kya main jaadugar jaadugar main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga are jo main hoon aap samjhe nahin jo aap samjhe hain wo main nahin jo main hoon aap samjhe nahin jo aap samjhe hain wo main nahin jo aap dekhenge nazron ka dhokha tamasha hai do hathon ka main jaadugar jaadugar main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga hua nahin hoga nahin aisa koi jaadugar jaisa jaadugar hai goga goga husn ki mehfilen main saja doon yahan aasmaan se pari main bula doon yahan dekhiye kya karishme dikhata hoon main kaise laila ko majnu banata hoon main jo aap dekhenge nazron ka dhokha tamasha hai do hathon ka main jaadugar jaadugar main jaadugar hai mera naam goga ha mujh jaisa nahin koi hoga are hua nahin hoga nahin aisa koi jaadugar click here
o oo oo o o oo oo oo main gaaoon tu chup ho jaa main jaagon re tu so jaa main gaaoon tu chup ho jaa main jaagon re tu so jaa dharti ki kaaya soyi ambar ki maaya soyi jhil mil taaron ke neeche sapnon ki chhaaya soyi main dhoondhoon re tu kho jaa main jaagoon re tu so jaa o o o oo oo oo oo o o o jaaane hawaayein kahaan khoyi saagar ki bhi lehrein soyi duniya ka sab dukhda bhar ke teri do ankhiyaan re kyun royi aansoon ke shabnam dho jaa main jaagoon re tu so jaa o o o oo oo oo oo o o o aansoon tere mujh ko de de badle mein meri hansi le le tera to mann sukh se khele mera hriday tera dukh jhele naye beej khushi ke bo jaa main jaagoon re tu so jaa o o o oo oo oo oo o o o click here
main jaagun saari rain sajan tum so jaao so jaao so jaao geeton mein chhupa loon bain sajan tum so jaao so jaao so jaao phiki pad gayi chaand ki jyoti dhundhale ho gaye deep gagan ke phiki pad gayi chaand ki jyoti dhundhale ho gaye deep gagan ke so gayi sunder sejj ki kaliyaan so gaye khilte bhaag dulhan ke khul kar ro len nain hooo oooo khul kar ro len nain sajan tum so jaao so jaao so jaao jaag ke so gayi tann ki agani badh kar tham gayi mann ki halchul jaag ke so gayi tann ki agani badh kar tham gayi mann ki halchul apna ghunghat aap ulat kar khol di maine paanv ki chhagal ab hai chain hi chain hooo oooo ab hai chain hi chain sajan tum so jaao so jaao so jaao main jaagun saari rain sajan tum so jaao so jaao so jaao so jaao hmm hmm hmm hmmm hmmm click here
main jaan gayi tujhe saiyaan hatt chhod de mori baiyaan matlab ke yaar diya mujhko maar ab kaahe padat mori paiyaan main jaan gayi tujhe saiyaan hatt chhod de mori baiyaan matlab ke yaar diya mujhko maar ab kaahe padat mori paiyaan main jaan gayi tujhe saiyaan tu mast ghata main baadal tu aankh hai main hoon kaajal meri saans mein teri khushboo tere pyaar ne kar diya paagal tu mast ghata main baadal tu aankh hai main hoon kaajal meri saans mein teri khushboo tere pyaar ne kar diya paagal main jaan gayi tujhe saiyaan hatt chhod de mori baiyaan matlab ke yaar diya mujhko maar ab kaahe padat mori paiyaan main jaan gayi tujhe saiyaan tu chaand kahe to laa doon taaron se maang saja doon hai pyaar mujhe bhi kitna main cheer ke dil dikhla doon tu chaand kahe to laa doon taaron se maang saja doon hai pyaar mujhe bhi kitna main cheer ke dil dikhla doon main jaan gayi tujhe saiyaan hatt chhod de mori baiyaan matlab ke yaar diya mujhko maar ab kaahe padat mori paiyaan main click here
main jaanti hoon tum jhooth bolte ho phir bhi kaho aji phir se kaho tumko mujhse pyaar hai tum jaanti ho main sach bolta hoon phir bhi suno phir se suno mujhko tumse pyaar hai main jaanti hoon aankhon mein jhanko mere sapnon ki raani padh ke to dekho padh ke to dekho mere dil ki kahaani aankhon mein jhanko mere sapnon ki raani padh ke to dekho padh ke to dekho mere dil ki kahaani main jaanti hoon tum jhooth bolte ho phir bhi kaho aji phir se kaho tumko mujhse pyaar hai tum jaanti ho main sach bolta hoon phir bhi suno phir se suno mujhko tumse pyaar hai tum jaanti ho sapnon mein aake yahi tumne kaha tha neend khuli to neend khuli to dekha koi nahin tha sapnon mein aake yahi tumne kaha tha neend khuli to neend khuli to dekha koi nahin tha tum jaanti ho main sach bolta hoon phir bhi suno phir se suno mujhko tumse pyaar hai main jaanti hoon tum jhooth bolte ho phir bhi kaho aji phir se kaho tumko mujhse pyaar hai main jaanti hoon dil mein tumhaare piya chhalne ki click here
main jab bhi akeli hoti hoon main jab bhi akeli hoti hoon tum chupke se aa jaate ho aur jhaank ke meri aankhon mein beete din yaad dilaate ho beete din yaad dilaate ho mastaana hawaa ke jhonkon se har baar wo parde kaa hilna parde ko pakdne ki dhun mein do ajnabi haathon kaa milna aankhon mein dhuwaan saa chhaa jaana aankhon mein sitaare se khilnaa beete din yaad dilaate ho beete din yaad dilaate ho mud mud ke tumhaara raste mein takna wo mujhe jaate jaate aur mera thithak kar ruk jaana chilman ke kareeb aate aate nazron kaa taras kar reh jaana ek aur jhalak paate paate beete din yaad dilaate ho beete din yaad dilaate ho barsaat ke bheege mausam mein barsaat ke bheege mausam mein sardi ki thitharti raaton mein pehron wo yun hi baithe rehna haathon ko pakad kar haathon mein aur lambi lambi ghadiyon ka kat jaana baaton baaton mein beete din yaad dilaate ho beete din yaad dilaate ho ro ro ke tumhen khat likhti hoon ro ro ke tumhen khat likhti hoon aur khud padh kar ro click here
laaaa laaa lala lalaaaaaaa laaaaaaaa zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom zoom main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa aye main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii aye main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii shole hain ye nagmen mere dhokha naa khana hoon dil jala ye soch ke tum paas aana shole hain ye nagmen mere dhokha naa khana hoon dil jala ye soch ke tum paas aana aisa naa ho duniyaa kahe haaye ke ye kya huaaaa main jab chhedunga dil ka taraana to aa jaayega toofan saaaa ek ek dil bechain ho hulchul si macha doon abhiiiii kaho to main ik aag si mehfil mein laga doon abhiiiii heyyyy hoooooo heyyyyy heyyyy hoooooo hooooo preeeem pyaar deewaanaa click here
hoooo hooo hooo hoooo hooo hoooo hoooo hooo hooo hooo hooooo hoooo hoooo hooo hooo hoooo hooo hoooo hoooo hooo hooo hooo hooooo hoooo main jahaan chala jaaun main jahaan chala jaaun bahaar chali aayeee haan mehak jaaye raahon ki dhool main banphool ban kaa phool main jahaan chala jaaun bahaar chali aayeee haan mehak jaaye raahon ki dhool main banphool ban kaa phool hoooo hooo hooo hoooo hooo hoooo hoooo hooo hooo hooo hooooo hoooo bairi bada zamaana haan hoooo kadar meri naa jaana bairi bada zamaana kadar meri naa jaana kisi ki bhi aankhon ne mujhe nahin pehchaana duniyaa gayi mujhko bhool main banphool ban kaa phool main jahaan chala jaaun bahaar chali aayeee haan mehak jaaye raahon ki dhool main banphool ban kaa phool phirun re main banjaara haaan hooooo dagar dagar aawara phirun re main banjaara dagar dagar aawara kisi dilwaale kaa dhundhun main sahaara mujhe koi kar le qubool main banphool ban kaa phool main jahaan chala jaaun bahaar chali aayeee haan mehak click here
main jahaan rahoon main kahin bhi hoon teri yaad saath hai aa aaa aaaa aaa main jahaan rahoon main kahin bhi hoon teri yaad saath hai kisi se kahoon ke nahin kahoon ye jo dil ki baat hai kehne ko saath apne ik duniyaan chalti hai par chhupke iss dil mein tanhaayi palti hai bas yaad saath hai teri yaad saath hai teri yaad saath hai teri yaad saath hai main jahaan rahoon main kahin bhi hoon teri yaad saath hai kahin to dil mein yaadon ki ik suli gad jaati hai kahin har ik tasveer bahut hi dhundhali pad jaati hai koi nahin duniyaan ke naye rangon mein khush rehta hai koi sab kuchh paa ke bhi ye mann hi mann kehta hai kehne ko saath apne ik duniyaan chalti hai par chhupke iss dil mein tanhaayi palti hai bas yaad saath hai teri yaad saath hai teri yaad saath hai aa aaaaa aaaa aaaa aaaa kahin to beete kal ki jaden dil mein hi utar jaati hai kahin jo dhaage toote to maalaen bikhar jaati hai koi dil mein jagah nayi baaton ke liye rakhta hai koi apni palkon par yaadon ke click here
main jatt yamla paglaa deewana main jatt yamla paglaa deewana ho rabba itti si baat na jaana ke ke ke o mainu pyaar kar di hai saade utte woh mardi hai ke o mainu pyaar kar di hai saade utte woh mardi hai main jatt yamla paglaa deewana ho rabba itti si baat na jaana ke ke ke o mainu pyaar kar di hai saade utte woh mardi hai ke o mainu pyaar kar di hai haai haai saade utte woh mardi hai usne to kaha har baat ko ishaare mein diya bhi jala ke rakha raaton ko chaubaare mein usne to kaha har baat ko ishaare mein diya bhi jala ke rakha raaton ko chaubaare mein reshmi dupatta phenka pind ke hulaare mein mele mein akele phiri baazaar saare mein kaun sa banaya na bahaana bahaana bahaana main jatt yamla paglaa deewana ho rabba itti si baat na jaana ke ke ke o mainu pyaar kar di hai saade utte woh mardi hai ke o mainu pyaar kar di hai saade utte woh mardi hai aisa nahin hota to woh aise sharmaati na mujhe aate dekh sadak pe bhaag jaati na aisa nahin hota to woh aise sharmaati click here
main jis din bhulaa doon tera pyaar dil se wo din aakhari ho meri zindagi ka main jis din bhulaa doon tera pyaar dil se wo din aakhari ho meri zindagi ka ye aankhen ussi raat ho jaaye andhi ye aankhen ussi raat ho jaaye andhi jo tere siwaa dekhe sapna kisi ka main jis din bhulaa doon tera pyaar dil se wo din aankhari ho meri zindagi ka mujhe apne dil se utarne na dena main khushboo hoon isko bikharne na dena mujhe apne dil se utarne na dena main khushboo hoon isko bikharne na dena hamesha rahoon main tere baazuon mein na toote ye bandhan kabhi dosti ka ye aankhen ussi raat ho jaaye andhi ye aankhen ussi raat ho jaaye andhi jo tere siwaa dekhe sapna kisi ka main jis din bhulaa doon tera pyaar dil se wo din aankhari ho meri zindagi ka meri dhadkanon mein mohabbat hai teri meri zindagi ab amaanat hai teri meri dhadkanon mein mohabbat hai teri meri zindagi ab amaanat hai teri tamanna hai jin raaston par chale tu nisaan ho wahan par meri bandagi ka ye aankhen ussi raat click here
ho tauba tauba pyaar mein ye ho gayi kharaabi ho tauba tauba pyaar mein ye ho gayi kharaabi achchha bhala aadmi ban gaya sharaabi samjhe are hatt main jo chala pee kar wo cheez buri hai magar main jo chala pee kar wo cheez buri hai magar khamoshi zubaan ho gayi ke meri mushkil aasaan ho gayi hey main jo chala pee kar wo cheez buri hai magar rakha tha seene mein jisko chhupa ke wo baat dil ki honthon pe aa ke rakha tha seene mein jisko chhupa ke wo baat dil ki honthon pe aa ke ek daastaan ban gayi to ho meri mushkil aasaan ho gayi achchha hey main jo chala pee kar wo cheez buri hai magar peene se pehle ye himmat nahin thi mere liye aaj tak jo zameen thi peene se pehle ye himmat nahin thi mere liye aaj tak jo zameen thi wo aasmaan ho gayi ho meri mushkil aasaan ho gayi main jo chala pee kar wo cheez buri hai magar baithi kahaan hai tu anjaan ban ke o bekhabar tu meri jaan ban ke oh kaun hai wo arey baithi kahaan hai tu anjaan ban ke o bekhabar tu meri jaan ban ke click here
main kaa karun raam mujhe budha mil gaya main kaa karun raam mujhe budha mil gaya hoye hoye budha mil gaya ho budha mil gaya haaye main kaa karun raam mujhe budha mil gaya main kaa karun raam mujhe budha mil gaya sab jo gaye baag mera budha bhi chala gaya sab jo gaye baag mera budha bhi chala gaya sab to laaye phool budha gobhi le ke aa gaya sab to laaye phool budha gobhi le ke aa gaya main ho gayi badnaam mujhe budha mil gaya haaye kaa karun raam mujhe budha mil gaya hoye hoye budha mil gaya ho budha mil gaya haaye main kaa karun raam mujhe budha mil gaya main gudiyaa haseen meri morni si chaal hai main gudiyaa haseen meri morni si chaal hai sar mein safed sar mein safed uske dada ji sa baal hai sar mein safed uske dada ji sa baal hai kya hoga anjaam mujhe budha mil gaya haaye kaa karun raam mujhe budha mil gaya hoye hoye budha mil gaya haaye budha mil gaya main kaa karun raam mujhe budha mil gaya pariyon ke des mujhe budha le ke aa gaya pariyon ke des mujhe budha click here
main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tujhe dil ke aayine mein maine baar baar dekha tujhe dil ke aayine mein maine baar baar dekha teri akhadiyon mein dekha to chhalakta pyaar dekha tera teer meine dekha to zigar ke paar dekha main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tera rang hai salona tere ang mein lachak hai tera rang hai salona tere ang mein lachak hai teri baat mein hai jaadoo tere bol mein khanak hai teri har ada muhabbat tu zamin ki thanak hai main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun mera dil lubha raha hai tera roop sada sada mera dil lubha raha hai tera roop sada sada ye jhooki jhooki nigahein kare pyaar dil mein jyaada main tujhi pe jaan dunga hai yahi click here
main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun hai dil ki lagan main phool banun aur hans ke tere pehlun mein rahun tu dekhe mujhe main dekhun tujhe aur pyaar mein tere kho jaaun tu dekhe mujhe main dekhun tujhe aur pyaar mein tere kho jaaun main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun jiss manzil ka raahi na koi wo sehra hai manzil to nahin jiss dil mein koi dhadkan hi na ho wo pathar hai koi dil to nahin jiss dil mein koi dhadkan hi na ho wo pathar hai koi dil to nahin main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi click here
aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa main kaun hoon main kaun hoon aye chaand taaron main kaun hoon aye chaand taaron mera naam le ke koi pukaaro main kaun hoon aye chaand taaron main kaun hoon pyaasa mera mann pyaase mere naina pyaasa mera mann pyaase mere naina kya dhundhate hain saari saari raina kuchh to kaho jaago neend ke maaro main kaun hoon aye chaand taaron main kaun hoon aye chaand taaron haan ye wahi hai phoolon ki galiyaan haan ye wahi hai phoolon ki galiyaan main rakh gayi thi yahaan kuchh kaliyaan unka hua kya bolo bahaaron main kaun hoon aye chaand taaron main kaun hoon aye chaand taaron dekhen hain kisne jhonken hawaa ke dekhen hain kisne jhonken hawaa ke dekho naa mujhko haath laga ke door se meri zulfen sanwaaro main kaun hoon aye chaand taaron mera naam le ke koi pukaaro main kaun hoon aye chaand taaron main kaun hoon main kaun hoon click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Ik Raaja Hoon Uphaar (1971) 04:35 14384
 
Poster of Uphaar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Swaroop Dutt
Raag- 
Bhairav
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:35   Song Number : 14384   

Main Inpe Marta Hoon Teesri Manzil (1966) 05:18 15743
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 05:18   Song Number : 15743   

Main Iss Masoom Chehre Ko Baghi Shahzada (1963) 04:41 36200
 
Poster of Baghi Shahzada (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Noor Dewasi
Music Director- 
Bipin-Babul
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Kumkum
Duration : 04:41   Song Number : 36200   

Main Ja Rahi Thi Leke Bidaai (1974) 04:22 36175
 
Poster of Bidaai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Durga Khote
Duration : 04:22   Song Number : 36175   

Main Jaadugar Hai Mera Naam Goga Jaadugar (1989) 11:27 36805
 
Poster of Jaadugar (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 11:27   Song Number : 36805   

Main Jaagon Re Tu So Jaa Do Ankhen Barah Haath (1957) 03:33 13133
 
Poster of Do Ankhen Barah Haath (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya
Duration : 03:33   Song Number : 13133   

Main Jaagun Saari Bahurani (1963) 03:22 12803
 
Poster of Bahurani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:22   Song Number : 12803   

Main Jaan Gayi Tujhe Howrah Bridge (1958) 03:13 20860
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sunder, Kammo
Duration : 03:13   Song Number : 20860   

Main Jaanti Hoon Mem Didi (1961) 04:12 12214
 
Poster of Mem Didi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Kaysi Mehra, Tanuja
Duration : 04:12   Song Number : 12214   

Main Jab Bhi Akeli Hoti Dharmputra (1961) 06:43 13077
 
Poster of Dharmputra (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Sahir Chandpuri
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 06:43   Song Number : 13077   

Main Jab Chhedunga Dil Ponga Pandit (1975) 08:19 13963
 
Poster of Ponga Pandit (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 08:19   Song Number : 13963   

Main Jahaan Chala Jaaun Banphool (1971) 05:04 12833
 
Poster of Banphool (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 05:04   Song Number : 12833   

Main Jahaan Rahoon Namastey London (2007) 06:25 11151
 
Poster of Namastey London (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Katrina Kaif
Raag- 
Bhupali
Duration : 06:25   Song Number : 11151   

Main Jatt Yamla Paglaa Pratiggya (1975) 04:55 13976
 
Poster of Pratiggya (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:55   Song Number : 13976   

Main Jis Din Bhulaa Doon Tera Pyaar Dil Se Police Public (1990) 05:15 31524
 
Poster of Police Public (1990)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1990
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Shikha Swaroop
Duration : 05:15   Song Number : 31524   

Main Jo Chala Pee Kar Mukti (1977) 04:38 39011
 
Poster of Mukti (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:38   Song Number : 39011   

Main Kaa Karun Sangam (1964) 03:53 12017
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Raj Kapoor
Duration : 03:53   Song Number : 12017   

Main Kahin Kavi Na Pyar Hi Pyar (1969) 04:57 20856
 
Poster of Pyar Hi Pyar (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Vyjayanthimala
Duration : 04:57   Song Number : 20856   

Main Kamsin Hoon Naadaan Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:45 20857
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:45   Song Number : 20857   

Main Kaun Hoon Bandish (1980) 06:46 18186
 
Poster of Bandish (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 06:46   Song Number : 18186