MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humen raaston ki zaroorat nahin hai humen tere paaon ke nishaan mil gaye hain humen raaston ki zaroorat nahin hai humen tere paaon ke nishaan mil gaye hain humen raaston ki bhatakne ka dar hai na khone ka dar hai jahaan tera saaya wahaan apna ghar hai bhatakne ka dar hai na khone ka dar hai jahaan tera saaya wahaan apna ghar hai zameen pe humen hoo oo oo zameen pe humen aasmaan mil gaye hain humen raaston ki zaroorat nahin hai humen tere paaon ke nishaan mil gaye hain humen raaston kii badi aarzoo thi ki wo din bhi aaye tere naam se hum khud ko bulaayen badi aarzoo thi ki wo din bhi aaye tere naam se hum khud ko bulaayen tere naam se hoooo tere naam se do jahaan mil gaye hain humen raaston ki zaroorat nahin hai humen tere paaon ke nishaan mil gaye hain hmm hmm hmm hmm hmm click here
hamesha tumko chaaha aur chaaha aur chaaha chaaha chaaha hamesha tumko chaaha aur chaaha kuchh bhi nahin tumhein dil ne hai pooja pooja pooja aur pooja kuchh bhi nahin na na nahin na na nahin nahin nahin nahin nahin kuchh bhi nahin hooo kuchh bhi nahin hoo kuchh bhi nahin jo daag tumne mujhko diya us daag se mera chehra khila rakhoongi iss ko nishaani banaa kar maathe pe iss ko hamesha sajaa kar o preetam o preetam bin tere mere iss jeevan mein kuchh bhi nahin nahin nahin nahin nahin kuchh bhi nahin beete lamhon ki yaadein lekar bojhal kadmon se wo chal kar dil bhi roya aur aankh bhar aayi mann se aawaaz hai aayi wo bachpan ki yaadein aa aa aa wo rishte wo naate wo saawan ke jhoole oo oo wo hasna wo hasaana wo rooth ke phir manaana wo har ik pal main dil mein samaaye diye mein jalaaye le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon main le jaa rahi hoon o preetam o preetam bin tere mere iss jeevan mein kuchh bhi nahin nahin nahin nahin nahin kuchh bhi nahin hamesha tumko click here
aaaaaaaaaaa hamin karen koi surat unhen bulaane ki hamin karen koi surat unhen bulaane ki suna hai unko to aadat hai bhool jaane ki hamin karen koi surat hamin karen koi surat hamin karen koi surat unhen bulaane ki suna hai unko to aadat hai bhool jaane ki hamin karen koi surat jafa ke zikr pe tum kyun sambhal ke baith gaye jafa ke zikr pe tum kyun sambhal ke baith gaye tumhaari baat nahin tumhaari baat nahin baat hai zamaane ki hamin karen koi surat unhen bulaane ki suna hai unko to aadat hai bhool jaane ki hamin karen koi surat jo hum tak aaye to katra ke is tarah se na ja jo hum tak aaye to katra ke is tarah se na ja nigah e naaz ye baaten nigah e naaz ye baaten hain dil dukhaane ki hamin karen koi surat hamin karen koi surat hamin karen koi surat unhen bulaane ki suna hai unko to aadat hai bhool jaane ki hamin karen koi surat click here
kaun sa tan haaye barmaaye re humri atariya pe aaja re saanwariya dekha dekhi tanik hoi jaaye humri atariya pe aaja re saanwariya dekha dekhi tanik hoi jaaye humri atariya pe kiwadiya se lag ke piya kare jhaanka jhaanki bahut kaudi phenke piya udaave jahaan ki haay kiwadiya se lag ke piya kare jhaanka jhaanki bahut kaudi phenke piya udaave jahaan ki kasam deve jaan ki aaja gilauri khilai doon kimaami laali pe laali tanik hui jaaye aaja gilauri khilai doon kimaami laali pe laali tanik hui jaaye humri atariya pe padosan ke gharva jaiho jaiho na sanwariya sautan se boli mori kaate jeheriya jeheri nazariya aaja atariya pe pilai doon angoori jora jori tanik huyi jaaye aaja atariya pe pilai doon angoori jora jori tanik huyi jaaye humri atariya pe aaja re saanwariya dekha dekhi tanik hoi jaaye humri atariya pe kaun sautan haaye barmaaye re click here
hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hooo hans de khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hooo oooo hans de hoo hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hans de hooo oooo hans de khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hans de jaanwar nahin hanste hain bas insaan hanstaa hai jo naa hanse mujhe to jaanwar hi lagta hai to khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hans de main sunaaun chutkule aur chutkule tum bhi kaho pet bhar ke main hansun aur tum bhi jee bhar ke hanso khil khil khil ke hans de khul khul khul ke hans de hans de hans de hans de hans de beta bolaaaa sun lo daddy mujhko mil gayiii hai ik ladki bas maine baat bata di uss hi se karunga shaadi uss mein aisii kya hai khoobi ho beta bola gaal pe uske jo til hai mera dil hai le gaya daddy ne kaha ik til ke liye poori ladki se shaadi karoge kya poori ladki se shaadi karoge kya click here
heyyyyyy hans tu har dam khushiyaan yaa ghum hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har dam khushiyaan yaa ghum jo kamzor hain khud wo hi haath uthaaya karte hain jo darpok hain khud wo hi aankh dikhaaya karte hain dadagiri se kabhi ghabraaya naa karo are hans tu har dam khushiyaan yaa ghum hans tu har dam khushiyaan yaa ghum teri himmat hi kismat jo bigdi baat banaayegi shaan se tu ye kadam utha manzil khud mil jaayegi maraa maari mein khud ko uljhaaya naa karo hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har dam khushiyaan yaa ghum loot maar se kya milta khoon kharaaba hota hai jaisi karni waisi bharni yahin faisla hota hai dushman ki lalkaar se tum dar jaaya naa karo are hans tu har dam khushiyaan yaa ghum hans tu har dam khushiyaan yaa ghum kisi se darna nahin dar dar ke jeena nahin hans tu har click here
hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai koi humdard nahin dard mera saaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai din to uljha hi raha zindagi ki baaton mein saansen chalti hai kabhi kabhi raaton mein kisi ki aah par taaron ko pyaar aaya hai koi humdard nahin dard mera saaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai sapne chhalte hi rahe roz nayi raahon se koi fisla hai abhi abhi baahon se kiss ki ye aahthen ye kaun muskuraaya hai koi humdard nahin dard mera saaya hai hansne ki chaah ne kitna mujhe rulaaya hai click here
hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri jawaani tauba tauba re dilruba o dilruba dilruba o dilruba hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri jawaani tauba tauba re dilruba o dilruba dilruba o dilruba pehle teri aankhon ne loot liya door se pehle teri pehle teri aankhon ne loot liya door se phir ye sitam tan tan ke dekhna guroor se o deewane o deewane tu kya jaane haan tu kya jaane dil ki beqaraariyaan hai kya hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri jawaani tauba tauba re dilruba o dilruba dilruba o dilruba jee bhar ke tadpaa le jee bhar ke vaar kar jee bhar ke jee bhar ke tadpaa le jee bhar ke vaar kar sab kuchh ganwaara hai thoda sa pyaar kar tu hai dil mein hoye tu hai dil mein dil mushkil mein haaye dil mushkil mein ab naa dil ki mushkilen bada hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri jawaani tauba tauba re dilruba o dilruba dilruba o dilruba hansta hua noorani chehra kaali zulfen rang sunhera teri click here
hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua le le dil le le are de de dil de de main hoon deewana tera main to hoon deewana tune na jaana haaye tune ye na jaana hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua le le dil le le are de de dil de de main hoon deewana tera main to hoon deewana tune na jaana haaye tune ye na jaana hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua teri adaa hai pyaari pyaari kar li hai maine tujhse yaari teri adaa hai pyaari pyaari kar li hai maine tujhse yaari dil maine haara sab tujh pe waara dil maine haara sab tujh pe waara jeena marna tere liye hansta hua ye pyaara chehra tera dekha jo maine tujhko paagal hua turuu turuu tu ruru ruru ruru ru aankhen ye teri kaali kaali gaalon pe tere chhayi laali hoo aankhen ye teri kaali kaali gaalon pe tere chhayi laali sunle haseena tu hai nageena sunle haseena tu hai nageena click here
har aas ashq baar hai har saans bekaraar hai har aas ashq baar hai har saans bekaraar hai tere bagair zindagi ujadi huyi bahaar hai tere bagair zindagi main jaanti hoon bewafaa main jaanti hoon main jaanti hoon bewafaa tu laut kar na aayega phir bhi na jaane kyun mujhe tera hi intezaar hai tere bagair zindagi ujadi huyi bahaar hai tere bagair zindagi kis ko sunaaun main gila kis ko sunaaun kis ko sunaaun main gila ae bebasi ki intehaan na tujh se ikhtiyaar hai na dil pe ikhtiyaar hai har aas ashq baar hai har saans bekaraar hai tere bagair zindagi ujadi huyi bahaar hai tere bagair zindagi click here
har chehra yahaan chaand har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara ye waadi ye kashmir hai jannat ka nazaara jannat ka nazaara har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara har chehra yahaan chaand to har zarra sitaara ye waadi ye kashmir hai jannat ka nazaara jannat ka nazaara har chehra yahaan chaand hansti hai jo kaliyaan to hanseen phool hain khilte hansti hai jo kaliyaan to hanseen phool hain khilte hain log yahaan jaise utar aaye farishte oooo oooo oooo ooo ooo ooo oooo oooo har dil se nikalti hai yahaan pyaar ki dhaara har dil se nikalti hai yahaan pyaar ki dhaara ye waadi ye kashmir hai jannat ka nazaara jannat ka nazaara har chehra yahaan chaand ye chotiyaan barfon ki hain aazaadi ka parcham ye chotiyaan barfon ki hain aazaadi ka parcham hansti hai gulaami pe ye insaan ki hardam oooo oooo oooo ooo ooo ooo oooo oooo deti hain ye aakash ko baahon ka sahara deti hain ye aakash ko baahon ka sahara ye waadi ye click here
ee galiyan ka dharam alag hai alag hai reet riwaaj ka samjhe na samjhe to samjh lo humse hum samjha dein aaj har chhori rani hiyan har chhora rajaa har chhori rani hiyan har chhora rajaa magar kabhi baja nahin hiyan band baja magar kabhi baja nahin hiyan band baja har chhori rani hiyan har chhora rajaa magar kabhi baja nahin hiyan band baja magar kabhi baja nahin hiyan band baja aawara galiyan ki pariyan dekh uthe dil jhoom waah waah kya maja aawara galiyan ki pariyan dekh uthe dil jhoom itar pan gajre ki mahek ghunghru mujre ki dhoom chhan chhan chhanan chhanan khan khan khanan khanan chhan chhan chhanan chhanan khanan khanan natkhat chhori ban ke chakori chanchal gori kare dil ki chori kabhi lachak lachak kar kabhi chhamak chhamak kar kabhi jhatak jhatak kar kabhi matak matak kar kabhi latkau latkau kabhi jhatkau jhatkau kabhi thumakau thumakau kabhi matkau matkau lachak lachak chamak chamak jhatak jhatak matak matak har chhori rani hiyan har chhora rajaa har click here
har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana aap hamaare dil ko churaa kar aankh churaaye jaate hain ye ek tarfa rasme wafa hum phir bhi nibhaaye jaate hain chaahat ka dastoor hai lekin aap ko hi maaloom nahin ooooo jis mehfil mein shamma ho parwaana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana bhooli bisri yaadein mere hanste gaate bachpan ki raat biraat chali aati hain neend churaane nainan ki ab keh doongi karte karte kitne saawan beet gaye ooooo jaane kab in aankhon ka sharmana jaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana har dil jo pyaar karega wo gaana gaayega deewana sainkdon mein pehchaana jaayega deewana apni apni sabne keh li lekin hum chup chaap rahe dard paraaya jisko pyaara wo kya apni baat kahe khaamoshi ka ye afsaana click here
ek dil mein koi armaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat har ek nazar mein koi pahchaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat toofan ki amaanat sahil ke khushk baazu toofan ki amaanat sahil ke khushk baazu sahil ke baajuon ki toofan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat har ek nazar mein koi pahchaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat soche agar koi to insaan ka apna kya hai soche agar koi to insaan ka apna kya hai ye jism hai amaanat ye jaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat har ek nazar mein koi pahchaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat jo tujhko mil gaya hai tera nahin hai nadaan jo tujhko mil gaya hai tera nahin hai nadaan jo roza zindagi ka samaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat har ek nazar mein koi pahchaan hai amaanat har ek dil mein koi armaan hai amaanat kal kiske ghar se iska rishta ho kaun jaane kal click here
ae badareeee heyyyooooo har ek ghar mein diya bhi jale anaaj bhi ho har ek ghar mein diya bhi jale anaaj bhi ho agar naa ho kahin aisa to ehtajaaj bhi ho agar naa ho kahin aisa to ehtajaaj bhi ho har ek ghar mein diya bhi jale anaaj bhi ho huqumton ko badlna to kuchh muhaal nahin huqumton ko badlna to kuchh muhaal nahin huqumten jo badlata hai wo samaaj bhi ho huqumten jo badlata hai wo samaaj bhi ho agar naa ho kahin aisa to ehtajaaj bhi ho agar naa ho kahin aisa to ehtajaaj bhi ho har ek ghar mein diya bhi jale anaaj bhi ho rahegi kab talak waadon mein qaid khushhaali rahegi kab talak waadon mein qaid khushhaali har ek baar hi kal kyun kabhi to aaj bhi ho agar naa ho kahin aisa to ehtajaaj bhi ho har ek ghar mein diya bhi jale anaaj bhi ho naa karte shor sharaaba to aur kya karte naa karte shor sharaaba to aur kya karte tumhaare shehar mein kuchh aur kaam kaaj bhi ho tumhaare shehar mein kuchh aur kaam kaaj bhi ho har ek ghar mein diya bhi jale anaaj bhi ho agar click here
aa aa aaa aa aa aaa aa har ek jeevan hai ek kahaani par ye sachchai sabne na jaani har ek jeevan hai ek kahaani par ye sachchai sabne na jaani jo paana hai wo khona hai is pal hasna kal rona hai har ek jeevan hai ek kahaani par ye sachchai sabne na jaani ek nirdhan ki ek bitiya thi unki chhoti si duniya thi din beet chale beeta bachpan us gudiya pe aaya yovan yovan ki masti ne usko raah bhula di pag fisal gaya wo cheekh padi unchchai se khaayi mein giri murjha gayi wo phoolon ki raani par ye sachchai sabne na jaani ek shahzada aa pahuncha wahan tab jaa ke bachi ladki ki jaan usse baahon mein le pyaar diya singaar diyaa ghar dwaar diya sapnon kiii bagiyaa mein pyaara phool khila tha phir pal bhar mein badli chhayi barkha bijuri aandhi laayi pal pal duwaayi maange deewani par ye sachchai sabne na jaani jag ke maalik meri hai khata mere apne kyun paayen saza mere raam se main kahun kaise bata jootha hoon ber main shabri ka mujhko tuuu ab koi aisi raah dikha de meri click here
la la la la la la la la la la la aah ha aah ha ha ha ha ha la la la la la la la la la la la la la la la aah ha aah har ek muskurahat muskan nahin hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahin hoti aansu khushi ke ghum ke hote hain ek jaise aansu khushi ke ghum ke hote hain ek jaise inn aansuon ki koi pehchan nahin hoti haan har ek muskurahat muskan nahin hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahin hoti har baat hai wahin par matlab badal gaye hain dil dagmaga gaya tha par hum sambhal gaye hain aise bhi aate hain din jeete hain log lekin aise bhi aate hain din jeete hain log lekin hota hai aur sab kuchh par jaan nahin hoti haan har ek muskurahat muskan nahin hoti nafrat ho ya mohabbat aasan nahin hoti la la la la la la la la la la aah ha aah ha ha ha ha ha ha la la la la la la la la la la la la la la la aah ha aah hote hain iss jahan mein chehre bhi ek jaise ghunghat bhi ek jaise sehre bhi ek jaise sab janti hain nazrein pehchanti hain nazrein sab janti hain nazrein pehchanti click here
har ghadi badal rahi hai roop zindagi chhanv hai kabhi kabhi hai dhoop zindagi har pal yahaan jee bhar jiyo jo hai sama kal ho naa ho har ghadi badal rahi hai roop zindagi chhanv hai kabhi kabhi hai dhoop zindagi har pal yahaan jee bhar jiyo jo hai sama kal ho naa ho chahe jo tumhen pure dil se milta hai wo mushkil se aisa jo koi kahin hai bas wohi sab se haseen hai uss haath ko tum thaam lo wo meherbaan kal ho naa ho har pal yahaan jee bhar jiyo jo hai sama kal ho naa ho hoo palkon ke le ke saaye paas koi jo aaye laakh sambhalo pagal dil ko dil dhadke hi jaaye par soch lo iss pal hai jo wo daastan kal ho naa ho har ghadi badal rahi hai roop zindagi chhanv hai kabhi kabhi hai dhoop zindagi har pal yahaan jee bhar jiyo jo hai sama kal ho naa ho har pal yahaan jee bhar jiyo jo hai sama kal ho naa ho jo hai sama kal ho naa ho click here
har ghadi dhal rahi shaam hai zindagi dard ka doosra naam hai zindagi har ghadi dhal rahi shaam hai zindagi dard ka doosra naam hai zindagi kya karen baat jab baat wo na rahi hum kahen hum hi sunen baat phir kya rahi zabaan pe aake ruk gayi baat hai zindagi dard ka doosra naam hai zindagi aasmaan hai wahi aur wahi hai zameen hai makaam gair ka gair hai ya hamin ajnabi aankh si aaj hai zindagi dard ka doosra naam hai zindagi kyun khade raah mein raah bhi so gayi apni to chhanw bhi apne se kho gayi bhatke huye panchhi ki raat hai zindagi dard ka doosra naam hai zindagi click here
har haseen cheez ka main talabgaar hoon har haseen cheez ka main talabgaar hoon ras ka phoolon ka geeton ka bimaar hoon ras ka phoolon ka geeton ka bimaar hoon har haseen cheez ka main talabgaar hoon saara gaanv mujhe rasiya kahe saara gaanv mujhe rasiya kahe jo bhi dekhe mann basiya kahe haaye re jo bhi dekhe mann basiya kahe sabki nazron ka ek main hi deedar hoon ras ka phoolon ka geeton ka bimaar hoon har haseen cheez ka main talabgaar hoon koi kahe bhnnwra mujh koi deewana bhed mere mann ka magar kisi ne na jaana koi kahe bhnnwra mujh koi deewana bhed mere mann ka magar kisi ne na jaana rona maine kabhi sikha nahin rona maine kabhi sikha nahin chakha jeevan phal phika nahin haaye re haaye chakha jeevan phal phika nahin main to har mol de ne ko tayyar hoon ras ka phoolon phoolon ka geeton geeton ka bimaar hoon har haseen cheez ka main talabgaar hoon ras ka phoolon ka geeton ka bimaar hoon ras ka phoolon ka geeton ka bimaar hoon har haseen cheez ka main talabgaar click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hamen Raaston Ki Zaroorat Naram Garam (1981) 03:54 32121
 
Poster of Naram Garam (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Swaroop Sampat
Duration : 03:54   Song Number : 32121   

Hamesha Tumko Chaaha Devdas (2002) 06:02 17929
 
Poster of Devdas (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Nusrat Badr
Music Director- 
Ismail Darbar
Raag- 
Yaman
Duration : 06:02   Song Number : 17929   

Hamin Karen Koi Ek Nazar (1972) 04:41 18358
 
Poster of Ek Nazar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 04:41   Song Number : 18358   

Hamri Atariya Pe Dedh Ishqiya (2014) 04:14 32934
 
Poster of Dedh Ishqiya (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Rekha Bhardwaj
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit
Duration : 04:14   Song Number : 32934   

Hans De Hans De Abhay (2001) 06:22 18088
 
Poster of Abhay (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Raveena Tandon
Duration : 06:22   Song Number : 18088   

Hans Tu Har Dam Lootmaar (1980) 04:56 13617
 
Poster of Lootmaar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Tina Munim
Duration : 04:56   Song Number : 13617   

Hansne Ki Chaah Ne Aavishkar (1973) 03:18 12613
 
Poster of Aavishkar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Kapil
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Sharmila Tagore
Duration : 03:18   Song Number : 12613   

Hansta Hua Noorani Parasmani (1963) 03:52 20504
 
Poster of Parasmani (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Mahipal, Geetanjali
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:52   Song Number : 20504   

Hansta Hua Ye Pyaara Chehra Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001) 04:13 18172
 
Poster of Yeh Teraa Ghar Yeh Meraa Ghar (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Ibrahim Ashak
Music Director- 
Anand Milind
Singer- 
Shri Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Shetty, Mahima Choudhary
Duration : 04:13   Song Number : 18172   

Har Aas Ashq Baar Hai Kinare Kinare (1963) 03:41 15614
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:41   Song Number : 15614   

Har Chehra Yahaan Chaand Aabroo (1968) 07:42 20505
 
Poster of Aabroo (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Deepak Kumar
Duration : 07:42   Song Number : 20505   

Har Chhori Rani Hiyan Mahaan (1983) 08:50 32111
 
Poster of Mahaan (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 08:50   Song Number : 32111   

Har Dil Jo Pyaar Karega Sangam (1964) 04:48 14133
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Duration : 04:48   Song Number : 14133   

Har Ek Dil Mein Koi Armaan Hai Amaanat (1977) 06:06 36831
 
Poster of Amaanat (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Sadhana
Duration : 06:06   Song Number : 36831   

Har Ek Ghar Mein Diya Dhoop (2003) 06:51 18108
 
Poster of Dhoop (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
Lalit Sen
Singer- 
Jagjit Singh
On Screen Actors- 
Gul Panag, Om Puri, Various, Revati
Duration : 06:51   Song Number : 18108   

Har Ek Jeevan Bezubaan (1982) 06:13 36007
 
Poster of Bezubaan (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Reena Roy
Duration : 06:13   Song Number : 36007   

Har Ek Muskurahat Ankhon Mein Tum Ho (1997) 05:45 32674
 
Poster of Ankhon Mein Tum Ho (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Suman Rangnathan, Sharad Kapoor
Duration : 05:45   Song Number : 32674   

Har Ghadi (Kal Ho Naa Ho) Kal Ho Naa Ho (2003) 05:22 16838
 
Poster of Kal Ho Naa Ho (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Shankar, Ehsaan, Loy
Singer- 
Sonu Nigam
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan
Duration : 05:22   Song Number : 16838   

Har Ghadi Dhal Rahi Saaransh (1984) 05:09 19989
 
Poster of Saaransh (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Vasant Dev
Music Director- 
Ajit Varman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Anupam Kher
Duration : 05:09   Song Number : 19989   

Har Haseen Cheez Ka Saudagar (1973) 03:38 14164
 
Poster of Saudagar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Nutan, Padma Khanna
Duration : 03:38   Song Number : 14164