MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmmmm hmmm hmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmmmm hmmm aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa haaye jiya roye roye haaye jiya roye roye piyaa naahin aaye aaye haaye jiya roye roye haaye jiya roye ik main hi jaagun hooo oooo oooooo ik main hi jaagun saara jag soye haaye jiya roye roye haaye jiya roye tumne to dekha hoga aye chaand taaron tumne to dekha hoga aye chaand taaron kit gaye more saiyaan tum hi pukaaro hoooo oooooo ooooo tum hi pukaaro jaao unkoo itna bataaao haaye jiya roye roye haaye jiya roye kab tak jiyen koi birhaa ki maari kab tak jiyen koi birhaa ki maari chanda teri chaandani mohe laage andhiyaari hoooo oooooo oooooo laage andhiyaari aaooo saiyaan ab to aa jaaaaao haaye jiya roye roye haaye jiya roye roye piyaa naahin aaye aaye haaye jiya roye roye haaye jiya roye click here
haay kuchh aisi ada se wo mera yaar chala har taraf shor hua maar chala maar chala wo chala wo chala haaye wo chala haay kuchh aisi ada se wo mera yaar chala har taraf shor hua maar chala maar chala wo chala wo chala haaye wo chala gussa karta hai to kuchh aur sanvar jaata hai gussa karta hai to haay kuchh aur sanvar jaata hai khud b khud phool sa chehra bhi nikhar jaata hai badgumaan hoke mujhi se mera dildaar chala har taraf shor hua maar chala maar chala wo chala wo chala haaye wo chala haay kuchh aisi ada se wo mera yaar chala har taraf shor hua maar chala maar chala wo chala wo chala haaye wo chala humne dekhi na kahin haaye aisi gulaabi aankhein humne dekhi na kahin haaye aisi gulaabi aankhein maykada jhoom uthe hain aisi sharaabi aankhein dard jo dil ka mita de wo hi gamkhaar chala har taraf shor hua maar chala maar chala wo chala wo chala haaye wo chala haay kuchh aisi ada se wo mera yaar chala har taraf shor hua maar chala maar chala wo chala wo chala click here
hooooo hoooo hoooo hooooo hmmmmm aaaaaaaa tune dil se kyun mujhko pukaara tune dil se kyun mujhko pukaara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara maine dil se tujhe kyun pukaara maine dil se tujhe kyun pukaara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara hoooooo oooooo hooooo hoooooo hooooo hooooo tu udhar main idhar dono ke dil hai deewane pyaar mein hmmm hmmm hmmm hmmm tu udhar hmmm hmmm hmmm hmmm main idhar aa ha ha ha ha dono ke dil hai deewane pyaar mein kudrat ne rachaa khel saara kudrat ne rachaa khel saara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm kuchh kahun chup rahun kya karun aisa ho raha hai kyun hmmm hmmm hmmm hmmm kuchh kahun hmmm hmmm hmmm hmmm chup rahun hmmm hmmm hmmm hmmm kya karun aisa ho raha hai kyun mujhe mere khayaalon ne maara mujhe mere khayaalon ne maara haaye raam ye kya kar daara haaye raam ye kya kar daara tune dil se kyun mujhko pukaara tune dil se kyun click here
hmmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmm haaye re haaye neend nahin aaye chain nahin aaye dil mein tu samaaye aaya pyaar bhara mausam deewana deewana haaye re haaye neend nahin aaye chain nahin aaye dil mein tu samaaye aaya pyaar bhara mausam deewana deewana koi dekh le agar ghum naa kar koi dekh le agar tu ghum naa kar mujhe to lag rahaa hai darr kyun magar rutt suna rahi hai preet ki kahaaniyaan haaye re haaye haaye mast ghataa chhaye haaye pyaas naa bhujhaaye hoye aag si lagaaye aaya pyaar bhara mausam deewana deewana hooo hooo hoooo hooo hooo hoooo hooo hooo hoooo aaaa haaa haaa dil ne dil se kya kaha kya pata dil ne dil se kya kaha ye kya pata zara saa mere paas aa kyun bhala aa tujhe main de doon prem ki nishaaniyaan haaye re haaye jaan ghabraaye aankh jhuki jaaye saans ruki jaaye aaya pyaar bhara mausam deewana deewana chhedti hai ye hawa kya huaaa chhedti hai ye hawa to kya huaaa jagaa hai dil mein dard sa kyun click here
haaye re haaye tera ghunghtaa haaye re haaye tera ghunghtaa neend churaaye tera ghunghtaa neend churaaye tera ghunghtaa hey chaand ghata se nikleee chaand ghata se nikleee koi uthaaye tera ghunghtaa haaye re haaye tera ghunghtaa haaye re haaye mera ghunghtaa dil dhadkaaye mera ghunghtaa hooo laaj se main mar jaaun reee laaj se main mar jaaun reee jo tu uthaaye mera ghunghtaa haaye re haaye mera ghunghtaa bas ek ye ghunghat hai kya aise ho parde hazaar hona ho to ho jaata hai hota hai aisa ye pyaar rehne bhi do jaane bhi do iss ki zaroorat nahin dete hain dil jo pyaar mein takte wo sooraj nahin kaahe hataaye mera ghunghtaa kaahe hataaye mera ghunghtaa laaj se main mar jaaun re jo tu hataaye mera ghunghtaa haaye re haaye mera ghunghtaa jab bhi zara haath mera sar se sarakne lagaaa teri kasam seene mein dum mera atakne lagaaa phir kiss tarah hum tum mile kaise mulaaqat hoooo madhosh main khaamosh tu kaise koi baat hoooo beech mein aaye tera ghunghtaa haaa aaaa beech click here
Hay Re Insaan Ki Majbooriya click here
hoye ruthe saiyaan haaye ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe naa to hum bewafaa naa to hum jhute ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe chain naa aaya humen neend naa aayi dete rahe saari rain duhaayi chain naa aaya humen neend naa aayi dete rahe saari rain duhaayi koi unki bhi haaye raaaaam koi unki bhi yunhi neendiya loote ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe kaise naa tadpe dil ye deewana sach hi to kehta hai saara zamaana kaise naa tadpe dil ye deewana sach hi to kehta hai saara zamaana laagi toote naa haaye raam laagi toote naa chaahe duniyaa chhute ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe unko manaaya har ek adaa se haaye magar tauba unki bala se unko manaaya har ek adaa se haaye magar tauba unki bala se wo naa maane haaye raaaam wo naa maane kisi ka chahe dil toote ruthe saiyaan humare saiyaan kyun ruthe naa to hum bewafaa naa to hum click here
haaye tabassum tera haaye tabassum tera dhoop khil gayi raat mein ya bijali giri barsaat mein haaye tabassum tera haaye tabassum tera hansna tera dilnashin tha roka tha phir bhi wahin tha hansna tera dilnashin tha samjhi laga jisko sahal haaye tu jhutha savera haaye tabassum tera dhoop khil gayi raat mein ya bijali giri barsaat mein haaye tabassum tera haaye tabassum tera aankhon mein hai wo zamaana dhundhla sa wo ek fasaana aankhon mein hai wo zamaana ab wo hansi hai gair ki jispe kabhi haq tha mera haaye tabassum tera dhoop khil gayi raat mein ya bijali giri barsaat mein haaye tabassum tera haaye tabassum tera click here
haaye tabassum tera haaye tabassum tera dhoop khil gayi raat mein yaa bijli giri barsaat mein haaye tabassum tera haaye tabassum tera palkon ki chilman uthaana dheere se ye muskuraana palkon ki chilman uthaana lab jo hile zulfon talle chhaya gulaabi andhera haaye tabassum tera dhoop khil gayi raat mein yaa bijli giri barsaat mein haaye tabassum tera haaye tabassum tera roko naa apni hansi ko jeene do wallah kisi ko roko naa apni hansi ko teri hansi ruk jo gayi ruk jaayega saans mera haaye tabassum tera dhoop khil gayi raat mein yaa bijli giri barsaat mein haaye tabassum tera haaye tabassum tera click here
haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re main hoon tere jeevan ki raagini main hoon tere jeevan ki raagini haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re tere nagme taare ban kar taare ban kar tere nagme taare ban kar taare ban kar chamken sab ke pyaare ban kar pyaare ban kar chamken sab ke pyaare ban kar haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re main hoon tere jeevan ki raagini main hoon tere jeevan ki raagini haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re phir se aisa raag suna re raag suna re phir se aisa raag suna re raag suna re jhoom uthe ye ghum ke maare ghum ke maare jhoom uthe ye ghum ke maare haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re main hoon tere jeevan ki raagini main hoon tere jeevan ki raagini haaye tu hi gaya mohe bhool re haaye tu hi gaya mohe bhool re click here
hmm hmm hmm hmm hmmmm hmm hmm hmm hmmmm aa aa aa aa aa aa aa aa haaye unki wo nigaahen dil dekhe jinki raahen koi unse jaa ke poochhe hum kyun na unhen chahen haaye unki wo nigaahen dil dekhe jinki raahen koi unse jaa ke poochhe hum kyun na unhen chahen haaye unki wo nigaahen hey hey hey jis din hum pehle pehle roothe the unse milke jis din hum pehle pehle roothe the unse milke us din bhi chupke chupke kehte the hum ye dil se wo dil bhi koi dil hai jis mein pyaar nahin haaye unki wo nigaahen dil dekhe jinki raahen koi unse jaa ke poochhe hum kyun na unhen chahen haaye unki wo nigaahen hey hey hey jaise jhukte hi jhukte uth jaati hain ye palken jaise jhukte hi jhukte uth jaati hain ye palken jaise lehra lehra ke ruk jaati hain ye zulfen yun samjho humko bhi yunhi qaraar nahin haaye unki wo nigaahen dil dekhe jinki raahen koi unse jaa ke poochhe hum kyun na unhen chahen haaye unki wo nigaahen hey hey hey ye balkhate se raste ye matwali si basti ye balkhate se raste click here
hai apnaa dil to aawaaraa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa haseenon ne bulaayaa gale se bhi lagaayaa bahut samjhaya yahi na samjha haseenon ne bulaayaa gale se bhi lagaayaa bahut samjhaya yahi na samjha bahut bhola hai bechaara na jaane kis pe aayegaa hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa ajab hai diwana na darr na thikana zameen se begaanaa falak se judaa ajab hai diwana na darr na thikana zameen se begaanaa falak se judaa yeh ek toota hua tara na jaane kis pe aayegaa hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa zamaanaa dekha sara hai sab ka sahara yeh dil hi humara hua na kisi ka zamaanaa dekha sara hai sab ka sahara yeh dil hi humara hua na kisi ka safar mein hai yeh banjara na jaane kis pe aayegaa hai apnaa dil to aawaaraa na jaane kis pe aayegaa hua jo kabhi raazi to mila nahin qaazi jahaan pe lagee baazi wahin pe haaraa hua jo kabhi click here
hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega rukega na ruka hai na jaane dhun kya hai kabhi ye rasta hai kabhi wo rasta rukega na ruka hai na jaane dhun kya hai kabhi ye rasta hai kabhi wo rasta phire hai dar badar maara na jaane kis pe aayega hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega kisi se ye mila tha bataaye koi kya tha bedari ka sama tha ki tha wo sapna kisi se ye mila tha bataaye koi kya tha bedari ka sama tha ki tha wo sapna khud apne dard se haara na jaane kis pe aayega hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega hai apna dil to aawaara na jaane kis pe aayega click here
hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz dekh lo iska tamasha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz laakh daara aur sikandar ho gaye aaj bolo wo kahaan sab kho gaye aayi hichki maut ki aur so gaye aayi hichki maut ki aur so gaye har kisi kaa hai basera chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz kal talak rangeen bahaare thi jahaan aaj kabro ke wahaan dekhe nishaan rang badle har ghadi ye aasmaan rang badle har ghadi ye aasmaan aish o ghum jo kuchh bhi dekha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz kya milega dil kisi ka tod ke le dua toote dilon ko jod ke jaa magar kuchh yaad apni chhod ke jaa magar kuchh yaad apni chhod ke ho tera duniyaa mein charcha chand roz chand roz hai bahaar e baagh e duniyaa chand roz chand roz dekh lo iska tamasha chand roz chand roz hai click here
hai bas ke har ek unke ishaare mein nishaan aur karte hain muhaabat to guzarta hai gumaan aur yaa rab naa wo samjhe hai naa samjhenge meri baat yaa rab naa wo samjhe hai naa samjhenge meri baat de aur dil unko jo naa de mujhko zabaan aur de aur dil unko jo naa de mujhko zabaan aur tum shehar mein ho to humen kya ghum jab uthenge tum shehar mein ho to humen kya ghum jab uthenge le aayenge baazar se jaa kar dil o jaan aur le aayenge baazar se jaa kar dil o jaan aur hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur hain aur bhi duniyaa mein sukhanvar bahot achchhe kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur kehte hai ke gaalib kaa hai andaaz e bayaan aur click here
hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa loota jo musaafir dil ke safar mein hai jannat ye duniyaa uski nazar mein loota jo musaafir dil ke safar mein hai jannat ye duniyaa uski nazar mein ussi ne hai loota mazaa zindagi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai sajde ke kaabil har wo deewana ke jo ban gaya ho tasveer e jaana hai sajde ke kaabil har wo deewana ke jo ban gaya ho tasveer e jaana karon ehtraam uski deewangi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa barbaad hona jiss ki adaa ho dard e muhabbat jiski dawaa ho barbaad hona jiss ki adaa ho dard e muhabbat jiski dawaa ho sataayega kya ghum usse zindagi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa hai duniyaa usi ki zamaana usi kaa muhabbat mein jo hooo gaya ho kisi kaa click here
hai isi mein pyaar ki aabroo woh jafa karen main wafa karoon jo wafa bhi kaam na aa sake to wohi kahen ke main kya karoon hai isi mein pyaar ki aabroo mujhe ghum bhi unka azeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai mujhe ghum bhi unka azeez hai ke unhi ki di huyi cheez hai ke unhi ki di huyi cheez hai yahi ghum hai ab meri zindagi ise kaise dil se juda karoon hai isi mein pyaar ki aabroo jo na ban sake main woh baat hoon jo na khatm ho main woh raat hoon jo na ban sake main woh baat hoon jo na khatm ho main woh raat hoon jo na khatm ho main woh raat hoon ye likha hai mere naseeb main yunhi shama ban ke jala karoon hai isi mein pyaar ki aabroo na kisi ke dil ki hoon aarzoo na kisi nazar ki hoon justzoo na kisi ke dil ki hoon aarzoo na kisi nazar ki hoon justzoo na kisi nazar ki hoon justzoo main woh phool hoon jo udaas hoon na bahar aaye to kya karoon hai isi mein pyaar ki aabroo woh jafa karen main wafa karoon jo wafa bhi kaam na aa sake to wohi kahen ke main kya karoon click here
hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana ye khule khule se gesun uthe jaise badliyaan si ye jhuki jhuki nighahen gire jaise bijliyaan si tere naachten kadam mein hai bahaar ka khazaana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana tera jhumna machalna ye nazar badal badal ke mera dil dhadak raha hai tu lachak sambhal sambhal ke kahin ruk na jaaye zaalim kisi mod par zamaana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana mere gulsitaan ka sab kuchh tera sirf muskurana hai kali kali ke lab par tere husn ka fasaana click here
are hai hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani aaj toh nasha aisa chadha puchho na yaaro main hoon aasmaan pe mujhe neeche utaaro aaj toh nasha aisa chadha puchho na yaaro main hoon aasmaan pe mujhe neeche utaaro mujhpe sada hansti raho yun hi bahaaro mil ke mere saath naacho aapki hai meherbaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani dekho meri aankhon mein hain dore gulaabi main to nahin peeta hua phir bhi sharaabi dekho meri aankhon mein hain dore gulaabi main to nahin peeta hua phir bhi sharaabi ye hai tere pyaar ka nasha chanda si bhabhi bhaiya raaja ghar mein le ke aa gaya pariyon ki raani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani hai mubarak aaj ka din raat aayi hai suhaani shadmaani o shadmaani shadmaani o shadmaani aangan click here
hai na bolo bolo hai na bolo bolo papa bolo bolo mummy bolo bolo paapa ko mummy se mummy ko paapa se pyaar hai pyaar hai hai na bolo bolo hai na bolo bolo paapa ko mummy se mummy ko paapa se pyaar hai pyaar hai paapa mummy milte hain chupke chupke hanste hain ha ha ha ha paapa mummy milte hain chupke chupke hanste hain jaane kya kya kehte hain baatein karte rehte hain paapa mummy milate hain chupke chupke hanste hain jaane kya kya kehte hain baatein karte rehte hain hai na bolo bolo hai na bolo bolo paapa ko mummy se mummy ko paapa se pyaar hai pyaar hai mummy teri achchhi hai kitni bholi bhaali hai paapa bhi to achchhe hain kitne pyaare pyaare hain mummy teri achchhi hai kitni bholi bhaali hai paapa bhi to achchhe hain kitne pyaare pyaare hain hai na bolo bolo hai na bolo bolo munni bolo bolo deepu bolo bolo paapa ko mummy se mummy ko paapa se pyaar hai pyaar hai paapa se main boloongi mummy ko ghar le aayen mummy se main boloonga saath mujhe bhi le jaayen paapa click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Haaye Jiya Roye Roye Milan (1958) 04:38 15625
 
Poster of Milan (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Hans Raj Bahal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 04:38   Song Number : 15625   

Haaye Kuchh Aisi Ada Se Yaar Mera (1972) 04:06 38288
 
Poster of Yaar Mera (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rakhi
Duration : 04:06   Song Number : 38288   

Haaye Raam Na Tum Jaano Na Hum (2002) 05:57 12042
 
Poster of Na Tum Jaano Na Hum (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Saif Ali Khan, Hrithik Roshan
Duration : 05:57   Song Number : 12042   

Haaye Re Haaye Humjoli (1970) 04:36 20500
 
Poster of Humjoli (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:36   Song Number : 20500   

Haaye Re Haaye Tera Dhongee (1979) 06:46 13080
 
Poster of Dhongee (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Neetu Singh
Duration : 06:46   Song Number : 13080   

Haaye Re Insaan Ki Majooriyan Ghunghat (1960) 03:16 38151
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Beena Roy, Asha Parekh, Pradeep Kumar
Duration : 03:16   Song Number : 38151   

Haaye Ruthe Saiyaan Devar (1966) 03:37 13056
 
Poster of Devar (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Bela Bose
Duration : 03:37   Song Number : 13056   

Haaye Tabassum Tera (Female) Nishan (1965) 02:51 41006
 
Poster of Nishan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Javed Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 02:51   Song Number : 41006   

Haaye Tabassum Tera (Male) Nishan (1965) 02:47 13881
 
Poster of Nishan (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Javed Anwar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Nazima
Duration : 02:47   Song Number : 13881   

Haaye Tu Hi Gaya Mohe Kathputli (1957) 05:35 38140
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamla Laxman
Duration : 05:35   Song Number : 38140   

Haaye Unki Wo Nigaahen Aakhri Dao (1958) 04:11 37436
 
Poster of Aakhri Dao (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shammi, Nutan, Shekhar
Duration : 04:11   Song Number : 37436   

Hai Apna Dil To Solva Saal (1958) 04:28 20501
 
Poster of Solva Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Sundar
Duration : 04:28   Song Number : 20501   

Hai Apna dil To Aawaara (Sad) Solva Saal (1958) 04:08 18735
 
Poster of Solva Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Hemant Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Duration : 04:08   Song Number : 18735   

Hai Bahaar E Baagh E Duniyaa Bombay Ka Chor (1962) 03:39 15562
 
Poster of Bombay Ka Chor (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Radhe Shyam
Duration : 03:39   Song Number : 15562   

Hai Bas Ke Har Ek Mirza Ghalib (1954) 02:39 13749
 
Poster of Mirza Ghalib (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Faqeer
Duration : 02:39   Song Number : 13749   

Hai Duniyaa Usi Ki Zamaana Usi Kaa Kashmir Ki Kali (1964) 06:04 11844
 
Poster of Kashmir Ki Kali (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:04   Song Number : 11844   

Hai Isi Mein Pyaar Ki Aabroo Anpadh (1962) 04:59 20502
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bhairav
Duration : 04:59   Song Number : 20502   

Hai Kali Kali Ke Lala Rookh (1958) 03:15 13597
 
Poster of Lala Rookh (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shyama, Talat Mahmood
Duration : 03:15   Song Number : 13597   

Hai Mubarak Aaj Ka Din (Shadmani Ho Shadmani) Boxer (1984) 05:12 40879
 
Poster of Boxer (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Gulshan Bawra
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:12   Song Number : 40879   

Hai Na Bolo Bolo Andaz (1971) 04:47 12681
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Hema Malini, Shammi Kapoor
Duration : 04:47   Song Number : 12681