MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ghum ki andheri raat mein dil ko naa beqaraar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein dard hai saari zindagi jiska koi seela nahin dil ko fareb dijiye aur ye haunsala nahin aur ye haunsala nahin mujhse to badgumaan naa ho khud pe to aitbaar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein khud hi tadap ke reh gaye dil ki sadaa se kya mila aag se khelte rahe humko wafaa se kya mila humko wafaa se kya mila dil ki lagi bhujha naa de dil ki lagi se pyaar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein dil ko naa beqaraar kar subah zuroor aayegi subah kaa intezaar kar ghum ki andheri raat mein click here
ghum ki badli mein chamakta ik sitaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai ghum ki badli mein chamakta ik sitaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai hum se gairon ka nahin apna sahaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai gardishon se haar kar oh baithne waale gardishon se haar kar oh baithne waale khud ko khabar kya apne pairon mein bhi hain chhaale khud ko khabar kya apne pairon mein bhi hain chhaale par nahin rukte ke manzil ne pukaara hai aaj apna ho na ho par kal humaara hai ye kadam aise jo saagar kaat dete hain ye wo iraade hain jo parvat kaat dete hain karz in haathon ne dharti par utaara hai sach yayi gaata hai dil kab tak andhera hai raat ke uss paar lekin phir savera hai har samander ka kahin par toh kinaara hai kal humaara hai kal humaara hai kal humaara hai kal humaara hai click here
ghum ki dawaa to pyaar hai ghum ki dawaa sharaab nahin thukraao na humaara pyaar itne toh hum kharaab nahin ghum ki dawaa to pyaar hai jaata hai jo jaane do aata hai jo aane do jaata hai jo jaane do aata hai jo aane do beeti baatein beet gayin nayi bahaarein jaane do bagiyaa mein phool hazaaron hain ek hi to gulaab nahin ghum ki dawaa sharaab nahin ghaav jiya ke bhar denge toota dil hum jodenge ghaav jiya ke bhar denge toota dil hum jodenge ban ke rahenge saathi hum saath kabhi na chhodenge ab koyi tumko sata sake itni kisi mein chaab nahin ghum ki dawaa to pyaar hai ghum ki dawaa sharaab nahin thukraao na humaara pyaar itne toh hum kharaab nahin ghum ki dawaa to pyaar hai click here
ghum na kar khushi kaa daur aayegaa ghum na kar zamaana aur aayega ghum na kar khushi kaa daur aayegaa ghum na kar zamaana aur aayega khatm ho gayi sitam ki daastaan khatm ho gayi sitam ki daastaan jhuk raha hai ab zameen pe aasma ab na ye hansi teri udayega ghum na kar zamaana aur aayega aa gaye hain dekho din bahaar ke aa gaye hain dekho din bahaar ke din guzar gaye hain intezaar ke din guzar gaye hain intzaar ke dukh kaa ye sama badal hi jaayega ghum na kar zamaana aur aayega chaar din guzaar de hansi khushi chaar din guzaar de hansi khushi aa gaya wo waqt jab ki aadmi thokren naseeb ki na khaayega ghum na kar zamaana aur aayega dekhna ye raat kat hi jaayegi dekhna ye raat kat hi jaayegi iske baad subah muskuraayegi iske baad subah muskuraayegi ik naya jahaan jagmagaayega ghum na kar zamaana aur aayega ghum na kar khushi kaa daur aayegaa ghum na kar zamaana aur aayega click here
phalak pe jitne sitaare hain wo bhi sharmaaye o dene wale mujhe itni zindagi de de yahi sazaa hai meri maut hi na aaye mujhe kisi ko chain mile mujh ko be kali de de ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga saans ki lay pe tera naam liye jaaunga ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga haai tune mujhe ulphat ke siva kuchh na diya aur maine tujhe nafrat ke siva kuchh na diya haai tune mujhe ulphat ke siva kuchh na diya aur maine tujhe nafrat ke siva kuchh na diya tujhse sharminda hoon ae meri wafa ki devi tera mujrim hoon musibat ke siva kuchh na diya ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga saans ki lay pe tera naam liye jaaunga ghum uthaane ke liye mein to jiye jaaunga tu khayalon mein mere ab bhi chali aati hai apne palkon pe un ashkon ka janaza lekar tu khayalon mein mere ab bhi chali aati hai apne palkon pe un ashkon ka janaza lekar tune neendein kari kurbaan meri raahon mein mein nashe mein raha gairon ka sahaara click here
ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache ho ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje aankhon ne aankhon se masti churaayi aankhon ne aankhon se masti churaayi behke kadam aur nazar ladkhadaayi behke kadam aur nazar ladkhadaayee mann ke singhaasan pe tu hi biraaje ho tu hi biraaje ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache oye chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache ho ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chaahat bina zindagi thi adhoori chaahat bina zindagi thi adhoori tu nahin samjhe gawaalan ki chhori tu nahin samjhe gawaalan ki chhori raadha ko saaje to mohan hi saaje mohan hi saaje ghungharwaa mora chham chham baaje ghungharwaa mora chham chham baaje chham chham ki dhoon par jiyaa mora naache oye chham chham ki click here
ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee ghat ghat mein tore sayin basat hain ghat ghat mein tore sayin basat hain katu bachan mat bol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee dhan joban ka garb na kije dhan joban ka garb na kije jhootha inka mol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee jaag jatan se rang mahal mein jaag jatan se rang mahal mein piya payo anmol re ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee soone mandir soone mandir diya jala ke soone mandir diya jala ke aasan se mat dol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol re tohe piya milenge ghunghat ke pat khol reee click here
ghunghat nahin kholun ghunghat nahin kholungi saiyaan tore aage umar mori jaani sharm mohe laage umar mori jaani sharm mohe laage ghunghat nahin kholungi saiyaan tore aage mukh pe ghunghat nainon me rasiya mann hi mann muskaun mann hi mann muskaun mukh pe ghunghat nainon me rasiya mann hi mann muskaun mann hi mann muskaun dil ki batiya tu hi samjh le dil ki batiya tu hi samjh le main kaise batlaun haye main kaise batlaun jiyara mora larje badan mora kaanpe jiyara mora larje badan mora kaanpe ghunghat nahin kholun ghunghat nahin kholungi saiyaan tore aage naache ang ang murali ki dhun pe gaaye mann matwala gaaye mann matwala naache ang ang murali ki dhun pe gaaye mann matwala gaaye mann matwala dil pe more tune balamwa dil pe more tune balamwa kaisa jaadu daala haaye kaisa jaadu daala jiya ko more luta basuriya baja ke jiya ko more luta basuriya baja ke ghunghat nahin kholun ghunghat nahin kholungi saiyaan tore aage click here
hooo aan ho o o o hoo aan ghunghata gira hai zara ghunghata utha de re ghunghata gira hai zara ghunghata gira hai zara ghunghata utha de re koi mere maathe ki bindiya saja de re koi mere maathe ki koi mere maathe ki bindiya saja de re main dulhan si lagti hoon dulhan bana de re koi mere maathe ki aankhon mein raat ka kaajal lagaa ke main aangan mein thande savere bichha doon aankhon mein raat ka kaajal lagaa ke main aangan mein thande savere bichha doon main aangan mein thande savere bichha doon jo pairon mein mehandi ki agnee laga de re koi mere maathe ki bindiya saja de re ghunghata gira hai zara naa chithi hi aayi naa sandesa aaya har aahat pe aane ka andesa aaya naa chithi hi aayi naa sandesa aaya har aahat pe aane ka andesa aaya har aahat pe aane ka andesa aaya koi jhoothi muthi kiwadiya hila de re koi mere maathe ki bindiya saja de re koi mere maathe ki koi mere maathe ki bindiya saja de re amm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ghunghata gira hai zara click here
ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main kabhi iss pag mein kabhi uss pag mein bandhta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main kabhi toot gaya kabhi toda gaya sau baar mujhe phir joda gaya kabhi toot gaya kabhi toda gaya sau baar mujhe phir joda gaya yuhin lut lut ke aur mit mit ke banta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main main karta raha auron ki kahi meri baat mere mann hi mein rahi main karta raha auron ki kahi meri baat mere mann hi mein rahi kabhi mandir mein kabhi mehfil mein sajta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main apnon mein rahe ya gairon mein ghunghroo ki jagah to hai pairon mein apnon mein rahe ya gairon mein ghunghroo ki jagah to hai pairon mein phir kaisa gila jag se jo mila sehta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main ghunghroo ki tarah bajta hi raha hoon main kabhi is pag mein kabhi us pag mein bandhta hi raha click here
mohe aayi na jag se laaj main itna zor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye mohe aayi na jag se laaj main itna zor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye mohe aayi na jag se laaj main itna zor se naachi aaj ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye ke ghunghroo toot gaye kuchh mujh pe naya joban bhi tha kuchh pyaar ka paagalpan bhi tha har palak meri teer bani aur zulf meri zanjeer bani liya dil saajan ka jeet liya dil saajan ka jeet wo chhede payaliyaa ne geet ke ghunghroo toot gaye wo phool fazaon mein mehke bin peeye hi koi kyon behke ye masti bhari teri angdayi jaise koi bijli lehraayi ye teri jawaani ka josh ye teri jawaani ka josh ke teri payal thi kamzor ke ghunghroo toot gaye dharti pe na mere pair lage bin piya mujhe sab gair lage mujhe ang mile armaanon ke mujhe pankh mile parwanon ke jab mila piya ka gaaon jab mila piya ka gaaon to aisa lachka mera paanv ke click here
hey kanchaa haaye re daiya haaye re mera saajan wo kehlaaye dekhte sab rah jaayen wo mera haath pakad lei jaaye hoo re ghungroo ka bole aiysa ho wo aiysa ho mera ghunghta jo khole hoo re ghungroo ka bole aiysa ho wo aiysa ho mera ghunghta jo khole are kora kora gora gora banka chhora saiyan mora hoo re ghungroo ka bole re jidhar se bhi guzar jaaye mera chitchor ha ha mera chitchor haaye daiya mach jaye galiyon mein shor jhaanke jharokhon se goriyan jidhar se bhi guzar jaaye mera chitchor ha ha mera chitchor haaye daiya mach jaye galiyo mein shor jhaanke jharokhon se goriyan jo dekhe ye bole haaye mera man dole ho jo dekhe ye bole haaye mera man dole hoo re ghungroo ka bole aiysa ho wo aiysa ho mera ghunghta jo khole are kora kora gora gora banka chhora saiyan mora hoo re ghungroo ka bole re mele mein akele mohe sang lei jaaye mohe sang lei jaaye kaanch ki pachrangi chudiyan pehnaye jhumke bhi lei de bazaar se mele mein akele mohe sang lei jaaye mohe sang lei jaaye click here
gir gaya jhumka girne do kho gayi mundari khone do udd gayi chunri udne dooo kaahe ka dar hai baali umar hai chhodo bahaana naa naa gir gaya jhumka girne do kho gayi mundari khone do udd gayi chunri udne dooo kaahe ka dar hai baali umar hai are chhodo bahaana naa naa gir gaya jhumkaa aa jaa naa naa aa jaa aa jaa aa jaa naa naa aaaa haaa naa naa nana nana poochhenge sab mujhe aayi kahaan se tu haseena rang bhare honthon ka rang bhala kisne chheena kehna chaman ke phoolon ne mera roop chura ke rakh liya chubh gaya kaanta chubhne do khul gaya gajra khulne do mit gaya kajra mitne do kaahe ka dar hai baali umar hai are chhodo bahaana hmmm hmmm gir gaya jhumka sharbati aankhon se do ghoont peene do mujhko reshami zulfon ke saaye mein jeene do mujhko main maan jaati lekin dhadakte dil ne mana kar diya haaye haaye kya hua ho gayi mushkil hone do khil gayin kaliyaan khilne do aa gaye bhanware aane do kaahe ka dar hai baali umar are chhodo bahaana na na gir gaya jhumka click here
gokul ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala gore se ho gaya kaala gokul ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala gore se ho gaya kaala kaale ne sab ko ang laga ke kaale rang mein rang dala gokul ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala gore se ho gaya kaala lo chandan ka teeka lagaa do lo chandan ka teeka lagaa do mohan ko man mohan bana do mor mukut is ko pahna do haathon mein murli pakda do murli bana loon munh se lagaa loon aa tohe o brij baala gokul ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala gore se ho gaya kaala jamuna kinare apna thikana jamuna kinare apna thikana paniya bharan tu panghat pe aana ghunghat mein phir ye mukhdha chhupana chhedega tujhko saara zamaana dhamki deta hai bilkul deta hai dhamki tod ke matki makhan churane wala gokul ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala gore se ho gaya kaala pakda gaya chhaliya sab dekhen bhagega kaise ye ab dekhen ho pakda gaya chhaliya sab dekhen bhagega kaise ye ab dekhen mera dhang mera dhab dekhen click here
jaane kyun dil ye kehne laga hai ab to tu dil mein rehne laga hai bas gaya hai tu meri ragon mein ye sitam tere sehne laga hai jaane kyun dil ye kehne laga hai ab to tu dil mein rehne laga hai bas gaya hai tu meri ragon mein ye sitam tere sehne laga hai teri baahon mein aati hoon main saare jahaan ko bhoola ke le le teri panaahon mein tu ab to gale se laga ke teri baahon mein aati hoon main saare jahaan ko bhoola ke le le teri panaahon mein tu ab to gale se laga ke if you say you want me of there say you grab me teri chaahton mein hua hai ye haal tere sapnon mein rehti hoon main apni hi duniyaan bana ke rang bhar de hawaaon mein tu sapnon ko mere saja ke ho tere sapnon mein rehti hoon main apni hi duniyaan bana ke rang bhar de hawaaon mein tu sapnon ko mere saja ke i need somebody i want you at there for me kab tum mere hoge hai dil ka sawaal jaane kyun dil ye kehne laga hai ab to tu dil mein rehne laga hai bas gaya hai tu meri ragon mein ye sitam tere sehne laga click here
golmaal hai bhayi sab golmaal hai golmaal hai bhayi sab golmaal hai are golmaal hai bhayi sab golmaal hai har seedhe raste ki ek tedhi chaal hai seedhe raste ki ek tedhi chaal hai golmaal hai bhayi sab golmaal hai golmaal golmaal golmaal hai sab golmaal hai bhukh roti ki ho to paisa kamaayiye paisa kamaane ke liye bhi paisa chaahiye maange se na mile to paseena bahaayiye behta hai jab paseena to rumaal chaahiye ho golmaal hai bhayi sab golmaal hai golmaal golmaal hai golmaal hai bhayi sab golmaal hai har seedhe raste ki ek tedhi chaal hai seedhe raste ki ek tedhi chaal hai golmaal hai bhayi sab golmaal hai golmaal golmaal golmaal hai sab golmaal hai rumaal ban gaya bhi gar kameez phaad kar kameez ke liye bhi to phir kapda chaahiye are kapda kisi ne daan hi mein de diya chalo darji ke paas jaake wo pehle silaayiye ho golmaal hai bhayi sab golmaal hai golmaal golmaal hai golmaal hai bhayi sab golmaal hai hey hey hey har seedhe raste ki ek tedhi chaal hai seedhe raste click here
hmmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam socha hai ek din main usse milke keh daalun apne sab haal dil ke aur kar doon jeevan uske hawale phir chhod de chaahe apna bana le main to uska re hua deewana ab to jaisa bhi mera ho anjaam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam chaaha hai tumne jis baawri ko woh bhi sajanwa chaahe tumhi ko naina uthaae to pyaar samjho palken jhukaa de to ikraar samjho rakhti hai kabse chhupa chhupa ke apne honthon mein piya tera naam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subah shaam par tumhe likh nahin paaun main uska naam haaye raam haaye raam click here
o gora rang chunariya kali motiyon wali ke dil mera haaye oye hoye ke dil mera loot liya o gora rang chunariya kali motiyon wali ke dil mera oooo oye hoye ke dil mera loot liya teri pagdi rang birangi lage mainu changi ke dil mera o sadke oye hoye ke dil mera loot liya teri pagdi rang birangi lage mainu changi ke dil mera haan aa aa oye hoye ke dil mera loot liyaaa haaye goriye chale kyun tan tan ke jaaye kahan tu ban than ke ve murja goriye chale kyun tan tan ke jaaye kahan tu ban than ke hooo ooo main to chali hoon balamwa thane rapat likhwane ke dil mera o bach ke aye haye ke dil mera loot liya o gora rang chunariya kali motiyon wali ke dil mera haaye oye hoye ke dil mera loot liya teri pagdi rang birangi lage mainu changi ke dil mera oye hoye oye hoye ke dil mera loot liya aa haa goriye nazar teri heere kiii gaale seb kashmire ki hoye rehn de goriye nazar teri heere kiii gaale seb kashmire ki hooo ooo sajnaa ye chaalen rehne de mujhko tu sach sach kehne de o click here
gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain dekh ke jinko neend udd jaaye wo matwaali aankhen hain gore gore munh se palla kya sarkaana munh se palla kya sarkaana iss baadal mein bijli hai door hi rehna door hi rehna door hi rehna inn se qayamat dhaane waali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore be jinke andher hai sab kuchh be jinke andher hai sab kuchh aisi baat hai inn mein kya aankhen aankhen aankhen aankhen aankhen aankhen sab hai barabar kaun niraali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore be dekhe aaraam nahin hai be dekhe aaraam nahin hai dekhen to dil kaa chain gaya dekhne waale dekhne waale dekhne waale yun kehte hain bholi bhaali aankhen hain dekh ke jinko neend udd jaaye wo matwaali aankhen hain gore gore chaand se mukh par kaali kaali aankhen hain gore gore click here
gore gore haathon mein mehndi rachaa ke nainon mein kajraa daal ke chalo dulhaniya piyaa se milne chhota sa ghunghat nikaal ke chhota sa ghunghat nikaal ke gore gore haathon mein mehndi rachaa ke nainon mein kajraa daal ke chalo dulhaniya piyaa se milne chhota sa ghunghat nikaal ke chhota sa ghunghat nikaal ke jaa ke ab sasuraal mein rehna saas sasur ki sewa karna sab kuchh sehna kuchh bhi na kehna aanchal ko rakhna sambhal ke chalo dulhaniya piyaa se milne chhota sa ghunghat nikaal ke chhota sa ghunghat nikaal ke ho o o o hasti rahogi tum pritam ke naam se pritam ke naam se ji pritam ke naam se thak ke jo aaye wo din bhar ke kaam se din bhar ke kaam se ji din bhar ke kaam se pankha jhalo ji pankha jhalo ji hasso re aaram se sapno mein unke dheere se aana moti si ladiyaan sambhal ke chalo dulhaniya piyaa se milne chhota sa ghunghat nikaal ke chhota sa ghunghat nikaal ke ho o o piya ke sang sakhi mithi mithi bolna mithi mithi bolna ji mithi mithi bolna unke nayan click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ghum Ki Andheri Raat Sushila (1966) 03:10 14306
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
On Screen Actors- 
Mahesh Raj, Nana Palsikar
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:10   Song Number : 14306   

Ghum Ki Badli Kal Hamara Hai (1959) 04:34 37178
 
Poster of Kal Hamara Hai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Madhu Bala
Duration : 04:34   Song Number : 37178   

Ghum Ki Dawaa To Pyaar Amanush (1975) 03:07 14619
 
Poster of Amanush (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shyamal Mitra
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Uttam Kumar, Prema Narayan
Duration : 03:07   Song Number : 14619   

Ghum Na Kar Shahzada (1955) 02:51 40353
 
Poster of Shahzada (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Tanveer Naqwi
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 02:51   Song Number : 40353   

Ghum Uthaane Ke Mere Huzoor (1968) 05:08 13720
 
Poster of Mere Huzoor (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 05:08   Song Number : 13720   

Ghungharwa Mora Chham Chham Baaje Zindagi (1964) 03:18 38711
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahmood, Helen
Duration : 03:18   Song Number : 38711   

Ghunghat Ke Pat Khol Jogan (1950) 03:32 32503
 
Poster of Jogan (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
Meera Bai
Music Director- 
Bulo C Rani
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:32   Song Number : 32503   

Ghunghat Nahin Kholungi Mother India (1957) 03:46 13773
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 03:46   Song Number : 13773   

Ghunghata Gira Hai Palkon Ki Chhaon Mein (1977) 03:04 13908
 
Poster of Palkon Ki Chhaon Mein (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Hema Malini
Duration : 03:04   Song Number : 13908   

Ghunghroo Ki Tarah Bajta Hi Raha Chor Machaye Shor (1974) 05:22 20478
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaj
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:22   Song Number : 20478   

Ghunghroo Toot Gaye Ek Hi Maqsad (1988) 05:57 17999
 
Poster of Ek Hi Maqsad (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Music Director- 
Pankaj Udhas
Duration : 05:57   Song Number : 17999   

Ghungroo Ka Bole Hare Rama Hare Krishna (1971) 08:32 36553
 
Poster of Hare Rama Hare Krishna (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 08:32   Song Number : 36553   

Gir Gaya Jhumka Jugnu (1973) 04:19 13464
 
Poster of Jugnu (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 04:19   Song Number : 13464   

Gokul Ki Galiyon Ka Raaste Pyar Ke (1982) 05:25 38122
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:25   Song Number : 38122   

Golmaal Golmaal (Fun Unlimited) (2006) 04:08 18798
 
Poster of Golmaal (Fun Unlimited) (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Vishal Dadlani, Kumar
Music Director- 
Vishal Shekhar
Duration : 04:08   Song Number : 18798   

Golmaal Hai Bhai Sab Golmaal Hai Golmaal (1979) 04:54 38114
 
Poster of Golmaal (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:54   Song Number : 38114   

Goom Hai Kisi Ke Pyaar Mein Raampur Ka Lakshman (1972) 04:17 20488
 
Poster of Raampur Ka Lakshman (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Rekha
Duration : 04:17   Song Number : 20488   

Gora Rang Chunariya Howrah Bridge (1958) 05:47 13345
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Mahmood, Meenu Mumtaaj
Duration : 05:47   Song Number : 13345   

gore gore chaand Anita (1967) 04:22 12687
 
Poster of Anita (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Raag- 
Khamaj
Duration : 04:22   Song Number : 12687   

Gore Gore Hathon Parineeta (1953) 03:22 13923
 
Poster of Parineeta (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Arun Kumar Mukharji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sheela Kashmeeri
Duration : 03:22   Song Number : 13923