MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


geet gaata hoon main geet gaata hoon main gungunaata hoon main maine hansne ka waada kiya tha kabhi isliye ab sadaa muskuraata hoon main geet gaata hoon main gungunaata hoon main maine hansne ka waada kiya tha kabhi isliye ab sadaa muskuraata hoon main isliye ab sadaa muskuraata hoon main ye muhabbat ke pal kitne anmol hai kitne phoolon se naazuk mere bol hain ye muhabbat ke pal kitne anmol hai kitne phoolon se naazuk mere bol hain sab ko phoolon ki maala pehnaata hoon main muskuraata hoon main geet gaata hoon main gungunaata hoon main maine hansne ka waada kiya tha kabhi isliye ab sadaa muskuraata hoon main geet gaata hoon main gungunaata hoon main maine hansne ka waada kiya tha kabhi isliye ab sadaa muskuraata hoon main isliye ab sadaa muskuraata hoon main roshni hogi itni kise thi khabar mere mann ka ye darpan gaya hai nikhar roshni hogi itni kise thi khabar mere mann ka ye darpan gaya hai nikhar saaf hai ab ye darpan dikhaata hoon main muskuraata hoon main geet click here
aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa saason ke taar par dhadkan ki taal par dil ki pukaar kaaaaa rang bhare pyaar kaaaa geet gaaya patharon ne aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa geet gaayaaaaa patharon ne hooo hooo ooooo hoooo ooooo ooooooo aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa insaan ki chaahat bhari kalpana ne de di hai bhar di hai pathar mein wo naujawaaani oooooo ooooooo ooooo ek ek surat hai shaql e muhobbat haathon ne di zindagaani pyaar ke suron parrrrr pyaar ke suron par apni hi dhun main dil ki pukaar kaaaaa rang bhare pyaar kaaaa geet gaaya patharon ne geet gaaya patharon ne oooo oooooo oooooooo oooo oooooo oooooooo aaaaa aaaaaa aaaaaaaa har ek pather se barsegi ulfat saalon hi sadiyon hi har dam rahenge ye mil ke oooo oooo oooooo inn mein nahin hai insaan kaa bhed bhaav tukde hain ye ek dil ke shaanti ke raag parrrrr shaanti ke raag par ekta ke taan par dil ki pukaar kaaaaa rang bhare pyaar kaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa click here
la lalalalala oo ooo ooo oooo ooo aa haa aa haa geet mere honthon ko la la la la lalalalal la aaa aaa hmmm hmmm hmmm geet mere honthon ko de gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi pyaar ka wada mujhse le gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi kheench gaya wo preet ki rekha in haathon mein badal gaya takdeer meri baaton baaton mein kheench gaya wo preet ki rekha in haathon mein badal gaya takdeer meri baaton baaton mein zindagi ko pyaar ki saugatein de gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi sawan mein jhoom ke nachun main aise rimjhim barse barkha ki ye boonden jaise sawan mein jhoom ke nachun main aise rimjhim barse barkha ki ye boonden jaise baadlon ko raagni dekho de gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi geet mere honthon ko de gaya koi aaaaaahahahaaaaaaa mmmmm hmmm hmmmm ho gayi hai pyaar mein ankhiya vairaagi baith ke kitni raatein inke sang mein jagi ho gayi hai pyaar mein ankhiya click here
o o aa oo oo oo oo oo aa aa oo oo oo oo oo oo oo oo oooo geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon ho aaja mil ke baant le ho kya khushiyaan kya ghum ho o aaja mil ke baant le ho kya khushiyaan kya ghum tanhaa tanhaa tanhaayi ka zehar peeyein kyun hum tu mere jeevan ka panchhi main teri parvaaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon do din ka saath nahin ho saari umar ka hai saath ho o do din ka saath nahin ho saari umar ka hai saath jeete jee na honge juda ye aaj mile jo haath tu meri saanson ka maalik main teri dumsaaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon tu bhi mera saathi ban ja main teri humraaz hoon geet tere saaz ka teri hi aawaaz hoon geet tere saaz ka teri click here
geet woh hai haan ji haan geet woh hai geet woh hai haan ji haan geet woh hai ho jo kisi ke yaad mein deewaana koyi gaaye sangeet woh hai haan sangeet woh hai sangeet woh hai haan ji sangeet woh hai har kisi ke dil ka jo taar chhed jaaye geet woh hai haan ji haan geet woh hai waise to pyaar sab log karte hain hum pyaar ke naam se bhi darte hain waise to pyaar sab log karte hain hum pyaar ke naam se bhi darte hain preet woh hai haan ji haan preet woh hai preet woh hai haan ji haan preet woh hai aadmi kisi ke liye jiye mar jaaye geet woh hai haan ji haan geet woh hai hu hu hu hu hu hu kis cheez ki is jahaan mein kami hai matlab ke yaaron se duniya bhari hai kis cheez ki is jahaan mein kami hai matlab ke yaaron se duniya bhari hai meet woh hai haan ji haan meet woh hai aye meet woh hai haan ji haan meet woh hai waqt pade mushkil mein jo kaam aaye geet woh hai haan ji haan geet woh hai yeh zindagi khel hum sab khilaadi jo yeh na samjhe bada woh anaadi yeh zindagi khel click here
geeton se sargam geeton se sargam kaliyon se shabnam door rahe to door rahe par tum na rehna door o sanam mar jaayenge hum apni kasam saawan se badli saawan se badli phulon se titli door rahe to door rahe par tum na rehna door o sanam mar jaayenge hum apni kasam saawan se badli phulon se titli door rahe to door rahe mehandi se hatheli door rahe to ohoho ohoho door rahe baagon se chameli door rahe to ohoho ohoho door rahe akhiyon se kajra zulfon se gajra door rahe to door rahe par tum na rehna door o sanam mar jaayenge hum apni kasam geeton se sargam kaliyon se shabnam door rahe to door rahe nadiya se kinaara door rahe to ohoho ohoho door rahe ambar se sitaara door rahe to ohoho ohoho door rahe chanda se chakori patang se dori door rahe to door rahe par tum na rehna door o sanam mar jaayenge hum apni kasam saawan se badli phulon se titli door rahe to door rahe seep se moti door rahe to ohoho ohoho door rahe deep se jyoti door rahe to ohoho ohoho door rahe kaanon se click here
gehre halke halke gehre chhaye shaam ke saaye dheere dheere haule haule dil ki dhadkan gaaye tum ho main hoon aur tanhaaiyan tann mein jaagi hain angdaaiyan gehre halke halke gehre chhaye shaam ke saaye dheere dheere haule haule dil ki dhadkan gaaye tum ho main hoon aur tanhaaiyan tann mein jaagi hain angdaaiyan mausam ki ye kya nayi reet hai mausam ki ye kya nayi reet hai thandi hawaon mein sangeet hai purvaa san san gunje ban ban koyal shor machaye tum ho main hoon aur tanhaaiyan dheemi dheemi hai shehnaaiyan palkon pe jaise ghata chhaa gayi palkon pe jaise ghata chhaa gayi baahon ke ghere mein main aa gayi barkha jhar jhar barse jhar jhar mann mein aag lagaaye tum ho main hoon aur tanhaaiyan bheegi bheegi hain parchhaaiyan rangeen dil ke fasaane huye rangeen dil ke fasaane huye hum tum to jaise deewane huye mehki mehki behki behki rutt ne hosh udhaye tum ho main hoon aur tanhaaiyan gulshan gulshan hain ruswaaiyan gehre halke halke gehre chhaye shaam ke saaye click here
gela gela gela dil gela gela mila mila mila koi mila mila gela gela gela dil gela gela mila mila mila koi mila mila gela gela gela dil gela gela mila mila mila koi mila mila gela gela gela dil gela gela mila mila mila koi mila mila gela gela gela dil gela gela mila mila mila koi mila mila gela gela gela dil gela gela mila mila mila koi mila mila teri har ik adaa lage sabse judaa tujhpe main fidaa main fidaa gela gela gela dil gela gela mila mila mila koi mila mila gela gela gela dil gela gela mila mila mila koi mila mila keh do na o sanam tere hai tere hum dil ki raahon mein hai behke dil ke kadam keh do na o sanam tere hai tere hum dil ki raahon mein hai behke dil ke kadam gela gela gela dil gela gela mila mila mila koi mila mila gela gela gela dil gela gela mila mila mila koi mila mila tum pehli baar mein deewana kar gaye hum tere dilnashin chehre pe mar gaye tum pehli baar mein deewana kar gaye hum tere dilnashin chehre pe mar gaye gela gela gela dil gela gela click here
ho gentleman gentleman gentleman hey gentleman gentleman gentleman main hoon babu gentleman aa mila le mujh se nain london se aaya main ban than ke hey landon se aaya main ban than ke gentleman gentleman gentleman ooooooo pardesiyaa ho angrejiyaa hooo oo oooo pardesiyaa ho angrejiyaa main gori gaaon ki tere haath na aaungi main gori gaaon ki tere haath na aaungi hey gentleman gentleman gentleman hey dekh mera topaa hey dekh mera topaa ye dekh mera tombaa ye dekh mera sopa hai made in japan baby o n japan ye fine fine suitaa ye long long boota ye pipe waala hookaa ye suita boota boota sootaa hookaa bookaa very very good i like you meri jaaaaaaan you like you laaya videshi cheezen udhar ke kadar jaane na mere pyaar ki kadar jaane na mere pyaar ki mujhko to bhaayen desi adaayen desi adaayen mere yaar ki topi waale dildaar ki ho very good very good very good main hoon mister very good naam hain mera robinhood london se aaya main ban than ke hey london se aaya main ban click here
dhoop se nikal ke chhaanv se phisal ke hum mile jahaan par lamha tham gaya aasmaan pighal ke sheeshe mein dhal ke jam gaya to tera chehra ban gaya duniya bhula ke tumse mila hoon nikli hai dil se ye dua rang de tu mohe gerua ranjhe ki dil se hai dua rang de tu mohe gerua haan nikli hai dil se ye dua ho rang de tu mohe gerua ho tumse shuru tumpe fanaa hai sufiyana yeh dastaan main kaarwaan manzil ho tum jaata jahaan ko har raastaa tumse juda jo dil zara sambhal ke dard ka wo saara kohra chhan gaya duniya bhula ke tumse mila hoon nikli hai dil se yeh dua rang de tu mohe gerua ho ranjhe ki dil se hai dua rang de tu mohe gerua o veeran tha dil ka jahaan jis din se tu daakhil hua ik jism se ik jaan ka darja mujhe haasil hua pheeke hain saare naate jahaan ke tere saath rishta gehra ban gaya duniya bhula ke tumse mila hoon nikli hai dil se yeh dua rang de tu mohe gerua ranjhe ki dil se hai dua rang de tu mohe gerua haan nikli hai dil se ye duaa ho rang de tu mohe gerua click here
ghabra ke jo hum sar ko takaraye to achha ho ghabra ke jo hum sar ko takaraye to achha ho is jeene mein sau dukh hain is jeene mein sau dukh hain mar jayen to achha ho mar jayen to achha ho ghabra ke jo hum sar ko takarayen to achha ho dil doobne ka manzar wo bhi to zara dekhen dil doobne ka manzar wo bhi to zara dekhen aansu meri aankhon mein aansu meri aankhon mein bhar aaye to achha ho ghabra ke jo hum sar ko takarayen to achha ho jo hum pe guzarni hai jo hum pe guzarni hai ik baar guzar jaye jo hum pe guzarni hai ik baar guzar jaye wo kitne sitamgar hain wo kitne sitamgar hain khul jayen to achha ho ghabra ke jo hum sar ko takarayen to achha ho click here
ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke saari umar ke badle maine maangi thi ye shaam aaj yahin kho jaaungi main unki baahen thaam re unki baahen thaam pyaar mila aanchal bhar ke dil dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke aaj papihe tu chup rehna main bhi hoon chup chaap dil ki baat samajh lenge saanwariya apne aap re saanwariya apne aap dekh zara dheeraj dhar ke dil dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke haaye dhadke kyun dhadke aaj milan ki bela mein sar se chunariyaa kyun sarke ghadi ghadi mora dil dhadke click here
ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa nainon mein wo hain aise nainon mein wo hain aise saawan mein rimjhim jaise rimjhim rimjhim nainon mein wo hain aise aankhon aankhon mein samajho kaun mera meet hai aankhon aankhon mein samajho kaun mera meet hai ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa jab tak balam na bole jab tak balam na bole aake na ghunghat khole balamaa more aake na ghunghat khole preet ki kaliyaan chhupaa rakhane ki reet hai preet ki kaliyaan chhupaa rakhane ki reet hai ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ghadi ghadi puchho naa ji kinse meri preet hai ghadi ghadi puchho naa click here
ghadi milan ki aayi aayi tu chhutti le kar aa jaa pyaar ki been baje naa akele tu zara saath nibha jaa pyaar ki been baje naa akele tu zara saath nibha jaa ajab musibat aayi aayi yahaan to sun mere raja ek saath kai sur bajte hain band ho kaise bata jaa ek saath kai sur bajte hain band ho kaise bata jaa ghadi milan ki aayi aa jaa ri zoo zoo aa jaa munnu ko sula jaa laal palang par moti heera teenon baba so jaa aa jaari zoo zoo aa jaa jab byaah kiya to darna kya jaani bolo main to nahin bolun nahin bolun nahin ho sang nahin dolun nahin dolungi ho mat dol uppar wala dekhta hai toda kisne dil ka shivala dekhta hai dekhe ye durga maai maai hua badan mera aadhaa isi fikar mein ki ye trimurti phir naa bajaane lage baaja isi fikar mein ki ye trimurti phir naa bajaane lage baaja ghadi milan ki aayi chali aa re tu sab ko neend ki goli de ke dil ke tukde ko goli dega re are aisa nahin hoga nahin hoga re hmm naa ho to main bechara kya karunga tere pyaar ke aansun pee ke so click here
aa aaaa aaaaaa aa aaaaa hooo hoo oo hooooo ooooo oo oo ooooo jaao chaahe dilli mumbai agraa haan jaao chaahe dilli mumbai agraa jaao chaahe dilli mumbai agraa nahin milegaa aisa ghagra jaao chaahe dilli mumbai agraa nahin milegaa aisa ghagra chaahe kara lo muqaablaa nahin milegaa aisa ghagra jaao chaahe dilli mumbai agraa nahin milegaa aisa ghagra mere ghagre mein resham lagaa hai mere ghagre mein sona jadaa hai mere ghagre mein moti chhipa hai mere ghagre mein ghungroo sajaa hai bikaner udaipur jaao kolhapur sholapur jaao jaao bareli ya daadraa nahin milegaa aisa ghagra jaao chaahe dilli mumbai agraa nahin milegaa aisa ghagra aa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aayi ghoom ke main up bihaar laayi loot ke main nau lakha haar mere ghagre ke ashiq hazaar denaa chaahein mujhko chaarminaar chennai ya kalkatta jaao dehradun mussuri jaao jaao kerala ya andhra nahin milegaa aisa ghagra jaao chaahe dilli mumbai agraa nahin milegaa aisa ghagra chaahe kara lo muqaablaa nahin milegaa click here
gham ka fasana ban gaya achha ek bahana ban gaya achha sarkaar ne aake mera haal to poocha gham ka fasana ban gaya achha ek bahana ban gaya achha sarkaar ne aake mera haal to poocha gham ka fasana ban gaya achha tumhaare khayaalon mein kho jaayen tumhaare khayaalon mein kho jaayen ye ji chahata hai ki so jaayen dekho baaton baaton mein chandni raaton mein khaab suhana ban gaya achha ek bahana ban gaya achha sarkaar ne aake mera haal to poocha gham ka fasana ban gaya achha bataayen tumhein kya kahan dard hai bataayen tumhein kya kahan dard hai yahan haath rakhna yahan dard hai dekho baaton baaton mein do hi mulaaqaton mein dil ye nishana ban gaya achha ek bahana ban gaya achha sarkaar ne aake mera haal to poocha gham ka fasana ban gaya achha mohabbat ki rangin mehfil mein mohabbat ki rangin mehfil mein jagah mil gayi aapke dil mein dekho baaton baaton mein pyaar ki baraaton mein apna thikaana ban gaya achha ek bahana ban gaya achha sarkaar ne aake mera haal to click here
ghanan ghanan ghir ghir aaye badra ghan ghanghor kaare chhaye badra dhamak dhamak goonje badra ke danke chamak chamak dekho bijuriya chamke man dhadkaayen badarva man dhadkaayen badarva man man dhadkaayen badarva kaale megha kaale megha paani to barsaao kaale megha kaale megha paani to barsaao bijuri ki talwaar nahin boodon ke baan chalao megha chhaye barkha laaye ghir ghir aaye ghir ke aayeeeee kahe ye mann machal machal naa yun chal sambhal sambhal gaye din badal tu ghar se nikal barasne waala hai ab amrit jal duvidha ke din beet gaye bhaiyaa malhaar sunaao rass agar barsegaa kaun phir tarsega koyaliya gaayegi baithi munderon parrr jo panchhi gaayenge naye din aayenge ujaale muskuraa denge andheron par prem ki barkha mein bheege bheege tan man dharti pe dekhenge paani ka darpannnn jaiyo tum jahaan jahaan dekhiyon wahaan wahaan yahi ik samaan ki dharti yahaan hai pehne saat rangon ki chunariyaaa ghanan ghanan ghir ghir aaye badra ghan ghanghor kaare chhaye badra click here
sun oye ghanchakkar babu tere chakkar hai bekaabu hua bheja talke sabu dana re karta apne mann ki bhook badi hai dhan ki sabne tujhko sanki maana re oh lutiye oh khatiye oh lungi oh ghanchakkar sun le shaal ke sweater bun le shakkar badle gud le jaana re kartooton ki matki chhat pe ulti latki taal pe maare chutki shaana re lafda jhagda sumdi hey wah re wah wah re wah tujh mein bhar ke yeh shaitani buddhi tauba keh ke shaitano ne bhi karwa li nasbandi hey tujhko kya pakdega bhaiya daaroga koi thaane ka tune kardi hai fbi ki bhi nikkar gandi bank ho ya ho locker baap ka tere naukar khada hai khulla ho kar aana re mantar tere hatke sur se thoda bhatke aaya hai jo rat ke gaana re tabla tumba pungi yeh shana hai shaana hai udti chidiya ke par gin leta hai aa aa ee ee ke badle isne sikha alpha theta sabke colar pe bhaiya ilzaamon ka kichad uchhla iske muh pe na aaya galti se bhi single chheeta baat hai yeh andar ki saazish ke daftar ki daal hai murgi ghar ki khaana re click here
tang tang tang tang tang tang tang tang tang tang tang tang tang tang ho jogiya tang tang tang tang tang ho jogiya tang tang tang tang tang jo na karna tha kar gai main bhi kitt jaa ke marr gai jo na karna tha kar gai main bhi kitt jaa ke marr gai achchhi khasi jatt ni changi ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani roz savere ae ae neem andhere ae ae ghar se bhaagi main bhaagi ghar se thaare waaste bina baat ke ke ke beech raat ke neend se jaagi main jaagi neend se thaare waaste duniya ke bole tu jaan de mere dil ki jaan le main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani bawri ho gai main ghani jo na karna tha kar gai main bhi kitt jaa ke marr gai achchhi khaasi jatt ni changi ghani bawri ho gai re ghani click here
khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera ghoome phire tu chaahe sab shehar tu hai mera ghoome phire tu chaahe sab shehar tu hai mera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera mujhpe kabse likha hua tera hi naam hai mujh mein jo hai mera sabhi tera hi naam hai chaahat bhi tu meri aur haq bhi hai mera chaahat bhi tu meri aur haq bhi hai mera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera nana nananaa nananana nanananaa aaaaa aaaaaa o humse jaane kyun bewajah jalte hain faasley milna tere gale par mil rahe ye gale aaja mita ye jo hai faasla tera mera aaja mita ye jo hai faasla tera mera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera khaali hai jo tere bina main wo ghar hoon tera click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Geet Gaata Hoon Main Lal Patthar (1971) 03:34 20473
 
Poster of Lal Patthar (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kohli
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Raj Kumar, Hema Malini
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:34   Song Number : 20473   

Geet Gaaya Patharon Ne Geet Gaaya Pattharon Ne (1964) 04:36 20474
 
Poster of Geet Gaaya Pattharon Ne (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ram Lal
On Screen Actors- 
Raj Shri
Raag- 
Durga
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:36   Song Number : 20474   

Geet Mere Honthon Ko Kabhie Ajnabi The (1985) 05:51 32839
 
Poster of Kabhie Ajnabi The (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Vijay Singh
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandeep Patil, Poonam Dhillon
Duration : 05:51   Song Number : 32839   

Geet Tere Saaz Ka Intaqam (1969) 05:58 12029
 
Poster of Intaqam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Duration : 05:58   Song Number : 12029   

Geet Wo Hai Haan Ji Haan Teri Kasam (1982) 04:04 17643
 
Poster of Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Amit Kumar
On Screen Actors- 
Kumar Gaurav
Duration : 04:04   Song Number : 17643   

Geeton Se Sargam Laila (1984) 06:13 40799
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 06:13   Song Number : 40799   

Gehre Halke Halke Gehre Duniya (1984) 05:15 18228
 
Poster of Duniya (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Amrita Singh
Duration : 05:15   Song Number : 18228   

Gela Gela Gela Aitraaz (2004) 04:44 16875
 
Poster of Aitraaz (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Duration : 04:44   Song Number : 16875   

Gentleman Gentleman Gopi (1970) 04:59 13291
 
Poster of Gopi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Sayra Banu
Duration : 04:59   Song Number : 13291   

Gerua Dilwale (2015) 05:46 37326
 
Poster of Dilwale (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Kajol, Shahrukh Khan
Duration : 05:46   Song Number : 37326   

Ghabra Ke Jo Hum Mahal (1949) 04:15 36515
 
Poster of Mahal (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Nakhshab Jarchavi
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Rajkumari
On Screen Actors- 
Vijay Laxmi, Madhu Bala, Ashok Kumar
Duration : 04:15   Song Number : 36515   

Ghadi Ghadi Mora Dil Madhumati (1958) 03:09 13642
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:09   Song Number : 13642   

Ghadi Ghadi Puchho Naa Anokha Pyar (1948) 02:24 32493
 
Poster of Anokha Pyar (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 02:24   Song Number : 32493   

Ghadi Milan Ki Aayi Aayi Ek Baap Chhe Bete (1976) 04:33 16434
 
Poster of Ek Baap Chhe Bete (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Mahamood, Moushumi Chatterjee
Duration : 04:33   Song Number : 16434   

Ghagra Kurukshetra (2000) 05:53 17240
 
Poster of Kurukshetra (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Himesh Reshammiya
Singer- 
Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
Suman Rangnathan
Duration : 05:53   Song Number : 17240   

Gham Ka Fasana Manchali (1973) 04:32 13675
 
Poster of Manchali (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Leena, Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:32   Song Number : 13675   

Ghanan Ghanan Lagaan (2001) 06:08 16759
 
Poster of Lagaan (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Aamir Khan, Gracy Singh, Various
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:08   Song Number : 16759   

Ghanchakkar Babu Ghanchakkar (2013) 03:56 32579
 
Poster of Ghanchakkar (2013)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2013
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Amit Trivedi
Duration : 03:56   Song Number : 32579   

Ghani Bawri Tanu Weds Manu Returns (2015) 04:10 37280
 
Poster of Tanu Weds Manu Returns (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Raj
Music Director- 
Krsna
Singer- 
Jyoti Nooran
On Screen Actors- 
Kangana Ranaut, R Madhavan
Duration : 04:10   Song Number : 37280   

Ghar Jab Harry Met Sejal (2017) 03:33 40687
 
Poster of Jab Harry Met Sejal (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Anushka Sharma, Shahrukh Khan
Duration : 03:33   Song Number : 40687