MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek to surat pyaari aur upar se ye naaz dil lene ke tauba ye kaise hain andaaz tum hi bata do aiji kya sachchi hai ye baat neeli aankhon wale hote hain dhokebaaz ek to surat pyaari aur upar se ye naaz dil lene ke tauba ye kaise hain andaaz idhar ye nigaahen udhar wo ghataayen dil kya kareeee deewaana ye baaten anjaani na jaanon main deewani tum hi zaraaaa samjhaana idhar ye nigaahen udhar wo ghataayen dil kya kareeee deewaana ye baaten anjaani na jaanon main deewani tum hi zaraaaa samajhaana hey hey hey hey deewaane ko kya samjhayega deewaana aaahhhaaa ek to surat pyaari aur upar se ye naaz dil lene ke tauba ye kaise hain andaaz tum hi bata do aiji kya sachchi hai ye baat neeli aankhon wale hote hain dhokebaaz barasati bahaaren machalati phuhaaren uff ye samaaaa mastaana ye rimjhim paani kare hai manmaani dil bhi huaaaa begaana barasati bahaaren machalati phuhaaren uff ye samaaaa mastaana ye rimjhim paani kare hai manmaani dil bhi huaaaa begaana hey hey hey hey yahi click here
mere ghar sarkaar aaye kahiye kya khaatir karun main badi uljhan mein hoon ke baat kya aakhir karun aap hi se poochhti hoon aap hi farmaaiye dil karun main pesh e khidmat ya ke jaan haazir karun hoooo oooo oooo ooooo ooooo ek tu hai piya jis pe dil aa gaya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya apni to nazar mein tu raaja koi chor hai jiska ke saare zamaane mein hi shor hai apni to nazar mein tu raaja koi chor hai jiska ke saare zamaane mein hi shor hai aur kahun kya tujhko oye loot liya re mujhko aur kahun kya tujhko haaye loot liya re mujhko tune aankh mila ke jeena dushwaar kar diya tune aankh mila ke jeena dushwaar kar diya ek tu hai piya jis pe dil aa gaya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya teri ek nazar ne raaja beqaraar kar diya click here
ek tu na mila mila mila ek tu na milaaaaa ek tu na milaa saari duniya mile bhi to kya hai ek tu na milaaaa mera dil na khilaaaaa mera dil na khila saari bagiyaa khile bhi to kya hai ek tu na mila dharti hoon main aur tu hai gagan hoga kahan tera mera milan dharti hoon main aur tu hai gagan hoga kahan tera mera milan laakh pehre yahaan laakh pehre yahaan pyaar dil mein pale bhi to kya hai ek tu naa milaaaa taqdeer ki main koi bhool hoon daali se bichhda hua phool hoon taqdeer ki main koi bhool hoon daali se bichhda hua phool hoon saath tera nahinnnnn saath tera nahin sang duniyaa chale bhi to kya hai ek tu naa milaaaa tujhse lipat kar jo ro lete hum aansoon nahin the ye moti se kam tujhse lipat kar jo ro lete hum aansoon nahin the ye moti se kam tera daaman nahinnnnn tera daaman nahin ye aansoon dhale bhi to kya hai ek tu na milaaaa ek tu na milaa saari duniya mile bhi to kya hai ek tu na milaaaa tu na milaaaa tu na milaaaa click here
ek wo bhi diwaali thi ek ye bhi diwaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai ek wo bhi diwaali thi ek ye bhi diwaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai baahar to ujaala hai magar dil mein andheraa samjho na ise raat ye hai ghum kaa savera baahar to ujaala hai magar dil mein andheraa samjho na ise raat ye hai ghum kaa savera kyaa deep jalaayen hum taqdeer hi kaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai aise na kabhi deep kisi dil ka bujhaa ho main to wo musaafir hoon jo raste mein lutaa ho aise na kabhi deep kisi dil ka bujhaa ho main to wo musaafir hoon jo raste mein lutaa ho ae maut tu hi aa jaa dil teraa sawaali hai ujdaa hua gulshan hai rotaa hua maali hai click here
ek woh din bhi the ek ye din bhi hain ek woh din bhi the ek ye din bhi hain ek woh raat thi ek ye raat hai raat ye bhi guzar jaayegi raat ye bhi guzar jaayegi ek woh din bhi the ek ye din bhi hain ek woh raat thi ek ye raat hai raat ye bhi guzar jaayegi raat ye bhi guzar jaayegi koi aata hai palkon pe chalta hua ek aansoo sunehri sa jalta hua koi aata hai palkon pe chalta hua ek aansoo sunehri sa jalta hua khwaab bujh jaayenge raakh reh jaayegi raat ye bhi guzar jaayegi raat ye bhi guzar jaayegi pa re pa pa pa pa tyun tyun pa re pa pa pa pa tyun pa re pa pa pa pa tyun tyun pa re pa pa pa pa tyun waqt saalon ki dhund se nikal jaayega tera chehra nazar se pighal jaayega waqt saalon ki dhund se nikal jaayega tera chehra nazar se pighal jaayega aankh band hogi to neend aa jaayegi raat ye bhi guzar jaayegi raat ye bhi guzar jaayegi click here
Enna Sona click here
hmmmmmm mmmm hmm hmm hmmm hmmm faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen maine teri dhadkanon ko sun liya jaanam maine teri dhadkanon ko sun liya jaanam maine tujhko meet apna chun liya jaanam kuchh bhi soche ye samaaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen waqt jo guzra abhi tak bojh sa guzra waqt jo guzra abhi tak bojh sa guzra mil ke tujhse zindagi ka karz to utra aaj se apne mizaaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen dhoop mein saaya banu saaye mein humsaya dhoop mein saaya banu saaye mein humsaya shukriya tera mere zakhmo ko sehlaya kyun rahe thodi bhi laaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen faasla rahe na aaj ek ho jaayen tod ke rasm o riwaaz ek ho jaayen aaaaaaa aaaaaaa hmmmmmmmm aaaaaaa aaaaaaa hmmmmmmmm click here
hmmm hmmm hmmm hmmmm aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa yun to milne ko hum mile hain bahut darmiyaan phir bhi faasle hain bahut yun to milne ko hum mile hain bahut darmiyaan phir bhi faasle hain bahut yun to milne ko hum mile tu mili bhi to chand pal ke liye tu mili bhi to chand pal ke liye aaaa aaaaa aaaaaaaa tu mili bhi to chand pal ke liye tujhse aye zindagi gile hain bahut yun to milne ko hum mile ek do yaadein aur tanhaai ek do yaadein aur tanhaai ek do yaadein aur tanhaai pyaar karne ke ye sile hain bahut yun to milne ko hum mile aankh ke aaine mein dekho to aankh ke aaine mein dekho to aaaa aaaaaaa aaaaaaaa aankh ke aaine mein dekho to door tak phool se khile hain bahut yun to milne ko hum mile hain bahut darmiyaan phir bhi faasle hain bahut yun to milne ko hum mile hain bahut darmiyaan phir bhi faasle hain bahut click here
hoooo oooo akela chal re hoooo oooo ooooo oooo fakira chal re ooooooo sun ke teri pukaar sun ke teri pukaar sang chalne ko tere koi ho na ho taiyaar himmat naa haar chal chala chal akela chal chala chal akela chal chala chal fakira chal chala chal ooooooo sun ke teri pukaar sun ke teri pukaar sang chalne ko tere koi ho na ho taiyaar himmat naa haar chal chala chal akela chal chala chal akela chal chala chal fakira chal chala chal bachpan mein hua ghar se beghar aaj talak naa bas paaya ghar mein lagi jo aag wo bhuj gayi jalti rahi teri kaaya bachpan mein hua ghar se beghar aaj talak naa bas paaya ghar mein lagi jo aag wo bhuj gayi jalti rahi teri kaaya beeti baaten bisaar ho beeti baaten bisaar aisa koi nahin jo naa ho ghum se bezaar himmat naa haar chal chala chal akela chal chala chal akela chal chala chal fakira chal chala chal jiss ne liya sankalp sabhi ke dukh aur dard mitaane ka uss pe hansa jag usne kabhi na paaya saath zamaane ka jiss ne liya sankalp sabhi click here
falak milega tujhe kya humein mitaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se falak milega tujhe kya humein mitaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se utha ke ranj ye dil choor ho gayaa itna utha ke ranj ye dil choor ho gayaa itna ke thes lagti hai haay ke thes lagti hai kaliyon ke muskuraane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se jiyen to kis ke liye tumhi jab nahin apne tum hi jab nahin apne jiyen to kis ke liye tumhi jab nahin apne tum hi jab nahin apne ke jee rahe the haay ke jee rahe the abhi tak isi bahaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se jahaan ne keh diya baadal hain aasmaanon ke jahaan ne keh diya baadal hain aasmaanon ke dhuaan utha hai ye haay dhuaan utha hai ye mere hi aashiyaane se ye mohabbat na mitegi kabhi zamaane se falak milega tujhe kya click here
falak se tod kar dekho sitaare log laaye hai magar main woh nahin laaya jo saare log laaye hai koi nazraana lekar aaya hoon main deewana tere liye koi nazraana lekar aaya hoon main deewana tere liye aaj chhalka hai khushiyon se dil ka paimaana tere liye koi nazraana lekar aaya hoon main deewana tere liye sabhi ke dilon ko ye dhadka raha hai samaan saaz e dil pe ghazal gaa raha hai sabhi ke dilon ko ye dhadka raha hai samaan saaz e dil pe ghazal gaa raha hai saari baaten ruk gayi hain sab ki aankhen jhuk gayi hain teri mehfil mein aaya shaayer koi mastaana tere liye teri mehfil mein aaya shaayer koi mastaana tere liye koi nazraana lekar aaya hoon main deewana tere liye kehngi nighahen sunegi nighahen zubaan se na hogi bayaan ye kahaani kehngi nighahen sunegi nighahen zubaan se na hogi bayaan ye kahaani ho mubaraq ye haseen din koi samjha na tere bin mere chehre pe dil ne likha hai ik afsaana tere liye mere chehre pe dil ne likha hai ik afsaana tere liye koi nazraana click here
falsafa pyaar ka tum kya jaano falsafa pyaar ka tum kya jaano tumne kabhi pyaar na kiya tumne intezaar na kiya falsafa pyaar ka tum kya jaano falsafa pyaar ka tum kya jaano tumne kabhi pyaar na kiya tumne intezaar na kiya khoobsurat ho magar pyaar ke andaaz nahin ye kami hai ke tumhaara koi humraaz nahin dil mein jab dard nahin baat banegi kaise saaz chheda bhi magar pyaar ki aawaaz nahin falsafa falsafa pyaar ka tum kya jaano falsafa pyaar ka tum kya jaano tumne kabhi pyaar na kiya tumne intezaar na kiya kaise samjhaun ye naazuk sa fasana tumko ye woh manzar hai jo mehsoos hua karta hai rehti duniyaa mein wohi rehta hai marr kar zinda pyaar ke naam pe jo jaan diya karta hai falsafa falsafa pyaar ka tum kya jaano falsafa pyaar ka tum kya jaano tumne kabhi pyaar na kiya tumne intezaar na kiya pyaar shiree ne kiya pyaar hi laila ne kiya pyaar meera ne kiya pyaar hi radha ne kiya pyaar har rang mein logon ko sadaa deta hai pyaar ke parden mein hum sab ka khuda rehta click here
pyaar waale din saare ve khat likh ke guzaare ve o fanny re o fanny re sukh zindagi de saare ve teri yaad vich maare ve o fanny re o fanny re phirke jahaan tenu khojda phiran mille na sunneda tera ve atharu bahaave akhiyaan akhiyaan supne vich aaya naahi ve dukhda mitaya naahi ve o maahi ve o fanny re o maahi ve o fanny re mere dil waale kuey ve tere lai saare khulle ve o fanny re o fanny re pyaar waale din saare ve khat likh ke guzaare ve o fanny re o fanny re khulliyan na koi khat ehe teri preet tod ditti pyaar waali reet dukh gaya dil meraaa mera o fanny re o fanny re o fanny re o fanny re o fanny re o fanny re o fanny re o fanny re click here
farishton ki nagari mein main aa gaya hoon main aa gaya hoon farishton ki nagari mein main aa gaya hoon main aa gaya hoon ye raanaaiyaaan dekh chakra gaya hoon main aa gaya hoon main aa gaya hoon yahan basane waale bade hi niraale bade sidhe saade bade bhole bhaale pati patni mehnat se karte hain kheti to daada ko poti sahaara hai deti yahaan shirin farahaad kandha mila kar hain le aate teelon se nadiyaan baha kar ye chaandi ki nadiyaan bahe jaa rahi hain kuchh apni zubaan mein kahe ja rahi hain farishton ki nagari mein main aa gaya hoon main aa gaya hoon kanhaiya chala dhor ban mein charaane to raadha chali saath bansi bajaane baji baansuri neer aankhon se chhalka mujhe ho gaya hai nasha halka halka parinde mere saath gaane lage hain ishaaron se baadal bulaane lage hain hasin dekh kar muskuraane lage hain kadam ab mere dagmagaane lage hain farishton ki nagari mein main aa gaya hoon main aa gaya hoon ye raanaaiyaaan dekh chakra gaya hoon main aa gaya hoon main aa click here
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein pehan ke rangroot fullboot paon mein fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein pehle logon ne rakha tha mera naam nikhattu pehle logon ne rakha tha mera naam nikhattu oye do din mein jag aise ghooma jaise ghoome lattu ho lattu bharti ho kar karnail aa karnail singh ban baitha mera baabu saath mere jurnail singh ban baitha aate dekha mujhko to sab karne lage salaami aage peechhe daude chacha chaachi maama maami haan yaaron ne samaan utha kar rakha apne sar pe yaaron ne samaan utha kar rakha apne sar pe darwaaje par baithe the sab jab main pahuncha ghar pe kas kar poore jor se phir maine salute jo maara sabki chhutti ho gayi phir maine boot se boot jo maara fauji gaya jab gaon mein fauji gaya jab gaon mein ghar ke andar jaa kar phir jab maine khola baksa ghar ke andar jaa kar phir jab maine khola baksa dekh rahe the sab yun jaise click here
faza bhi hai jawaan jawaan hawa bhi hai ravaan ravaan suna raha hai ye sama suni suni si daastaan faza bhi hai jawaan jawaan pukarte hain door se woh kaafile bahaar ke bikhar gaye hain rang se kisi ke intezaar ke lehar lehar ke honth par wafa ki hai kahaniyaan suna raha hai ye sama suni suni si daastaan faza bhi hai jawaan jawaan bujhi magar bujhi nahin na jaane kaisi pyaas hai qaraar dil se aaj bhi na door hai na paas hai ye khel dhoop chhaon ka ye qurbatein ye duriyan suna raha hai ye sama suni suni si daastaan faza bhi hai jawaan jawaan har ek pal ko dhundata har ek pal chala gaya har ek pal firaaq ka har ek pal visaal ka har ek pal guzar gaya bana ke dil pe ik nishan suna raha hai ye sama suni suni si daastaan faza bhi hai jawaan jawaan hawa bhi hai ravaan ravaan suna raha hai ye sama suni suni si daastaan faza bhi hai jawaan jawaan click here
hooo leke aayi hoon main ishq ka nazraana jaanun palkon se meh ko chhalkaana main hoon fitoori donon aankhon se baandhungi taana baana tera dil ye bharega jurmaana main hoon fitoori doon main chaahat raahat thodi si pal do pal sohbat thodi si fisla doon niyat thodi si haay leke aayi hoon main ishq ka nazraana jaanun palkon se meh ko chhalkaana main hoon fitoori haaan leke aayi hoon main ishq ka nazraana jaanun palkon se meh ko chhalkaana main hoon fitoori mere iraade hain aadhe se vaade hain mera har rang niraala jo bhi mila de nazar is nazar se bana dil phenkne waala hooo mere iraade hain aadhe se vaade hain mera har rang niraala haan jo bhi mila de nazar is nazar se bana dil phenkne waala doon main aadat rangat thodi si chamka doon kismat thodi si fisla doon niyat thodi si aaaa haaaan leke aayi hoon main ishq ka nazraana jaanun palkon se meh ko chhalkaana main hoon fitoori donon aankhon se baandhungi taana baana tera dil ye bharega jurmaana main hoon fitoori mera click here
furr se udd jaati thi bulbul mere haath nahin aati thi bulbul pakdi gayi re dekho jakdi gayi ab bol bol bol bol bol ab bol bol bol bol bol o rani bol bol bol bol bol furr se udd jaati thi bulbul mere haath nahin aati thi bulbul pakdi gayi re dekho jakdi gayi ab bol bol bol bol bol o rani bol bol bol bol bol roz tu bahane pe bahana banati thi aur iss deewane ko deewana banati thi kabhi dil loot kar kabhi yun hi ruth kar uth ke mere pehlu se haaye chali jaati thi jaa ke nahin aati thi dil tadpati thi pakdi gayi pakdi gayi re dekho jakdi gayi ab bol bol bol bol bol o rani bol bol bol bol bol furr se udd jaati thi bulbul mere haath nahin aati thi bulbul pakdi gayi re dekho jakdi gayi ab bol bol bol bol bol o rani bol bol bol bol bol aaj teri baaton mein main nahin aaunga haathon ki hathkadi haathon mein lagaunga nainon ki dor se baandh lunga zor se kathputli ki trah tujhko nachaunga gale se lagaunga mann mein basaunga pakdi gayi pakdi gayi re dekho jakdi gayi ab bol click here
o bade okay shokey chadha hai fitoor leke dope shope ho ja mashhoor mujhe masti chadi hai from head to toe jinhe nachna hai nache jo na nacche f o ve ve ve ve velle matt baitho gand pao in the club ch ch chill to machao ruk jaaye beat jab ve ve velle matt baitho gand pao in the club ch ch chill to machao ruk jaaye beat jab chal le le stance ready to dance aane waala hai gaane ka hook hook hook hook hook hook hook hook hook hook hook ho nachcho saare g phad ke hill ke nacho nacho hill dull ke nacho nacho hill ke nacho nacho ho nachcho saare g phad ke hill ke nacho nacho hill dull ke nacho nacho hill ke nacho nacho ho nachcho saare g phad ke nachcho saare g phad ke sarphira hai tu sarphiri hoon main ya hum dono hai sahi aur sarphire hain saare behki behki main behka behka tu behke behke lag rahe kyun aaj ye nazaare chal sarka de na pare zamaane ko kisko fikar hai ye kiska kasoor bade okay shokey hua set mood ek feeling bole ca ca carry on dude mujhe masti chadi hai click here
gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke kal tak duniyaa aur thi par aaj zamaana aur hai kal tak duniyaa aur thi par aaj zamaana aur hai dil ki kahaani aur hai aankhon ka fasaana aur hai doob nashen mein chhed maze mein tu koi nagma mastaana gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke kaun ye aaya jhoomta masti mein kadam hain choor se kaun ye aaya jhoomta masti mein kadam hain choor se dekh rahen hain ye samaa mud mud ke sitaare door se husn chala hai ishq ke aage le kar dil ka nazraana gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke raat ki zulfen choom ke dil bhi hai dildaar bhi hai mausam bhi hai pyaar bhi hai gaa deewane jhoom ke click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek To Surat Pyaari Vallah Kya Baat Hai (1962) 04:43 15174
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Beena Roy
Duration : 04:43   Song Number : 15174   

Ek Tu Hai Piya Jis Pe Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973) 06:06 13975
 
Poster of Pran Jaye Par Vachan Na Jaye (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 06:06   Song Number : 13975   

Ek Tu Na Mila Saari Himalay Ki God Mein (1965) 04:21 13337
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:21   Song Number : 13337   

Ek Wo Bhi Diwaali Thi Nazrana (1961) 03:20 31047
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Vyjayanthimala
Duration : 03:20   Song Number : 31047   

Ek Woh Din Bhi The Chachi 420 (1997) 05:49 38852
 
Poster of Chachi 420 (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Rekha Bharadwaj
On Screen Actors- 
Tabu, Kamal Haasan
Duration : 05:49   Song Number : 38852   

Enna Sona Ok Jaanu (2017) 03:34 38589
 
Poster of Ok Jaanu (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
A R Rahman
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Aditya Roy Kapoor, Shraddha Kapoor
Duration : 03:34   Song Number : 38589   

Faasla Rahe Na Aaj Akarshan (1988) 03:45 16535
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajeet Singh, Bappi Lahiri
Duration : 03:45   Song Number : 16535   

Faasle Hain Bahut Faasle (1985) 04:36 36813
 
Poster of Faasle (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Shiv Hari
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:36   Song Number : 36813   

Fakira Chal Chala Chal Fakira (1976) 07:40 20127
 
Poster of Fakira (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mahendra Kapoor
Duration : 07:40   Song Number : 20127   

Falak Milega Tujhe Ghar Ghar Mein Diwali (1955) 03:17 17600
 
Poster of Ghar Ghar Mein Diwali (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Roshan
Duration : 03:17   Song Number : 17600   

Falak Se Tod Kar Dekho Aan Milo Sajna (1970) 05:49 12571
 
Poster of Aan Milo Sajna (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:49   Song Number : 12571   

Falsafa Pyar Ka Duniya (1968) 04:46 13198
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:46   Song Number : 13198   

Fanny Re Finding Fanny (2014) 03:07 36150
 
Poster of Finding Fanny (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Mukhtiya Ali
Music Director- 
Sachin, Jigar
Singer- 
Mukhtiyar Ali
On Screen Actors- 
Deepika Padukone, Arjun Kapoor
Duration : 03:07   Song Number : 36150   

Farishton Ki Nagri Mein Hamari Yaad Aayegi (1961) 04:32 19108
 
Poster of Hamari Yaad Aayegi (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Snehal Bhatkar
On Screen Actors- 
Ashok Sharma, Tanuja
Duration : 04:32   Song Number : 19108   

Fauji Gaya Jab Gaon Mein Aakraman (1975) 06:14 17439
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 06:14   Song Number : 17439   

Faza Bhi Hai Jawaan Nikaah (1982) 05:56 13877
 
Poster of Nikaah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Salama
On Screen Actors- 
Salma Agha
Duration : 05:56   Song Number : 13877   

Fitoori Bajirao Mastani (2015) 03:57 38743
 
Poster of Bajirao Mastani (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Lyricist
Prashant Ingole
Music Director- 
Sanjay Leela Bhansali
Singer- 
Vaishali Made
On Screen Actors- 
Deepika Padukone, Ranveer Singh
Duration : 03:57   Song Number : 38743   

Furr Se Udd Jaati Thi Bulbul Shaadi Ke Baad (1972) 03:16 16549
 
Poster of Shaadi Ke Baad (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 03:16   Song Number : 16549   

G Phaad Ke Happy Ending (2014) 03:16 37207
 
Poster of Happy Ending (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Ashish Pandit
Music Director- 
Sachin
On Screen Actors- 
Govinda, Saif Ali Khan, Ileana D'Cruz
Duration : 03:16   Song Number : 37207   

Gaa Deewane Jhoom ke Flat No 09 (1961) 03:33 16403
 
Poster of Flat No 09 (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Nargis
Duration : 03:33   Song Number : 16403