MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho saath mile jab dil to phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho hum bhi wo hi hai dil bhi wo hi hai dhadkan magar nayi hai aa aa dekho to meet aankhon mein preet kyaa rang bhar gayi hai haan kyaa rang bhar gayi hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho nikale hain dhoon mein apni lagan mein manzil bulaa rahi hai thandi hawa bhi ab to milan ke nagmein suna rahi hai ho o o nagmein suna rahi hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho dekho wo phool duniyaan se door aa kar kahaan khila hai aa aa aa meri tarah yeh khush hai jaroor is ko bhi kuchh milaa hai haan is ko bhi kuchh milaa hai ek manzil raahi do phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho saath mile jab dil to phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho phir pyaar na kaise ho click here
main aaj pawan mein paaun aaj pawan mein paaun ek meethi si chubhan ek thandi si agan main aaj pawan mein paaun mann hi mann main naach rahi hoon mann hi mann main naach rahi hoon mann hi mann muskaaun kyuki meethi meethi si chubhan thandi thandi si agan main aaj pawan mein paaun jaag utha hai pyaar jhoome sab sansaar jaag utha hai pyaar jhoome sab sansaar angdaai lete hain sapne angdaai lete hain sapne dhar ke roop hazaar naach utha hai pyaar aaj mera jhoom raha sansaar aaj mera jhoom raha sansaar mann ka aangan jo suna tha mann ka aangan jo suna tha aayi hai us mein bahaar kangna paayal kangnwa khanke paayal chhamke lat uljhi suljhaaun sharmaaun muskaaun kyuki meethi meethi si chubhan ik thandi si agan main aaj pawan mein paaun aaj pawan mein paaun aye mere bhagwaan itna kar ehsaan ae mere bhagwaan itna kar ehsaan ye raswanti hawaa kaheen na ye raswanti hawaa kaheen na ban jaaye toofaan pyaar mera nadaan mann bhi hai anjaan jal na jaaye bair agan mein jal na click here
la la la la la la laa la la la la la la laa la la la la la la laa ek mehboobaa ek mehboob tha ek doosre mein pyaar bhi khoob tha utri thi hasina jaise aasmaan se boli aazmaane ko naujawaan se maa ka dil nikaal kar jab tum laaoge mera pehla pehla pyaar tab tum paaoge ek mehboobaa ek mehboob tha ek doosre mein pyaar bhi khoob tha husn ke deewaane ka dekho to housla cheer ke seena maa ka dil nikaal kar chala gir pada wo raaste mein thokar jo khayi girte hi maa ke dil se aawaaz ye aayi chot to nahin aayi tujhko aye mere laal phool si jaan hai teri tu rakhna apna khayaal jaldi se dil leke mera ja tu uske paas hone waali bahu meri hogi tanha udaas ek mehboobaa ek mehboob tha ek doosre mein pyaar bhi khoob tha la la la la la la la laa la la la la la la la laa maa ne apne khoon se jis poudhe ko seencha kaat diya us poudhe ne hi ghar ka bageecha pyaar pe haq hai patni ka to maa bhi hai haqdaar ek hi daaman mein na bhare koi apna saara pyaar laadli biwi ki bas baahon mein click here
ek musaafir ko duniyaa mein kya chahiyee sirf thodi si dil mein jagah chahiye ek musaafir ko duniyaa mein kya chahiyee sirf thodi si dil mein jagah chahiye baith jaaun koi baitha koi leta magar khade hum ye kaisi khudgarji ye kaisa hai sitam koi baitha koi leta magar khade hum ye kaisi khudgarji ye kaisa hai sitam khisak zara pyare sarak zara pyare khisak zara pyare sarak zara pyare saath milkar hamein baithna chahiye ek musaafir ko duniyaa mein kya chahiyee sirf thodi si dil mein jagah chahiye baith jaaun o mote lala tune kiya hai kaisa chhal ticket tera single magar tu double o mote lala tune kiya hai kaisa chhal ticket tera single magar tu double khisak zara pyare sarak zara pyare khisak zara pyare sarak zara pyare aisi body mein dil bhi bada chahiye ek musaafir ko duniyaa mein kya chahiyee sirf thodi si dil mein jagah chahiye baith jaaun o naqali daadhi wale tu gussa mat kar hamein bhi jagah de de khudaa se zara darr o naqali daadhi wale tu gussa mat kar hamein click here
yaar mile dildaar mile tab yaar ila vandachas hai kaafir hai jo yaar kar ke phir ye kahe meri bas hai ek nahin do nahin sau sau baaaaar kahun main zamaane se tumse hai pyaar ek nahin do nahin sau sau baaaaar kahun main zamaane se tumse hai pyaar ek nahin sau nahin laakhon baaaaar hum bhi kahenge tumse hai pyaar yaara o yaara jaana meri jaana hmm yaara o yaara jaana meri jaana deewane ka deewana jab saath nibhaaye waqt meharbaan ho ke yunhi tham jaaye saari duniyaa se pyaara hai pyaar tera tu hi darpan tu hi hai singaar mera hoooo baalmaa saajnaa aajaaa baahon mein pyaar duwaa pyaar wafaa pyaar ek baar kahun main zamaane se tumse hai pyaar yaara o yaara jaana meri jaana hmm yaara o yaara jaana meri jaana tere mere pyaar ke charche rahen sadaa main dharti tu ambar honge kaise judaa pedon ke saaye mein hum tum pyaar karen dhalte sooraj ke aage iqraar karen hooo laajawaab ye shabaab aajaa baahon mein dhoop kahin chhanv kahin chhaaya hai khumaar kahun main zamaane se click here
ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo mere watan ke chaand sitaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo tumhi kehte laaj sharam ka ghunghat hai aurat ka gehna tumhi kehte laaj sharam ka ghunghat hai aurat ka gehna besharmi se usse nachaate ho sabke aage kya kehna baahar ki mat nakal utaaro sunlo baat badi anmol hai pyaaro sun lo ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo doosri aurat ka mukh chumo to isko fashion batlao doosri aurat ka mukh chumo to isko fashion batlao magar tumhari biwi ko koi pyaar kare ro dekh na pao hosh mein aao akal ke maaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo ek nasihat meri yaaro sun lo baat badi anmol hai pyaaro sun lo jinke rang mein doob rahe tum aatma unke paas kahaan hai jinke rang mein doob rahe tum aatma unke paas kahaan hai ye hai apna desh jahaan par dil hai zinda rooh jawaan hai dekho meri or nihaaro sun lo baat click here
ek naye mehmaan ke aane ki khabar hai dil mein lehar hai chaand ko palne mein bulaane ki khabar hai dil mein lehar hai nainon waali kaahe ko tu nain churaaye baithi hai kyun chor se tu sar ko chhupaaye mukh na chhupa kya ye chhupaane ki khabar hai dil mein lehar hai rota koi aayega is ghar ko hansaane aas ke deepak se kayi deep jalaane naache re man naachne gaane ki khabar hai dil mein lehar hai click here
ek naye mod pe le aaye hain halaat mujhe ek naye mod pe le aaye hain halaat mujhe dil ne jo mangi dil ne jo mangi wo hi mil gayi saugaat mujhe ek naye mod pe le aaye hain halaat mujhe ek naye mod pe door rehkar bhi khayalon mein mere paas ho tum door rehkar bhi khayalon mein mere paas ho tum kitne pyaare hain kitne pyaare hain ye jazbaat ye lamhaat mujhe ek naye mod pe le aaye hain halaat mujhe ek naye mod pe dil mein ek ajnabi ehsaas ki khushboo jaagi dil mein ek ajnabi ehsaas ki khushboo jaagi aaj lagti hai aaj lagti hai har ek baat nayi baat mujhe ek naye mod pe le aaye hain halaat mujhe ek naye mod pe tum kabhi khudko meri aankhon se chhupkar dekho tum kabhi khudko meri aankhon se chhupkar dekho kya kahun tum mein kya kahun tum mein nazar aati hai kya baat mujhe ek naye mod pe le aaye hain halaat mujhe dil ne jo mangi dil ne jo mangi wo hi mil gayi saugaat mujhe ek naye mod pe click here
pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar ek nazar pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar ek nazar pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar ek nazar dair se tu mere armaanon ke aaine mein dair se tu mere armaanon ke aaine mein bund palkein liye baithi hai mere seene mein bund palkein liye baithi hai mere seene mein ae meri jaan e hyaa dekh idhar dekh idhar dekh idhar pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar ek nazar pyaar ko chaahiye kyaa ek nazar beqaraaron ki dawaa ek nazar ek nazar beqaraaron ki dawaa ek nazar ek nazar chaen dekar bhi jo bechaen banaa deti ho chaen dekar bhi jo bechaen banaa deti ho ho to shabnam si magar ho to shabnam si magar aag lagaa deti ho jab mille shor uthe haai re dil haai jigar haai jigar beqaraaron ki dawaa ek nazar ek nazar beqaraaron ki dawaa ek nazar dardmandon ki sadaa ek nazar ek nazar dardmandon ki sadaa ek nazar ek nazar shiqwaa baaqi na rahe door gilaa ho jaaye shiqwaa baaqi na rahe door gilaa ho jaaye iss tarah dekh diwaane ka bhalaa ho jaaye chaahne waalon click here
Ek Nazar Bas Ek Nazar click here
ek nazar kisi ne dekha aur dil hua deewaana hai baat bas itni si aur ban gaya afsaana ek nazar kisi ne dekha aur dil hua deewaana hai baat bas itni si aur ban gaya afsaana chori chori bagiya mein aayi jo bahaar kaliyon ki ankhiyon se chhalka khumaar chori chori bagiya mein aayi jo bahaar kaliyon ki ankhiyon se chhalka khumaar chhup chhup kisi se nazar huyi chaar koi dil jeet gaya koi gaya haar man mere jhoom taaron ko choom aaya tera zamaana ek nazar kisi ne dekha aur dil hua deewaana hai baat bas itni si aur ban gaya afsaana baaje mora bichhua to mast chaloon chaal dhak dhak dil mera deta jaaye taal baaje mora bichhua to mast chaloon chaal dhak dhak dil mera deta jaaye taal udde hai chunar jaise shaayar ka khayaal jaane kaise jaadu leke aaya hai ye saal aankhen churaaun chhup chhup ke gaaun main ek naya taraana ek nazar kisi ne dekha aur dil hua deewaana hai baat bas itni si aur ban gaya afsaana nayi nayi duniya hai main hoon anjaan abhi abhi kisi se huyi hai click here
ek nazar mein bhi pyaar hota hai maine suna hai ek nazar mein bhi pyaar hota hai maine suna hai do baaton mein bhi ikraar hota hai maine suna hai sama rangeen sa hone lagta hai jahaan haseen sa lagne lagta hai koi dil pe chhaa jaaye to aisa hota hai maine suna hai ek nazar mein bhi pyaar hota hai maine suna hai do baaton mein bhi ikraar hota hai maine suna hai chamakte hain chehre chamakti hai duniya behekti hain saansein bhi mere liye nazar se nazar jo mila loon agar to phirakti hai dhadkan bhi mere liye nasha kuchh nigaahon mein bhi aisa hota hai maine suna hai ek nazar mein bhi pyaar hota hai maine suna hai do baaton mein bhi ikraar hota hai maine suna hai hawa pe jahaan dekhne ko chale hain bani baadlon se hai apni zameen jo udne lage aasmaan tak hai jaana na khushiyon mein apni hai koyi kami asar kuchh hawaaon ka bhi aisa hota hai maine suna hai ek nazar mein bhi pyaar hota hai maine suna hai do baaton mein bhi ikraar hota hai maine suna hai sama rangeen sa click here
ek paheli hai tu naar naveli hai tu jitna main suljhaaun aur ulajhati jaaye ek paheli hai tu naar naveli hai tu jitna main suljhaaun aur ulajhati jaaye ek paheli hai tu naar naveli hai tu jitna main suljhaaun aur ulajhati jaaye deewana hone laga hoon main inmen khone laga hoon aye deewana hone laga hoon main inmen khone laga hoon oooo naina tere aise jaise bhool bhulaiyaa badi albeli hai tu naar naveli hai tu jitna main suljhaaun aur ulajhati jaaye ye premi aankhon ko meeche chalta jaaye tere peeche hey ye premi aankhon ko meeche chalta jaaye tere peeche hey keenchaa chala jaaye kachche dhaage se saiyaan khel wo kheli hai tu naar naveli hai tu jitna main suljhaaun aur ulajhati jaaye jaadoo koi hai ke dhokhaa kadmon ko jaaye na roka hey jaadoo koi hai ke dhokhaa kadmon ko jaaye na roka jaane kahaan le ke chali thaam ke baiyaan aaj akeli hai tu naar naveli hai tu jitna main suljhaaun aur ulajhati jaaye ek paheli hai tu click here
ek patthar dil ko main dil de baithi ek bedardi ko main dil de baithi sheeshe se patthar takraaya maati ke but se pyaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi sheeshe se patthar takraaya maati ke but se pyaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi usne ghunghat na khola main ghunghat mein jalti rahi usne ghunghat na khola main ghunghat mein jalti rahi uski yaad chhuri banke mere dil pe chalti rahi meetha meetha dard saha bedardi se kuchh na kaha main deewani thi na jaani apne kaatil ko main dil de baithi dulhan banke sej sajaai julmi ka intezaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi ek bedardi ko main dil de baithi keh kar jeena achchha hai chup reh kar mar jaane se keh kar jeena achchha hai chup reh kar mar jaane se sharam bahut aayi phir bhi chhedi baat bahaane se dil ka haal kaha sunke wo chup chaap raha main deewani thi na jaani aise bujdil ko main dil de baithi aaj nahin to kal samjhega maine aitbaar kiya ek patthar dil ko main dil de baithi ek click here
ek pyaasa tujhe maikhaana diye jaata hai jaate jaate bhi ye nazraana diye jaata hai baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di saahil karega yaad ussi naamuraad ko saahil karega yaad ussi naamuraad ko haai kashti khushi se jisne bhanwar mein utaar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhana jab chal pade safar ko to kya mud ke dekhana haai duniyaa ka kyaa hai ussne sadaa baar baar di jaise guzar saki ye shab e ghum guzaar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di baazi kisi ne pyaar ki jeeti ya haar di click here
ek raat mein do do chaand khile ek ghoonghat mein ek badli mein ek raat mein do do chaand khile hmm hmm hmmmm hmmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmm apni apni manzil se mile ek ghoonghat mein ek badli mein ek raat mein do do chaand khile badli ka wo chaand to sab ka hai ghoonghat ka ye chaand to apna hai aaaaa aaaa aaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa badli ka wo chaand to sab ka hai ghoonghat ka ye chaand to apna hai mujhe chaand samjhane waale bata ye raat hai yaa koi sapna hai ye raat hai yaa koi sapna hai ek raat mein do do chaand khile ek ghoonghat mein ek badli mein apni apni manzil se mile ek ghoonghat mein ek badli mein ek raat mein do do chaand khile maaloom nahin do anjaane raahi kaise mil jaate hain aaaaa aaaa aaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa maaloom nahin do anjaane raahi kaise mil jaate hain phoolon ko agar khilna hai to wo veeranon mein khil jaate hain veeranon mein khil jaate hain ek raat mein do do chaand khile ek ghoonghat mein ek badli mein apni apni click here
ik raadhaa ik meeraa donon ne shaam ko chaaha antar kyaa donon ki chaah mein bolo antar kyaa donon ki chaah mein bolo ik prem deewaani ik daras deewaani ik prem deewaani ik daras deewaani ik raadhaa ik meeraa donon ne shaam ko chaaha antar kyaa donon ki chaah mein bolo antar kyaa donon ki chaah mein bolo ik prem deewaani ik daras deewaani raadha ne madhuban mein dhoondha meera ne mann mein paaya raadha jisse kho baithi wo govind meera haath bhigaaya ik murali ik paayal ik pagli ik ghaayal antar kyaa donon ki preet mein bolo antar kyaa donon ki preet mein bolo ik surat lubhaani ik murat lubhaani ik prem deewaani ik daras deewaani ik raadhaa ik meeraa meera ke prabhu giridhar naagar raadha ke mann mohan sa ga ma pa dha pa dha ma pa re ma ga ga re sa ni dha re re ga ma ga ma pa ma pa dha pa dha sa ni sa re aaa aa aa aa aa aa aa aa meera ke prabhu giridhar naagar raadha ke mann mohan raadha nit shringaar kare aur meera ban gayi jogan ik raani ik daasi donon hari prem click here
ek raja ka ek beta tha tum jaise hi pyara pyara kuchh gumsum sa kuchh gupchup sa rehta tha wo din saara na meet koi na saathi phir kiske sang wo khele mehlon mein ek akela phirta tha raj dulara ek raja ka ek beta tha raja ne manga ke diye kitne khilone phir bhi wo baithe baithe lagta tha rone haha raja ne manga ke diye kitne khilone phir bhi wo baithe baithe lagta tha rone suno aage bina laage kehta tha ye wo bechara ek raja ka ek beta tha tum jaise hi pyara pyara kuchh gumsum sa kuchh gupchup sa rehta tha wo din saara ek raja ka ek beta tha dost uncle haan uncle aage bolo na aage usne chhoti si ek gudiya banai usne chhoti si ek gudiya banai gudiya magar kisi kaam na aayi usne chhoti si ek gudiya banai gudiya magar kisi kaam na aayi na wo bole na wo dole karke jatan wo sab hara ek raja ka ek beta tha tum jaisa hi pyara pyara kuchh gumsum sa kuchh gupchup sa rehta tha wo din sara ek raja ka ek beta tha phir koi jadugar raja ne bulaya gudiya mein jaan dalo gudiya click here
hmmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb kaun jatan karun kaun upaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb tak tak sookhe parbat aankhen taras gayiiin baadal to naa barse aankhen baras gayin tak tak sookhe parbat aankhen taras gayiiin baadal to naa barse aankhen baras gayin baras baras dukh badhta jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb pyaasi banjar dharti kiska pet bhare bhookhe pyaase bachche kheti kaun kare are pyaasi banjar dharti kiska pet bhare bhookhe pyaase bachche kheti kaun kare maa ki mamtaaa neer bahaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb pyaar naa sikhaa nafrat karna sikh liyaaaaaa sab logon ne ladna marana sikh liya are pyaar naa sikhaa nafrat karna sikh liyaaaaaa sab logon ne ladna marana sikh liya inko jeena kaun sikhaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye mausam badle naa badle naseeb ek ritu click here
aaa aaaaa aaaa hmmm hmmm hmmm hmmm ek ritu aaye ek ritu jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye deep jalaaye deep bujhaye deep jalaaye deep bujhaye kabhi hansaaye kabhi rulaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye ek ritu aaye ek ritu jaaye aaaa aaaa jiya nahin laage ka karun sajna jiya nahin laage ka karun sajna tujh bin soona laage angna jiya nahin laage ka karun sajna aaye na more nainon mein nindiya saaje na more maathe pe bindiya baaje na mori paaon mein kangna jiya nahin laage kaa karun sajna aaa aaa aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaa ghir aayi kaari kaari badariyaa ghir aayi kaari kaari badariyaa dhadke jiyaraa chamke bijuriya ghir aayi kaari kaari badariyaa ghir aayi kaari kaari badariyaa aa aaaa aa aaaaa aise laage garje badra aise laage garje badra jaise tore nainon ka kajra chhodo sanwariya ghir aayi kaari kaari badariyaa dhadke jiyaraa chamke bijuriya ghir aayi kaari kaari badariyaa ghir aayi kaari kaari badariyaa khil gayin kaliyaan khil gayin click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Manzil Raahi Do Sanjog (1961) 04:04 12038
 
Poster of Sanjog (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Anita Guha, Pradeep Kumar
Duration : 04:04   Song Number : 12038   

Ek Meethi Si Chubhan Reshma Aur Shera (1971) 04:04 14076
 
Poster of Reshma Aur Shera (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:04   Song Number : 14076   

Ek Mehbooba Ek Mehboob Tha Pyaasi Aankhen (1983) 04:35 40856
 
Poster of Pyaasi Aankhen (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amol Palekar
Duration : 04:35   Song Number : 40856   

Ek Musaafir Ko Door Ki Awaz (1964) 04:20 13173
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:20   Song Number : 13173   

Ek Nahin Do Nahin Biwi O Biwi (1981) 05:11 12921
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:11   Song Number : 12921   

Ek Nasihat Meri Yaaro Shriman Shrimati (1982) 05:13 39214
 
Poster of Shriman Shrimati (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rakhi
Duration : 05:13   Song Number : 39214   

Ek Naye Mehman Zindagi (1964) 03:01 40584
 
Poster of Zindagi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Helen
Duration : 03:01   Song Number : 40584   

Ek Naye Mod Pe Ehsaan (1967) 03:57 37706
 
Poster of Ehsaan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Masroor Anwar
Music Director- 
Sohail Rana
Singer- 
Mehdi Hassan
Duration : 03:57   Song Number : 37706   

Ek Nazar Ek Nazar (1972) 05:08 18357
 
Poster of Ek Nazar (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan
Duration : 05:08   Song Number : 18357   

Ek Nazar Bas Ek Nazar Munimji (1955) 04:02 39198
 
Poster of Munimji (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nalini Jayvant
Duration : 04:02   Song Number : 39198   

Ek Nazar Kisi Ne Dekha Rangoli (1962) 03:36 37125
 
Poster of Rangoli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Durga
Duration : 03:36   Song Number : 37125   

Ek Nazar Mein Bhi Pyaar Hota Hai Taxi No 9211 (2006) 04:36 20445
 
Poster of Taxi No 9211 (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
Singer- 
K K, Sunidhi Chauhan
On Screen Actors- 
John Abraham, Sonali Kulkarni
Duration : 04:36   Song Number : 20445   

Ek Paheli Hai Tu Heera Panna (1973) 04:35 13330
 
Poster of Heera Panna (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Zeenat Aman
Duration : 04:35   Song Number : 13330   

Ek Patthar Dil Ko Main Dil Dil Ka Heera (1979) 05:29 39370
 
Poster of Dil Ka Heera (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Dharmendra
Duration : 05:29   Song Number : 39370   

Ek Pyaasa Tujhe Nazrana (1961) 03:29 31523
 
Poster of Nazrana (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:29   Song Number : 31523   

Ek Raat Mein Barkha (1959) 03:43 12840
 
Poster of Barkha (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Anant Kumar, Jagdeep Nanda, Shubha Khote
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 03:43   Song Number : 12840   

Ek Radha Ek Meera Ram Teri Ganga Maili (1985) 05:32 20447
 
Poster of Ram Teri Ganga Maili (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Mandakini
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:32   Song Number : 20447   

Ek Raja Ka Ek Beta Tha Tyaag (1977) 04:40 37680
 
Poster of Tyaag (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Master Tito
Duration : 04:40   Song Number : 37680   

Ek Ritu Aaye Gautam Govinda (1979) 05:34 13261
 
Poster of Gautam Govinda (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
Raag- 
Bhatiyar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:34   Song Number : 13261   

Ek Ritu Aaye Ek Ritu Jaaye Sau Saal Baad (1966) 07:00 38696
 
Poster of Sau Saal Baad (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 07:00   Song Number : 38696