MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek bewafaa se pyaar kiya uss se nazar ko chaar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya ek bewafaa se pyaar kiya uss se nazar ko chaar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya bholi surat waala nikla lootera raat chhupaaye dil mein munh pe savera bholi surat waala nikla lootera raat chhupaaye dil mein munh pe savera oye humne dil nisaar kiya khud ko beqaraar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya ek bewafaa se pyaar kiya uss se nazar ko chaar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya de gayi dhoka humen neeli neeli aankhen neeli neeli aankhen de gayi dhoka humen neeli neeli aankhen neeli neeli aankhen suni hai dil ki mehfil bheegi bheegi aankhen oo bheegi bheegi aankhen oye humne aitbaar kiya ulfat ka iqraar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya ek bewafaa se pyaar kiya uss se nazar ko chaar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya click here
ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya mujhko mere khoobsurat khwaab se chonka diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya ek bhooli yaad ne zakhme dil taaza hua aur phool nashtar ban gaye zakhme dil taaza hua aur phool nashtar ban gaye ghum ka paimaana kisi ne aaj phir chhalka diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya ek bhooli yaad ne paa liya tha maine dil ki beqaraari mein sukoon paa liya tha maine dil ki beqaraari mein sukoon waqt ne phir mujhko ghum ka aaina dikhla diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya ek bhooli yaad ne dhoond li thi maine manzil ghum ki raahen bhool kar dhoond li thi maine manzil ghum ki raahen bhool kar zindagi ne phir puraani raah par pahuncha diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya mujhko mere khoobsurat khwaab se chonka diya ek bhooli yaad ne phir dil mera tadpa diya ek bhooli yaad ne click here
aye bui bui bui bui bui bui heyy bui bui hey hey ek botal ho bagal mein aur haath mein ho ek jaam phir kisko fursat soche kab subah huyi kab shaam ek botal ho bagal mein aur haath mein ho ek jaam phir kisko fursat soche kab subah huyi kab shaam pee pee re yehe pee pee re ha jab thodi si gale mein dal jaati hai yaaro aankhon mein gulaabi shamma jal jaati hai yaaro hey ru ru ru ru ru ru ru ru ya yaa yaa jab thodi si gale mein dal jaati hai yaaro aankhon mein gulaabi shamma jal jaati hai yaaro chaar katron se nikal jaata hai saara kaam ek botal ho bagal mein aur haath mein ho ek jaam phir kisko fursat soche kab subah huyi kab shaam pee pee re yehe pee pee re uu ha ro ro ke jeene waalo peene ki aadat daalo maykhane mein aa baitho aur apni pyaas bujha lo bujha lo bujha lo bujha lo aa ha ha ha ha ha ha ha ha hmm ro ro ke jeene waalo peene ki aadat daalo maykhane mein aa baitho aur apni pyaas bujha lo dekho jannat mil rahi hai kitne saste daam ek botal ho bagal mein aur click here
ho ho ho ho ho ho oho ho ho ho ho ho ek butt se mohabbat kar ke ek butt se mohabbat kar ke maine yahi jaana hai samajhaye se jo na samjhe samajhaye se jo na samjhe dil aisa deewana hai ek butt se mohabbat kar ke khoobsurat hai bala ka aur bala se kam nahin uska ghum jee ko lage to jag ka koi ghum nahin chal paaon dilon pe rakh ke chal paaon dilon pe rakh ke uska hi zamaana hai ek butt se mohabbat kar ke maine yahi jaana hai ek butt se mohabbat kar ke phool champe ka haseen behad magar khushboo nahin hai mere mehboob mein sab kuchh wafa ki boo nahin kuchh bhi ho mujhe ghar apna kuchh bhi ho mujhe ghar apna us gul se sajaana hai ek butt se mohabbat kar ke maine yahi jaana hai samajhaye se jo na samjhe dil aisa deewana hai ek butt se mohabbat kar ke click here
hmmmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmmm hmmmm hmmmmm hmmm hmmmmm hmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmm hmmmm hmmmm hmmmmm hmmmmm hmmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaaa ek chameli ke mandve talle ek chameli ke mandve talle maikade se zara door uss mod par maikade se zara door uss mod par do badan pyaar ki aag mein jal gaye ek chameli ke mandve talle ek chameli ke mandve talle pyaar harf e wafaa pyaar unka khudaa pyaar harf e wafaa pyaar unka khudaa pyaar unki cheetaaaaa do badan pyaar ki aag mein jal gaye do badan pyaar ki aag mein jal gaye ek chameli ke mandve talle ek chameli ke mandve talle oss mein bheegte chaandani mein nahaate huye oss mein bheegte chaandani mein nahaate huye jaise do taaza ruh taaza dam phool pichchhale pehar jaise do taaza ruh taaza dam phool pichchhale pehar thandi thandi sababro chaman ki hawaa thandi thandi sababro chaman ki hawaa sarf e maatam huyi sarf e maatam huyi sarf e maatam huyi kaali kaali laton se lipat garm rukhsaar click here
oh oo ho ooo ooo oh oo ho oo ooo ha aa aa aaaaaaa aa aa aaa aaaaaa ek chandan ki khushboo ek madhuban ki khushboo sabse pyaari sabse nyari tere yauvan ki khushboo ek pyaara hai chanda ek pyaara hai taara sabse nirala tej hai tera tu sabse pyaara oh oo ho ooo ooo oh oo ho ooo ooo main hi main dikhta hoon tujh mein tan tera darpan mera apna kuchh bhi nahin hai sab tujhko arpan main hi main dikhta hoon tujh mein tan tera darpan mera apna kuchh bhi nahin hai sab tujhko arpan teri saanson mein janmon ke bandhan ki khushboo ek pyaara hai chanda ek pyaara hai taara sabse nirala tej hai tera tu sabse pyaara ek chandan ki khushboo ek madhuban ki khushboo sabse pyaari sabse nyari tere yauvan ki khushboo oh oo ho ooo ooo oh oo ho ooo ooo baahon mein teri main hoon salamat dar tujhse darta hai usko jeena aa jaata hai kisi pe jo marta hai baahon mein teri main hoon salamat dar tujhse darta hai usko jeena aa jaata hai kisi pe jo marta hai teri baaton se aati hai jeevan ki click here
te re le le o o te re le le o o te re le le uu uu uu de le o ye ye ye te le o o do le le yek chatur naar kar ke singar yek chatur naar kar ke singar mere mann ke dwar ye ghusat jaat hum marat jaat are hey hey hey ye ye ye chatur naar kar ke singar pa re sa ga ga ga re re sa sa re sa sa sa pa pa dha sa re ga ga re sa dha pa pa ma ga re chatur naar kar ke singaar umm thaam thaam thaam thaam thaam ruk umbrum um brumm um aa aa aye aye iee iee uu aye oye aum aahaa hmm nam nam nam nam nam nam nam nam nam nam nam nam la hmm bala bala bala bala re bala bala bala bala re bala bala bala bala re ek chatur naar badi hoshiyar ek chatur naar badi hoshiyar apne hi jaal mein phashat jaat hum hansat jaat are ha ha ha ha ek chatur naar badi hoshiyar tu kyun gori dhyaan dhare kare lakh lakh duniya chaturayi chhutti kar dunga main uski abke jo awaaz lagaayi chhutti kar dunga aaaa aa aa aa ja re ja re kare kaga ka ka ka kyun shor machaaye uss naari ka daas na ban jo raah chalat ko raah click here
ek cheez maangte hain kya ek cheez maangte hain hum tumse pehli baar ek cheez maangte hain hum tumse pehli baar pehle cheez ka naam bataao dekho hum par shak na laao ulti seedhi cheez kabhi na maange sachcha pyaar ek cheez maangte hain hum tumse pehli baar ek cheez maangte hain achhi si farmaaish karna sunne se pehle kya darna maango baba kuchh bhi maango maangu haan haan dil par rakh kar haath karo pehle humse ikraar ek cheez maangte hain hum tumse pehli baar ek cheez maangte hain aye aye bolo maangu chhota sa nazraana ohh itna lamba afsaana o maangu chhota sa nazraana haaye itna lamba afsaana jaldi se keh do keh to raha hoon are jaldi se keh do are keh to raha hoon raat ko khidki khol ke rakhna haay raam tum aaoge haan haan haan raat ko khidki khol ke rakhna do naino se bol ke rakhna aage bolo yahi aaye mere sapne to ye kar na de inkaar ek cheez maangte hain hum tumse pehli baar ek cheez maangte hain haan haan khuli khuli iss zulf ka saaya maangu to kya dogi bas click here
ek chhatri aur hum hain do ab kya ho kuchh to karo ek chhatri aur hum hain do ab kya ho kuchh to karo bheegne do zara bheegne do bheegne do zara bheegne do pyaar se kore mann ko paani se gore tan ko bheegne do zara bheegne do bheegne do zara bheegne do ek chhatri aur hum hain do ab kya ho kuchh to karo sardi se tan sard hua hooo oooo sardi se tan sard hua gaalon ka rang zard hua aur tu kitna bedard hua aag jala kar garmi do dilbar ho kuchh to karo aag jala kar garmi do dilbar ho kuchh to karo bheegne do zara bheegne do bheegne do zara bheegne do ek chhatri aur hum hain do ab kya ho kuchh to karo na bheegi hai to phir kya hua haan bheegi hai to phir kya hua aa meri baahon mein aa paani mein aag laga dunga dhul ke zara nikharne do aaj is husn jawaani ko bheegne do zara bheegne do bheegne do zara bheegne do are ek chhatri aur hum hain do ab kya ho kuchh to karo jaldi se kahin mujhe chhupa ooo ooooo ooooo jaldi se kahin mujhe chhupa haye meri tauba tauba kitni zaalim click here
ek chingari aankhon ki dil ki lagan ban jati hai ek chingari aankhon ki dil ki lagan ban jati hai jab had se badhti hai khiza rooh e chaman ban jati hai ek chingari aankhon ki dil ki lagan ban jati hai zikar hamara chhed ke dekhe koi unki mehfil mein zikar hamara chhed ke dekhe koi unki mehfil mein palken ghunghat karti hain aankh dulhan ban jati hai jab had se badhti hai khiza rooh e chaman ban jati hai ek chingari aankhon ki dil ki lagan ban jati hai moti bhi hai patthar bhi apni apni koshish hai moti bhi hai patthar bhi apni apni koshish hai saahil sakit rehta hai mauj shikan ban jati hai jab had se badhti hai khiza rooh e chaman ban jati hai ek chingari aankhon ki dil ki lagan ban jati hai umr e rawan ki raahon mein ek din aisa aata hai umr e rawan ki raahon mein ek din aisa aata hai jab dunia ki ek gali dil ka watan ban jati hai jab had se badhti hai khiza rooh e chaman ban jati hai ek chingari aankhon ki dil ki lagan ban jati hai click here
ek chirraiya ghonsle ko chhod udd udd jaaye aur ye soche kaash aisa ho kadam mud jaaye ek chirraiya ghonsle ko chhod udd udd jaaye aur ye soche kaash aisa ho kadam mud jaaye tinka tinka kar batora aur banaaya ghar par samay ki barishon ne kar diya beghar kar diya beghar kar diya beghar o musafir dheer dhar aayega sooraj idhar kaahe bhage kaahe bhaage door jitna jaayega laut phir na payega kaahe bhage kaahe bhaage ek chirraiya ko paraaya des kaise bhaaye gaon ka peepal puraana yaad usko aaye tinka tinka kar batora aur banaaya ghar par samay ki barishon ne kar diya beghar kar diya beghar kar diya beghar yeh jo ansuan ki ladi beh rahi hai har ghadi tere aage tere aage yaad rakh har mod par ek nai subah khadi kaahe bhage kaahe bhaage ek chirraiya aansuon se lad jhagad so jaaye raah pathreeli hai lekin hausla na jaaye tinka tinka kar batora aur banaaya ghar par samay ki barishon ne kar diya beghar kar diya beghar kar diya beghar click here
ek daal par tota bole ek daal par tota bole ek daal par maina door door baithe hain lekin pyaar to phir bhi hain na bolo hai naa hai naa hai naa hooooo ooooooo ek daal par tota bole ek daal par maina main tere nainon ki neendiyaa tu mere dil ka chaina bolo hai naa hai naa hai naa ek daal par tota bole ye kya mujh ko ho gaya saajan kabhi roun kabhi gaaun ped se lipti bel jo dekhun laaj se mar mar jaaun ye paagalpan kaisa kab se ho gaya aisa bin batlaaye samjho saajan aaj nahin kuchh kehna bolo hai naa hai naa hai naa hai naa ek daal par tota bole aandhi aaye toofan aaye yaa barse barsaaten ik duje mein kho jaayen hum khatam naa ho din raaten khatam naa ho din raaten meethi pyaar ki baaten honth agar khamosh rahen to bol uthenge naina bolo hai naa hai naa hai naa hai naa ek daal par tota bole janam janam ki pyaas re saajan pal mein bhujegi kaise jeevan bhar ye sang naa chhute ang laga lo aise aa mil jaayen aise saagar nadiyaa jaise seekh liya hai pyaar mein humne click here
Ek Dharti Hai Ek Hai Gagan click here
ek dhoondho milte hain hazaaron husn waale kam nahin laakhon hain gulaab gulsitaan mein tu na ho to ghum nahin jawaan hai to kya hai haseen hai to kya hai tu samjhi tu khuda hai ek dhoondho milte hain hazaaron husn waale kam nahin laakhon hain gulaab gulsitaan mein tu na ho to ghum nahin jawaan hai to kya hai haseen hai to kya hai tu samjhi tu khuda hai haath ka jawaab haath se baat ka jawaab baat se preet ka jawaab preet se aur geet ka jawaab geet se daulat ke nazaare humko na dikha tu bega kaagaz ki kashti na chala daulat ke nazaare humko na dikha tu bega kaagaz ki kashti na chala na hogi teri baat humse na badha shaan apni kitni hi dikha le jhukne waale hum nahin baahar baahar ke hain saare daawe tere andar dam nahin jawaan hai to kya hai haseen hai to kya hai tu samjha tu khuda hai khatron se dar jaayen aise nahin hum soorat pe mar jaayen aise nahin hum are khatron se dar jaayen aise nahin hum soorat pe mar jaayen aise nahin hum tujhe mehenga padega na humko click here
ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane mann beena ke madhur suron mein gaate hain sab prem tarane ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane dil jo na hota kuchh bhi na hota aankh na roti aur dard na uthtaa dil jo na hota kuchh bhi na hota aankh na roti aur dard na uthtaa apna ye daaman kaun bhigota kaun kisi ke yun pyaar mein khota ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane mann beena ke madhur suron mein gaate hain sab prem tarane dil jo lagayaa chain na payaa saare jahan ka ilzaam uthayaa dil jo lagayaa chain na payaa saare jahan ka ilzaam uthayaa baaten sunaye apna paraya ye to janam janam se hota hi aaya ek dil aur sau afsane haaye mohabbat haaye zamane mann beena ke madhur suron mein gaate hain sab prem tarane tu meri manzil pyaar ka sahil jaaun kidhar main hai tu hi muqabil tu meri manzil pyaar ka sahil jaaun kidhar main hai tu hi muqabil o meri hamdam laakh hai mushkil kar ke rahenge click here
ek dil hazaar ghum ek dil hazaar ghum kaise jee sakenge hum kaise jee sakenge hum ek dil hazaar ghum zindagi bichhad gayiii har khushi ujad gayi zindagi bichhad gayiii har khushi ujad gayi aankh ho chali hai nam kaise jee sakenge hum ek dil hazaar ghum kaise jee sakenge hum kaise jee sakenge hum ek dil hazaar ghum aasmaan badal gayaaa zameen ka teer chal gaya aasmaan badal gayaaa zameen ka teer chal gaya dans rahe hain har sitam har sitam dans rahe hain har sitam kaise jee sakenge hum kaise jee sakenge hum ek dil hazaar ghum kaise jee sakenge hum kaise jee sakenge hum ek dil hazaar ghum ek dil hazaar ghum ek dil hazaar ghum click here
ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan tode se naa toote are tode se naa toote ye rishtaa ye bandhan come come welcome welcome come come welcome welcome sabse haseen sabse alag kahaani hai saansen judaa hai ek apni zindgaani hai haan haan sabse haseen sabse alag kahaani hai saansen judaa hai ek apni zindgaani hai har imtehaan denge ik dooje pe jaan denge hum baanth lenge ghum welcome welcome welcome welcome welcome welcome waada kiya to waada sadaa nibhaaenge teri muhabbaton pe khushi lutaaenge waada kiya to waada sadaa nibhaaenge teri muhabbaton pe khushi lutaaenge rabb ne humen milaaya khushiyon ka din dikhaaya naachenge hum chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham chham ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan ek dil ki do dhadkan ek gopi ek kishan tode se naa toote haan tode se naa toote ye rishtaa ye bandhan click here
ek dil ne kaha ek dil ne suna ek dard bhara afsana haye dard bhara afsana pyaar ke tukde karne waala zaalim hai ye zamaana zaalim hai ye zamaana ek dil ne kaha parwaane ke ghum mein haaye shamma ro ro jalti hai shamma ro ro jalti hai shamma ko jalta jis dam dekhe jal jaaye parvaana jal jaaye parvaana ek dil ne kaha nazuk se ek phool mein dekho chhupe hazaaron kaante hain chhupe hazaaron kaante hain is duniya mein kaun hai apna kise kahen begana kise kahen begana ek dil ne kaha jaane wale yaad mein teri aankhen ro ro kehti hain jaane waale yaad mein teri aankhen ro ro kehti hain aankhen ro ro kehti hain dam ghut ke mar jaana lekin dil na kisi se lagaana dil na kisi se lagaana ek dil ne kaha ek dil ne suna ek dard bhara afsana haye dard bhara afsana pyaar ke tukde karne waala zaalim hai ye zamaana zaalim hai ye zamaana ek dil ne kaha click here
hoooooooo hoooo oooooo hoooooooo hoooo oooooo ek dil sau dushman phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum hoooooooo hoooo oooooo hoooooooo hoooo oooooo ek dil sau dushman phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum kaun sunega dil ki duhaayi kisne jaani peer paraayi dil ko thokar aaj lagi to baat samjh mein humko aayi ajnabee saari khushiyaan yaar hain bas ye ghum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum insaanon kaa mol jahaan mein heera moti sona chaandi dilwaalon ki raah mein kisne daulat ki deewar utha di naa gire ye deewaren naa miten ye sitam phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum hoooooooo hoooo oooooo hoooooooo hoooo oooooo ek dil sau dushman phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum haan phir jeeyen kaise hum phir jeeyen kaise hum click here
ek dil wo bhi dard ka maara aathon paher sataaye zara zara si baat pe pagla ghadi ghadi bhar aaye aye dil dekh liya aye dil dekh liya pyaar kar ke aison pe marke pyaar kar ke aison pe marke tujhko mila kya aye dil dekh liya aye dil dekh liya dukhiya dil ki haaye buri hoti hai dukhiya dil ki haaye buri hoti hai hil jaati hai saari duniya hil jaati hai saari duniya jab mohabbat roti hai tune anadi piya aye dil dekh liya aye dil dekh liya laagi kisi ki koi na jaane laagi kisi ki koi na jaane haaye ri duniya haaye zamaane haaye ri duniya haaye zamaane aur ek dil tod diya ja re anadi piya aye dil dekh liya pyaar kar ke aison pe marke pyaar kar ke aison pe marke tujhko mila kya aye dil dekh liya aye dil dekh liya click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Bewafaa Se Pyaar Awara (1951) 02:37 12757
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Honey O Brien
Duration : 02:37   Song Number : 12757   

Ek Bhooli Yaad Ne Jogi (1982) 05:21 19945
 
Poster of Jogi (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:21   Song Number : 19945   

Ek Botal Ho Bagal Mein Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970) 04:20 40535
 
Poster of Saas Bhi Kabhi Bahu Thi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Leena Chandraavarkar
Duration : 04:20   Song Number : 40535   

Ek Butt Se Mohabbat Maan Abhiman (1980) 03:49 13633
 
Poster of Maan Abhiman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Raj Kiran
Duration : 03:49   Song Number : 13633   

Ek Chameli Ke Mandve Cha Cha Cha (1964) 06:37 12952
 
Poster of Cha Cha Cha (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Iqbal
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 06:37   Song Number : 12952   

Ek Chandan Ki Khushboo Wafadaar (1985) 05:37 36939
 
Poster of Wafadaar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajnikant, Padmini Kolhapure
Duration : 05:37   Song Number : 36939   

Ek Chatur Naar Kar Ke Padosan (1968) 06:42 12122
 
Poster of Padosan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
R D Burman
Duration : 06:42   Song Number : 12122   

Ek Cheez Maangte Hain Hum Tumse Babul Ki Galiyan (1972) 04:11 32063
 
Poster of Babul Ki Galiyan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Hema Malini
Duration : 04:11   Song Number : 32063   

Ek Chhatri Aur Hum Hain Do Maan Gaye Ustaad (1981) 04:27 36378
 
Poster of Maan Gaye Ustaad (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Varma Malik
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Hema Malini
Duration : 04:27   Song Number : 36378   

Ek Chingari Aankhon Ki Munimji (1972) 05:24 36892
 
Poster of Munimji (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Aman
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Yogeeta Bali, Anil Dhawan
Duration : 05:24   Song Number : 36892   

Ek Chirraiya Citylights (2014) 04:47 37578
 
Poster of Citylights (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Rashmi Singh
Music Director- 
Jeet Ganguly
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Rajkumar Rao, Patraleka
Duration : 04:47   Song Number : 37578   

Ek Daal Par Tota Bole Chor Machaye Shor (1974) 05:24 20432
 
Poster of Chor Machaye Shor (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Tulshi
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Mumtaj
Duration : 05:24   Song Number : 20432   

Ek Dharti Hai Ek Hai Gagan Adhikar (1954) 04:06 39092
 
Poster of Adhikar (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Neelkanth Tiwari
Music Director- 
Avinash Vyas
Singer- 
Meena Kapoor
On Screen Actors- 
Usha Kiran
Duration : 04:06   Song Number : 39092   

Ek Dhoondho Milte Hain Pyara Dushman (1980) 06:22 37593
 
Poster of Pyara Dushman (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rakesh Roshan, Sarika
Duration : 06:22   Song Number : 37593   

Ek Dil Aur Sau Afsane Ek Dil Sau Afsane (1963) 04:30 13210
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:30   Song Number : 13210   

Ek Dil Hazaar Ghum Aag Ka Darya (1953) 03:13 15539
 
Poster of Aag Ka Darya (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Vinod
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Karan Diwan
Duration : 03:13   Song Number : 15539   

Ek Dil Ki Mr White Mr Black (2008) 05:05 11167
 
Poster of Mr White Mr Black (2008)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2008
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Tauseef Akhtar, Jatin Lalit
Duration : 05:05   Song Number : 11167   

Ek Dil Ne Kaha Ek Dil Ne Suna Parda (1949) 03:48 38271
 
Poster of Parda (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Swami Ramanand
Music Director- 
Sharma Ji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Amar
Duration : 03:48   Song Number : 38271   

Ek Dil Sau Dushman Waqt Waqt Ki Baat (1982) 04:57 18539
 
Poster of Waqt Waqt Ki Baat (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Raj Kiran, Others
Duration : 04:57   Song Number : 18539   

Ek Dil Woh Bhi Dard Ka Mara Aabroo (1956) 03:35 19768
 
Poster of Aabroo (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
D N Madhok
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 03:35   Song Number : 19768