MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


door se tera deewana aaya hai ruk jaana hooo oooo oooo aa sajan meri aankhon mein tera hi afsaana hooo ooo ooo door se tera deewana aaya hai ruk jaana hooo oooo oooo aa sajan meri aankhon mein tera hi afsaana maalum hai keh raha kya dil naa naa saajaniyaa chal kahin le chal aji kahaan kahaan are maalum hai keh raha kya dil are naa naa saajaniyaa chal kahin le chal aji kahaan kahaan pyaar ke mastaane jab chal pade deewane manzil kahaan ye kaun jaane hoooo oooo oooo saath hi rehna saiyaan rasta hai anjaana hooo ooo ooo door se tera deewana aaya hai ruk jaana hooo oooo oooo aa sajan meri aankhon mein tera hi afsaana jab humko chhoo liya tumne ooooo hoooo aji sunte ho kya kiya tumne aji kaho kaho jab humko chhoo liya tumne are ooooo hoooo sunte ho kya kiya tumne aji kaho kaho yun lage hai mil ke tann mann mein halke halke jaise tera khumaar chhalke hoooo ooooo haath jo lag jaayega chhalkega paimana hooo oooo oooo aa sajan meri aankhon mein tera hi afsaana hooo ooo ooo click here
hooo oooo ooooo oooo oooo ooooo doori doori na rahe koi aaj itne kareeb aao doori na rahe koi aaj itne kareeb aao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao doori na rahe koi aaj itne kareeb aao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao saanson ki hararat se tanhaayi pighal jaaye jalte huye honthon ka armaan nikal jaaye saanson ki hararat se tanhaayi pighal jaaye jalte huye honthon ka armaan nikal jaaye armaan nikal jaaye chaahat ki ghata ban kar yun mujh pe baras jaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao ye baat na thi ab se pehle kabhi jeene mein ye baat na thi ab se pehle kabhi jeene mein dil ban ke dhadakte to tumhi mere seene mein kabhi saath na chhodoge tum meri kasam khaao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao doori na rahe koi aaj itne kareeb aao main tum mein samaa jaaun tum mujh mein samaa jaao main tum mein click here
dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai aise milin do nigaahen miltin hain jaise do raahen jaagi ye ulfat purani gaane lagin hain fizayen aahaha aise milin do nigaahen miltin hain jaise do raahen jaagi ye ulfat purani gaane lagin hain fizayen pyaar ki shehanaiyan baj gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai ek dagar pe mile hain hum tum do hum saaye aisa laga tumse mil kar din bachpan ke aaye aahaha ek dagar pe mile hain hum tum do hum saaye aisa laga tumse mil kar din bachpan ke aaye vaadiyaan ummeed ki saj gayin ajab itefaaq hai dooriyan nazdeekiyan ban gayin ajab itefaaq hai keh daali kitni baaten ankahi ajab itefaaq hai pehle kabhi ajnabi the ab to meri zindagi ho sapnon mein dekha tha jisko click here
dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho tum kiran nnnnn tum kiran sawere ki tum chiraag manzil ka jab se tum ko dekha hai khil uthha hai chaman dil ka dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho tum ho mera aaaaa tum ho mera aaina main tumhaari soorat hoon tum mera muqaddar ho main tumhaari kismat hoon dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho umar bhar naa aaa umar bhar na aana tum dil jalon ki baaton mein saath hum ko chalna hai haath leke haathon mein dost ban ke aaye ho dost ban ke hi rehna ab bahot hi mushkil hai bewafa tumhe kehna dost ban ke aaye ho click here
dost dost naa raha pyaar pyaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha dost dost naa raha pyaar pyaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha amaanaten main pyaar ki gaya tha jisko saunp kar wo mere dost tum hi the tum hi to the jo zindagi ki raah mein bane the mere humsafar wo mere dost tum hi the tum hi to the saare bhed khul gaye raazdaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha gale lagi seham seham bhare gale se boltin wo tum naa thi to kaun tha tumhin to thi safar ke waqt mein falak pe motiyon ko tolti wo tum naa thi to kaun tha tumhin to thi nashe ki raat dhal gayi ab khumaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha wafaa ka le ke naam jo dhadak rahe the har ghadi wo mere nek nek din tumhin to ho jo muskuraa ke reh gaye zehar ki jab suyi gadi wo mere nek nek din tumhin to ho ab kisi ka mere din intezaar naa raha zindagi humen tera aitbaar naa raha aitbaar naa raha dost dost click here
dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi mister kabhi tum darling kabhi mehbooba kabhi tum bholi bhali sister ohh sister dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi sister chali gayi jaane do ek ghoont mein paarvati tum ek ghoont mein chandramukhi ek ghoont mein paarvati tum ek ghoont mein chandramukhi ek baar lag jaao gale se devdaas hain bade dukhi ek boond mein charchil ho gaye ek boond mein hitlar ae ae ae ae ae dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi mister rum chadhe to ghum utrenge whiskey se dukh khiske rum chadhe to ghum utrenge whiskey se dukh khiske jin se bhaage bhoot nigoda tum kiske hum kiske raat ko pee ke boriya dhundhe din ko dhundhe bistar hmm mister wah ha dost kahaan koi tumsa tumsa nahin koi mister kiski aankh ka aansoo hai ye tair raha hai pyaale mein kiski aankh ka aansoo hai ye tair raha hai pyaale mein doob naa jaaye andhere mein phenko ise ujaale mein ye kiske sindoor se maine ye kiske sindoor se maine daag liya hai dil par dost kahaan koi tumsaa click here
doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil dekhiye rooth kar yaar jaane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga bewaafai haseenon ka dastoor hai tod kar mera dil kitne magroor hain oooo ye jo badle to hum bhi badal jayenge chahne wale humko bhi mil jayenge inke harjai pan ka chalan dekh kar dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga kal talak to wafa ki ye tasveer thee haye meri mohabbat ki takdeer thee hooo bewafai ki ab jinda tasveer hai julm karte hai zalim hai bepeer hain inke harjai pan ka chalan dekh kar dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil click here
dil ki gehraaiyon tak nazar jaati hai teer ban kar jigar mein utar jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai raaz e dil ab chhupaane se kya faayda raaz e dil ab chhupaane se kya faayda iss lagi ko bhujhaane se kya faayda kya faayda aag bhujh jaati hai cheez jal jaati hai aag bhujh jaati hai cheez jal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai kya hua gar shikaayat ka mauka diya kya hua gar shikaayat ka mauka diya sab ne achchha kiya humko dhoka diya humko dhoka diya zindagi ladkhada kar sambhal jaati hai zindagi ladkhada kar sambhal jaati hai dosti dushmani mein badal jaati hai doston mein koi baat chal jaati hai doston mein koi baat chal click here
hoo parapa viruru tarara viru tiru tiru ta tirutu ra tiruru ra doston se pyaar kiya dushmanon se badla liya jo bhi kiya humne kiya shaan se shaan se doston se pyaar kiya dushmanon se badla liya jo bhi kiya humne kiya shaan se shaan se doston se pyaar kiya dushmanon se badla liya jo bhi kiya humne kiya shaan se shaan se shaan se shaan se click here
doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston hoo aise log roz kaahaan milte hain aise phool saalon mein khilte hain haan aise log roz kaahaan milte hain aise phool saalon mein khilte hain aare tum jaisa kaun hai koi nahin hothon ko hothon ko hothon ko hothon ka paigaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho hay doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston kya jaane kab ye dil kho jaaye deewaana ye kis ka ho jaaye ho kya jaane kab ye dil kho jaaye deewaana ye kis ka ho jaaye iss dil ka aitbaar koi nahin dil waalon dil waalon dil waalon ye dile badla mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston tum sabko ye shaam mubaarak ho aankhon ko aankhon ka salaam mubaarak ho doston doston ho baaton se bante hain afsaane thode se hum sab hain deewaane haan baaton se bante hain click here
you know she like the drama yeah she is sexy mama and when she dance everybody go you know she like the drama yeah she is sexy mama and when she dance everybody go hoo dekho to bholi kitni utni par tedhi cheez hai baaten kare hai kadwi kadwi phir bhi lazeez hai ittar gulabon wali bottel sharabon wali total tabahi wala scene hai adayein badi funky kare hai nautanki ye chhori badi drama queen hai badi badi aankhein hain aansuon ki tanki ye chori badi drama queen hai adayein badi funky kare hai nautanki ye chhori badi drama queen hai badi badi aankhein hain aansuon ki tanki ye chori badi drama queen hai ho table baja ke gaun chad jaaun kursi pe poori karun main mann maaniyaan chahe samajh lo nashe ka ye nateeja hai ya pagalpan ki nishaniyaan ittar gulaabon wali bottel sharabon wali total tabahi wala scene hai adayein badi funky kare hai nautanki ye chhori badi drama queen hai badi badi aankhein hai aansuon ki tanki ye chori badi drama queen hai adayein badi funky kare click here
dream girl dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl kahin to milegi kabhi to milegi aaj nahin to kal dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl kahin to milegi kabhi to milegi aaj nahin to kal dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl lipti gulaabon mein simti hizaabon mein lipti gulaabon mein simti hizaabon mein khaabon mein aati hain bheegi sharaabon mein paas rehti hai wo pal do pal dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl jab dekhti hai woh main dhoondh loonga to jab dekhti hai woh main dhoondh loonga to shabnam ghata chandani ban jaati hai doston rang roop leti hai woh badal dream girl dream girl kisi shayar ki ghazal dream girl kisi jheel ka kanwal dream girl ghum se bikhar jaaun ji se guzar jaaun ghum se bikhar jaaun ji se guzar jaaun kya teri click here
aashiaan apna bana le khaabon ki chhanv mein aane waala kal basa le aaj ki nighaah mein hooo aashiaan apna bana le khaabon ki chhanv mein aane waala kal basa le aaj ki nighaah mein bas tumhara saath de den ishq ki panaah mein muskuraate pal bichhaa den zindagi ki raah mein dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai aaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaaa duaaaaaaaaaaaa hai teri meri khawaahishon se aasmaan rangeen ho haal e dil apna jo sun le do jahaan haseen hooooooo hoooo teri meri khawaahishon se aasmaan rangeen ho haal e dil apna jo sun le do jahaan haseen hooo jode kuchh umeed naa wo aas ye zaroor hooo gardishon ke saaye mein bhi chaahton ka noor ho dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua hai dua hai dua hai ye rab se dua click here
dua kar gham e dil khudaa se duaaa karrrrrrrrrr wafaaon ka majboor daaman bichhaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar jo bijali chamakti hai unke mehal par wo kar le tasalli mera ghar jala kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar salaamat rahe tu meri jaan jaaye salaamat rahe tu meri jaan jaaye mujhe iss bahaane se hi maut aaye karungi main kya chand saansen bachaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar main kya doon tujhe mera sab loot chuka hai duaa ke siwaa mere paas aur kya hai main kya doon tujhe mera sab loot chuka hai duaa ke siwaa mere paas aur kya hai garibon ka ek aasraa e khudaa hai garibon ka ek aasraa e khudaa hai magar meri tujhse yahi iltezaa hai naa dil todna dil ki duniyaa basaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar wafaaon ka majboor daaman bichhaa kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar dua kar gham e dil khudaa se dua kar click here
dekh re ghata ghir ke aayi rass bhar bhar laayi chhed le gori mann ki beena rimjhim rutt chhaayi ho ho ho ho madhur madhur manwaa gaaye apne bhi din aaye saawan ke sang aaye jawaani saawan ke sang jaaye o o o o click here
dukh sukh ki har ik maala kudrat hi piroti hai dukh sukh ki har ik maala kudrat hi piroti hai haathon ki lakeeron meinnnn ye jaagti soti haiiii dukh sukh ki har ik maala kudrat hi piroti hai yaadon ki shamma ye baneee bhulen nazaaron mein kabhi aane waale kal pe hanse khilti bahaaron mein kabhi ik haath mein andhiyara ik haath mein jyoti hai dukh sukh ki har ik maala kudrat hi piroti hai aanhon ke janaaze dil mein aankhon mein cheetayen ghum ki udd gayi aas dil se chali wo hawaayen ghum ki toofan ke seene meinnn ye chain se soti haiiii dukh sukh ki har ik maala kudrat hi piroti hai haathon ki lakeeron meinnnn ye jaagti soti haiiii dukh sukh ki har ik maala kudrat hi piroti hai yaadon ki shamma ye baneee bhulen nazaaron mein kabhi aane waale kal pe hanse khilti bahaaron mein kabhi ek haath mein andhiyara ek haath mein jyoti hai dukh sukh ki har ik maala khud ko chhupane waalon ka pal pal peechha ye kare sajaa deti hai aisiii tann mann chhalni kare phir dil ka har ek click here
dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere dard hamaaraa koi na jaane apni garaj ke sab hain diwaane kiske aage ronaa royein des paraayaa log begaane dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere laakh yahaan jholi phailaa le kuchh nahin denge iss jag waale patthar ke dil mome na honge chaahe jitnaa neer bahaale dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere apne liye kab hain ye mele hum hain har ek mele mein akele kyaa paayegaa us mein rehkar jo duniyaa jeevan se khele kyaa paaegaa us mein rehkar jo duniyaa jeevan se khele dukhi mann mere sun meraa kehnaa jahaan nahin chainaa wahaan nahin rehnaa dukhi mann mere click here
aaaa aaaa aaaa aaaaaaa dukhiyaare naina dhoonde piya ko nis din kare pukaaar dukhiyaare naina dhoonde piya ko nis din kare pukaaar dukhiyaare naina phir kya aayengi wo raaten phir kya aayengi wo raaten laut gayin hain jo baaraaten laut gayin hain jo baaraaten beete din aur bichhda saathi beete din aur bichhda saathi behti nadi ki dhaaar dukhiyaare naina dukhiyaare naina dhoonde piya ko nis din kare pukaaar dukhiyaare naina raah mein naina diya jalaaye raah mein naina diya jalaaye aap jale aur jiya jalaaye aap jale aur jiya jalaaye jis se jeevan bhi jal jaaye jis se jeevan bhi jal jaaye wo kaisi jal dhaaar dukhiyaare naina dukhiyaare naina dhoonde piya ko nis din kare pukaaar dukhiyaare naina click here
hey dukki pe dukki ho ya satte pe satta dukki pe dukki ho ya satte pe satta gaur se dekha jaaye to bas hai patte pe patta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta dukki pe dukki ho ya satte pe satta dukki pe dukki ho ya satte pe satta gaur se dekha jaaye to bas hai patte pe patta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta ho koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta tu mere dil ka raja hai ya tere dil ki main rani tu mere dil ka raja hai ya tere dil ki main rani ho tu meri baahon mein ya main teri baahon mein hoon pyaar to hoga jaani banegi wohi kahani koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta dukki pe dukki ho ya satte pe satta dukki pe dukki ho ya satte pe satta gaur se dekha jaaye to bas hai patte pe patta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta koi farak nahi albatta ho ho ho aaha ha ha ho ho ho ho ho ho ho kismat mein jinki click here
ho jag saara maujein kare bin dulhe ki baraat mein chaahe naachega tu saath mein khud ki talaash ke zindagi ki taash ke hai patte tere haath mein dukki tikki bania begi badshah re panja chhakka bania begi badshah re bin dulhe ki baraat mein chaahe naachega tu saath mein khud ki talaash ke zindagi ki taash ke hai patte tere haath mein dukki tikki bania begi badshah re panja chhakka bania begi badshah re hooo pairon ke bin paisa daude bhaage re chaahe ho jitna bhi ye thoda laage re pairon ke bin paisa daude bhaage re chaahe ho jitna bhi ye thoda laage re jitna tu aage bhaage utna ye peechhe re jitna tu peeche bhaage utna ye aage re chalti hai paise ki hi jhukta jahaan pyare seedhe karta saare kaare dukki tikki bania begi badshah re oo panja chhakka bania begi badshah re deti hai ye duniya sabhi ko mauka dhoka jo na dega to khayega dhoka deti hai ye duniya sabhi ko mauka dhoka jo na dega to khayega dhoka bas wohi seedha yahaan taana kaha maara jo sab se tu peeche click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Door Se Tera Deewana Raton Ka Raja (1970) 04:32 14031
 
Poster of Raton Ka Raja (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dheeraj, Vaishali
Duration : 04:32   Song Number : 14031   

Doori Na Rahe Koi Kartavya (1979) 05:14 20402
 
Poster of Kartavya (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Azar
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 05:14   Song Number : 20402   

Dooriyan Nazdeekiyan Duniya (1968) 05:02 12057
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dev Anand, Achala Sachadev
Duration : 05:02   Song Number : 12057   

Dost Ban Ke Aaye Ho Bin Phere Hum Tere (1979) 05:19 32724
 
Poster of Bin Phere Hum Tere (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Sarika
Duration : 05:19   Song Number : 32724   

Dost Dost Naa Raha Sangam (1964) 05:47 20403
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:47   Song Number : 20403   

Dost Kahaan Koi Tumsa Khamoshi (1969) 03:55 37721
 
Poster of Khamoshi (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Manna Dey
On Screen Actors- 
Deven Verma
Duration : 03:55   Song Number : 37721   

Doston Ki Haqeeqat Laila (1984) 04:56 37343
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 04:56   Song Number : 37343   

Doston Mein Koi Baat Prem Kahani (1975) 03:56 20405
 
Poster of Prem Kahani (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:56   Song Number : 20405   

Doston Se Pyaar Kiya Shaan (1980) 03:29 18227
 
Poster of Shaan (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Parveen Babi, Amitabh Bachchan
Duration : 03:29   Song Number : 18227   

Doston Tum Sabko Yudh (1985) 05:31 18397
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Anil Kapoor, Tina Munim
Duration : 05:31   Song Number : 18397   

Drama Queen Hasee Toh Phasee (2014) 03:26 33068
 
Poster of Hasee Toh Phasee (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Music Director- 
Vishal-Shekhar
On Screen Actors- 
Parineeti Chopra, Sidharth Malhotra
Duration : 03:26   Song Number : 33068   

Dream Girl Dream Girl (1977) 06:09 13186
 
Poster of Dream Girl (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 06:09   Song Number : 13186   

Dua Kurbaan (2009) 05:00 17019
 
Poster of Kurbaan (2009)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2009
Lyricist
Niranjan Iyengar
Music Director- 
Salim, Sulaiman
On Screen Actors- 
Kareena Kapoor, Saif Ali Khan
Duration : 05:00   Song Number : 17019   

Dua Kar Gham E Dil Se Anarkali (1953) 03:42 12678
 
Poster of Anarkali (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Jogiya
Duration : 03:42   Song Number : 12678   

Dukh Bhare Din Beete Mother India (1957) 03:13 13771
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nargis, Sunil Dutt, Raj Kumar, Rajendra Kumar
Raag- 
Megh-Malhar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:13   Song Number : 13771   

Dukh Sukh Ki Kudrat (1981) 06:14 20406
 
Poster of Kudrat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 06:14   Song Number : 20406   

Dukhi Mann Mere Funtoosh (1956) 03:36 20407
 
Poster of Funtoosh (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:36   Song Number : 20407   

Dukhiyare Naina Dhoonde Piya Ko Nirmohi (1952) 03:32 12222
 
Poster of Nirmohi (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:32   Song Number : 12222   

Dukki Pe Dukki Ho Satte Pe Satta (1981) 05:50 17960
 
Poster of Satte Pe Satta (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
Duration : 05:50   Song Number : 17960   

Dukki Tikki Raja Natwarlal (2014) 04:59 37321
 
Poster of Raja Natwarlal (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Yuvan Shankar Raja
Singer- 
Mika Singh
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 04:59   Song Number : 37321