MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHindi Film
HomeHindi Film
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dilwaale dilwaale jal jal kar hi mar jaana tum preet na kar pachhtaana tum preet na kar pachhtaana dilwaale dilwaale preet ki dil se aag uthe aur donon taraf lag jaaye preet ki dil se aag uthe aur donon taraf lag jaaye tan ko jalaaye mann ko jalaaye tan ko jalaaye mann ko jalaaye phir bhi na nikle haaye phir bhi na nikle haaye ek shamma ho ek parwaana tum preet na kar pachhtaana tum preet na kar pachhtaana dilwaale dilwaale rang rangeeli duniya mein hain rang rang ke dhokhe do din ki jeevan maaya isko na bitaana ro ke rang rangeeli duniya mein hain rang rang ke dhokhe do din ki jeevan maaya isko na bitaana ro ke hans hans kar preet nibhana tum preet na kar pachhtaana tum preet na kar pachhtaana dilwaale dilwaale jal jal kar hi mar jaana tum preet na kar pachhtaana tum preet na kar pachhtaana dilwaale dilwaale click here
o chhupaane waale ab teri chilman ki khair ho dewaane aa gaye tere daaman ki khair ho oo haaye dilwaale hoye dilwaale hoye ab teri gali tak aa pahunche o dilwaale oo dilwaale ab teri gali tak aa pahunche o dilwaale ab teri gali tak aa pahunche o dilwaale ek aawara bane huye toota taara bane huye aa aaaa ek aawara bane huye toota taara bane huye nahin jinke thikaane jo hai sabse begaane wahi tere deewaane haan wahi dilwaale haye dilwaale ab teri gali tak aa pahunche ho dilwaale dilwaale oooo dilwaale shehron shehron phirte huye pahunche uthte girte huye oooo shehron shehron phirte huye pahunche uthte girte huye wo jo shaam o saher tera dard e jigar liye phirte the dar dar haan wahi dilwaale haaye dilwaale ab teri gali tak aa pahunche o dilwaale dilwaale o dilwaale saathi dil ka saath liye haathon mein ek haath liye haaa saathi dil ka saath liye haathon mein ek haath liye raahon mein gul khilaate jhumte gungunaate teri nazron ke maathe haan wahi dilwaale haaye click here
dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim ek taara ek taara dil mein baja ek taara ek taara dil mein baja tune kya pilaaya mujhe aa gaya nasha dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim ek taara ek taara dil mein baja ek taara ek taara dil mein baja tune kya pilaaya mujhe aa gaya maza saadiyan sambhalo choliyaa sambhalo aa gaya brij ka chor aaj na chhodega matki phodega natkhat nand kishor milke gopiyaan chheene jo murli jaadu tera na chalega matki to matki hum jo na chahen haath bhi chhoo na sakega ek taara ek taara dil mein baja ek taara ek taara dil mein baja tune kya pilaaya mujhe aa gaya nasha dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim dim dim dim tana dim aaj koi baala roop ki jwala humse na bachne paaye haaye kheench ke laao masti mein gaao basti mein rang aa jaaye oonchi latki ambar mein matki todega kaise kanhayya maakhan churana bhool jaayega yaad aayegi click here
din albele pyaar ka mausam chanchal mann mein toofan aise mein kar loon pyaar ho aise mein kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar ye gagan ke tale do sitaare hilmil chalen do sitaare hilmil chalen tere pyaar ka diyaa mere dil mein hardam jale mere dil mein hardam jale ye jhoomti raahen ghoomti dharti badle rang hazaar main kaise kar loon pyaar din albele pyaar ka mausam chanchal mann mein toofan aise mein kar loon pyaar ho aise mein kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar ye milan mad bhara ye nazaare jhilmil karen ye nazarein jhilmil karen mere dil mein piyaa ye baharein rangat bhare ye baharein rangat bhare sapne chura kar dekh le kaliyan dhadke jiya har baar main kaise kar loon pyaar neel gagan ke saare baadal kar denge badnaam main kaise kar loon pyaar hoo main kaise kar loon pyaar click here
din bure hote hain haalaat bure hote hain din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota din bure hote hain haalaat bure hote hain har subha koi naya dard liye aati hai har nayi shaam aansuon mein doob jaati hai maut se pehle jo mar jaate hain unse puchho zindagi aadmi par kaise sitam dhati hai din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota din bure hote hain haalaat bure hote hain zulm sehte hain tadapte hain aah bharte hain hoke majboor khud ko hum tabaah karte hain zindagi mein kayi aise bhi mod aate hain hum nahin chaahte phir bhi gunaah karte hain din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota din bure hote hain haalaat bure hote hain dava ke badle kahin zeher pila deti hai dulhan ki maang ka sindoor mita deti hai ye gareebi ye bhookh aur havas jeene ki yahaan insaan ko haivaan bana deti hai din bure hote hain haalaat bure hote hain din bure hote hain haalaat bure hote hain aadmi to bura nahin hota click here
aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa din chadhta hai maai dar lagta hai maai hmmm din chadhta hai maai dar lagta hai maai kaale ghar mein jaake chhup jaata hai maai raat aaye to raat se darti hoon raat aaye to raat se darti hoon ari maai ri ari maai ri makdee ke jaale sa aata hai naakhun hai din ke daraata hai darti huyi chhupti huyi jaaun kahaan bachti huyi phir jab raat aati hai hmm hmmm hmm hmmm panjon waali raat se darti hoon raat aaye to raat se darti hoon kida sa gardan pe chalta hai din raat ungli se malta hai maai mera pichha chhuda sar pe chadhi kaali bala kal na jaane kya ho hmmmmmm hmmmmmm aane waali shaam se darti hoon raat aaye to raat se darti hoon din chadhta hai maai dar lagta hai maai kaale ghar mein jaake chhup jaata hai maai raat aaye to raat se darti hoon raat aaye to raat se darti hoon ari maai ri meri maai ri hmm mm mm mm click here
Din Dhal Jaaye Haai Raat Na Jaaye, Tu To Na Aaye Teri Yaad Sataaye, Din Dhal Jaaye, Pyaar Mein Jinke, Sab Jag Chhoda Aur Huye Badnaam, Unke Hi Hathon click here
din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare dushman hai pyaar ke jab laakhon ghum sansaar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare duniyaan ka bhojh zara dil se utaar de chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de duniyaan ka bhojh zara dil se utaar de chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de apni to zindagi beeti hai jee ko maar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare aaaa haaa haaaa haaa ho ho hoooo aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa achha nahin hota yunhi sapnon se khelna bada hi kathin hai haqeeqaton ko jhelna aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa achha nahin hota yunhi sapnon se khelna bada hi kathin hai haqeeqaton ko jhelna apni haqeeqaten mere sapnon pe waar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare dushman hai pyaar ke jab laakhon ghum sansaar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare aisi waisi baaten sabhi dil se nikaal de click here
din hai ye bahaar ke phool chun le pyaar ke o sathi o sathi ho oooooo o sathi o sathi ho ooo din hai ye bahaar ke phool chun le pyaar ke o sathi o sathi ho oooo o sathi o sathi hooo tere hanste honthon se bichhde tere geet kyun barse saawan pyaar ka tarse teri preet kyun beet na jaaye kahin pyar ka saawan yunhi o sathi o sathi ho oooooo o sathi o sathi hoo o shaayad kahta hai tujhe sehma sehma dil tera teri gujri zindagi thaame na aanchal tera pyaar jo karte hai wo yun nahin darte hain wo o sathi o sathi ho oooooo o sathi o sathi hooo dulhan ban kar zindagi chalti tere sath hai badh kar baahein thaam le rukne ki kya baat hai aaj kyun hai dooriyaan kyun hai ye majbooriyaan o sathi o sathi ho oooooo o sathi o sathi hooo hona tha jo wo ho gaya sathi ab na soch tu kah kar man ke bhed ye halka karle bojh tu ye khamoshi tod de ye udaasi chhod de o sathi o sathi ho oooooo o sathi o sathi hooo din hai ye bahaar ke phool chun le pyaar ke o sathi o sathi ho oooooo o sathi o click here
kukdu ku heyy mera dil mujhse yahi kehta hai tumhe pehle bhi kahin dekha hai jaise koi bhoola hua rishta hai tabhi to maine tumhen roka hai jeevan pyaar bina feeka hai maine duniya se yahi seekha hai din ho ya raat tu pyaar kiye jaa jeena hai to bindaas jiye ja kukdu ku mera dil mujhse yahi kehta hai tumhe pehle bhi kahin dekha hai maana hum ajnabi hain mile abhi abhi hain to kya hua are dekho meri ankhon mein tumko dikhega apna hi chehra raha maana hum ajnabi hain mile abhi abhi hain to kya hua are dekho meri ankhon mein tumko dikhega apna hi chehra din ho ya raat tu pyaar kiye jaa jeena hai to bindaas jiye ja kukdu ku mera dil mujhse yahi kehta hai tumhen pehle bhi kahin dekha hai jaise koi bhoola hua rishta hai tabhi to maine tumhen roka hai duniya jab se bani hai pyaar wahi hai badle hain log pagal karke hi chhode badhta hi jaye aisa hai rog aaha aah aah duniya jab se bani hai pyaar wahi hai badle hain log pagal karke hi chhode badhta hi jaye aisa hai rog din click here
hooooooo oooo oooo ho ho ho hoo ooo oooo ho ho ho hoo ooo oooo din ho yaa raat hum rahen tere saath ye humaari marzi din ho yaa raat hum rahen tere saath ye humaari marzi tumhaari marzi ji humaari marzi tumhaari to humaari bhi yahi hai marzi din ho yaa raat hum rahen tere saath ye humaari marzi tu dor main patang udun tere sang sang ho ho ho ho ho ho ha ha ha ha haa tu hai phool to main rang rahun tere sang sang ho ho ho hmm hmm hmm ho ho ho ho ho rang daaro iss rang mein humaara ang ang rang daaro iss rang mein humaara ang ang ye tumhaari marzi ji humaari marzi tumhaari to humaari bhi yahi hai marzi din ho yaa raat hum rahen tere saath ye humaari marzi le ke aaun main baraat thaamun mehndi waale haath ho ho ho ho ho ho ha ha ha ha ha main to mukh se na bolun chali chalun tere saath ho ho ho hmm hmm hmm ho ho ho ho ho nit nit kare chanda se chakori mulakaat nit nit kare chanda se chakori mulakaat ye tumhaari marzi ji humaari marzi tumhaari to humaari bhi yahi hai click here
Din Ja Raha Hai click here
din khushiyon ke lut gaye o saajna chhoot gaya tera saath re aayi judaayi ki raat re aayi judaayi ki raat re mere liye tune duniya lutaayi duniya lutaayi tujhko mila kya dard e judayi dard e judayi baar baar akhiyon mein ghume more saajna pehle milan ki raat re chhoot gaya tera saath re aai judaai ki raat re mere jahaan se tere jahaan tak tere jahaan tak unchi diwaaren saainya chhuye aasma tak chhuye aasma tak kaise bataaun kaise tere paas aaun kaise kahun main dil ki baat re aayi judai ki raat re aayi judai ki raat re din khushiyon ke lut gaye o saajna chhoot gaya tera saath re aayi judaayi ki raat re aayi judaayi ki raat re click here
din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge dekhenge dekh lena dekhenge dekh lena din mahine saal guzarte jaayenge mat sharmaao aa jaao mat sharmaao aa jaao meri baahon mein dekho apni tasveer meri nighaahon mein kya hua gar kaanten hain apni raahon mein apni raahon mein inn raahon mein phool bikharte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge aa dekhenge dekh lena ho dekhenge dekh lena tumko humne maan liya rabb tum jaano tumko humne maan liya rabb tum jaano hum ye jaane baaki sab tum jaano kya kehna hai kya nahin ye ab tum jaano ab tum jaano tum jo kahoge hum wo karte jaayenge hum pyaar mein jeete pyaar mein marte jaayenge dekhenge dekh lena dekhenge dekh lena dukh sukh click here
aaa aaa aaa aaaa din neeke beete jaate hain sumran kar siya raam naam din neeke beete jaate hain sumran kar siya raam naam haan sumran kar siya raam naam din neeke beete jaate hain kaun tumhara kutamb kabila aaaaa ye sab matlab ka hai leelaa kaun tumhara kutamb kabila haan ye sab matlab ka hai leelaa jeete ji ke naate hain sab jeete ji ke naate hain sab jeete ji ke naate hain sumran kar siya raam naam din neeke beete jaate hain din neeke beete jaate hain sumran kar siya raam naam din neeke beete jaa laakh chauraasi bhugat ke aaya aa aaaa aaa aaaa aaaa laakh chauraasi bhugat ke aaya bade bhagya maanus tan paaya laakh chauraasi bhugat ke aaya bade bhagya maanus tan paaya taa par bhi nahin kari kamaayi taa par bhi nahin kari kamaayi taa par bhi nahin kari kamaayi phir paachhe pachhtaate hain are phir paachhe pachhtaate hain phir paachhe pachhtaate hain sumran kar siya raam naam din neeke beete jaate hain sumran kar siya raam naam haan sumran kar siya raam naam din click here
din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte hain ho din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte hain ho din raat badalte hain kabhi hamesha dhoop rahi naa sadaa rahi kabhi chhanv ek jagah par kabhi ruke na waqt ke chalte paanv bas ke ujadte ujad ke baste dekhe kitne gaanv are din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte hain ho din raat badalte hain beet hi jaayegi patjhad phir aayegi hariyali aaj hai jo daali sooni kal hogi phoolon waali kaun chandaniyaa ko poochhe jo naa ho ratiyaan kaali are din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte hain ho din raat badalte hain ye jeevan ek behti nadiyaa dukh sukh iske rele phool ki aasha karne waale pehle kaante le le kya jaane wo khushi ki keemat jo naa dard se khele are din raat badalte hain haalat badalte hain saath saath mausam ke phool aur paat badalte click here
din saara guzara tore angna ab jaane de mujhe more sajna mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair aasaan hai jaana mehfil se o kaise jaoge nikal kar dil se mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main o dilbar dil to kahe teri raahon ko rok loon main aayi birha ki raat ab batla de kya karoon main aayi birha ki raat ab batla de kya karoon main yaad aayengi ye batein tumhari tadpegi mohabbat humari mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair din saara guzara tore angna ab jaane de mujhe more sajna mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair ho mere yaar shabba khair mere yaar shabba khair main dharti tu aasman meri hasti pe chhaa gaya tu main dharti tu aasman meri hasti pe chhaa gaya tu seene ke surkh baag mein dil ban ke aa gaya tu seene ke surkh baag mein dil click here
din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka din suhaane ye mausam bahaar ka dil ye chaahe main gaaun geet pyaar ka dil ye chaahe main gaaun geet pyaar ka hoo geet pyaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka ye dhadkan ye masti ye hulchal ye dhadkan ye masti ye hulchal ye jawaani pe khushiyon ka aanchal ye jawaani pe khushiyon ka aanchal kehna kya zindagi ke singaar ka kehna kya zindagi ke singaar ka mausam bahaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka jee ye chaahe ke apna ho koi jee ye chaahe ke apna ho koi neend mein pyaara sapna ho koi neend mein pyaara sapna ho koi aur maza ho kisi ke intezaar ka aur maza ho kisi ke intezaar ka mausam bahaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka khil uthi dil ki khaamosh kaliyaan khil uthi dil ki khaamosh kaliyaan jab sajaayi ummeedon ki galiyaan jab sajaayi ummeedon ki galiyaan ye machalna dil e beqaraar ka ye machalna dil e beqaraar ka mausam bahaar ka din suhaane din suhaane ye mausam bahaar ka dil click here
meri shaanti bhang karti hai day night ye call karti hai meri shaanti bhang karti hai day night ye call karti hai kabhi gaddi mein le jao kabhi shopping karao har roz ye tang karti hai meri waali ding dang ding dang ding dang ding dang ding dang karti hai ye meri waali ding dang ding dang ding dang ding dang ding dang karti hai ye meri waali ding dang ding dang ding dang ding dang ding dang karti hai mujhe whats app ye karta hai location check karta hai tum yahan pe naa jaana tum wahan pe naa jaana sala roz ye shak karta hai mera waala ding dang ding dang ding dang ding dang ding dang karta hai ye mera waala ding dang ding dang ding dang ding dang ding dang karta hai ye mera waala ding dang ding dang ding dang ding dang ding dang karta hai ye mera waala ding dang ding dang ding dang ding dang ding dang karta hai 1000 hain iske tantrum 1 no ki nahin hai sharam khud ko samjhe super hero mujhko thoda lagta paani kam mere nakhre do na jhele apne sau dikhlaati hai love click here
jab jab jab jab jab jab jab baaje yaadon ki bansi tab tab dil udd jaaye ban ke geeton ke panchhiii la la la la la la la la la la la lala la la la la zanjeer zanjeer zanjeer hai paanv mein pahare hain fizaon mein phir bhi udate phirte hain phir bhi udate phirte hain in badmash hawaaon mein premiyon ke sachche geeton ke panchhiiii ding dong sing a song banti batein bigde to baag baharein ujde to kabhi kabhi dar lagta hai aaj mile kal bichhde to ae banti batein bigde to baag baharein ujde to kabhi kabhi dar lagta hai aaj mile kal bichhde to mile kahaan mile kahaan pardesi meeto ke panchiiii ding dong sing a song la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la teeron se na oonchi roke gaye na logon se yaar jaa mile yaaron se teeron se na oonchi roke gaye na logon se yaar jo mile yaaron se duniyaan se na haare jeeton ke panchhiii ding dong sing a song zuzum ding dong aaj ki shaam kaa pyaar ke naam ka la la la la la la la la la la la click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dilwaale Jal Jal Kar Hi Mar Jaana Natak (1947) 03:05 13070
 
Poster of Natak (1947)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1947
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Duration : 03:05   Song Number : 13070   

Dilwale Ab Teri Gali Kala Pani (1958) 04:58 39459
 
Poster of Kala Pani (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Madhu Bala
Duration : 04:58   Song Number : 39459   

Dim Tana Dim Wafadaar (1985) 05:57 36938
 
Poster of Wafadaar (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Rajnikant, Padmini Kolhapure
Duration : 05:57   Song Number : 36938   

Din Albele Pyaar Ka Mausam Begunah (1957) 03:25 36590
 
Poster of Begunah (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Shakila
Duration : 03:25   Song Number : 36590   

Din Bure Hote Hain Haalaat Bure Hote Hain Sangdil (1967) 05:09 38022
 
Poster of Sangdil (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
G S Kohli
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 05:09   Song Number : 38022   

Din Chadhta Hai Maai Makdee (2002) 05:24 39995
 
Poster of Makdee (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Vishal Bhardwaj
Singer- 
Upagna Pandya
On Screen Actors- 
Shweta Prasad
Duration : 05:24   Song Number : 39995   

Din Dhal Jaaye Haai Guide (1965) 05:24 20384
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Waheeda Rehman
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 05:24   Song Number : 20384   

Din Hai Bahaar Ke Waqt (1965) 04:52 20385
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:52   Song Number : 20385   

Din Hain Ye Bahaar Ke Honeymoon (1973) 05:13 36266
 
Poster of Honeymoon (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Leena Chandraavarkar, Anil Dhawan
Duration : 05:13   Song Number : 36266   

Din Ho Ya Raat Wardat (1981) 06:20 36563
 
Poster of Wardat (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Ramesh Pant
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Annette
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 06:20   Song Number : 36563   

Din Ho Ya Raat Hum Rahen Tere Saath Miss Bombay (1957) 03:23 40722
 
Poster of Miss Bombay (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
On Screen Actors- 
Nalini Jaywant, Ajit Khan
Duration : 03:23   Song Number : 40722   

Din Ja Raha Hai Doosri Sita (1974) 03:46 38867
 
Poster of Doosri Sita (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 03:46   Song Number : 38867   

Din Khushiyon Ke Lut Gaye Rajdhani (1956) 03:27 19845
 
Poster of Rajdhani (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:27   Song Number : 19845   

Din Mahine Saal Avtaar (1983) 06:29 20386
 
Poster of Avtaar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Shabana Azmi
Duration : 06:29   Song Number : 20386   

Din Neeke Beete Jaate Hain Puran Bhagat (1933) 03:18 40703
 
Poster of Puran Bhagat (1933)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1933
Music Director- 
R C Boral
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:18   Song Number : 40703   

Din Raat Badalte Hain Naya Sansar (1959) 03:24 16462
 
Poster of Naya Sansar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:24   Song Number : 16462   

Din Saara Guzara Junglee (1961) 03:28 11863
 
Poster of Junglee (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Sayra Banu
Raag- 
Pilu
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:28   Song Number : 11863   

Din Suhaane Ye Mausam Poonam (1952) 03:29 13968
 
Poster of Poonam (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:29   Song Number : 13968   

Ding Dang Munna Michael (2017) 03:23 38610
 
Poster of Munna Michael (2017)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2017
Lyricist
Danish Sabri
Music Director- 
Javed, Mohsin
On Screen Actors- 
Tiger Shroff, Nidhhi Agerwal
Duration : 03:23   Song Number : 38610   

Ding Dong Baby Sing Hero (1983) 08:46 32514
 
Poster of Hero (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Meenakshi Seshadri
Duration : 08:46   Song Number : 32514