MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRavi
HomeRavi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kab aaogeeeee jism se jaan juda hogi kya tab aaoge aa jaa reeeeee ye mera mann ghabraaye hoooo oooo oooo der naa ho jaaye kahin der naa ho jaaye kahaan hai raunak e mehfil yahi sab poochhte hain kahaan hai raunak e mehfil yahi sab poochhte hain baarhaa tere naa aane kaa sabab poochhte hain hoooo oooo oooo der naa ho jaaye kahin der naa ho jaaye har baat ka waqt muqarar hai har kaam ki saath hoti hai are waqt gaya to baat gayi bas waqt ki keemat hoti hai aa jaa reeeeee ye mera mann ghabraaye rastaa roka kabhi kaali ghata ne ghera daala kabhi bairan hawaa ne rastaa roka kabhi kaali ghata ne ghera daala kabhi bairan hawaa ne bijli chamak ke lagi aankhen dikhaane bijli chamak ke lagi aankhen dikhaane badle hain kaise kaise tevar fazaa ne badle hain kaise kaise tevar fazaa ne saare waade iraade barsaat aa kee o saare waade iraade barsaat aa ke dho jaati hai main der karta nahin der ho jaati hai main der karta nahin der ho jaati hai aa jaa reeeeee ye mera mann ghabraaye click here
dharti meri maata pitaa aasmaan ho dharti meri maata pitaa aasmaan mujhko to apna sa laage sara jahaan dharti meri maata pitaa aasmaan oonche oonche parvaton ki baadlon se hod oonche oonche parvaton ki baadlon se hod nadiya bahe re saare bandhanon ko tod phoolon ki hansi mein basi hai meri jaan mujhko to apna sa laage sara jahaan dharti meri maata pitaa aasmaan yun to meri ankhiyon ne dekhe kayi rang yun to meri ankhiyon ne dekhe kayi rang mann ko na bandha maine kisi ke bhi sang jal ke upar tairoon main hans ke samaan mujhko to apna sa laage sara jahaan dharti meri maata pitaa aasmaan mujhko to apna sa laage sara jahaan dharti meri maata pitaa aasmaan click here
hmm hmm hmmm aaaa aa aaa aaa aaaa dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki dil ye is qaabil kahaan hai kadardaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki kapkapaate honth jisko keh na paaye sharm se kapkapaate honth jisko keh na paaye sharm se jhukti aankhon ne suna di jhukti aankhon ne suna di wo kahaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki aur is duniya mein kya hai deed ke qaabil bhala ek mera deewaanapan hai ek mera deewaanapan hai ek jawaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki apne dil ko kyun na chaahun jisne chaaha aapko apne dil ko kyun na chaahun jisne chaaha aapko ab to mera dil bhi hai ab to mera dil bhi hai jaise nishaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki dil ye is qaabil kahaan hai kadardaani aapki dil hi dil mein le liya dil meharbaani aapki click here
dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein soye nagmen jaag uthe honthon ki shehnaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein pyaar armaanon ka darr khatkaaye khaab jaagi aankhon se milne ko aaye pyaar armaanon ka darr khatkaaye khaab jaagi aankhon se milne ko aaye kitne saaye dol pade suni si angnaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein ek hi nazar mein nikhar gayi main to aaina jo dekha sanwar gayi main to ek hi nazar mein nikhar gayi main to aaina jo dekha sanwar gayi main to tann pe ujaala phail gaya pehli hi angdaayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein kaanpte labon ko main khol rahi hoon bol wahi jaise ke bol rahi hoon kaanpte labon ko main khol rahi hoon bol wahi jaise ke bol rahi hoon bol jo doobe se hain kahin iss dil ki gehraayi mein dil ka diya jala ke gaya ye kaun meri tanhaayi mein dil ka diya click here
dil ke armaan aansuon mein beh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye hum waafa kar ke bhi tanha reh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye zindagi ik pyaas ban kar reh gayi zindagi ik pyaas ban kar reh gayi pyaar ke kisse adhure reh gaye pyaar ke kisse adhure reh gaye hum waafa kar ke bhi tanha reh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye shaayad unka aakhri ho ye sitam shaayad unka aakhri ho ye sitam har sitam ye soch kar hum seh gaye har sitam ye soch kar hum seh gaye hum waafa kar ke bhi tanha reh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye khud ko bhi humne mita daala magar khud ko bhi humne mita daala magar faasle jo darmiyaan the reh gaye faasle jo darmiyaan the reh gaye hum waafa kar ke bhi tanha reh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye dil ke armaan aansuon mein beh gaye click here
kabhi raaz e mohabbat chhup nahin sakta chhupaane se ye wo toofaan hai jo aur ubhrega dabaane se mere sarkaar mere sarkaar jis uljhan ko le kar aaye ho dil mein wo uljhan jaan li humne tumhaare sar jhukaane se kyun dil ki kahaani rang layi hai dil ki kahaani rang layi hai allah duhaai hai duhaai hai allah duhaai hai duhaai hai saansen hain halki halki aankhen hain chhalki chhalki saansen hain halki halki aankhen hain chhalki chhalki aaj to jaan pe ban aayi hai aaj to jaan pe ban aayi hai allah duhaai hai duhaai hai kisi ko bhi mohabbat ke na fande mein khuda daale kisi ko bhi mohabbat ke na fande mein khuda daale kisi ko bhi mohabbat ke na fande mein khuda daale ye jab chaahe bana daale ye jab chaahe mita daale koi iska bharosa hai na kuchh iska thhikaana hai koi iska koi iska koi iska bharosa hai na kuchh iska thhikaana hai kisi ko zindagi de de kisi ka ghar jala daale kyun ki wallah ye badi harjaai hai wallah ye badi harjaai hai allah duhaai hai duhaai hai click here
dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile lo ban gaya naseeb ke tum humse aa mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile dekhen humen naseeb se ab apne kya mile dekhen humen naseeb se ab apne kya mile ab tak to jo bhi dost mile bewafaa mile ab tak to jo bhi dost mile bewafaa mile aankhon ko ik ishaare ki zahmat to dijiye kadmon mein dil bichha doon izaazat to dijiye ghum ko gale laga loon jo ghum aapka mile ghum ko gale laga loon jo ghum aapka mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile dil ki ye aarzoo thi koi dilrubaa mile humne udaasiyon mein guzaari hai zindagi humne udaasiyon mein guzaari hai zindagi lagta hai darr fareb e wafaa se kabhi kabhi lagta hai darr fareb e wafaa se kabhi kabhi aisa na ho ke zakhm koi phir naya mile aisa na ho ke zakhm koi phir naya mile ab tak to jo bhi dost mile bewafaa mile kal tum zudaa huye the jahaan saath chhod kar hum aaj tak khade hain ussi dil ke mod par humko iss intezaar kaa kuchh to click here
dil mein kisi ke pyaar ka jalta hua diya duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya dil mein kisi ke pyaar ka jalta hua diya duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya sanson ki aanch paa ke bhadakta rahega ye seene mein dil ke saath dhadakta rahega ye dhadakta rahega ye wo naksh kya hua jo mitaye se mit gaya wo dard kya hua jo dabaye se dab gaya dil mein kisi ke pyaar ka jalta hua diya duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya ye zindagi bhi kya hai amaanat unhi ki hai ye shayari bhi kya hai inaayat unhi ki hai inaayat unhi ki hai ab woh karm karen ke sitam unka faisla humne to dil mein pyaar ka shola jaga liya dil mein kisi ke pyaar ka jalta hua diya duniya ki aandhiyon se bhala ye bujhega kya click here
dil mein tujhe bitha ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri dil mein tujhe bitha ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri main hi main dekhun tujhe piya aur naa dekhe koi main hi main dekhun tujhe piya aur naa dekhe koi ik pal bhi ye soch rahe naa kiss bidh milna hoyi sabse tujhe bacha ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri naa koi bandhan jagat ka koi pehra naa deewar naa koi bandhan jagat ka koi pehra naa deewar koi naa jaane do deewane jee bhar kar len pyaar kadmon mein tere aa ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri tera hi mukh dekh ke piya raat ko main so jaaun tera hi mukh dekh ke piya raat ko main so jaaun bhor bhaye jab aankh khule to tere hi darshan paaun tujhko gale laga ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri dil mein tujhe bitha ke kar lungi main band aankhen pooja karungi teri ho ke rahungi teri click here
dil mera aaj kho gaya hai kahin dil mera aaj kho gaya hai kahin aap ke paanv ke neeche to nahin aap ke paanv ke neeche to nahin dil mera aaj kho gaya hai kahin dil mera aaj kho gaya hai kahin yun nazar pher ke mat jaaiye rukiye to zara yun nazar pher ke mat jaaiye rukiye to zara aap ko meri kasam thehriye suniye to zara aap ko meri kasam thehriye suniye to zara hain jahaan aap mera dil hai wahin hain jahaan aap mera dil hai wahin aap ke paanv ke neeche to nahin aap ke paanv ke neeche to nahin dil mera aaj kho gaya hai kahin dil mera aaj kho gaya hai kahin kiss tarah dil ki main tauheen ganwaara kar loon kiss tarah dil ki main tauheen ganwaara kar loon aap ki bholi nighaahon pe bharosa kar loon aap ki bholi nighaahon pe bharosa kar loon dil churata nahin hai kaun haseen dil churata nahin hai kaun haseen aap ke paanv ke neeche to nahin aap ke paanv ke neeche to nahin dil mera aaj kho gaya hai kahin dil mera aaj kho gaya hai kahin dil churaya ho to pehlu mein click here
dil mera tumhari adayen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin dil chheen lene wali nigahen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin dil chheen lene wali nigahen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin mukhade pe girti yeh zulfen sambhaliye haye mukhade pe girti yeh zulfen sambhaliye nazuk dil mera yun na uchhaliye jaan meri yeh kaatil jafayen le gayi dil mera tumhari adayen le gayin dil chheen lene wali nigahen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin fasle shabaab hai din hain guroor ke fasle shabaab hai din hain guroor ke paon zameen pe nahin padate huzoor ke bahare bhi badh ke balayen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin dil chheen lene wali nigahen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin bijalee giraoge ya fitane jagaoge bijalee giraoge ya fitane jagaoge ghabara ke meri baahon mein aaoge yeh baazi toh meri wafayen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin dil chheen lene wali nigahen le gayin dil mera tumhari adayen le gayin dil chheen lene wali click here
dil na kahin lagaana zaalim hai ye zamaana dil na kahin lagaana zaalim hai ye zamaana pyaar koyi jo kare duniya kare haaye haaye dil na kahin lagaana zaalim hai ye zamaana raste mein ek din mila mujhe ek dilwaala raste mein ek din mila mujhe ek dilwaala kehne laga wo teri akhiyon ka main hoon matwaala maine na jaana mujhe dekhe hai zamaana main to masti mein gaane lagi ere putti powaayi innechi ninne unn tumma milam terunne innechi ninne aaaa aaaaa aaaaaaaaaa aaaaaaa duniya daraane lagi baatein banaane lagi bhaagi re main to apni jaan bacha haaye dil na kahin lagaana zaalim hai ye zamaana raste mein ek din mila mujhe baanka ek chhaila raste mein ek din mila mujhe baanka ek chhaila kehne laga wo tere saamne to chanda bhi hai maila maine na jaana mujhe dekhe hai zamaana main to masti mein gaane lagi tumi je aamaar ogo tumi je aamaar kane kane shudhu ek baar bolo tumi je aamaar sufigoooo ooo oooo oooooooo duniya daraane lagi baatein banaane lagi bhaagi re main to apni click here
hmm hmm hmm dil to kisi ko doge kisi ke aakhir hoge ek nazar to idhar bhi daalo hum kya bure hain dil to kisi ko doge kisi ke aakhir hoge ek nazar to idhar bhi daalo hum kya bure hain dil to kisi ko doge hum bhi haseen hain hum bhi jawaan hain yun to tum jaise laakhon hum pe meharbaan hain hum bhi haseen hain hum bhi jawaan hain yun to tum jaise laakhon hum pe meharbaan hain lekin ye dil matwaala humse na jaaye sambhala kaisa ye jaadu daala tumpe kurbaan hai dil to kisi ko doge kisi ke aakhir hoge ek nazar to idhar bhi daalo hum kya bure hain dil to kisi ko doge kheton mein chor pakdun bhejun main seedha thaane santon mein paapi pakdun duniya maane na maane waise to naam mera j b pinto p d f waise to naam mera saara zamaana jaane lekin tujhse o meri baithe hai haar maane baithe hain haar maane hm hmhm dil to kisi ko doge kisi ke aakhir hoge ek nazar to idhar bhi daalo hum kya bure hain dil to kisi ko doge peechha na chhodun tera are chaahe sar fute mera hun hun click here
din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare dushman hai pyaar ke jab laakhon ghum sansaar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare duniyaan ka bhojh zara dil se utaar de chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de duniyaan ka bhojh zara dil se utaar de chhoti si zindagi hai hans ke guzaar de apni to zindagi beeti hai jee ko maar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare din hai bahaar ke tere mere iqraar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare aaaa haaa haaaa haaa ho ho hoooo aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa achha nahin hota yunhi sapnon se khelna bada hi kathin hai haqeeqaton ko jhelna aaaaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa achha nahin hota yunhi sapnon se khelna bada hi kathin hai haqeeqaton ko jhelna apni haqeeqaten mere sapnon pe waar ke dil ke sahaare aa jaa pyaar kare dushman hai pyaar ke jab laakhon ghum sansaar ke dil ke sahaare kaise pyaar kare aisi waisi baaten sabhi dil se nikaal de click here
ding dong ding dong ding lala ho koi dil ko sambhalo mera dil chala gun gun bole kanon mein ras ghole sang sang dole koi bora chori chori bagiya mein aane laga wo chhup chhup akhiyan milane laga wo chori chori bagiya mein aane laga wo chhup chhup akhiyan milane laga wo bholi bhali kali main toh batiyon mein aa gayi mera na raha ye dil mera jahan jahan jaaun mere peechhe peechhe aaye kaise kaise meethi meethi batiyaan banaye jahan jahan jaaun mere peechhe peechhe aaye kaise kaise meethi meethi batiyaan banaye bholi bhali kali main toh batiyon mein aa gayi mera na raha ye dil mera click here
do anjaane ajnabi chale baandhane bandhan haaye re dil mein hai ye uljhan mil kar kya bole kya bole kya bole re mil kar kya bole nayi umang nayi khushi mehak utha hai aangan haaye re ghar aaye mann bhavan mil kar kya bole kya bole kya bole re mil kar kya bole bechaini betaabi aaj mujhe ye kaisi aaj hai jo pehle na thi dil ki haalat aisi ho ho ho aankhon ko usi ka intezaar hai unhi ke liye ye roop ye shingaar hai dekhi hai tasveer hi ho ho ho aaj milenge darshan haaye re badhne lagi hai uljhan mil kar kya bole kya bole kya bole re mil kar kya bole roop ki raani aayi hai jaise gagan se utar ke mere liye kya mere liye aise sajj ke sanwar ke ho ho ho sab se chhupa ke idhar udhar se mujhko hi dekhe chor nazar se baat labon par hai ruki tez dilon ki dhadkan haaye re kal ke sajni saajan mil kar kya bole kya bole kya bole re mil kar kya bole click here
do jasoos karen mehsoos ke duniyaa badi kharaab hai kaun hai sachcha kaun hai jhoota har chehre pe naqaab hai zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji do jasoos karen mehsoos ke duniyaa badi kharaab hai pyaas lage to dhoodh piyo dhoodh mein paani milta hai mandir mein bhi aaj diya naqli ghee ka jalta hai naa asli mithai hai naa asli malaai hai maava hai singhade ka kya zaalim halwaai hai aate mein mitti chaaval mein kankar behisaab hai kaun hai sachcha kaun hai jhoota har chehre pe naqaab hai zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji zara socho zara samjho zara sambhal ke rahiyo ji do jasoos karen mehsoos ke duniyaa badi kharaab hai zehar dawaa mein shaamil hai zehar dawaa se behtar hai zehar bhi naqli milta hai marna bhi ab dubhar hai desh ke sachche dushman hai ye jo milawat karte hain inki badolat kitne log maut se pehle marte hain aise logon ko pakdana sabse bada sawaab hai kaun hai sachcha kaun click here
do nain mile do phool khile duniya mein bahaar aayi ek rang naya laayi ek rang naya laayi dil gaane laga lehraane laga li pyaar ne angdaayi bajne lagi shehnaayi bajne lagi shehnaayi do nain mile armaan bhari nazron se balam is tarah humein dekha na karo ahha ha ha oo hooo hooo ho jaaye na ruswa ishq kahin duniya hai buri duniya se daro duniya hai buri duniya se daro duniya ka mujhe kuchh khauf nahin duniya to hai harjaai aur ishq hai saudaayi aur ishq hai saudayi do nain mile aha haha ohho ho hoo aaaaa aaaaaa zulfon ki ghani chanw mein sanam dam bhar ke liye jeene de mujhe aahhahaa ohhooooo is mast nazar ki tujhko kasam aankhon se zara peene de mujhe aankhon se zara peene de mujhe peena to koi dushwaar nahin o pyaar ke sheydayi behke to hai ruswaai behke to hai ruswaai do nain mile do phool khile duniya mein bahaar aayi ek rang naya laayi ek rang naya laayi do nain mile hooooo ooooooo oooo hooooo hoooooo hooooo aaaaaa click here
do panchhi do tinke kaho le ke chale hain kahaan hooooooo do panchhi do tinke kaho le ke chale hain kahaan ye banaayenge ik aashiyaan ye banaayenge ik aashiyaan do panchhi do tinke kaho le ke chale hain kahaan ye banaayenge ik aashiyaan ye banaayenge ik aashiyaan ye to apni hi dhun mein gaayen unche unche udate jaayen inn ki masti ko aur bhadaayen saawan ki ye hawaayen manzil ke matwaale dekho chhoone chale aasmaan hooo hooo hooo manzil ke matwaale dekho chhoone chale aasmaan ye banaayenge ik aashiyaan ye banaayenge ik aashiyaan ik phoolon bhari ho daali aur uss par ho basera kuchh aisa hi meetha meetha hai sapna tera mera ye sapna sach hoga keh rahi dhadkanon ki zabaan hooo hooo hooo ye sapna sach hoga keh rahi dhadkanon ki zabaan hum banaayenge ik aashiyaan hum banaayenge ik aashiyaan hum banaayenge ik aashiyaan hum banaayenge ik aashiyaan hum banaayenge ik aashiyaan yahaan dil ki nahin koi keemat jo chaahe tod jaaye jab tak naa bane koi rishtaa hum rehte hain click here
bade badaayi naa karen bade naa bolen bol bade badaayi naa karen bade naa bolen bol rahiman heera kab kahe laakh takka mero mol raheema laakh takka mero mol jo baden ko laghu kahen nahin raheem ghat jaaye jo baden ko laghu kahen nahin raheem ghat jaaye girdhar murli dhar kahe kachhu dukh maanat naaye raheema kachhu dukh maanat naaye gyaani se kahiye kaha kehat kabeer lajaaye gyaani se kahiye kaha kehat kabeer lajaaye andhe aage naachte kala akaarat jaaye kabeera kala akaarat jaaye aisi baani boliye mann ka aapa khoye aisi baani boliye mann ka aapa khoye auran ko sheetal kare aaphu sheetal hoye kabeera aaphu sheetal hoye raat ganwaayi soye ke divas gawaayo khaaaaaaye raat ganwaayi soye ke divas gawaayo khaaaaaye heera janam amol ka kaudi badle jaaye kabeera kaudi badle jaaye tulsi bharose raam ke nirbhaye ho ke soye tulsi bharose raam ke nirbhaye ho ke soye anhoni honi nahin honi ho so hoye re tulsi honi ho so hoye meri bhav baadha haro raadha naagar soooye meri click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Der Naa Ho Jaaye Kahin Henna (1991) 08:21 13332
 
Poster of Henna (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Duration : 08:21   Song Number : 13332   

Dharti Meri Mata Pita Geet Gaata Chal (1975) 03:07 13271
 
Poster of Geet Gaata Chal (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Jaspal Singh
On Screen Actors- 
Sachin, Sarika, Others
Duration : 03:07   Song Number : 13271   

Dil Hi Dil Mein Le Liya Dil Aaj Ki Awaz (1984) 04:44 35907
 
Poster of Aaj Ki Awaz (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Raj Babbar, Smita Patil
Duration : 04:44   Song Number : 35907   

Dil Ka Diya Jala ke Gaya Aakash Deep (1965) 03:37 12627
 
Poster of Aakash Deep (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Duration : 03:37   Song Number : 12627   

Dil Ke Armaan Aansuon Mein Beh Gaye Nikaah (1982) 04:30 20362
 
Poster of Nikaah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Salama
On Screen Actors- 
Salma Agha
Duration : 04:30   Song Number : 20362   

Dil Ki Kahani Rang Layi Chaudhvin Ka Chand (1960) 05:18 41003
 
Poster of Chaudhvin Ka Chand (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Minoo Mumtaz
Duration : 05:18   Song Number : 41003   

Dil Ki Ye Aarzoo Thi Nikaah (1982) 05:39 20367
 
Poster of Nikaah (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Hasan Kamal
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Salma Agha
On Screen Actors- 
Salma Agha
Duration : 05:39   Song Number : 20367   

Dil Mein Kisi Ke Pyaar Ka Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975) 04:03 13222
 
Poster of Ek Mahal Ho Sapno Ka (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:03   Song Number : 13222   

Dil Mein Tujhe Bitha ka Fakira (1976) 05:33 13242
 
Poster of Fakira (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Shashi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:33   Song Number : 13242   

Dil Mera Aaj Kho Gaya Door Ki Awaz (1964) 03:20 13172
 
Poster of Door Ki Awaz (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker, Joy Mukherjee
Duration : 03:20   Song Number : 13172   

Dil Mera Tumhari Adayen Gauri (1968) 04:38 36106
 
Poster of Gauri (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:38   Song Number : 36106   

Dil Na Kahin (Part2) Ghunghat (1960) 05:16 14371
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:16   Song Number : 14371   

Dil To Kisi Ko Doge Ek Saal (1958) 03:42 19942
 
Poster of Ek Saal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johnny Walker
Duration : 03:42   Song Number : 19942   

Din Hai Bahaar Ke Waqt (1965) 04:52 20385
 
Poster of Waqt (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Shashi Kapoor
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:52   Song Number : 20385   

Ding Dong Ding Dong Ding Grahasti (1963) 03:17 38358
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:17   Song Number : 38358   

Do Anjaane Ajnabi Vivah (2006) 04:56 20392
 
Poster of Vivah (2006)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2006
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Shahid Kapoor, Amrita Rao
Duration : 04:56   Song Number : 20392   

Do Jasoos Karen Do Jasoos (1975) 04:52 13146
 
Poster of Do Jasoos (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Raj Kapoor
Duration : 04:52   Song Number : 13146   

Do Nain Mile Do Phool Khile Ghunghat (1960) 03:05 38152
 
Poster of Ghunghat (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Asha Parekh
Duration : 03:05   Song Number : 38152   

Do Panchhi Do Tinke Tapasya (1975) 05:01 14320
 
Poster of Tapasya (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
M G Hashmat
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Rakhi, Parikshit Sahni, Asrani
Duration : 05:01   Song Number : 14320   

Dohavali Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978) 08:37 12694
 
Poster of Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
On Screen Actors- 
Sachin, Ranjeeta, Others
Duration : 08:37   Song Number : 12694   
Karaoke Songs of ravi, Sad Songs of ravi, Love Songs of ravi, Dance Songs of ravi, Hip-hop songs of ravi, Best songs of ravi, Super hit songs of ravi, hit songs of ravi, duet songs of ravi, solo songs of ravi, old songs of ravi, famous songs of ravi, Hindi Karaoke Songs of ravi, Hindi Sad Songs of ravi, Hindi Love Songs of ravi, Hindi Dance Songs of ravi, Hindi Hip-hop songs of ravi, best Hindi songs of ravi, super hit Hindi songs of ravi, hit Hindi songs of ravi, duet Hindi songs of ravi, solo Hindi songs of ravi, old Hindi songs of ravi, famous Hindi songs of ravi, Sing Along Songs of ravi, Sing Along Sad Songs of ravi, Sing Along Love Songs of ravi, Sing Along Dance Songs of ravi, Sing Along Hip-hop songs of ravi, Sing Along Best songs of ravi, Sing Along Super hit songs of ravi, Sing Along hit songs of ravi, Sing Along duet songs of ravi, Sing Along solo songs of ravi, Sing Along old songs of ravi, Sing Along famous songs of ravi