MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le tere sadd ke idhar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le ye bahaaren ye chaman sab khushi se hai magan choome kadmon ko tere chaand ki pehli kiran aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa jaane jaan ruh e wafaa dil hai deewana tera chaahe apna naa samjh neechi nazaren to utha gair hi jaan kar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa jo bhi marzi hai teri hai wohi meri khushi meri jaanib se tujhe ho mubaaraq ye ghadi aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa zulf ki chhanv tale pyaar ka daur chale shaam e furqat mein agar koi jalta ho jale tu khushi ki sehar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le usne yusuf ki kasam dagmagaate hain kadam jee mein aata hai yahi chheen loon tera sanam aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa lekin main mast e adaa maan click here
hmmmmmm jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm jaaneman jaaneman jaaneman kisi kaa naam nahin phir bhi ye naam honthon pe naa ho aisi koi subah nahin shaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman maine sirf khyaalon se khaabon ki sej sajaayi hai dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai maine sirf khyaalon se khaabon ki sej sajaayi hai dil ki khaali deewaron par ik tasveer banaayi hai tasveeron pe marta hoon waqt guzaara kartaa hoon main mehboob ki galiyon kaa koi aashique badnaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman kal ki baat khuda jaane par aaj talak wo baat nahin kal ki baat khuda jaane par aaj talak wo baat nahin dil par baadal chhaye hain par aankhon mein barsaat nahin kaisa main deewana hoon aisa main mastaana hoon pyaas to hai inn honthon par lekin haathon mein jaam nahin jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman jaaneman kisi kaa naam nahin phir bhi ye naam honthon pe naa ho aisi koi subah nahin shaam nahin jaaneman click here
aaj hum ishq ka izhaar karein to kya ho jaan pehchaan se inkaar karein to kya ho bhari mehfil mein tumhein pyaar karein to kya ho koshishein aap ki bekaar karein to kya ho kehte darti ho dil mein marti ho jaaneman tum kamaal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho kehte darti ho dil mein marti ho jaaneman tum kamaal karti ho ho jaaneman tum kamaal karti ho aankhon aankhon mein muskuraati ho baaton baaton mein dil lubhaati ho narm saanson ki garm leharon se dil ke taaron ko gudgudati ho in sab baaton ka matlab puchhein to rang chehare ka laal karti ho jaaneman tum kamaal karti ho chup bhi rahiye ye kya qayamat hai aap ki bhi ajeeb aadat hai itna hungama kis liye aakhir pyaar hai yaa koi museebat hai jab bhi miltey ho jaane tum kya kya ulte seedhe savaal karte ho jaaneman tum kamaal karte ho mastiyaan si fazaan pe chhaayin hain vaadiyaan rang mein nahaain hain narm sabz pe shokh phulon ne makhmali chhaadarien bichhaayin hain chhodo sharmaanaa aise mausam mein tabiyat click here
hoooo heyee jaani tum to dole daga dei ke hooo jaani tum to dole daga dei ke hooo jai ho julmi naina kahaan lei ke hooo jaani badle badle roothe roothe tum to ho ji piya bachpan ke jhootheee badle badle roothe roothe tum to ho ji piya bachpan ke jhootheee itna jaanun par na maanun jiyra jaaye lagi naahin chhute hooo ji suno jaani tum to dole hey daga dei ke hoooo mohe na jaano bholi bhali aisi bholi nahin main nain waali mohe na jaano bholi bhali aisi bholi nahin main nain waali bach ke jaiho jaaye na pai ho bikhra dungi main lat kaali kaali aji suno jaani tum to dole hey daga dei ke ho jaani badra chhaye kaare kaare abke bhi na miloge tum jo pyaare badra chhaye kaare kaare abke bhi na miloge tum jo pyaare taana degi bijli hanske barkha royegi tumhre duwaare jaani tum to dole daga dei ke hoo jai ho julmi naina kahaan lei ke ho jaani click here
jaao re jogi tum jaao re jaao re jogi tum jaao re ye hai premiyon ki nagri yahaan prem hi hai pooja jaao re jogi tum jaao re ye hai premiyon ki nagri yahaan prem hi hai pooja jaao re jogi tum jaao re prem ki peeda sachaa sukh hai prem bina ye jeevan dukh hai prem ki peeda sachaa sukh hai prem bina ye jeevan dukh hai jaao re jogi tum jaao re ye hai premiyon ki nagri yahaan prem hi hai pooja jaao re jogi tum jaao re jeevan se kaisa chhutkaara hai nadiyaa ke saath kinaara jeevan se kaisa chhutkaara hai nadiyaa ke saath kinaara jaao re jogi tum jaao re ye hai premiyon ki nagri yahaan prem hi hai pooja jaao re jogi tum jaao re gyaan ki kaisi seema gyaani gaagar mein saagar kaa paani gyaan ki kaisi seema gyaani gaagar mein saagar kaa paani jaao re jogi tum jaao re ye hai premiyon ki nagri yahaan prem hi hai pooja jaao re jogi tum jaao re jaao re jogi tum jaao re jaao re jogi tum jaao re click here
jaayen to jaayen kahan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke o jaane waale o jaane waale daaman chhuda ke mushkil hai jeena tujhko bhoola ke iss se to hai maut aasaan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan aaaaa aaaaaa aaaaaaa seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen seene mein shole seene mein shole saanson mein aahen iss zindagi se kaise nibhaayen har zazbaa hai veeraan jaayen to jaayen kahan samjhega kaun yahan dard bhare dil ki zubaan jaayen to jaayen kahan click here
jab bhi jee chaahe nayee duniya basaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log jab bhi jee chaahe nayee duniya basaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log yaad rehta hai kisse guzzre zamaane ka chalan yaad rehta hai kisse sard pad jaati hai chaahat haar jaati hai lagan ab mohabbat bhi hai kya ek tijaarat ke siva hum hi nadaan thei jo odhaa beeti yaadon ka kafan varna jeene ke liye sab kuch bhula letein hain log varna jeene ke liye sab kuch bhula letein hain log ek chehre pe kai chehre lagaa lete hain log jaane wo kya log thei jinko wafa ka paas tha jaane wo kya log thei doosre ke dil pe kya guzzregi ye ehsaas tha ab hain pathar ke sanam jinko ehsaas na ghum wo zamaana ab kahaan jo ahle dil ko raas tha ab to matlab ke liye naam e wafaa lete hain log ab to matlab ke liye naam e wafaa lete hain log jab bhi jee chaahe nayee duniya basaa lete hain click here
aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaaaa jab dil ko sataave ghum jab dil ko sataave ghum tu chhed sakhi sargam tu chhed sakhi sargam bada zor hai saat suron mein bada zor hai saat suron mein behte aansun jaate hain tham rang birangi saat badaliyaan saat badaliyaaaaan rang birangi saat badaliyaan kaanton ko jo kar den kaliyaan kaanton ko jo kar den kaliyaan laa den ek naya mausam laa den ek naya mausam saat suron ke saat hain jhule saat suron ke saat hain jhule aaaaaaaaa jo jhule wo sab dukh bhule rahe magan har dam ho o o rahe magan har dam tu sa re pa ma ga re ga sa re ma pa dha dha pa pa dha sa re ga ga re sa re sa ni dha pa ni dha pa ma ga pa ma ga re sa re ga ma click here
ho o o o o o o o o aa aa aa aa aa aa aa jab hum jawaan honge jaane kahaan honge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega dil kitna khaali khaali ho jaayega ye bachpan ka pyaar agar kho jaayega dil kitna khaali khaali ho jaayega tere khayaalon se ise aabaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge jaane kahaan honge lekin jahaan honge wahaan fariyaad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge aise hasti thi wo aise chalti thi aise hasti thi wo aise chalti thi chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi aise hasti thi wo aise chalti thi chaand ke jaise chhupti aur nikalti thi sabse teri baatein tere baad karenge tujhe yaad karenge jab hum jawaan honge zehar judaai ka peena pad jaaye to bichhad ke bhi hum ko jeena pad jaaye to zehar judaai ka click here
jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak shola bhadak jaata hai arre jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak jaata hai jab jab dekhoon main teri taraf dil dhak se dhadak jaata hai phoolon ki rut mein tu kaanta ban ke dil mein khatak jaata hai ho jab jab dekhoon main jab bhi tera naam leta hoon main kitne paigaam deta hoon arre jab bhi tera naam leta hoon main kitne paigaam deta hoon kehti hain kya kya ye meri aankhen karta hoon kitni aankhon se baaten ye pyaar mera jaane kahaan raste mein atak jaata hai aati hai udd ke ek chingaari shola bhadak jaata hai arre jab jab dekhoon main kya pyaar aise deewaane ka jhootha tu saare zamaane ka kya pyaar aise deewaane ka jhootha tu saare zamaane ka dekhe kabhi na soorat tu meri dekhoon kabhi na soorat main teri par kya karun main aanchal nigoda sar se sarak jaata hai phoolon ki rut mein tu kaanta ban ke click here
oh oh oh aa aa aa aa aa aa aa aa aa daiya re daiya jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila jab jab hum tumko dekhen hain re chhaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aisa kaahe ko hovat hai ri laila aisa kaahe ko hovat hai ri laila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor apni bahiya mein laile bahiya tu bahiya mein laile bahiya tu hamra saiyaan tu raah chalat kaahe chhed karat buri prem ki lat chal hat natkhat dharti pe aise ye aakaash phaila man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor aika matbal tu maika samjha de matbal tu maika samjha de haika batla de kaahe matlab ye tu jaane re sab aisa hota hai sab piya prem ho jab hum e ka jaane humra prem hai pehla man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor man mor machaave sor sor sor machaave sor sor sor saari duniya se naata toda hai click here
jab jab phool khileeeee jab jab phool khile tujhe yaad kiya humneeee jab jab phool khile dekh akela humen dekh akela humen humen gher liya ghum ne jab jab phool khile mann ko maine laakh manaaya par ab to hai wo bhi paraaya mann ko maine laakh manaaya par ab to hai wo bhi paraaya zakhm kiye naasoor zakhm kiye naasoor teri yaad ke marham ne jab jab phool khile milne ke hain laakh bahaane lekin mann ka meet naa maane milne ke hain laakh bahaane lekin mann ka meet naa maane dil toda har baar dil toda har baar mere bhole humdam neeee jab jab phool khile dekh akela humen humen gher liya ghum ne jab jab phool khile pathar dil taqdeer mili hai pairon mein zanjeer mili hai pathar dil taqdeer mili hai pairon mein zanjeer mili hai raaz mere dil keeee raaz mere dil ke kahe ro ke shabnam ne jab jab phool khile jab jab phool khile tujhe yaad kiya humneeee jab jab phool khile click here
jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do ahh haaa haaa haaa jab pyaar kisi se hota hai to dard sa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhala paake tumhein koi khota hai ho jiya o jiya o jiya kuchh bol do nazron se jitne teer chale chalne do jigar par jhelenge in pyaar ki ujli raahon par hum jaan ki baazi khelenge in do nainon ke saagar mein koyi dil ki naiya dubota hai jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do ahh haaa haaa haaa jab pyaar kisi se hota hai to dard sa dil mein hota hai tum ek haseen ho laakhon mein bhala paake tumhein koi khota hai ho jiya o jiya o jiya kuchh bol do tum bhi to is aag mein jalte ho chehre se bayaan ho jaata hai har baat pe aahein bharte ho har baat pe dil tharraata hai jab dil pe chhuriyaan chalti hain tab chain se koi sota hai jiya o jiya o jiya kuchh bol do arre o dil ka parda khol do ahh haaa haaa haaa jab pyaar kisi se hota click here
Jab Raat Nahi Kat Ti click here
dekh ke tumko hosh mein aana bhool gaye yaad rahen tum aur zamaana bhool gaye jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai chaaha tha ye kahenge socha tha wo kahenge aaye wo saamne to kuchh bhi na keh sake bas dekha kiye unhen hum dekh kar tumko yakeen hota hai dekh kar tumko yakeen hota hai koi itnaa bhi haseen hota hai dekh paate hain kahaan hum tumko dil kahin hosh kahin hota hai jab saamne tum jab saamne tum aa jaate ho kya jaaniye kya ho jaata hai kuchh mil jaata hai kuchh kho jaata hai kya jaaniye kya ho jaata hai ha ha haaa haaa haaaa haaaaa hooooo aa kar chale na jaana aise nahin sataana de kar hansi labon ko aankhon ko mat rulaana dena na beqaraari dil ka qaraar banke yaadon mein kho na jaana tum intezaar ban ke intezaar ban ke bhool kar tumko naa jee paayenge bhool kar tumko naa jee paayenge saath tum hogi jahaan jaayenge hum koi waqt nahin hai humdum jab click here
jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooo dil ne dil se kahaa tha fasaana dil ne dil se kahaa tha fasaana laut aaya hai guzraa zamaana hooo laut aaya hai guzraa zamaana khushiyaan saath saath laaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooooo laake aankhon se dil mein bithaaun laake aankhon se dil mein bithaaun muskuraa ke sitaare lutaaun hooo muskuraa ke sitaare lutaaun aashaa jhoom jhoom gaaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooo din hai apne muhabbat jawaan hai din hai apne muhabbat jawaan hai unse aabaad mera jahaan hai hooo unse aabaad mera jahaan hai mann ke chor chale aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye click here
aaha aaha aaha la la hoo hoo hoo jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere khwaab ki taabeer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere haath ki tehreer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum har ujaale mein mehakti thi tumhari khushboo tum wohi ho jo chamakti thi sitaaron ki tarah main to jis raah se gujari hoon tumhein paaya hai tum mujhe dekhte rehte the nazaaron ki tarah jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere khwaab ki taabeer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum pyaar koshish se nahin milta zamaane mein kabhi aap hi aap koi dil mein utar aata hai jab bhi jo khawab kisi mod pe mil jate hein har andhere mein ujala sa bikhar jata hai jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere khwaab ki taabeer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum jab se dekha hai tumhen aisa lagta hai mere khwaab ki taabeer ho tum mere dil mein jo chhupi thi wo hi tasveer ho tum click here
jab se laagi tose nazariya nas nas mein daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya moh se sambhle na baali umariya haye haye haye moh se sambhle na baali umariya jab se laagi tose nazariya nas nas mein daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya moh se sambhle na baali umariya haye haye haye moh se sambhle na baali umariya jab se laagi tose nazariya nas nas mein daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya moh se sambhle na baali umariya haye haye haye moh se sambhle na baali umariya nain huye hain donon gulabi chaal chalun main jaise sharabi nain huye hain donon gulabi chaal chalun main jaise sharabi bhed jiya ke kaise bataun bhed jiya ke kaise bataun padh le mora chehra kitabi jab se laagi tose nazariya nas nas mein daude hai bijuriya aaja aaja more sawariya moh se sambhle na baali umariya haye haye haye moh se sambhle na baali umariya rang mein tore main to rang gayi pyaar ki batiyan main to samajh gayi rang mein tore main to rang gayi pyaar ki batiyan main to click here
jab tum chale jaoge to yaad bahot aaoge tum chale jaoge yaad bahot aaoge jab tum chale jaoge to yaad bahot aaoge dil behlaane ki koi tadbeer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana meri aankhon ne ik khwaab dekha hai jaise kaanton mein gulaab dekha hai kisi chehre pe naqaab dekha hai meri aankhon ne ik khwaab dekha hai tum mere iss khwaab ki taabeer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana aisa na ho main majboor ho jaoon aa ke paas tumse door ho jaoon sheeshe ki tarah main choor ho jaoon aisa na ho main majboor ho jaoon mere haathon mein meri takdeer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana chund log dhoke baaz hote hain unke dil mein kuchh raaz hote hain dillagi ke bhi andaaz hote hain chund log dhoke baaz hote hain kasmon waadon ki koi zanjeer dete jaana aaj mujhe tum apni tasveer dete jaana tum chale jaoge to yaad bahot click here
oooooo ooooooooooo oooooo ooooo oooooo oooooo ooooo ooooo oooo oooo oooo jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii aankhon se neend udd jaati hai milne ki lagan tadpati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii jab inn aankhon mein pyaar machal kar rota hai dil duniyaa bhar ke dard mein dooba hota hai har saans meri ghabrati hai meri jaan pe ban ban jaati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii hum deewane kaise kaise dukh sehte hain apne maanjhi se door bhanwar mein rehte hain humko har mauj darati hai kahin door baha le jaati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii har phool kisi ki yaad mein khoya khoya hai ye shabnam hai yaa pyaar kisi ka roya hai jab baagh mein koyal gaati hai duniyaa meri loot jaati hai jab yaad kisi ki aati hai jab yaad kisi ki aati haiiiiiiiii aankhon se neend udd jaati hai milne ki lagan tadpati hai jab yaad kisi ki click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jaaneman Ek Nazar Mere Mehboob (1963) 03:37 13730
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Sadhna
Duration : 03:37   Song Number : 13730   

Jaaneman Jaaneman Jaaneman (1976) 05:39 20618
 
Poster of Jaaneman (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dev Anand, Hema Malini
Duration : 05:39   Song Number : 20618   

Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho Trishul (1978) 05:56 20620
 
Poster of Trishul (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Hema Malini
Duration : 05:56   Song Number : 20620   

Jaani Tum To Dole Dr Vidya (1962) 03:53 12962
 
Poster of Dr Vidya (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Manoj Kumar
Duration : 03:53   Song Number : 12962   

Jaao Re Jogi Amrapali (1966) 04:09 12659
 
Poster of Amrapali (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Kamod
Taal- 
Tintal
Duration : 04:09   Song Number : 12659   

Jaayen To Jaayen Kahan Taxi Driver (1954) 03:22 12151
 
Poster of Taxi Driver (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Raag- 
Jaunpuri
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:22   Song Number : 12151   

Jab Bhi Jee Chahe Daag (1973) 04:05 20625
 
Poster of Daag (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 04:05   Song Number : 20625   

Jab Dil Ko Sataave Ghum Sargam (1950) 04:56 14150
 
Poster of Sargam (1950)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1950
Lyricist
P L Santoshi
On Screen Actors- 
Rehana
Raag- 
Dev-Gandhari
Taal- 
Tintal
Duration : 04:56   Song Number : 14150   

Jab Hum Jawaan Honge Betaab (1983) 05:28 20631
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Suny Deol, Amrita Singh
Duration : 05:28   Song Number : 20631   

Jab Jab Dekhoon Main Teri Taraf Takkar (1980) 05:32 37668
 
Poster of Takkar (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Jitendra, Jayaparda
Duration : 05:32   Song Number : 37668   

Jab Jab Hum Tumko Mastana (1970) 04:49 15710
 
Poster of Mastana (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Mehmood, Padmini
Duration : 04:49   Song Number : 15710   

Jab Jab Phool Khile Shikast (1953) 03:33 14246
 
Poster of Shikast (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nalini Jayvant
Duration : 03:33   Song Number : 14246   

Jab Pyaar Kisi Se Hota Hai (Female) Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 03:40 39960
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Asha Parekh
Duration : 03:40   Song Number : 39960   

Jab Raat Nahin Katati Changez Khan (1957) 03:59 37054
 
Poster of Changez Khan (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy, Prem Nath
Duration : 03:59   Song Number : 37054   

Jab Saamne Tum Aa Jaate Ho Jagjit Singh, Asha Bhosle & Lata Mangeshkar 06:53 17859
 
Poster of Jagjit Singh, Asha Bhosle & Lata Mangeshkar
 
Category
Ghazal
Duration : 06:53   Song Number : 17859   

Jab Se Balam Ghar Aaye Awara (1951) 02:49 12758
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:49   Song Number : 12758   

Jab Se Dekha Hai Tumhen Dil Akhir Dil Hai (1982) 03:59 18349
 
Poster of Dil Akhir Dil Hai (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anil Mohile
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah, Parveen Babi
Duration : 03:59   Song Number : 18349   

Jab Se Laagi Tose Shikar (1968) 06:04 36370
 
Poster of Shikar (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Asha Parekh
Duration : 06:04   Song Number : 36370   

Jab Tum Chale Jaoge Bullet (1976) 04:24 12947
 
Poster of Bullet (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Parveen Babi
Duration : 04:24   Song Number : 12947   

Jab Yaad Kisi Ki Aati Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967) 08:16 13395
 
Poster of Jab Yaad Kisi Ki Aati Hai (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 08:16   Song Number : 13395   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar