MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeShankar Jaikishan
HomeShankar Jaikishan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


meri jaan meri jaan pyaar kisi se ho hi gaya hai hum kya karen meri jaan meri jaan pyaar kisi se ho hi gaya hai hum kya karen meri jaan meri jaan bhooli thi main haye kya thi khabar lootegi yun mujhe unki nazar bhooli thi main haye kya thi khabar lootegi yun mujhe unki nazar na hote mukabil na dil haarte hum ye apni khata hai gila kya karen hum kya karen wai wai wai wai meri jaan meri jaan pyaar kisi se ho hi gaya hai hum kya karen jinki nigahon ne ghayal kiya lenge unhin se dil ki dawa jinki nigahon ne ghayal kiya lenge unhin se dil ki dawa na hum muskurate na wo paas aate usi ki mili hai saza kya karen hum kya karen wai wai wai waai meri jaan meri jaan pyaar kisi se ho hi gaya hai hum kya karen click here
meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi tadap tadap kar yehi kahegi sada rahi hai sada rahegi na tumsa koi zamaane bhar mein hoooooo na tumsa koi zamaane bhar mein tumhi ko chaaha meri nazar ne tumhi ko chaaha meri nazar ne tumhein chuna hai tumhein chunegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi jo aag dil mein lagi hui hai hoooooo jo aag dil mein lagi hui hai yehi to manzil ki roshni hai yehi to manzil ki roshni hai na ye bhujhi hai na ye bhujhegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi tumhare pehlu mein gar marre hum hoooooo tumhare pehlu mein gar marre hum to maut kitni haseen hogi to maut kitni haseen hogi chitaa mein jal kar bhi na mitegi sada rahi hai sada rahegi meri mohabbat jawaan rahegi sada rahi hai sada rahegi click here
meri muhabbat paak muhabbat aur jahan ki khaak muhabbat kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor meri muhabbat paak muhabbat aur jahan ki khaak muhabbat kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor purab pashchim uttar dakshin mere pyaar ki seema mera pyaar hai itna uncha jaise ram rahima jaise ram rahima meri muhabbat paak muhabbat aur jahan ki khaak muhabbat kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor tujhko paakar swarg se sundar manzil maine paa lee tere pyaar mein mar jane ki kasam hai maine khaa lee kasam hai maine khaa lee meri muhabbat paak muhabbat aur jahan ki khaak muhabbat kahin tumhein pyaar na ho jaye o bach bach ke chalna huzoor bach bach ke chalna huzoor haay bach bach ke chalna huzoor click here
unki zulfen unke chehre se hataa sakta nahin dil ki betaabi kisi surat chhupa sakta nahin kitni dilkash hai muhabbat ki jawaan majbooriyaan saamne manzil hai aur paanw badha sakta nahin meri zindagi mein aate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti meri zindagi mein aate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti ye naseeb jagmagaate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti kai baar mil chuki hain ye haseen haseen nighahen kai baar mil chuki hain ye haseen haseen nighahen wohi beqaraariyan hain na mili khushi ki raahen mere dil se dil milaate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti meri zindagi mein aate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti mujhe kya garaz kisi se hanse phool ya sitaaren mujhe kya garaz kisi se hanse phool ya sitaaren hain meri nazar mein pheeke ye jawaan jawaan nazaare agar aap muskurate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti meri zindagi mein aate to kuchh aur baat hoti to kuchh aur baat hoti ye khushi rahe click here
mil gaye mil gaye aaj mere sanam mil gaye mil gaye aaj mere sanam aaj mere zamin par nahin hain kadam aaj mere zamin par nahin hain kadam mil gaye mil gaye aaj mere sanam mil gaye mil gaye aaj mere sanam aaj mere zamin par nahin hain kadam aaj mere zamin par nahin hain kadam aye nazaro zara kaam itna karo aye nazaro zara kaam itna karo tum meri maang mein aaj moti bharo tum meri maang mein aaj moti bharo ik ujala hua dhal gayi shaam e gum ik ujala hua dhal gayi shaam e gum aaj mere zamin par nahin hain kadam mil gaye mil gaye aaj mere sanam mil gaye mil gaye aaj mere sanam aaj mere zamin par nahin hain kadam aaj mere zamin par nahin hain kadam wo kahaan chhup rahe the main hairan thi wo kahaan chhup rahe the main hairan thi meri sadiyon se unse hi pehchan thi meri sadiyon se unse hi pehchan thi aise kisse zamaane mein hote hain kam aise kisse zamaane mein hote hain kam aaj mere zamin par nahin hain kadam mil gaye mil gaye aaj mere sanam mil gaye mil gaye aaj mere click here
husn ko chaand jawaani ko kanwal kehte hain koi surat nazar aaye to gazal kehte hein hodri saadri aadri aadri aadri aadri aana mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi ho mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi gulshan ke angin phoolon mein phool sa ye albela chehra duniya bhar ke hasin chehron mein sabse alag akela chehra sabse alag akela chehra aaj wo mere saamne hai jinse tabiyat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi aladpan ala masti unki us par unka ye bholapan rukhsat se pehle milte ho jaise jawaani aur ladakpan jaise jawaani aur ladakpan hum hi hum hain jab se humein pyaar ki daulat mil gayi aakhir dukhte dil ko mere dard se phursat mil gayi mil gayi mil gayi mil gayi re mujhko mohabbat mil gayi usne kaha dil hai to laao hum ne kaha jaan bhi haazir click here
milte hi nazar milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye afsos hai afsos hai ki aap bhi mushkil mein aa gaye milte hi nazar haye milte hi nazar hoye milte hi nazar milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye hooo ho dil ke kahne pe badhte gaye ye kadam kya khabar thi dagar bhool jayenge hum dil ke kahne pe badhte gaye ye kadam kya khabar thi dagar bhool jayenge hum bhool jayenge hum jaate the kahin jaate the kahin aur kahin aur aa gaye milte hi nazar haye milte hi nazar hoye milte hi nazar milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye ho oo nain jadu bhare muskarate gaye muskarate gaye dil churate gaye ho oo nain jadu bhare muskarate gaye muskarate gaye dil churate gaye shikwa jo kiya shikwa jo kiya hans ke hansi mein uda gaye milte hi nazar haye milte hi nazar ho oo ho milte hi nazar milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye oo ho jaise aaye the hum to chale jayenge dil bhi rakh lijiye oo ho jaise aaye the hum to chale jayenge dil click here
mini mini chi chi mini mini chi chi mini mini chi chi mini mini chi chi duniyaa mein chaand sooraj hain kitne haseen kitne haseen utna hi sunn mere bhiyya dil ko lubhaaye rupaiyya duniyaa mein chaand sooraj hain kitne haseen kitne haseen utna hi sunn mere bhiyya dil ko lubhaaye rupaiyya duniyaa mein rupyon ka chashma chadhao ye duniyaa dikhegi rangeeli saare nashe iss ke naukar ye hai cheez aisi nasheeli ye cham cham isi ki chham chham isi ki gaaye isi ko gawaiya ye chham chham isi ki chham chham isi ki gaaye isi ko gawaiya mini mini chi chi chi chi mini mini chi chi chi chi mini mini chi chi chi chi mini mini chi chi chi chi duniyaa mein chaand sooraj hain kitne haseen kitne haseen utna hi sunn mere bhiyya dil ko lubhaaye rupaiyya duniyaa mein sapnon si rangeen raaten jaise ke aayi deewali kal ka bhala kya bharosa rahenge maalik yaa maali hansa ke rulaaye rulaa ke hansaaye yahi zindagi ka rawaiya hansa ke rulaaye rulaa ke hansaaye yahi zindagi ka rawaiya mini mini click here
mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye toote huye khilounon se pyaar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye banaa ke zindgaaniyan bigaadne se kya mila meri ummeed ka jahaan meri ummeed ka jahaan ujaadne se kya mila aayi thi do dinon ki ye bahaar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye zara si bhool ko hazaar roop naam de diye zara si jaan sar pe saat aasmaan de diye barbaad zindagi ka ye singaar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye zamin gair ho gayi yeh aasmaan badal gaya hawaa ke rukh badal gaye hawaa ke rukh badal gaye har ek phool jal gaya bajte hain ab ye saanson ke taar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye mitti se khelte ho baar baar kis liye click here
Mohabbat Isko Kahte click here
mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke zindagaani ke safar mein tu akela hi nahin hain hum bhi tere humsafar hain zindagaani ke safar mein tu akela hi nahin hain hum bhi tere humsafar hain mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaye gaye manzilon ke nishaan lehraa ke jhoomaan jhuka aasmaan lekin rukega na yeh carwaan aaye gaye manzilon ke nishaan lehraa ke jhoomaan jhuka aasmaan lekin rukega na yeh carwaan aa haa haa haa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke mud mud ke na dekh mud mud ke zindagaani ke safar mein tu click here
koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai humen tum kya samjhte ho humen tum kya samjhte ho muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain khudaa khudaaa khudaaa khudaa khudaa koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai humen tum kya samjhte ho humen tum kya samjhte ho muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain hoo khudaa khudaaa khudaaa hum hain koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai phoolon ki taazgi tu hai ho kaaliyon ki naazuki tu hai ab teri zindagi main hoon aur meri zindagi tu hai muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain khudaa khudaaa hum hain koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai aankhon se pyaar chhalka ke ho dekha jo tune sharma ke pehlun mein tere aa baithe hum do jahaan thukraa ke muhabbat ke khudaaaaaaaaaa hum hain khudaaaa hum hain khudaa khudaaa hum hain koi pyaar humen bhi karta hai hum par bhi koi marta hai honthon ke jaam apne hain ye suboh shaam apne hain click here
Mohabbat Ki Dastaan click here
mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka are aazmaa ke dekho dil kaisa hai dildaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka jin raaston se niklun ik dhoom si macha doon jin mehfilon mein jaaun wo mehfilen saja doon jin raaston se niklun ik dhoom si macha doon jin mehfilon mein jaaun wo mehfilen saja doon main raahi hoon albela aur pyaasa hoon deedaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka are aazmaa ke dekho dil kaisa hai dildaar ka main kya karun ki jaalim soorat hi aisi paayi dil mera aaina hai dil mein nahin buraai mere dil ko dil mein le lo hai heera aitbaar ka mujhe apna yaar bana lo phir ho jaaun sansaar ka are aazmaa ke dekho dil kaisa hai dildaar ka duniyaa ki waadiyon mein bin yaar kaise jeena dariyaa bhi soona soona jab tak na ho safina duniyaa ki waadiyon mein bin yaar kaise jeena dariyaa bhi soona soona jab tak na ho safina are sun lo duniya waalo hai nagma dil ke taar ka click here
mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi mujhe pyaar ne aisa loota ek teer jigar mein toota bas ek muhabbat sachchi bedard zamaana jhootha mujhe pyaar ne aisa loota ek teer jigar mein toota bas ek muhabbat sachchi bedard zamaana jhootha ye kaisi haalat ho gayi ho ye kaisi haalat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi ik aag si dil mein bhadke dil zor zor se dhadke mujhe chhoo lein sard hawaayen mera rom rom bhi phadke ik aag si dil mein bhadke dil zor zor se dhadke mujhe chhoo lein sard hawaayen mera rom rom bhi phadke ye kaisi aafat ho gayi ho ye kaisi aafat ho gayi mujhe jab se muhabbat ho gayi bas ek musibat ho gayi dil kehta hai ab mujhse preetam ki zuroorat ho click here
ho ho ho o o o o o o ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil beqraar ho gaya beqraar ho gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya dard chaaha tha humne chhipana khul gaya phir bhi dil ka fasaana dard chaaha tha humne chhipana khul gaya phir bhi dil ka fasaana dil ne ye kya kiya o salone piya mora dhadke jiya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya jo chhipana maine chaaha aankhon ne keh diya aankhon ne keh diya aur jo meine kehna chaaha dil mein hi reh gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya aankhon aankhon mein karke ishaare kisne dil se kaha hum tumhaare aankhon aankhon mein karke ishaare kisne dil se kaha hum tumhaare haaye ye kya kiya o salone piya mora dhadke jiya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya ho o o o mujhe kisi se pyaar ho gaya pyaar ho gaya dil beqraar ho gaya beqraar ho gaya ho o o o mujhe click here
mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai chaahat ne teri mujhko kuchh iss tarah se ghera din ko hai tere charche raaton ko khwaab tera tum ho jahaan wahi par rehta hai dil bhi mera bas ik khayaal tera kya shaam kya savera mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai yeh duniya kaise badali kuchh bhi samajh na aaye kyun kar hue woh apne kal tak the jo paraaye dil ki lagan ho sachchi phir kyun na rang laaye mere the tum sadaa se par ab kareeb aaye mujhe kitna pyaar hai tumse apne hi dil se poochho tum jisse dil diya hai woh tum ho meri zindagi tumhaari hai meri wafa ko ab to tum aazmaana chhodo dil ko churaake mere aankhen churana chhodo mujh ko banaa ke apna baaten banana chhodo main kab na thi tumhaari lekin satana chhodo click here
aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai baahon mein baahen naa daalo mujhe kuchh hota hai baahon mein baahen naa daalo mujhe kuchh hota hai hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai jaane kya tumne kiya hai bataaun kaise jaane kya tumne kiya hai bataaun kaise zakhm jo dil pe laga hai dikhaaun kaise zakhm jo dil pe laga hai dikhaaun kaise teer iss dil se nikaalo mujhe kuchh hota hai aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai bolo kya baat hai daaman bachaate kyun ho bolo kya baat hai daaman bachaate kyun ho main koi gair nahin baat chhupaate kyun ho main koi gair nahin baat chhupaate kyun ho apni palkon mein chhupaa lo mujhe kuchh hota hai aankhon mein aankhen naa daalo mujhe kuchh hota hai hoo hoo hoo click here
mujhe meri biwi se bachao mujhe meri biwi se bachao akadti hai bigadti hai humesha mujhse ladti hai mujhe meri biwi se bachao mujhe meri biwi se bachao akadti hai bigadti hai humesha mujhse ladti hai mujhe meri biwi se bachao jo dil ho pyaar karne ka to sau nakhre dikhati hai gale liptana gar chaahun to susri taal jaati hai naa meri baat sunti hai naa mere pass aati hai mujhe meri biwi se bachao mujhe meri biwi se bachao akadti hai bigadti hai humesha mujhse ladti hai mujhe meri biwi se bachao mizaaz uska bada kadwa mere ghar mein qayamat hai main banda seedha saadha hoon mere sar par musibat hai gau maalik hoon main iss ghar ka magar meri ye haalat hai buuuuuuu mujhe meri biwi se bachao mujhe meri biwi se bachao akadti hai bigadti hai humesha mujhse ladti hai mujhe meri biwi se bachao tumhin to ghar ki raani ho mera ghar baar tumse hai kasam le lo kasam le lo mera sansaar tumse hai tum hi tum ho mere dil mein ke mera pyaar tumse hai mujhe meri biwi se bacha click here
mujhe tum mil gaye humdum sahaara ho to aisa ho jidhar dekhoon udhar tum ho nazaara ho to aisa ho mujhe tum mil gaye humdum sahaara ho to aisa ho jidhar dekhoon udhar tum ho nazaara ho to aisa ho mujhe tum mil gaye humdum kisi ka chaand sa chehra nazar se choom leti hoon kisi ka chaand sa chehra nazar se choom leti hoon khushi ki intehaa ye hai nashe mein jhoom leti hoon nashe mein jhoom leti hoon hui taqdeer bhi roshan sitaara ho to aisa ho jidhar dekhoon udhar tum ho nazaara ho to aisa ho mujhe tum mil gaye humdum meri aankhon mein aansoon hain magar aansoon khushi ke hain meri aankhon mein aansoon hain magar aansoon khushi ke hain kise chhodu kise paa loon yeh rishte zindagi ke hain yeh rishte zindagi ke hain humein to naaz hai tum par humaara ho to aisa ho jidhar dekhoon udhar tum ho nazaara ho to aisa ho mujhe tum mil gaye humdum udhar dil hai idhar jaan hai ajab mushkil ka saamaan hai udhar dil hai idhar jaan hai ajab mushkil ka saamaan hai labon par click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Meri Jaan Meri Jaan Yahudi (1958) 03:58 12021
 
Poster of Yahudi (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:58   Song Number : 12021   

Meri Mohabbat Jawaan Rahegi Janwar (1965) 03:36 20947
 
Poster of Janwar (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:36   Song Number : 20947   

Meri Muhabbat Paak April Fool (1964) 03:28 12731
 
Poster of April Fool (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vishwajeet
Duration : 03:28   Song Number : 12731   

Meri Zindagi Mein Aate Kanyadaan (1969) 06:17 13520
 
Poster of Kanyadaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 06:17   Song Number : 13520   

Mil Gaye Mil Gaye Aaj Kanyadaan (1969) 04:42 20962
 
Poster of Kanyadaan (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:42   Song Number : 20962   

Mil Gayi Mil Gayi Pyar Mohabbat (1966) 05:55 15603
 
Poster of Pyar Mohabbat (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand, Saira Banu
Duration : 05:55   Song Number : 15603   

Milte Hi Nazar New Delhi (1956) 03:44 36407
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Vyjayantimala
Duration : 03:44   Song Number : 36407   

Mini Mini Chi Chi Kathputli (1957) 04:16 13534
 
Poster of Kathputli (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Agha, Vyjayanthimala
Duration : 04:16   Song Number : 13534   

Mitti Se Khelte Ho Patita (1953) 03:39 13943
 
Poster of Patita (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Usha Kiran
Duration : 03:39   Song Number : 13943   

Mohabbat Isko Kehte Hain Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 05:03 39752
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 05:03   Song Number : 39752   

Mud Mud Ke Na Dekh Shree 420 (1955) 05:50 20978
 
Poster of Shree 420 (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Nadira, Raj Kapoor
Duration : 05:50   Song Number : 20978   

Muhabbat Ke Khudaa Brahmachari (1968) 06:23 12940
 
Poster of Brahmachari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 06:23   Song Number : 12940   

Muhabbat Ki Dastaan Mayur Pankh (1954) 05:13 38392
 
Poster of Mayur Pankh (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:13   Song Number : 38392   

Mujhe Apna Yaar Bana Lo Boy Friend (1961) 03:59 12939
 
Poster of Boy Friend (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:59   Song Number : 12939   

Mujhe Jab Se Muhabbat Laat Saheb (1967) 04:29 13605
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 04:29   Song Number : 13605   

Mujhe Kisi se Pyaar Barsaat (1949) 03:19 12844
 
Poster of Barsaat (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Jalal Malihabadi
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:19   Song Number : 12844   

Mujhe Kitna Pyaar Hai Dil Tera Deewana (1962) 04:26 20982
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:26   Song Number : 20982   

Mujhe Kuchh Hota Hai Tumse Achha Kaun Hai (1969) 04:23 14363
 
Poster of Tumse Achha Kaun Hai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Duration : 04:23   Song Number : 14363   

Mujhe Meri Biwi Se Aaj Ki Taaza Khabar (1973) 03:09 12556
 
Poster of Aaj Ki Taaza Khabar (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kiran Kumar, Radha Saluja
Duration : 03:09   Song Number : 12556   

Mujhe Tum Mil Gaye Love In Tokyo (1966) 05:20 20985
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:20   Song Number : 20985   
Karaoke Songs of shankar jaikishan, Sad Songs of shankar jaikishan, Love Songs of shankar jaikishan, Dance Songs of shankar jaikishan, Hip-hop songs of shankar jaikishan, Best songs of shankar jaikishan, Super hit songs of shankar jaikishan, hit songs of shankar jaikishan, duet songs of shankar jaikishan, solo songs of shankar jaikishan, old songs of shankar jaikishan, famous songs of shankar jaikishan, Hindi Karaoke Songs of shankar jaikishan, Hindi Sad Songs of shankar jaikishan, Hindi Love Songs of shankar jaikishan, Hindi Dance Songs of shankar jaikishan, Hindi Hip-hop songs of shankar jaikishan, best Hindi songs of shankar jaikishan, super hit Hindi songs of shankar jaikishan, hit Hindi songs of shankar jaikishan, duet Hindi songs of shankar jaikishan, solo Hindi songs of shankar jaikishan, old Hindi songs of shankar jaikishan, famous Hindi songs of shankar jaikishan, Sing Along Songs of shankar jaikishan, Sing Along Sad Songs of shankar jaikishan, Sing Along Love Songs of shankar jaikishan, Sing Along Dance Songs of shankar jaikishan, Sing Along Hip-hop songs of shankar jaikishan, Sing Along Best songs of shankar jaikishan, Sing Along Super hit songs of shankar jaikishan, Sing Along hit songs of shankar jaikishan, Sing Along duet songs of shankar jaikishan, Sing Along solo songs of shankar jaikishan, Sing Along old songs of shankar jaikishan, Sing Along famous songs of shankar jaikishan