MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHasrat Jaipuri
HomeHasrat Jaipuri
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra log to dil ko khush rakhne ko kya kya dhong rachaate hain bhesh badal kar is duniya mein behrupe ban jaate hain log to dil ko khush rakhne ko kya kya dhong rachaate hain bhesh badal kar is duniya mein behrupe ban jaate hain mann darpan mein mukhada dekho utra rang sunhera dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra ab na humko aur banaao humne to pehchan liyaa sagar se bhi gehre nikle humne tumko jaan liyaa ab na humko aur banaao humne to pehchan liyaa sagar se bhi gehre nikle humne tumko jaan liyaa jiske mann mein chor chhupa ho saamne kab wo thehra dil ki baat bata deta hai asli naqli chehra lakh chhupao chhup na sakega raaz ho kitna gehra click here
japan love in tokyo japan love in tokyo le gayee dil gudiya japan ki le gayee dil gudiya japan ki pagal mujhe kar diya pagal mujhe kar diya le gayee dil gudiya japan ki le gayee dil gudiya japan ki pagal mujhe kar diya pagal mujhe kar diya japan love in tokyo ye to shaher mastana jis ka andaz maashukana deta hai pyar ka paimana karta hai sab ko deewana ye to shaher mastana jis ka andaz maashukana deta hai pyar ka paimana karta hai sab ko deewana le gayee dil gudiya japan ki le gayee dil gudiya japan ki pagal mujhe kar diya pagal mujhe kar diya japan love in tokyo dekho vo gori gori raahein hum ko isharon se bulayein kitni rangeen hain fizaayen japani pariyan muskurayen dekho vo gori gori raahein hum ko isharon se bulayein kitni rangeen hain fizaayen japani pariyan muskurayen le gayee dil gudiya japan ki le gayee dil gudiya japan ki pagal mujhe kar diya pagal mujhe kar diya japan love in tokyo nache har mod pe jawani kehti hai pyar ki kahani aayee vo cabare ki rani click here
turu tu tu turu tu tu papa pa turu tu tu turu tu tu papa pa lekar hum deewaanaa dil phirte hain manzil manzil lekar hum deewaanaa dil phirte hain manzil manzil kahin to pyaare kisi kinaare mil jaao tum andhere ujaale taram pum lekar hum deewaanaa dil phirte hain manzil manzil jis galee ke tum us galee ke hum par ye majbooriyaa yahaa tum yahee kahin hum yahee kahin phir bhi ye dooriyaa yahaa waah ri duniyaan duniyaan tere jalwe hain niraale lekar hum deewaanaa dil phirte hain manzil manzil kahin to pyaare kisi kinaare mil jaao tum andhere ujaale taram pum lekar hum deewaanaa dil phirte hain manzil manzil too kahin rahe yun lage mujhe mere dil ke paas hain yahaa maangoo teri khair aa tere bagair dil meraa udaas hain yahaa aajaa aajaa aajaa hum ko seene se lagaa le lekar hum deewaanaa dil phirte hain manzil manzil kahin to pyaare kisi kinaare mil jaao tum andhere ujaale lekar hum deewaanaa dil phirte hain manzil manzil click here
lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain chupke chupke se hawaayein chhed jaati hain chupke chupke se hawaayein chhed jaati hain humko mohabbat ka raag sunaati hain raag sunaati hain lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain aaj na jaane kyun hamaara dil machalta hai aaj na jaane kyun hamaara dil machalta hai jaise bahaaron mein phool mahakta hai phool mahakta hai lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain nain ye kehate hain ulajh kar hum bhi dekhenge nain ye kehate hain ulajh kar hum bhi dekhenge dil ki lagi hai kya hum bhi jaanenge hum bhi jaanenge lo aaye hain lo aaye din pyaar karne ke nigaahein ab chaar karne ke lo aaye hain lo aaye din pyaar click here
lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati apne rang jamaati aayi balkhati sharmaati aayi duniya ki rangeen chaman mein bijali si lehraati aayi aaaa lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati baalon mein ghan kaale kaale gaalon mein rangeen ujaale baanki chitwan baat anokhi peene ke andaaz niraale aaa lo aayi hai jawaani roop ke nagmein gaati jeevan ke safar mein koi to milega saathi ab hosh kise hai rut hai badi madmati ab hosh kise hai rut hai badi madmati lo aayi hai jawaani roop ke nagmein click here
nasheeli raat hai saare charaag gul kar do khushi ki raat mein kya kaam hai jalne waalon kaa lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat dene ko mubarakbaad tumhe ye chandani dar par aa hi gayi honthon pe wafa ke geet liye ek chandr kiran sharma hi gayi jeevan mein kitne rang bhare ye mehndi waale haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat duniyaa ne to kya kya nazar diya dulhan ko chamakta nazrana hum dil ka shagufa laye hain anmol hai ye to deewana kar lijiye qubool is dil ko bhi reh jaaegi apni baat lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat nainon se kisi ke nain mile haathon mein kisi ka haath lo aayi milan ki raat suhaani raat lo aayi milan ki raat suhaani raat click here
lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo milne paayaa lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo mil naa paayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa mushkil se jo mil naa paayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa chup hai zubaan lekin chaahat ye keh rahi hai mere hi khoon ki nadiyaan uss dil mein beh rahi hain main pyaar kaa hoon baadal aur wo hai meraa saayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa dil keh rahaa hai mera usko gale lagaa loon seene ki aag ko main us pyaar se bujhaa loon maali kaa ghar ujad gayaa aur phool rang laayaa wo mil ke phir naa mil sakaa taqdeer ko naa bhaayaa lo khoon se khoon judaa huaa click here
jahaan waale tere ghar charaag jalte hain humaare dil mein magar dil ke daag jalte hain luti zindagi aur ghum muskuraaye tere iss jahaan se hum baaz aaye luti zindagi aur ghum muskuraaye tere iss jahaan se hum baaz aaye luti zindagi gale humse milkar khushi ro rahi hai gale humse milkar khushi ro rahi hai chaman hans raha hai kali ro rahi hai chaman hans raha hai kali ro rahi hai haay dhale ek pal mein bahaaron ke saaye tere iss jahaan se hum baaz aaye luti zindagi girin biliyaan ghar banaane se pehle girin biliyaan ghar banaane se pehle jala aashiyaanaa sajaane se pehle jala aashiyaanaa sajaane se pehle haay ajab hai zamaana banaa kar mitaaye tere iss jahaan se hum baaz aaye luti zindagi aur ghum muskuraaye tere iss jahaan se hum baaz aaye luti zindagi click here
maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam ulfat bhi raas na aayi aji haan maare gaye gulfaam ik sabzpari dekhi aur dil ko ganva baithe mastana nigaahon par phir hosh loota baithe mastana nigaahon par phir hosh loota baithe phir hosh loota baithe kaahe ko main muskuraai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam aabru ki kataari se nainon ki dodhaari se wo ho ke rahe zakhmi ik baad e bahaari se wo ho ke rahe zakhmi ik baad e bahaari se ik baad e bahaari se ye zulf kyon lehraai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam is pyaar ki mehafil mein wo aaye muqaabil mein wo teer chale dil par halchal si hui dil mein wo teer chale dil par halchal si hui dil mein halchal si hui dil mein chahat ki saza paai aji haan maare gaye gulfaam maare gaye gulfaam aji haan maare gaye gulfaam ulfat bhi raas na aayi aji haan maare gaye gulfaam click here
Madhur Milan Hai Sajna click here
aaja mm hmm aaja aaja nahin nahin nahin main bijli hoon titli hoon hirni hoon main bijli hoon titli hoon hirni hoon tere haath na aaungi din raat sataaungi main chhup chhup jaaungi are are main baadal hoon bhanwra hoon jharna hoon main baadal hoon bhanwra hoon jharna hoon main shor machaaunga ga ga ke bulaaunga peechha na chhodunga are are main bijli hoon titli hoon hirni hoon main jo patang banun tum kya karoge main jo patang banun tum kya karoge baadal ke paar udun phir kya karoge bolo bolo bolo bolo phir kya karoge aye he oo ho aa haaa dhaaga ban jaaunga tujhe kheench ke laaunga peechha na chhodunga are are main bijli hoon titli hoon hirni hoon main jo gulaab banun tum kya karogi main jo gulaab banun tum kya karogi auron ka khwaab banun tum kya karogi kaho kaho kaho kaho phir kya karogi aye hey oo ho aa haa kaanta ban jaaungi gairon se bachaaungi joode mein sajaaungi are are main baadal hoon bhanwra hoon jharna hoon ulfat ki raah mein jo tufaan aaye ulfat ki click here
main dhool ka udta baadal main dhool ka udta baadal gaata lehraata jaaun manzil meri main na jaanun phir bhi chalta jaaun main dhool ka udta baadal main dhool ka udta baadal gaata lehraata jaaun manzil meri main na jaanun phir bhi chalta jaaun main dhool ka udta baadal main dhool ka udta baadal dunia mujhko kuchh bhi samjhe sabke main to kaam aaun yaar ka main yaar bhi hoon pyaar ka main saath nibhaun na farishta aadmi hoon sabke dil ki roshni hoon roshni hoon main dhool ka udta baadal gaata lehraata jaaun manzil meri main na jaanun phir bhi chalta jaaun main dhool ka udta baadal main dhool ka udta baadal nafraton se door hoon main pyaar meri zindgaani hoon sabhi ke dil ka pyaara kya budhapa kya jawaani mere peechhe ye zamaana aasma pe aashiyaana aashiyaana main dhool ka udta baadal gaata lehraata jaaun manzil meri main na jaanun phir bhi chalta jaaun main dhool ka udta baadal main dhool ka udta baadal click here
haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa haaaaaa haaaa haaaa haaaa haaa haaa haaa main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan bekason ke liye pyaar ka aasmaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main jo gaata chalun saath mehfil chale main jo badhta chalun saath manzil chale saath manzil chale mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan mujhe raahen dikhaati chale bijliyaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan husn bhi dekh kar mujhko hairaan hai ishq ko mujhse milne ka armaan hai dekho armaan hai apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan apni duniyaa ka hoon main haseen naujawaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan main gareebon ka dil hoon watan ki jabaan carvaan zindgaani ka rukta nahin baadshahon ke aage main jhukta nahin main to jhukta nahin chaand taaron se aage mera aashiyaan chaand taaron se aage mera aashiyaan main gareebon ka dil click here
main jaan gayi tujhe saiyaan hatt chhod de mori baiyaan matlab ke yaar diya mujhko maar ab kaahe padat mori paiyaan main jaan gayi tujhe saiyaan hatt chhod de mori baiyaan matlab ke yaar diya mujhko maar ab kaahe padat mori paiyaan main jaan gayi tujhe saiyaan tu mast ghata main baadal tu aankh hai main hoon kaajal meri saans mein teri khushboo tere pyaar ne kar diya paagal tu mast ghata main baadal tu aankh hai main hoon kaajal meri saans mein teri khushboo tere pyaar ne kar diya paagal main jaan gayi tujhe saiyaan hatt chhod de mori baiyaan matlab ke yaar diya mujhko maar ab kaahe padat mori paiyaan main jaan gayi tujhe saiyaan tu chaand kahe to laa doon taaron se maang saja doon hai pyaar mujhe bhi kitna main cheer ke dil dikhla doon tu chaand kahe to laa doon taaron se maang saja doon hai pyaar mujhe bhi kitna main cheer ke dil dikhla doon main jaan gayi tujhe saiyaan hatt chhod de mori baiyaan matlab ke yaar diya mujhko maar ab kaahe padat mori paiyaan main click here
main kaa karun raam mujhe budha mil gaya main kaa karun raam mujhe budha mil gaya hoye hoye budha mil gaya ho budha mil gaya haaye main kaa karun raam mujhe budha mil gaya main kaa karun raam mujhe budha mil gaya sab jo gaye baag mera budha bhi chala gaya sab jo gaye baag mera budha bhi chala gaya sab to laaye phool budha gobhi le ke aa gaya sab to laaye phool budha gobhi le ke aa gaya main ho gayi badnaam mujhe budha mil gaya haaye kaa karun raam mujhe budha mil gaya hoye hoye budha mil gaya ho budha mil gaya haaye main kaa karun raam mujhe budha mil gaya main gudiyaa haseen meri morni si chaal hai main gudiyaa haseen meri morni si chaal hai sar mein safed sar mein safed uske dada ji sa baal hai sar mein safed uske dada ji sa baal hai kya hoga anjaam mujhe budha mil gaya haaye kaa karun raam mujhe budha mil gaya hoye hoye budha mil gaya haaye budha mil gaya main kaa karun raam mujhe budha mil gaya pariyon ke des mujhe budha le ke aa gaya pariyon ke des mujhe budha click here
main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tujhe dil ke aayine mein maine baar baar dekha tujhe dil ke aayine mein maine baar baar dekha teri akhadiyon mein dekha to chhalakta pyaar dekha tera teer meine dekha to zigar ke paar dekha main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tera rang hai salona tere ang mein lachak hai tera rang hai salona tere ang mein lachak hai teri baat mein hai jaadoo tere bol mein khanak hai teri har ada muhabbat tu zamin ki thanak hai main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun tere pyaar mein aye kavita main kahin kavi na ban jaaun mera dil lubha raha hai tera roop sada sada mera dil lubha raha hai tera roop sada sada ye jhooki jhooki nigahein kare pyaar dil mein jyaada main tujhi pe jaan dunga hai yahi click here
main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun hai dil ki lagan main phool banun aur hans ke tere pehlun mein rahun tu dekhe mujhe main dekhun tujhe aur pyaar mein tere kho jaaun tu dekhe mujhe main dekhun tujhe aur pyaar mein tere kho jaaun main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun jiss manzil ka raahi na koi wo sehra hai manzil to nahin jiss dil mein koi dhadkan hi na ho wo pathar hai koi dil to nahin jiss dil mein koi dhadkan hi na ho wo pathar hai koi dil to nahin main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi iltijaa karun main yahi iltijaa karun main kamsin hoon naadaan hoon naazuk hoon bholi hoon thaam lo mujhe main yahi click here
main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon aaja dil ke hotalon mein ghoom le zaraa aaaaa pyaar ki bahaar le ke jhoom le zaraa aaaaa hamko to khilaayiye ji taaza halva sooon main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon aaj is zameen pe to apna raaj hai aahhaaaaa topi isko mat kaho ji sar pe taaj hai ohhooooooooo yuun chamak raha hoon main toh jaise koyi moon main main main main cartoon main main main main cartoon baj raha hai baar baar dil ka telephone main main main main cartoon click here
hoshiyaar are khabar daar mere ko mat rokna main ja raha hoon are koi taan tabla de oi naal seth ji main jaa raha hoon main marne chala hoon are ab rokne se kya faayda jab chidiyaan chug gai khet main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon ae husn teri khatir ae husn teri khatir ae husn teri khatir main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon ye maut bhi darwaja hai milne ka meri jaan ye maut bhi darwaja hai milne ka meri jaan mar kar bhi jiya karta hai ho kar amar insaan mar kar bhi jiya karta hai ho kar amar insaan majnu ki kasam raanjhe ki kasam mirza ki kasam are mere mama ji ki kasam dada ji ki kasam kaka ji ki kasam are padam ji ki kasam main marne chala hoon main marne chala hoon main marne chala hoon ae husn teri khatir main marne chala hoon main marne chala hoon atka hua armaan dil e masoom se nikle atka hua armaan dil e masoom se nikle ashiq ka janaaza hai badi dhoom se click here
main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane murli ki lai ne dil mera chheena taar jagaaye dil ke taar jagaaye raag bikhere jab tere dil ne raag uthaaye maine raag uthaaye mitne naa doongi ye pyaar ke taraane main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane preet ki dori tum sang baandhi tum sang baandhi saiyaan tum sang baandhi bujhne naa doongi preet ka deepak kitni bhi aaye saiyaan duniyaa ki aandhi main nahin badli ye badle zamaane main piya teri tu maane yaa naa maane duniyaa jaane tu jaane yaa naa jaane kaahe ko bajaaye tu meethi meethi taane main piya teri tu maane yaa naa maane click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Lakh Chhupao Chhup Asli-Naqli (1962) 03:21 32465
 
Poster of Asli-Naqli (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya Roy
Duration : 03:21   Song Number : 32465   

Le Gayee Dil (Love In Tokyo) Love In Tokyo (1966) 05:34 20825
 
Poster of Love In Tokyo (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 05:34   Song Number : 20825   

Lekar Hum Deewaanaa Dil Yaadon Ki Baaraat (1973) 05:55 20827
 
Poster of Yaadon Ki Baaraat (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Dharmendra, Zeenat Aman, Neetu Singh, Tariq
Duration : 05:55   Song Number : 20827   

Lo Aaye Hain Naya Ghar (1953) 03:50 16283
 
Poster of Naya Ghar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Begum Para
Duration : 03:50   Song Number : 16283   

Lo Aayi Hai Jawaani Pehchan (1970) 05:22 40717
 
Poster of Pehchan (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Babita
Duration : 05:22   Song Number : 40717   

Lo Aayi Milan Ki Raat Aashiq (1962) 04:44 36872
 
Poster of Aashiq (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:44   Song Number : 36872   

Lo Khoon Se Khoon Juda Huaa Main Nashe Mein Hoon (1959) 03:32 38774
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:32   Song Number : 38774   

Luti Zindagi Aur Ghum Muskuraye Parvarish (1958) 03:41 20322
 
Poster of Parvarish (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Dattaram Wadkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:41   Song Number : 20322   

Maare Gaye Gulfaam Teesri Kasam (1966) 03:53 14337
 
Poster of Teesri Kasam (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Jaijaiwanti
Duration : 03:53   Song Number : 14337   

Madhur Milan Hai Sajna Kali Ghata (1951) 04:21 37641
 
Poster of Kali Ghata (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Bina Roy, Kishore Sahu
Duration : 04:21   Song Number : 37641   

Main Bijli Hoon Titli Hoon Do Jasoos (1975) 04:35 39886
 
Poster of Do Jasoos (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Music Director- 
Ravindra Jain
Duration : 04:35   Song Number : 39886   

Main Dhool Ka Udta Baadal Apradhi (1974) 03:31 19798
 
Poster of Apradhi (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:31   Song Number : 19798   

Main Garibon Ka Abe-Hayat (1955) 04:29 20845
 
Poster of Abe-Hayat (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Prem Nath
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:29   Song Number : 20845   

Main Jaan Gayi Tujhe Howrah Bridge (1958) 03:13 20860
 
Poster of Howrah Bridge (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Sunder, Kammo
Duration : 03:13   Song Number : 20860   

Main Kaa Karun Sangam (1964) 03:53 12017
 
Poster of Sangam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Raj Kapoor
Duration : 03:53   Song Number : 12017   

Main Kahin Kavi Na Pyar Hi Pyar (1969) 04:57 20856
 
Poster of Pyar Hi Pyar (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra, Vyjayanthimala
Duration : 04:57   Song Number : 20856   

Main Kamsin Hoon Naadaan Ayee Milan Ki Bela (1964) 03:45 20857
 
Poster of Ayee Milan Ki Bela (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:45   Song Number : 20857   

Main Main Cartoon Mr Cartoon M A (1958) 03:27 40739
 
Poster of Mr Cartoon M A (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Shyama, Johnny Walker
Duration : 03:27   Song Number : 40739   

Main Marne Chala Hoon Gunahon Ka Devta (1967) 05:57 39423
 
Poster of Gunahon Ka Devta (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 05:57   Song Number : 39423   

Main Piya Teri Basant Bahar (1956) 03:44 12859
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:44   Song Number : 12859   
Karaoke Songs of hasrat jaipuri, Sad Songs of hasrat jaipuri, Love Songs of hasrat jaipuri, Dance Songs of hasrat jaipuri, Hip-hop songs of hasrat jaipuri, Best songs of hasrat jaipuri, Super hit songs of hasrat jaipuri, hit songs of hasrat jaipuri, duet songs of hasrat jaipuri, solo songs of hasrat jaipuri, old songs of hasrat jaipuri, famous songs of hasrat jaipuri, Hindi Karaoke Songs of hasrat jaipuri, Hindi Sad Songs of hasrat jaipuri, Hindi Love Songs of hasrat jaipuri, Hindi Dance Songs of hasrat jaipuri, Hindi Hip-hop songs of hasrat jaipuri, best Hindi songs of hasrat jaipuri, super hit Hindi songs of hasrat jaipuri, hit Hindi songs of hasrat jaipuri, duet Hindi songs of hasrat jaipuri, solo Hindi songs of hasrat jaipuri, old Hindi songs of hasrat jaipuri, famous Hindi songs of hasrat jaipuri, Sing Along Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Sad Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Love Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Dance Songs of hasrat jaipuri, Sing Along Hip-hop songs of hasrat jaipuri, Sing Along Best songs of hasrat jaipuri, Sing Along Super hit songs of hasrat jaipuri, Sing Along hit songs of hasrat jaipuri, Sing Along duet songs of hasrat jaipuri, Sing Along solo songs of hasrat jaipuri, Sing Along old songs of hasrat jaipuri, Sing Along famous songs of hasrat jaipuri