Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMuqaddar%20Ka%20Sikandar%20(1978)
HomeMuqaddar%20Ka%20Sikandar%20(1978)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaaaaaa aaaaaaaa aaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa dil to hai dil dil ka aitbaar kya keeje dil to hai dil dil ka aitbaar kya keeje aa gaya jo kisi pe pyaar kya keeje aa gaya jo kisi pe pyaar kya keeje dil to hai dil dil ka aitbaar kya keeje yaadon mein teri khoyee raaton ko main na soyee haalat ye mere mann ki jaane na jaane koyee barson hain tarsi aankhen jaagi hain pyaasi raaten aayeen hain aate aate honthon pe dil ki baaten pyaar mein tere dil ka mere kuchh bhi ho anjaam beqarari mein hai qaraar kya keeje aa gaya jo kisi pe pyaar kya keeje aa gaya jo kisi pe pyaar kya keeje chhayen hain mann pe mere madhosh naina tere ghere hain tan ko mere teri baahon ke ghere doori sahi na jaaye chain kahin na aaye chalna hain ab to teri palkon ke saaye saaye bas na chale re shaam savere leke tera naam dil dhadakta hai baar baar kya keeje aa gaya jo kisi pe pyaar kya keeje aa gaya jo kisi pe pyaar kya keeje dil to hai dil dil ka aitbaar kya keeje
la la la la la la la la la la lala la lala la lala la lala la la la la hmm hmm o saathi reeeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena o saathi reee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena phoolon mein kaliyon mein sapnon ki galiyon mein phoolon mein kaliyon mein sapnon ki galiyon mein tere bina kuchh kahin na tere bina bhi kya jeena o saathi reeeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena aaaa aaaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aa aa aa har dhadkan mein pyaas hai teri saanson mein teri khushboo hai iss dharti se uss ambar tak meri nazar mein tu hi tu hai pyaar ye toote naaaa pyaar ye toote na tu mujhse roothe na saath ye chhote kabhi na tere bina bhi kya jeena o saathi reeeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa aaa tujh bin jogan meri raatein tujh bin mere din banjaare mera jeewan jalti dhuni bujhe bujhe mere sapne saare tere bina meri
o saathi reeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena o saathi reeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena phulon mein kaliyon mein sapnon ki galiyon mein phulon mein kaliyon mein sapnon ki galiyon mein tere bina kuchh kahin na tere bina bhi kya jeena o saathi reeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena jaane kaise anjaane hi aan basa koi pyaase man mein apna sab kuchh kho baithe hum paagal man ke paagalpan mein dil ke afsaane dil ke afsaane main jaanun tu jaane aur ye jaane koi naa tere bina bhi kya jeena o saathi reeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena har dhadkan mein pyaas hai teri saanson mein teri khushbu hai is dharti se us ambar tak meri nazar mein tu hi tu hai pyaar ye toote na pyaar ye toote na tu mujhse roothe na saath ye chhute kabhi na tere bina bhi kya jeena o saathi reeeee tere bina bhi kya jeena tere bina bhi kya jeena tujh bin jogan meri raaten tujh bin mere din banjaare mera jeevan jalti dhooni bujhe
pyaar zindagi hai pyaar bandagi hai bandagi hai yaa allah yaa allah hooo yaa allah yaa allah yaa allah hooo yaa allah pyaar se pyaar karo ye umr pyaar ki hai pyaar se pyaar karo ye umr pyaar ki hai pyaar bina kya jeena ye bhi koi zindagi hai pyaar zindagi hai pyaar bandagi hai bandagi hai yaa allah yaa allah hooo yaa allah yaa allah yaa allah hooo yaa allah pyaar karam pyaar duaa pyaar sitam pyaar wafa pyaar se judaa to yahaan koi nahin koi nahin pyaar kushi pyaar nasha kya wo nazar kya wo adaa khoke fidaa pyaar mein jo khoyi nahin khoyi nahin dil ko laga ke dekho pyaar mein kya khushi hai dil ko laga ke dekho pyaar mein kya khushi hai pyaar bina kya jeena ye bhi koi zindagi hai pyaar zindagi hai ho pyaar bandagi hai bandagi hai yaa allah yaa allah ho yaa allah yaa allah yaa allah ho yaa allah door rahen paas rahen dil mein teri pyaas rahe tere liye main hoon tu hai mere liye mere liye pyaar sanam pyaar khuda yaar kabhi ho na judaa yaar bina koi yahaan kaise jeeye
hey hey rote huye aate hain sab rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega wo sikandar kya tha jisne zulm se jeeta jahan wo sikandar kya tha jisne zulm se jeeta jahan pyaar se jeete dilon ko wo jhuka de aasman jo sitaron par kahani pyaar ki likh jaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega zindagi to bewafa hai ek din thukrayegi zindagi to bewafa hai ek din thukrayegi maut mehboobaa hai apne saath lekar jaayegi marr ke jeene ki ada jo duniyaa ko sikhlaayega wo mukaddar kaa sikandar wo mukaddar kaa sikandar jaan e mann kehlaayega rote huye aate hain sab hastaa huaa jo jaayega humne maana ye zamaana dard ki jaagir hai humne maana ye zamaana dard ki jaagir hai har kadam pe aansuon ki ik nayee zanjeer hai saaz e ghum par jo khushi ke geet gaata jaayega wo mukaddar
ishq waalon se na poochho ki unki raat ka aalam tanhaa kaise guzarta hai juda ho humsafar jiska wo usko yaad karta hai na ho jiska koi wo milne ki fariyaad karta hai salaam e ishq meri jaan zara kubool kar lo salaam e ishq meri jaan zara kubool kar lo tum humse pyaar karne ki zara si bhool kar lo mera dil bechein hai mera dil bechein hai humsafar ke liye mera dil bechein hai humsafar ke liye salaam e ishq meri jaan zara kubool kar lo tum humse pyaar karne ki zara si bhool kar lo mera dil bechein hai humsafar ke liye mera dil bechein hai humsafar ke liye salaam e ishq meri jaan zara kubool kar lo main sunau tumhein baat ik raat ki main sunau tumhein baat ik raat ki chaand bhi apni poori jawaani pe tha dil mein tufaan tha ek armaan tha dil ka tufaan apni rawaani pe tha ek baadal udhar se chala jhoom ke ek baadal udhar se chala jhoom ke dekhte dekhte chaand par chha gaya chaand bhi kho gaya uski aagosh mein uff ye kya ho gaya josh hi josh mein mera dil dhadka mera dil
manzoor nahin meri muhabbat to kya hua aye dost dushmani hi nibhane ke liye aa maana tere karam ke to qaabil nahin rahe aa mere dil pe zulm hi dhaane ke liye aa wafaa jo na ki to jafaa bhi na kije wafaa jo na ki to jafaa bhi na kije sitam jaaneman iss traha bhi na kije ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen wafaaaaaaa hoooo oooo oooo aaaaa aaaa aaaa nahin ishq humse nahin na sahi humen ishq tumse hai hum kya kare hai mar mar ke jeene ki aadat humen tumhaari balaa se jeeyen yaa mare bhalaaaa bhala na kiya to bura bhi na kije sitam jaaneman iss traha bhi na kije ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen wafaaaaaaa wafaa jo na ki to jafaa bhi na kije sitam jaaneman iss traha bhi na kije ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen wafaaaaaaa
zindagi to bewafaa hai ek din thukraayegi zindagi to bewafaa hai ek din thukraayegi maut mehboobaa hai maut mehboobaa hai apne saath le kar jaayegi mar ke jeene ki adaa jo duniyaan ko sikhlayega wo muqaddar ka sikandar wo muqaddar ka sikandar jaaneman
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil To Hai Dil Muqaddar Ka Sikandar (1978) 04:12 20378
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rakhi
Duration : 04:12   Song Number : 20378   

O Saathi Re Muqaddar Ka Sikandar (1978) 04:25 21061
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Raag- 
Siva-Ranjani
Duration : 04:25   Song Number : 21061   

O Saathi Re (Female) Muqaddar Ka Sikandar (1978) 05:44 10297
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 05:44   Song Number : 10297   

Pyaar Zindagi Hai Muqaddar Ka Sikandar (1978) 07:21 21133
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rekha, Rakhi, Vinod Khanna
Duration : 07:21   Song Number : 21133   

Rote Huye Aate Hain Muqaddar Ka Sikandar (1978) 05:31 21175
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 05:31   Song Number : 21175   

Salaam E Ishq Muqaddar Ka Sikandar (1978) 05:54 21212
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rekha, Amitabh Bachchan
Duration : 05:54   Song Number : 21212   

Wafaa Jo Na Ki Muqaddar Ka Sikandar (1978) 03:05 13805
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi, Vinod Khanna, Rekha
Duration : 03:05   Song Number : 13805   

Zindagi To Bewafaa Hai Muqaddar Ka Sikandar (1978) 02:15 13804
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 02:15   Song Number : 13804