Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeChirag%20Kahan%20Roshni%20Kahan%20(1959)
HomeChirag%20Kahan%20Roshni%20Kahan%20(1959)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil insaan ka ek taraazu dil insaan ka ek taraazu jo insaaf ko tole apni jagah par pyaar hai kaayam dharti ambar dole sabse bada sach ek jagat mein bhed anek jo khole prem bina jeevan soona yeh paagal premi bole ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o baalam harjaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi o baalam harjaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi zaalim kitni der laga di zaalim kitni der laga di tumne aate aate ab aaye ho ab na aate to hum jaan se jaate dil deewana deewane ko hum kaise samjhate dete raam duhaayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi fursat bhi hai mausam bhi hai fursat bhi hai mausam bhi hai mann hai rang raliyon mein chhup gayi hai tu khushboo ban ke shaayad in kaliyon mein maine tujhko kitna dhoondha aawaara galiyon mein yeh aawaaz lagayi ke aaja teri yaad aayi ke aaja teri yaad aayi mast hawaa ne baat koi mast hawaa ne baat koi aisi keh di kaanon mein
ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan aag lage nahin uthe dhuwaan chiraag kahaan roshni kahaan chaand se dekha door chakora chaand se dekha door chakora dharti door gagan se aankh se door hain aankh ka tara bichhda phool chaman se ye kaisa dastoor yahaan ye kaisa dastoor yahaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan de kar apna deep kare jo kisi ka ghar ujiyaara de kar apna deep kare jo kisi ka ghar ujiyaara aaj usi ke mann mein chhaya kyun ghum ka andhiyara aayin bahaaren le ke khizaan aayin bahaaren le ke khizaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan
bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon hoye ee ee ee uth ke savere main to angna buharoon phir paniya bharoon haye raam ji mujhko kya aaye koi chahe na aaye kaaga main kya karun haye raam ji haan haan haan tujhe aur kahin koi kaam nahin bas aankh khuli pahuncha mere dham bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon hoye eee hoye eee julmi sataaye kaahe udd jaa re udd jaa haye peechha to chhod mere raam ji babu jo aaya mere donon ye pankh tere dungi marod sach raam ji haye haye yahin paas mere baitha shor kare batlaye nahin uska koi naam bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon bhor hote kaaga pukaare kaahe raam kaun pardesi aayega mere gaaon oye eee hoye eee
hoye challa india ton aayaaa haayeeeeeee challa india ton aayaaa haayeeeeeee challa india ton aayaa challa india ton aayaa ve jindadi nu kam te laayaa o dil nu khinchdi maaya raat din texi chalaunda ve mote dolar kamaundaa tenana tenana tena tena tenana tenana tena tena tenana tenana tena tena tenana tenana oyeeeeee challa chhadd ke kamaiyaan pyaar diyaan karda padhaiyaan kise naal ankhiyaan ladaaiyaan ainu koi sohnaaa lageyaa ishq ne ainu thageyaa tenana tenana tena tena tenana tenana tena tena tenana tenana tena tena tenana tenana mitraan da aye asul hai dil dena taan fazool hai mar gaye majnu hazaar kite lagdi na kundi hun na meri fikraan tu chhadd de saariyaan pal do pal kar lai yaariyaan gal mann le meri aur kite vad shad pyar wale na karin challa ankhiyaan seke goriyaan memaan dekhe labh ke naina de theke jaam rajj rajj ke aaaa karda pooriyaan aishaaan kardaa tenana tenana tena tena tenana tenana tena tena tenana tenana tena tena tenana tenana hooo challa tu
charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai kahin se laut ke aao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai kahaan se laaun kahaan se laaun wo rangat gayi bahaaron ki kahaan se laaun wo rangat gayi bahaaron ki tumhaare saath gayi roshani nazaaron ki mujhe bhi paas bulaao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai sitaaron tum se andhere kahaan sambhalte hain sitaaron tum se andhere kahaan sambhalte hain unhin ke nakshe kadam se charaag jalte hain unhin ko dhoondh ke laao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai kahin se laut ke aao bahot andheraa hai charaag dil ka jalaao bahot andheraa hai bahot andheraa hai bahot andheraa hai
hooo ooo oooo oooo oooo hoooo oooo ooo ooo oooo oooo aaaa aaaa hoooo oooo hooo oooo hooo ooooooooo chhaayi barkha bahaar pare angnaa phuhaar saiyaan aa ke gale lag jaa lag jaa chhaayi barkha bahaar pare angnaa phuhaar saiyaan aa ke gale lag jaa lag jaa chhaayi barkha bahaar pare angnaa phuhaar ek to barkha aag lagaaye ek to barkha aag lagaaye duje poorwaiyaa baan chalaaye phir uspe tu bhi tarsaaye koi chaina kaise paaye jiya lehraa ke reh jaaye chhaayi barkha bahaar pare angnaa phuhaar saiyaan aa ke gale lag jaa lag jaa chhaayi barkha bahaar pare angnaa phuhaar laagi jiya ki koi na boojhe laagi jiya ki koi na boojhe door naa soojhe paas naa soojhe tere bin kya dekhun sajna tu hi dole mann ke angna baje chupke chupke kangna chhaayi barkha bahaar pare angnaa phuhaar saiyaan aa ke gale lag jaa lag jaa chhaayi barkha bahaar pare angnaa phuhaar saiyaan aa ke gale lag jaa lag jaa chhaayi barkha bahaar pare angnaa phuhaar
sonvsar ho fottkiro mhunnon oxem maka dislam cheddvamchea mogan poddon zaite pautti foslam anik maka mog naka mhunnon ugich antam boslam vell mozo sarunk mog tho korunk sukhnnem poslam magir tem kantar korta kuk ru ku ku kuk ru ku ku kuk ru ku ku ku kuk ru ku ku kuk ru ku ku kuk ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku kai borem sukhnnem re mojem vell mozo sarta sokallim utton tem poilem kanatarm korta kallzachem dukh pois korunk urben maka bhorta kuku ru ku korun fuineom ghalun ulo marta magir tem kantar korta kuk ru ku ku ku kuk ru ku ku kuk ru ku ku ku kuk ru ku ku kuk ru ku ku kuk ru ku ku ku kuk ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku ku ru ku ku ku ku zaitea cheddvamnim re maka jurament passun dila kazar zatam mhunn fottoun gelem fottkirem tem bela anik maka konnuch naka jiv
jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jo humpe uthi pal bhar ke liye jo humpe uthi pal bhar ke liye wo aankh hain ab inn aankhon mein jo zulf hawaa se bhi naa khuli wo zulf khuli inn saanson mein hain dil pe hain dil pe unhin kadmon ke nishaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin ab chain kahaan aye dil jab tak ab chain kahaan aye dil jab tak wo daaman apne haath nahin armaan hai ye jeete jee kaa koi pal do pal ki baat nahin ab hum hain ab hum hain aur ye donon jahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin jab dekh liya to chhupenge kahaan unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin hooo unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin unhen dhoondh hi lenge kahin na kahin
kal ki haseen mulaaqat ke liye aaj raat ke liye hum tum juda ho jaate hain achha chalo so jaate hain kal ki haseen mulaaqat ke liye aaj raat ke liye hum tum juda ho jaate hain achha chalo so jaate hain kal ki haseen mulaaqat ke liye aaj raat ke liye hum tum juda ho jaate hain achha chalo so jaate hain aap neend nahin kya aayi neend meri aap ne churaayi neend nahin kya aayi neend meri aap ne churaayi main to nahin soyi aadhi raat khoyi aap ko hua kya khaas wajah koi akele mein hum ghabraa gaye chale gaye the phir aa gaye to maaf karna iss baat ke liye aaj raat ke liye hum tum juda ho jaate hain achha chalo so jaate hain aap ab hai kya majboori haan kaam tha ek zaroori ab hai kya majboori haan kaam tha ek zaroori lambi lambi raatein chhoti mulaaqatein bhool gaya tha main do chaar baatein baaton se na dil apne bhare aankhon mein kayi sapne bhare to sapnon ki iss baarat ke liye aaj raat ke liye hum tum juda ho jaate hain achha chalo so jaate hain main aaya aap jaate
kya sunaun main kya bataun main kya woh keh gayi thi ishaaron se kuchh nigaahon se kuchh adaayon se kuchh churaya lab ke kinaron se usse jo chhua tha nasha saa hua tha dil yeh mera karne laga dhak dhak when she hugged me thamne lagi jamne lagi rag rag when she loved me haan dil yeh mera karne laga dhak dhak when she hugged me thamne lagi jamne lagi rag rag when she loved me kya kya kya kya kya kya kya kya mujhse milne ko woh to aayi thi reshmi se libaas mein main door baitha tha aake baithi woh yaar mere hi paas mein ussne baatein ki usski baaton mein aate aate main ho gaya main usski raahon mein usski baahon mein jaane kaise chala gaya dhuan sa utha tha nasson mein ghula tha dil yeh mera karne laga dhak dhak when she hugged me thamne lagi jamne lagi rag rag when she loved me dil yeh mera karne laga dhak dhak when she hugged me thamne lagi jamne lagi rag rag when she loved me kya kya kya kya kya kya kya kya kitne saalon se ussne apna yeh dil tha rakha sambhaal ke
mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa kal jo lagi thi tere gale se aaj wo birhan path mein padi hai paanv ke neeche jalti hai dharti sir pe birha ki dhoop khadi hai mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa deepak se lau door ho jaise jaise kiran sooraj se paraayi dekhi na hogi jag ne sanwariya aisi mili hai mujhko judaayi mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa pyaar sahaara tha jeevan ka pyaar hi mujhko raas na aaya ab hai bhatakna galiyon galiyon saath liye apni hi chhaya mere bichhde saathi sunta jaaaa mere geet hain tere liyee mere bichhde saathi sunta jaaaa
mere bina main rehne laga hoon teri hawaa mein behne laga hoon jaane mein kaise tera hua hoon mujhe to lagta hai main shaayad tere dil ki duwan hoon haaan tujhko jo paaya aahaa to jeena aayaa ab ye lamha thehar jaaye tham jaayen bus jaayen hum dono ki darmiyaan tujhko jo paaya aahaa to jeena aaya ab ye lamha thehar jaaye tham jaayen bus jaayen hum dono ki darmiyaaan pehle se zaayda main jee raha hoon jab se mein tere dil se juda hoon raahon pe teri mein to chala hoon tu meri manzil hai tere kadmo pe bus rookne laga hoon tujhko jo paaya haan to jeena aayaa aahaa ab ye lamha thehar jaaye tham jaayen bus jaayen hum dono ki darmiyaan tujhko jo paaya aahaa to jeena aaya ab ye lamha thehar jaaye tham jaayen bus jaayen hum dono ki darmiyaaan teri nazar mein nayi si adaa hai naya saa nasha bhi ghula hai kayi dino se bandha thaa baadal jo tere hi baalon mein khula hai teri haddon mein meri basar hai ab tujhe bhi jana kidhar hai jaha rehe tu main wo jaha hoon jise jiye tu
teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai ye uthein subah chale ye jhuke shaam dhale mera jeena mera marna inhi palkon ke tale teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai ye hon kahin inka saaya mere dil se jaata nahin inke siva ab to kuchh bhi nazar mujhko aata nahin ye hon kahin inka saaya mere dil se jaata nahin ye uthein subah chale ye jhuke shaam dhale mera jeena mera marna inhi palkon ke tale teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai aaa aaaa thokar jahaan maine khaai inhone pukara mujhe ye humsafar hain to kaafi hai inka sahaara mujhe thokar jahaan maine khaai inhone pukara mujhe ye uthein subah chale ye jhuke shaam dhale mera jeena mera marna inhi palkon ke tale teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai ye uthein subah chale ye jhuke shaam dhale mera jeena mera marna inhi palkon ke tale teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai teri aankhon ke siva duniya mein rakha kya hai
teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai ye uthen subah chale ye jhuken shaam dhale mera jeena mera marna inhin palkon ke tale teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai palkon ki galiyon mein chehre bahaaron ke hanste huye hain mere khaabon ke kya kya nagar inmein baste huye hoo oooo palkon ki galiyon mein chehre bahaaron ke hanste huye ye uthen subah chale ye jhuken shaam dhale mera jeena mera marna inhin palkon ke tale teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai inmein mere aane waale zamaane ki tasveer hai chaahat ke kaajal se likhi huyi meri taqdeer hai hooo oooo inmein mere aane waale zamaane ki tasveer hai ye uthen subah chale ye jhuken shaam dhale mera jeena mera marna inhin palkon ke tale teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai ye uthen subah chale ye jhuken shaam dhale mera jeena mera marna inhin palkon ke tale teri aankhon ke siva duniyaa mein rakha kya hai teri aankhon ke siva
tim tim karte taare yeh kehte hain saare so ja tohe sapnon mein nindiya pukaare tim tim karte taare yeh kehte hain saare so ja tohe sapnon mein nindiya pukaare tim tim karte taare yeh kehte hain saare sapnon ke desh ka chanda maama raaja sapnon ke desh ka chanda maama raaja bula raha hai bajaa bajaa ke saat suron kaa baaja chori chori khidki se kare hai ishaare tim tim karte taare yeh kehte hain saare so ja tohe sapnon mein nindiya pukaare tim tim karte taare yeh kehte hain saare rang birangi pariyaan tujhe jhule mein jhulayengi rang birangi pariyaan tujhe jhule mein jhulayengi billi tota maina ki kahaani bhi sunayengi achchhe achchhe tujhe khilaune dengi pyaare pyaare tim tim karte taare yeh kehte hain saare so ja tohe sapnon mein nindiya pukaare tim tim karte taare yeh kehte hain saare baadlon ki paalki mein munne ko bitha ke baadlon ki paalki mein munne ko bitha ke chanda mama saara jag laayega ghuma ke laut ke aaye shaan se mera raaja mere dware tim tim karte
mmm mmm hmmm mmm mmm mmm hmmm mmm mmm mmm hmmm mmm mmm mmm hmmm mmm mmm mmm hmmm mmm mmm mmm hmmm mmm ye dhuwaaaaaaaan ye dhuwaaaaaaaan husn bhi ishq bhi sab hain behke yahaan husn bhi ishq bhi sab hain behke yahaan har taraf har jagah chhaa raha hai dhuwaan ye dhuwaaaaaaaaaaaaaaaan ye dhuwaaaaaaaaaan ye dhuwaaaaaaaaaan soyi soyi hai saansen jaagi si dhadkane hoooo soyi soyi hai saansen jaagi si dhadkane jism phigle huye hain behti hai khushbuen aur ithlaa raha hai bal pe bal khaa raha hai ye dhuwaaaaaaaaaaaaaaaan ye dhuwaaaaaaaaaan ye dhuwaaaaaaaaaan naa yahaan roshni hai naa andhera yahaan hooooo naa yahaan roshni hai naa andhera yahaan naa to ab shaam hogi naa savera yahaan lipta hai har nazar se saare diwaaro darr se ye dhuwaaaaaaaaaaaaaaaan ye dhuwaaaaaaaaaan ye dhuwaaaaaaaaaan husn bhi ishq bhi sab hain behke yahaan har taraf har jagah chhaa raha hai dhuwaan ye dhuwaaaaaaaaaaaaaaaan ye dhuwaaaaaaaaaan ye dhuwaaaaaaaaaan ye dhuwaaaaan dhuwaan dhuwaan dhuwaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja Teri Yaad Aayi Charas (1976) 05:51 12965
 
Poster of Charas (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:51   Song Number : 12965   

Ajab Hai Maalik Tera Jahaan Chirag Kahan Roshni Kahan (1959) 04:28 14700
 
Poster of Chirag Kahan Roshni Kahan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:28   Song Number : 14700   

Bhor Hote Kaaga Chirag (1969) 03:57 37497
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Sunil Dutt
Duration : 03:57   Song Number : 37497   

Challa Crook (2010) 04:05 17045
 
Poster of Crook (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Kumar
Music Director- 
Pritam
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 04:05   Song Number : 17045   

Charaag Dil Ka Jalaao Chirag (1969) 04:19 20296
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:19   Song Number : 20296   

Chhaayi Barkha Bahaar Chirag (1969) 06:22 12071
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Malhar
Duration : 06:22   Song Number : 12071   

Cu Cu Ru Cu Cu Chris Perry 03:45 32785
 
Poster of Chris Perry
 
Category
Konkani
Duration : 03:45   Song Number : 32785   

Jab Dekh Liya Chirag (1969) 04:44 12998
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 04:44   Song Number : 12998   

Kal Ki Haseen Mulaaqat Charas (1976) 05:57 20737
 
Poster of Charas (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Hema Malini
Duration : 05:57   Song Number : 20737   

Kya Crook (2010) 03:52 35940
 
Poster of Crook (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Kumar
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Neeraj Shridhar
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi, Neha Sharma
Duration : 03:52   Song Number : 35940   

Mere Bichhde Saathi Chirag (1969) 05:30 12999
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:30   Song Number : 12999   

Mere Bina Crook (2010) 04:52 17046
 
Poster of Crook (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Kumar
Music Director- 
Pritam
Singer- 
Nikhil D'Souza
On Screen Actors- 
Emraan Hashmi
Duration : 04:52   Song Number : 17046   

Teri Aankhon Ke Siva (Female) Chirag (1969) 04:28 12995
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh, Sunil Dutt
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:28   Song Number : 12995   

Teri Aankhon Ke Siva (Male) Chirag (1969) 04:13 21303
 
Poster of Chirag (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Asha Parekh
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:13   Song Number : 21303   

Tim Tim Karte Taare Chirag Kahan Roshni Kahan (1959) 03:55 16975
 
Poster of Chirag Kahan Roshni Kahan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Ravi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:55   Song Number : 16975   

Ye Dhuwaan Charas (1976) 05:22 21463
 
Poster of Charas (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Aruna Irani
Duration : 05:22   Song Number : 21463