Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBanarasi%20Thug%20(1962)
HomeBanarasi%20Thug%20(1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj mausam ki masti mein gaaye pawan aaj mausam ki masti mein gaaye pawan har taraf hai mahek har taraf hai chahek har taraf hai mahek har taraf hai chahek har taraf baankpan aaj mausam ki masti mein gaaye pawan aaj mausam ki masti mein gaaye pawan tum bhi aawaaz do meri aawaaz par pyaar ke saaz par zindagi ik madhur raag ki taan hai chhed de taar dil ke ye armaan hai ras bhari dhun mein geeton ka toofaan hai toofaan hai toofaan hai aaj mausam ki masti mein gaaye pawan aaj mausam ki masti mein gaaye pawan aaj mausam bhi ho kuchh naye rang mein jaise har ang mein aaj mausam bhi hai naachti ho bahaaron ki parchhaaiyaan aarzoo jaise leti ho angdaaiyaan angdaaiyaan angdaaiyaan aaj mausam ki masti mein gaaye pawan aaj mausam ki masti mein gaaye pawan hoooo hoooo
ek baat poochhta hoon hmm ek baat poochhta hoon hmm gar tum bura na maano na gar tum bura na maano na ek baat poochhta hoon hmm dekha kahin hai tumne dil mera kho gaya hai mera hi hoke mujhse naraaz ho gaya hai naraaz ho gaya hai bolo to dhund loon main hmm bolo to dhund loon main hmm gar tum bura na maano na gar tum bura na maano na ek baat poochhti hoon hmm kaisa hai dil tumhara phirta hai maara maara bedil tumhe bana kar khud ho gaya awaara khud ho gaya awaara samjha ke bhej doon main hmm samjha ke bhej doon main hmm gar tum bura na maano na gar tum bura na maano na ek baat poochhta hoon hmm dil tha kabhi humaara ab ho gaya tumhaara ghar mein tumhaare aaya mehmaan banke ghar ka mehmaan banke ghar ka bolo to dekh loon main hmm bolo to dekh loon main hmm gar tum bura na maano na gar tum bura na maano na ek baat poocchti hoon hmm naraaz hai ye tumse rehne do paas mere jata nahin bechaara ghar se nikaalun kaise ghar se nikaalun kaise dil kaise tod doon main hmm dil
khuli khuli zulfon ko baandh bhi lo khuli khuli zulfon ko baandh bhi lo ho jaye na duniya mein shaam kahin yun na dekho yunna dekho tum mujhko yun na dekho yunna dekho tum mujhko ho jaayen na hum badnaam kahin aankhen kyun jhukne lagti hain aanchal kyun dhal jaata hai aaaaa ahaha ahaha kuchh toh bata aye jadugar yeh jaadu kyun chal jaata hai bholi bholi bholi batein chhod bhi do bholi bholi bholi batein chhod bhi do ho jaaye na baat yeh aam kahin yun na dekho yunna dekho tum mujhko ho jaayen na hum badnaam kahin jaam churakar in aankhon ke aaj nashe mein choor hoon main aaaaa ahaha ahaha chor nahin main jane tamanna aadat se majboor hoon main chori chori chori ki yeh baat karo chori chori chori ki yeh baat karo aa jaaye naa koi ilzaam kahin khuli khuli zulfon ko baandh bhi lo ho jaye na duniya mein shaam kahin jaan tumhare bas mein kar di dil nazraana de dala hmm hmm hmm ahaha ahaha tum bhi sanam kya yaad karoge jaadu kyun chal jaata hai aye ji hampe naa ehsaan
yaad suhaani teri bani zindgaani meri yaad suhaani teri bani zindgaani meri o saajna dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri jaadu ye kaisa haye piya kiye jaate ho dil mein sama ke mera dil liye jaate ho apna bana ke humen ghum diye jaate ho dil ka qraar haye kahaan liye jaate ho o saajna baalma yaad suhaani teri bani zindgaani meri dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri nazron se door sahi dil se na jaoge raam qasam humen bade yaad aaoge badi meharbaani hogi jo ye bataoge soyi taqdeer meri kab aa jagaoge o saajna baalma yaad suhaani teri bani zindgaani meri o saajna dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri bani zindgaani meri yaad suhaani teri bani zindgaani meri
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Mausam Ki Masti Mein Gaaye Banarasi Thug (1962) 03:03 40960
 
Poster of Banarasi Thug (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Romani
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Lalita Choudhary
Duration : 03:03   Song Number : 40960   

Ek Baat Poochhta Hoon Banarasi Thug (1962) 03:48 32066
 
Poster of Banarasi Thug (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Lakhnavi
Music Director- 
Iqbal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Madhu Mati
Duration : 03:48   Song Number : 32066   

Khuli Khuli Zulfon Banarasi Thug (1962) 03:58 37768
 
Poster of Banarasi Thug (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Aziz Qaisi
Music Director- 
Iqbal Qureshi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Vijaya Choudhury
Duration : 03:58   Song Number : 37768   

Yaad Suhaani Teri Bani Zindgaani Mere Banarasi Thug (1962) 02:59 40961
 
Poster of Banarasi Thug (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vijaya Chaudhari, Manoj Kumar
Duration : 02:59   Song Number : 40961