Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJaana
HomeJaana
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


janam janam kaa dukhiyaa praani janam janam kaa dukhiyaa praani aayaa sharan tihaari aayaa sharan tihaari bhagwan aayaa main aayaa kadam kadam par ghor museebat kadam kadam par ghor museebat sar pe vipdaa bhaari janam janam kaa dukhiyaa praani aayaa sharan tihaari aayaa sharan tihaari bhagwan aayaa main aayaa uthi hai chaaron or se aandhi uthi hai chaaron or se aandhi bujhe na deepak meraa mera jeevan ik diya me mera jeevan ik diya me chhaa na jaaye andhera chhaa na jaaye andhera tej hawa se ise bachaa ke tej hawa se ise bachaa ke karna ab rakhvaari janam janam kaa dukhiyaa praani aayaa sharan tihaari aayaa sharan tihaari bhagwan aayaa main aayaa soi huyi soi huyi jwalaa ko jagaa do baaki jag ko aag lagaa do jale hue mere man ki aasha bhagwan aas tumhaari aayaa sharan tihaari bhagwan aayaa main aayaa janam janam kaa dukhiyaa praani aayaa sharan tihaari aayaa sharan tihaari bhagwan aayaa main aayaa
jaana zindagi se na jaana pyaar ka ye khazana lut na jaaye kahin jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitaare hai jab tak zameen duniya saari de kar le lun main sirf tera pyaar yeh pyaar saathi ho jo tere jaisa kya karna sansar sansar zameen hai kya jo tu kahe main chaand pe tere saath chal rahoon jaana zindagi se na jaana pyaar ka ye khazana lut na jaaye kahin jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitaare hai jab tak zameen mere jeevan mein hai tere geeton ki jhankar jhankar tere sang main angaaron par chalne ko taiyyar taiyyar tum door ho hazaaar hum tum paas ho to mujhe har khushi jaana jaana zindagi se na jaana pyaar ka ye khazana lut na jaaye kahin ho o jaana hum rahenge tumhare hain jab tak sitaare hai jab tak zameen jaana jaanaa jaanaa
jaana hai hamein to jahan karaar mile jaana hai hamein to jahan karaar mile lootenge raaho mein jaha bahaar mile jaana hai jab tak chalun chalti rahun main baahon ke saaye mein tere jaana hamein kahan ye bhi nahin sochen neend si aankhon mein bhare manzil hamein mile na mile tera pyaar mile are jaana hai hamein to jahan karaar mile lootenge raaho mein jaha bahaar mile jaana hai mujhe duniya mein jeene ka sahaara kaafi hai dil ki lagii kuchh bhi na chahun rahe mere liye yeh tere honton ki hansi saari duniya se lena hamein kya hum to yaar mile jaana hai hamein to jahan karaar mile lootenge raaho mein jaha bahaar mile jaana hai tere sang piya padte hain mere neel gagan pe kadam tum ho mere to dharati ghata pe raaj hamaara hai sanam ho aaj nazaare sar jhukake sau sau baar mile are jaana hai hamein to jahan karaar mile lootenge raaho mein jaha bahaar mile jaana hai hamein to jahan karaar mile jaana hai
jaanaaaa jaanaaaaaa jaana jaanaaaa dekha nahin hai tujhko kal se pal pal kate mera mushkil se aa poochh le zara iss dil se jaanaaaa raahon ko main tere taktaa hoon jee jee ke main yahaan marta hoon main pyaar bas tujhe karta hoon jaana jaana samjhaun main kaise iss dil ko jaana ye maane na jaana ye samjhe na dekha nahin hai tujhko kal se pal pal kate mera mushkil se aa poochh le zara iss dil se jaanaaaa ik pal bhi lagta hai ik saal jaisa tere bina o jaane jaan tu saath ho mere ik saal ik pal lagne lagega aa jaana tu jhooth bhi keh de hai pyaar tujhko mil jaayegi saari duniyaa ye mujhko main ban gaya hoon deewanaaa dekha nahin hai tujhko kal se pal pal kate mera mushkil se aa poochh le zara iss dil se jaanaaaa raahon ko main tere taktaa hoon jee jee ke main yahaan marta hoon main pyaar bas tujhe karta hoon jaana jaana tu jo nahin hai to lagta hai aise kuchh bhi nahin hai ye jahaan mil ke judaa naa ho ik baar aise mujhko meri jaan mil jaana dekhun to main dekhu
jaana jaana jaldi kya hai raat mahak to jaane do jaana jaana jaldi kya hai raat mahak to jaane do thehro thehro dil to thehre hosh mein mujhko aane do jaana jaana jaldi kya hai jaana jaana jaldi kya hai jaana jaana jaldi kya hai raat mahak to jaane do thehro thehro dil to thehre hosh mein mujhko aane do jaana jaana jaldi kya hai dore kitne gulaabi hain in kaali kaali ankhon ke dore kitne gulaabi hain in kaali kaali ankhon ke hum janam ke pyaase aashiq hain do matwaali ankhon ke peeke inhi paymaanon se madhosh hamein ho jaane do thehro thehro dil to thehre hosh mein mujhko aane do jaana jaana jaldi kya hai raat mahak to jaane do thehro thehro dil to thehre hosh mein mujhko aane do jaana jaana jaldi kya hai jis dil mein aap samaaye hain us dil mein humein ruswaai kahaan jis dil mein aap samaaye hain us dil mein humein ruswaai kahaan kya jaane uda le jaaye humein aapki ek angdaayi kahaan hum aapke baahon mein kaidi baahon mein humein balkhaane do thehro thehro dil to
jaana kahaan hai turu ruru ruuuu pyaar yahaan hai turu ruru ruuuu duniyaa jawaan hai turu ruru ruuuu dilkash samaa dikash samaa hai jaana kahaan hai turu ruru ruuuu pyaar yahaan hai turu ruru ruuuu duniyaa jawaan hai turu ruru ruuuu dilkash samaa hai dilkash samaa hai jaana kahaan hai ruuuuuuuuuuuu ruru ruruuuuuuuu turu ruru ruuuuuu ruru ruruuuuuuuuuu bahaaaar hi bahaar hai mehka mehka pura chaman hai kiska intezaar hai dil beqaraar hai bahaaaar hi bahaar hai mehka mehka pura chaman hai kiska intezaar hai dil beqaraar hai jaana kahaan hai turu ruru ruuuu pyaar yahaan hai turu ruru ruuuu duniyaa jawaan hai turu ruru ruuuu dilkash samaa hai dilkash samaa hai jaana kahaan hai chanchal aaj pawan hai meethi meethi si chubhan hai ban ke ek lehar mann jhoom raha hai chanchal aaj pawan hai meethi meethi si chubhan hai ban ke ek lehar mann jhoom raha hai jaana kahaan hai turu ruru ruuuu pyaar yahaan hai turu ruru ruuuu duniyaa jawaan hai turu ruru ruuuu dilkash samaa dikash
jaana tujhe jaana to jaana maine yeh jaana tujhe jaana to jaana maine yeh aye log kyun deewane ho jaate hain pyaar mein jaana tujhe jaana to jaana maine yeh jaana tujhe jaana to jaana maine yeh log kyun deewane ho jaate hain pyaar mein jaana tujhe jaana to jaana maine yeh hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey dekh to nigahon se meri in nigahon mein tera bas tera ek naam likha hai hey mila ke nazar dekho dil mein utar kar dekho chahat ka meri paigaam likha hai suna yeh fasaana to jaana maine yeh suna yeh fasaana to jaana maine yeh oh log kyun deewane ho jaate hain pyaar mein jaana tujhe jaana to jaana maine yeh haal raha aisa to pyaar mein tumhaare mera rab jaane kya haal hoga ho jo bhi taqdeer hogi raanjhe ki heer hogi sohni ka aashiq mahiwaal hoga maana maine maana aaj jaana maine yeh maana maine maana aaj jaana maine yeh oh log kyun deewane ho jaate hain pyaar mein jaana tujhe jaana to jaana maine yeh oh log kyun deewane ho jaate hain pyaar mein
jaana o meri jaana are main hoon tere khaabon ka rajaa are laila o meri laila are aaja meri baahon mein aaja are jaana o meri jaana are main hoon tere khaabon ka rajaa are laila o meri laila are aaja meri baahon mein aaja nazneen gulbadan aankhein hain maikhanaa dekh to pyaar se aisa kya tadpaana nazneen gulbadan aankhein hain maikhanaa dekh to pyaar se aisa kya tadpaana hoho hoho hoho hoho hoho hoho jaana o meri jaana are main hoon tere khaabon ka rajaa are laila o meri laila are aaja meri baahon mein aaja jhoom ke aa zara pehloon mein diljaani beet hi jaaye na tanha ye jawaani jhoom ke aa zara pehloon mein diljaani beet hi jaaye na tanha ye jawaani aa aa aa aa aa aa jaana o meri jaana are main hoon tere khaabon ka rajaa are laila o meri laila are aaja meri baahon mein aaja aur bhi gusse mein khile tu haseena soch le mere bina tera kya hai jeena aur bhi gusse mein khile tu haseena soch le mere bina tera kya hai jeena oho oho oho oho oho oho jaana o meri jaana are
jaana suno hum tumpe marte hain tum se muhabbat karte hain chaahat mere hanseen koi gunaah nahin ye jo muhabbat hai yahi to ibaadat hai to phir aao pyaar mein jalaayen dil jal ke bhujh naa paayen dil hai apni manzil yahin pe aa ab kahin naa jaa tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana ke dil ka dil hai thikaana jaana suno hum tumpe marte hain tum se muhabbat karte hain aao kuchh aise mile hum tum se ke aaj khuda bhi hans pade hum pe mile hum tum se ke khuda bhi hans de to phir aao pyaar mein jalaayen dil jal ke bhujh naa paayen dil hai apni manzil yahin pe aa ab kahin naa jaa tum kahin bhi jaao yahin pe hai aana ke dil ka dil hai thikaana jaana suno hum tumpe marte hain tum se muhabbat karte hain ik dooje mein hum yun kho jaayen mai hoon ke tum khud dhoondh naa paayen do badan yun milen ke pata naa chale to phir aao pyaar mein jalaayen dil jal ke bhujh naa paayen dil pyaar mein jalaayen dil jal ke bhujh naa paayen dil pyaar mein jalaayen dil jaana suno hum tumpe marte
jaana tha hum se door bahane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door rukhsat ke waqt tum ne jo aansoon humen diye unn aasuon se hum ne phasane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door ooooooooooo ooooooooooooo dil ko mile jo daag jigar ko mile jo dard inn daulaton se hum ne khazaane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door bahane bana liye ab tumne kitni door thikane bana liye jaana tha hum se door
jaana tumhare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana tumhare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana tumhare pyaar mein hum to deewane hain tere naam ke dil luta baithe hain jigar thaam ke hum to deewane hain tere naam ke dil luta baithe hain jigar thaam ke ishq ne humko nikkamma kar diya warna hum bhi aadmi the kaam ke kitna main gir chuka hoon ke haiwaan ban gayaa hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana tumhare pyaar mein shaitaan ban gaya hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana tumhare pyaar mein ab to bas pathar ki ek tasveer hoon yaa samajh lo ek uday be peer hoon ab to bas pathar ki ek tasveer hoon yaa samajh lo ek uday be peer hoon apne pairon bandh gayi jo pyaar mein aisi ek uljhi huyi zanjeer hoon haalat ko apni dekh ke hairaan ban gaya hoon kya kya bannaa chaaha tha beimaan ban gaya hoon jaana jaana
hey heyy jaana zara saamne aana main bandh raha hoon nishana thoda dayen thoda bayen thoda aage thoda peechhe ha hey laga laga kahan yahan are laga laga kahan yahan ab mere bachne ki koi ummeed nahin kee jana zara saamne aana main baandh rahi hoon nishana thoda dayen thoda bayen thoda aage thoda peechhe ha hey laga laga kahan yahan laga laga kahan yahan ab mere bachne ki koi ummeed nahin abhi abhi main jawaan huyi abhi abhi maine pyaar kiya abhi abhi main jawaan huyi abhi abhi maine pyaar kiya bada bura kiya tune piya bade zor ka waar kiya batein na banao nazren milao koi na chalega bahana heyy jaana zara saamne aana main bandh raha hoon nishana teri nazar se teri kasam mujhe bada darr lagta hai teri nazar se teri kasam mujhe bada darr lagta hai abhi chala ek teer e nazar abhi gira darr lagta hai dil jalte hain jaan deti hain kaisa hai tu mera deewana heyy jaana zara saamne aana main bandh rahi hoon nishana thoda dayen thoda bayen thoda aage thoda peechhe ha hey
pyar mein nazar churayi nahi jati pyar mein nazar churayi nahi jati apnon se koi baat chupayi nahi jati dilbar janam janam janam janam janam janam janam dilbar janam janam tu janam janam dilbar janam he he pyar mein nazar churayi nahi jati apnon se koi baat chupayi nahi jati dilbar janam janam janam janam janam janam janam dilbar janam he he kuchh kehne ki rut hai sanam kuchh sunne ki rut hai sanam kuchh kehne ki rut hai sanam kuchh sunne ki rut hai sanam yeh samah aur khamoshi teri badi afat hai teri kasam bolo na bolo na humse kuch bolo na han han ji bolo na maine kitni muradon se paya hai tujhe tujhe pakar dil ki dhadkan dabayi nahi jati dilbar janam janam janam janam janam janam janam dilbar janam janam pyar mein nazar churayi nahi jati apnon se koi baat chupayi nahi jati dilbar janam janam janam janam janam janam janam dilbar janam he he haan wohi hun main saathi teri teri diwaani pyaasi teri haan wohi hun main saathi teri teri diwaani pyaasi teri leke hathon
oo oo oooo oo oo oooo hoo oo oooo jaanam jaanam jaanam jaanam tera mera pyaar naya hai geet purana saaz naya hai jaanam jaanam tera mera pyaar naya hai geet purana saaz naya hai jaanam jaanam oo oo oooo oo oo oooo oo oo oooo oooo aaj kii har ghadi pyaar bhare roop ka nikhaar le ke aayi hai raat kii chaandani zindagi mein ik nayi bahaar le ke aayi hai kudrat ne khole hain aankhon ke raaz naye jaanam jaanam tera mera pyaar naya hai geet purana saaz naya hai jaanam jaanam oo oo oooo oo oo oooo oo oo oooo oooo jharnon mein aaj naya geet hai geeton mein pyaar kaa sangeet hai jharnon mein aaj naya geet hai geeton mein pyaar kaa sangeet hai mehki fiza ne chanchal hawa ne mehki fiza ne chanchal hawa ne tujh hi se seekhe hain naazo andaaz naye jaanam jaanam tera mera pyaar naya hai geet purana saaz naya hai jaanam jaanam
la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la la jaanam ha ha jaanam jaanam tere liye raat din armaan machal machalte hain jaanam tere liye raat din armaan machal machalte hain yaadon mein teri hum o sanam yaadon mein teri hum o sanam karvat badal badalte hain jaanam tere liye raat din armaan machal machalte hain yaadon mein teri hum o sanam yaadon mein teri hum o sanam karvat badal badalte hain jaanam tere liye raat din armaan machal machalte hain de sahaara thaam le tu gir naa jaaye pyaar de tu de sahaara thaam le tu gir naa jaaye pyaar de tu chaahat mein teri betaab hum chaahat mein teri betaab hum jaane jaan taras taraste hain jaanam tere liye raat din armaan machal machalte hain soye armaan jaage jaage jaane kya ho aage aage soye armaan jaage jaage jaane kya ho aage aage tere bin har pal mere nainaa tere bin har pal mere nainaa jaane jaan baras baraste hain jaanam tere liye raat din armaan machal machalte hain yaadon mein
Jana Gana Mana Adhinayaka Jaya Hey, Bharat Bhagya Vidhata
janaabe aali janaabe aali janaabe aali janaabe aali janaabe aali janaabe aali janaabe aali janaabe aali janaabe aali janaabe aali janaabe aali janaabe aali aa mila le aa mila le aa mila le mila le tu mila le mila le tu mila le mere taal se taal se taal janaabe aali janaabe aali aa mila le aa mila le aa mila le mila le tu mila le mila le tu mila le mere taal se taal se taal janaabe aali janaabe aali baanwariya jo hai tera haal wahi hai mera haal mila le tu mila le mere haal se taal se taal taal se taal mila le taal se taal taal se taal mila le taal se taal janaabe aali janaabe aali shayar hai dil shayari mil jaaye toh baat ban jaaye jaaye jaaye jaaye jaaye jaaye ho aashiq hain hum aashiqui mil jaaye toh chain aa jaaye jaaye jaaye jaaye jaaye jaaye nagma kahe mausaki mil jaaye toh rang chhaa jaaye jaaye jaaye jaaye jaaye jaaye baanwariya jo hai teri chaal wahi hai meri chaal mila le tu mila le meri chaal se taal se taal ho taal se taal mila le taal se taal taal se
jaanaki naath sahaay kare jab kaun bigaad kare nar tero jaanaki naath sahaay kare jab kaun bigaad kare nar tero jaanaki naath sahaay suraj mangal som bhrugu sut budh aur guru vardaayak tero raahu ketu ki naahin gamyata sang shaneechar hot huchero jaanaki naath sahaay kare jab kaun bigaad kare nar tero jaanaki naath sahaay dusht dushaasan vimal draupadi cheer utaar kumantar prero jaaki sahaay kari karunaanidhi badh gaye cheer ke maar ghanero jaanaki naath sahaay kare jab kaun bigaad kare nar tero jaanaki naath sahaay jaaki sahaay kari karunaanidhi taake jagat mein bhaag badhero raghuvanshee santan sukhdaayi tulasidaas charanan ko chero jaanaki naath sahaay kare jab kaun bigaad kare nar tero jaanaki naath sahaay kare
jab hum hain tere saath phir darne ki kya baat janam din tujhko mubaarak ho janam din tujhko mubaarak ho jab hum hain tere saath phir darne ki kya baat janam din tujhko mubaarak ho janam din tujhko mubaarak ho bachpan se apne pairon par jo bhi khade hote hain wahi mahaan bana karte hain wahi bade hote hain himmat hai tere saath phir mushkil hai kya baat janam din tujhko mubaarak ho janam din tujhko mubaarak ho humen dekh apnon se bichhde phir bhi muskaate hain museebatein darti hain humse aansoo ghabraate hain tu dulha hum baaraat laa de haathon mein haath janam din tujhko mubaarak ho janam din tujhko mubaarak ho janam din tujhko mubaarak ho naam likha jaaye taaron mein kaam tu karna aise tujhe dhundhti phir teri maa aayegi nahin kaise are dede ghum ko maat hum sab ki dua tere saath janam din tujhko mubaarak ho janam din tujhko mubaarak ho
janam janam janam saath chalna yunhi kasam tumhe kasam aake milna yahin ek jaan hai bhale do badan hon juda meri hoke hamesha hi rehna kabhi na kehna alvida meri subah ho tumhi aur tumhi shaam ho tum dard ho tum hi aaraam ho meri duaaon se aati hai bas ye sada meri hoke hamesha hi rehna kabhi na kehna alvida aha aha ha aa ooho o hoo oo oooo meri hoke hamesha hi rehna kabhi na kehna alvida teri baahon mein hai mere dono jahan tu rahe jidhar meri jannat wahin jal rahi agan hai jo ye do tarfa na bujhe kabhi meri mannat yahi tu meri aarzu main teri aashiqui tu meri shayari main teri mausiqi talab talab talab bas teri hai mujhe nason mein tu nasha banke ghulna yunhi meri mohabbat ka karna tu haq ye ada meri hoke hamesha hi rehna kabhi na kehna alvida meri subah ho tumhi aur tumhi shaam ho tum dard ho tum hi aaraam ho meri duaaon se aati hai bas ye sada meri hoke hamesha hi rehna kabhi na kehna alvida aa alvida ooo oo na na na na na na na na na na na ree ee o oo hoho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Janam Janam Ka Dukhiyaa Tadbir (1945) 02:53 40706
 
Poster of Tadbir (1945)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1945
Lyricist
Swami Ramanand
Music Director- 
Lal Mohammad
Singer- 
K L Saigal
Duration : 02:53   Song Number : 40706   

Jaana Nazia Hassan & Zoheb Hassan 04:36 14283
 
Poster of Nazia Hassan & Zoheb Hassan
 
Category
Indipop
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Biddu
Duration : 04:36   Song Number : 14283   

Jaana Hai Hamein To Daulat Ke Dushman (1983) 04:14 19192
 
Poster of Daulat Ke Dushman (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Mohan Choti, Pran, Prem Chopra
Duration : 04:14   Song Number : 19192   

Jaana Jaana Duniya Dilwalon Ki (1997) 05:44 18669
 
Poster of Duniya Dilwalon Ki (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
P K Mishra
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Abbas Ali, Vineeth, Tabu
Duration : 05:44   Song Number : 18669   

Jaana Jaana Jaldi Kya Hai Deedar-E-Yaar (1982) 05:26 17192
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 05:26   Song Number : 17192   

Jaana Kahaan Hai Chalte Chalte (1976) 06:40 18441
 
Poster of Chalte Chalte (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Vishal Anand, Simi Garewal
Duration : 06:40   Song Number : 18441   

Jaana Maine Yeh Indian (2001) 04:29 38260
 
Poster of Indian (2001)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2001
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Anand Raj Anand
On Screen Actors- 
Shilpa Shetty, Sunny Deol
Duration : 04:29   Song Number : 38260   

Jaana O Meri Jaana Sanam Teri Kasam (1982) 05:45 17854
 
Poster of Sanam Teri Kasam (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Kamal Haasan, Reena Roy
Duration : 05:45   Song Number : 17854   

Jaana Suno Hum Tumpe Marte Hain Khamoshi (The Musical) (1996) 05:11 17971
 
Poster of Khamoshi (The Musical) (1996)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1996
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Salman Khan, Manisha Koirala
Duration : 05:11   Song Number : 17971   

Jaana Tha Hum Se Door Adalat (1958) 03:21 20609
 
Poster of Adalat (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:21   Song Number : 20609   

Jaana Tumhare Pyar Sasural (1961) 03:26 14158
 
Poster of Sasural (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Mahamood, Shobha Khote
Duration : 03:26   Song Number : 14158   

Jaana Zara Saamne Aana Nishana (1980) 05:35 37940
 
Poster of Nishana (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Poonam Dhillon
Duration : 05:35   Song Number : 37940   

Jaanam Jaanam Dilbar Jaanwar (1983) 06:30 32326
 
Poster of Jaanwar (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Zeenat Aman
Duration : 06:30   Song Number : 32326   

Jaanam Jaanam Tera Sawan Ko Aane Do (1979) 04:34 14176
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Fauk Zami
Music Director- 
Raj Kamal
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Arun Govil
Duration : 04:34   Song Number : 14176   

Jaanam Tere Liye Kurukshetra (2000) 05:30 35900
 
Poster of Kurukshetra (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sudhakar Sharma
Music Director- 
Sidharth Vipin
On Screen Actors- 
Sanjay Dutt, Mahima Choudhary
Duration : 05:30   Song Number : 35900   

Jana Gana Mana Patriotic 01:04 11264
 
Poster of Patriotic
 
Category
Patriotic
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 01:04   Song Number : 11264   

Janaabe Aali Janaabe Aali Bardaasht (2004) 05:43 39275
 
Poster of Bardaasht (2004)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2004
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Ritesh Deshmukh
Duration : 05:43   Song Number : 39275   

Janakinath Sahay Ashit Desai 05:05 16768
 
Poster of Ashit Desai
 
Category
Devotional
Music Director- 
Ashit Desai
Singer- 
Ashit Desai
Duration : 05:05   Song Number : 16768   

Janam Din Tujhko Mubarak Ho Archana (1974) 04:18 19366
 
Poster of Archana (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Asha Bhosle
Duration : 04:18   Song Number : 19366   

Janam Janam Dilwale (2015) 03:58 37327
 
Poster of Dilwale (2015)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2015
Music Director- 
Pritam Chakravarty
On Screen Actors- 
Kajol, Shahrukh Khan
Duration : 03:58   Song Number : 37327