Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBeeti%20Huyi%20Raat%20Ki%20Sunaati%20Hai%20Kahaani
HomeBeeti%20Huyi%20Raat%20Ki%20Sunaati%20Hai%20Kahaani
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ooooo hoooooo ooooo hoooo hooooo hooooo oooooo hooooo oooooo hooooo oooooo hooooo beeti huyi raat ki sunaati hai kahaani beeti huyi raat ki sunaati hai kahaani ye subah suhaani hoooo kaliyon ka bachpan phoolon ki jawaani kaliyon ka bachpan phoolon ki jawaani ye subah suhaani hoooo subah suhaani hoooo dooor kisi desh sab sitaare chale gaye neend gayi khwaab gaye saare chale gaye neend gayi khwaab gaye saare chale gaye jaate huye de gaye jaate huye de gaye rutt koi nishaani ye subah suhaani hoooo subah suhaani hoooo daal daal se sab panchhi nikal pade din ke musaafir apne raste chal pade din ke musaafir apne raste pe chal pade baantti phirti hai baantti phirti hai kaliyon mein zindagaani ye subah suhaani hoooo subah suhaani hoooo aye mere dil kuchh bhoola to main nahin ye rang roop pehle dekha hai kahin ye rang roop pehle dekha hai kahin saath le ke aayi saath le ke aayi yaaden kayi puraani ye subah suhaani hoooo beeti huyi raat ki sunaati hai kahaani kaliyon ka
Daradi Go Ki Geyechhi
dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain zakhm kaise bhi hon kuchh roz mein bhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain us dariche mein bhi ab koi nahin aur hum bhi us dariche mein bhi ab koi nahin aur hum bhi sar jhukaaye huye chupchaap guzar jaate hain raastaa roke khadi hai yahi uljhan kabse raastaa roke khadi hai yahi uljhan kabse koi poochhe to kahen kyaa ki kidhar jaate hain zakhm kaise bhi hon kuchh roz mein bhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain narm aawaaz bhali baaten muhazzab lahje narm aawaaz bhali baaten muhazzab lahje pahli baarish mein hi ye rang utar jaate hain pahli baarish mein hi ye rang utar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain zakhm kaise bhi hon kuchh roz mein bhar jaate hain dard ke phool bhi khilte hain bikhar jaate hain
aa aa aaaa aa aa aa aa aaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa aaaa dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin ho gayin is saal bhi ho gayin is saal bhi kuchh bastiyaan jal thal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin ho gayin is saal bhi kuchh bastiyaan jal thal kahin dard ke rishte rishte raat ki berangiyon mein hum bichhad jaayen na dost raat ki berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein raat ki berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein berangiyon mein berangiyon mein raat ki berangiyon mein hum bichhad jaayen na dost haath mere haath mein de haath mere haath mein de aur yahaan se chal kahin haath mere haath mein de aur yahaan se chal kahin dard ke rishte na kar daalen use bekal kahin dard ke rishte aaj sooraj khud hi apni roshni mein jal gaya aaj sooraj khud hi apni roshni mein jal gaya aaj sooraj khud hi apni
aaa aa aa aa aa aaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aaaa dard ki raagini muskura ke chhed di dard ki raagini muskura ke chhed di phir nayi daastaan gunguna ke chhed di dard ki raagini ga ga re sa re sa ga sa re ga ma ga re ga ma dha ma dha ma ga ga ma ga ma dha sa re sa ga sa ga ma nikhra dukh mein aa aa aa aa aa aa aa nikhra dukh mein ye mann aise aag mein tap ke kundan jaise kundan jaise dard ki raagini muskura ke chhed di phir nayi daastaan gunguna ke chhed di dard ki raagini aaaaa aaaaaa sa sa ga ga ma ma ga ga re re sa sa sa re ga ma ma dha ma sa sa ga ga ma ma ga ga re re sa sa sa re ga ma ma dha ma sa sa ga ga ma ma ga ga re re sa sa sa re ga ma ma dha ma mitti banti aa aa aa aa aa aa mitti banti rekha jeevan humne jee ke dekha jeevan dekha jeevan dard ki raagini muskura ke chhed di phir nayi daastaan gunguna ke chhed di dard ki raaginiiii
ooooo hoooooooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo dharti kaheeee pukaar ke dharti kaheeee pukaar ke o mujhko chahne waale kisliye baitha haar ke mera sab kuchh usi ka hai jo chhoo le mujhko pyaar se dharti kaheeee pukaar ke dharti kaheeee pukaar ke hai ajab si baat jispe mujhko hasna aaye hai ajab si baat jispe mujhko hasna aaye jo mujhi se hai wo meri maati se sharmaye aa paas mere matwale bharam ye kyun bekaar ke mera sab kuchh usi ka hai jo chhoo le mujhko pyaar se dharti kaheeee pukaar ke dharti kaheeee pukaar ke aabroo jag mein ussi ki jo bas itna jaane aabroo jag mein ussi ki jo bas itna jaane hal chale ek haath mein ik haath kalam ko thame phir tujhpe seesh jhukenge saare hi sansaar ke mera sab kuchh usi ka hai jo chhoo le mujhko pyaar se dharti kaheeee pukaar ke dharti kaheeee pukaar ke o mujhko chahne waale kisliye baitha haar ke mera sab kuchh usi ka hai jo chhoo le mujhko pyaar se dharti kaheeee
aayi reeee ganga aur jamuna ki gehri hai dhaar aage ya peechhe sab ko jaana hai paar dharti kahe pukaar ke beej bichha le pyaar ke mausam beeta jaaye mausam beeta jaaye apni kahaani chhod ja kuchh to nishaani chhod ja kaun kahe is or tu phir aaye na aaye teri raah mein kaliyon ne naina bichhaaye daali daali koyal kaali tere geet gaaye tere geet gaaye apni kahaani chhod ja kuchh to nishaani chhod ja kaun kahe is or tu phir aaye na aaye ooo bhai re neela ambar muskaaye har saans taraane gaaye haaye tera dil kyun murjhaaye apni kahaani chhod ja kuchh to nishaani chhod ja kaun kahe is or tu phir aaye na aaye bhai re bhai re bhai re oo oo oo
dharti ko aakash pukare aaja aaja prem duwaare aana hi hoga iss duniyaa ko chhod ke jaa re jhoote bandhan tod ke saare jaana hi hoga
tere honton ko salaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam jinn se chhoo jaane ko tarsen kai saagar kai jaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam inn gulabon pe jale jab se tabbasum ke diye inn gulabon pe jale jab se tabbasum ke diye thik uss din se meri pyaas bhujhane ke liye tere honton ke kinaare hain mere dil ka qayaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam tu jab inn honton ko daaton mein daba leti hai tu jab inn honton ko daaton mein daba leti hai ye teri chup kisi toofaan ka pata deti hai pyaas jo inn mein chhupi hai ise kar de mere naam tere honton ko salaam tere honton ko salaam main bhi pyaasa hoon bahot pyaas lagi hai mujhko main bhi pyaasa hoon bahot pyaas lagi hai mujhko teri ummeed teri aas lagi hai mujhko kab karenge mere honton se tere hont qalaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam jinn se chhoo jaane ko tarsen kai saagar kai jaam tere honton ko salaam tere honton ko salaam
aa aa aa teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein mere junoon se wo shohrat hai tere jalwon ki mere junoon se wo shohrat hai tere jalwon ki jidhar bhi jaao hazaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein sitam wo karte hain jis par badi tavajjoh se sitam wo karte hain jis par badi tavajjoh se ye uske unche mukaddar ki baat hoti hai chaman chaman mein tere shabaab ko dekha sharaab chhoot gayi tere shabaab ko dekha sharaab chhoot gayi yehi sharaab ke maaron mein baat hoti hai teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein
teri yaad ka deepak jalta hai teri yaad ka deepak jalta hai din raat mere veeraane mein teri yaad ka deepak jalta hai wo paagalpan jo pehle tha paagalpan jo pehle tha ab bhi hain tere deewaane mein dewaane mein teri yaad ka deepak jalta hai din raat mera ghum badhta gaya din raat mera ghum badhta gaya par teri mohabbat kam na huyi jo lutf tadapne mein paaya jo lutf tadapne mein paaya wo baat kahaan mar jaane mein teri yaad ka deepak jalta hai ik aag sulagti rehti hai ik aag sulagti rehti hai har waqt mera dil jalta hai hai shauq magar kuchh aur abhi hai shauq magar kuchh aur abhi jalne ka tere parwaane mein teri yaad ka deepak jalta hai din raat mere veeraane mein teri yaad ka deepak jalta hai
haaye soniye hiriye hiriye haaye hay ho oo soneya ooo haaye raanjhiya aa raanjhiya aa oye shaba oye shaba ni kudiye pahaad diye oye shaba oye shaba ve mudiyaa shahar diyaa oye tu raat khadi thi chhat pe ni main samjha ki chaand nikla oye tu raat khadi thi chhat pe ni main samjha ki chaand nikla bura ho tera tujhe dekh ke kothe se mera pair fisla bura ho tera tujhe dekh ke kothe se mera pair fisla kat jaaye na meri zindagi kat jaaye na meri zindagi hoye teri kal parson mein kat jaaye na meri zindagi hoye teri kal parson mein kal parson mein baat nahin banti kal parson mein baat nahin banti banti hai jaake barson mein kal parson mein baat nahin banti banti hai jaake barson mein teri zulf jo bikhri to teri zulf jo bikhri to leke been sapere aa gaye teri zulf jo bikhri to leke been sapere aa gaye meri zulf hai naagan to meri zulf hai naagan to bure din bas tere aa gaye meri zulf hai naagan to bure din bas tere aa gaye chal chaliyeeee chal chaliye ne mutiyaare chal
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Beeti Huyi Raat Ki Sunaati Hai Kahaani Ayaash (1982) 05:05 31035
 
Poster of Ayaash (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Rati Agnihotri, Arun Govil
Duration : 05:05   Song Number : 31035   

Daradi Go Ki Geyechhi Manna Dey 03:15 37213
 
Poster of Manna Dey
 
Singer- 
Manna Dey
Duration : 03:15   Song Number : 37213   

Dard Ke Phool Bhi Jagjit Singh 05:46 37938
 
Poster of Jagjit Singh
 
Category
Ghazal
Lyricist
Javed Akhtar
Singer- 
Jagjit Singh
Duration : 05:46   Song Number : 37938   

Dard Ke Rishte Hariharan 09:38 40269
 
Poster of Hariharan
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Hariharan
Singer- 
Hariharan
Duration : 09:38   Song Number : 40269   

Dard Ki Raagini Pyaas (1982) 04:31 32336
 
Poster of Pyaas (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Naksh Layalpuri
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zeenat Aman
Duration : 04:31   Song Number : 32336   

Dharti Kahe Pukaar Ke Dharti Kahe Pukar Ke (1969) 04:38 12187
 
Poster of Dharti Kahe Pukar Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra
Duration : 04:38   Song Number : 12187   

Dharti Kahe Pukaar Ke Do Bigha Zamin (1953) 03:31 32081
 
Poster of Do Bigha Zamin (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Nirupa Roy, Balraj Sahni
Duration : 03:31   Song Number : 32081   

Dharti Ko Aakash Pukare Mela (1948) 02:04 13711
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Raag- 
Asavari
Duration : 02:04   Song Number : 13711   

Tere Honton Ko Salaam Ashok Khosla 05:49 18103
 
Poster of Ashok Khosla
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ashok Khosla
Duration : 05:49   Song Number : 18103   

Teri To Chaand Sitaaron Mein Mohd Rafi 03:35 40565
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:35   Song Number : 40565   

Teri Yaad Ka Deepak Gawaiya (1954) 02:49 41026
 
Poster of Gawaiya (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Ram Ganguly
Singer- 
Talat Mahmood
Duration : 02:49   Song Number : 41026   

Tu Raat Khadi Thi Chhat Pe Himalay Ki God Mein (1965) 05:29 35888
 
Poster of Himalay Ki God Mein (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Usha Timoti
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Mala Sinha
Duration : 05:29   Song Number : 35888