Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAsavari
HomeAsavari
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhund le ab koi ghar naya ae mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhund le ab koi ghar naya ae mere dil kahin aur chal chal jahan ghum ke maare na hon jhooti asha ke taare na hon chal jahan ghum ke maare na hon jhooti asha ke taare na hon jhooti asha ke taare na hon in baharon se kya fayada jisme dil ki kali jal gayi zakham phir se hara ho gaya ae mere dil kahin aur chal chaar aansu koi ro diya pher ke munh koi chal diya chaar aansu koi ro diya pher ke munh koi chal diya pher ke munh koi chal diya lut raha tha kisi ka jahan dekhti reh gayi ye zameen chup raha beraham aasaman ae mere dil kahin aur chal ghum ki duniya se dil bhar gaya dhund le ab koi ghar naya ae mere dil kahin aur chal
chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi meri kasam tumhen mere hi hoke rehna meri kasam tumhen mere hi hoke rehna dilon ki ye baat kisi aur se nahin kehna dilon ki ye baat kisi aur se nahin kehna bairi duniyaa se bairi duniyaa se rakhna chhupaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi nanhi si jaan meri kaho naa jalaaoge nanhi si jaan meri kaho naa jalaaoge chhod ke mujhe kahin chale to naa jaaoge chhod ke mujhe kahin chale to naa jaaoge bhool jaana nahin bhool jaana nahin dil mein basaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi chale jaana nahin chale jaana nahin nain milaa ke haaye saiyaan bedardi saiyaan bedardi
dharti ko aakash pukare aaja aaja prem duwaare aana hi hoga iss duniyaa ko chhod ke jaa re jhoote bandhan tod ke saare jaana hi hoga
ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana de uthe daag lo usse hai mahino keh sunaana haaye haaye ye zaalim zamaana dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar dil ke haathon se daaman chhuda kar ghum ki nazron se nazrein bacha kar uth ke wo chal diye kehte hi reh gaye hum fasaana haaye haaye ye zaalim zamaana koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe koi meri ye roodaad dekhe yeh muhabbat ki bedaad dekhe phuk raha hai jigar pad raha hai magar muskurana haaye haaye ye zaalim zamaana ghum diye mustqil kitna naazuk hai dil yeh na jaana haaye haaye ye zaalim zamaana
jadoo teri nazar khushboo tera badan jadoo teri nazar khushboo tera badan tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran jadoo teri nazar khushboo tera badan tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran mere khaabon ki tasaveer hai tu bekhabar meri taqdeer hai tu mere khaabon ki tasaveer hai tu bekhabar meri taqdeer hai tu tu kisi aur ki ho na jana kuchh bhi kar jaaonga main deewana tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran lala la lala la lala lala lala lala la lala la lala lala lala lala la lala la lala lala lala lala la lala la lala lala lala faanslen aur kam ho rahen hain door se paas hum ho rahen hain faanslen aur kam ho rahen hain door se paas hum ho rahen hain maang loonga tujhe aasmaan se chheen loonga tujhe is jahaan se tu haan kar ya naa kar tu haan kar ya naa kar tu hai meri kiran tu hai meri kiran jadoo teri nazar khushboo tera badan tu haan
lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye dil unko dhoondta hai ghum ka singaar kar ke aankhen bhi thak gayin hain ab intezaar kar ke aankhen bhi thak gayin hain ab intezaar kar ke ik saans reh gayee hai wo bhi na toot jaaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye roti hain aaj hum par tanhaayian humari roti hain aaj hum par tanhaayian humari wo bhi na paayen shayad parchhaaiyaan humari badhate hi ja rahe hain mayusiyon ke saaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lau tharthara rahi hai ab shamen zindagi ki ujadi huyi muhabbat meheman hai do ghadi ki ujadi huyi muhabbat meheman hai do ghadi ki mar kar hi ab milenge jee kar to mil na paye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye lo aa gayee unki yaad wo nahin aaye
mujhe gale se laga lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo nazar mein teer se chubhte hain ab nazaaron se main thak gayi hoon sabhi tootte sahaaron se ab aur bojh na daalo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main mujhe gale se laga lo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa sitam ke haath ki talwaar toot jaayegi ye oonch neech ki deewar toot jaayegi tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo tujhe qasam hai meri humsafar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa na jaane kab ye tareeka ye taur badlega sitam ka ghum ka musibat ka daur badlega mujhe jahaan se utha lo bahut udaas hoon main ghum e jahaan se chhuda lo bahut udaas hoon main bahut sahi ghum e duniyaa magar udaas na hoo kareeb hai shab e ghum ki sehar udaas na hoo bahut sahi ghum e duniyaa
na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga bichhad kar chale jaayen tumse kahin to ye na samajhna mohabbat nahin jahan bhi rahein hum tumhaare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga zamaana agar kuchh kahe bhi to kya magar tum na kehna humein bewafaa tumhaare liye hain tumhaare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga ye hoga sitam humne pehle na jaana banaa bhi na tha jal gaya aashiyaanaa kahan ab mohabbat ke maare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga na taare rahenge magar hum hamesha tumhaare rahenge na ye chaand hoga
hoooo hoooo hoooo hoooo teri shehnai bole sunke dil mera dole zulmi kaahe ko sunaaye aisi taan re baadal ghir ghir aaye paapi papihara gaaye kaise bas mein rahe meri jaan re aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa bairi ban ke ye duniyaan khadi hai bairi ban ke ye duniyaan khadi hai mere paanv mein bedi padi hai kin ghadiyon mein ankhiyaan ladi hain baaron mahine saawan ki jhadi hai ik pal mukhda dikha jaa dil ka dukhda mitaa jaa tujh bin suna suna mera hai jahaan re teri shehnai bole sunke dil mera dole zulmi kaahe ko sunaaye aisi taan re aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aajaa kab se main tujhko bulaaun aajaa kab se main tujhko bulaaun tere pyaar ke sapne sajaaun jiyaa chaahe ke udd ke main aaun piyaa pankh kahaan se main laaun main yahaan tum wahaan beech mein hai jahaan kaise poore ho ab armaan re baadal ghir ghir aaye paapi papihara gaaye kaise bas mein rahe meri jaan re teri shehnai bole sunke dil
tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya door hoon main teri duniyaa se door hoon main teri duniyaa se kyun chhuaa tha mann mera tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo main pyaar ki chandani raat hoon main pyaar ki chandani raat hoon uljhi huyi dard ki baat hoon uljhi huyi dard ki baat hoon tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo soona tha ghar koi rehne laga soona tha ghar koi rehne laga darr ke magar dil ye kehne laga darr ke magar dil ye kehne laga tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneee haaye mere zakhm e jigar ko chhoo liya tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneeeeee hoooooo oooooooo tuneeeeee hoooooo oooooooo
wo dekho jala ghar kisi ka wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka gaya jaise jhonka hawaa ka humari khushi ka zamana diye humko kismat ne aansun jab aaya humen muskurana bina humsafar hai sooni dagar kidhar jaayen hum besahare wo dekho jala ghar kisi ka hain raahen kathin door manzil ye chhaya hai kaisa andhera ke ab chaand sooraj bhi mil kar nahin kar sakenge savera ghata chhayegi bahaar aayegi naa aayenge wo din humare wo dekho jala ghar kisi ka idhar ro rahi hain ye aankhen udhar aasmaan ro raha hai mujhe kar ke barbaad zaalim pashemaan ab ho raha hai ye barkha kabhi to ruk jaayegi rukenge naa aansun humare wo dekho jala ghar kisi ka ye toote hain kiss ke sitaare wo kismat hansi aur aise hansi ke rone lage ghum ke maare wo dekho jala ghar kisi ka
ye dil hai mohabbat ka pyaasa iss dil kaa tadapna kya kahiye maayus hai hum magroor ho tum aur tum pe hi mitna kya kahiye ye dil hai ye shauk humen ke utha len unhen wo sharm o hayaa ke maare hain ye shauk ye shauk humen ke utha len unhen wo sharm o hayaa ke maare hain wo sharm o hayaa ke maare hain ye had se guzar jaana apnaa aur unka simatna kya kahiye ye dil hai kiss soch mein ho kuchh hosh nahin ye ghabraahat bhi kaisi hai ye ghabraahat bhi kaisi hai bal khaa ke humin se hat jaana phir humse lipatanaa kya kahiye ye dil hai aa jaao humari baahon mein haaye ye hai kaisi majboori aa jaao aa jaao humari baahon mein haaye ye hai kaisi majboori haaye ye hai kaisi majboori hum aap ke hai koi gair nahin apnon se ulajhana kya kahiye ye dil hai mohabbat ka pyaasa iss dil kaa tadapna kya kahiye ye dil hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Mere Dil (Female) Daag (1952) 03:20 32071
 
Poster of Daag (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nimmi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:20   Song Number : 32071   

Chale Jaana Nahin Bari Behen (1949) 02:33 20260
 
Poster of Bari Behen (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:33   Song Number : 20260   

Dharti Ko Aakash Pukare Mela (1948) 02:04 13711
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nargis, Noor Jahan
Raag- 
Asavari
Duration : 02:04   Song Number : 13711   

Ghum Diye Mustqil Shahjehan (1946) 02:56 14215
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kundan Lal Saigal, Ragini
Raag- 
Asavari
Duration : 02:56   Song Number : 14215   

Jadoo Teri Nazar Darr (1993) 04:26 20604
 
Poster of Darr (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Udit Narayan
On Screen Actors- 
Juhi Chawla, Shahrukh Khan
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:26   Song Number : 20604   

Lo Aa Gayee Unki Yaad Do Badan (1966) 05:19 20829
 
Poster of Do Badan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:19   Song Number : 20829   

Mujhe Gale Se Laga Lo Aaj Aur Kal (1963) 04:45 12043
 
Poster of Aaj Aur Kal (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nanda
Raag- 
Asavari
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:45   Song Number : 12043   

Naa Ye Chaand Hoga Shart (1954) 03:53 14236
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Deepak
Raag- 
Asavari
Duration : 03:53   Song Number : 14236   

Teri Shehnai Bole Goonj Uthi Shehnai (1959) 04:16 13288
 
Poster of Goonj Uthi Shehnai (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
On Screen Actors- 
Amita, Rajendra Kumar
Raag- 
Asavari
Duration : 04:16   Song Number : 13288   

Tune Haaye Mere Zakhm E Jigar Ko Nagina (1951) 03:46 15638
 
Poster of Nagina (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Asavari
Duration : 03:46   Song Number : 15638   

Wo Dekho Jala Ghar Anpadh (1962) 04:57 21412
 
Poster of Anpadh (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Music Director- 
Hemant Bhosale
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Raag- 
Asavari
Duration : 04:57   Song Number : 21412   

Ye Dil Hai Mohabbat Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:26 13109
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dharmendra
Raag- 
Asavari
Duration : 03:26   Song Number : 13109