Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeApna%20Hai%20Tu
HomeApna%20Hai%20Tu
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya main bhi kya cheez hoon khaaya tha kabhi teer koyi dard ab jaa ke utha chot lage deir huyee tumko humdard jo paaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya main zameen par hoon na samjha na parakhna chaaha aasmaan par ye kadam jhoom ke rakhna chaaha aaj jo sar ko jhukaaya to mujhe yaad aaya ke mere dil pe padha tha koyi ghum ka saaya aapne yaad dilaaya maine bhi soch liya saath nibhaane ke liye door tak aaoungi main tumko manaane ke liye dil ne ehsaas dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya aapne yaad dilaaya to mujhe yaad aaya
aapne yun hi dillagi ki thi aapne yun hi dillagi ki thi hum to dil ki lagi samajh baithe aapne bhi hamen na samjhaya aap bhi to hansi samajh baithe aapko yaad kya bhala rehta hum to yun hi mile the rahon mein dil hamare mein aap the lekin hum na the aapki nigahon mein kya hua aapne na pehchana kya hua aapne na pehchana aur hamen ajnabi samajh baithe aapne yun hi dillagi ki thi hum to dil ki lagi samajh baithe pyaar apna to ik tamasha tha aur hum khud hi the tamashayi aaj deewangi hamein apni yaad aayi to aankh bhar aayi jal raha tha wo dil hamara hi jal raha tha wo dil hamara hi hum jise chandani samajh baithe aapne yun hi dillagi ki thi hum to dil ki lagi samajh baithe aapne bhi hamen na samjhaya aap bhi to hansi samajh baithe
Apna Daaya Haath Aage Apna
apna hai tu begaana nahin maine tujhe pehchana nahin apna hai tu begaana nahin maine tujhe pehchana nahin ye sach hai afsaana nahin maine tujhe pehchana nahin aankhen naa jaaneeee dil jaanta hai rang lahoo ka lahoo pehchanta hai rang lahoo ka lahoo pehchanta hai ye parda uth jaaye shaayad yaad aa jaaye ruk jaa jara abhi jaana nahin maine tujhe pehchana nahin maine tujhe pehchana nahin jab dekhun tujhkooooo lagta hai aise tu mere dil ka koi tukda hai jaise tu mere dil ka koi tukda hai jaise baaten hain begaani nazren hain anjaani chehraa magar anjaana nahin maine tujhe pehchana nahin maine tujhe pehchana nahin bas khatam hoti hai ye kahaani main de chala hoon tujhe apni nishaani main de chala hoon tujhe apni nishaani dil ko naa tadpaanaa mujhko bhool naa jaana lekin mujhe yaad aanaa nahin tune mujhe pehchana nahin apna hoon main begaana nahin tune mujhe pehchana nahin ye sach hai afsaana nahin tune mujhe pehchana nahin tune mujhe pehchana nahin
apna to zamaane meinnnn bas itna fasaana hai apna to zamaane mein bas itna fasaana hai itna hi fasaana hai bas itna fasaana hai kuchh hum bhi deewane hain kuchh dil bhi deewana hai kuchh hum bhi deewane hain kuchh dil bhi deewana hai humse to koi poochhe wo mast nazar kya hai humse to koi poochhe wo mast nazar kya hai wo mast nazar kya hai jeene ka sahaara hai marne ka bahana hai marne ka bahana hai marne ka bahana hai kuchh hum bhi deewane hain kuchh dil bhi deewana hai ye raaz hai ulfat kaaa duniyaa ise kya jaane ye raaz hai ulfat kaaa duniyaa ise kya jaane ye raaz hai ulfat kaaa duniyaa ise kya jaane duniyaa ise kya jaane nazron ka churaana hi nazron ka milana hai nazron ka milana hai nazron ka milana hai kuchh hum bhi deewane hain kuchh dil bhi deewana hai inn shokh haseenon par hum aur lootayen kya inn shokh haseenon par hum aur lootayen kya hum aur lootayen kya kuchh paas nahin apne ik dil ka khazaana hai ik dil ka khazaana hai ik dil ka khazaana hai kuchh
apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke devta humpe itna karam kijiye apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke devta humpe itna karam kijiye apne dil mein jagah dijiye palkon ki chhanv mein rakhungi aapko chhupaa ke palkon ki chhanv mein rakhungi aapko chhupaa ke duniyaa ki nazron se rakhungi aapko bacha ke jaaneman dil ko mere dil mein basa lijiye apne dil mein jagah dijiye aap ke naam ka humne ye jaam liya hai aap ke naam ka humne ye jaam liya hai dekho deewane dil ne kaisa ye kaam kiya hai kitne dinon se pyaas lagi hai haan ye bhujha dijiye apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke devta humpe itna karam kijiye apne dil mein jagah dijiye humko sambhalo sanam dekho kadam dagmagaye humko sambhalo sanam dekho kadam dagmagaye aap ke bina ab to humse jeeya nahin jaaye aaj ki shaam kariye ye kaam doori mita dijiye apne dil mein jagah dijiye humko baahon mein le lijiye mere pyaar ke
apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki tum ne achhaa saharaa diya besaharaa mujhe kar diya kal galle se lagaaya mujhe aaj thukraa diya bewafaa aaj thukraa diya bewafaa tum ne achhee sanam dillagi ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil se badi dushmani thi kis liye maine tum se dosti ki aasmaan ban gayi ye zameen mere humdum mere hum nashin tum ne dekhi meri berukhi bebasi meri dekhi nahin bebasi meri dekhi nahin main hoon tasveer ik bekasi ki kis liye maine tum se dosti ki apne dil ko jalaa ke roshni ki kis liye maine tum se dosti ki har khushi bas paraayi huee meri dushman khudaayi huee mujhko affsos hai pyaar mein mujh se ye bewafai huee mujh se ye bewafai huee maine tum pe fida zindagi ki kis
apni dhun mein rehta hoon apni dhun mein rehta hoon main bhi tere jaisa hoon apni dhun mein rehta hoon apni dhun mein rehta hoon main bhi tere jaisa hoon apni dhun mein rehta hoon o pichhali rutt ke saathi o pichhali rutt ke saathi o pichhali rutt ke saathi ab ke baras main tanhaa hoon apni dhun mein rehta hoon main bhi tere jaisa hoon apni dhun mein rehta hoon pa ni sa re ga ma pa ga ma re sa re ni sa re dha ni ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa apni dhun mein rehta hoon pa ni sa re ga ga ga dha ni re sa ni re sa ni ni sa sa ni ni sa sa ni sa re dha ni pa ma dha ni sa ma ma pa pa dha dha ni ma ma pa pa dha ni re ni ni sa re ga ma dha dha ga ga ma pa dha dha pa ni sa ni ma pa ni pa ma ga re sa re re sa re dha ni ma pa ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa ma pa dha ni sa apni dhun mein rehta hoon main bhi tere jaisa hoon apni dhun mein rehta hoon o pichhali rutt ke saathi saathi saathi o pichhali rutt ke saathi o pichhali rutt ke saathi ab ke baras main
apni taqdeer hai kya kisi se gila apni taqdeer hai kya kisi se gila chandani kho gayi chand gum ho gaya ab andheron mein ek besahara hoon main ab andheron mein ek besahara hoon main apni ulfat ka mujhko sila ye mila apni taqdeer hai kya kisi se gila meri raahon ke jalte diye bujh gaye neend raaton ki jaane kahaan lut gayi teri yaadon ki khilti baharen to kya apni murjhaye dil ki fiza lut gayi kuchh na chhoda zamaane ne mere liye kuchh na chhoda zamaane ne mere liye zindagi mein humen bekasi ke siwa apni taqdeer hai kya kisi se gila chandani kho gayi chand gum ho gaya ab andheron mein ek besahara hoon main apni ulfat ka mujhko sila ye mila apni taqdeer hai kya kisi se gila kisne socha tha ye waqt bhi aayega apna saaya bhi pehlu badal jayega jo khushi ki fizaaon mein tha bekhabar sojo ghum mein saraafa wo dhal jayega bojh ban jayegi ye meri zindagi bojh ban jayegi ye meri zindagi ap na lautenge roothe huye humnawa apni taqdeer hai kya kisi se gila chandani kho gayi
aaa aaa aaa apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai ik nazar meri taraf bhi tera jaata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai meri rusvaayi mein wo bhi hain baraabar ke shareeq meri rusvaayi mein wo bhi hain baraabar ke shareeq mere kisse mere yaaron ko sunaata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai paas rah kar bhi na pehchaan saka tu mujh ko paas rah kar bhi na pehchaan saka tu mujh ko door se dekh ke ab haath hilaata kya hai door se dekh ke ab haath hilaata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai umr bhar apne garebaan se ulajhane waale umr bhar apne garebaan se ulajhane waale tu mujhe mere hi saaye se daraata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata kya hai main tera kuchh bhi nahin hoon magar itna to bata main tera kuchh bhi nahin hoon magar itna to bata dekh kar mujh ko tere zahan mein aata kya hai dekh kar mujh ko tere zahan mein aata kya hai apni tasveer ko aankhon se lagaata
apni to har aah ik toofan hai apni to har aah ik toofan hai kya karen wo jaan kar anjaan hai upar wala jaan kar anjaan hai apni to har aah ik toofan hai ab to hans ke apni bhi kismat ko chamka de kanon mein kuch keh de jo iss dil ko behla de ye bhi mushkil hai to kya aasaan hai upar wala jaan kar anjaan hai apni to har aah ik toofan hai sar pe mere tu jo apna haath hi rakh de phir to bhatke rahi ko mil jayenge raste dil ki basti bin tere viraan hai upar wala jaan kar anjaan hai apni to har aah ik toofan hai dil hi to hai isne shayad bhool bhi ki hai zindagi hai bhool kar hi raah milti hai maaf kar banda bhi ik insaan hai upar wala jaan kar anjaan hai apni to har aah ik toofan hai apni to har aah ik toofan hai kya karen wo jaan kar anjaan hai upar wala jaan kar anjaan hai apni to har aah ik toofan hai
hey hm hm apni to jaise taise thodi aise ya vaise apni to jaise taise thodi aise ya vaise kat jaayegi aapka kya hoga janaabe aali aapka kya hoga apne aage na peechhe na koi uppar neeche apne aage na peechhe na koi uppar neeche ronewaala na koi ronewaali janaabe aali aapka kya hoga aa aa aa hmm hmm hmm aap bhi meri tarah insaan ki aaulad hain aap mooh maangi duaa hum unsuni fariyaad hain aap bhi meri tarah insaan ki aaulad hain aap mooh maangi duaa hum unsuni fariyaad hain wo jinhen sara zamana samjhe laawaris yahaan aap jaise zaalimon ke zulm ki ijaad hai gaali hozur ki to lagti duaaon jaisi gaali hozur ki to lagti duaaon jaisi hum dua bhi dein to lage hai gaali aapka kya hoga janaabe aali aapka kya hoga aapke maathe se chhalke jo pasina bhi kahin aasmaan hilne lage aur kaamp utthe ye zameen aapka to ye pasina khoon se bhi keemti aur apne khoon ki keemat yahaan kuchh bhi nahin apna to khoon paani jeena marna bemaani apna to khoon paani jeena marna bemaani waqt ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aapne Yaad Dilaaya To Aarti (1962) 03:49 12593
 
Poster of Aarti (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan Lal
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Meena Kumari
Duration : 03:49   Song Number : 12593   

Aapne Yun Hi Dillagi Ki Thi Mehndi Lagi Mere Haath (1962) 03:26 37105
 
Poster of Mehndi Lagi Mere Haath (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda, Ashok Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 37105   

Apna Daayan Haath Aage Apna Nursery Rhymes (Hindi) 01:47 39545
 
Poster of Nursery Rhymes (Hindi)
 
Duration : 01:47   Song Number : 39545   

Apna Hai Tu Mehboob Ki Mehndi (1971) 04:44 13701
 
Poster of Mehboob Ki Mehndi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:44   Song Number : 13701   

Apna To Zamaane Mein Naya Andaz (1956) 03:26 13853
 
Poster of Naya Andaz (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:26   Song Number : 13853   

Apne Dil Mein Jagah Hawas (1974) 06:20 13325
 
Poster of Hawas (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Anil Dhawan, Bindu Panikkar
Duration : 06:20   Song Number : 13325   

Apne Dil Se Badi Betaab (1983) 05:29 12882
 
Poster of Betaab (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Amrita Singh, Suny Deol
Duration : 05:29   Song Number : 12882   

Apni Dhun Mein Rehta Hoon Ghulam Ali 09:06 17978
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Singer- 
Ghulam Ali
Duration : 09:06   Song Number : 17978   

Apni Taqdeer Hai Nandi Duggal 03:54 38517
 
Poster of Nandi Duggal
 
Category
Ghazal
Singer- 
Nandi Duggal
Duration : 03:54   Song Number : 38517   

Apni Tasveer Ko Aankhon Se Lagaata Kya Hai Ghulam Ali 07:38 36436
 
Poster of Ghulam Ali
 
Category
Ghazal
Duration : 07:38   Song Number : 36436   

Apni To Har Aah Ik Toofan Hai Kala Bazar (1960) 04:44 13503
 
Poster of Kala Bazar (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:44   Song Number : 13503   

Apni To Jaise Taise Laawaris (1981) 07:56 12203
 
Poster of Laawaris (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Zeenat Aman
Duration : 07:56   Song Number : 12203