MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


neenelli nadeve dhoora ellello lokave ee lokavella ghora ellelo shokave neenelli nadeve dhoora ellello lokave ee lokavella ghora ellelo shokave neenelli nadeve dhoora naguvaaga ella nentaru aluvaaga yaaru illa naguvaaga ella nentaru aluvaaga yaaru illa mullalli ninna nadesi naliva naguve vikaara neenelli nadeve dhoora aapakaravanne kaanuve upakaravannu kaane aapakaravanne kaanuve upakaravannu kaane anuraagavilli illave manave iduve vichaara neenelli nadeve dhoora ellello lokave ee lokavella ghora ellelo shokave neenelli nadeve dhoora click here
oooo ooooo oooo oooooo oooooo oooo ooooo oooo oooooo hooo oooo ooooo oooo oooooo oooooo hmm hmmm hmm hmmm hoooooo ni sulatana re pyaar ka mausam aaya ni sulatana re pyaar ka mausam aaya are haaye re hari hari chhaya bolo naa bolo mukh se gori chudi tumhari bole hey yahi batiyaan sun sun ke jeeya mera dole ni sulatana re pyaar ka mausam aaya balam babuaa bedardi saawan aaya aa jaa balam babuaa bedardi saawan aaya aa jaa mil jaayen more saiyaan jab teri baiyaan phir ghani chhaiyaan main machal ke gaaun sun jaa karoon baina kab mile chaina tab hanse naina jab tujhe main paaun piya mora jeeya tujh se laaga hooo jiye koi kaise haan yahi bata jaa ha ha haan balam babuaa bedardi saawan aaya aa jaa saawan aaya aa jaa saawan aaya aa jaa hoooooo ni sulatana re pyaar ka mausam aaya are haaye re hari hari chhaya bolo naa bolo mukh se gori chudi tumhari bole hey yahi batiyaan sun sun ke jeeya mera dole hey ni sulatana re pyaar ka mausam aaya hoo balam babuaa bedardi saawan aaya click here
nigaahen na phero chale jaayenge hum nigaahen na phero chale jaayenge hum magar yaad rakhna ke yaad aayenge hum yaad aayenge hum nigaahen na phero chale jaayenge hum tumne jaadoo kiya hai nazron se nazren milaa ke tumne jaadoo kiya hai nazron se nazren milaa ke aashiyaan ab to banaa mere pehloo mein aa ke na daaman chhudaana behak jaayenge hum yaad aayenge hum nigaahen na phero chale jaayenge hum bheega bheega hai samaa hum tum dono hain yahaan bheega bheega hai samaa hum tum dono hain yahaan kyun na kho jaayen sanam dil ki dhadkan hai jawaan na tadpaao itna ke mar jaayenge hum yaad aayenge hum nigaahen na phero chale jaayenge hum ho ho ho ho ho click here
nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka balam tera mera hua pyaar pakka mohabbat mein dil ko laga aisa dhakka mohabbat mein dil ko laga aisa dhakka chali aankh main reh gaya hakka bakka nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka ghataaon ke ghunghat mein chanda chhupaaye labon par chamak bijliyon ki sajaaye labon par chamak bijliyon ki sajaaye mere dil mein aise kadam toone rakha mere dil mein aise kadam toone rakha chali aankh main reh gaya hakka bakka nigaahon ne phenka hai panje pe chhakka muqaddar ho raazi to duniya bhi raazi muqaddar ne aaj kal ye duniya jhuka di muqaddar ne aaj kal ye duniya jhuka di tere haath hai aaj qismat ka yakka tere haath hai aaj qismat ka yakka balam tera mera hua pyaar pakka mohabbat mein dil ko laga aisa dhakka ishaara jo kar de ye mehfil suhaani laga doon abhi daanv par zindgaani laga doon abhi daanv par zindgaani aji main hoon aashiq na samjho uchakka aji main hoon aashiq na samjho uchakka click here
hoo baalam tere pyaar ki thandi aag mein jalte jalte baalam tere pyaar ki thandi aag mein jalte jalte main to haar gayi re main to haar gayi re main to haar gayi re main to haar gayi re hoo loot liya dil tune meraa raah mein chalte chalte loot liya dil tune meraa raah mein chalte chalte naina maar gayi re naina maar gayi re ho naina maar gayi re naina maar gayi re main hun bawariya teri sanwariya main hun bawariya teri sanwariya dil se jaanaa na aaj mili ho jaise akeli kal bhi chali aana chanda aur suraj ki tarhaa roz nikalte dhalte main to haar gayi re main to haar gayi re ho naina maar gayi re naina maar gayi re hoo baalam tere pyaar ki thandi aag mein jalte jalte loot liya dil tune meraa raah mein chalte chalte naina maar gayi re naina maar gayi re daal ke jaadu roop kaa tune daal ke jaadu roop kaa tune dil mera chheena preetam tune preet jaga di chhed ke mann binaa nainon mein bhar ke pyaar ka kajra ankhiyaan malte malte naina maar gayi re naina maar gayi re click here
koi jahaan mein hamaari tarha gareeb na ho gareeb ho bhi to hum jaisa badnaseeb na ho ek paisa de de ek paisa de de o babu o babu o jaane wale babu ek paisa de de teri jeb rahe na khali ooo oooo teri jeb rahe na khali teri roz mane deewali deewali tu hardum mauj udaaye kabhi na dukh paaye o babu ek paisa de de ek paisa de de ye bachcha duaayen dega tera bigda kaam banega ise raaton neend nahin aaye bhookh tadpaaye o babu ek paisa de de ek paisa de de kismat phooti duniya roothi chhute sabhi sahare pet ke khatir bane bhikaari phirte dar dar maare pet ke khatir bane bhikaari phirte dar dar maare aankh se andha baapu mera aankh se andha baapu mera pag pag thokar khaaye chala nahin jaaye o babu ek paisa de de ek paisa de de o babu o babu o jaane wale babu ek paisa de de ek paisa de de click here
gussa fizool hai hamein kabool hai rakh dalo chahe jo naam are apni chaah ka meri nigaah ka lo mem sahab salaam lo mem sahab salaam hoooo chale ho kahaan kaho koi daastaan kaho kuchh to meri jaan kaho aisa bhi kya hoye chale ho kahaan kaho koi daastaan kaho kuchh to meri jaan kaho aisa bhi kya yudleyy yudleyy yudleyy lai lai haazir hai car ji paidal sawaar hi kya shehar tak jaoge are akal se kaam lo zara aaraam lo nazuk ho thak jaoge nazuk ho thak jaoge haaye tum hamein nadaan kaho chahe beimaan kaho kuchh to meri jaan kaho aisa bhi kya dekho to ghoom ke chalo na jhoom ke daaman bachaate huye are socho to ji zara kahenge kya bhala log aate jaate huye log aate jaate huye hooo tum hamein nadaan kaho chahe beimaan kaho kuchh to meri jaan kaho aisa bhi kya haaye chale ho kahan kaho koi daastaan kaho kuchh to meri jaan kaho aisa bhi kya yudleyy yudleyy yudleyy lai lai click here
o chhaliya re chhaliya re mann mein hamaar nazar tori dhans gayi dhans gayi haaye jiya hamra kaharwa naache re aaj maina phans gayi oye phans gayi o jaa re beyimaan tera koi na dharam sun tore bol mohe laagi re sharam ho aaj mora tujh par dil hai naram ho maang le jo maangna ho pyaar ki kasam o piya re piya re tore nainon ki dor jeevan mora kass gayi kass gayi o bal khaye aisan tori patli kamar jaise dagmag ho sharaabi ki nazar haaye o lalchayi akhiyon se dekh na idhar o ang ang jiya mora kaanpe thar thar o tori zulfon mein phans gaya mora jiya re naagan dass gayi hoye dass gayi haaye pag mein paayal mori bole chhan chhan sang sang aaj more naache re sajan o chaand si jawaani tori phool sa badan ooo jeet liya roop waali toone mora mann tori chhab ne gajab kiya chori chori jiya mein bas gayi bas gayi haye jiya hamra kaharwa naache re aaj maina phans gayi phans gayi aaaa aaaa aaaa aa o chhaliya re chhaliya re mann mein hamaar nazar tori dhans gayi dhans gayi click here
ooooooo hooooo hoooooo hoooooooooo hoooooo hoooooo oooooo aa gaya reeeeee tera paagal preetam ho janiyaaa naa ghabraao tere tann ki chaandi kharidunga sone ke bhaav o dil janiyaaaa o dil janiyaa laage naa jiya tere bina galiyon mein chaubaron mein hoooo hooo oooo oooooo aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa ban ke chandaniyaaaa ban ke chandaniyaa aa jaa re chhup chhup ke milan kab tak andhiyaaron mein hoooo hooo oooo oooooo aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa o dil janiyaaaaa jo mile tha andheron mein wo din ke ujaale milega re jo mile tha andheron mein wo din ke ujaale milega re inn bechain haathon se o pyaari tera ghunghat uthega re rokegaaaaa kaise koi ooooo ooooo oooo oooo daal ke baanhon mein apni le jaaunga main gori tujhko hazaaron mein hoooo hooo oooo oooooo aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa o dil janiyaa aaja mann ki dagar pe tohe chameliya ki daali si lachkaaunga aaja mann ki dagar pe tohe chameliya ki daali si lachkaaunga inn baahon mein bhar ke click here
o dilbar jaaniye tere hai hum tere o dilbar jaaniye tere hai hum tere chhupaa lenge inn aankhon mein sanam hum ghum tere o dilbar jaaniye tere hai hum tere chhupaa lenge inn aankhon mein sanam hum ghum tere o dilbar jaaniye tere hai hum tere yun baat baat baat pe tum rutha na karo dil tod tod tod mazza loota na karo o jaane jaana ye to hai ruswaayi pyaar ki inn baaton se badh jaayegi mehngaayi pyaar ki dhoondhe nahin paaogi tum baazar mein aashique daudenge 50 60 ki raftaar mein aashique phir naam le ke pyaar kaa tum gaaya karogi sar phod ke deewanon se chilaaya karogi o dilbar jaaniye tere hai hum tere chhupaa lenge inn aankhon mein sanam hum ghum tere o dilbar soniye tere hai hum tere ik din tumhaare dil mein bhi ik aag uthegi toofan uthega mohabbat jaag uthegi ho jaaye aisa haal to kar lena mujhko yaad sar ke bal chal kar aaunga sun kar teri fariyaad dil se mere khele ho ab tum sar se bhi khelo ye dil jigar gurda tumhara hai tumhin le lo ustaad hoon majnoo kaa click here
chale aaj tum jahan se huyi zindagi parayi tumhen mil gaya thikana humen maut bhi na aayi o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele tune wo de diya ghum bemaut mar gaye hum dil uth gaya jahaan se le chal humen yahan se le chal humen yahan se kiss kaam ki ye duniyaa jo zindagi se khele re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele sooni hain dil ki raahen khaamosh hain nighahen naaqam hasraton ka uthne ko hai janaaza uthne ko hai janaaza chaaron taraf lage hain barbadiyon ke mele re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le re humko bhi saath le le hum reh gaye akele o door ke musafir humko bhi saath le le hum reh gaye akele click here
bhagwaan bhagwaaaaaaan bhagwaan o duniyaa ke rakhwaale sun dard bhare mere naale sun dard bhare mere naale o duniyaa ke rakhwaale sun dard bhare mere naale sun dard bhare mere naale aash niraash ke do rango se duniyaa tune sajaayi naiyya sang tufaan banaaya milan ke saath judaayi jaa dekh liya harjaai ooooo lut gayi mere pyaar ki nagri ab to neer baha leeeeee ab to neer baha leeeeeeee hooooo oooo oooo oooooo ab to neer baha le o duniyaa ke rakhwaale sun dard bhare mere naale sun dard bhare mere naale aag bani saawan ki barkha phool bane angaare naagan ban gayi raat suhaani pathar ban gaye taare sab toot chuke hai sahaare ooooo ooooo jeevan apna waapas le leeeeee jeevan dene waale o duniyaa ke rakhwaale chaand ko dhundhe paagal suraj shaam ko dhundhe savera main bhi dhundhu uss preetam ko ho naa saka jo mera bhagwaan bhala ho tera ooooo ooooo kismat phuti aas naa tootiiiiii paanv mein pad gaye chhale o duniyaa ke rakhwaale aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa click here
ho ek baar aata hai din aisa roz nahin ho ek baar aata hai din aisa roz nahin ho ek baar aata hai din aisa roz nahin ke mujhko sambhalo koi mujhko hosh nahin ke mujhko sambhalo koi mujhko hosh nahin ho ek baar aati hai rut aisi roz nahin ho ek baar aati hai rut aisi roz nahin ho ek baar aati hai rut aisi roz nahin wo dil koi dil nahin hai jismein josh nahin wo dil koi dil nahin hai jismein josh nahin oooooo hoye ye teri nain rekha rekha mein mujhko dekha ye teri nain rekha rekha mein mujhko dekha na puchh dil ki haalat hai daur ye khushi ka na puchh dil ki haalat hai daur ye khushi ka oh jhoom jhoom gaata hai din aisa roz nahin oh jhoom jhoom gaata hai din aisa roz nahin oh jhoom jhoom gaata hai din aisa roz nahin ke mujhko sambhalo koi ho ooo oooo ho ho dil mera dole ye khaye hichkole ho dil mera dole ye khaye hichkole main haaye haaye karun ye bhed saara khole main haaye haaye karun ye bhed saara khole o naina baan chalati hai rut aisi roz nahin o naina baan click here
o gaadi waale gaadi dheere haank re jeeya udha jaaye lade aankh re hoye dil khaaye hichkole gaadi le chal haule haule hooo bindiyaa mori gir gir jaaye nathni haale dole o dekh nazar naa laage gori kaahe mukhda khole ho nainon waali ghunghat se naa jhaank re hoye hawaa mein udd gayi mori chunariyaa mil gayi tose ankhiyaan hooooo ooooo gora badan mora tharr tharr kaanpe dhadkan laagi chhatiyaa o albeli beech dagriyaa naa kar aisi batiyaan o sune sab logvaa kate naak re hoye hoye o gaadi waale gaadi dheere haank re click here
geet nahin ban sakte kuchh saaz aise hote hain baat nahin kar sakte kuchh raaz aise hote hain geet nahin ban sakte kuchh saaz aise hote hain baat nahin kar sakte kuchh raaz aise hote hain mubaarak aap ko ye din khushiyon bhara mubaarak aap ko ye din khushiyon bhara oo geet nahin ban sakte kuchh saaz aise hote hain baat nahin kar sakte kuchh raaz aise hote hain kisi mehfil mein kabhi chale aaye to kahin ittefaak se aankhen mil jaayen to kisi mehfil mein kisi mehfil mein kabhi chale aaye to kahin ittefaak se aankhen mil jaayen to dekhte unko dil dar jaata hai is zamaane mein kuchh humraaz aise hote hain baat nahin kar sakte kuchh raaz aise hote hain lalala la la lalala la la lala lala la lala lala la aa haha haha aa haha haha aa haha haha haha haha ha aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye aise mil jaati hai aise mil jaati hai pyaar mein nazar ye hoti nahin dekhiye kisi ko khabar ye inka matlab koi na samjhe daastaan e dil mein click here
o haseena zulfon waali jaane jahaan dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan o haseena zulfon waali jaane jahaan dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan woh anjaana dhoondti hoon woh deewana dhoondti hoon jalaa kar jo chhip gaya hai woh parwaana dhoondti hoon garm hain tez hain yeh nigaahen meri kaam aa jayengi sard aahen meri tum kisi raah mein to miloge kahin ishq hoon mein kahin thehertaa hi nahin main bhi hoon galiyon ki parchhaai kabhi yahaan kabhi wahaan shaam hi se kuchh ho jata hai mera bhi jadoo jawaan o haseena zulfon waali jaane jahaan dhoondti hai kaafir aankhen kiska nishaan mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan mehfil mehfil aye shama phirti ho kahaan woh anjaana dhoondti hoon woh deewana dhoondti hoon jalaa kar jo chhip gaya hai woh parwaana dhoondti hoon chhip rahen hain ye kya dhang hai aapka aaj to kuchh nayaa rang hai aapka aaj ki raat main kya se kya ho gayi click here
o humdum jhoom le zara ki mausam bhi hai pyaar ka jahaan ki fikra kyun karen jo tera dil hai meharbaan o humdum jhoom le zara ki mausam bhi hai pyaar ka jahaan ki fikra kyun karen jo tera dil hai meharbaan o humdum jhoom le zara sanam yun dil pe chha gaye kahaani aam ho gayi chaman mein tum jo aa gaye har kali jaam ho gayi sanam yun dil pe chha gaye kahaani aam ho gayi chaman mein tum jo aa gaye har kali jaam ho gayi jahaan ki fikra kyun karen jo tera dil hai meharbaan o humdum jhoom le zara ki mausam bhi hai pyaar ka jahaan ki fikra kyun karen jo tera dil hai meharbaan o humdum jhoom le zaraa jawaan mausam hai dil jawaan mohabbat kyun na hum karen mil gaye donon dil to phir kaise dil pe sitam karen jahaan ki fikra kyun karen jo tera dil hai meharbaan o humdum jhoom le zara ki mausam bhi hai pyaar ka jahaan ki fikra kyun karen jo tera dil hai meharbaan o humdum jhoom le zaraa bas itna chaahta hai dil sanam hum tere ho rahen husn ki shokhiyaan rahen ishq ki click here
o janewale sun zara ye dil ka maajra o janewale sun zara ye dil ka maajra tumhi se humein pyaar tha tumhi se humein pyaar hai jao ji maine sun liya ye dil ka maajra na tumhein kabhi pyaar tha na tumhein ab pyaar hai o janewale sun zara aa bhi ja zindgi ka jaam le kar meri jaan na sata ilzaam de kar hum to jeete hain tera naam le kar tum to jeete ho mera naam le kar aaye ho pyaar ka paigaam le kar jaoge tum dil e nakaam le kar jaoge tum dil e nakaam le kar o janewale sun zara ye dil ka maajra tumhi se humein pyaar tha tumhi se humein pyaar hai jao ji maine sun liya ye dil ka maajra na tumhein kabhi pyaar tha na tumhein ab pyaar hai o janewale sun zara ja re ja dekh liya pyaar tera ye gila shikwa hai bekaar tera sar basar jhootha hai iqraar tera masiha main to hoon bimaar tera karke main jaunga deedaar tera banke dikhlaunga dildaar tera banke dikhlaunga dildaar tera jao ji maine sun liya ye dil ka maajra na tumhe kabhi pyaar tha na tumhe ab pyaar hai o janewale sun click here
hoye hoye lo ji fauji mauj mein aa gaya pehen ke wardi khakhi daal bhangda nach mere saathi chhod ke ye baisakhi jattaa aayi baisakhi ho jattaa aayi baisakhi ho jattaa aayi baisakhi lo ji fauji mauj mein aa gaya pehen ke wardi khakhi daal bhangda nach mere saathi chhod ke ye baisakhi jattaa aayi baisakhi ho jattaa aayi baisakhi ho jattaa aayi baisakhi sabse kehte hain ye ghayal haath ye tooti taangen hum de sakte hain jaanen hum kya logon se maange hum kyun logon se maangen jo auron pe mar sakte hain wo apni madad kar sakte hain tum hum pe mat ehsaan karo ye dhan daulat na daan karo ham to naukar sarkaar ke hain bas bhukhe apke pyaar ke hain hum mein koi lachaar nahin hum aashiq hain bimaar nahin sab bhashan iske baad karo pehle us din ko yaad karo jab jang chhidi baarood phate sab apne gharon mein soye rahe hum jaage khade rahe sarhad pe karte sabki rakhi ho jatta aayi baisakhi heyyyyy hey hey hey hey hey hey hey hey oo haa haa ganw mein jab mela lagta hoti khoob click here
o kaali topi o kaali topi wale zara naam to bataa o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore o gore gore gaalon wali kaam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa mohe wo naam bata door bhi reh ke mohe wo naam bata door bhi reh ke tohe pukar saku main wohi keh ke main wohi keh ke wohi batane ka inaam to bata o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa chham chham ke teer chale dil hua ghayal chham chham ke teer chale dil hua ghayal phir ek baar sunu gori teri paayal gori teri paayal paayal sunane ka inaam to bata o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa tum bhi wohi ho babu humen na banao tum bhi wohi ho babu humen na banao tumko bhi dekh liyaa jao ji jao jao ji jao jaunga jaane ka inaam to bata o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa arre o kaali topi wale zara naam to bataa arre o gore gore gaalon wali kaam to bataa click here
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Neenelli Nadeve Doora Onde Balliya Hoogalu (1967) 03:23 15464
 
Poster of Onde Balliya Hoogalu (1967)
 
Category
Kannada
Year- 
1967
Lyricist
Geethapriya
Music Director- 
Chellapilla Satyam
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
K S Ashwath, Chandrakala
Duration : 03:23   Song Number : 15464   

Ni Sulatana Re Pyar Ka Mausam (1969) 05:11 21041
 
Poster of Pyar Ka Mausam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 05:11   Song Number : 21041   

Nigaahen Na Phero Chale Jaayenge Black Prince (1960) 03:18 36593
 
Poster of Black Prince (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Upendra
Music Director- 
Dulal Sen
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:18   Song Number : 36593   

Nighaahon Ne Phenka Hai Jaali Note (1960) 04:47 20513
 
Poster of Jaali Note (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Anand, Helen
Duration : 04:47   Song Number : 20513   

O Baalam Tere Pyaar Ki Ram Aur Shyam (1967) 04:12 14059
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakil Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Mumtaj
Duration : 04:12   Song Number : 14059   

O Babu O Jaane Wale Ek Paisa De De Vachan (1955) 04:41 36643
 
Poster of Vachan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Geeta Bali
Duration : 04:41   Song Number : 36643   

O Chale Ho Kahaan Kaho Reporter Raju (1962) 02:54 38258
 
Poster of Reporter Raju (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S Mohinder
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Firoz Khan
Duration : 02:54   Song Number : 38258   

O Chhalia Re Chhalia Ganga Jumna (1961) 03:35 21159
 
Poster of Ganga Jumna (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:35   Song Number : 21159   

O Dil Janiyaa Naach Uthe Sansaar (1976) 04:27 13808
 
Poster of Naach Uthe Sansaar (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 04:27   Song Number : 13808   

O Dilbar Jaaniye Haseena Maan Jayegi (1968) 05:32 21044
 
Poster of Haseena Maan Jayegi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 05:32   Song Number : 21044   

O Door Ke Musafir Humko Bhi Saath Le Le Re Uran Khatola (1955) 03:53 14369
 
Poster of Uran Khatola (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nimmi
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:53   Song Number : 14369   

O Duniyaa Ke Rakhwaale Baiju Bawra (1952) 06:14 12813
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:14   Song Number : 12813   

O Ek Baar Aata Hai Suraj (1966) 05:11 35915
 
Poster of Suraj (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala, Rajendra Kumar
Duration : 05:11   Song Number : 35915   

O Gaadi Waale Gaadi Dheere Mother India (1957) 03:02 20460
 
Poster of Mother India (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Chanchal
Duration : 03:02   Song Number : 20460   

O Geet Nahin Ban Sakte Do Bhai (1969) 05:43 20490
 
Poster of Do Bhai (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:43   Song Number : 20490   

O Haseena Zulfon Wali Teesri Manzil (1966) 06:02 21048
 
Poster of Teesri Manzil (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Helen
Duration : 06:02   Song Number : 21048   

O Humdum Jhoom Le Zara Haiwan (1977) 03:51 40371
 
Poster of Haiwan (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Pradeep Chaudhary
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Deb Mukherjee
Duration : 03:51   Song Number : 40371   

O Janewale Sun Zara Preet Na Jane Reet (1966) 04:29 36569
 
Poster of Preet Na Jane Reet (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:29   Song Number : 36569   

O Jatta Aayi Baisakhi Immaan Dharam (1977) 08:38 39697
 
Poster of Immaan Dharam (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 08:38   Song Number : 39697   

O Kaali Topi Wale Zara Kali Topi Lal Rumal (1959) 03:18 13510
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Shakeela
Duration : 03:18   Song Number : 13510   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi