Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeYe Samaa
HomeYe Samaa
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji mujhe tum jo mile saari duniya mili meri preet aaj hansi chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji saamne ho tum to ankhein hain nashe mein choor de ke banhon ka sahara le chalo kahin door aaj har ek cheez mein hai aaj har ek cheez mein hai rang aur dilkashi chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji aaaa keh rahi hain hamse lehren thaam lo patwaar saath ho jo tum hamare ja lagenge paar pyaar mein jo tum mile ho pyaar mein jo tum mile mujhe mil gayi zindgi bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji chhed di moujon ne meri zindagi ki dhun hans ke tum bolo balam to jhoomta hai mann teri muskaanon se mere teri muskaanon se mere geet ki dhun saji chhodo ji chhodo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji mujhe tum jo mile saari duniya mili meri preet aaj hansi kuchh bolo ji bolo ji ye sama ye khushi kuchh bolo ji bolo ji
hmmm hmmmmm aaaaa haaaa haaaaa haaaaa aaaaaaa ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan jaaun main kahaan kahaan aa bhi jaa baahen meri tere liye saasen meri tere liye mera dil bhujha bhujha hai yahaan ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan jaaun main kahaan kahaan aa bhi jaa ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan jaaun main kahaan kahaan aa bhi jaa haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan haan meri zindagi tere pyaar se chale mujhe har khushi tere naam se mile mita bhi de sabhi faasle heyeee ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan jaaun main kahaan kahaan aa bhi jaa baahen meri tere liye saasen meri tere liye mera dil bhujha bhujha hai yahaan koi door se jo pukaar le mujhe to ye dil mera lage dhundhne tujhe kareeb aa mujhe thaam le baahen meri tere liye saasen meri tere liye mera dil bhujha bhujha hai yahaan ye samaa jawaan jawaan har taraf dhuwaan dhuwaan
ye samaa samaa hai ye pyaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa ye samaa samaa hai ye pyaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa basne lage aankhon mein kuchh aise sapne basne lage aankhon mein kuchh aise sapne koi bulaaye jaiseeee nainon se apne nainon se apne ye samaa samaa hai deedaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa hmm hmm hmm hmmmmmm hmm hmm hmm hmmmmmm mil ke khayaalon mein hi apne balam se mil ke khayaalon mein hi apne balam se neend ganwaali apni maine kasam seeeeee maine kasam se ye samaa samaa hai khumaar kaa kisi ke intezaar kaa dil naa chura le kahin mera mausam bahaar kaa ye samaa samaa hai ye pyaar kaa hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm
ye samaa ye rut ye nazaare dil mera machalne laga jaane wafaa aye dilrubaa aise mein aa meri baahon mein aa rok le nigaahon ke ishaare tan mera pighalne laga main hoon teri tu hai mera aa meri dil ki panaahon mein aa shaane pe mere gira de zulfen aankhon pe meri bichha de zulfen shaane pe mere gira de zulfen aankhon pe meri bichha de zulfen aisa jagaa de pyaar ka jaadu saare jahaan pe chhaye nasha rok le nigaahon ke ishaare tan mera pighalne laga main hoon teri tu hai mera aa meri dil ki panaahon mein aa ye samaa ye rut ye nazaare dil mera machalne laga jaane wafaa aye dilrubaa aise mein aa meri baahon mein aa la lala la la la lala la la la la lalalalala la la lala la la la lala la la la la lalalalala la aankhon ne aankhon ki padh li jubaan mere bhi dil mein umangen hain jawaan aankhon ne aankhon ki padh li jubaan mere bhi dil mein umangen hain jawaan shauk se badh kar thaam le baaju jaan gayi tere dil mein hai kya ye samaa ye rut ye nazaare dil mera machalne laga
ye shaam hai dhuan dhuan fiza bahut udaas hai na main kisi ke paas hoon na koi mere paas hai ye shaam hai dhuan dhuan fiza bahut udaas hai na main kisi ke paas hoon na koi mere paas hai kisi khayaal ki mahek bikhar gayi hai door tak na jaane kaun aayega na jaane kis ki aas hai ye shaam hai dhuan dhuan fiza bahut udaas hai jise bata sakun na main jise bhuja sakun na main mere labon ki pyaas bhi na jaane kaisi pyaas hai ye shaam hai dhuan dhuan fiza bahut udaas hai na main kisi ke paas hoon na koi mere paas hai
yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar yeh sama hai mera dil jawaan baadal se barse nasha chhaane lagi bekhudi jaane humein kis jagah leke chali zindagi chalte chale hum koi nahin ghum mauj karen hum matwale chalte chale hum koi nahin ghum mauj udaayen hum yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar paani pe kirnen nahin roop ki yeh aag hai lehron ke sangeet mein chahat ka ek raag hai main bhi yahaan hoon tum bhi yahaan ho jhoom ke ab toh lehra le main bhi yahaan hoon tum bhi yahaan ho jhoomte jayen hum yeh sama hai mera dil jawaan pyaar bhara hai dekho yeh jahaan main ghata hoon tu hai aasmaan jhoom jhoom ke aayi bahaar hmm hmmmm hmmm aa aaaa aa hmm hmmmm hmmm aa aaaa aa
yeh shama to jali roshni ke liye iss shama se kahin aag lag jaaye to yeh shama kya kare yeh shama to jali roshni ke liye iss shama se kahin aag lag jaaye to yeh shama kya kare yeh hawaa to chali saans le har koi ghar kisi ka ujad jaaye aandhi mein to yeh hawaa kya kare chal ke poorab se thandi hawaa aa gayi chal ke poorab se thandi hawaa aa gayi uth ke parbat se kaali ghata chhaa gayi yeh ghata to uthi pyaas sabki bhujhe aashiyaan pe kisi ke giri bijliyaan to yeh ghata kya kare yeh shama to jali roshni ke liye ho o o ho ho o poochhata hoon main sabse koi de jawaab poochhata hoon main sabse koi de jawaab na khuda ki bhala kya khata hai janaab na khuda le ke saahil ke jaanib chala doob jaaye safina jo majhdhaar mein to na khuda kya kare yeh shama to jali roshni ke liye wo jo uljhan si tere khayaalon mein hai wo jo uljhan si tere khayaalon mein hai wo ishaara bhi mere sawaalon mein hai yeh nigaah to mili dekhne ke liye par kahin ye nazar dhokha kha jaaye to to yeh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Sama Ye Khushi Ghar Ghar Ki Baat (1959) 04:20 37496
 
Poster of Ghar Ghar Ki Baat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Azra, suresh
Raag- 
Bagasri
Duration : 04:20   Song Number : 37496   

Ye Samaa Suneeta Rao 05:37 15034
 
Poster of Suneeta Rao
 
Category
Indipop
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Indrani Rizvi, Rajkumar Rizvi
Singer- 
Sunita Rao
Duration : 05:37   Song Number : 15034   

Ye Samaa Samaa Hai Jab Jab Phool Khile (1965) 03:18 21455
 
Poster of Jab Jab Phool Khile (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:18   Song Number : 21455   

Ye Samaa Ye Rut Do Kaliyan (1968) 04:14 13147
 
Poster of Do Kaliyan (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Mala Sinha
Duration : 04:14   Song Number : 13147   

Ye Shaam Hai Dhuan Dhuan (Male) Ek Nao Do Kinare (1973) 02:59 41030
 
Poster of Ek Nao Do Kinare (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Naqsh Lyallpuri
Music Director- 
Brij Bhushan Sahni
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 02:59   Song Number : 41030   

Yeh Sama Hai Mera Samrat Chandragupta (1958) 03:15 37793
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Nirupa Roy
Duration : 03:15   Song Number : 37793   

Yeh Shama To Jali Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 04:37 21483
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 04:37   Song Number : 21483