Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAja
HomeAja
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaja zaraa aaja zara mere dil ke sahaare dilruba tere liye mere dil mein teri yaad hai jawaan aaja zaraa aaja zara mere dil ke sahaare dilruba tere liye mere dil mein teri yaad hai jawaan are ja ja ja dekh li hai maine shaikhi teri na sata ja ja ab na chalengi yaha chaalen teri are ja ja ja dekh li hai maine shaikhi teri na sata ja ja ab na chalengi yaha chaalen terii o ho ho ho tune na jaana main hoon deewaana dil mein chhupi hai muhabbat teri kuchh nahin yahaan aaja zaraa aaja zara mere dil ke sahaare dilruba tere liye mere dil mein teri yaad hai jawaan ari aa aa aa maan le o gori kehna mera na jala aa aa achha nahin door rehna tera ari aa aa aa maan le o gori kehna mera na jala aa aa achha nahin door rehna teraa o ho ho ho pehle akadna phir paaun padna duniyaa mein mardon ki aadat buri jaayegi kahaan aaja zara na na aaja zara mm hmmm aaja zaraa
Up on the hill, People never stare, They just don''t care, Chinese music under banyan trees Here at the dude ranch Above the sea, Aja, When all my dime dancin'' is through I run to you Up on the hill, They''ve got time to burn, There''s no return Double helix in the sky tonight Throw out the hardware, lets do it right, Aja, When all my dime dancin'' is through I run to you Up on the hill They think I''m OK Or so they say Chinese music always sets me free Angular banjoes Sound good to me Aja, When all my dime dancin'' is through I run to you
ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota kabhi jaan sadke hoti kabhi dil nisaar hota na maza hai dushmani mein na hai luft dosti mein na maza hai dushmani mein na hai luft dosti mein koi gair gair hota koi yaar yaar hota koi gair gair hota koi yaar yaar hota ye maza tha dillagi ka ke barabar aag lagti ye maza tha dillagi ka ke barabar aag lagti na tumhen qaraar hota na humen qaraar hota na tumhen qaraar hota na humen qaraar hota tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte tere waade par sitamgar abhi aur sabr karte agar apni zindagi ka humen aitbaar hota agar apni zindagi ka humen aitbaar hota ajab apna haal hota jo visaal e yaar hota
ajab hai dastaan teri aye zindagi ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi tum aayi maa ki maamta liye to muskuraaye hum ke jaise phir se apne bachpan mein laut aaye hum tumhare pyaar ke tumhare pyaar ke isi aanchal tale phir se deepak jale phir se deepak jale dhala andhera jagi roshni ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi magar bada hi sang dil hai ye maalik tera jahaan yahaan maa beton pe bhi log uthaate hain ungaliyaan kali ye pyaar ki kali ye pyaar ki julas ke reh gayi har taraf aag thi her taraf aag thi hansane aayi thi rulaa kar chali ajab hai dastaan teri aye zindagi kabhi hansaa diya rulaa diya kabhi ajab hai dastaan teri aye zindagi
ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan aag lage nahin uthe dhuwaan chiraag kahaan roshni kahaan chaand se dekha door chakora chaand se dekha door chakora dharti door gagan se aankh se door hain aankh ka tara bichhda phool chaman se ye kaisa dastoor yahaan ye kaisa dastoor yahaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan de kar apna deep kare jo kisi ka ghar ujiyaara de kar apna deep kare jo kisi ka ghar ujiyaara aaj usi ke mann mein chhaya kyun ghum ka andhiyara aayin bahaaren le ke khizaan aayin bahaaren le ke khizaan chiraag kahaan roshni kahaan ajab hai maalik tera jahaan chiraag kahaan roshni kahaan
ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya ajab zindagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan koi apni daulat pe itra raha hai koi apni daulat pe itra raha hai koi be hayayi pe ithla raha hai koi be hayayi pe ithla raha hai na jane ye kahan se aaaaa na jane ye kahan se hawayein chali hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan badal ke yahan bhes kitne hi baithe badal ke yahan bhes kitne hi baithe hain behrupiye sab ye jitne hain baithe hain behrupiye sab ye jitne hain baithe yahaan hosh ka naam aaaaa yahaan hosh ka naam deewangi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai ajab hai ye duniya haan haan yahan de na koi sahara kisi ko yahan de na koi sahara kisi ko mohabbat kisi se ishara kisi ko mohabbat kisi se ishara kisi ko mohabbat ka matlab haaaan mohabbat ka matlab faqat dil lagi hai ajab rang birangi ye mahfil lagi hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

AAja Zara Mere Dil Ke Sahaare Ek Jhalak (1957) 03:50 16083
 
Poster of Ek Jhalak (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar, Vyjayanthimala
Duration : 03:50   Song Number : 16083   

Aja In the Style of Steely Dan 07:46 10931
 
Poster of Steely Dan
 
Category
English
Singer- 
Steely Dan
Duration : 07:46   Song Number : 10931   

Ajab Apna Haal Hota Jo Visaal Chitra Singh 04:42 37969
 
Poster of Chitra Singh
 
Category
Ghazal
Singer- 
Chitra Singh
Duration : 04:42   Song Number : 37969   

Ajab Hai Dastaan Teri Aye Zindagi Shararat (1959) 03:18 16320
 
Poster of Shararat (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:18   Song Number : 16320   

Ajab Hai Maalik Tera Jahaan Chirag Kahan Roshni Kahan (1959) 04:28 14700
 
Poster of Chirag Kahan Roshni Kahan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:28   Song Number : 14700   

Ajab Hai Ye Duniya Naya Aadmi (1956) 03:40 36732
 
Poster of Naya Aadmi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anjali Devi
Duration : 03:40   Song Number : 36732