Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMoushumi
HomeMoushumi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tera saath hai to mujhe kya kami hai tera saath hai to mujhe kya kami hai andheron se bhi mil rahi roshni hai tera saath hai to kuchh bhi nahin hai to koi ghum nahin hai har ik bebasi ban gayi chandani hai tera saath hai to tooti hai kashti tez hai dhaara tooti hai kashti tez hai dhaara kabhi na kabhi to milega kinara bahi jaa rahi ye samay ki nadi hai ise paar karne ki aasha jagi hai tera saath hai to tera saath hai to mujhe kya kami hai andheron se bhi mil rahi roshni hai tera saath hai to har ik mushkil saral lag rahi hai har ik mushkil saral lag rahi hai mujhe jhopadi bhi mahal lag rahi hai inn aankhon mein maana nami hi nami hai magar iss nami par hi duniya thami hai tera saath hai to tera saath hai to mujhe kya kami hai andheron se bhi mil rahi roshni hai tera saath hai to mere saath tum muskura ke to dekho mere saath tum muskura ke to dekho udaasi ka baadal hata ke to dekho kabhi hain ye aansoon kabhi ye hansi hai mere humsafar bas yahi zindagi hai tera
tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye dilkash nazaaron se poochho rut ke ishaaron se poochho are mera nahin hai bharosa toh in baharon se poochho ye phool itne saare khile hain kisliye ye phool itne saare khile hain kisliye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye yun dil ko dhadka raha hai dil ko maza aa raha hai dekho ye mastaana mausam humko yun behka raha hai kaliyon pe ye bhanwre ruke hain kisliye kaliyon pe ye bhanwre ruke hain kisliye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani hai kis liye tere liye mere liye aankhon mein tujhko basaya main tere dil mein samaya ab pyaar pe aaya joban joban pe ab pyaar aaya dil ko haseen armaan mile hain kisliye dil ko haseen armaan mile hai kisliye tere liye mere liye tere liye mere liye ye pyaar ye jawaani bani
hooo ooo oo tere nainon ke main deep jalaunga tere nainon ke main deep jalaunga apni aankhon se duniyan dikhlaunga achcha wo kya hai ik mandir hai us mandir me ek moorat hai ye moorat kaisi hoti hai teri soorat jaisi hoti hai wo kya hai ik mandir hai main kya janu chhanv hai kya aur dhoop hai kya main kya janu chhanv hai kya aur dhoop hai kya rang birangi iss duniyan ka roop hai kya wo kya hai ik parvat hai uss parvat pe ik badal hai ye badal kaisa hota hai tere aanchal jaisa hota hai wo kya hai ik parvat hai mast hawa ne ghoonghat khola kaliyon ka mast hawa ne ghoonghat khola kaliyon ka jhoom ke mausam aaya hai rangraliyon ka wo kya hai ik bagiya hai us bagiya mein kai bhanwre hain bhanwre kya jogi hote hain nahi dil ke rogi hote hain wo kya hai ik bagiya hai aisi bhi anjaan nahi main ab sajana bin dekhe mujhko dikhta hai sab sajna wo kya hai wo saagar hai uss saagar mein ik nayyia hai are tune kaise naam liya mann se aankhon kaa kaam liya wo kya hai wo saagar hai
hmm hmm hmm hmm hmm hmm tum ho mere dil ki dhadkan tum bin lage naa mann tum ko hi dhundha karte hain har pal mere do nayan tum ho mere dil ki dhadkan tum bin lage naa mann tum ko hi dhundha karte hain har pal mere do nayan tum jo nahin to kaisi khushi maayusiyon mein doobi hai zindagi mujhe tum bin har palchhin dasta hai soonapan tum ho mere dil ki dhadkan tum bin lage naa mann tum ko hi dhundha karte hain har pal mere do nayan tumhen jo dekha to palkon tale laakhon diye se dekho jalne lage mera tann mann mera jeevan tumse hi hai magan tum ho mere dil ki dhadkan tum bin lage naa mann tum ko hi dhundha karte hain har pal mere do nayan
tumne piya o tumne piya diya sab kuchh mujhko apni preet de ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke tumne piya diya sab kuchh mujhko apni preet de ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke tumne piya main to hoon bholi aisi bholi piya jaise thi radhika kanha ki premika main to hoon bholi aisi bholi piya jaise thi radhika kanha ki premika shyaam kahin shyaam kahin ban jaiyo na tu meri sudh bhulai ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke tumne piya mere mitva re mere mere mitva re mile jab se tum mujhe bindiya mathe saje paayal meri baje mere mitva re mile jab se tum mujhe bindiya mathe saje paayal meri baje maang bhare maang bhare meri nisdin ab sinduri sanjh aike tumne piya diya sab kuchh mujhko apni preet de ke raam kare yun hi beete jeevan tumre geet gayi ke
waada karo jaanam na chhodoge ye daaman zamaana chahe chhoote baandhi hai jo dil se ab yeh dor zindagi bhar na toote waada karo jaanam na chhodoge ye daaman zamaana chahe chhoote baandhi hai jo dil se ab yeh dor zindagi bhar na toote waada karo jaanam na chhodoge ye daaman zamaana chahe chhoote badle na hum tum kabhi rut yeh badalti rahe do dilon ki yeh baat chalti hi rahe hoooo aake bahaaron ki chhanv jaati rahe dhalti rahe na phire yeh nazar dil se dil na roothe zamaana chahe chhoote waada karo jaanam na chhodoge ye daaman zamaana chahe chhoote baandhi hai jo dil se ab yeh dor zindagi bhar na toote waada karo jaanam na chhodoge ye daaman zamaana chahe chhoote hone denge aisa na hum kal ko zamaana hanse yun kare pyaar ka naam duniyaa yaad kare hum pe gire bijliyaan aandhi ke toofan chale haath se ye tera aanchal ab na chhoote zamaana chahe chhoote waada karo jaanam na chhodoge ye daaman zamaana chahe chhoote baandhi hai jo dil se ab yeh dor zindagi bhar na toote
yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega iss duniyaa mein chhoti si apni duniyaa basaana yaad rahengaa hoooo yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega ek hain hum aur ek rahenge sukh mein bhi aur dukh mein bhi hoooo ek hain hum aur ek rahenge sukh mein bhi aur dukh mein bhi jab tak hai saanson ka bandhan jab tak hai saanson ka bandhan ye bandhan toote naa kabhi janam janam ye rasmen nibhaane ki janam janam ye rasmen nibhaane ki kasmen uthana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega apne jahaan mein madhur hansi ki goonj kabhi naa maand pade hooo apne jahaan mein madhur hansi ki goonj kabhi naa maand pade jo bhi kadam badhta ho apna jo bhi kadam badhta ho apna ek duje ki aur badhe pyaar mein jhoom ke do saayon kaa pyaar mein jhoom ke do saayon kaa ik ho jaana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad rahega yaad rahega pyaar ka ye rangeen zamaana yaad
oooooooooooo aaaaaaaaaaaa yeh jab se huyiiii jiya ki choriiiii patang sa ude yeh mann jo hai tere haathon mein doriiii yeh jab se huyiiii jiya ki choriiiii patang sa ude yeh mann jo hai tere haathon mein doriiiiiiii yeh jab se huyiiiii pade jo mere tan pe ye sune jeewan pe salone teri dhoooooooop nikhar gayi main to sawar gaya dekho ye mera roooooop pade jo mere tan pe ye sune jeewan pe salone teri dhoooooooop nikhar gayi main to sawar gaya dekho ye mera roooooop kahe mose darpan ho gayi tu nayiii yeh jab se huyiiiii jiya ki choriiiii patang sa ude yeh mann jo hai tere haathon mein doriiii yeh jab se huyiiiiiii kya jaadu kiya tene baandha jo tujhe maine ye aanchal seeeeee jhooome re mann mera likha hai naam tera jo kaajal seeee kya jaadu kiya tene baandha jo tujhe maine ye aanchal seeeee jhooome re mann mera likha hai naam tera jo kaajal seeee jidhar ab main dekhoon bus dikhe re tuiiiii yeh jab se huyiiiii jiya ki choriiiii patang sa ude yeh mann jo hai tere
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Tera Saath Hai To (Female) Pyaasa Sawan (1981) 05:43 14005
 
Poster of Pyaasa Sawan (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kamlesh Awasthi
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 05:43   Song Number : 14005   

Tere Liye Mere Liye Raksha (1981) 03:56 37460
 
Poster of Raksha (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jeetendra, Moushumi Chatterjee
Duration : 03:56   Song Number : 37460   

Tere Nainon Ke Main Anuraag (1972) 03:39 12722
 
Poster of Anuraag (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee
Duration : 03:39   Song Number : 12722   

Tum Ho Mere Dil Ki Manzil (1979) 03:14 13687
 
Poster of Manzil (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 03:14   Song Number : 13687   

Tumne Piya Diya Sab Kuchh Mujhko Us Paar (1974) 04:01 32158
 
Poster of Us Paar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Duration : 04:01   Song Number : 32158   

Waada Karo Jaanam Sabse Bada Rupaiya (1976) 05:07 14100
 
Poster of Sabse Bada Rupaiya (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Basu Manohari
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee, Vinod Mehra
Duration : 05:07   Song Number : 14100   

Yaad Rahega Pyaar Ka Umar Qaid (1975) 05:28 14377
 
Poster of Umar Qaid (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Sonik-Omi
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Moushumi Chatterjee
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:28   Song Number : 14377   

Yeh Jab Se Huyi Us Paar (1974) 04:30 14387
 
Poster of Us Paar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Duration : 04:30   Song Number : 14387   
Karaoke Songs of moushumi, Sad Songs of moushumi, Love Songs of moushumi, Dance Songs of moushumi, Hip-hop songs of moushumi, Best songs of moushumi, Super hit songs of moushumi, hit songs of moushumi, duet songs of moushumi, solo songs of moushumi, old songs of moushumi, famous songs of moushumi, Hindi Karaoke Songs of moushumi, Hindi Sad Songs of moushumi, Hindi Love Songs of moushumi, Hindi Dance Songs of moushumi, Hindi Hip-hop songs of moushumi, best Hindi songs of moushumi, super hit Hindi songs of moushumi, hit Hindi songs of moushumi, duet Hindi songs of moushumi, solo Hindi songs of moushumi, old Hindi songs of moushumi, famous Hindi songs of moushumi, Sing Along Songs of moushumi, Sing Along Sad Songs of moushumi, Sing Along Love Songs of moushumi, Sing Along Dance Songs of moushumi, Sing Along Hip-hop songs of moushumi, Sing Along Best songs of moushumi, Sing Along Super hit songs of moushumi, Sing Along hit songs of moushumi, Sing Along duet songs of moushumi, Sing Along solo songs of moushumi, Sing Along old songs of moushumi, Sing Along famous songs of moushumi