Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMeri Behen (1944)
HomeMeri Behen (1944)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae qaatib e taqdeer mujhe itna bataa de ae qaatib e taqdeer mujhe itna bataa de itna bataa de kyun mujhse khafaa hai tu kyaa maine kiyaa hai auron ko khushi mujhko fakat dard o ranj o ghum duniyaa ko hansi aur mujhe rona diyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyun mujhse khafaa hai tu kyaa maine kiyaa hai hisse mein sab ke aayin hain hisse mein sab ke aayin hain rangeen bahaarein bad faqtiyaan lekin mujhe sheeshe mein utaarein peete hain peete hain rog roz o shab muzzarraton ki mai main hoon ke sadaa khoon e jigar maine piyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai thaa jin ke dam kadam se ye aabaad aashiyaan wo chehchahaati wo chehchahaati bulbulein jaane gayin kahaan jugnu ki chamak hai na sitaaron ki roshni iss ghup andhere mein hai meri jaan par bani kyaa thi kyaa thi kyaa thi khataa ke jis ki sazaa toone mujhko di kyaa tha kyaa tha gunah ke jis ka badlaa mujhse liyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyaa maine kiyaa hai kyun mujhse khafaa hai tu
chhupo na chhupo na chhupo na chhupo na chhupo na o pyaari sajaniyaa humse chhupo na chhupo na baanki raseeli baanki raseeli humaari sajaniyaa humse chhupo na chhupo na saajan se chhupo na o pyaari sajaniyaa humse chhupo na chhupo na milne ko aaye hain milne ko aaye hain aakar milo nainon se naina milaakar milo dekho bano na na humko banaao roothi huyi ho to haan roothi huyi ho to ab maan jaao bholi suratiyaa bholi suratiyaa dikhaa do mohaniyaa humse chhupo na chhupo na saajan se chhupo na o pyaari sajaniyaa humse chhupo na chhupo na kaisa suhaana samay hai dilaara bichhude huye bichhude huye do dilon ka sahaaraa kaisa suhaana samay hai dilaara bichhude hue do dilon ka sahaaraa aise mein aao aise mein aao zaraa gungunaati soyi huyi kismaton ko jagaati rum jhum bajaati ho bairi paijaniyaa humse chhupo na chhupo na saajan se chhupo na o pyaari sajaniyaa
do naina matwaare tihaare hum par zulm kareeee hum par zulm kare do naina matwaare tihaare hum par zulm kareeee hum par zulm kare nainon mein rahen to sudh budh khoye nainon mein rahen to sudh budh khoye chhipe to chhipe to chain hareee do naina do naina matwaare tihaare hum par zulm kareeee hum par zulm kare tan tan ke chalayen teer nas nas mein nas nas mein uthaayen peer tan tan ke chalayen teer nas nas mein uthaayen peer madbhare raseele nithur bhare naa dare naa dheer dhareee do naina matwaare tihaare hum par zulm kareeee hum par zulm kare jab hoti ho jab hoti ho tum uss paar mann ki mann ki beena ke baj uthate hain zor zor se taar mann ki mann ki beena ke baj uthate hain zor zor se taar paas aayi paas aayi to aise phool gaye palchheen mein palchheen mein sab kuchh bhool gaye paas aayi to aise phool gaye palchheen mein sab kuchh bhool gaye khushiyon ke sofe ubal pade har ang mein rang bhareee do naina matwaare tihaare hum par zulm kareeee hum par zulm kare
duniya mein hoon duniya kaa talabgaar nahin hoon baazar se guzra hoon kharidaar nahin hoon baazar se guzra hoon kharidaar nahin hoon baazar se guzra hoon kharidaar duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon baazar se guzra hoon kharidaar nahin hoon baazar se guzra hoon kharidaar nahin hoon zinda hoon magar zist kiii lajjat nahin baankiii har chand ke hoon hosh mein hoshiyaar nahin hoon har chand ke hoon hosh mein hoshiyaar nahin hoon duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon is khana e hasti se guzar jaunga belost hey is khana e hasti se guzar jaunga belost saaya hoon phakat naksh badeewar nahin hoon saaya hoon phakat naksh badeewar nahin hoon duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon woh gul hoon khiza ne jise barbaad kiya hai woh gul hoon khiza ne jise barbaad kiya hai uljhoon kisi uljhoon kisi daaman se main woh khaar nahin hoon uljhoon kisi daaman se main woh khaar nahin hoon duniya mein hoon duniya ka talabgaar nahin hoon
panchhi reeeeee panchhi kaahe hot udas panchhi kaahe hot udas tu tod na mann ki aas panchhi tod na mann ki aas panchhi kaahe hot udas panchhi kaahe hot udas dekh ghatayen aayin hain wo dekh ghatayen aayin hain wo ek sandesha layin hain wo dekh ghatayen aayin hain wo ek sandesha layin hain wo pinjra lekar udd jaa panchhiiiii pinjra lekar udd jaa panchhi jaa saajan ke paas panchhi kaahe hot udas panchhi kaahe hot udas uth aur uth kar aag laga de uth aur uth kar aag laga de phoonk de pinjra pankh jala de phoonk de pinjra pankh jala de uth aur uth kar aag laga de uth aur uth kar aag laga de phoonk de pinjra pankh jala de phoonk de pinjra pankh jala de raakh babula ban kar panchhi raakh babula ban kar teri pahonche unki pass panchhi kaahe hot udas panchhi kaahe hot udas
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Qaatib E Taqdeer Meri Behen (1944) 03:40 12195
 
Poster of Meri Behen (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Pt Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal, Chandravati
Duration : 03:40   Song Number : 12195   

Chhupo Na Chhupo Na Meri Behen (1944) 03:02 41002
 
Poster of Meri Behen (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Pt Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:02   Song Number : 41002   

Do Naina Matwaare Meri Behen (1944) 03:07 13806
 
Poster of Meri Behen (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Pt Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal, Chandravati
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:07   Song Number : 13806   

Duniya Mein Hoon Meri Behen (1944) 03:40 32759
 
Poster of Meri Behen (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Pt Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
Kl Saigal, Khursheed
Duration : 03:40   Song Number : 32759   

Panchhi Kaahe Hot Udas Meri Behen (1944) 03:22 36341
 
Poster of Meri Behen (1944)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1944
Lyricist
Pandit Bhushan
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Duration : 03:22   Song Number : 36341