Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBaaz (1992)
HomeBaaz (1992)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaaha maine chaaha bas tujhi ko maine chaaha tujhko chaah kar hi zindagii ko maine chaaha baadal ne gagan ko phool ne chaman ko chaaha jaise mere dil ne sanam tere man ko chaaha chaaha maine chaaha bas tujhi ko maine chaaha tujhko chaah kar hi zindagi ko maine chaaha baadal ne gagan ko phool ne chaman ko chaaha jaise mere dil ne sanam tere man ko chaaha chaaha maine chaaha kyaa kahun kyaa karun kyaa bataaun kaise dil ki sadaa main sunaun kyaa kahun kyaa karun kyaa bataaun kaise dil ki sadaa main sunaun kaise keh doon main tujhse ke jis pal mein paayaa thaa teri muskuraahat ko usi pal mein chaaha chaaha maine chaaha bas tujhi ko maine chaaha tujhko chaah kar hi zindagi ko maine chaaha baadal ne gagan ko phool ne chaman ko chaaha jaise mere dil ne sanam tere man ko chaaha aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kho gayaa ho gayaa main deewana jab se dil ne sanam tumko jaana kho gayaa ho gayaa main deewana jab se dil ne sanam tumko jaana tab se tum hi chaahat ho tum hi
chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho hoooo chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho o pardesi bhool naa jaana humne kiya tujhe dil nazraana o pardesi bhool naa jaana humne kiya tujhe dil nazraana dil ye humara tune naa jaanaa sikhaa hai humne bhi waada nibhaana waada nibhaana chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho jab tak chamke chaand sitaare hum hai tumhaare tum ho humaare jab tak chamke chaand sitaare hum hai tumhaare tum ho humaare saagar ki do lehren pukaare mil ke rahenge dono kinaare donon kinaare chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho hooo chaahe paas ho chaahe door ho mere jeevan ki tum taqdeer ho chaahe paas ho chaahe door ho mere sapnon ki tum tasveer ho
chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi dil mein yaadon ke nashtar se toota kiye ik tamnna kaleja masalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi badnaseebi sharafat ki dushman bani saj sanwar ke bhi dulhan na dulhan bani teeka maathe pe ik daag banta gaya mehndi haathon se shole ugalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi khaab palkon se gir kar fanaah ho gaye do kadam chal ke tum bhi juda ho gaye meri haari thaki aankh se raat din ik nadi aansuon ki ubalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi subah maangi to ghum ka andhera mila mujhko rota sisakta savera mila main ujaalon ki naakaam hasrat liye umr bhar mom ban kar pighalti rahi chaand apna safar khatam karta raha shamma jalti rahi raat dhalti rahi chand yaadon ki parchhaayion ke siva kuchh bhi paaya
chaand chhupa aur taare doobe raat gazab ki aayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi chaand chhupa aur taare doobe raat gazab ki aayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi toot padi hai aandhi ghum ki hooooooo ooooo oooooo oooo toot padi hai aandhi ghum ki aaj pawan hai paagal aaj pawan hai paagal kaanp rahi hai dharti saari cheekh rahen hain baadal hooooo ooooo ooooo ooooo oooo cheekh rahen hain baadal duniyaa ke toofan hazaaron husn ki ik tanhaayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi maut ki naagan aaj khadi hai raah mein phan phailaaye jungle jungle naach rahen hain shaitaanon ke saaye hooooo ooooo ooooo ooooo oooo shaitaanon ke saaye aaj khuda khaamosh hai jaise bhool gaya ho khudaayi husn chala hai ishq se milne zulm ki badli chhaayi ooooo oooo ooooo raat gazab ki aayi ghor andhera mushkil raahen kadam kadam pe
chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi meri neendiya se bhojhal ye ankhiyaan kahen paas baitho zara kuchh kahen kuchh sune thandi thandi hawaa ab to chalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi raat jaati hai jholi mein taare liye raah takte hai par hum tumhare liye soyi soyi kali aankh malne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo ooooo oooooo aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa chaand ghatne laga raat dhalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi deep taaron ke bhujhne se pehle sanam aaj kehna hai jo kuchh bhi keh le sanam aag sulgi huyi dekh jalne lagi aarzoo mere dil ki machalne lagi oooooo oooo ooooo oooooo oooooo oooo
sab tithiyan ka chandramaa jo dekhaa chaaho aaj dheere dheere ghoonghataa sarkaawo sartaaj ho o o ho ho o o ho ho chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaaraa chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaaraa nahin bhoolega meri jaan ye sitaara wo sitaara mana teri nazaron mein main hoon ek aawaara ho aawaaraa nahin bhoolegaa meri jaan ye aawaaraa wo aawaaraa chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaaraa o o o o o o o o saagar saagar moti milte parvat parvat paaras tan mann aise bheeje jaise barse mahue ka ras are kasturi ko khojtaa phirtaa hai ye banjaaraa ho banjaaraa nahin bhoolegaa meri jaan ye banjaaraa wo banjaaraa chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaaraa o o o o o o o o kajraare chanchal nainon mein sooraj chaand ka deraa roop ke is paawan mandir mein hansaa kare basera pyaase geeton ki ganga ka tu hi hai kinaara ho kinaara nahin bhoolega meri jaan ye kinaara wo kinaara chaand jaise mukhade pe bindiyaa sitaara nahin bhoolegaa meri jaan ye sitaara wo sitaara mana teri
chaand kabhi tha baahon mein phool bichhe the raahon mein ab to wo sapne gaye bikhar doob gaye hum aahon mein chaand kabhi tha baahon mein phool bichhe the raahon mein ab to wo sapne gaye bikhar doob gaye hum aahon mein chaand kabhi tha baahon mein door door door jahaan utth raha hai ab dhuan door door door jahaan utth raha hai ab dhuan mera wahi pal tha aashiyaan taaron ki jhilmil chhaon mein chaand kabhi tha baahon mein phool bichhe the raahon mein ab to wo sapne gaye bikhar doob gaye hum aahon mein chaand kabhi tha baahon mein haaye meri bekasi bezubaan hai zindagi haaye meri bekasi bezubaan hai zindagi main unki nazron se aisi giri na apne ghar hoon na raahon mein chaand kabhi tha baahon mein phool bichhe the raahon mein ab to wo sapne gaye bikhar doob gaye hum aahon mein chaand kabhi tha baahon mein
chaand ke paas jo chaand ke paas jo sitaara hai wo sitaara haseen lagta hai wo sitaara haseen lagta hai jab se tum ho meri nighaon mein jab se tum ho meri nighaon mein har nazaara haseen lagta hai har nazaara haseen lagta hai chaand ke paas jo sitaara hai zindagi do dilon ki chaahat hai zindagi do dilon ki chaahat hai zindagi do dilon ki chaahat hai har khushi pyaar ki amaanat hai pyaar ke paas jo pyaar ke paas jo sahaara hai wo sahaara haseen lagta hai wo sahaara haseen lagta hai chaand ke paas jo sitaara hai raat tanhaayion ki dushman hai raat tanhaayion ki dushman hai raat tanhaayion ki dushman hai har safar humsafar se roshan hai mauj ke paas jo mauj ke paas jo kinaara hai wo kinaara haseen lagta hai wo kinaara haseen lagta hai chaand ke paas jo sitaara hai aaj ki raat hai muraadon ki aaj ki raat hai muraadon ki aaj ki raat hai muraadon ki roshni hai naye iraadon ki shamma ke paas jo shamma ke paas jo sharaara hai wo sharaara haseen lagta hai wo sharaara haseen
jo bhi chaahun wo main paaun zindagi mein jeet jaaun chaand taare tod laaun saari duniyaa par main chhaaun bas itna saa khaab hai bas itna saa khaab hai chaand taare tod laaun saari duniyaa par main chhaaun bas itna saa khaab hai bas itna saa khaab hai yaar tu bhi sun zara aarzoo meri hai kya main kya ban jaana chaahtaa hoon main kahaan kharaab hoon main to laazawaab hoon main ye manwaana chaahtaa hoon maan jaa aye khuda itni si hai dua main ban jaaun sab se bada main ban jaaun sab se bada mere peechhe mere aage haath jode duniyaa bhaage bas itna saa khawaab hai bas itna saa khawaab hai shaan se rahun sadaa mujhpe log hon fidaa haseenaye bhi dil ho khoti dil ka ye kanwal khile sone kaa mehal mile barasne lage heere moti hey maan jaa aye khuda itni si hai duaa main jyaada nahin maangta main jyaada nahin maangta saari daulat saari taaqat saari duniyaa par hukumat bas itna saa khawaab hai bas itna saa khawaab hai bas itna saa khawaab hai
chaandi ke chand tukadon ke liye imaan ko bechaa jaata hai imaan ko bechaa jaata hai masjid mein khudaa aur mandir mein bhagwaan ko bechaa jaata hai bhagwaan ko bechaa jaata hai yahaan aise bhi kuchh kaliyaa hain ja naa bole naa muh khole daulat ke taraazuu mein inko khud fekane waale hi tole saiyaadon ki iss basti mein anjaan ko bechaa jaata hai anjaan ko bechaa jaata hai chaandi ke chand tukadon ke liye imaan ko bechaa jaata hai imaan ko bechaa jaata hai har cheez ka sauda hota hai har cheez yahaan par bikati hai dhanvaan ke aage nirdhan kya ab saari khudaai jhookati hai bebas insaanon ke har ik aramaan ko bechaa jaata hai aramaan ko bechaa jaata hai chaandi ke chand tukadon ke liye imaan ko bechaa jaata hai imaan ko bechaa jaata hai ae maalik tu ne likhi hai patthar ki kalam se taqdeerein majabur musavvir dekh raha ye khoon e jigar ki tasaviren insaan ke haathon hi ab to insaan ko bechaa jaata hai insaan ko bechaa jaata hai chaandi ke chand tukadon ke liye imaan
chaandni raatein chaandni raatein chaandni raatein chaandni raatein sab jag soye hum jaage taaron se karen baatein ho oo chaandni raatein ho oo chaandni raatein chaandni raatein chaandni raatein takte takte tooti jaaye aas piya na aaye re takte takte shaam sawere dard anokhe uthen jiya ghabraaye re shaam sawere raaton ne meri neend loot li raaton ne meri neend loot li din ke chain churaaye re dukhiya aankhen dhoond rahi hain wahi pyaar ki ghaaten chaandni raatein ho oo chaandni raatein chaandni raatein chaandni raatein pichhli raat mein hum uth uth ke chup ke chup ke roye re pichhli raat mein sukh ki neend mein meet humaare desh paraaye soye re sukh ki neend mein dil ki dhadkane tujhe pukaaren dil ki dhadkanen tujhe pukaaren aaja baalam aayi bahaaren baith ke tanhaayi mein karne sukh dukh ki do baatein chaandni raatein ho oo chaandni raatein chaandni raatein chaandni raatein sab jag soye hum jaage taaron se karen baatein ho oo chaandni raatein ho oo chaandni
huye naam ull pe nisha kaise kaise zamin kha gayee naujawaan kaise kaise aaj jawani par itraane waale kal pachhatayega aaj jawani par itraane waale kal pachhatayega chadhta sooraj dheere dheere dhalta hai dhal jayega dhal jayega dhal jayega tu yahaan musafir hai ye sarai faani hai chaar roz ki mehmaan teri zindagani hai jhan zamin jarr jewar kuchh na saath jayega khali haath aaya hai khali haath jayega jaan kar bhi anjana ban raha hai diwaane apni umr e faani par tan raha hai diwaane iss kadar tu khoya hai iss jahaan ke mele mein tu khuda ko bhula hai phans ke iss jhamele mein aaj tak ye dekha hai paane wala khota hai zindagi ko jo samjha zindagi pe rota hai mitne wali duniya ka aitbaar karta hai kya samajh ke tu aakhir isse pyar karta hai apni apni fikaron mein jo bhi hai wo uljha hai zindagi haqeeqat mein kya hai kaun samjha hai aaj samajh le aaj samajh le kal ye mauka haath na tere aayega o gaflat ki nind mein sone waale dhokha khayega dhal jayega dhal jayega
chah barbaad karegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa tha rote rote hi kategi humen maalum naa tha rote rote hi kategi humen maalum naa tha maut bhi hum pe hansegi humen maaluuuum naa tha zindagi rog banegi humen maalum naa tha zindagi rog banegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa tha chhayi ghanghor ghata chand sitaare na rahe wo ummeedein na rahin ab wo sahaare na rahe gair to gair hi the wo bhi hamaare na rahe hum pe aisi bhi padegi humen maalum naa tha hum pe aisi bhi padegi humen maalum naa tha chah barbaad karegi humen maalum naa thaaaa
hey chaila chaila chaila chaila nenu venta padda pilla peru laila hey chaila chaila chaila chaila nenu venta padda pilla peru laila hoila hoila hoile hoila nadaka choosthe chiku buku raila gulabi laanti lippu choosi naa pulse rettimperigindi jilebi laanti hippu choosi naa heartu beate adirindi paala meegadanti rangu choosi naa rakthamanta marigindi maa arealo yepudu leni loveria naku antumundi o maaya o maaya ee prema ante maaya are gola idi gola idi theeyanaina gola hoi maaya o maaya ee prema ante maaya are gola idi gola idi theeyanaina gola chaila chaila chaila chaila nenu venta padda pilla peru laila hooo tanni choosinakane drinking maanesa tellavaru jamuna jogginge chesa dhammu kottadam vadilesa dhummu dulapadam aapesa peeka kose kattithone poolu kosi theesukoccha inti mundare tentu vesa vontikandina centu poosa manchi neella lorry daggara binde kooda bagu chesa aa debbatho chinna chiru navvutho fasu naa vaipu turning icchukundi adevito mari aa navvutho naa
chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye lehren kinaare se bichhad gayin aise lehren kinaare se bichhad gayin aise nazron se door tum ho gaye piya jaise ho gaye piya jaise chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye patjhad aayi chhayi udasi preet kamal murjhaye hoooo ooo patjhad aayi chhayi udasi preet kamal murjhayeeee paas nahin jab tum hi baalam man kaise muskayeeee man kaise muskaye chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye aaun to aaun piya kaise main aaun aaun to aaun piya kaise main aaun tere milan ki raah na paaun raah na paaun chain nahin aaye kahan dil jaaye sajanwa hoooo balamwa hoooo chain nahin aaye kahan dil jaaye
padave nee rekkalu naa rekkalu chachi podam ee dikkulu aa chukkalu dhati paruvam lo raadhari aakasam aindhe paipaikella nannadhe chakkori padara aa chotiki ee chotikantaana neetho ye chotikaina venta ne rana chakkori pandhemulo pandhemulo ne mundharo nuv mundharo choodham choodham modata aa maatani mattada galadevaro modata ee premani bayatuncha galadevaro tholiga mounalani mogincha galadevaro mundhu cheppedevaro mundhunde devaro yedhuruga nilichi yedhalani teriche kaalam yeppudo aa kshanam inkeppudo itte pasigatti kanu kadalika batti kanipetti valapula ruchi batte pani mutte avasaramata ikapaina innalluga daagunnadi viraham ennallani moyyalata hrudayam andhaki ee payanam suluvuga mugisena itte pasigatti kanu kadalika batti kanipetti valapula ruchi batte pani mutte avasaramata ikapaina innalluga daagunnadi viraham ennallani moyyalata hrudayam andhaki ee payanam suluvuga mugisena chakkori pandhemulo pandhemulo modata aa maatani mattada galadevaro modata ee premani
chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela hazaaron meel lambe raaste tujhko bulaate yahaan dukhade sehne ke vaaste tujhko bulaate hai kaun saa wo insaan yahaan par jisne dukh na jhelaa teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela teraa koi saath na de to tu khud se preet jod le bichhaunaa dharti ko karke arre aakaash odh le yahan pooraa khel abhi jeevan ka toone kahaan hai khelaa teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela chal akela chal akela chal akela teraa mela peechhe chhoota raahi chal akela
chal diye de ke ghum ye naa socha ke hum iss jahaan mein akele kidhar jaayenge aisi manzil pe chhoda hai tumne humen ab sahaara naa doge to marr jaayenge bijliyon ka naa dar tha naa aandhi ka ghum kho gaye the muhabbat ki duniyaan mein hum kya khabar thi ke loot jaayega aashiaan kya khabar thi ke tinke bikhar jayenge chal diye de ke ghum ye naa socha ke hum iss jahaan mein akele kidhar jaayenge yaad kar ke tumhen royenge umr bhar chain aayega dil ko naa shaam o sehar zindagi mein rahegi tumhari kami din guzarne ko yun bhi guzar jaayenge chal diye de ke ghum ye naa socha ke hum iss jahaan mein akele kidhar jaayenge aisi manzil pe chhoda hai tumne humen ab sahaara naa doge to marr jaayenge
chal re chal musaafir chalta chal chalta chal chal re chal musaafir chal jab tak saans chale jab tak saans chale chal re chal musaafir chal jab tak saans chale jab tak saans chale thokar to hai dulhan paon ki thokar to hai dulhan paon ki peer gadhi hai prem gaon ki kaante kankar paani patthar sab ko laga gale chal re chal musaafir chal jab tak saans chale jab tak saans chale pag ki pyaas pag ki pyaas bujha chhaalon se mat ghabra chubhne waalon se nahin sej par nahin mahel mein kaanton mein phool khile chal re chal musaafir chal jab tak saans chale jab tak saans chale chalna hi to re jeevan hai chalna hi to re jeevan hai ruk jaana to maut maran hai ruke na tab tak kadam na jab tak manzil tujhe mile chal re chal musaafir chal jab tak saans chale jab tak saans chale chal re chal musaafir chal jab tak saans chale jab tak saans chale
chal sanyaasi mandir mein mandir mein mandir mein oooooo ooooo ooooo oooo oooo ooooo ooooo chal sanyaasi mandir mein tera chimta meri chudiyaan donon saath bajaayenge saath saath khankaayenge kyun hum jaayen mandir mein paap hain tere ander mein le kar maala kant joshaala raam naam gun gaayenge chal sanyaasi mandir mein tera chimta meri chudiyaan donon saath bajaayenge saath saath khankaayenge chal sanyaasi mandir mein resham saa ye roop salona yauwan hai yaa tapta sona ye teri mohan si moorat kar gayi mujhpe haayeee jaadoo tona kaisa jaadoo tona saari mann ki ye maaya hai are tujh par devi kisi rog ki badi vikat chhaaya hai are chal sanyaasi mandir mein tera kamandal meri gagariyaa saath saath chhalkaayege saath saath chhalkaayege kyun hum jaayen mandir mein paap hain tere ander mein hum to jogi raam ke rogi dhuni alag ramaayenge chal sanyaasi mandir mein mann se mann ka deep jala le madhur milan ki jyot jagaa le puran kar le meri aashaa aaj mujhe apna le apna le
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaaha Supari (2003) 04:59 32151
 
Poster of Supari (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Vishal Dadlani
Music Director- 
Vishal Shekhar
On Screen Actors- 
Parmita Katkar
Duration : 04:59   Song Number : 32151   

Chaahe Paas Ho Chaahe Door Ho Samrat Chandragupta (1958) 03:25 12049
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Niroopa Roy
Duration : 03:25   Song Number : 12049   

Chaand Apna Safar Shama (1981) 05:54 18421
 
Poster of Shama (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 05:54   Song Number : 18421   

Chaand Chhupa Aur Sohni Mahiwal (1958) 07:37 14267
 
Poster of Sohni Mahiwal (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mahendra Kapoor
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 07:37   Song Number : 14267   

Chaand Ghatne Laga Shart (1954) 03:10 14238
 
Poster of Shart (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:10   Song Number : 14238   

Chaand Jaise Mukhade Pe Sawan Ko Aane Do (1979) 04:39 20244
 
Poster of Sawan Ko Aane Do (1979)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1979
Lyricist
Pankaj P
Music Director- 
Raj Kamal
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Arun Govil
Duration : 04:39   Song Number : 20244   

Chaand Kabhi Tha Baahon Mein Sapan Suhane (1961) 04:13 17630
 
Poster of Sapan Suhane (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Savita Banerji
Duration : 04:13   Song Number : 17630   

Chaand Ke Paas Jo Sitaara Sweekar Kiya Maine (1983) 04:42 15677
 
Poster of Sweekar Kiya Maine (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Nida
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Vinod Mehra, Shabana Azmi
Duration : 04:42   Song Number : 15677   

Chaand Taare Yes Boss (1997) 04:48 18739
 
Poster of Yes Boss (1997)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1997
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Jatin Lalit
Singer- 
Abhijeet
Duration : 04:48   Song Number : 18739   

Chaandi Ke Chand Tukadon Ke Liye Satta Bazaar (1959) 03:10 16476
 
Poster of Satta Bazaar (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Duration : 03:10   Song Number : 16476   

Chaandni Raatein Shamsa Kanwal 05:38 38722
 
Poster of Shamsa Kanwal
 
Category
Indipop
Lyricist
Noor Jahan
Music Director- 
Hardip Sidhu
Singer- 
Shamsa Kanwal
Duration : 05:38   Song Number : 38722   

Chadhta Sooraj Dheere Dheere Zahid Najan 11:15 18830
 
Poster of Zahid Najan
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Kaisar
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Aziz Nazan
On Screen Actors- 
Aziz Nazan, Zahid Najan
Duration : 11:15   Song Number : 18830   

Chah Barbaad Karegi Shahjehan (1946) 03:17 11233
 
Poster of Shahjehan (1946)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1946
Lyricist
Khumar Barabankawi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Bagasri
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:17   Song Number : 11233   

Chaila Chaila Shankar Dada MBBS (2004) 06:06 16634
 
Poster of Shankar Dada MBBS (2004)
 
Category
Telugu
Year- 
2004
Duration : 06:06   Song Number : 16634   

Chain Nahin Aaye Samundar (1957) 04:05 32979
 
Poster of Samundar (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Raag- 
Chaya-Nat
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:05   Song Number : 32979   

Chakori Sahasam Swasaga Sagipo (2016) 05:46 40361
 
Poster of Sahasam Swasaga Sagipo (2016)
 
Category
Telugu
Year- 
2016
Lyricist
Ananta Sriram
Music Director- 
A R Rahman
On Screen Actors- 
Naga Chaitanya, Manjima Mohan
Duration : 05:46   Song Number : 40361   

Chal Akela Chal Akela Sambandh (1969) 05:30 20254
 
Poster of Sambandh (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Pradeep
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mukesh
Duration : 05:30   Song Number : 20254   

Chal Diye De ke Ghum Son Of India (1962) 03:11 14279
 
Poster of Son Of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 03:11   Song Number : 14279   

Chal Re Chal Musaafir Chal Sati Naari (1965) 03:37 39250
 
Poster of Sati Naari (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Neeraj
Music Director- 
Shivram Krishan
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:37   Song Number : 39250   

Chal Sanyaasi Mandir Sanyasi (1975) 06:16 14145
 
Poster of Sanyasi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Sharma
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 06:16   Song Number : 14145