Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRajesh
HomeRajesh
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye babu ye public hai public ye jo public hai ye sab jaanti hai public hai ye jo public hai ye sab jaanti hai public hai aji andar kya hai aji bahar kya hai andar kya hai bahar kya hai ye sab kuchh pahchanti hai public hai ye sab jaanti hai public hai ye jo public hai ye sab jaanti hai public hai aji andar kya hai aji bahar kya hai andar kya hai bahar kya hai ye sab kuchh pahchanti hai public hai ye sab jaanti hai public hai ye jo public hai ye sab jaanti hai public hai heere moti tumne chhupaye kuchh hum log na bole heere moti tumne chhupaye kuchh hum log na bole abb aata chawal bhi chhupa to bhukhon ne munh khole are bhikh na maange are karz na maange bhikh na maange karz na maange ye apna haq mangti hai public hai ye sab jaanti hai public hai ye jo public hai ye sab jaanti hai public hai ye chaahe to sar pe bitha le chahe phenk de neeche ye chaahe to sar pe bitha le chahe phenk de neeche pahle ye peechhe bhaage phir bhaago iske peechhe are dil toote to are ye
ye kya hua kaise hua kab hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua hum kyun shikva karen jhoota kya hua jo dil toota hum kyun shikva karen jhoota kya hua jo dil toota sheeshe ka khilona tha kuchh na kuchh to hona tha hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua humne jo dekha tha suna tha kya batayen wo kya tha humne jo dekha tha suna tha kya batayen wo kya tha sapna salona tha khatam to hona tha hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua aye dil chal pee kar jhumen inhi galiyon mein ghumen aye dil chal pee kar jhumen inhi galiyon mein ghumen yahan tujhe khona tha badnaam hona tha hua ye kya hua kaise hua kab hua kyun hua jab hua tab hua oo chhodo ye na socho hm hm hm ye kya hua
ye laal rang kab mujhe chhodega ye laal rang kab mujhe chhodega ye laal rang kab mujhe chhodega mera ghum kab talak mera dil todega ye laal rang kab mujhe chhodega kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu kisi ka bhi liya naam to aayi yaad tu hi tu ye to pyaala sharaab ka ban gaya ye lahoo ye laal rang kab mujhe chhodega peene ki kasam daal di peeunga kis tarah haan peene ki kasam daal di peeunga kis tarah ye na socha toone yaar main jeeunga kis tarah ye laal rang kab mujhe chhodega hmmm chala jaaun kahin chhod ke main tera ye shaher haan chala jaaun kahin chhod ke main tera ye shaher na to yahan amrit mile peene ko na zaher ye laal rang kab mujhe chhodega mera ghum kab talak ho mera dil todega ye laal rang kab mujhe chhodega
aa haa haa ho ho aa haa haa ye mausam aaya hai kitne saalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein ye mausam aaya hai kitne saalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein kaliyon ke chehre nikhar gaye hain kaliyon ke chehre nikhar gaye hain phoolon ke sehre bikhar gaye hain sab khushboo bas gayi hai in reshami shabnami dhaagon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein aankhon ka milna khoob rahaa hai aankhon ka milna khoob rahaa hai ye dil deewana doob rahaa hai matwaale nainon ke in sharbati nargisi khayaalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein ye mausam aaya hai kitne saalon mein aaja kho jaayein khaabon khayaalon mein aaja ke kho jaayein khaabon khayaalon mein aa aa aa aaaaaa aa aaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kehna nahin tha kehna pada hai kehna nahin tha kehna pada
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm ye mera jeevan tere liye hai ye mera jeevan tere liye hai jeevan ka sapna tere liye hai maang le hans ke kya chaahiye tujhe maang le hans ke kya chaahiye tujhe meri to duniyaan tere liye hai ye mera jeevan hurrrrr haha daali pe baithi chhoti si chidiya kaandhe pe meri nanhi si gudiya la la la aa ha ha aa ha ha la la daali pe baithi chhoti si chidiya kaandhe pe meri nanhi si gudiya chidiya se bhi sundar meri gudiya chidiya se bhi sundar meri gudiya ye mera jeevan tere liye hai la la la la la tere liye hai jeevan ka sapna tere liye hai maang le hans ke kya chaahiye tujhe meri to duniyan tere liye hai ye mera jeevan dekha tha sapna jo zindagi ka ye bhi to waisa hi din hai khushi ka la la la aa ha ha aa ha ha aa ha dekha tha sapna jo zindagi ka ye bhi to waisa hi din hai khushi ka jeene ka dhang tujh se maine seekha jeene ka dhang tujh se maine seekha ye mera jeevan tere liye hai la la la la la
ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi pyaasi naa guzar jaaye tum baahon mein aa jaao tum baahon mein aa jaao yaa waqt thehar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi nayi yaad dil ko jalaane lagi hai machalnaa sikhaane lagi hai jawaan pyaar kaaboo mein kaise rahega ke angdaayi aane lagi hai ye palken uthaao ye nazren milaao masti bikhar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi kayi rang dekhe tumhaare labon mein kaho to koi hum chura len zara shokh karlen ye saada saa jeevan jawaani ko rangeen banaa len ye aankhen naa phero ye zulfen bikhero duniyaa sanwar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi ye raat hai pyaasi pyaasi pyaasi naa guzar jaaye tum baahon mein aa jaao tum baahon mein aa jaao yaa waqt thehar jaaye ye raat hai pyaasi pyaasi
ye reshmi zulfen ye sharbati aankhen inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi ye reshmi zulfen ye sharbati aankhen inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi jo ye aankhen sharam se jhuk jayengi jo ye aankhen sharam se jhuk jayengi saari baaten yahin bas ruk jayengi chup rehna ye afsaana koi inko na batlana ke inhen dekh kar pee rahen hain sabhi inhen dekh kar pee rahen hain sabhi ye reshmi zulfen ye sharbati aankhen inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi zulfen magrur itni ho jayengi zulfen magrur itni ho jayengi dil ko tadpayengi jee ko tarsayengi ye kar dengi deewana koi inko na batlana inhen dekh kar jee rahen hain sabhi inhen dekh kar jee rahen hain sabhi saare inki shikaayat karten hain saare inki shikaayat karten hain phir bhi inse mohabbat karten hain ye kya jaadoo hai jaane phir chaak gireva deewane inhen dekh kar see rahen hain sabhi inhen dekh kar see rahen hain
hey hey humm humm humm ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hooo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hoo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hoo hooo hooo door rehti hai tu mere paas aati nahin honthon pe tere kabhi pyaas aati nahin aisa lage jaise ke tu has ke zehar koi piye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye baat jab main karoon mujhe rok deti hai kyun teri meethhi nazar mujhe tok deti hai kyun teri hayaa teri sharam teri kasam mere honth siye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye ek roothi huyee takdeer jaise koi khaamosh aise hai tu tasveer jaise koi teri nazar ban ke zubaan lekin tere paigaam diye jaaye ye shaam mastaani madhosh kiye jaaye mujhe dor koi kheenche teri orr liye jaaye ye shaam mastaani
yeh gotedar lehnga niklun jab daal ke yeh gotedar lehnga niklun jab daal ke yeh gotedar lehnga niklun jab daal ke chhuriyan chal jayen chhuriyan chal jayen meri matwali chaal pe chhuriyan chal jayen meri matwali chaal pe jalwe phir dekh gori meri bhi chaal ke jalwe phir dekh gori meri bhi chaal ke chunari bandh jaye chunari bandh jaye teri mere rumaal se chunari bandh jaye teri mere rumaal se dir da ra dir da ra dir da ra dir da ek to babu sheeshe jaisi chikani meri jawani duji umar mastani ek to babu sheeshe jaisi chikani meri jawani duji umar mastani ho mere badan par aise phisle teri nazar diwani jaise dhalakata pani pani ankhiyan milana humse chhaliya sambhal ke ankhiyan milana humse chhaliya sambhal ke chhuriyan chal jayen chhuriyan chal jayen meri matwali chaal pe chunari bandh jaye teri mere rumaal se he aaj hamari ek nazar ne kya aafat kar dali dekh zara matwali aaj hamari ek nazar ne kya aafat kar dali dekh zara matwali kahan kahan se masaki teri kurti
yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho roz aati ho tum khayalon mein roz aati ho tum khayalon mein zindagi mein bhi meri aa jaao beet jaaye na ye sawalon mein iss jawani pe kuch taras khao haale dil samjho sanam haale dil samjho sanam kahenge munh se na hum humari bhi koi maryada hai adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho bholepan mein hai wafaa ki khushboo bholepan mein hai wafaa ki khushboo tujh pe sab kuch na kyun lootaun main mera betaab dil ye kehta hai tere saaye se lipat jaaoon main mujhse ye mail tera mujhse ye mail tera na ho ik khel tera ye karam mujh pe kuch zyaada hai yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin ban gayi ho meri sada ke liye ban
zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana haan zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u chaand taaron se chalna hai aage asmaanon se badhna hai aage are chaand taaron se chalna hai aage asmaanon se badhna hai aage peechhe reh jaayega ye zamana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u ud le e ud le e o u haa haa ud le e ud le e o u hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parvah na kar hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parvah na kar muskuraate huye din bitaana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana di di di di deyi ud le e ud le e ou di di di di do u ud le e ud
zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin hai ye kaisi dagar chalte hain sab magar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ko bahut pyaar humne diya aa aa maut se bhi muhabbat nibhaayenge hum rote rote zamaane mein aaye magar hanste hanste zamaane se jaayenge hum jaayenge par kidhar hai kise ye khabar koi samjha nahin koi jaana nahin aise jeevan bhi hai jo jiye hi nahin jinko jeene se pehle hi maut aa gayi phool aise bhi hain jo khile hi nahin jinko khilne se pehle khizaa kha gayi hai pareshaan nazar thak gaye chaar agar koi samjha nahin koi jaana nahin
zindagi kaisi hai paheli haai kabhi to hasaaye kabhi ye rulaaye zindagi kaisi hai paheli haai kabhi to hasaaye kabhi ye rulaaye kabhi dekho mann nahin jaage peechhe peechhe sapnon ke bhaage ho kabhi dekho mann nahin jaage peechhe peechhe sapnon ke bhaage ik din sapnon ka raahi chalaa jaaye sapnon ke aage kahan zindagi kaisi hai paheli haai kabhi to hasaaye kabhi ye rulaaye jinhone sajaaye yahan mele sukh dukh sang sang jhele ae ae jinhone sajaaye yahan mele sukh dukh sang sang jhele wohi chun kar khaamoshi yun chale jaaye akele kahan zindagi kaisi hai paheli haai kabhi to hasaaye kabhi ye rulaaye
zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo maqaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate zindagi ke safar mein guzar jaate hain jo maqaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate phool khilte hain log milte hain phool khilte hain log milte hain magar patjhad mein jo phool murjhaa jaate hain wo bahaaron ke aane se khilte nahin kuchh log ik roz jo bichhad jaate hain wo hazaaron ke aane se milte nahin umr bhar chaahe koi pukaara kare unka naam wo phir nahin aate wo phir nahin aate aankh dhokha hai kya bharosa hai aankh dhokha hai kya bharosa hai suno doston shaq dosti ka dushman hai apne dil mein ise ghar banaane naa do kal tadapna pade yaad mein jinki rok lo ruth kar unko jaane naa do baad mein pyaar ke chaahe bhejo hazaaro salaam wo phir nahin aate wo phir nahin aate suboh aati hai raat jaati hai suboh aati hai raat jaati hai yunhi waqt chalta hi rehtaa hai rukta nahin ek pal mein ye aage nikal jaata hai aadmi thik se dekh paata nahin aur parde pe manzar badal jaata hai
zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke us paar jana padega jiska jitna ho aanchal yahan par usko saugaat utni milegi lala la lala la la la la la la la la jiska jitna ho aanchal yahan par usko saugaat utni milegi phool jeevan mein gar na khile to kanton se bhi nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega hai agar door manzil to kya rasta bhi hai mushkil to kya lala la lala la la la la la la la la hai agar door manzil to kya rasta bhi hai mushkil to kya raat taaron bhari na mile to dil ka deepak jalana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ek paheli bhi hai sukh dukh ki saheli bhi hai lala la lala la la la la la la la la zindagi ek paheli bhi hai sukh dukh ki saheli bhi hai zindagi ek vachan bhi to hai jise sabko nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi
zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke uspaar jaana padega zindagi ek ehsaas hai toote dil ki koi aas hai zindagi ek ehsaas hai toote dil ki koi aas hai zindagi ek banwaas hai kaat kar sabko jaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi bewafa hai to kya apne ruthe hai humse to kya zindagi bewafa hai to kya apne ruthe hai humse to kya haath mein haath na ho to kya saath phir bhi nibhana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ek muskaan hai dard ki koi pehchaan hai zindagi ek muskaan hai dard ki koi pehchaan hai zindagi ek mehmaan hai chhod sansaar jaana padega zindagi pyaar ka geet hai ise har dil ko gaana padega zindagi ghum ka sagar bhi hai hans ke uspaar jaana padega
zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi bahaar aane se pehle khizan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi khushi ki chaah mein maine uthaye ranj bade khushi ki chaah mein maine uthaye ranj bade mera naseeb ke mere kadam jahan bhi pade ye badnaseebi meri bhi wahaan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi udaas raat hai viraan dil ki mehfil hai udaas raat hai viraan dil ki mehfil hai na humsafar hai koi aur na koi manzil hai ye zindagi mujhe lekar kahan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi bahaar aane se pehle khizan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ye Jo Public Hai Roti (1974) 05:16 18204
 
Poster of Roti (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Duration : 05:16   Song Number : 18204   

Ye Kya Hua Amar Prem (1971) 04:47 21472
 
Poster of Amar Prem (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:47   Song Number : 21472   

Ye Laal Rang Prem Nagar (1974) 04:10 21446
 
Poster of Prem Nagar (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:10   Song Number : 21446   

Ye Mausam Aaya Hai Aakraman (1975) 07:55 11877
 
Poster of Aakraman (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Rajesh Khanna, Rekha
Duration : 07:55   Song Number : 11877   

Ye Mera Jeevan Babu (1985) 04:54 12775
 
Poster of Babu (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:54   Song Number : 12775   

Ye Raat Hai Pyaasi Chhoti Bahu (1971) 03:43 15108
 
Poster of Chhoti Bahu (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:43   Song Number : 15108   

Ye Reshmi Zulfen Do Raaste (1969) 05:30 21453
 
Poster of Do Raaste (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:30   Song Number : 21453   

Ye Shaam Mastaani Kati Patang (1970) 04:35 21456
 
Poster of Kati Patang (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:35   Song Number : 21456   

Yeh Gotedar Lehnga Dharam Kanta (1982) 06:22 32829
 
Poster of Dharam Kanta (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Reena Roy
Duration : 06:22   Song Number : 32829   

Yuhin Tum Mujh Se Baat Sachaa Jhutha (1970) 04:21 18036
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj, Vinod Khanna
Duration : 04:21   Song Number : 18036   

Zindagi Ek Safar Hai Suhana Andaz (1971) 04:22 21498
 
Poster of Andaz (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Hema Malini
Duration : 04:22   Song Number : 21498   

Zindagi Ka Safar Safar (1970) 04:08 21503
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:08   Song Number : 21503   

Zindagi Kaisi Hai Paheli Anand (1970) 03:39 21504
 
Poster of Anand (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 03:39   Song Number : 21504   

Zindagi Ke Safar Mein Aap Ki Kasam (1974) 06:36 21506
 
Poster of Aap Ki Kasam (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Bihag
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:36   Song Number : 21506   

Zindagi Pyaar Ka Geet (Female) Souten (1983) 05:33 19152
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:33   Song Number : 19152   

Zindagi Pyaar Ka Geet (Male) Souten (1983) 04:49 21511
 
Poster of Souten (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
Duration : 04:49   Song Number : 21511   

Zubaan Pe Dard Bhari Dastan Maryada (1971) 04:26 12126
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Bhairav
Duration : 04:26   Song Number : 12126   
Karaoke Songs of rajesh, Sad Songs of rajesh, Love Songs of rajesh, Dance Songs of rajesh, Hip-hop songs of rajesh, Best songs of rajesh, Super hit songs of rajesh, hit songs of rajesh, duet songs of rajesh, solo songs of rajesh, old songs of rajesh, famous songs of rajesh, Hindi Karaoke Songs of rajesh, Hindi Sad Songs of rajesh, Hindi Love Songs of rajesh, Hindi Dance Songs of rajesh, Hindi Hip-hop songs of rajesh, best Hindi songs of rajesh, super hit Hindi songs of rajesh, hit Hindi songs of rajesh, duet Hindi songs of rajesh, solo Hindi songs of rajesh, old Hindi songs of rajesh, famous Hindi songs of rajesh, Sing Along Songs of rajesh, Sing Along Sad Songs of rajesh, Sing Along Love Songs of rajesh, Sing Along Dance Songs of rajesh, Sing Along Hip-hop songs of rajesh, Sing Along Best songs of rajesh, Sing Along Super hit songs of rajesh, Sing Along hit songs of rajesh, Sing Along duet songs of rajesh, Sing Along solo songs of rajesh, Sing Along old songs of rajesh, Sing Along famous songs of rajesh