Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBaaz (1992)
HomeBaaz (1992)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein i love you keh de tu mujhe aaj iss mehfil mein bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein i love you keh de tu mujhe aaj iss mehfil mein bas ek tamanna hai meri muhabbat mein hoga asar to main tujhe jeet lunga dard e judaai ki bebasi ab main kabhi na sahunga meri muhabbat mein hoga asar to main tujhe jeet lunga dard e judaai ki bebasi ab main kabhi na sahunga teri muhabbat mein jaan e wafa main jaan bhi apni dunga milne ki khaayi hai maine kasam ab door main na rahunga bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein i love you keh de tu mujhe aaj iss mehfil mein bas ek tamanna hai tere mere darmiyaan dilruba ye kaisi deewaar aayi mil ke bhi tujhse main sahata raha kitne dinon tak judaai tere mere darmiyaan dilruba ye kaisi deewaar aayi mil ke bhi tujhse main sahata raha kitne dinon tak judaai chalti nahin hai kisi ki yahaan rasmen muhabbat ke aage haara zamaana meri jaan e man dil ki bagaavat ke
ye aankhon se aankhon ka milna hai kya bina bole honthon ka hilna hai kya mujhe inka matlab to samjhaayie khayaalon mein phoolon ka khilna hai kya na yun chup raho mujhko aawaaz do mujhe ghut ke marne ki aadat nahin bataao tumhi batao tumhen pyaar kaise karoon batao tumhen pyaar kaise karoon mujhe pyaar karne ki aadat nahin main jaisa bhi hoon haan jaisa bhi hoon saamne hoon khada mujhe kuchh chhupaane ki aadat nahin batao tumhen pyaar kaise karoon mujhe pyaar karne ki aadat nahin ye aankhon se aankhon ka milna hai kya ye aankhon se aankhon ka milna hai kya bina bole honthon ka hilna hai kya mujhe inka matlab to samjhaayie khayaalon mein phoolon ka khilna hai kya na yun chup raho mujhko aawaaz do na yun chup raho mujhko aawaaz do mujhe ghut ke marne ki aadat nahin mujhe itni fursat mili hai kahaan mujhe itni fursat mili hai kahan jo padhta tumhare nayan ki ghazal mujhe aaj lagta hai sach maan lo ye chehra nahin hai gulaabi kanwal ye dil kaise chori kiya jaayega ye
batiyan bujhai rakhdi ve batiyan bujhai rakhdi ve diva bale saari raat mereya haaniya deeva bale saari raat kahnu mainu tang karda ae ve kahnu mainu tang karda vekhan rasta main saari saari raat mereya haaniya dassda ni dil waali baat fajr vele ton raavan vekhan aagey ni ae shaamaan arzan kardi thak gayee aan main sohneya vang gulama fajr vele ton raavan vekhan aagey ni ae shaamaan arzan kardi thak gayee aan main sohneya vang gulama vichon vich ravan sarhdi ve vichon vich ravan sarhdi jivein sarhdi kadai vich ret mereya haaniya deve na dil wala bhed batiyan bujhai rakhdi ve batiyan bujhai rakhdi ve diva bale saari raat mereya haaniya deeva bale saari raat aaja dil deya mehermaan ve main naaz uthavaan tere khushiyan de phul khil jaan mahiya mere dil de vede aaja dil deya mehermaan ve main naaz uthavaan tere khushiyan de phul khil jaan mahiya mere dil de vede aaj meri ik mann le ve aaj meri ik mann le main tey manangi teriyan hazaar meriya haaniya tethon main manga
yahi dua hai ke tujhko mile sitam ki sazaa jo mere dil ka hai wo haal ho tere dil ka bechain karne waale bechain karne waale tu bhi na chain paaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale tu bhi tadap tadap kar furqat ki raat kaate tu bhi tadap tadap kar furqat ki raat kaate guzra hua zamana tujhko bhi yaad aaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale tadpe teri muhabbat roye teri jawaani har aah tere lab par fariyaad ban ke aaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale toote tere sahaare koi bhi ho na tera toote tere sahaare koi bhi ho na tera meri tarah se tu bhi apne pe reham khaye teri hi bewafayi tujhko lahu rulaye bechain karne waale
bechain nazar betaab jigar bechain nazar betaab jigar ye dil hai kisi ka deewana haaye deewana kab shaam ho aur wo shamma jale kab udd kar pahunche parwaana haaye parwaana hai dil ka chaman khilne ke liye aayega koi milne ke liye phoolon se kaho taaron se kaho phoolon se kaho taaron se kaho chupke se sajja den veerana haaye veerana jab raat zara shabnam se dhule lehraayi huyi wo zulf khule nazron se nazar ek bhed kahe nazron se nazar ek bhed kahe dil dil se kahe ek afsaana haaye afsaana rangeen fiza chhaaaye to zara waade pe koi aaye to zara aye josh e wafaa dil cheez hai kya aye josh e wafaa dil cheez hai kya hum jaan bhi de den nazraana haaye nazraana bechain nazar betaab jigar ye dil hai kisi ka deewana haaye deewana
been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana baajegi mori payal jiya jo hoga ghayal karungi kya bahana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana been pe teri chham chham aaun dil ki umangen rok na paun been pe teri chham chham aaun dil ki umangen rok na paun na hoye badnami karo ye meharbani banao na deewana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana aankh mein jadu baat mein tona loota hai dil ka kona kona aankh mein jadu baat mein tona loota hai dil ka kona kona main wari jaaun dil se mila hai mushkil se tu sathi mastana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana been na bajana ye jadu na jagana ke dekhega zamana chhaya banke saath rahungi tere bina ab jee na sakungi chhaya banke saath rahungi tere bina ab jee na sakungi ye aankhen pyaari pyaari na jage ratiya saari wo din na
bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam aag ye kaisi mann mein lagi hai mann se badhi to tan mein lagi hai aag nahin ye dil ki lagi hai jitni bujhaayi utni jali hai dil ki lagi na ho to kya zindagi hai saath hum jo chale mit gaye faasle aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam khoyi nazar thi soye nazaare dekha tumhe to jaage ye saare dil ne kiye jo dil ko ishaare mil ke chale hum saath tumhaare aaj khushi se mera dil ye pukaare tera daaman mila pyaar mera khila aa gayeeeeee aa gaye aa gaye paas hum aa gaye paas hum bekhudi mein sanam uth gaye jo kadam dil ki kahaani pahunchi zubaan tak kis ko khabar ab
hmmmmm uuuuu uuuu uuuu uuuu uuuu uuuu uuuu uuuuuu uuuuuu aaaaa uuuuuu uuuuu aaaaaa uuuuu aaaaa hey ayeeee yeeeeee aaaaaa aaaaaa uuuuuu aaaaaaaaa uuuuu ooooooo chahat ki gujaarish hai aankhon mein pyaas bhar de mere dil ke jazbaaton ko tu belibaas kar de re tu belibaas kar de chahat ki gujaarish hai aankhon mein pyaas bhar de mere dil ke jazbaaton ko tu belibaas kar de re tu belibaas kar de re chahat ki gujaarish hai aankhon mein pyaas bhar de yeee yeeee yeeee aye hey oooo ooooo oooo oooo ooo hooo hoooo ooooooo aaaaaa aaa oooo ooo hooo hoooo haa haa haaaaaaa laaayeeee main doobi hoon tere deewanepan mein deewanepan mein na hain qaraar ek lamha yaar shola sa hai dhadkan mein kyun dard sa hai mere man mein tu hai sukoon tu hai junoon rehna hai tere daaman mein saanson ki tamanna hai saanson mein saans bhar de mere dil ke jazbaaton ko tu belibaas kar de re tu belibaas kar de chahat ki gujaarish hai aankhon mein pyaas bhar de naaaaaanaaa naaaaa laalaaaaa laaaaa laaaa
dard e dil dard e wafa dard e tamanna kya hai aap kya jane mohabbat ka takaza kya hai oo oo ooo bemuravat bewafa begana e dil aap hain bemuravat bewafa begana e dil aap hain aap maane ya na maane mere qatil aap hain bemuravat bewafaa aap se shikwa hai mujh ko gair se shikwa nahin aap se shikwa hai mujh ko gair se shikwa nahin janti hoon dil mein rakh le ne ke kabil aap hain bemuravat bewafaa saans leti hoon to yun mehsoos hota hai mujhe saans leti hun to yun mehsoos hota hai mujhe jaise mere dil ki har dhadkan mein shamil aap hain bemuravat bewafaa ghum nahin jo lakh tufanon se takrana pade ghum nahin jo lakh tufanon se takrana pade main wo kashti hoon ki jis kashti ke sahil aap hain bemuravat bewafa begana e dil aap hain aap maane ya na maane mere qatil aap hain bemuravat bewafaa
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ae kisi ki zindagi aaa aaa ishq hai ghumkhaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa dasti hain naagan si furqat ki raatein dasti hain naagan si furqat ki raatein jhuti hain bin tere jeene ki baatein jeene ki baatein haaye kyun ye bebasi aaa aaa main hoon talabgaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa chun loon ghum tere dukh dard mitaa doon chun loon ghum tere dukh dard mitaa doon honthon pe nagmon ki kaliyaan khila doon kaliyaan khila doon ro rahi hai beqasi aaa aaa husn hai bimaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa hansna hai bas mein na rona hai bas mein hansna hai bas mein na rona hai bas mein mehlon mein rehkar wo qaid e kapas mein qaid e kapas mein manzilon mein pyaar ki aaa aaa tod ke deewaar aa beqaraar hai koi aaa aaa ae mere dildaar aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa
beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye dekhiye wo kaali kaali badliyaan zulf ki ghata chura na le kahin chori chori aake shokh bijliyaan aap ki ada chura na le kahin yun kadam akele na aage badhaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye dekhiye gulaab ki wo daaliyaan badhke choom le na aapke kadam dekhiye gulaab ki wo daaliyaan badhke choom le na aapke kadam khoye khoye bhanvre bhi hain baag mein koi aap ko bana na le sanam behki behki nazron se khud ko bachaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye zindagi ke raaste ajeeb hain inn mein is tarha chala na kijiye khair hai isi mein aapki huzoor apna koi saathi dhoondh lijiye sun ke dil ki baat yun na muskuraaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke humen yun na jaaiye aapko humari kasam laut aaiye beqarar karke
yaadon ki qaid mein giraftaar ho gaya dil darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil yaadon ki qaid mein giraftaar ho gaya dil darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil bewajah nahin milna tera mera rehnuma rehnuma rehnuma bewajah nahin milna tera mera rehnuma rehnuma rehnuma yaadon ki qaid mein giraftaar ho gaya dil darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil bewajah nahin milna tera mera rehnuma rehnuma rehnuma kisi aur ko tu chaahe kisi aur ko tu soche iss dil ko nahin ye gawaara hai furqat ka sharaara hai kaisa angaara hai teri tishngi ne mujhe maara hai bewajah nahin milna tera mera rehnuma rehnuma rehnuma bewajah nahin milna tera mera rehnuma rehnuma rehnuma rahe saath adhoorapan chaahe main jahaan bhi rahoon kahin sabr mujhe na aata hai meri berang duniya mein mere saath tera hona mujhe raahat kyun de jaata hai bewajah nahin milna tera mera rehnuma rehnuma rehnuma yaadon ki qaid mein giraftaar ho gaya dil darbadar ishq mein taar taar ho gaya dil bewajah nahin
ramaya rama bhadraya ramachandraya vedase raghu nathaya naathaya seetaiah patahye namaha bhadra shreela raja mandira sri ramachandra mahu madhya vilasitendriya bhadra shreela raja mandira sri ramachandra mahu madhya vilasitendriya veda vinuta raja mandala sri ramachandra dharma karma yugala mandala veda vinuta raja mandala sri ramachandra dharma karma yugala mandala sakata ramadasa poshaka sri ramachandra vikata bhandra girini veshaka bhadra shreela raja mandira sri ramachandra mahu madhya vilasitendriya aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa kodanda rama kodanda rama kodanda rampahi kodanda rama kodanda rama kodanda rama kodanda rampahi kodanda rama nee danda naaku nee vindu moku maa daiva meeku mato paraku kodanda rama kodanda rama kodanda rampahi kodanda rama thallivi neeve thandrivi neeve daatavu neeve daivamu neeve kodanda rama kodanda rama rama rama rama kodanda rama dasharatha rama govinda mamu daya joodu paahi mukunda dasharatha rama govinda mamu daya
bhagat ke bas mein hain bhagawaan bhagat ke bas mein hain bhagawaan maango milega sab ko daan ho oooooo maango milega sab ko daan ek anokhe tore daata niyaare tore dhande kanhaiya niyaare tore dhande murakh buddhimaan bane hain aankhon waale andhe raamaa aankhon waale andhe de tu inko giyaan de tu inko giyaan bhagat ke vash mein hain bhagwaan maango milega sab ko daan hoo o o o o maango milega sab ko daan mohe pukaare sab sansaari aur main tohe pukaarun kanhaiya aur main tohe pukaarun aaj lagi hai laaj ki baaji jeeta daanv na haarun raama jeeta daanv na haarun bhagti ka rakh maan bhagti ka rakh maan bhagat ke bas mein hain bhagawaan maango milega sab ko daan ho oooooo maango milega sab ko daan tu hi maare tu hi julaare govardhan girdhaari aaj dikha sangeet ki shakti oo oo oo oo oo rakh le laaj hamari nirjeeb ko de jaan nirjeeb ko de jaan nirjeeb ko de jaan jag ka tu rakhwaan itna tu rakh dhiyan
Bhajare Gopalam
bhalobashi bhalobashi ei sure kachhe dure jale sthale bajai bajai bashi bhalobasi bhalobasi akashe kar buker majhe batha baje digante kar kalo akhi akhir jale jay bhashi bhalobashi bhalobashi bhalobashi sei sure sagor kule badhon khule atal rodan othe dule sei sure baje mone akarane bhule jaoa ganer bani bhola diner kadon kadon hasi bhalobashi bhalobashi bhalobashi bhalobashi
bhalobese byatha sahibo kemane shrabono rati kade e duti nayone priyotamo bhalobese byatha sahibo kemane shrabono rati kade e duti nayone priyotamo eso phire o priyotamo hridayo bhorechhi kule kule amar kamona kade kamini fule tomay mon pure jay tomay mon pure jay amar e mon aji priya hote chay bhalobese byatha sahibo kemane shrabono rati kade e duti nayone priyotamo bokulo gandhe nishi utala prothom milan sriti jay na to bhola kato dure tumi haay amar e mon aji mala hote chay bhalobese byatha sahibo kemane shrabono rati kade e duti nayone priyotamo eso phire o priyotamo
bhanwra bada nadaan haai bagiyan ka bagiyan hun hun hun hun hun hun hun hun hun bagiyan ka mehmaan haai phir bhi jaane na jaane na jaane na kaliyan ki muskaan haai bhanwra bada nadaan haai bagiyan ka mehmaan haai phir bhi jaane na jaane na jaane na kaliyan ki muskaan haai bhanwra bada nadaan kabhi uda jaaye kabhi mandlaaye bhed jiya ke khole na kabhi uda jaaye kabhi mandlaaye bhed jiya ke khole na saamne aaye nain milaaye mukh dekhe kuchh bole na wo mukh dekhe kuchh bole na bhanwra bada nadaan haai akhiyon mein rach ke chale bach bach ke jaise ho koi begaana akhiyon mein rach ke chale bach bach ke jaise ho koi begaana rahe sang dil ke mile nahin mil ke ban ke rahe wo anjaana ho ban ke rahe wo anjaana bhanwra bada nadaan haai koi jab roke koi jab toke gungun karta bhaage re koi jab roke koi jab toke gungun karta bhaage re na kuchh poochhe na kuchh bujhe kaisa anadi laage re wo kaisa anadi laage re bhanwra bada nadaan haai bagiyan ka mehmaan haai phir bhi jaane na
bhar bhar aaye ankhiyan hoo moraa chhup chhup roye re jiyaa apne hi haathon aag lagaai haaye maine ye kya kiyaa bhar bhar aayen ankhiyan hoo moraa chhup chhup roye re jiyaa apne hi haathon aag lagaai haaye maine ye kya kiyaa bhar bhar aayen ankhiyan soyi hai duniyaa koi nahin jaage main hoon akeli meraa dil nahin laage soyi hai duniyaa koi nahin jaage main hoon akeli meraa dil nahin laage rain daraaye re chain na aaye re haaye maine ye kya kiyaa bhar bhar aayen ankhiyan hoo moraa chhup chhup roye re jiyaa apne hi haathon aag lagaai haaye maine ye kya kiyaa bhar bhar aayen ankhiyan kabhi hai andhera kabhi hai ujaala kismat ka hai khel niraala kabhi hai andhera kabhi hai ujaala kismat ka hai khel niraala phoolon ke badle kaanton ki maala haaye tune ye kya kiyaa bhar bhar aayen ankhiyan hoo moraa chhup chhup roye re jiyaa apne hi haathon aag lagaai haaye maine ye kya kiyaa bhar bhar aayen ankhiyan
aa aaaa aaaa aa aaaaaaaaaa aaaaaaaaaaa bhay bhanjana vandana sun humaari bhay bhanjana vandana sun humaari daras tere maange yeh tera pujaari bhay bhanjana geeton ke phoolon ki maala bana kar geeton ke phoolon ki maala bana kar laaya hoon dil aarti mein sajaa kar yeh saanson ki sargam karoon tere arpan aa aaaaaa aaaaa aaaa aa aaaaaa aaaaa tujhe aur kya doon main thahra bhikaari tujhe aur kya doon main thahra bhikaari daras tere maange yeh tera pujaari bhay bhanjana aajaa madhur swapan si muskuraati aajaa madhur swapan si muskuraati mann ke bhujhe deep hans kar jalaati jape dil ki dhadkan tera naam hardam aa aaaaaa aaaaa aaaa aa aaaaaa aaaaa utar jyot kirnon ki le kar sawaari utar jyot kirnon ki le kar sawaari daras tere maange yeh tera pujaari bhay bhanjana vandana sun humaari bhay bhanjana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bas Ek Tamanna Hai Salaami (1994) 07:51 32423
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Kabeer Bedi, Others
Duration : 07:51   Song Number : 32423   

Batao Tumhen Pyaar Santosh (1989) 06:12 36600
 
Poster of Santosh (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 06:12   Song Number : 36600   

Batiyan Bujhai Rakhdi Shazia Manzur 06:13 37878
 
Poster of Shazia Manzur
 
Category
Punjabi
Singer- 
Shazia Manzur
Duration : 06:13   Song Number : 37878   

Bechain Karne Waale Yasmin (1955) 03:51 37766
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Tanvir Naqvi
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:51   Song Number : 37766   

Bechain Nazar Betaab Jigar Yasmin (1955) 03:47 15687
 
Poster of Yasmin (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Suresh
Duration : 03:47   Song Number : 15687   

Been Na Bajana Ye Jadu Na Jagana Sunehri Nagin (1963) 05:18 37959
 
Poster of Sunehri Nagin (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mahipal, Helen
Duration : 05:18   Song Number : 37959   

Bekhudi Mein Sanam Haseena Maan Jayegi (1968) 05:49 20211
 
Poster of Haseena Maan Jayegi (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Rekha
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Babita, Shashi Kapoor
Raag- 
Carukesi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:49   Song Number : 20211   

Belibaas Silsiilay (2005) 05:33 18646
 
Poster of Silsiilay (2005)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2005
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Kay Kay Menon, Celina Jaitley
Duration : 05:33   Song Number : 18646   

Bemuravat Bewafa Sushila (1966) 03:39 16481
 
Poster of Sushila (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Jaan Nishar Akhtar
Music Director- 
C Arjun
Singer- 
Mubarak Begam
On Screen Actors- 
Prem Nazir, K R Vijaya
Raag- 
Sankara
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:39   Song Number : 16481   

Beqaraar Hai Koi Shama Parwana (1954) 03:58 39933
 
Poster of Shama Parwana (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Husn Lal Bhagat Ram
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Suraiya
Duration : 03:58   Song Number : 39933   

Beqarar Karke Humen Yun Na Jaiye Bees Saal Baad (1962) 03:34 20212
 
Poster of Bees Saal Baad (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Vishwajeet
Duration : 03:34   Song Number : 20212   

Bewajah Sanam Teri Kasam (2016) 05:09 39274
 
Poster of Sanam Teri Kasam (2016)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2016
Lyricist
Sameer Anjaan
Music Director- 
Himesh Reshammiya
On Screen Actors- 
Harshvardhan Rane, Mawra Hocane
Duration : 05:09   Song Number : 39274   

Bhadra Sheela Sri Ramadasu (2006) 04:59 10061
 
Poster of Sri Ramadasu (2006)
 
Category
Telugu
Year- 
2006
Lyricist
Ramadasu
Music Director- 
M M Keeravani
Singer- 
Hariharan, Chitra
On Screen Actors- 
Akkineni Nagarjuna, Sneha
Duration : 04:59   Song Number : 10061   

Bhagat Ke Bas Mein Shabab (1954) 03:27 32147
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Badri Prasad
Duration : 03:27   Song Number : 32147   

Bhaj Re Gopalam S Sowmya 04:46 40769
 
Poster of S Sowmya
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Sadasiva Brahmendra
Singer- 
S Sowmya
Duration : 04:46   Song Number : 40769   

Bhalobashi Bhalobashi Suchitra Mitra 02:09 14893
 
Poster of Suchitra Mitra
 
Singer- 
Suchitra Mitra
Duration : 02:09   Song Number : 14893   

Bhalobese Byatha Sahibo Kemane Sipra Bose 03:27 32006
 
Poster of Sipra Bose
 
Singer- 
Sipra Bose
Duration : 03:27   Song Number : 32006   

Bhanwra Bada Nadaan Re Sahib Bibi Aur Ghulam (1962) 04:42 20219
 
Poster of Sahib Bibi Aur Ghulam (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 04:42   Song Number : 20219   

Bhar Bhar Aaye Ankhiyan Samrat Chandragupta (1958) 03:19 14131
 
Poster of Samrat Chandragupta (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Niroopa Roy, Bharat Bhushan
Duration : 03:19   Song Number : 14131   

Bhay Bhanjana Vandana Basant Bahar (1956) 04:46 12854
 
Poster of Basant Bahar (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Taal- 
Jhaptal
Duration : 04:46   Song Number : 12854