MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAjit Singh
HomeAjit Singh
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aata hai mujhko yaad tera pyaar rehta hai ye dil mera bekaraar sapnon mein chooma tujhko kayi baar baahon mein teri hi mila karaar suno tum jahaan bhi ho sanam tumko meri hai kasam laut aana suno wo beeta hua kal yaad aata hai har pal wo zamaana main hoon tera deewaana tu shama main parwaana na bhulaana bhool na jaana laut aana tere bin kuchh bhi to na bhaye raat ko tadpun neend na aaye tujhko chhune ko dil ye lalchaaye yaad aatein hain wo zulfon ke saaye suno tum jahaan bhi ho sanam tumko meri hai kasam laut aana suno wo beeta hua kal yaad aata hai har pal wo zamaana main hoon tera deewaana tu shama main parwaana na bhulaana bhool na jaana laut aana ru ru ru ru ru ru ru ru ru ru tu tu tu tu ru ru ru do pyaar karne waalon ko kahaan jeene deta hai beraham jahaan tod kar zulmon ki deewaaren aa basa lein pyaar ka jahaan suno tum jahaan bhi ho sanam tumko meri hai kasam laut aana suno wo beeta hua kal yaad aata hai har pal wo zamaana main hoon tera deewaana tu shamma
ajnabee toofan laaya thandi hawayen aise mein kaise hum dil ko sambhalen barkha bahaar laayi kaali ghatayen aise mein kise hum kisko pukaaren kya kaali ghatayen kahti hain jaane naahi koi kya thandi hawayen kahti hain samjhe naahi koi kyun dil ye sulagta rahta hai puchhe naahi koi tune bhi nahin puchha kya hai dard mera kab tak rahega ye ghor andhera ajnabee toofan laaya thandi hawayen aise mein kaise hum dil ko sambhalen ye tanhaayi kya kahti hai sune naahi koi kyun badli barasti rahti hai dekhe naahi koi kyun dil ye tadapta rahta hai soche naahi koi tune bhi nahin socha kya hai haal mera kab tak rahega ye dil yun akela ajnabee toofan laaya thandi hawayen aise mein kaise hum dil ko sambhalen aise mein kise hum kisko pukaaren aise mein kaise hum dil ko sambhalen
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ambar ki ik paak surahi badal ka ik jaam utha kar ambar ki ik paak surahi badal ka ik jaam utha kar ghut chandani pee hai humne baat kufar ki kee hai humne ambar ki ik paak surahi badal ka ik jaam utha kar kaise iska karz chukayen maang ke apni maut ke hathon kaise iska karz chukayen maang ke apni maut ke hathon umr kee choli see hai humne baat kufar ki kee hai humne ambar ki ik paak surahi badal ka ik jaam utha kar apna iss mein kuchh bhi nahin hai apna iss mein kuchh bhi nahin hai kuchh bhi nahin hai do dil jaise do dil jaise uski amanat usko wohi to di hai humne baat kufar ki kee hai humne ambar ki ik paak surahi badal ka ik jaam utha kar
kaun kisko jaanta hai in dinon faasla hi faasla hai in dinon wo ki jo khud jaat se tha anjuman kya akela ho gaya hai in dinon manzilon ki justju mein zindagi raasta hi raasta hai in dinon ho ho oh ho oh ho oh ho kabhi kabhi yun bhi hota hai jee bhar ke dil ye rota hai bhoolegi na tu mujhe bhulunga na main tujhe dil ko deewana kar loon jag se begaana kar loon toone sheesha tod diya doraahe pe chhod diya ho ho oh ho oh ho oh ho chaaha tujhe bhula doon main jalta diya bujha doon main jhuthe hain ye rishte dil ke jaana ab ye tujhse mil ke ho ho oh ho oh ho oh ho thehri thehri lagti hai duniya main roun to hansti hai duniya feeka hai khushiyon ka mela kitna hai ye dil akela dil ko deewana kar loon jag se begaana kar loon toone sheesha tod diya doraahe pe chhod diya aa haa aa haa aa haa aa haa aankhon se jo aansu bahenge mere ghum ke baaten kahenge aisa hoga ye kya pata tha manzil tum pe khoya rasta tha kaise dil ko aaye sukoon gaate gaate kahan main rukun gaate gaate
teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain ab to nahin lagta hamara dil tumhare bin ab har dhadkan rulati hai tumhara saath agar milta hamara dil na yun jalta ke jal ke humne raaton mein tadap kar bekarari mein gujaare hain wo kitne pal woh yaadon mein teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain raho tum khush jidhar bhi ho hamara haal mat poocho hamari yeh duayen hain tumhari jo bhi raahein hain tumhe le jaayen gulshan mein bahaaron mein teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain qayamat dil pe yun gujri bhulayen hum bhala kaise dhuaan uthta hai dil se yun lagi thi aag yeh kaise wahi sapne wahi yaadein wahi beeti huyi baatein jab aati hain hamein har pal jalati hain teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain ab to nahin lagta hamara dil tumhare bin ab har dhadkan rulati hai teri kasam hum ko teri yaadein jo aati hain hamein har pal satati hain
wo beete din yaad hain wo palchhin yaad hain guzaare tere sang jo laga ke tujhe ang jo baahon mein teri simatna wo mera zulfon mein meri lipatna wo tera samay sab le gaya bas yaaden de gaya kyun toote sapne wo guzri zindagi teri meri khushi mohabbat ka jahaan wo chaahat ka sama sarakti chilmanen behakti dhadkanen wo nagme saath saath jo humne the bune wo thak ke so gaye hawa mein kho gaye kyun toote sapne aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa wo beete din yaad hain wo palchhin yaad hain guzaare tere sang jo laga ke tujhe ang jo doori bhi nahin magar hum door hain yaadon se bandhe hum majboor hain kya khoya kya mila karen ab kya gila kyun toote sapne sapne sapne hmmm hmmm hmmm hmmm
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aata Hai Mujhko Yaad Purani Haveli (1989) 04:39 13136
 
Poster of Purani Haveli (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Asha Rani
Music Director- 
Ajit Singh
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Deepak Parashar, Amita Nangia
Duration : 04:39   Song Number : 13136   

Ajnabee Toofan Meri Kahani (1983) 05:43 16102
 
Poster of Meri Kahani (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Music Director- 
Ajit Singh
Singer- 
Ajit Singh
On Screen Actors- 
Dileep Dhavan
Duration : 05:43   Song Number : 16102   

Ambar Ki Ek Paak Surahi Kadambari (1975) 03:22 13487
 
Poster of Kadambari (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Amrita Pritam
Music Director- 
Ajit Singh Pranay
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 03:22   Song Number : 13487   

Kaun Kisko Jaanta Hai Akarshan (1988) 04:33 38082
 
Poster of Akarshan (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Rajesh Johari
Music Director- 
Ajit Singh
Singer- 
Ajit Singh
On Screen Actors- 
Akbar Khan
Duration : 04:33   Song Number : 38082   

Teri Qasam Hum ko Meri Kahani (1983) 04:33 16541
 
Poster of Meri Kahani (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Ajit Singh
Music Director- 
Ajit Singh
Singer- 
Ajit Singh
Duration : 04:33   Song Number : 16541   

Wo Beete Din Yaad Hain (Female) Purana Mandir (1984) 06:07 18952
 
Poster of Purana Mandir (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Amit Khanna
Music Director- 
Ajit Singh
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Aarti Gupta, Mohnish Bahl
Duration : 06:07   Song Number : 18952   
Karaoke Songs of ajit singh, Sad Songs of ajit singh, Love Songs of ajit singh, Dance Songs of ajit singh, Hip-hop songs of ajit singh, Best songs of ajit singh, Super hit songs of ajit singh, hit songs of ajit singh, duet songs of ajit singh, solo songs of ajit singh, old songs of ajit singh, famous songs of ajit singh, Hindi Karaoke Songs of ajit singh, Hindi Sad Songs of ajit singh, Hindi Love Songs of ajit singh, Hindi Dance Songs of ajit singh, Hindi Hip-hop songs of ajit singh, best Hindi songs of ajit singh, super hit Hindi songs of ajit singh, hit Hindi songs of ajit singh, duet Hindi songs of ajit singh, solo Hindi songs of ajit singh, old Hindi songs of ajit singh, famous Hindi songs of ajit singh, Sing Along Songs of ajit singh, Sing Along Sad Songs of ajit singh, Sing Along Love Songs of ajit singh, Sing Along Dance Songs of ajit singh, Sing Along Hip-hop songs of ajit singh, Sing Along Best songs of ajit singh, Sing Along Super hit songs of ajit singh, Sing Along hit songs of ajit singh, Sing Along duet songs of ajit singh, Sing Along solo songs of ajit singh, Sing Along old songs of ajit singh, Sing Along famous songs of ajit singh