MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNutan
HomeNutan
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa re aa re aa re aa re aa re aa ra ru aa aa re aa re aa re aa re aa ra ra ru aa ri nindiya ki pari meri gudiya ko sula chaand ke palne mein tu meri maina ko jhula aa ri nindiya ki pari meri gudiya ko sula chaand ke palne mein tu meri maina ko jhula aa ri nindiya ki pari ho aa re aa re aa re aa re aa re aa ra ro ho aa re aa re aa re aa re aa ra ra ro godi meri palna tera dil bhi tera bichhona godi meri palna tera dil bhi tera bichhona tu jo bole laa doon gagan se taaron ka hansta khilona teri suratiya itni saloni mausam jaise salona aa ri nindiya ki pari meri gudiya ko sula chaand ke palne mein tu meri maina ko jhula aa ri nindiya ki pari pyaar liye palkon tale dheere dheere aana pyaar liye palkon tale dheere dheere aana dil ki kali jaage nahin meetthe sur mein gaana aankhon mein tu ghulmil jaana pyare sapne laana aa ri nindiya ki pari meri gudiya ko sula chaand ke palne mein tu meri maina ko jhula aa ri nindiya ki pari ho aa re aa re aa re aa re aa re aa ra ro ho
aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade roz hi ki tarah aaj bhi dard ko hum chhupane lage the magar ro pade magar ro pade aur ab kya kahen kya hua hai humen tum to ho bekhabar hum bhi anjaan hai bas yahi jaanana to bahut ho gaya hum bhi rakhte hain dil hum bhi insaan hain muskuraate huye hum bahaana koi phir banaane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade magar ro pade hain sitaare kahaan itne aakaash par har kisi ko agar ik sitaara mile kashitiyon ke liye ye bhanwar bhi to hai kya zaroori hai sabko kanaara mile bas yahi soch ke hum rahe chain se doob jaane lage the magar ro pade aaj dil pe koi zor chalta nahin muskurane lage the magar ro pade magar ro pade umr bhar kaash hum yunhi rote rahen aaj kyun ke humen ye huyi hai khabar muskuraahat ki to koi keemat nahin aasuon se huyi hai humaari kadar baadlon ki tarah hum to barse bina
aaja re pyaar pukaare naina to ro ro haare koi na jaane dard mera ho koi na jaane dard mera aaja re loota de ke sahaara tere pyaar ne ho bairi humko to maaraa tere pyaar ne loota de ke sahaara tere pyaar ne ho bairi humko to maaraa tere pyaar ne teri yaad to humko rulaaye re kahaa bhi na jaaye re aaja re pyaar pukaare naina to ro ro haare koi na jaane dard mera ho koi na jaane dard mera aaja re chanda bichhad na jaaye teri chaandni ho aaja tujhko bulaaye teri chaandni chanda bichhad na jaaye teri chaandni ho aaja tujhko bulaaye teri chaandni ab aawaaz du dil ghabraaye re chain na paaye re aaja re pyaar pukaare naina to ro ro haare koi na jaane dard mera aaja re aaja re aaja re
aapne apna banaya meherbani aapki meherbani aapki hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani apki aapne apna banaya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya aaj humne dil ke badle aapko dil de diya is inayat is nawazish is karam ka shukriya humne bhi dil mein chhupa li ye nishani aapki meherbani aapki aapne apna banaya aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin aap mil jayen to phir duniya mein koi ghum nahin kyu na mil jaye ke purab aur pachchhim hum nahin ban gaya mera fasaana ab kahani aapki meherbani apki hum to is kaabil na the hai kaddrdaani aapki meherbani aapki aapne apna banaya
aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya chaar din ki chaandani mein ghum kaa baadal chhaa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya jal gaya dil soz e ghum se jab koi yaad aa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya aag mein phoolon ki duniyaa mein mera tann rakh diyaa ek murde ko sajaa kar naam dulhan rakh diya bol maalik ye tamaasha tujh se kyun dekha gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya kiss kadar naashad hoon barbaad hoon veeran hoon reham kar mujh par khudaaya reham kar mujh par khudaaya main bhi ik insaan hoon maut hi de de ke ab shikwaa jubaan par aa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya chaar din ki chaandani mein ghum kaa baadal chhaa gaya aasmaan waale teri duniyaan se jee ghabraa gaya
ab ke baras bhej bhaiya ko babul sawan ne lee jo bulaaye re lautengi jab mere bachpan ki sakhiyan dijo sandesa bhijaay re ab ke baras bhej bhaiya ko babul ambava tale phir se jhoole padenge rimjhim padengi phuharen lautengi phir tere aangan mein babul sawan ki thandi bahaaren chhalke nayan mora kaske re jiyara bachpan ki jab yaad aaye re ab ke baras bhej bhaiya ko babul bairan jawaani ne chheene khilaune aur meri gudiya churayee babul thi main tere naazon ki paali phir kyun huyi main paraayee beete re jug koi chitthiyaa na paati na koi naihar se aaye re ab ke baras bhej bhaiya ko babul sawan ne lee jo bulaaye re lautengi jab mere bachpan ki sakhiyan dijo sandesa bhijaay re ab ke baras bhej bhaiya ko babul
hmm hmm hmmmm hmm hmm hmm hmmmm hmm chaand aur main aur tuuuuu ae kaash chalte mil ke ye teen raahi dil ke chaand aur main aur tuuuuu ae kaash chalte mil ke ha ha ha hmm hmm ha ha ha hmm hmm ha ha ha hmm hmm ha aa umm ummmm ho oooo chala chala sa raat ka jaadu hmmm hmmm koi na ho harsu udti ho khushboo hoo oo chala chala sa raat ka jaadu tum ho hum ho kam se kam ho faasle dil ke ae kaash chalte mil ke ye teen raahi dil ke chaand aur main aur tuuuuu ae kaash chalte mil ke ha ha ha hmm hmm ha ha ha hmm hmm ha ha ha hmm hmm ha aa umm ummmm ho ooo nazar pe ho na dil pe ho kaabu aaaa aaa koi na ho harsu udti ho khushboo hoo ooo nazar pe ho na dil pe ho kaabu chalte chalte ja nikalte paas manzil ke ae kaash chalte mil ke ye teen raahi dil ke chand aur main aur tuuuuu ae kaash chalte mil ke ye teen raahi dil ke chaand aur main aur tu uu uu uu
aye mere humsafar aye mere humsafar le rok apni nazar le rok apni nazar na dekh is kadar ye dil hai bada besabar ye dil hai bada besabar aye mere humsafar chaand taaron se puchh le ya kinaron se puchh le dil ke maaron se puchh le kya ho raha hai asar le rok apni nazar na dekh is kadar ye dil hai bada besabar ye dil hai bada besabar aye mere humsafar muskuraati hai chandani chha jaati hai khamoshi gungunati hai zindagi aise mein ho kaise guzar le rok apni nazar na dekh is kadar ye dil hai bada besabar ye dil hai bada besabar aye mere humsafar
aye chaand zara chhup jaa aye waqt zara ruk jaa ik baat hai honthon pe keh loon to qaraar aaye ik bojh to hatt jaaye aye chaand zara chhup jaa aye waqt zara ruk jaa rukh unka idhar ko hai ab kyun na bahaar aaye duniyaa naa badal jaaye aye chaand zara chhup jaa sab khaab sa lagta hai iss raat mein jaadoo hai sab khaab sa lagta hai iss raat mein jaadoo hai khaamosh nazaaron ki har baat mein jaadoo hai hum hai ke bandhe se hain dil hai ke udaa jaaye ik baat hai honthon pe keh loon to qaraar aaye ik bojh to hatt jaaye aye chaand zara chhup jaa main pyaar ki baazi mein dil haara to kya haara main pyaar ki baazi mein dil haara to kya haara pehlu mein mere duniyaa baahon mein jahaan saara kya dega muqaddar ab hum maang ke pachhtaaye ik baat hai honthon pe keh loon to qaraar aaye ik bojh to hatt jaaye aye chaand zara chhup jaa aye waqt zara ruk jaa ik baat hai honthon pe keh loon to qaraar aaye ik bojh to hatt jaaye aye chaand zara chhup jaa aye chaand zara chhup jaa aahaa
aye dil karun main kya samna tera hua aye dil karun main kya samna tera hua pehlu se jaana nahin tu hai meri zindagi aye dil karun main kya samna tera hua pehlu se jaana nahin tu hai meri zindagi aye dil karun main kya samna tera hua baanke sanam hum aur tum naachan karen raat bhar jhuma karen ye zindagi gaate rahen raat bhar gaate rahen raat bhar aye dil karun main kya samna tera hua donon jahaan teri kasam tu jo kahe haar doon jo naa mila tujh ko kahin aisa main sansaar doon aisa main sansaar doon aye dil karun main kya samna tera hua duniyaa se kya lena mujhe tu jo mere saath hai jiss ko zubaan keh naa saki aankhon mein wo baat hai aankhon mein wo baat hai aye dil karun main kya samna tera hua pehlu se jaana nahin tu hai meri zindagi aye dil karun main kya samna tera hua pehlu se jaana nahin tu hai meri zindagi
are poochhe meri biwi do you love me do you love me are barson se to kahta aaya i love you i love you har din har pal yahi kahoon main i love you subah savere kaam pe jaaun i love you saanjh dhale jab kaam se aaun i love you khate pite sote uthate i love you phir bhi poochhe biwi meri do you love me do you love me baar baar yahi dohraun teen bachchon ka bapu hoon par duniyaan bhar mein afsar hoon par sab logon pe dhaak jamaun darte darte ghar pe aaun saanjh savere tere pyaar mein yahi geet dohraaun rani yahi geet dohraaun har karam apna karenge har karam apna karenge aye sanam tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye sanam tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye sanam tere liye aur koi bhi kasam koi bhi waada kuchh nahin aur koi bhi kasam koi bhi waada kuchh nahin ek bas teri mohabbat se jyada kuchh nahin kuchh nahin hum jiyenge aur marenge aye sanam tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye sanam tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye sanam tere liye hmm hmm
hmm hmmm hmm hmmm hmmm hmmm mmmmm aaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaaa har karam apna karenge har karam apna karenge aye watan tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye watan tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye watan tere liye har karam apna karenge aye watan tere liye tu mera karma tu mera dharma tu mera abhimaan hai hum jiyenge aur marenge aye watan tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye watan tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye watan tere liye hindu muslim sikh isaayi hum watan hum naam hain jo kare inko juda mezhab nahin ilzaam hai hum jiyenge aur marenge aye watan tere liye teri galiyon mein chala kar nafraton ki goliyaan lootte hain kuchh lootere dulhanon ki doliyaan lootte hain kuchh lootere dulhanon ki doliyaan khelte hain bekhabar apne lahoon se holiyaan hum jiyenge aur marenge aye watan tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye watan tere liye har karam apna karenge aye watan tere liye dil diya hai jaan bhi denge aye
ho ho ho ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar aayi bahaar kar ke solaah singaar aayi bahaar kar ke solaah singaar laaya kursheed dekho kirnon ke haar hawaa hai beqarar phoolon se baar baar karti hai pyaar ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar thehro huzoor aisi jaldi hai kya thehro huzoor aisi jaldi hai kya udte hain aap jaise chanchal hawaa ho ho ho baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar baaje paayal chhun chhun ho ke beqaraar jaane mera jeeya kare kiska intezaar
bachpan ke din bachpan ke din bachpan ke din bhi kya din the haai haai bachpan ke din bhi kya din the udate phirte titli ban ke bachpan ke din bhi kya din the udate phirte titli ban ke bachpan hm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa ha ha ha ha aa aa aa aa haa wahaan phirte the hum phoolon mein pade jahaan dhundate hain humein chhote bade wahaan phirte the hum phoolon mein pade jahaan dhundate hain humein chhote bade phans jaate the hum kaliyaan chunte bachpan ke din bhi kya din the udate phirte titli ban ke bachpan aa aa aa umm hmm umm aa aa aa aa aa aa haa aa aa aa aa aa kabhi roye to aap hi hans diye hum chhoti chhoti khushi chhote chhote wo ghum haai re haai haai haai haai re haai kabhi roye to aap hi hans diye hum chhoti chhoti khushi chhote chhote wo ghum haai kya din the wohi kya din the bachpan ke din bhi kya din the udate phirte titli ban ke bachpan hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm aa haa haa bachpan ke din bhi kya
badhaai ho badhaai janam din ki tumko janam din tumhara milenge laddo humko sada dil laga ke tu mehnat se padna padaai mein aage se aage hi badna achchha ji bataao maine aisa kyun kaha jo tum pass hoge milenge laddo humko bade hoke lana humari tu bhabhi ke jiski ho rangat gulabi gulabi achchha ji bataao maine aisa kyun kaha tumhari hogi shaadi milenge laddo humko budape mein honge idhar baal pakke udhar honge ghar mein ji bachchon ke bachche achchha ji bataao maine aisa kyun kaha tumhare hoga pauta milenge laddo humko
laaa laaaaa laaaaa lala lala laaaaa lala hoooooo bahaaron ka hai mela hai mera dil akela bahaaron ka hai mela hai mera dil akela phool koiii mere liye bhi to ho phool koiii mere liye bhi to ho hooo sitaaron ka hai mela hai mera dil akela sitaaron ka hai mela hai mera dil akela chaand koiii mere liye bhi to ho chaand koiii mere liye bhi to ho hooo kaajal hi kaajal hai aanchal hi aanchal hai khushboo ke baadal hai jaagi dilon mein umang badla hai aapas mein kaliyon ne bhanwron ko bhanwaron ne kaliyon ko kaisa haseen naach hai saaz koiii mere liye bhi to ho hooo bahaaron ka hai mela hai mera dil akela bahaaron ka hai mela hai mera dil akela phool koiii mere liye bhi to ho phool koiii mere liye bhi to ho hooo lal laaa lal laaa laaaa laaa laaaa lala lal lala lal lala lal lala lal laaaa naghmen hi naghmen hain masti hi masti hai ghum ki kya hasti hai aaye jo dil ke kareeb chhalka hai maikhaana nazron ka paimaana har dil hai deewana pyaasa raha mera dil jaam koi mere liye
aaaaa jaaaaaaa aaaaa jaaaaaa baharon ki duniyaan pukaare tu aa jaa baharon ki duniyaan pukaare tu aa jaa tere muntizir hai sitaare tu aa jaa baharon ki duniyaan sadaa khush rahe tu bhulaa dene waale duwaa de rahe hain duwaa dene waale duwaa dene waale nayi zindagi ke sahaare tu aa jaa baharon ki duniyaan faqeer e kaa bas ho zabaan par hai naale zabaan par hai naale humari muhabbat khuda ke hawaale khuda ke hawaale kare door se dil ishaare tu aa jaa khayaalon ke daaman mein ghum aa gaya hai ghum aa gaya hai chali aa ke aankhon mein dam aa gaya hai dam aa gaya hai pareshaan hai tujh bin nazaare tu aa jaa baharon ki duniyaan teri yaad shaam o sahar jaagti hai sahar jaagti hai naseeba hai khoya nazar jaagti hai nazar jaagti hai sukoon ban ke dil mein humaare tu aa jaa tere muntizir hai sitaare tu aa jaa baharon ki duniyaan pukaare tu aa jaa baharon ki duniyaan
ban ke ye panchhi gaaye pyaar kaa taraana ban ke ye panchhi gaaye pyaar kaa taraana mil jaaye agar aaj koi saathi mastaana mil jaaye agar aaj koi saathi mastaana to jhoome ye dharti aur jhoome aasmaan hooooo aayi haseenon ki toliyaan aayi haseenon ki toliyaan boli piya milan ki boliyaan manzil pe aaye koi naina milaaye koi bhar de ye ulfat ki jholiyaan ban ke ye panchhi gaaye pyaar kaa taraana kheton pe chhaayin jawaaniyaa kheton pe chhaayin jawaaniyaa patton pe likhi kahaaniyaan phoolon ke daal jaise rangeen rumaal koi de de humen bhi nishaaniyaan ban ke ye panchhi gaaye pyaar kaa taraana
banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya juda to kiya usne hum ko mila kar juda kar diya to milana na aaya milana na aaya sunna hai ke usne sitaare banaye sunna hai ke usne sitaare banaye diye saikdon aasman par jalaye aasman par jalaye bujha do humara charag e tamanna use ye diya to jalana na aaya jalana na aaya ye aahon ke shole ashkon ki ladiyan ye aahon ke shole ye ashkon ki ladiyan ye roti thi aankhon mein sawan ki jhadiya sawan ki jhadiya jigar mein laga di hai ye aag kisne ke daman bhi hum ko bachana na aaya bachana na aaya banayi hai itni badi jisne duniya use toote dil ka banana na aaya banana na aaya
bhoole se muhabbat kar baitha naadan tha bechaara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai iss tarah nighaahen mat phero iss tarah nighaahen mat phero aisa na ho dhadkan ruk jaaye aisa na ho dhadkan ruk jaaye seene mein koi pathar to nahin seene mein koi pathar to nahin ehsaas ka maara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai bedaadgaron ki thokar se bedaadgaron ki thokar se sab khawaab suhaane choor huye sab khawaab suhaane choor huye ab dil ka sahaara ghum hi to hai ab dil ka sahaara ghum hi to hai ab ghum ka sahaara dil hi to hai dil hi to hai bhoole se muhabbat kar baitha naadan tha bechaara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aa Ri Nindiya Ki Pari Rishte Naate (1965) 06:00 39386
 
Poster of Rishte Naate (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Nutan
Duration : 06:00   Song Number : 39386   

Aaj Dil Pe Koi Zor Milan (1967) 05:01 11853
 
Poster of Milan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Nutan
Raag- 
Carukesi
Duration : 05:01   Song Number : 11853   

Aaja Re Pyaar Pukaare Naina To Ro Ro Haare Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966) 03:34 13104
 
Poster of Dil Ne Phir Yaad Kiya (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:34   Song Number : 13104   

Aapne Apna Banaya Dulhan Ek Raat Ki (1966) 03:36 32084
 
Poster of Dulhan Ek Raat Ki (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Nutan
Duration : 03:36   Song Number : 32084   

Aasmaan Waale Teri Duniyaan Laila Majnu (1953) 03:43 13580
 
Poster of Laila Majnu (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ghulam Mohammad
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Raag- 
Bhimpalasi
Duration : 03:43   Song Number : 13580   

Ab Ke Baras Bhej Bhaiya Bandini (1963) 03:46 12821
 
Poster of Bandini (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Pilu
Duration : 03:46   Song Number : 12821   

Ae Kaash Chalte Manzil (1960) 03:05 38881
 
Poster of Manzil (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand, Nutan
Duration : 03:05   Song Number : 38881   

Ae Mere Humsafar Chhabili (1960) 03:08 19162
 
Poster of Chhabili (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
S Ratan
Music Director- 
Snehal Bhatkar
Singer- 
Nutan
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:08   Song Number : 19162   

Aye Chand Zara Chhup Jaa Laat Saheb (1967) 04:19 20104
 
Poster of Laat Saheb (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Duration : 04:19   Song Number : 20104   

Aye Dil Karun Main Kya Samna Bhai Bahen (1969) 03:51 16417
 
Poster of Bhai Bahen (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Sharda
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:51   Song Number : 16417   

Aye Sanam Tere Liye Karma (1986) 05:16 13524
 
Poster of Karma (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Nutan
Duration : 05:16   Song Number : 13524   

Aye Watan Tere Liye Karma (1986) 08:04 20353
 
Poster of Karma (1986)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1986
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Nutan, Others
Duration : 08:04   Song Number : 20353   

Baaje Paayal Chhun Chhun Chhalia (1960) 03:31 12975
 
Poster of Chhalia (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:31   Song Number : 12975   

Bachpan Ke Din Sujata (1959) 03:21 14294
 
Poster of Sujata (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Nutan, Shashi Kala
Duration : 03:21   Song Number : 14294   

Badhaai Ho Janam Din Ki Mera Munna (1967) 03:30 15026
 
Poster of Mera Munna (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:30   Song Number : 15026   

Bahaaron Ka Hai Mela Yaadgar (1970) 05:03 14412
 
Poster of Yaadgar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 05:03   Song Number : 14412   

Baharon Ki Duniyaan Laila Majnu (1953) 04:17 13581
 
Poster of Laila Majnu (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Sardar Mallik
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Nutan
Duration : 04:17   Song Number : 13581   

Ban Ke Ye Panchhi Gaaye Anari (1959) 03:35 12669
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:35   Song Number : 12669   

Banayi Hai Itni Badi Shisham (1952) 03:26 14250
 
Poster of Shisham (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Kaifi Irfani
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:26   Song Number : 14250   

Bhoole Se Muhabbat Dil Hi To Hai (1963) 03:02 13099
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 03:02   Song Number : 13099   
Karaoke Songs of Nutan, Sad Songs of Nutan, Love Songs of Nutan, Dance Songs of Nutan, Hip-hop songs of Nutan, Best songs of Nutan, Super hit songs of Nutan, hit songs of Nutan, duet songs of Nutan, solo songs of Nutan, old songs of Nutan, famous songs of Nutan, Hindi Karaoke Songs of Nutan, Hindi Sad Songs of Nutan, Hindi Love Songs of Nutan, Hindi Dance Songs of Nutan, Hindi Hip-hop songs of Nutan, best Hindi songs of Nutan, super hit Hindi songs of Nutan, hit Hindi songs of Nutan, duet Hindi songs of Nutan, solo Hindi songs of Nutan, old Hindi songs of Nutan, famous Hindi songs of Nutan, Sing Along Songs of Nutan, Sing Along Sad Songs of Nutan, Sing Along Love Songs of Nutan, Sing Along Dance Songs of Nutan, Sing Along Hip-hop songs of Nutan, Sing Along Best songs of Nutan, Sing Along Super hit songs of Nutan, Sing Along hit songs of Nutan, Sing Along duet songs of Nutan, Sing Along solo songs of Nutan, Sing Along old songs of Nutan, Sing Along famous songs of Nutan