|
|
Songs Title
|
Film/Album
|
Duration
|
Song Number
|
|
|
|
Zikra Hota Hai Jab Qayamat Ka
|
zikra hota hai jab qayamat ka tere jalwon ki baat hoti hai tu jo chaahe to din nikalta hai tu jo chaahe to raat hoti hai tujhko dekha hai meri nazron ne teri taarif ho magar kaise ke bane ye nazar zubaan kaise ke bane ye zubaan nazar kaise na zubaan ko di
My Love (1970)
|
04:34
|
12030
|
|
|
|
Duration : 04:34 Song Number : 12030
|
|
|
Zimbabwe
|
Every man gotta right To decide his own destiny And in this judgment There is no partiality So arm in arms, with arms We will fight this little struggle ''Cause that''s the only way We can overcome our little trouble Brother you''re right, you''re right You''re right, you''re right, you''re so right! We gon'' fight, we gon'' fight we''ll have to fight we gon'' fight We gonna fight, we gon'' fight fight for our rights! Natty dread it in a Zimbabwe Set it up in a Zimbabwe Mash it up a in a Zimbabwe Zimbabwe Africans aliberate Zimbabwe No more internal power struggle We come together, to overcome The little trouble Soon we will find out Who is the real revolutionary ''Cause I don''t want my people To be contrary And brothers you''re right, you''re right You''re right, you''re right, you''re so right! We''ll ''ave to fight, we gon'' fight We gonna fight we gon'' fight We''ll ''ave to fight, we gon'' fight fighting for our rights! Mash it up in a Zimbabwe Natty trash it
In the Style of Bob Marley
|
04:01
|
10800
|
|
|
|
Duration : 04:01 Song Number : 10800
|
|
|
Zinda
|
zinda hain toh pyala poora bhar le kancha phoote choora kaanch kar le zindagi ka ye ghada le ek saans mein chadha le hichkiyon mein kya hai marna poora mar leee koyla kala hai chattanon ne pala hai andar kala baahar kala par sachcha hai sala koyla kala hai chattanon ne pala hai andar kala baahar kala par sachcha hai sala zinda hain toh pyala poora bhar le kancha phoote choora kaanch kar le kancha phoote choora kaanch kar le uljhe kyun pairon mein ye khwaab kadmon se resham kheench de peeche kuchh na aage ka hisaab iss pal ki kyaari seench de aag zubaan pe rakh de phir chot ke honth bhigayenge ghaav gungunayenge tere dard geet bann jaayengee zinda hain toh pyala poora bhar le kancha phoote choora kaanch kar le zindagi ka ye ghada le ek saans mein chadha le hichkiyon mein kya hai marna poora mar leee koyla kala hai chattanon ne pala hai andar kala baahar kala par sachcha hai sala koyla kala hai chattanon ne pala hai andar kala baahar kala par sachcha hai sala koyla
Bhaag Milkha Bhaag (2013)
|
03:33
|
32586
|
|
|
|
Duration : 03:33 Song Number : 32586
|
|
|
Zinda Hai Hum To
|
zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria itna maska na to maaro humein aisi baaton se darr lagta humein tum pyaar kaise bolo karega darta hai kyun maria aila saala humpe marta hai ye lagta hai love humko karta hai ye kyun na karega hum to kahega tumsa nahin maria zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria o sahibaan tum bhulaana nahin dil mein aake door jaana nahin dil jo liya hai dil bhi diya hai bewafa hum nahin dil jo torega hum kuchh kar jayega lagta hai hum to marr jayega tum se mohabbat humko hai kitna kaise kahein maria zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria
Josh (2000)
|
04:46
|
18135
|
|
|
|
Duration : 04:46 Song Number : 18135
|
|
|
Zinda Hoon Is Tarah
|
zinda hoon iss tarah ke gham e zindagi nahin jalta huaaa diya hun magar roshni nahin zinda hoon iss tarah ke gham e zindagi nahin jalta huaaa diya hun magar roshni nahin zinda hoon iss tarah ke gham e go muddatein huyin hain kisi se judaa huye go muddatein huyin hain kisi se judaa huye lekin ye dil ki aag abhi tak bujhi nahin zinda hoon iss tarah ke gham e aane ko aa chukaa tha kinaaraa bhi saamne aane ko aa chukaa tha kinaaraa bhi saamne khud usske paas hi meri nayyaa gayi nahin zinda hoon iss tarah ke gham e honton ke paas aaye hansi kyaa majaal hai honton ke paas aaye hansi kyaa majaal hai dil ka muamala hai koi dillagi nahin zinda hoon iss tarah ke gham e ye chaand ye hawaa ye fizaa sab hain maand maand ye chaand ye hawaa ye fizaa sab hain maand maand jab tu nahin to inn mein koi dilkashi nahin zinda hoon iss tarah ke gham e zindagi nahin jalta huaaa diya hun magar roshni nahin zinda hoon iss tarah ke gham e zindagi nahin
Aag (1948)
|
04:18
|
12552
|
|
|
|
Duration : 04:18 Song Number : 12552
|
|
|
Zinda Rahe To Hum Kabhi
|
zinda rahe to hum kabhi aap ko bataayenge zinda rahe to hum kabhi aap ko bataayenge jitna sataaya aap ne jitna sataaya aap ne utna hi hum satayenge zinda rahe to hum kabhi aap ko bataayenge ishq ka ghum ab jigar mein zakhm ban kar reh gaya ishq ka ghum ab jigar mein zakhm ban kar reh gaya pyaar ka sapna naiyan se ashq ban kar beh gaya jitna rulaaya aapne jitna rulaaya aapne utna hi hum rulaayenge zinda rahe to hum kabhi aap ko bataayenge bujhti huyi shamma hoon main chand lamhon ki mehmaan hoon main bujhti huyi shamma hoon main chand lamhon ki mehmaan hoon main honthon pe tera naam liye jaayenge iss jahaan se hum jab mar jaayenge hum jab mar jaayenge aap ko yaad aayenge zinda rahe to hum kabhi aap ko bataayenge zinda rahe to hum kabhi aap ko bataayenge
Prerana (1984)
|
03:50
|
16465
|
|
|
|
Duration : 03:50 Song Number : 16465
|
|
|
Zindagi
|
yaadon mein khoya naa jaaga naa soya unse bichhad ke roya ye dukh humara ye sukh humara geeton mein maine piroya ehsaas mere rahen paas tere main rahoon naa rahoon mera ye kissa jeevan ka hissa main ye kahoon naa kahoon meri nazar kaa teri nazar ko salaam honthon pe mere shaam o savere tera naam ye zindagi hai tu o mere meet mera geet hai tu aaaa pal pal ye aasha deti dilaasa safar hai baaki abhi nayi manzilen hain naye faansalen hain dagar hai baaki abhi mere saath aao mere saath gaao nayi umeeden jagaao himmat tumhaari hai kismat tumhaari tum khud hi aazmaao meri nazar kaa teri nazar ko salaam honthon pe mere shaam o savere tera naam ye zindagi hai tu o mere meet mera geet hai tu yaadon mein khoya naa jaaga naa soya unse bichhad ke roya ye dukh humara ye sukh humara geeton mein maine piroya hoo hooo hooo hooooo aaaaa haaaaa haaaa haaaa hoo hooo hooo hooooo
Star (1982)
|
03:37
|
14284
|
|
|
|
Duration : 03:37 Song Number : 14284
|
|
|
Zindagi Aa Raha Hoon
|
liye sapne nighaahon mein chala hoon teri raahon mein liye sapne nighaahon mein chala hoon teri raahon mein zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main kai yaadon ke chehre hain kai kisse puraane hain teri sau daastaane hain tere kitne fasaane hain kai yaadon ke chehre hain kai kisse puraane hain teri sau daastaane hain tere kitne fasaane hain magar ik wo kahaani hai jo ab mujhko sunaani hai magar ik wo kahaani hai jo ab mujhko sunaani hai zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main mere haathon ki garmi se pighal jaayengi zanjeeren mere kadmon ki aahat se badal jaayengi taqdeeren mere haathon ki garmi se pighal jaayengi zanjeeren mere kadmon ki aahat se badal jaayengi taqdeeren umeedon ke diye le kar ye sab tere liye le kar umeedon ke diye le kar ye sab tere liye le kar zindagi aa rahaa hoon main zindagi aa rahaa hoon main kabhi tujhko gila mujhse kabhi mujhko shikayat hai magar phir bhi tujhe meri mujhe teri zaroorat hai kabhi tujhko gila
Mashaal (1984)
|
05:35
|
13692
|
|
|
|
Duration : 05:35 Song Number : 13692
|
|
|
Zindagi Aaj Mere Naam
|
zindagi aaj mere naam se sharmaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai apni haalat pe mujhe khud bhi hansi aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai ek ghum chain se jeene nahin deta mujhko ek ghum chain se jeene nahin deta mujhko ek uljhan hai jo aksar mujhe tadpaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai iss tarah chhod ke niklaa hoon main apni manzil iss tarah chhod ke niklaa hoon main apni manzil jaise hasrat koi seene se nikal jaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai raah chalte huye kuchh soch ke ruk jaata hoon raah chalte huye kuchh soch ke ruk jaata hoon har kadam par koi bhuli huyi yaad aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai apni haalat pe mujhe khud bhi hansi aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai
Son of India (1962)
|
03:54
|
14278
|
|
|
|
Duration : 03:54 Song Number : 14278
|
|
|
Zindagi Ab To Tere
|
zindagi ab to tere naam se dar lagta hai zindagi ab to tere naam se dar lagta hai saari duniya mujhe ik maut ka ghar lagta hai zindagi ab to tere naam se dar lagta hai na kahin phool na kaliyaan na bahaaron ka samaa na kahin phool na kaliyaan na bahaaron ka samaa ab chaman bhi koi ujdaa sa nagar lagta hai ab chaman bhi koi ujdaa sa nagar lagta hai zindagi ab to tere naam se dar lagta hai jis mein saawan bhi ho saathi bhi ho aur jhoolen bhi jis mein saawan bhi ho saathi bhi ho aur jhoolen bhi jaane iss duniya mein wo mela kidhar lagta hai jaane iss duniya mein wo mela kidhar lagta hai saari duniya mujhe ik maut ka ghar lagta hai zindagi ab to tere naam se dar lagta hai zindagi ab to tere naam se dar lagta hai
Shandaar (1974)
|
04:13
|
16477
|
|
|
|
Duration : 04:13 Song Number : 16477
|
|
|
Zindagi Ae Zindagi
|
zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi husn ki mehfil mein hum kyun ban gaye hain ajnabi zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi husn ki mehfil mein hum kyun ban gaye hain ajnabi zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi naachti hain husn ki parchhaiyaan naachti hain husn ki parchhaiyaan le rahi hain aarzu angdaaiyaan mere hisse mein hain kyun tanhaaiyaan sooni sooni kyun mere dil ki gali zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi jagmagaati jaagti jungle ki raat jagmagaati jaagti jungle ki raat gungunaati naachti aanchal ki raat dil mein utri hain mere hulchal ki raat jaise mehfil mein kisi ki hai kami zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi phool se chehre ye baahon ke chaman phool se chehre ye baahon ke chaman jhoomte hain lehlahaate se badan bas humin bhoole hain jeene ka chalan bas humin se kyun hai teri dushmani zindagi ae zindagi humse mat kar dillagi husn ki mehfil mein hum kyun ban gaye hain ajnabi zindagi ae zindagi
Do Shikaari (1979)
|
05:37
|
38991
|
|
|
|
Duration : 05:37 Song Number : 38991
|
|
|
Zindagi Ae Zindagi
|
zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop beeti huyi raaton ki baaton ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye chaandni aye chaandni chaandani tere hain do roop toote huye sapnon ki apnon ki chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aadmi aye aadmi aadmi tere hain do roop dukh sukh ke jhoolon ki phoolon ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop chhaayaa wo jo ban gayi dhoop koi bhooli huyi baat mujhe yaad aayi hai khushi bhi tu laayi thi ye aansoo bhi tu laayi hai dillagi aye dillagi dillagi tere hain do roop kaise kaise waadon ki yaadon ki tu chhaayaa chhaayaa wo
Zindagi Zindagi (1972)
|
04:20
|
32167
|
|
|
|
Duration : 04:20 Song Number : 32167
|
|
|
Zindagi Aye Zindagi
|
zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi aansoon ban ke main kabhi aankh se naa beh sakun munh se kuchh naa keh sakun aur chup na reh sakun itne ghum na de mujhe main na jinko seh sakun meri khushiyaan kya huyi kuchh hisaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi apne aap se khafa kar diya naseeb ne mujhko apno se juda kar diya naseeb ne har dua ko badduaa kar diya naseeb ne chhin gaye hain mujhse jo waapas wo khaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi
Yudh (1985)
|
03:39
|
18398
|
|
|
|
Duration : 03:39 Song Number : 18398
|
|
|
Zindagi Bahaar Hai
|
aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa zindagi bahaar hai mohabbat ki bahaar se zindagi bahaar hai mohabbat ki bahaar se dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se main gumsum tum bhi chup the main gumsum tum bhi chup the par aankhon ne sab keh daala aaaaa mere pyaar ne pehni varmaala mere pyaar ne pehni varmaala dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se main naachun mera mann naache main naachun mera mann naache mere sang sang saara jag naache aaaa aaaa masti jhoom khushi ki dhun baaje masti jhoom khushi ki dhun baaje dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se
New Delhi (1956)
|
02:00
|
40431
|
|
|
|
Duration : 02:00 Song Number : 40431
|
|
|
Zindagi Ban Gaye Ho Tum
|
jo meri rooh ko chain de pyaar de wo khushi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum jo meri rooh ko chain de pyaar de wo khushi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum jism se jaan tak paas aate gaye inn nighahon se dil mein samaate gaye jism se jaan tak paas aate gaye inn nighahon se dil mein samaate gaye jis hansin khaab ki thi tamanna mujhe haan wahi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum jo meri rooh ko chain de pyaar de wo khushi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaa har kisi se jise main chhupaati rahi bekhudi mein jise gungunaati rahi har kisi se jise main chhupaati rahi bekhudi mein jise gungunaati rahi maine tanha kabhi jo likhi thi wohi shayari ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho tum jo meri rooh ko chain de pyaar de wo khushi ban gaye ho tum zindagi ban gaye ho
Kasoor (2001)
|
05:31
|
21496
|
|
|
|
Duration : 05:31 Song Number : 21496
|
|
|
Zindagi Bhar Ghum
|
badla to aise badla hai kuchh rang e gulsitaan ek phool pe bahaar hai ek phool pe khizaaaa zindagi bhar ghum judaai kaa mujhe tadpaayegaaaa zindagi bhar ghum judaai kaa mujhe tadpaayegaaaa har naya mausam puraani yaad le kar aayegaaa zindagi bhar ghum judaai kaa mujhe tadpaayegaaaa hain wahin raahen wahi galiyaan magar sunsaan hain tu nahin to dil ki saari bastiyaan viraan hai dil mein hai jo ghum tera wo jaan le kar jaayega zindagi bhar ghum judaai kaa mujhe tadpaayegaaaa hon mubaaraq tujhko khushiyaan aur mujhe ruswaaiyaan tujhko tera ghar salaamat aur mujhe tanhaaiyaan marte marte bhi tera hi naam lab pe aayegaaa zindagi bhar ghum judaai kaa mujhe tadpaayegaaaa har naya mausam puraani yaad le kar aayegaaa zindagi bhar ghum judaai kaa mujhe tadpaayegaaaa
Miss Bombay (1957)
|
04:25
|
16405
|
|
|
|
Duration : 04:25 Song Number : 16405
|
|
|
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Duet)
|
zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan musaafir se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haai jis raat mere dil ne dhadkana seekha shokh jazbaat ne seene mein bhadkana seekha meri taqadeer se nikli wahi meri taqadeer se nikli wahi sadmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dil ne jab pyaar ke rangeen fasaane chhede aankhon aankhon ne wafaaon ke taraane chhede sog mein doob gai aaj wo sog mein doob gai aaj wo naghmaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi roothnewali roothnewali meri baat se maayus na ho behke behke se khayalaat se maayus na ho khatm hogi na kabhi tere mere khatm hogi na kabhi tere mere saath ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi
Barsaat Ki Raat (1960)
|
03:25
|
36009
|
|
|
|
Duration : 03:25 Song Number : 36009
|
|
|
Zindagi Bhar Nahin Bhoolegi (Male)
|
hmm hmmm hmm hmm hmm hmmm hmm hmm hmm zindagi bhar nahin bhoolegi wo barsaat ki raat ek anjaan haseena se mulaqaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani haaye wo reshmi zulfon se barastaa paani phool se gaalon pe rukne ko tarastaa paani dil mein toofaan uthaate huye dil mein toofaan uthaate huye jazbaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi dar ke bijli se achanak wo lipatnaa uska aur phir sharm se bal khaa ke simatna uska kabhi dekhi naa suni aisi ho kabhi dekhi naa suni aisi tilismaat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne surkh aanchal ko dabaa kar jo nichoda usne dil pe jaltaa hua ik teer sa chhoda uss ne aag paani mein lagaate huye aag paani mein lagaate huye haalat ki raat zindagi bhar nahin bhoolegi mere naghmon mein jo basti hai wo tasveer thi wo naujawaani ke haseen khawaab ki taabeer thi wo aasmaanon se utar aayi hooo aasmaanon se utar aayi thi jo raat ki raat zindagi bhar nahin
Barsaat Ki Raat (1960)
|
04:28
|
12073
|
|
|
|
Duration : 04:28 Song Number : 12073
|
|
|
Zindagi Denewale Sun
|
zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun raat katti nahin din guzartaa nahin zakhm aisa diya hai ke bhartaa nahin aankh viraan hai dil pareshaan hai ghum ka saamaan hai jaise jaadu koi kar gayaa zindagi dene waale sun bekhataa toone mujh se khushi chheen li zinda rakha magar zindagi chheen li kar diya dil ka khoon chup kahaan tak rahoon saaf kyun na kahoon tu khushi se meri darr gayaa zindagi dene waale sun teri duniya se dil bhar gayaa main yahaan jeete ji marr gaya zindagi dene waale sun
Dil E Nadaan (1953)
|
03:21
|
12045
|
|
|
|
Duration : 03:21 Song Number : 12045
|
|
|
Zindagi Ek Safar Hai Suhana
|
zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana haan zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u chaand taaron se chalna hai aage asmaanon se badhna hai aage are chaand taaron se chalna hai aage asmaanon se badhna hai aage peechhe reh jaayega ye zamana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana ud le e ud le e o u ud le e ud le e u ud le e ud le e o u ud le e ud lee u ud le e ud le e o u haa haa ud le e ud le e o u hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parvah na kar hanste gaate jahan se guzar duniya ki tu parvah na kar muskuraate huye din bitaana yahan kal kya ho kisne jaana zindagi ek safar hai suhana yahan kal kya ho kisne jaana di di di di deyi ud le e ud le e ou di di di di do u ud le e ud
Andaz (1971)
|
04:22
|
21498
|
|
|
|
Duration : 04:22 Song Number : 21498
|