Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


oo waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano pyase dilon ki yeh beqraari pyase dilon ki yeh beqraari kya rang laayi deewanon aha waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano dil ho ameer ya gareeb ka dil use mile jiske naseeb ka dil lalalalala lalalalala dil ho ameer ya gareeb ka dil use mile jiske naseeb ka dil dil se dil milne ka raaz yeh tum kya jaanon haan waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano deewanon hey hey kabhi mile kabhi majboor huye dil se na tum kabhi door huye lalalalala lalalalala kabhi mile kabhi majboor huye dil se na tum kabhi door huye sadiyon se tum ho mere maano ya na maano haan yadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chalkaati jaam aayi deewano hey yaadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chalkaati jaam aayi deewano
haaaa haaa haaa haaa hooo hooo hooo hooo hmmm hmm hmmm hmmm haaaaa hey wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum hum to sanam jaane ye baat jeena humen hai tere saath wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum ye pyaar to hai bejubaan kya chaahe dil o jaane jaan jaane ye jahaan kaise dil ki baat wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum ye kya lagan dil mein jagi de di tujhe kyun zindagi paagal mann ki pyaas jaane pyaasi raat wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum waada to hai dhoka yahaan toote kasam jaane kahaan chhute naa kabhi thaame hum jo haath wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum hum to sanam jaane ye baat jeena humen hai tere saath wada hai kya kya hai kasam kya hai kasam jaane naa hum
waadaa kar le saajna waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa main dhadkan tu dil hai piyaa main baati tu mera diyaa hum pyaar ki jyot jalaaein hum pyaar ki jyot jalaaein main raahi meri manzil hai tu main hoon lehar aur saahil hai tu jeevan bhar saath nibhaaein jeevan bhar saath nibhaaein aaaaaaa aa aa aa aaa waadaa kar le jaan e jaan tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa rahaa na honge judaa ye waadaa rahaa jab se mujhe tera pyaar milaa apni to hai bas yahi duaa har janam yun milke rahenge har janam yun milke rahenge sundar saa ho apna jahaan pyaar apnaa rahe sadaa jawaan hum sukh dukh mil ke sahenge hum sukh dukh mil ke sahenge aaaaaaaaa aa aa aa aaa waadaa kar le saajna tere bin main na rahun mere bin tu na rahe ho ke judaa ye waadaa
hoon un un un un un wada na tod wada na tod wada na tod wada na tod meri chadti jawaani tadpe tu munh na mod wada na tod wada na tod wada na tod meri chadti jawaani tadpe tu munh na mod wada na tod wada na tod wada na tod neend hamari piya tune churayee kahaan chhupa hai piya tu hai harjaayee neend hamari piya tune churayee kahaan chhupa hai piya tu hai harjaayee meri chadti jawaani tadpe tu munh na mod wada na tod wada na tod wada na tod koi nahin hai tere mere bin yahaan pe chal baithe chhanv tale dekh wahaan pe koi nahin hai tere mere bin yahaan pe chal baithe chhanv tale dekh wahaan pe meri chadti jawaani tadpe tu munh na mod wada na tod wada na tod wada na tod wada nibhana hoga saajan tujhko doli mein bithake apne ghar le jaa mujhko wada nibhana hoga saajan tujhko doli mein bithake apne ghar le jaa mujhko meri chadti jawaani tadpe tu munh na mod wada na tod wada na tod wada na tod meri chadti jawaani tadpe tu munh na mod wada na tod wada na tod wada na tod
lala laaaaa lala laaaaa ooooo ooooo ooooo oooo hooooo waadiyaan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwaa tum kahaan jaaoge waadiyaan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwaa tum kahaan jaaoge waadiyaan mera daaman jab hansegi kali rang waali koi jab hansegi kali rang waali koi aur jhuk jaayegi tumpe daali koi sar jhukaaye huye tum mujhe paaoge waadiyaan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwaa tum kahaan jaaoge waadiyaan mera daaman chal rahe ho jahaan iss nagar se pare chal rahe ho jahaan iss nagar se pare wo dagar to guzarti hai dil se mere dagmagaate huye tum yahin aaoge waadiyaan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwaa tum kahaan jaaoge waadiyaan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwaa tum kahaan jaaoge waadiyaan mera daaman
wadiyan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwa tum kahan jaaoge wadiyan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwa tum kahan jaaoge wadiyan mera daaman jab churaaoge tan tum kisi baat se jab churaaoge tan tum kisi baat se shaakh e gul chhed degi mere haath se apni hi zulf ko aur uljhaaoge wadiyan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwa tum kahan jaaoge wadiyan mera daaman jab se milne lagin tumse raahen meri jab se milne lagin tumse raahen meri chaand suraj bani do nigaahen meri tum kahin bhi raho tum nazar aaoge wadiyan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwa tum kahan jaaoge wadiyan mera daaman raaste meri baahen jaao mere siwa tum kahan jaaoge wadiyan mera daaman
hmmm hmm hmmmmmmm aaaaa haaaa haaaa haaaaaa hmmm hmm hmmmmmmm hmmmmm aaaaa haaaa haaaaaaa waadiyaan waadiyaan raasten raasten maare maare phire hum tere waaste waadiyaan waadiyaan raasten raasten maare maare phire hum tere waaste waadiyaan waadiyaan raasten raasten aabshaaron se poochha kahaan hai sanam aur nazaaron ke jaa jaa ke pakde kadam aabshaaron se poochha kahaan hai sanam aur nazaaron ke jaa jaa ke pakde kadam inn bahaaron ne farmaaya kya jaane hum khaa raha hai humen ab judaayi kaa ghum chhaale padte gaye bhaagte baagte maare maare phire hum tere waaste waadiyaan waadiyaan raasten raasten machli jaayen latten lipti jaaye hawaa jalta jaaye badan roti jaaye wafaa machli jaayen latten lipti jaaye hawaa jalta jaaye badan roti jaaye wafaa bewafaa mat sataa mil bhi jaa aa bhi jaa ki khata kya bata kyun ye de di sazaa aankhen pathraa gayin jaagte jaagte maare maare phire hum tere waaste waadiyaan waadiyaan raasten raasten maare maare phire hum tere waaste maare
ho gaye do roz mein aabaad bhi barbaad bhi ab tamanna hai yehi aaye na un ki yaad bhi wafa jinse ki bewafa ho gaye wo vaade mohabbat ke kya ho gaye wafa jinse ki bewafa ho gaye wo vaade mohabbat ke kya ho gaye wafa jinse ki jo kehte thei hum to sada hain tumhare zamaane mein sab se jinhen hum thei pyare jo kehte thei hum to sada hain tumhare zamaane mein sab se jinhen hum thei pyare wohi aaj hum se juda ho gaye wo vaade mohabbat ke kya ho gaye wafa jinse ki wo itna bata dein kabhi paas aa ke mila hai unhein kya humein yun mita ke wo itna bata dein kabhi paas aa ke mila hai unhein kya humein yun mita ke khata kya thi jo wo khafa ho gaye wo vaade mohabbat ke kya ho gaye wafa jinse ki mere samne bhi agar ab wo aayein na dekhengi unko ye bebas nighahein mere samne bhi agar ab wo aayein na dekhengi unko ye bebas nighahein wo jinke liye hum fanna ho gaye wo vaade mohabbat ke kya ho gaye wo jinke liye hum fanaa ho gaye wo vaade mohabbat ke kya ho gaye wafa jinse ki
aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaaaaa aaaaa wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon chale bhi aao ke raahein sajaye baitha hoon wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon tumhari raah me har kaam roshni ke liye roshniiiiiiiii ke liye roshniiiii roshniii ke liye tumhari raah me har kaam roshni ke liye chirag aankho ke kab se jalaye baitha hoon chirag aankho ke kab se jalaye baitha hoon chale bhi aao ke raahein sajaye baitha hoon wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon jo zakhm tumne diye hain wo nakhs hain dil par naksh hainnnnnn dil par aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa aaaaaa aaaaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aaaaaa jo zakhm tumne diye hain wo nakhs hain dil par sahara jeene ka unko banaye baitha hoon sahara jeene ka unko banaye baitha hoon chale bhi aao ke raahein sajaye baitha hoon wafa ke deep main kab se jalaye baitha hoon meri wafa ka silla
wafa ke naam par mitna nahin aaya agar tujhko to phir jinse wafa bazaar mein kyun bechti hai tu agar tu aabru apni bacha leti to achchha tha agar tu aabru apni bacha leti to achchha tha jo apni aag mein khud ko jala leti to achchha tha agar tu aabru apni laga kar aag hothon se kisi ka ghar jala dena laga kar aag hothon se kisi ka ghar jala dena kisi ki jaan jaana aur tera muskura dena ke tera muskura dena kisi par jaan dekar muskura leti to achchha tha agar tu aabru apni bacha leti to achchha tha jo apni aag mein khud ko jala leti to achchha tha agar tu aabru apni sati jo aan par hoti hain tu unki nishaani hai sati jo aan par hoti hain tu unki nishaani hai na hargiz bhool begairat ke tu hindostaani hai ke tu hindostaani hai agar tu sharm ko zevar bana leti to achchha tha agar tu aabru apni bacha leti to achchha tha jo apni aag mein khud ko jala leti to achchha tha agar tu aabru apni
oo wafa mere dil ki ye kya rang laayi wafa mere dil ki ye kya rang laayi sitam karne waale duhaayi duhaayi sitam karne waale duhaayi duhaayi wafaon ka badla hai kyun bewafaayi sitam karne waale duhaayi duhaayi sitam karne waale duhaayi duhaayi ho idhar khoob royegi meri tamanna udhar tere haathon pe mehandi rachegi o idhar preet meri kafan odh legi idhar preet meri kafan odh legi udhar tere maathe pe bindiya sajegi haan bindiya sajegi kasam kya mohabbat ki tune nibhayi sitam karne waale duhaayi duhaayi sitam karne waale duhaayi duhaayi ho udhar zindagi teri dulhan banegi idhar har khushi meri dam tod degi ho udhar saat pheron ke bandhan bandhenge udhar saat pheron ke bandhan bandhenge idhar mere sapnon ki arthi uthegi haan arthi uthegi qayamat se pehle qayamat hai aayi sitam karne waale duhaayi duhaayi sitam karne waale duhaayi duhaayi ho suhagan ka joda mubaarak ho tujhko teri sej phulon se sajti rahenge o meri bheegi palkon se tootenge aansu meri bheegi palkon se
manzoor nahin meri muhabbat to kya hua aye dost dushmani hi nibhane ke liye aa maana tere karam ke to qaabil nahin rahe aa mere dil pe zulm hi dhaane ke liye aa wafaa jo na ki to jafaa bhi na kije wafaa jo na ki to jafaa bhi na kije sitam jaaneman iss traha bhi na kije ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen wafaaaaaaa hoooo oooo oooo aaaaa aaaa aaaa nahin ishq humse nahin na sahi humen ishq tumse hai hum kya kare hai mar mar ke jeene ki aadat humen tumhaari balaa se jeeyen yaa mare bhalaaaa bhala na kiya to bura bhi na kije sitam jaaneman iss traha bhi na kije ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen wafaaaaaaa wafaa jo na ki to jafaa bhi na kije sitam jaaneman iss traha bhi na kije ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen ke marne ki tamanna mein kahin jee na jaayen wafaaaaaaa
wafaa jo tumse kabhi maine nibhaayi hoti wafaa jo tumse kabhi maine nibhaayi hoti umr na muft mein sadkon pe gawaayi hoti wafaa jo tumse kabhi maine nibhaayi hoti umr na muft mein sadkon pe gawaayi hoti wafaa jo tumse saanp yaadon ke hain daste mujhe har shaam o sehar saanp yaadon ke hain daste mujhe har shaam o sehar ye jo sote to mujhe neend bhi aayi hoti teri chaukhat se jo us roz na aaya hota main khuda hota duniyaa pe khudaayi hoti wafaa jo tumse kabhi maine nibhaayi hoti umr na muft mein sadkon pe gawaayi hoti wafaa jo tumse kabhi maine hoti gairat to tere saath hi mar jaate sajan hoti gairat to tere saath hi mar jaate sajan laash kaandhon pe yun apni na uthaayi hoti haath kya aaya mere ek siyaahi ke siwaa dekhane haal mera tu bhi gawaayi hoti wafaa jo tumse kabhi maine nibhaayi hoti umr na muft mein sadkon pe gawaayi hoti wafaa jo tumse kabhi maine
wah ji wah wah ji wah wah ji wah wah wah wah ji wah wah ji wah wah ji wah wah wah wah wah ji wah wah ji wah wah ji wah wah ji wah wah ji wah wah ji wah wah wah dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi jitni masti do dilon mein thi ubal gayi iska mazaa chakh to loon main zara phir kahunga main ke daal gal gayi dheere dheere pyaar ki jo aag jal gayi jitni masti do dilon mein thi ubal gayi are iska mazaa chakh to loon main zara phir kahunga main ke daal gal gayi wah ji wah wah ji wah wah ji wah wah wah wah ji wah wah ji wah wah ji wah wah wah wah wah ji wah wah ji wah wah ji wah wah ji wah wah ji wah wah ji wah wah wah tum naa the to yun thi zindagi yahaan benamak ho jaise pheeki sabziyaan ishq ka achaar bhi naa ban sakaa husn jab naa laaya tha ye chatiniyaan haaye tum naa the to yun thi zindagi yahaan benamak ho jaise pheeki sabziyaan ishq ka achaar bhi naa ban sakaa husn jab naa laaya tha ye chatiniyaan husn jab naa laaya tha ye chatiniyaan haaye haaye iska mazaa
wah ri duniyaa wah re zamaane wah ri duniyaa wah re zamaane apne ho gaye hain begaane apne ho gaye hain begaane wah ri duniyaa wah re zamaane sukh mein jhule jhulne waale yaad humari bhulne waale yaad humari bhulne waale haaye matlab ke deewane wah ri duniyaa wah re zamaane apne ho gaye hain begaane apne ho gaye hain begaane wah ri duniyaa wah re zamaane kismat ruthi aasha ruthi tum kya badle duniyaa badli tum kya badle duniyaa badli bhujh gaye deepak gaye parwaane wah ri duniyaa wah re zamaane apne ho gaye hain begaane apne ho gaye hain begaane wah ri duniyaa wah re zamaane jab matlab tha tum apne the kya wo sab jhuthe sapne the kya wo sab jhuthe sapne the matlab bin ab kaun pehchaane wah ri duniyaa wah re zamaane apne ho gaye hain begaane apne ho gaye hain begaane wah ri duniyaa wah re zamaane
are wah wah wah khel shuru ho gaya wah wah wah khel shuru ho gaya kuchh mujhe mila aur kuchh kho gaya kuchh mujhe mila aur kuchh kho gaya mulaakaat hai ye raat hai pyaar ki aa aa u aa ye ye ye aa aa u aa ye ye ye aa aa u aa ye ye ye haa wah wah wah khel shuru ho gaya wah wah wah khel shuru ho gaya kuchh mujhe mila aur kuchh kho gaya kuchh mujhe mila aur kuchh kho gaya mulaakaat hai ye raat hai pyaar ki aa aa u aa ye ye ye aa aa u aa ye ye ye aa aa u aa ye ye ye ha naa saji tanhaaiyaan naa baji shehnaaiyaan ho naa saji tanhaaiyaan naa baji shehnaaiyaan ae kis tarah phir ho gayi lori ki taiyaariyaan chadha naa main ghodi par baanti naa mithaai khane lagi saaraa din par tu khataai jaan meri dil mera daanv pe laga chaal chali waisi hi main jaise tu chala jaan meri dil mera daanv pe laga chaal chali waisi hi main jaise tu chala mulaakaat hai ye raat hai pyaar ki aa aa u aa ye ye ye aa aa u aa ye ye ye aa aa u aa ye ye ye hey tu kali naazon pali ho gayi kyun baawali are
wah wah ramji jodi kya banaai bhaiya aur bhabhi ko badhaai ho badhaai sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaai aapki kripa se ye shubh ghadi aayee jiji aur jija ko badhaai ho badhaai sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaai wah wah ramji wah wah ramji wah wah ramji mere bhaiya jo chup baithe hain dekho bhabhi ye kaise ainthe hain aise bade hi bhale hain aise bade hi bhale hain maana thode manchale hain par aap ke siva kahin bhi na phisle hain dekho dekho khud pe jiji itraai bhaiya aur bhabhi ko badhaai ho badhaai sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaai wah wah ramji arre wah wah ramji wah wah ramji suno jijaji aji aapke liye meri jiji ne bade tap hain kiye mandiron mein kiye phere mandiron mein kiye phere pooja saanjh sawere teen lok taintees devon ko ye rahi ghere jaisi maine maangi thi waisi bhabhi paai jiji aur jija ko badhaai ho badhaai sab rasmon se badi hai jag mein dil se dil ki sagaai wah wah ramji arre wah wah ramji wah
wahaan kaun hai tera musafir jaayegaa kahaan dam le le ghadi bhar ye chhaniyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera musafir jaayegaa kahaan wahaan kaun hai tera beet gaye din pyaar ke palchhin sapnaa bani wo raaten bhool gaye wo tu bhi bhoola de pyaar ki wo mulaqaaten pyaar ki wo mulaqaaten tab door andheraa tab door andheraa musafir jaayegaa kahaan dam le le dam le le dam le le ghadi bhar ye chhaniyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera koi bhi teri raah naa dekhe nain bichhaye naa koi dard se tere koi naa tadpaa aankh kisi ki naa royi aankh kisi ki naa royi kahe kiss ko tu mera kahe kiss ko tu mera musafir jaayegaa kahaan dam le le ghadi bhar ye chhaniyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera hooooo ooooo musaafirrrrrr tu jaayegaa kahaannnnnn kehte hai gyaani duniyaa hai phaani paani pe likhi likhaayi hai sab ki dekhi hai sab ki jaani haath kisi ke naa aayi haath kisi ke naa aayi kuchh tera naa mera kuchh tera naa mera musafir jaayegaa kahaan dam le le dam le le
wahaan kaun hai tera musaafir jaayegaa kahaan dam lele ghadi bhar ye chhaiyyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera musaafir jaayegaa kahaan wahaan kaun hai tera beet gaye din pyaar ke palchhin sapna bani wo raaten bhool gaye wo tu bhi bhulaa de pyaar ki wo mulaaqaaten pyaar ki wo mulaaqaten sab door andhera sab door andhera musaafir jaayega kahaan dam lele dam lele dam lele ghadi bhar ye chhaiyyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera koi bhi teri raah na dekhe nain bichhaaye na koi dard se tere koi na tadpaa aankh kisi ki naa royi aankh kisi ki naa royi kahe kisko tu mera kahe kisko tu mera musaafir jaayega kahaan dam lele ghadi bhar ye chhaiyyaan paayega kahaan wahaan kaun hai tera musaafir jaayegaa kahaan wahaan kaun hai tera ohh ho ho ooo toone to sabko raah bataayi tu apni manzil kyun bhoolaa suljha ke raaja auron ki uljhan kyun kachche dhaagon mein jhoolaa kyun kachche dhaagon mein jhoolaa kyun naache sapera kyun naache sapera musaafir jayega kahaan dam lele
oh wahin chal mere dil khushi jisne di hai tujhe pyaar ki zindagi jisne di hai wahin chal mere dil khushi jisne di hai tujhe pyaar ki zindagi jisne di hai la la la la la la mausam ho koi bhi jab wo yaad aaye halki dhoop chhalki baadal khoob chhaye khayalon ko ye bekhudi usne di hai wahin chal mere dil khushi jisne di hai tujhe pyaar ki zindagi jisne di hai la la la la la la saanson pe likha hai unka naam aise ambar pe saji hai har din shaam jaise mujhe mastiyaan har ghadi usne di hain wahin chal mere dil khushi jisne di hai tujhe pyaar ki zindagi jisne di hai la la la la la la wo hain to jawaan hain saare ye nazaare kaliyaan mehki mehki kunche pyaare pyaare bahaaron ko ye taazgi usne di hai wahin chal mere dil khushi jisne di hai tujhe pyaar ki zindagi jisne di hai la la la la la la
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Waadon Ki Shaam Aayi Anand Aur Anand (1984) 04:54 37863
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:54   Song Number : 37863   

Wada Hai Kya Taxi Chor (1980) 06:24 14328
 
Poster of Taxi Chor (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 06:24   Song Number : 14328   

Wada Kar Le Sajna Haath Ki Safai (1974) 04:39 21398
 
Poster of Haath Ki Safai (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Simi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:39   Song Number : 21398   

Wada Na Tod Dil Tujhko Diya (1985) 05:45 17989
 
Poster of Dil Tujhko Diya (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Rajesh Roshan
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 05:45   Song Number : 17989   

Wadiyaan Mera Daaman (Female) Abhilasha (1968) 03:56 12616
 
Poster of Abhilasha (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Meena Kumari
Duration : 03:56   Song Number : 12616   

Wadiyaan Mera Daaman (Male) Abhilasha (1968) 03:36 21401
 
Poster of Abhilasha (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 03:36   Song Number : 21401   

Wadiyan Wadiyan Runa Laila 04:12 16723
 
Poster of Runa Laila
 
Category
Ghazal
Duration : 04:12   Song Number : 16723   

Wafa Jinse Ki Bewafa Pyaar Ka Saagar (1961) 04:44 21402
 
Poster of Pyaar Ka Saagar (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Pilu
Duration : 04:44   Song Number : 21402   

Wafa Ke Deep Main Kab Se Jalaye Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain 08:33 32023
 
Poster of Ustad Ahmed Hussain & Mohd Hussain
 
Category
Ghazal
Duration : 08:33   Song Number : 32023   

Wafa Ke Naam Par Mitna Ladki Pasand Hai (1971) 04:29 10693
 
Poster of Ladki Pasand Hai (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
G L Rawal
Music Director- 
Sonik-Omi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Deepak Kumar, Mumtaz
Duration : 04:29   Song Number : 10693   

Wafa Mere Dil Ki Rukhsat (1988) 05:13 40567
 
Poster of Rukhsat (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Mithun Chakraborty, Anuradha Patel
Duration : 05:13   Song Number : 40567   

Wafaa Jo Na Ki Muqaddar Ka Sikandar (1978) 03:05 13805
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Hemlata
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rakhi, Vinod Khanna, Rekha
Duration : 03:05   Song Number : 13805   

Wafaa Jo Tumse Kabhi Daddy (1991) 05:11 18678
 
Poster of Daddy (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Suraj Saneem
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Talat Aziz
On Screen Actors- 
Anupam Kher
Duration : 05:11   Song Number : 18678   

Wah Ji Wah Duplicate (1998) 06:03 21403
 
Poster of Duplicate (1998)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1998
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan
Duration : 06:03   Song Number : 21403   

Wah Ri Duniyaa Wah Re Zamaana Grahasti (1948) 03:08 16245
 
Poster of Grahasti (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Waheed Qureshi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kuldeep Kaur, Sulochana Chatterji
Duration : 03:08   Song Number : 16245   

Wah Wah Khel Shuru Himmatwala (1983) 05:56 36317
 
Poster of Himmatwala (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Jitendra, Shri Devi
Duration : 05:56   Song Number : 36317   

Wah Wah Ramji Hum Aapke Hain Koun (1994) 04:20 21404
 
Poster of Hum Aapke Hain Koun (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Ravindra Rawal
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Salman Khan, Madhuri Dixit
Duration : 04:20   Song Number : 21404   

Wahaan Kaun Hai Tera Guide (1965) 04:50 21405
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:50   Song Number : 21405   

Wahaan Kaun Hai Tera (Long Version) Guide (1965) 06:00 38565
 
Poster of Guide (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Dev Anand
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:00   Song Number : 38565   

Wahin Chal Mere Dil Shaukeen (1982) 04:33 17636
 
Poster of Shaukeen (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Suresh Wadkar
On Screen Actors- 
Mithun Chakraborty
Duration : 04:33   Song Number : 17636